टीईटी अभ्यर्थियों ने भरी हुंकार
(UPTET : TET Candidates against Govt. Process for Delay in Recruitments)
मोहनापुर। क्षेत्र के ग्राम पंचायत एकमा के पंचायत भवन में टीईटी उत्तीर्ण मोर्चा के तत्वावधान में बैठक का आयोजन हुआ। अध्यक्षता पवन कुमार पांडेय ने की। इसमें टीईटी उत्तीर्ण अभ्यर्थियों ने शासन के खिलाफ हुंकार भरी।
ग्राम पंचायत एकमा के पंचायत भवन में टीईटी उत्तीर्ण अभ्यर्थियों की बैठक में लक्ष्मीपुर ब्लाक इकाई का गठन किया गया। इसमें सर्वसम्मति से मनोज कुमार कन्नौजिया को अध्यक्ष, प्रमोद कुमार गुप्त को उपाध्यक्ष, निसार अहमद एवं अवधेश कुमार को सचिव, प्रवीण कुमार को कोषाध्यक्ष, प्रभुनाथ यादव को संयोजक तथा रमेश चन्द्र यादव को मीडिया प्रभारी बनाया गया। इस दौरान उत्तर प्रदेश टीईटी कोर कमेटी के सदस्य तुफैल अहमद ने कहा कि टीईटी में गड़बड़ी का जिम्मेदार अभ्यर्थी नहीं, बल्कि वे लोग हैं जिन्होंने इस परीक्षा का ठीक ढंग से आयोजन नहीं कराया। उन्होंने कहा कि यदि अभ्यर्थियों के साथ अन्याय किया गया तो मोर्चा विधानसभा घेरने के साथ-साथ उग्र प्रदर्शन करेगा। बैठक में कृष्ण कुमार गुप्ता, नितीश कुमार श्रीवास्तव, नम्रता सिंह, नीतू श्रीवास्तव, शाहिन सईद, रमेश चन्द्र यादव, फूलचन्द्र गुप्त, हरीश पांडेय समेत दर्जनों टीईटी उत्तीर्ण अभ्यर्थी मौजूद रहे।
News : Amar Ujala ( 4.3.12)
Dr. Amit Agrahari,
ReplyDeleteYou are talking NonSense,
I respect you people and instead of appreciating efforts you are saying Blog Editor Gali Detee Hain.
You had done nothing , I appreciate blog visitor like Naved etc., who never boasting himself but help people.
It is Worst to hear from you, What u wrote, I felt you had done Ph. D or may be lying.
Its rubbish , how u have Ph D degree.
And please let me know, when Blog Editor wrote Gali.
I have nothing to do with it.
muskan g mere kahne ka matlab ye hai ki agar koi apni bat likhta hai to apko kya problam hai ek mahine pahle hmai comment padhne mai hi kai logo se nayi 2 jankari mil jati thi aur asani se ham logo ka time pas ho jata tha par mai ab jab mai videsh se visit ke bad wapas aya to maine dekha ki comment ab nil ho gye hai waise mai apke blog ko logo se judne ka prachar karta hu aur mai to internet ka purana khiladi hu apko kisi ki vichardhara pe rok nahi lagani chahiae waise apki marzi par maine is blog ke id ko hazaro ko bataya hai
DeleteTET PASS MORCHA KE MEMBER BNE AUR APNE HAQ KI LADAI MILKAR LADE
ReplyDeleteDr. Amit ji,
ReplyDeleteAapne kaha kee maine bhee gali dee hai.
Agar koee galee dee hai to batain.
Aur mene blog par filter isliye lagaya hai, kyonkee kaee log Blog Editor kee Gair Mojudgee mein "Blog Editor" ke naam se comment karne lagae hain,
Kaee log aapsee galee galoj karke Blog par gandgee na karen, kyonkee ek koee kisee par galee deta hai to doosra reply mein bad kar galee dene kee koshish karta hai.
Aur agar unkee comments beech mein delete kar dee jatee hai, to blog editor ko bura banna padta hai.
...
Kuch log faltu kee marketing mein lage rehta hain.
.......
Isliye beech beech mein jarooree hone par filter lagan padta hai. Ab mein saare Time comment Dekhun aur galat sahee karoon, usse se achha hai,
Kee beech beech mein comment publish kar doon.
....
Abhee aap logon ko jaroorat hai jude rehne ke liye, Otherwise mein 2-3 / din OR week mein comment review kar publish karoon.
.....
Mein chahtee hoon kee achhe logon ko kisee tarhe ka nuksaan na uthana pade.
.....
Mene is Blog ko logon kee madad ke liye hee banaya hai
Sorry to Dr. Amit, mene aapko kafee bura kaha , kyonkee aapne kaha kee mein bhee gali detee hoon.
ReplyDeletemene kabhee galat sabdo ke istmaal nahin kiya.
Sorry to Dr. Amit, mene aapko kafee bura kaha , kyonkee aapne kaha kee mein bhee gali detee hoon.
ReplyDeletemene kabhee galat sabdo ke istmaal nahin kiya.
@muskan ji
ReplyDeleteaap galat nahi ho. aap ne to hame ek manch diya h apni baat kahne, help karne & mangne etc,agar iska koi galat use kare to filter sahi h bcoz is blog pr kaee sammanit boys and girls v read karte h jb v is tarah ke comment dekhenge tab jahir si baat h ki wo yaha aana chod denge.
appeal to all
aapas me mil kr rahen akhirkar aap desh ke future nirmata h. kya hain? jara sochiyd!!!!!!!!!!