वाराणसी : टीईटी छात्र संघर्ष मोर्चा शिक्षक नियुक्ति प्रक्रिया में तेजी लाने के लिए राष्ट्रपति, प्रधानमंत्री, राज्यपाल व मुख्यमंत्री को ज्ञापन भेजेगा।
मोर्चा की मंडल कोर कमेटी की बुधवार को शहीद उद्यान सिगरा में हुई बैठक में यह निर्णय लिया गया। बैठक में कमेटी के अमर नाथ कुशवाहा, पंकज विश्वकर्मा, श्रीमती रंजना सिंह, संदीप सिंह, सत्यप्रकाश मौर्य, सतीश कुमार, अरुण सिंह आदि मौजूद रहे।
News : Jagran (1.3.12)
Sahi hai kam se kam rastrapati aur pradhanmantri ko pata lag jayega ki u.p.ki basic shiksha rajniti ka akhada bankar purntya chopat ho chuki hai.
ReplyDeleteMujhe lgata hai ek gyapan Kapil Sibbal aur NCTE ko bhi diya jaye.
ReplyDeleteAur ek gyapan Rahul Gandhi ko diya jaye kyoki unhe 2014 ke election ko dikhkar wo jarur rajneetik laabh lene ki kosis karenge to kyo na iska phayada uthaya jaye.
Plz apne comment de.
Mujhe lgata hai ek gyapan Kapil Sibbal aur NCTE ko bhi diya jaye.
ReplyDeleteAur ek gyapan Rahul Gandhi ko diya jaye kyoki unhe 2014 ke election ko dikhkar wo jarur rajneetik laabh lene ki kosis karenge to kyo na iska phayada uthaya jaye.
Plz apne comment de.
@rpan ji jis tarah mayavati ne hame election time use kiya hai usi tarah Rahul gandhi bhi 2014 ke electiön ke samay hi hamara use karega.hame sirf nyay court se hi milega agar lawyer yogya hoga aur ham sab uski fees ke liye support kare.
Deletegood step
ReplyDeleteAzamgarh vishal dharna 02.03.2012 time 10.30 mehta park azamgarh me hogi.Pls aap jarur pahuche.
ReplyDeletePlease jarur aaye.Rajesh row ji kripya news update kare.
ReplyDeleteTet Sangharsh Morcha UNNAO
ReplyDelete4 march ko 11 a.m. Nirala Park Unnao me meeting hai. Unnao k logo se nivedan hai ki meeting me jyada se jyada sankhya me aaye.
This comment has been removed by the author.
ReplyDeleteAtul Tiwari 9451360651
ReplyDeleteTet Sangharsh Morcha UNNAO
4 march ko 11 a.m. Nirala Park Unnao me meeting hai. Unnao k logo se nivedan hai ki meeting me jyada se jyada sankhya me aaye.
@vipin sharma ji
ReplyDeleteAgar neta hume use karte hai to hum bhi apni sankhya k bal par unko use kar sakte hai.
Mai finicial madad k liye hamesa taiyar tha akhir ye hamare haq ki ladai hai.
Meri sab logo se request hai ki Nitin Mehta ji ko tan man dhan se support kare aakhir vo hamare haq k liye lad rahe hai.
Shiksha mitra apna maandaye badwane k liye Rahul Gandhi se milne Delhi gaye the aur HRD ministry ko bhi gyapan diya tha. Aur in logo ne patr likhkar u.p. Govt. Ko maandaye badane k liye kaha bhi tha.
ReplyDeleteLekin Mayawati ne tanashahi dikhayi aur central ki baat nahi maani.
Shiksha mitra apna maandaye badwane k liye Rahul Gandhi se milne Delhi gaye the aur HRD ministry ko bhi gyapan diya tha. Aur in logo ne patr likhkar u.p. Govt. Ko maandaye badane k liye kaha bhi tha.
ReplyDeleteLekin Mayawati ne tanashahi dikhayiaur central ki baat nahi maani.
Humhe bhi nayi govt. Banane par kuch isi tarah k hathkande apnane honge.