/* remove this */ Blogger Widgets /* remove this */

Thursday, April 4, 2013

Anudeshak recruitment in UP : अनुदेशक भर्ती अभ्यर्थियों की याचिका खारिज


Anudeshak recruitment in UP : अनुदेशक भर्ती अभ्यर्थियों की याचिका खारिज

इलाहाबाद - विद्यालयों में अंशकालिक अनुदेशकों की भर्ती में शामिल अभ्यर्थियों को हाईकोर्ट से कोई राहत नहीं मिली है। न्यायालय ने इस मामले में हस्तक्षेप से इंकार करते हुए याचिकाएं खारिज कर दी हैं। कोर्ट ने इसे सरकार का नीतिगत मामला माना जिसमें अल्पकालीन योजना के तहत नियुक्तियां की जा रही हैं। रामविजय यादव और अन्य की ओर से याचिका दाखिल कर अनुदेशक भर्ती के लिए जारी शासनादेश को चुनौती दी गई थी। अपर महाधिवक्ता ने कहा कि नियुक्तियां मात्र 11 माह के लिए की जा रही हैं


News Source / Sabhaar : Amar Ujala (4.4.13)

10 comments:

  1. In writ dalne wale rachso ka vas chale to UP me koi bhrti hi na hone de.... Ye us atankwadi k tarh hai jo bhrti ko kai guto me tod kr usme rajnet krk sbko aps me ladate hai... Aur hm murkho k trh ink piche chalkr inka support krte hai... Sathiya ye smay ek hokr is bharti ko compleat krne ka hai..... Jiski umed lagbg khtm ho chuki hai.

    ReplyDelete
  2. You are right dear,रामविजय यादव और अन्य jase log ke pass bahut hi pisa hai aur ye apne sare family ko galat tarike se Goverment me gusvana chate hai so asa karte hai,are ye log ye kyo nahi sochate jo log berojagar baite yai aur jinke pas income ke sadhn nahi hai unki barti ho jaye to kya bura hai,Maine bhi BSC kiya hai aur MCA bhi but nahi de pa rahe hai s kya court chale jaye,Asa khabhi nahi hota,apne liye dosaro ka nuksan nahi karna chaiye...........

    ReplyDelete
  3. Jaise ANUDESHEK ke mamle me sarkar vijayi hui......jaise mahilaon ko 50% arakshan ke mamle me sarkar vijayi hui.....jaise non tet ke mudde par bhi sarkar ka vijayi hona lagbhag tay hai......usi tarah TET vs acedemic mudde par bhi sarkar ki hi jeet hogi, yani accedemic system se hi bharti hogi.
    Jis tarah court ne mahilaon ko 50% aarakshan mamle ko sarkar ka neetigat mamla bataya.......usi tarah TET & acedemic , TET weitage bhi sarkar ka hi neetigat mamla hai.
    Is bharti me kuch dalal ghus aaye hain, Inka network bahut lamba hai........!!!! Ye aapke chande se apni rozi-roti aur dukan chalaa rahe hain....aur aap-hum sabko gumrah kar rahe hain.Ye kahte hain ki mamla fir bouble banch me HARKOULI ke pass aa jayega ...... Ye sab bakwas hai. Court me pradesh sarkar mahadivakta C.B.Yadav, N.C.T.E adhivakta KAMROOL HASAN SIDDIQI etc. Court me apna paksha rakh chuke hain.....sab logo ke pakshon ko dekhte hue faisla sunaya jayega.....Aise kisi ki marzi thode hi chalegi ki kuch bhi decision de diya jaye.
    "JAI ACEDEMIC."

    ReplyDelete
  4. tet merit supporter kahte hain ki 16 ko humara case db me aa jayega kyuki harkauli ji is case se jyada parichit hain,meri samajh me ye nahi aata ki jab sare cases ko db me hi wapas karna tha toh tb ka gathan hi kyo kiya gaya.kitna hasyaspad baat karte hain ye log ki case hi reverse ho jayega,pahle tb se db fir db se single bench case wapas bhej diya jayega,kyonki arun tondan ne ye case 1 saal tak chalaya hai.har samay jhooti afwah failate hai ye log,aisa lagta hai ki ye judges se seedhe baat karte rahte hai.

    ReplyDelete
  5. Tet k neta facebook/blog par sunwai ka vivran eaise dete hai jaise bs tet merit pr joining milne wali hai... Bewkoof kahi k date to hafte bhr k lagwa nhi pate aur bate badi badi krte hai.... Akhir faltu matter non tet ko kal bahr q nhi kiya gya?

    ReplyDelete
  6. Tet pe kaha bharti hoe koi hakla ya pagla jo bhi judge ho .rule se ye eligibility hai ye govy tai kare ki kya wtg diya jaye.hoga wahi jo govt chahti hai .neta ki bhi khub kamai ho gai chahe wo tet neta ho ya koi aur

    ReplyDelete
  7. ye to ekdum chutiyon ki NAGRI lag rahi hai.bina taeq ki baate karte hain sabhi log 1 din agar absent ho jao to ye haal hota hai yahaan par

    ReplyDelete
  8. Are yaar humse aankh milakar to baat karo, naam badalkar kyo blog par aate ho.....??? Kya aankh milakar baat karne ki himmat nhi....????

    ReplyDelete

Please do not use abusive/gali comment to hurt anybody OR to any authority. You can use moderated way to express your openion/anger. Express your views Intelligenly, So that Other can take it Seriously.
कृपया ध्यान रखें: अपनी राय देते समय अभद्र शब्द या भाषा का प्रयोग न करें। अभद्र शब्दों या भाषा का इस्तेमाल आपको इस साइट पर राय देने से प्रतिबंधित किए जाने का कारण बन सकता है। टिप्पणी लेखक का व्यक्तिगत विचार है और इसका संपादकीय नीति से कोई संबंध नहीं है। प्रासंगिक टिप्पणियां प्रकाशित की जाएंगी।