News : Amar Ujala (21.3.12)
सरकारी नौकरी शिक्षक भर्ती/नियुक्ति परिणाम / टीईटी Sarkari Naukri Recruitment/Appointment Result. Latest/Updated News - UPTET, CTET, BETET, RTET, APTET, TET (Teacher Eligibility Test) Merit/Counselling for Primary Teacher(PRT) of various state government including UP, Bihar
Wednesday, March 21, 2012
UPTET Peaceful Demonstration, Police Lathicharge on TET Candidates
News : Amar Ujala (21.3.12)
83 comments:
Please do not use abusive/gali comment to hurt anybody OR to any authority. You can use moderated way to express your openion/anger. Express your views Intelligenly, So that Other can take it Seriously.
कृपया ध्यान रखें: अपनी राय देते समय अभद्र शब्द या भाषा का प्रयोग न करें। अभद्र शब्दों या भाषा का इस्तेमाल आपको इस साइट पर राय देने से प्रतिबंधित किए जाने का कारण बन सकता है। टिप्पणी लेखक का व्यक्तिगत विचार है और इसका संपादकीय नीति से कोई संबंध नहीं है। प्रासंगिक टिप्पणियां प्रकाशित की जाएंगी।
frustated up police
ReplyDeleteThanks my tet friends
ReplyDeletekaash! a lathi mere mere upar giri hoti to mere dil ki chingari aur bhadakati aur aisi chingari se sare bhrast logo ko jala k khakh kar deta
ReplyDelete@ baruta,
ReplyDeletejin par lathi pari wo lathi ka jawab de sakte the, 10000 candidate ke samne police wale bahut kam the, lekin ham bhawi teacher hai hame kanoon todna sobha nahi deta,
mkdubey@msn.com
aur hamare sathi badhai aur sarahana ke patra hai, itne kast ke baad bhi unhone ne apna dairya nahi choda.
ReplyDelete@mr.baruta ham lathi ka jabab dete to hamara mission fail ho jata.aaj media hame highlight kar raha hai kyonki ham lathi sahan karte rahe.
ReplyDeletemai samajh sakata hoo...
ReplyDeletejhansi-bundelkhand uptet sangharsh morcha ki taraf se aaj press confrence ki jayegi jisme lathi charge ki ninda and media ka support ke liye dhanyabad diya jayega ,or sarkar se niyukti prikyiya sheeghr karane ke apeel ke jayegi.
ReplyDeletejhansi- sunday 25-03-2012 ko bundelkhand uptet sangharsh morcha ki taraf se bavya shanti march nikala jayega jo predesh istr ka hoga aap logo se nivedan hai jhansi badi si badi sankhaya main pahuche venue bata diya jayega.
ReplyDeleteUTTAR PRADESH HUMAN RIGHTS COMMISSION
ReplyDeleteManav Adhikar Bhawan
TC-34, V-1, Vibhuti Khand, Gomti Nagar
Lucknow-226010
STD CODE : 0522
FAX : 2305808, 9
E-mail : uphrclko@yahoo.co.in
Website :
(Last updated on 17.06.2011)
Sr. No. Designation Name Tel. No. (O) Tel. No. (R) Mob. No. e-mail Address
1. Chairperson Justice Sri H.K. Sema 2305801 2237844 Camp office:0120-2515013 15, Kalidas Marg, Lucknow
2. Member Justice Sri Vishnu Sahai 2305802 2789891, 2787666 C-105, Nirala Nagar, Lucknow
3. Member Smt. Asha Tewary 2305803 2307404 B-2/5, Vishwas Khand, Gomti Nagar, Lucknow
4. Secretary Shri Ashok Kumar Verma 2305804 2207381 09452782518 D-13, Butlar Palace Colony, Jopling Road, Lucknow
5. Special Director General of Police Shri B.M. Saraswat 2305805 09454400119, 9451176081 I.P.S. Colony, Vibhuti Khand, Gomti Nagar, Lucknow
6. Law Officer Shri Manvendra Singh 2305806-7 09458649321 C-4, Butlar Palace Colony, Jopling Road, Lucknow
7. Under Secretary Shri Ram Narain 2305806-7 09454412041 18, Durgapuram Colony, Sector-13 Vikas Nagar, Lucknow
8. Addl. S.P. of Police Shri Amit Mishra 2305806-7 09454401152
Top
20 march ko aaye huy sabhi tet sathiya ka thanks aur jo nahi aay unhe @@@@@@!!! friends humhara 50% kam ho gaya hai... hume harna nahai hai.jab tak hum kamyab nahi ho jay...hunhara sandesh sarkar tak pahuch gaya hai...,kal main jab morche me tha to vaha ke logo ka jooosh dekh kar bahut khushi hue...sathiya hum jaroor jeetenge bas ek sath rahna hai...thank once again friends kal lucknow jane ke liye.,.,.,.,.suraj kanpur 9336003746
ReplyDeletehume ek teacher kee tarah he behave karna hoga. Jis tarah kal hum logo ne kiya bahut theek tha.kanoon ko nahee todna hai.
ReplyDeleteJo kuch hua bahut bura hua...ye sab dekh kar mere aankh se aansu nikal rahe thhe...word nahi tha mere paas...garv hai wun bahano pe jinhone aage badh kar morcha samhala...dosto ab hame kamyab hone se koi nahi rok sakta...
ReplyDeleteAj wun logo ko hamari ekta ka ehsas ho gyya..ab pata chal gya hoga unhe jab sabra ka bandh tutata hai toh kya hota hai...bahut majak bana diya gya tha hamara...
Ab hame nyay jarur milega...
Bas ham hamesha ekjut rahe...
ye gandi politics hai kee humare shanti purn pradarshan ke uper lathee charge huee.humare maulik adhikaro ka hanan kiya gya. Hume javab dena hoga.
ReplyDeleteDo lathi mere bhi pari, lekin koi baat nahi sala itna paisa aur time barbaad karke yeh neta aise malai nahi chaat sakte, mayavati ki ma.........k.............ch.
ReplyDeleteWELL DONE GIRLS WORD IS NOT SUFFICIENT FOR YOUR DARENESS GREAT JOB
ReplyDelete~Kisi k kahne ya Maangne se ACD MERIT nahi banegi....
ReplyDelete~TET FAILs bhi ye maang kar rahe hein ki TET ko radd karo...
Taaki unko dobara mauka mil jaye....
~Humne din-raat mehnat karke EXAM PASS Kiya...
LINEs mein lage.....
10-10 HAZAR Rs.. kharche...
fir bhi HUMKO LAATHIYAN Mili....
~Humse achhe to FAILs hein kam se kam TENSION to nahi le rahe....
"HANS CHUGEGA GAANA KAUAA MOTI KHAYEGA.."
Wah Wah kya LOKTANTRA HEI....
"THE HINDU"
ReplyDeleteCOVERED THE NEWS OF LATHI CHARGE IN LUCKNOW...............
Aspirant teachers lathi-charged
A number of aspirants who cleared the Teachers Eligibility Test (TET) were on Tuesday lathi-charged by the police when they were heading toward the Vidhan Bhawan.
Demanding that the State government not cancel the TET examination, the aspirants gathered from all over the State and headed toward the Vidhan Bhawan.
They were stopped by the police from proceeding and when the use of water cannons did not disperse them police resorted to baton charge, official sources said.
‘Employ immediately'
The aspirants under the banner of TET Passed Sangharsh Morcha demanded that they be immediately employed in primary schools as they had cleared the TET examination.
They later sent a memorandum of their demands to Chief Minister Akhilesh Yadav and sat in a dharna at Jhulela Park.
The TET exams was held last year after the arrest of then Director Secondary Education Sanjay Mohan due to alleged discrepancies in the exam and taking money for clearing the names of examinees. For misdeeds of the officers, 72825 TET passed aspirants should not be targeted, Sangharsh Morcha officer bearer Ganesh Dixit asserted. - PTI
उत्तर प्रदेश बेसिक शिक्षा के इतिहास मे कल का दिन काला दिन के रूप मे होना चाहिये विदेशी आक्रांताओं को पीछे छोडते हुये उत्तर प्रदेश सरकार ने जो कृत्य किया है उसको आने वाले समय़ मे हमारे द्वारा नही भुलाया जा सकता। इस समाज मे मास्टर तो निहायत ही बेचारा हो कर रह गया था यदि वो समान वेतन का अधिकार मांगता है तो समय गवाह है कि उस पर घोडे दौडाये गये और चाबुको का भी प्रयोग किया गया एसा चौथे वेतन आयोग गठित होने के समय हुआ था। कार्य के नाम पर चाहे आप मास्टर जी से चूहा मर वालो चाहे पोलियो पिलवा लो चाहे जो करवा लो बस सभी कि यही आपेक्षा रहती है कि अपना अधिकार मत मांगो । यदि भ्रष्टाचार के खिलाफ़ किसी ने आवाज उठाई तो वह दबा दी गयी । इन भ्रषटाचारियों का शुरू से ही मास्टर के कन्धे पर बन्दूक चलाने का शौक रहा है हमारी नियुक्ति शिक्षण कार्य के लिये की जाती है पर हमसे भवन बनवाया जाता है और फ़िर यह भी कहा जाता है इसकी बन्दर बांट करो बेचारा मजबूर शिक्षक बन्दरबांट करने के लिये यदि दीवारे या छत कमजोर कराता है तब किसी दुर्घटनटना का वो ही जिम्मेदार ठहराया जाता है यदि नही कराता है तो हमारे एक उन्नाव जनपद के साथी की तरह स्कूल में ही हाथ पकड कर उसके मुँह में जहर उडेला जा सकता है...........(यह मैने व्यक्तिगत अनुभव के आधार पर लिखा है) हम अध्यापकों के साथ न जाने कितने अत्याचार की कहानियाँ जुडी है
ReplyDeleteआज फ़िर उसी अत्याचार के अध्याय मे नया पृष्ठ जोडा गया है आप सभी से मेरी प्रार्थना है कि आप अपनी एकता शक्ति पर विश्वास रखें अपने अधिकारों के प्रति सजग रहें अपने आत्मविश्वास को न टूटने दे.........ईश्वर सबके साथ न्याय करेगा!!!!!!!!!!!!!!!!!!!
WELL WISHES TO ALL TET PASS CANDIDATE AND THOSE WHO SUPPORT US FOR THIS CAUSE
ReplyDeleteFRIENDS THIS IS OUR FIRST SUCCESS AND NOW WE HAVE ALONG WAY TO COVER AND DEFINITELY WE WILL WIN THE FIGHT
SABHI KO EKJUTTA RAKHANI HAI AUR APNE APNE JILO ME SANGHRASH MORCHE KO JINDA RAKHATE HUE AAGE KI RADNEET BANANI HAI 26/03/2012 KO JO BHI DECISION AATA HAI USI KE HISAAB SE AAGE KARVAHI KI JAYEGI
THANKS TO ALL WHO FIGHT FOR THIS CAUSE
Dosto ye lathiyon ke nishan hamare Liye gold medal hai.sathiyo police ke is karya ka tet pass log hi nahi anya log bhi ninda kar rahe hai ki jab ladke aur mahilaye apni jayaz mang ke liye shanti march kar rahe the to unhe pasuo ki tarah pitna galat tha .akhilesh ji ko is ghatna par visesh dyan dena chahiye. Aur bharti prakirya jald se jald suru karni chahiye kyonki log fhir se lucknow badi sankhya me pahuch sakte hai.jiski vajah se train,yatayat me samasya paida hoti hai
ReplyDeletevipin ji ap ne hamare liye lathi khayee god bless you. May u live long and give you the power that u will guide this country thanku.
ReplyDeletedosto hum log lathi kya goli bhi khane ko taiyar hai......
ReplyDeletebas hame apna haq chahiye...
Madhyamik siksha parishad aur janch agency dwara tet ghotale ki jo report sachivalay me bheji gayi hai,usme dhandali ko bade paimane par aur 'unrecoverable' bataya gaya hai. Sachivalay ko Tet nirast karne ke alava koi rasta nahi soojh raha hai....
ReplyDeleteAb dekhna hoga sasan kya karta hai,kyoki bharti me chayan ka adhar badlne par court phir se bharti par rok laga degi...
apki jankari ka srot kya hai?kaha se apko ye report mil gai?agar aisa hai to amar ujala me to aa jana chahiye tha?
Delete@sandeep ji kitne ladke aise hai jinki hame jankari nahi kyonki jab bheed pichhe ki taraf bhagi to vaha pahle se khade police valo ne dande mare.vas sabse yahi request hai ki sab unite rahe.
ReplyDeleteSachivalay ko jo report bheji gayi hai vo corrupt officers ko bhachane ke liye bheji gayi hogi kyonki ab tak prashashan ne 800 logo ko darsaya hai.news papers iski khabar kai bar de chuke hai.
ReplyDelete@.said
ReplyDeleteYaar jaanch report SASHAN ko bheji hei...
Ya fir tumko....
~Koi Vibhag apne kaam mei Bhaari dhaandli, gadbadi kaise bata dega ....
~JAB ki ye us VIBHAG par QUESTION MARK hoga....????
~Aur CERTIFICATEs tak baant diye gaye...
Kisi officer ne DHANDLI batayi....
~AAJ TAK ek bhi candidate ka naam saamne aaya....
~YAR TUM ACD SUPPORTER JOB K LIYE KITNE JHOONTH BOLOGE,,,,,..
है समय नदी की बाढ़ कि जिसमें सब बह जाया करते हैं।
ReplyDeleteहै समय बड़ा तूफ़ान प्रबल पर्वत झुक जाया करते हैं ।।
अक्सर दुनियाँ के लोग समय में चक्कर खाया करते हैं।
लेकिन कुछ ऐसे होते हैं, इतिहास बनाया करते हैं ।।
Jinke tet me kam mark hain athwa failled hain unke pas jyada reports aa rahi hain
ReplyDeletetype uptet lucknow aandolan at youtube and watch videos on news channel about aandolan.
ReplyDeletetype uptet lucknow aandolan at youtube and watch videos on news channel about aandolan.
ReplyDelete@sarika
ReplyDeletewell said
@barute
ReplyDeletethoda khud par control rakkho..
Plz give no abuse.
Agar tet cancel NAHI hota hai aur merit base change hota hai to hamara agla kadam kya hoga plz reply anyone.
ReplyDeletefrndssss,hamare case jiski sunwai 9 april ko hone waali thi uski sambhavit date high court ki website pr 22 march yani kl ko show kr rha hai....
ReplyDeletefrndssss,hamare case jiski sunwai 9 april ko hone waali thi uski sambhavit date high court ki website pr 22 march yani kl ko show kr rha hai....
ReplyDeleteCase Status - Allahabad
ReplyDeletePending
Writ - A : 76039 of 2011 [Varanasi]
Petitioner: YADAV KAPILDEV LAL BAHADUR
Respondent: STATE OF U.P. & OTHERS
Counsel (Pet.): ALOK KUMAR YADAV
Counsel (Res.): C.S.C.
Category: Service-Writ Petitions Relating To Primary Education (teaching Staff) (single Bench)-Appointment
Date of Filing: 21/12/2011
Last Listed on: 16/03/2012 in Court No. 33
Next Listing Date (Likely): 22/03/2012
yaar Govt. ne mehnati logon ko hi chutiya bana rakha hai....
ReplyDeletepahle TET me dando ki barsaat,
Ab jhutthe SP menifesto ne vaat lagai
ame yaar pahle bata dete ki
bhatta kewal 35 k upar walon ko milega. sunane me aya hai ki sewayojan karyalay me bhi berojgaaro par bade dande chale...........
abe berojgar kya insaan nahi hote....
koi bhi aa k bja jata hai.......
aap logon ko kya lagta hai.........
yeh berojgari bhatta (budhapa pension) milegi ya nahi............
@ Sailandra Bhai,
ReplyDeleteHamara No. agle chunao me yani 2017 se 2022 me
Yeh kal ke andolan ka asar hai shayad ki date 9 april se 22 march ho gai.
ReplyDeleteOye barute tu sudharega nahi. Abe gali kyu use kr raha hai. Teri inhi harkato ki vajah se ladkiya is blog pr comment dene se bachati hai. Control paji..ROHIT SINGH
ReplyDeleteCAUSE LIST ALLAHABAD
ReplyDeleteCause List
22/03/2012
AT 10.00 A.M.
COURT NO.33
HON'BLE MR. JUSTICE ARUN TANDON
66. DF 76039/2011 YADAV KAPILDEV LAL BAHADUR ALOK KUMAR YADAV
RAJESH YADAV
Vs. STATE OF U.P. & OTHERS C.S.C.
K.S. KUSHWAHA
Ye hai kal k andolan ka asar......
Agar hamari mange poori nahi hui to hum sarko par late jayege pura up jaam kar denge
ReplyDeleteiam fully agree
ReplyDeleteThis comment has been removed by the author.
ReplyDelete20 march ko hua hamara andolan kafi had tak safal raha,is andolan ki safalta se hamare sangharshrat sathiyo ka uttsah badha hai, ummeed karta hu ki bhavishya me yadi hume kisi prakar ki unity dikhane ki jaroorat padegi to aap log isi tarah hamara sath denge.
ReplyDeletekal pure pradesh ke logo ka ikattha hona isliye bhi mahattvapurna tha ki hamare sangathan ko apne lakshya ko prapt karne ke liye Vivekanand ke roop me ek yogya netritva mil gaya hai.
--Dhanyavad
uttar pradesh tet uttirn ekta sangharsh morcha, allahabad.
abhisheak bhai yeh 22 march ki date aap ko kahan se mili...pls link do...
ReplyDelete@suraj kushwaha
Deleteallahabad high court search kar lo google se..
Case Status - Allahabad
Pending
Writ - A : 76039 of 2011
[Varanasi]
Petitioner:
YADAV KAPILDEV LAL
BAHADUR
Respondent:
STATE OF U.P. & OTHERS
Counsel (Pet.):
ALOK KUMAR YADAV
Counsel (Res.):
C.S.C.
Category:
Service-Writ Petitions
Relating To Primary
Education (teaching Staff)
(single Bench)-
Appointment
Date of Filing:
21/12/2011
Last Listed on:
16/03/2012 in Court No.
33
Next Listing Date (Likely):
22/03/2012
jo log kal lucknow me the unki list banai jaani chahiye aur job lagne ke baad un logo ka samman kiya jaana chahiye. aakhir kuch hi log hain jo 2 lakh logo ke haq ke liye aandolan kar rahe hain
ReplyDeleteyes mr. Abhishek is right
ReplyDeleteCase Status - Allahabad
Pending
Writ - A : 76039 of 2011
[Varanasi]
Petitioner:
YADAV KAPILDEV LAL
BAHADUR
Respondent:
STATE OF U.P. & OTHERS
Counsel (Pet.):
ALOK KUMAR YADAV
Counsel (Res.):
C.S.C.
Category:
Service-Writ Petitions
Relating To Primary
Education (teaching Staff)
(single Bench)-
Appointment
Date of Filing:
21/12/2011
Last Listed on:
16/03/2012 in Court No.
33
Next Listing Date (Likely):
22/03/2012
@ suraj kushwaha
ReplyDeletehigh court ki site pe dekho.
wahi show ho raha hai.
Plz click this link...
http://allahabadhighcourt.in/casestatus/caseDetailA.jsp?type=WRIA&num=76039&year=2011
Thanx to mananiya akhilesh yadav ji ka jinhone lathicharge ki ninda ki hai aur police adhikariyo se jawab talab kiya hai jinhone maun julus par lathi charge karwaya tatha 26 march ko iss par uchit kadam uthane ki baat ki. Ek bar fir se mananiya chiefminister ko bahut dhanyawad. Aur jo log lucknow nahi gaye ye log blog par unko sammanit karna chahate hain. Lucknow to gaye nahi aur badi badi baatein blog par kar rahe hain. Sharm aani chahiye aap logon ko. Lucknow nahi ja sake to anargal batein kar ke lucknow pahunche logon ko apmaan na karein.
ReplyDeletedosto jaisa jhulelal park me nitin mehta aur shivkumar pathak ne kaha tha ki sunwai isi hafte hogi unke athak prayas se aisa sambhav hone ja raha hai hum sabhi ko jankar harsh hoga ki implead application par sunwai 22 mar ko hogi
ReplyDeleteCAUSE LIST ALLAHABAD
ReplyDeleteCause List
22/03/2012
AT 10.00 A.M.
COURT NO.33
HON'BLE MR.JUSTICE ARUN TANDON
66. DF 76039/2011 YADAV KAPILDEV LAL BAHADUR ALOK KUMAR YADAV
RAJESH YADAV
Vs. STATE OF U.P. & OTHERS C.S.C.
K.S. KUSHWAHA
WITH WRIA- 76355/2011 SARASWATI SRIVASTAVA SAROJ YADAV
Vs. THE STATE OF U.P. AND OTHE C.S.C.
-RS C.N.TRIPATHI
R.A.AKHTAR
WITH WRIA- 76392/2011 SHIVANI ABHISHEK SRIVASTAVA
Vs. THE STATE OF U.P. AND OTHE C.S.C.
-RS RAJEEV JOSHI
C.N.TRIPATHI
WITH WRIA- 76595/2011 SABA ANJUM & OTHERS INDRASEN SINGH TOMAR
AMIT KUMAR SRIVASTAVA
Vs. STATE OF U.P. & ANOTHER C.S.C.
K.S. KUSHWAHA
WITH WRIA- 1442/2012 VASUDEV CHAURASIA & OTHERS RAVINDRA PRAKASH SRIV.
Vs. STATE OF U.P. & OTHERS C.S.C.
AKHILESH KUMAR
R.A. AKHTAR
WITH WRIA- 75392/2011 VIJAY KUMAR TRIPATHI & ANOTHER AJOY KUMAR BANERJEE
Vs. STATE OF U.P. & OTHERS C.S.C.
K.A. USMANI
WITH WRIA- 76039/2011 YADAV KAPILDEV LAL BAHADUR ALOK KUMAR YADAV
RAJESH YADAV
Vs. STATE OF U.P. & OTHERS C.S.C.
K.S. KUSHWAHA
WITH WRIA- 2614/2012 MAHESH CHANDRA BHUPENDRA PAL SINGH
Vs. STATE OF U.P. & OTHERS C.S.C.
S.S. BHADAURIYA
WITH WRIA- 2608/2012 MOHD. SADAB SYED IRFAN ALI
MOHD. NAUSHAD
Vs. STATE OF U.P. & OTHERS C.S.C.
ILLEGIBLE
WITH WRIA- 6826/2012 VIMLESH KUMAR ALOK KUMAR YADAV
Vs. STATE OF U.P. & OTHERS C.S.C.
R.S. PRASAD
R.A. AKTAR
sathiyo ab hum aadhi jung jit chuke hai kuch manjil aur baaki hai usme hame purna viswas hai ki safalta humare kadam avashya chumegi.
ReplyDeletethanks sabhi tet pass log apke sahyog se ham jaldi hi kamyabi pa lenge sabhi sathio ko dhanyabad mujhe bhi hato mai chot lagi hai par ab thik hai lekin ham apne haq ke lia kuch bhi karne ke lia taiyar hai
ReplyDeletePlease agli bar aligarh se bhi adhik se adhik sankhya me pahunche jitne jyada candidate honge andolan utna hi majboot hoga (abdheshsharma321@gmail.com)
ReplyDeleteCongratulate for our victory to those friends who were at lucknow as well as those who were at their homes praying for success. Thanks
ReplyDeleteUPTET ME JALD HI KHUSHKABRI MILNE WALI HAI............ UTET JINDABAD
ReplyDeleteJILA PUSTAKALAYA TET SAGHARSHA MORCHA JHANSI KI MEETING ME AAJ 22/03/2012 KO PUSTAKALAYA PARISAR ME HUI JISME MORCHA KO BUNDELKHAND TET MORCHA ME SAMAYOJIT KAR DIYA HAI ANKUR TRIPATHI NAND KISHOR PRATAP SINGH KUSWAHA
ReplyDeletedear muskan ji kya ctet quilified teacher state goverment me teacher ke liye apply kar sakte h?
ReplyDeletenahi
Deletehttp://www.youtube.com/results?search_query=uptet+aandolan&oq=uptet+aandolan&aq=f&aqi=&aql=&gs_sm=12&gs_upl=15321l21202l0l22569l8l8l0l0l0l0l283l1935l2-8l8l0
ReplyDeletebahi sumit abhi tak to nahi lekin case thok kar hum v shamil ho lenge
ReplyDelete@baruta teri ma ka naka agar fir se case ki bat ki.
ReplyDeleteSumita ji,
ReplyDeleteAs per criteria, Selection is through TET merit.
.....
I felt -
As per NCTE, if state govt. not conducted TET exam then State Govt. can use CTET as per eligibility.
But candidates / teacher job aspirant for I to VIII must have eligibility as per NCTE
bauruta bahan bhi ctet holder h kya?
ReplyDeleteKuch kutte jalan ki vajah se ham tet pass ko pareshan karna chahte hai magar mai kahti hoon ki abki bar ham court ke samne bhi shantimarch se pichhe nahi hatengi.
ReplyDeletemuskan ji, sunne me aaya h ki bihar me ctet ko betet ke samkach mana gaya h plz batai ki is bare me aapka kya vichar h?
ReplyDeleteAbki bar kisi ne prakirya badhit karne ki kosis ki to use bhi jurmana bharna hoga jaisa satyapal vale case me hua.desi girl
ReplyDeleteM. tere poore femily maa/bahen sab ki sala agar gaali diya to,
ReplyDeleteaise to centril university/ other state se b.ed walo ko v shamil nahi kiya jaye??? sab ctet ko state tet k equal manana hi padega bas ek kapil yadev dev ki zaroorat hai
Kyon vigyapan me spast likha tha ki 19 ke baad kisi praman patra ko valid nahi mana jayaga.
Deletesumita maidam bihar me daal do ctet vailed hai sala mai daalunga 3 apreel tak mera marksheet shidhe daak se mere ghar aayega
ReplyDeleteचलो भैया कुछ तो सुकून देने वाली खबर मिली अब क्या होगा ये तो कल ही पता चलेगा वैसे ईश्वर करेँ कल हम सभी की मेहनत का फल मिल जाए !
ReplyDeleteSABHI TETIANS KO LUCKNOW RAILY KI SAFALTA PAR BADHAI AUR GIRLS KO SPECIAL BADHAI.
ReplyDeleteMERE BANARAS KE TET KE DOSTO MERA KAHANA HAI KI KAPIL DEV YADAW KO BHI AB SAMJHANE KI BARI A GAI HAI ATAH AP UNSE MILE.
MERA SABHI BUNDELKAHND KE TETIANS SE KAHNA HAI KI DOSTO HAMARI SANKHYA RAILY ME BAHUT KAM THI ATAH AGLI BAR AAP SABHI MIL KAR SAHYOG KARE KYONKI YEH HAMARE SAMMAN KI LADAI HAI DOST YAKEEN MANIYE HAM LOGO KO AISA MAHSOOS HO RAHA HAI JAISE KI HUM SWATANTRA SANGRAM ME SAMIL THE.
Dr. Mukesh jee,
ReplyDeleteDemocracy mein harek ko apnee baat rakhne ka adhikar hai, par SYSTEM swachh aur sahee hona chahaiye.
Mera Blog kyon UPTET exam ke saath hai, iska karan - Kaee Mehntee logon ne exam safalta poorvak pass kiya hai aur apnee mehnat kee kamaee is par kharch kee hai.
Aur jo log galat hain, uska sadev virodhee hai.
Lucknow pradarshan mein Media ne sehyog diya, agar Candidate lootpat, gundgardee to charon aur iskee Ninda hotee. Aur ek galat sandesh jaata.
http://
ReplyDeletewww.youtube.com/
results?search_
query=uptet
+aandolan&oq=uptet
+aandolan&aq=f&aqi=&
aql=&gs_sm=12&gs_
upl=15321l21202l0l
22569l8l8l0l0l0l0l283l
1935l2-8l8l0
Humne apni mehnat se tet pass kiya hai hamara dil saaf hai hamne imandari se siksha prapt ki hai,aur na hi humme koi farji digri wala hai tabhi to humne itni shaleenta se lucknow me pradarshan kiya yadi hamara khoon ganda hota to itni lathiyan parne par hinsak ho jate. Hamne apni imandari aur mehnat se acadmic aur tet qualify kiya hai,hame safalta jaroor milegi.
ReplyDeleteDear All,
ReplyDeleteThanks a lot!!!! to all of you for appreciating us,
But some of persons who are trying to make all students fool so don't follow any date without confirmation from us because we had taken permission from JHULELAL PARK to VIDHAN SABHA where some wrong person diverted all our supporter from all districts due to that we had to face LAATHICHARG and they tried to mislead us,
SO FRIENDS KOI BHI DATE HUM LOGO DWARA JAAB THAK CONFRIMED NA KI JAYE TAAB TAK KOI DATE FOLLOW NA KARE, HUM LOG SARKAR SE VARTA KE TOORANT BAAD DATE NIRDESHIT KAR DENGE,
S.K.Pathak(9415023170)/Nitin Mehta(9639885609)
Thanks to all our supporter to join us at Lucknow meeting,
ReplyDeleteBut jase ki hum logo dwara JHULELAL PARK me kaha tha ki hum log ishe hafte sunwayi karne ka prayaas COURT me kar rahe hai,
Yeh jaan kar aap sabhi t.e.t.utterin abhiyarthiyo ko khushi hogi ki hum log date laagwane me safal hue,
S.K.Pathak(9415023170)/Nitin Mehta(9639885609)
Shayad GOD kaal hearing kara de, aap sabhi bhi iske prathana kigiye..........
thanx nitin
ReplyDeletesaare teachers tumhare hi jaise ho jaaye to is desh ka bhagya hi badal jaayega
up ke sabhi tet pass students se meri ye request hai ki agar 26 march ke evening tak koi news nahi aati hai to vidhan sabha satra ke dauran hame lucknow pahuch kar fir se aandolan ke liy taiyar hona hai.,.,.is liye taiyari me jut jaye aur sabhi ko is bare me bata kar tyar kare,.,.,..suraj kanpur 9336003746
ReplyDelete