Recently some candidates, some people misguided saying -
Niyamavali / Government Order not contains - "Selection through TET Merit" and some are saying TET is only for eligibility and NOT a criteria for Selection.
See What is writte in Niyamavali -
See Page No. 12 , pt. (3) "The names of candidates in list prepared under sub-rule (2) shall then be arranged in such manner that their names shall be placed in descending order on the basis of the marks obtained in Teacher Eligibility Test conducted by the Government of Uttar Pradesh"
Source : http://www.scertup.org/Primary_Teacher_Niyukti_niyamawali_12th_sanshodhan.pdf
-----------------------------
See What is written in NCTE Notofication -
(9) (b) should give weightage to the TET scores in the recruitment process; however, qualifying the TET would not confer a right on any person for recruitment/employment as it is only one of the eligibility criteria for appointment.
http://www.ncte-india.org/RTE-TET-guidelines[1]%20(latest).pdf
It is NOT easier to change base for selection. And if it happens then TET Merit holder can go in court and selection process may gets suspension. Then candidate may have to wait for a long long time to wait for decision in court.
KVS, SSA Chandigarh etc. uses TET Merit for selection. Why people are NOT opposing it ?
aapne sahi kaha hai tet merit se hi selection hona hai.. ye niyamawali me saf saf likha hai..maine niyamawali padi hai.yadi govt process change karti hai to court bhi faisla tet merit ke sath dega,,
ReplyDeleteYes muskan ji aur deepak ji agar selection ka base badalne ki koshish ki to bharti nahi ho payegi aur na hi agla tet ho payega matlab adhe sarkari school band
ReplyDeleteAgar school band ho jayenge to sarkar ka shiksha k nam par rupye thagne ko nahi milenge
ReplyDeleteYaro be positive we'll got job till next month surely
ReplyDeleteBHAIYO AAP LOG ITNE SWARTHI KAISE HO SAKTE HAI SAB APNI APNI BAAT KARNE ME LAGE HAI TET MERIT PAR HO YAA 5 GUNAK PAR DONO SE HI KOI KHAS FARAK NAHI PADNE WAALA FARK PADEGA TO IS BAAT SE KI AGAR BHARTI HOTI HAI TO HAMARE LAGBHAG 72825 BHAI JOB ME AAJENGE AUR ITNI VACANCY ME MUJHE LAGTA HAI JO ALL OVER AVERAGE BHI RAHA HOGA USKA HONA HI HAI
ReplyDeleteLEKIN PAHALE TO YE KI YE BHARTI CANCEL NAA HO AUR AGAR AISE HI AAP LOG LADTE RAHE TO MUJHE LAGTA HAI KI KOI AUR HI HAMARI MEHNAT PAR APNI ROTIYAA SEK LEGA
AUR JO LOG COURT JAANE KI BAAT KAR RAHE HAI MUJHE LAGTA HAI KI SAYAD VO KABHI APNE GHARO SE BHI BAHAR NIKLE HO TO BADI BAAT HAI KHALI BAKLOLI KARNE SE KAAM NAHI CHALTA NHAI MUJHE TO LAGTA HAI JO LOG IS BLOG PAR HAI UNME SE AADHE TO KISI KAAM KE NAHI HAI NAA TO WO LUCKNOW GAYE THE AUR NAA HI WO ANDOLAN KA HISSA BANEGE BAS BAKWAS KARWA LO..............................
ek baar fir se laga do poora joor ,
ReplyDeletemilega hak tumko jaroor ,
nikal pado sabhi tetians apne gharo se tabhi hoga C.M majboor
30 march ko chalna hai lucknow iska rakhna tum dhyan jaroor
chale lathiyaa yaa chale goli himmatt dikhani hai hume bharpoor
Hi friends Gm,Aamarujala sirf andaza se news publish karta hai,aus ka pass koyi adhar nahai hai.
ReplyDeleteApna prathinidhimandal ko cm se kab milna hai
ReplyDeleteADITYA FAIZABAD,MUSKAN JI agar niyamavali me tet merit ke bare me likha hai to sarkar bhi iss vigyapan ke leye rule ko change nahi kar sakti.aur sayad tet merit ka to G.O. jaree kar diya gaya tha.mere hesab se agar ye matter court jatata hai to bhi tet merit walo ke he jeet hoge,
ReplyDelete@ UPTET MORCHA
ReplyDeletebhai ip address se sirf location
ka pata chal sakta hai...complete
address ka nahi kyoki market me
IP address change karne ke
bahot se software free me
available hai....
aur rahi baat meri abusive
language use karne ki to main
keval unke liye use karta hu jo
mere liye karte hai...aur na hi
mujhe apne topper hone par koi
proud hai infact main bhi chahta
tha ki merit tet ki hi bane...baaki
sab kuch sochne se nahi milta
hai....thankyou dhanyabad
(veer kanpur university topper
2011)
Yaron aapas me ladne se koi fayda nahi,sabhi ek ho ke aage badho tabhi kuchh hoga.merit koi bhi bane fayda apne hi logon ka hoga,so please get together
ReplyDeletethanx