/* remove this */ Blogger Widgets /* remove this */

Friday, January 6, 2012

UP TET 2011: One More Case in Allahabad Highcourt Chalanging Exemption from TET Exam for BTC Candidates

UPTET : One More Case in Allahabad Highcourt Chalanging Exemption from TET Exam for BTC Candidates

See Case Details -
*************************
This is an UNCERTIFIED copy for information/reference. For authentic copy please refer to certified copy only.
HIGH COURT OF JUDICATURE AT ALLAHABAD

Chief Justice's Court

Case :- SPECIAL APPEAL No. - 27 of 2012

Petitioner :- Herendra Nath Gautam And Others
Respondent :- State Of U.P. And Others
Petitioner Counsel :- Satyendra Nath Tiwari
Respondent Counsel :- C.S.C.,R.A. Akhtar,Rajeshwar Singh

Hon'ble Syed Rafat Alam,Chief Justice
Hon'ble Ran Vijai Singh,J.
Connect with Special Appeal No. 2366 of 2011 and list on 24th January, 2012.

Order Date :- 5.1.2012
Pratima
(Ran Vijai Singh, J.)  (S.R.Alam,C.J.)
**************************

This Above Case Link with This Old Case Below : -
*************
HIGH COURT OF JUDICATURE AT ALLAHABAD
Court No. - 40

Case :- SPECIAL APPEAL No. - 2366 of 2011

Petitioner :- Prabhakar Singh And Others
Respondent :- State Of U.P. And Others
Petitioner Counsel :- Siddharth Khare,Ashok Khare
Respondent Counsel :- C.S.C.,R.A. Akhtar

Hon'ble Yatindra Singh,J.
Hon'ble Ram Surat Ram (Maurya),J.
This Special Appeal arises out of a writ petition filed by the appellant for the relief that they may be exempted from appearing in Teacher Eligibility Test on the ground that they have already done two years BTC or six months Special BTC.

In this Special Appeal, the respondents were granted one week time for filing counter affidavit on 8.12.2011. On their request, put up this case as fresh case on 20.12.2011. In the meantime the order dated 8.12.2011 may be complied with.

The counsel for the respondents states that the similar case namely Special Appeal No. (1176) of 2011 is tied up with a bench presided over by Hon. Ashok Bhushan J.

In our opinion, it would be appropriate to decide all special appeals together.
Order Date :- 15.12.2011
Rkb

See Case Here - http://elegalix2.allahabadhighcourt.in/elegalix/WebShowJudgment.do?judgmentID=1587018
*************************
HIGH COURT OF JUDICATURE AT ALLAHABAD
Chief Justice's Court

Case :- SPECIAL APPEAL No. - 2366 of 2011

Petitioner :- Prabhakar Singh And Others
Respondent :- State Of U.P. And Others
Petitioner Counsel :- Siddharth Khare,Ashok Khare
Respondent Counsel :- C.S.C.,R.A. Akhtar

Hon'ble Syed Rafat Alam,Chief Justice
Hon'ble Ran Vijai Singh,J.
Sri R.A. Akhtar, learned counsel appears on behalf of National Council for Teacher Education - respondent no.5.
Sri K.S. Kushwaha, learned Standing Counsel appearing for the State - respondents is granted one week's time to file counter affidavit on behalf of the State - respondents. The counter affidavit is to be sworn by an officer not below the rank of Joint Secretary of the State Government.
The matter shall appear on 15th December, 2011 in the additional cause list.
Order Date :- 8.12.2011
VMA
(S.R. Alam, C.J.)

(Ran Vijai Singh, J.)

31 comments:

  1. dekhlo nakal walo ki akal.jaldi aag main hath sek rahe hai.

    ReplyDelete
  2. saalo ko na naukri mil rahi hai, aur na hume milne de rahe hai,

    ReplyDelete
  3. YE SAB SAALE T.E.T. ME FAIL VALE HI HAI



    9455192897

    ReplyDelete
  4. ये सब कमीने टीईटी फेल वाले हैँ। इन सालोँ ज्यादा ही खुजली हो रही है। 200मेँ 38 पास हुए हैँ।

    ReplyDelete
  5. in saloo ko tet ki exam clear karne me phat rahi hai vo bhi uptet wah re merit holders

    ReplyDelete
  6. in saloo ko tet ki exam clear karne me phat rahi hai vo bhi uptet wah re merit holders

    ReplyDelete
  7. UPTET kewal patrata pariksha thi.selection to marrit base per hi hona chahiye.

    ReplyDelete
  8. TET kewal patrata pariksha hai selection to marret base hi hona chahihe kyoki isme bhi sale paisa dekar TET me NO. bathawa liye hai.
    9015714675

    ReplyDelete
  9. i agree with jitendra singh jinohone tet clear kiya h unki merit banni chaiye acadimics k no. se. mere 110 no h general m but selection merit par hi hona chaiye....

    ReplyDelete
  10. `bhai jitendra singh agar academic par itna bbhrosa hai to b.t.c. kyon nahi karte wah direct nakalchiyon ke liye he hai aur itne hi hosiyar the to aur bhijob to hain.

    ReplyDelete
  11. ye jo academic academic chila rahe hain unse kahna hai ki jab c.b.s.e. wale sampurna nand wale aur nakal wale jugad wale merit me aa jayenge to ye ''REL SI DEKH KAR RAH JAYENGE''

    ReplyDelete
  12. agar tet kewal patrta pariksha hai to dhai lakh se jyada pass huye hain sabhi teachar banne ke patr hain kya sarkar sabko naukari degi ya pahle B. Ed. ki bheed me ghum rahe the am tet ki bheed men ghumenge.

    ReplyDelete
  13. niymawali koi ambedkar ji to likh nahin gaye the jo badal nhain sakti samay aur jaroorat ke hisab se niyam bante hain is samay desh ko sabse badi jaroorat hai quality of education ki jiske liye n.c.t.e. ke kahne par t.e.t. hua tha bhir itna ho halla kyon ?

    ReplyDelete
  14. Patrta pariksha me jo jitna adhik number paya hai wo utna hi adhik teacher banne ke patra hai kyoki usko subjecto ka knowledge adhik hai to iske aadhar par naukari kaha se galat hai.
    Doosri baat jab ye baat tet ke pahle hi pata lag gayi ki bharti me isi ko aadhar banaya jayega to ab ho halla karkar kyo sabko paresan kiya ja raha jai
    Tisri baat sona12 ji aur jitendra ji sukra maniye madam maya ka jo bharti karne ke liye paper ka sabse easy pattern chuna gaya, kahi apne asli pattern par iski pariksha hui hoti to jo itne log academic academic chilla rahe hai unki paas hone ki naubat hi nahi aati. Aur agar yakin na ho to anya rajyo ka result aur ctet ka result dekh le.
    Sanjay rao from lucknow

    ReplyDelete
  15. kis academic ki baat karte hain log uski jisme kabhi kalyan sinh adhyadesh lagate hain student jael jate hain ya uski jisme mulayam swkendr exam se nakal karwate hain us c.b.s.e. ki 80-90% aram se aate hai ya smpurna nand ki 10 ya jugadiyon ki ya rupaye se nambar lane walon ki aese me agar tet se yogyta ko parkh liya gaya to ab kyon halla mach raha hai.

    ReplyDelete
  16. Kisi ko naukri mile ya na mele is se sarkar ko koi farak nahi parta, sakar ko to bas aarbo rupya kamana tha jo usne kama liya hai chahe form bech ker, chahe selection per ya speed post se. ullu hum logo ka bana rakha hai

    ReplyDelete
  17. javed ji sarkar ko kio kos rahe ho..bhai in sabke piche janta ka ka hat hota hai kia ferjiwada group jo high merit ki marksheet banati hai usko paisa sarkar ne dia tha,jo abhi log paise ke sat pakde gai hai unko paisa serkar ne dia tha..jo ye cort mai roke lagee gai hai ye serkar ne lagaee hai ...javed ji kuch bolne-likhne se pahle apne ander jhank ker dekho...bhai serkar ne to ek galti 10 sal pahle ki thi ki vbtc mai acedemic merit banaker lakin sarkar ko ye kia pata tha ki iski vajah se itna bada ferjiwada group kada ho jayega jiski kimat anne wala samaimai desh ko chukana padega ...in 10 salo mai kai gunde mawali ferji acedemic per ja ke teacher ban gae hai...aye din primary mai garib bacho ke sat aslil herkate sunne ko mil rahi hai...javed ji aap ke bachhe in school mai nahi jate isilia bol rahe hai...mera vichar hai ki yadi tet mai koi dhandli hui hai to janch karai jaye aur jarurat pade to ek exam aur karaye..ya vacanci cancil ker di jaye lakin gunde mawali no,no bahut ho gaya ..

    ReplyDelete
  18. Academic ki marksheet sarkar de rahi hai Aur TET ka certificate bhi sarkar hi de rahi hai.Agar academic marksheet ferji ho sakta hai to is baat ki kya guarantee hai TET ka certificate ferji nahi ho sakta hai.
    ye sab TET pass Bahan mayawati ke aadmi hai Aur Bahan Mayawati ke liye hi vot mang rahe hai.

    Pehle to Bahan Mayawati keval B.A B.sc walo ko rakh rahi the kiya B.com Aur Professional degree wale eligible nahi the ye sab cheje dhandli ke aur ishara kar rahi hai.

    ReplyDelete
  19. ye log jo dhandhali keh kar shor kar rahe hai, 10+2+3+bed ki bakalat ker rahe hai aur tet ko keval patrata pariksha kah rahe hai unke liye ye jankari de don ki tgt,pgt pass karna bhi ek patrata pariksha hai aur esme bhi academic merit ki bakalat q nahi karte hc q nahi jate. es pariksha ko bhi bord hi karata hai tab dhandhali ka shor q nahi karte. ye log nakal karke pass hote hai aur comptison se darte hai.

    ReplyDelete
  20. kon kaheta hai ki TET me fargiwadw nahi hua kiya 90 minut me 1 paper se ye pata chal sakta hai ki kon teacher banne ke layak hai .. kisi ke pas jabab ho to batao ke jo tet ya acedemic cilla rahe inme se kitne ye chahenge ki unke bacche in school me padhe jab tum apne baccho ko nahi padha sakte to apni salery ke chakker me lar rahe kioki chahe barti TET par ho ya acedemic par koi bhi laraka ya larki padhane ke liye bahrti nahi hona chata bus use to 20k dikhai de rahe na shiksha.... agar kisi ke pas iska sahi jabab ho to batao.

    ReplyDelete
  21. Doso mughe lagata hai ki merit tet ke adhar pr na banakar overall banani chahiye. Because mai kai ase logo ko janata hu jo sabase pahle ke tet ke result mai fail the aur aj unake marks 130 to 135 hai. Dosto kai bar result ane se farjivade ki sari simaye tut chuki hai. Ab ap hi bataye ki kya tet ke adhar pr merit uchit rahegi? Vese mere 106 marks obc arts hai.

    ReplyDelete
  22. Yaro...mera is tet ne jeena haram kr diya hai. Mere kai sare exam isaki vajah se dub chuke hai. Mai barbad ho chuka hu aur mai jeena nahi chahata so alavidi dosto...

    ReplyDelete
  23. nds ji
    mere her baat me logic hota, mai tumhare tarah hawa me bate nahi karta hu.
    rishvat sarkar ke aadmi hi lekar hi nakal karate hai ya ferji marksheet banwate hai.sarkar ke aadmi ka matlab sarkar hi hota hai.

    ReplyDelete
  24. Jeena yahan marna yahan tet ke shiva jana kaha. So yaro maro nahi apane hk ke liye lado aur jiyo. Jay hind.

    ReplyDelete
  25. Friends,
    If you want to Join any Orkut community then you can join - http://www.orkut.co.in/Main#Community?rl=cpn&cmm=119192630

    But I felt this is already a good platform, where you can get updates fastly.

    Orkut not allows large Content and therefore this BLOG itself provides good PLATFORM to reach your VOICE lakhs of Peoples.

    BLOG VISIT STATUS CROSSESS 10 LAKH VISITS AND DAILY GETS THOUSANDS OF VISITS ALL AROUND THE WORLD.

    ReplyDelete
  26. BHOOL JAO TET WALON SARKARI NAUKARI ...............
    AB TO NAI SARKAR ( SP KI ) PHIR SE TET KARAYEGI AUR MERIT ACADEMIC BANEGI......... ha ha ha.........

    ReplyDelete
  27. KIA KAH RAHE HO BHAI ESA MAT KAHO ..KIA IMAN HAR JAYEGA AUR SAITAN(FERJIWADA) JEET JAYEGA???

    ReplyDelete
  28. please please this is a request for those with supernatural power & highly developed sixth sense.... kindly dont give absurd n confusing comments......thanks

    ReplyDelete
  29. dear friend i want 2 say that tet ko sabhi logo ne nachnewali bana diya hai jo jab aur jaise nacha raha hai waise ye tet nach raha hai.yadi aap log man bana hi liye hain ki sup.court me apil karenge to is abhiyan me main ajay kumar gupta aap ke sath hoon .my mo.no.8960816929,i belong 2 ghazipur,thanks.

    ReplyDelete
  30. aap sb sahi kah rahe h . i agree with you. comtetion koi beet nahi karna chahta h sb ko bina mehnat k naukari chahiye.

    ReplyDelete
  31. tet pariksha to 200 % nirast honi chahiye, aur dobara karane ke baad poori merit se selection hona chahiye.tet ka paper class 5 ka student bhi pass ho jayega ,,, jisme pass hoke sab uchal rahe ho,,abhi tough paper aya hota to aur kam marks aate to kahte ki poori merrit banao.... btc wale kabhi bed ke raste mein nahin aaye woh to sirf apne haq ki ladai lad rahe hain jaisa tum pareshan ho woh bhi pareshan hain . her jagah galti sirf government ki hai.

    ReplyDelete

Please do not use abusive/gali comment to hurt anybody OR to any authority. You can use moderated way to express your openion/anger. Express your views Intelligenly, So that Other can take it Seriously.
कृपया ध्यान रखें: अपनी राय देते समय अभद्र शब्द या भाषा का प्रयोग न करें। अभद्र शब्दों या भाषा का इस्तेमाल आपको इस साइट पर राय देने से प्रतिबंधित किए जाने का कारण बन सकता है। टिप्पणी लेखक का व्यक्तिगत विचार है और इसका संपादकीय नीति से कोई संबंध नहीं है। प्रासंगिक टिप्पणियां प्रकाशित की जाएंगी।