UPTET : टीईटी डिग्रीधारकों ने बांधी काली पंट्टी
News : Jagran (23.5.12)
***************
प्रेषक: Saif Lari <mohd.saif.lari@gmail.com>
दिनांक: 24 मई 2012 9:46 am
विषय: कल इलाहबाद हाइकोर्ट के बगल में स्थित पोलो ग्राउण्ड में प्रदेश स्तरीय बैठक ।
प्रति: Muskan Bharat <muskan24by7@gmail.com>
UPTET : कल इलाहबाद हाइकोर्ट के बगल में स्थित पोलो ग्राउण्ड में प्रदेश स्तरीय बैठक ।
टी.ई.टी संघर्ष मोर्चा इकाई पडरौना, जनपद कुशीनगर के अभ्यर्थियों ने आज छावनी स्थित मौलाना आज़ाद लाइब्रेरी हाल में एक आपात बैठक की ।
बैठक कि अध्यक्षता करते हुए जिलाध्यक्ष अखिलेश मिश्र ने कहा सभी जिलाध्यक्षों से बात करके यह निर्णय लिया गया है कि कल कोर्ट के फैसले के तुरंत बाद इलाहबाद हाइकोर्ट के बगल में स्थित पोलो ग्राउण्ड में बैठक कि जाएगी जिसमे आगे कि रणनीति तय कि जाएगी । सभी सक्रिय टी.ई.टी अभ्यर्थियों से निवेदन है कि बड़ी से बड़ी संख्या में इलाहबाद पहुंचे और बैठक को सफल बनाएँ ताकि कोर्ट व सरकार पर दबाव बनाया जा सके ।
बैठक का संचालन कर रहे उपाध्यक्ष मुहम्मद सैफ लारी ने कहा कि उ.प्र. सरकार से कोई उम्मीद नहीं है, सरकार के लिए टी.ई.टी अभ्यर्थी गले कि हड्डी बन गए हैं जिसे न तो निगलते ही बन रहा है और न ही उगलते । हमारा भविष्य इलाहबाद हाइकोर्ट के निर्णय पर निर्भर है । अन्य राज्यों जैसे आसाम,उत्तराँचल,राजस्थान,हरिया
बैठक को जिला संयोजक अनूप श्रीवास्तव, महासचिव राहुल कुमार सिंह, महामंत्री छोटेलाल, कोषाध्यक्ष कृष्णानन्द चौहान, प्रेमनाथ मिश्रा, सत्येन्द्र सिंह आदि ने भी संबोधित किया ।
इस अवसर पर विनोद कुमार गुप्ता, रामेश्वर मिश्र, वकील अंसारी, मन्नान, दयानन्द शर्मा, संतोष कुमार, रत्नेश कुमार शर्मा, इश्तेयाक अहमद, नीलम पाण्डेय, श्वेता मिश्र, निशा गुप्ता, ज्योति जायसवाल, मृत्युंजय कुमार, सत्येन्द्र कुमार, शम्भू नाथ चौहान, उदयभान यादव, महेश सिंह, कमलेश कुमार सिंह, दिनेश कुमार यादव, विनोद कुमार शर्मा आदि सैकड़ो टीईटी अभ्यर्थी मौजूद रहे ।
Koi decison aaya ki nahi abhi tak gov ka.
ReplyDeleteरख हौंसला वो मंज़र भी आएगा,
ReplyDeleteप्यासे से खुद मिलने समंदर भी आएगा !
थक के न बैठ ऐ मंज़िल के मुसाफिर,
मंज़िल भी मिलेगी और..
मिलने का मज़ा भी आएगा !
Hi 0h
ReplyDeletelagta hai judge aur sarkar me koi milibhagat hai.jadge ko dikhai nahi deta sarkar kaise hamara shosad kar rahi hai hamare kitne bhai aatmhatya kar chuke hai s.p. sarkar ko samay aane par sabak jaroor sikhayege.
ReplyDeleteDer s milne wale nyay s annyay achha hota h
ReplyDeletecourt ko tet case finis ya govt ko vaps kr dena chahye
dosto kal mor se court ke samne dharna denge
ReplyDeleteहमारा भविष्य इलाहबाद हाइकोर्ट के निर्णय पर निर्भर है ।
ReplyDeleteअन्य राज्यों जैसे आसाम,उत्तराँचल,राजस्थान,हरियाणा आदि में टी.ई.टी अभ्यर्थियों के पक्ष में निर्णय लिया गया है ।
अतः इलाहबाद हाइकोर्ट से उम्मीद है कि अन्य राज्यों के निर्णय के आधार पर टी.ई.टी अभ्यर्थियों के पक्ष में निर्णय ले ।
High court ko bhi jawabdeh banaya jana chahiye , koi to uske faislo par najar rakhkar sahi galat ka nirnay de.
ReplyDeleteHar samay supreme court ka muh dekhna pade to high court ka kya fayda.
DOSTO..
ReplyDeleteUPAR WALE K YAHAN DER HAI ANDHER NAHI
YE CASE HUM HI JEETENGE
INSHA ALLAH
..
.
AAMEEN
sarkar ki juban me lakwa lag gaya hai tet ko lekar.
ReplyDelete####****####
ReplyDelete"High court ko bhi jawabdeh banaya jana chahiye , koi to uske faislo par najar rakhkar sahi galat ka nirnay de.
Har samay supreme court ka muh dekhna pade to high court ka kya fayda".
उत्तर प्रदेश बेसिक शिक्षा परिषद द्वारा उत्तर प्रदेश में प्राथमिक एवं उच्च प्राथमिक विद्यालयों का संचालन एवं प्रबन्धन परिषद के गठन वर्ष 1972 से किया जा रहा है। इसके माध्यम से
ReplyDelete1.विद्यालयों की स्थापना
2.विद्यालयों को मान्यता प्रदान करना
3.शिक्षकों की भर्ती
4.कर्मचारियों के सेवा सम्बन्धी समस्त कार्य का सम्पादन किया जा रहा है
प्रदेश के अर्तगत वर्तमान में एक लाख से अधिक परिषदीय प्राथमिक विद्यालय तथा लगभग 35000 से अधिक उच्च प्राथमिक विद्यालय उत्तर प्रदेश बेसिक शिक्षा परिषद द्वारा संचालित किये जा रहे है, जिसमें प्रति वर्ष बढोत्तरी हो रही है। लगभग तीन लाख शिक्षक विद्यालयों में कार्यरत् है। विद्यालयों में शिक्षकों की भर्ती एवं पदोन्नति की प्रक्रिया निरंतर जनपदों में चलती रहती है। अध्यापकों के अन्तर्जनपदीय स्थानान्तरण एवं नव प्रशिक्षित अध्यापकों की नियुक्ति की कार्यवाही भी परिषद अथवा जनपद स्तर पर गतिमान रहती है।
सभी सक्रिय टी.ई.टी अभ्यर्थियों से निवेदन है कि बड़ी से बड़ी संख्या में इलाहबाद पहुंचे और बैठक को सफल बनाएँ ताकि कोर्ट व सरकार पर दबाव बनाया जा सके ।
ReplyDeleteनिवेदक-
अखिलेश मिश्र
जिलाध्यक्ष
टी.ई.टी संघर्ष मोर्चा इकाई पडरौना, जनपद कुशीनगर
maa puchhti hai kya hua beta tumhari naukri ka?tum to kahte the january se Rs.20000/=ki naukri lag jayegi.pita ji jhalla kar kahte hai kaisi hai ye humhari TET? 6 maheena ho gaya. kaise unhe samghau ki ye HINDUSTAN KI GHATIYA RAJNITI hai.ab to hindustani tone par bhi sharm aati hai.
ReplyDeleteCOURT PER AGAR PRESSURE BANANA HA TO ,COURT KE BAHAR SUBAH SE HI BANAYA JAYE,VERNA PHIR DATE MIL JAYEGI,BAAD KE AANDOLAN SE KUCH NAHI HOGA,DATE MELNE KE BAAD AGLI DATE TAK SIRF INTZAR HI KARNA PADEGA
ReplyDeletecaibinet meeting me apne matlab ki baat kar li aur hame thenga dikha diya.
ReplyDeleteIn Asam tet candidates have got appointment letters, but in unfortunate up, still ,this is not clear what happened to tet. Corrupt govt, corrupt judge, corrupt officers
ReplyDeleteyadi serkaar ke paas 80000 aur vacancy thi jiski bharti 2012 me honi thi to serkaar saari vacancy kyon nahi ker rahi 72825+80000 mila ker sabhi tet abhyathiyon ko samayojit kyon nahi kerti hai pata nahi is per kya rajneti ker rahi hai jo bhi kehna hai saaf-2 kyon nahi keh rahi hai
ReplyDeleteYe up hai up yaha mangane se bheekh nahi milegi aur ye to sarkari naukri hai shame up gov shame hc shame shame shame shame shame shame shame shame shame aur ab bhi kuchh sharm bachi hai to chullu bhar pani me dub maro.
ReplyDeletekapil sibbal se mil ker humara uptet pratinidhi mendal in bhariyon ko bhi juld se juld bharne ki bhi baat rakhay
ReplyDeleteCurrept cm
ReplyDeletecurrept court
collepse system
Currept cm
ReplyDeletecurrept court
collepse system
Jindgi bhar nahi bhulegi up tet ki bat!!!
ReplyDeletevo damakata chehra phir murjhai ankhe
vo netao ke bayanbazi ki bat!!!!
jindgi bhar nahi....................... Har din ake nayee niyam ki bat !!!!.....
jindgi bhar .............. kavi maya kavi akhiles ne nachaya hamko.... phir court ki insaf ki bat !!!!!! _____________ tum agar sath dene ka vada karo ma u hi must nagme___ I AM IN TENTION
What will happen today , any prediction ?
ReplyDeleteMn 08909588292
ReplyDeleteprt ki sb vacncy online fill ki jaye
Uday ji vacancy ko offline fill karne me to 6 mah se latke hai....so plz online aur offline ke lafde me na pade...
DeleteHello all dear tetian frnds.....
ReplyDeleteTerrerism ko badawa dene wali sarkar he yeh
ReplyDeleteAgr kisi v tetian ke paas kisi sultanpur tet morcha commety k member ka contact number ho to plz send me. My cell number is 9451712524.
ReplyDeleteuptet news,,,,,,,,,
ReplyDeleteSource : by Rajesh Pratapsingh barelly wale
dosto kal cabinet ki meeting me kisi mantri ne tet
mudde ko uthaya tha,unhone kaha ki tet par bhi koi
bat kijiye
is par cabinet ne ise court par chhod dene ko kaha,
is par aur koi bat nahi hui.
DOSTO KAL KESH KA TIME KIYA HAI KISI KO PATA HAI
ReplyDeletebcz lunch se pahle fresh case sune jate hai,,, aur kal to 52 fresh case hai.
Delete@ ajai anand bhai,
ReplyDeleteAap ke yaha ke main leaders to sk pathak ji hai ,
Unka no. Nahi hai aapke pass
after lunch
ReplyDeleteYE AKHILESH TO MAYAWATI SE HAJAR GUNA KHARAB HAI
ReplyDeleteAnand tiwari sultanpur
ReplyDelete9136839148
bhai maine apna ye no change kar diya hai.....
DeleteMy new no. Is that 9721017490
DOSTO SP VS BSP SARKAR KI TULNA KI JAYE TO BSP KI SARKAR SP SE HAJAR GUNA BARIYA THI BSP KAM KARNE MAI VISHWASH KARTI THI OUR SP LOGO KO BEVKOFE BANA KER LOGO KA VOT LOT LETI HAI KIYO KI INDIA MAI 90 PERC.VOTER BEVKOF HOTA HAI
ReplyDeleterakesh bhai aisa nahi hai,
DeleteHum sab isi liye lage hai ki abki electio me hum janta ko jagruk bana denge.
Rakesh Ji, vi Kharab nahi hai. Bachcha hai. Politics to usne ghar me padi hai but ab uska practical kar raha hai. aur Examiner uska papa. abhi pappu (Akhilesh) pass nahi hua hai. BABA Jai Gurudev ki Nidhan par Mathura aaye the dono. to maine TV par news me dono ko bolte suna tha. Mulayam to theek se bola but Akhilesh Dar-dar ke bola & beech-beech me peechhe se Mulayam dheere se jo kahte vi hi Pappu bolta tha. mujhe to aisa lagta hai ki jaise purane time me RAJA ke Marne ke baad RAJKUMAR (Naabalig)ko King Banate the aur Shasan Mantri aur Salahkaar karte the. Vaisa hi UP me ho raha hai.
ReplyDeletearun bhai bilkul sahi hai aapki baat,
DeletePata nahi inhone aus me kya padha hai mujhe to lagta hai ki ye bhi paise de ke pass hua hoga.
election se pahle kafi advt. Kiya bahut badi badi bate lekin ab sab bhool gaya.
Maa ka ladla bigad gaya..
Anand tiwari ji kal cabinate me tet par bat nahi hui hai lekin nyay vibhag se ray mangi gayi thi jisme tet merit ke paksh me santusti ki gaye hai ye jankari mujhe apne relation ke diet pricipal se mili hai.
ReplyDeletekisi bhi halat mai kal nirnay nahi ayega kyo btc/vbtc ka case clear nahi hua hai ho sakata hai bhir usame kami ho or clear ho bhi jay to b.ed valo ke liye agali date milegi..ya bhir halfnama to sarkar se dayar karane ke liye kahegi....kyo ki court koi bhi jaldi baji nahi karane vali ....log chahe jo bole....sarakari vakil kitane fast hote hai ye bat sab janate hai...dusari parti vala vakil kabhi bhi ese jaldi samapt nahi hone dega kuch samay to jarur lega ek ek nirnay nahi ayega. sarakar 10 bhi 1 week ....samay de rahi hai kyo ki sarakar ko ye hi nahi pata hai ki kya sahi hai voto apana vote dekh rahi hai .....jjisaki takat adhik higi usi ke taraph ka nirnay hoga...esi liye to bayan deti hai ki ye hoga vo hoga..kyo ki use pata lagana hai ki vote kidhar se jyada milega.......sarakar etani nahi janati hai ki kya sahi hai... sabkuch samane hai bhir bhi etani dri kyo?????
ReplyDelete@ unknown bhai ,
ReplyDeletePahle to aap apna name bata de...
Fir cont. No. Mai aap se baat karna vhahta hu.
AUr agar ye sach hai to hamare liye khushi ki baat hai..
Aur agar aap majak kar rahe hai to ye galat hai.
Online7day m finis ho jata h 1 hour m result mil jata h
ReplyDeletecurruption b kam hota h
councing online ho
process ko jaldi finis kiya jay
T.E.T. CANCEL HONE WALI HAI.
ReplyDeletePEHLE KI TARAH ACD KI MERIT BANEGI.
SOURCE-SACHIVALAY
SANJEEV BHAI TET KO CENCEL KIYO KARA RAHE HO VECENCY KO HI CENCEL KARA DETE KAM SE KAM TET TO BACHA LO
ReplyDeleteTiwari ji mera nam prathviraj hai. mere tet me 121 mark hai . Aj 10 am charkari diet principal bat hui hai. Mo no 8090712608
ReplyDeleteprathviraj ji aapki diet principal se kya baat hui hai pls bataye
ReplyDelete@ sanjeev Yadav
ReplyDeleteSachivalay kya tere baap ka hai. yadav hai iska matalab ye nahi ki too Mulayam ka Beta ho gaya tere jaise kitne Yadav galiyon me chappal chatkatey firte hain. jab too TET me fail ho gaya to fir yaha kya kar raha hai. 2nd TET ke taiyari kar. ya fir Farzi Marksheet leke ghoom raha hai. ab life me kabhi ACD Merit nahi banegi. aur bani bhi to Bina TET ke to kabhi nahi. agar Gaali nahi khaani hai to apni bakwaas band kar lena. aur ek baat is blog par gaali dena mana kar rakha hai varna ab tak to itni gaaliyan padti ki tera muh sooj jata.
arun yar...gusa mat kr ...jo tet ni nikal paya wo ulti baat hi karta rahega....ese logo ko kuch kahna to apna khoon jalana h...cool yar
Deleteanand tiwari ji koi news hai kya
ReplyDeleteDEKHA SARKAR NE KOI BTC WALO KE LIYE VACANCY NAHI NIKALI 24 TAK DATE THI.BAKI AAP KHUD SAMJHDAR HAI SUPREEM COURT JAO AUR APNA PAKSH RAKHO NAHI TO GOVERNMENT APNI POLICE KI BHARTI KAREGI .
ReplyDeletebikul thik baat hai. Bina supreme court ke koi hal ni niklega.
Deletemayank g apka bahut bahut swagat hai ki aapne yh niti banaye.. Kintu mera manna hai ki aap iss niti me kuch snsodhan kre to yh niti aur b behtr pridaam de skti hai.. Yh snsodhan iss prkar se hai-1. Jin jin zilo se aap jaye wahan ek ek sabha ko smbodhit jroor kre..2. Un zilo k bhaiyo ko apne 7 jode jisse apke kafile ki snkhya me birdhi hoti jayegi..3. Kapil sibbal k sath, p.m, sonia g aur rahul g aur rastrapati g tatha vipaksh k adhayksho ko b gyapan ki ek ek copy sope.4. Agr kuch ho ske to sansad me vipaks ko b contect kre, wo iss tarah ke muddo ki tak me rhte hai.5.Media aur anna hajare jaise logo ko cöntect kre. Kyoki yh b ek bhrastachar hai isliye wo hmari help jroor krnge. Agr hme unka fevor mil gya to sarkar ko hmari sunni pdegi.6. Iss k sath har zile se jitna bn pde utna chnda ikttha kre aur delhi me iss mudde pe kisi achche lawyer dwara suprim court me case dayar kre jisme high court ne jo hmara fevor kiya hai uska hwala de kyoki nayay to supreme. Court se possible hai waki sb tahlate rhenge..Mayank g aisa krne se hi kuch ho payega. Vrna aaj vote ki rajneet me koi nhi sunega aur aapki itni mehnat brbad ho jayegi.. Plz mayank jee ko koi yh suchna pahucha de.. Thnx
Deleteachar sahinta lagu ho gyi hai ab naya vigyapan nahi niklega source amar ujala
ReplyDeleteCase Status - Allahabad
ReplyDeletePending
Writ - A : 76039 of 2011 [Varanasi]
Petitioner: YADAV KAPILDEV LAL BAHADUR
Respondent: STATE OF U.P. & OTHERS
Counsel (Pet.): ALOK KUMAR YADAV
Counsel (Res.): C.S.C.
Category: Service-Writ Petitions Relating To Primary Education (teaching Staff) (single Bench)-Appointment
Date of Filing: 21/12/2011
To Be Listed on: 25/05/2012 in Court No. 7
This is not an authentic/certified copy of the information regardingstatus of a case. Authentic/certified information may be obtained under Chapter VIII Rule 30 of Allahabad High Court Rules. Mistake, if any, may bebrought to the notice of OSD (Computer)
kisi ke pass agr mayank g ka number ho to plz inform me..
ReplyDeleteWhat new
ReplyDeleteBahut acccha kaha apne sanjeev bhai.
ReplyDeletei am going to allahabaad highcourt with 27 TETians for sitting in front of highcourt...from lucknnow...
ReplyDeletepersons frem sitapur and lakhimpur have already gone to highcourt..and they are in midway...
i request u all to reach over there in masses.....
UP BED RESULT 2012 HAS BEEN OUT.
ReplyDeletekal andolan se bhi peechhe nahi hatenge...aakhiri pyayaas to ho chuke ab aakhiri chetavni hai...
ReplyDelete@ aks
ReplyDeleteAachar Sanhita jaante ho kya hoti hai? Election Commission se permission lekar koi bhi kaam kiya ja sakta hai. aur agar court order dega vigyapan publish karne ke liye to commission bhi allow kar dega. aachar sanhita bada Issue nahi hai. aur fir 15/5/12 ke HC ke Order
""The time during which such advertisement shall be published
has not been disclosed. Let the Secretary disclose the date by which the Advertisement shall be published and the process for
recruitment for qualified BTC candidates shall be completed.""
ke anusar date disclose karni hai vigyapan ki. Nikalne ke liye nahi kaha hai. aur date disclose ka announcement nahi kiya jata hai uska to affidavit dena hai court me aur vo kal de diya jayega. aur agar court chahe to apni taraf se date ka order dekar case dismiss kar sakta hai. think possitive.
but Arun...
ReplyDeleteCode of conduct for elections has not been announced yet...
meri sabhi tetians bhaiyo se anurodh h ki wo kal jyada se jyada snkhya m highcourt k saamne pahunche
ReplyDeletei will depart from lko in the evening time...in 4 cars an 2 marshals....
ReplyDeletedo hell with the "achar samhita"
bdayun se mere bade bhai apne frnds ke saath nievening me niklenge....
ReplyDeletewo kah rahe the ki unke paas bhi 15-16 log hain...
pradyumn ji aap pahuchenge kya...?
ReplyDeleteaap bhi highcourt aaiye...adhik seadhik logon k saath
Akash Ji, mujhe pata hai ki achar sanhita abhi nahi lagi hai but jo ye chilla rahe hain unko unki bhasha me bataya hai. kya me sahi hoon ki vigyapan ki date disclose ke liye kaha hai court ne na ki vigyapan nikalkar copy submit karne ke liye kaha hai. aur date disclose kal Sarkari vakeel/Secretary kar dega. aur hope case final ho jaye. bhagwan se yahi dua karta hoon.
ReplyDeletearun...may it be so...!!!
ReplyDeleteevery TETian will be happy...
and definitely..the date will be disclosed for the final decision to be come out finally....
Aap ke munh me gur-shakkar...
arun ...kya tumhare yahan se koi pahunch raha hai highcourt...?
ReplyDeletejab tak hamari pareshani ko media nahi uthayegi tab tak bat nahi banegi aur hamari bat ko media asani se uthane se rahi uske liye hame prayas karne honge.up sarkar ke main leader jaise akhilesh,mulayam,shivpal,azam ke upar chapal fekni hogi tab jakar media hamse puchhegi ki aisa kyon kiya tab hum apni bat ko rakh sakte hai.
ReplyDeleteON UPTET WALL by Rajesh Pratapsingh >
ReplyDeleteUptet
BREAKING NEWS meri lknw
ke ek senior offiser se fone
pr huyi batcheet,unhone
kaha tet ka mudda top
priority par, aj is mudde
par meeting.aj se kal tak
nirnay ane ki
SAMBHAVNA.jab hum CM se
mile the to unhone ek
mantriyon ki samiti banane
ki bhi ki thi bat.5
mantriyon ki bani hai
samiti,uski report
mahatvpurn. Mere vichar
me shanivar tak hume is
mudde par kuch sunne ko
mil sakta hai ishwr se
prarthna karen.
11 minutes ago · Like
this is fake news....mere uncle bhi sachivalay me hain...vahan koi bhi meeting nahin hui hai...unknown ji
ReplyDelete29 may tak achaar sahinta par allhabad hc ne lagayi rok. Seats k Reservation ko lekar govt. Aur chunav ayog Adalat me talab, adalat sunwai k baad aachar sahinta par karegi faisla.
ReplyDeletearpan ..this is good news for us all
ReplyDeleteI wish..it should happen
ReplyDeleteLet me feel the victory...finally
ReplyDeleteup me tet majak ban ke rah gya.... Muje to aas pass wale kahte h..ki bichara master padta hi rahega nokri to milegi 3-4 lac dene walo ko...
ReplyDeleteTiger...don't underestimate urself....we will get job..and then we will laugh at those who r laughing at us...don't worry...everything will b ok...
ReplyDelete@ AKASH JI
ReplyDeleteYE NEWS RAKESH JI KE WALL PAR HAI, RAKESH JI AK SAMMANIT LEADER HAI, AUR UNKI NEWS KABHI GALAT NAHI HOTI HAI.
akhilesh india ka sabse carupt cm... ager fasle ni le sakta to cm ki kursi ki kyo le rahi h...aor ko moka do
ReplyDeleteTo phir shayad...ho sakta hai...i m so sorry...but i got the news...and i posted it....
ReplyDeleteaachar sanhita se hamari bharti par koi fark nahi padega, hamari bharti par court ne rok lagai hai sarkar ne nahi.
ReplyDeleteBlog editor ji,
ReplyDeleteWHY HAD YOU REMOVED UPTET PRT PAGE FROM FACEBOOK?
THIS IS THE ONLY PLACE WHERE WE EXCHANGE LATEST INFO.
PLEASE RE-ENABLE IT AT THE EARLIEST.
Blog editor ji,
ReplyDeleteWHY HAD YOU REMOVED UPTET PRT PAGE FROM FACEBOOK?
THIS IS THE ONLY PLACE WHERE WE EXCHANGE LATEST INFO.
PLEASE RE-ENABLE IT AT THE EARLIEST.
सीटीईटी का परीक्षा परिणाम 26 मई को Updated on: Thu, 24 May 2012 01:38 AM (IST)
ReplyDeleteShare:
इलाहाबाद : केंद्रीय माध्यमिक शिक्षा बोर्ड द्वारा पांच मई 2012 को आयोजित की गई केंद्रीय शिक्षक पात्रता परीक्षा (सीटीईटी) का परिणाम 26 मई को घोषित किया जाएगा। इस परीक्षा में छह लाख से अधिक अभ्यर्थियों ने भाग लिया था। परीक्षा परिणाम सीटीईटी.एनआइसी.इन परदेखा जा सकेगा। केंद्रीय विद्यालय, नवोदय विद्यालय, तिब्बती स्कूलों व अंडमान और निकोबार द्वीप समूह और चंडीगढ़ केंद्र शासित प्रदेश के प्रशासनिक नियंत्रण के अधीन विद्यालयों में कक्षा एक से 8वीं तक शिक्षक के रूप में नियुक्ति के लिए केंद्रीय माध्यमिक शिक्षा बोर्ड सीटीईटी का आयोजन करता है। बोर्ड ने इससे पहले जनवरी 2012 में सीटीईटी का आयोजन किया था। जनवरी में आयोजित की गई सीटीईटी परीक्षा का परिणाम घोषित किया जा चुका है।
सीटीईटी का परीक्षा परिणाम 26 मई को Updated on: Thu, 24 May 2012 01:38 AM (IST)
ReplyDeleteShare:
इलाहाबाद : केंद्रीय माध्यमिक शिक्षा बोर्ड द्वारा पांच मई 2012 को आयोजित की गई केंद्रीय शिक्षक पात्रता परीक्षा (सीटीईटी) का परिणाम 26 मई को घोषित किया जाएगा। इस परीक्षा में छह लाख से अधिक अभ्यर्थियों ने भाग लिया था। परीक्षा परिणाम सीटीईटी.एनआइसी.इन परदेखा जा सकेगा। केंद्रीय विद्यालय, नवोदय विद्यालय, तिब्बती स्कूलों व अंडमान और निकोबार द्वीप समूह और चंडीगढ़ केंद्र शासित प्रदेश के प्रशासनिक नियंत्रण के अधीन विद्यालयों में कक्षा एक से 8वीं तक शिक्षक के रूप में नियुक्ति के लिए केंद्रीय माध्यमिक शिक्षा बोर्ड सीटीईटी का आयोजन करता है। बोर्ड ने इससे पहले जनवरी 2012 में सीटीईटी का आयोजन किया था। जनवरी में आयोजित की गई सीटीईटी परीक्षा का परिणाम घोषित किया जा चुका है।
GOOD AFTERNOON ALL TET HOLDER PLZ ALL TET HOLDER MUST GO TO ALLAHBAD AS NEXT DAY FOR THE SUCESS OF TET STRUGLE VED=9580011088 EMAIL =VJAISWAL677@GMAIL.COM
ReplyDeleteDear tet holder aaplog kewal GOD se yahi dua kijiye ki gov. kal court me btc/sbtc ke sandarbh me halafnama counter file kare.
ReplyDeleteThis comment has been removed by the author.
ReplyDeleteO.k pritam ji.eska matlab ki kal chance ban raha hai btc/sbtc ke vigyapan ki date sarkari vakeel k.s.kushwaha dwara court ko batayi ja sakti hai.please comment Pritam ji.
ReplyDeletepritamtet ji kya ummed hai kal court se stay hatega ya date milega
ReplyDeletekya date disclose ho jane par stay hat jayega ya fir koi aur case bhi include to ni hai satha me
ReplyDeletekal confirm date milegi....
ReplyDeletePritam Ji, PRaroop ke bare me court ne nahi kaha hai sirf vigyapan ki Date Disclose karne ke liye kaha hai. aur last hearing me Govt. ne sirf ye kah diya ki hum alag se add nikal denge. tab court ne kaha tha ki Date disclose karke 25/05/12 ko Halafnama submit karo ki kab/kis date ko viagyapn nikaloge. please read HC order 15/05/12 ""The time during which such advertisement shall be published
ReplyDeletehas not been disclosed. Let the Secretary disclose the date by which the Advertisement shall be published and the process for
recruitment for qualified BTC candidates shall be completed.""
ke anusar date disclose karni hai vigyapan ki. Nikalne ke liye nahi kaha hai. aur date disclose ka announcement nahi kiya jata hai uska to affidavit dena hai court me aur vo kal de diya jayega. aur agar court chahe to apni taraf se date ka order dekar case dismiss kar sakta hai. think possitive.
Main ghar se allahabad ke liye nikal raha hoon...mere saath 4 cars aur 2 marshal hain....mere saath 26 log jaa rahe hain......
ReplyDeleteAap sab bhi nikaliye aur sangam par milne ka plan hua hai....badayun se bhi mere bhai nikal chuke hain .....
You are right @ARUN ji
ReplyDeleteof course arun ji we hope so
ReplyDeleteमैं अपने "ख्वाजा मोईनुद्दीन चिश्ती अजमेरी" से ये दुआ करता हूँ आप तो हर मजबूर की झोली भरते हैं हम टीईटी धारक मजबूर की झोली भर दीजीए
ReplyDeleteआपतो गरीब नवाज हैं
I have departed from lucknow
ReplyDeleteHi
ReplyDeleteAAMIN
ReplyDeleteArjun ji ki baat 100% sahi .Arjun ji 15 may ka court ke faisle ko dekhte huye to yahi lagta ki kapil ka case kharij ho gaya hai kyoki court ko gov. Ke date batane ka intjar hai. Please reply -prathviraj
ReplyDeletesuma aamin..
ReplyDeleteAccrdng to Hindustan news paper(24 may gkp. Edition)
ReplyDelete26 may ko lucknow me hindustan/hindustantimes ki taraf se "UTTAR PRADESH DEVELOPMENT CONCLAVE" organise kiya ja raha hai jiske chief guest "Kapil Sibel" hain isme purva rashtrapati Dr. A P J Abdul kalam v invite hain aur us manch pe hamare CM Akhilesh yadav v honge......mera manana hai k dosto hume apni aawaj aur mang ko waha uthana chahiye .....kya meri baat se aaplog sahmat hain plz reply....
Jaroor sabhi tet walo ko waha ekatha hona chahiye.
DeleteCourt ne btc/sbtc ko bharti karne ke liye affidavit manga tha.Jise gov ke adv ne file kar diya.Ab vigyapan ka mamla hai arthat tet safe hai.Aur kal kuch nirnay aane ki sambhavna hai.
ReplyDeletehe mere Bhaiyo kal
ReplyDeleteAllahabad Highcourt aao
Yaar nahi to date pe date milta rahega
Please Bhaiyo Allahabad aao
Mai Allahabad me hi hoon....
kya aaj kabinet ki koi meeting hui hai
ReplyDeleteGod help us please
ReplyDeletehigh court ghero
ReplyDeletekapil sibbal bhi bahut bhrast hai
ReplyDeletemilane se kuchh nahi hoga kewal
hc par dabab banaya jaye
Hi
ReplyDeleteI am going
ReplyDeleteI will reach there tomorrow....at highcourt
ReplyDeletedosto,
ReplyDeletesarkar ko ye vacancy ab jald hi fill karni padegi lekin iske kiye sangthit rahna jaruri hai hamare sangthan me sabse bada roda acc merit chahne wale hain we chahte hain ki tet ya vacancy cancel hoi aur unhen mauka mil jaye.
but kisi bhi kimat par ham nato dobara form bharenge na niyam chamge hone denge.
warna sarkar beech me rajniti khelne se nahin chookegi.
bihar gujrat m.p. himachal aur punjab ki sarkaren is liye safal hain kyunki wahan janta jati nahin kaam dekhti hai. aur u.p. me janta jati dekhti hai is liye luti haii
ReplyDeleteCases for Final Hearing/Disposal starting from the oldest of the category assign
ReplyDelete-ed.
-
For Further Hearing
WRIT - A
198. DF-PH 76039/2011 YADAV KAPILDEV LAL BAHADUR ALOK KUMAR YADAV
RAJESH YADAV
Vs. STATE OF U.P. & OTHERS C.S.C.
K.S. KUSHWAHA
hc par hi dharna diya jay 25 may ki subah se ye dabav banane ka achha tarika hai so pls come to allahabad and show our unity
ReplyDeleteMAIN TO KEWAL ITNA JANTA HUN YADI SARKAR NE KOI ANYAY KIYA TO IS BAR LUCKNOW FAT PADEGA.
ReplyDeleteBUT ISASE PAHLE 25 KO ALLAHABAD ME ISKA TRELLAR DIKHA DO.
kahe ko roye,chahe jo hoye, safal hogi teri aaradhna a5shish rajvanshi 992775634
ReplyDeleteTET MERIT JINDABAD
ReplyDeleteTET MERIT JINDABAD
TET MERIT JINDABAD
TET MERIT JINDABAD
TET MERIT JINDABAD
TET MERIT JINDABAD
TET MERIT JINDABAD
ab ager kisi k puksh me bhi koi bhi nirnay aye to please usay svekaar ker lena nahi to govt ko phir ek mauka mil jayga yadi tumhari kismat me prt hai tho milagi per ab jis bhi puksha ki jeet ho dusra usay svekaar ker le isi me subki bhlayi hai please
ReplyDeleteup tet will win pls pray to god
ReplyDeleteup tet jindabad
tet jindabad
tet jindabad
up tet jindabad
up tet jindabad
uptet jindabad
sunil bhai tik kah raha h...kam pr vote dete to ab joing ho jati...
ReplyDeletesitapur, etawah, auraiya, baliya se bhari sankhya me log pahunchenge..highcourt...meri in sabhi shahro ke morcha ke sadasyon se baat hui hai...
ReplyDeletekal ki baithak ko hi aandolan ka roop de diya jayega yadi faisala galat aata hai to
main to khud 27 logon ko lekar nikal chuka hoon....kaafi bada kaafila hai...4 cars aur 2 marshals hain....
ReplyDeletei am getting proud to be the TETian...
aap log bhi sankhya badayen...plz..
apna haq nahin chhodna hai...kisi bhi haalat me...
bus ab ishver se prarthna kero ki he ishver jo humara haq hay usay humay dena aur ab der mut lugana bahut lumba itzaar kerwaya hai aur humary court aur c.m. ko sudbudhi dena ki vey sahi nirnay le sukay
ReplyDeletelucknow se pahunchate pahunchte kal ke 10:00 baj jayenge...
ReplyDeleteMAIN TO KEWAL ITNA JANTA HUN YADI SARKAR NE KOI ANYAY KIYA TO IS BAR LUCKNOW FAT PADEGA.
ReplyDeleteBUT ISASE PAHLE 25 KO ALLAHABAD ME ISKA TRELLAR DIKHA DO.
ye bhi sunne me aaya hai ki apne case me 2 judge ho gaye hai...matlab double bench...faisla aayega...
ReplyDeleteMy facbook profile is temporarily blocked due to large number of friends, and identification of images comes.
ReplyDeleteI will try to restore.
And it is really tough to identify pics as friends are more than 2000.
---------
However my other facebook profile is -
http://www.facebook.com/profile.php?id=100003105084413
(Sarkari Damad)
For the time being I will operate from this profile
he isver kul uptet k sumbundh me court ka untim nirnay ka din ho
ReplyDeleteMAYANK JI ALLAHABAD SE NEIKAL GAYE GAIN PAFYATRA WALE 6:00 PM PER
ReplyDeletecorrection padyatra
ReplyDeletekal ke liye jay ma durga
ReplyDeletejitane bhi tet merit se bharti karwana chate hai wo sabhi dhadli kar ke 4 luck rupye ghus dekar ache number liye hoye hai agar tet merit se bharti nahi hoti hai to unka paisa dub jayega is liye ye sab sor macha rahe hai ye whai 27000 log hai jo halla macha rahe hai kripaya apne sujhw jaroor post kare
ReplyDeletebhaiyyo agar kisi ko btc k forms nikalneki koi khabar maloom ho chale to plz inform me on +91-8899319086
ReplyDelete