/* remove this */ Blogger Widgets /* remove this */

Saturday, May 26, 2012

UPTET : Stay on Primary Teacher Recruitment (Advertisement Matter ), Next Hearing Date - 31 May 2012

UPTET : Stay on Primary Teacher Recruitment (Advertisement Matter ), Next Hearing Date - 31 May 2012

Case Status in Allahabad Highcourt :

Case Status - Allahabad
Pending
Writ - A : 76039 of 2011 [Varanasi]
Petitioner:
YADAV KAPILDEV LAL BAHADUR
Respondent:
STATE OF U.P. & OTHERS
Counsel (Pet.):
ALOK KUMAR YADAV
Counsel (Res.):
C.S.C.
Category:
Service-Writ Petitions Relating To Primary Education (teaching Staff) (single Bench)-Appointment
Date of Filing:
21/12/2011
Last Listed on:
25/05/2012 in Court No. 7
Next Listing Date (Likely):
31/05/2012

This is not an authentic/certified copy of the information regarding status of a case. Authentic/certified information may be obtained under Chapter VIII Rule 30 of Allahabad High Court Rules. Mistake, if any, may be brought to the notice of OSD (Computer).

--------------------

सहायक अध्यापक भर्ती पर अब 31 को सुनवाई
इलाहाबाद। टीईटी उत्तीर्ण सहायक अध्यापकों के चयन और भर्ती के मामले में अब 31 मई को सुनवाई होगी। इस मामले पर शुक्रवार को सुनवाई न हो पाने के कारण न्यायमूर्ति अरुण टंडन ने इसे सुनवाई के लिए सोमवार को प्रस्तुत करने का निर्देश दिया है।

News : Amar Ujala (26.5.12)
*********************
It can be a good OR bad ,
After 31st May 2012, Court's summer vacationfrom 2nd June is going to start and ended on 30th June.

If any good decision arrives in favour of honest TET candidates then after decision it is not easier to file stay on another issue as it happens earlier on advertisement matter.

Candidates are waiting from a long for their appointment as Primary Teacher, and they passed TET exam as per Government order / NCTE Guidelines, and they are upset with dates issue.

94 comments:

  1. Agar 31 may ko faisla nahi aaya to september se pehle kuch nahi ho sakta.

    ReplyDelete
    Replies
    1. Hi friends !
      Please come tomarrow at Jantar Mantar at 1:00 P.M. we will go to meet some M.P.

      Paper me news ya photo print karane se kya ho sakta hai?

      Mere idea se Banaras se delhi ki padyatra v thik nahi lg rahi hai.
      Ye lucknow tk hoti to jyada asardaar hoti.

      Ek aur baat roj roj distt me dharna pradarsan krne se achha hai ek baar lucknow me unite hua jaye. Apne me sangathan ka bahut abhaw hai.

      29 ko bhari sankhya me lucknow pahuche. Nahi to itna samajh lijie ye naukari hath se jaati dikhayi de rahi hai.

      Aur santi purn tarika apna k to anna v fail ho gye.to hamari kya aukat.
      Jab tak kuch tod fod ya aag nahi lagega to sarkar ko kuch samajh me nahi aane wala.

      Lucknow me 29 ko karo ya maro. Itni sankhya me aap log aao ki media apne aap hamari baat uthayegi.

      Jai hind.

      Delete
    2. Hi friends !
      Please come tomarrow at Jantar Mantar at 1:00 P.M. we will go to meet some M.P.

      Paper me news ya photo print karane se kya ho sakta hai?

      Mere idea se Banaras se delhi ki padyatra v thik nahi lg rahi hai.
      Ye lucknow tk hoti to jyada asardaar hoti.

      Ek aur baat roj roj distt me dharna pradarsan krne se achha hai ek baar lucknow me unite hua jaye. Apne me sangathan ka bahut abhaw hai.

      29 ko bhari sankhya me lucknow pahuche. Nahi to itna samajh lijie ye naukari hath se jaati dikhayi de rahi hai.

      Aur santi purn tarika apna k to anna v fail ho gye.to hamari kya aukat.
      Jab tak kuch tod fod ya aag nahi lagega to sarkar ko kuch samajh me nahi aane wala.

      Lucknow me 29 ko karo ya maro. Itni sankhya me aap log aao ki media apne aap hamari baat uthayegi.

      Jai hind.

      Delete
  2. @Arpan ji maine es mudde par kai jankar log se baat ki to mujhe pata chala hai ki es summer vacation se hamare case par koi effect nahi padega kyoki hamare case ki court me special apil hai mai kewal aapse yahi janna chahta hun ki kya es jankari me kuchh dam hai ya yah galat hai.arpan ji please comment i just waiting sir.

    ReplyDelete
  3. Dear Friends ye time chupchap baithane ka nahi hai aaplog please en jila adhyaksha logo se baat kare ki aakhir enki aage ki ranniti kya hai
    1. S. k. Pathak 9415023170
    2. Sujit kumar 9453234149
    3. Nitin Mehta 9639885609
    4. VivekAnand 8081934675
    5. Rajesh Prtapsingh 9720963143
    6 .Gulzar Saifi 9319304441

    ReplyDelete
  4. @Arpan ji maine es mudde par kai jankar log se baat ki to mujhe pata chala hai ki es summer vacation se hamare case par koi effect nahi padega kyoki hamare case ki court me special apil hai mai kewal aapse yahi janna chahta hun ki kya es jankari me kuchh dam hai ya yah galat hai.arpan ji please comment i just waiting sir.

    ReplyDelete
  5. @Arpan ji maine es mudde par kai jankar log se baat ki to mujhe pata chala hai ki es summer vacation se hamare case par koi effect nahi padega kyoki hamare case ki court me special apil hai mai kewal aapse yahi janna chahta hun ki kya es jankari me kuchh dam hai ya yah galat hai.arpan ji please comment i just waiting sir.

    ReplyDelete
  6. v.k yadav ji mujhe bhi yehi jaankari hai jab koi special apeal hoti hai to uska chhutti ke dino se ko matlab nahi hota chhutti ke dino mein bhi bahs chalti hai.

    ReplyDelete
  7. Yadi ye log phone nahi receive kar rahe hai to enpar try kijiye
    Devendar-delhi-09560705898 , Nirbai-Lucknow-7499088470
    Manoj-Saharanpur-9548938754, Rajesh Row Allahabad- 8423487344, Devendra-Kushwaha -Ghazipur-9451183742,
    Anand-tiwari-sultanpur9136839148 , Anvar- ahmad-lakhimpur 8604120477, Intzar-ahmad-
    muzfrnagar 9012024790, Shahid-rajbareilly 9720099009 , Akhilesh-bahraich 7275148984 , Vivek-sharma-agra-8273240892, Arun-ku-mathura 97594778809 ,Ajay-ku-gupta-
    gazipur 8960816929, Sonu- Agra-827327445-, Kaushal-9359504348
    Chandra-Shekhar-Faizabad9956787620 , Rahul-ku-kanshirammagar9411849814 Zuber-ahmad-delhi 9266834552, Vipul-mishra-shahjhapur-8081695951, Manoj- sh-shahjhapur-9696528664,
    Rajesh- soni-8090028072, Lalit-9997300453,Punit-ku-mau-8081268299, SD-ON-muradabad-7830881322,
    Gk-yadav-basti-9453153748 , Sunil-kumar- (kanpur)9795886195 Virendar-babra-saharanpur-9720833790 , Atul-tiwari-unnao9451360651
    Virendar- bulandshahr-9758705415 Anoop-panday-allahabad-9935825481 ,Pankaj-devagan
    (varanasi7499935784 , Satish-santkabirnagar 7275936070 , Atul- sitapur-9453635986, Brijesh-unnao-9628207284 , Ambesh-pandey-, Allahabad-8115538145, Avinash-bahraich 9415462655 ,
    Hariom-bahraich-8858449270 , Rohit-agra-9837102887, Umakant-unnao-9415760302, Surendar-bijnor-9557475363 , Amit-rathor-farrukhabad-8004668301, Beerendar-raibareli-9728858966 Varun-ku-merut-9045512773 ,Manoj-ku-merut-9927721277 ,Pawan-ku-merut 9837877207 , Arun-ku-merut-8126100601
    Naushad-agra-9997063265, Rajkumar-bijnor (nagina) 9548787900 , Yogesh-pandey-Pratapgarh 9838946260, Sunil-pandey-Allahabad-8896838497 , Santosh-gangwar- Bareilly-9027633950 Vipul-sharma-meerut 7417058880/8445184060, Arvind-kanpur-9415536350, Rajiv-Baghpat-8923772811 Vijay-lakhimpur-9793369485, Veersing-Pilibhit-8791030221, Deepak-Gazipur-7376121318
    Sarfaraz-rampur 9759299752, Farukh-ali-9027633950 , Saleem-Rampur-9758884212, Farukh-Bijnor-9756117692 Ajit-Rajpoot-Auraiya-7351641548 Depchandr-Auraiya-7409423386
    Akhilesh-sh-Auraiya 9897714456,Kunwarpal-singh-Auraiya 8859986565, Mo.Laeek- shaikh- lakhimpur 8604713210 , Anand-gupta-Azamgarh 9793054754, Chandan-yadav-jaunpur 9923901665, Alok-ku-
    varansi 8765278796 ,Onkar-singh-saharanpur-9758411856, yogesh-kumar-saharanpur-9411080590
    pravesh-ku-saharanpur 9058516527 , pramod- ku-muzafarnagar 8923368330, Manoj-ku-moradabad 9457978397, Arvind-ku-moradabad 9412774583, shiv-ku-modinagar 9368735257 , manoj-ku-
    moradabad 9457978397, arvind-ku-moradabad 9412774583, pramod-chauhan-muzaffarnagar 8923368330 , yogesh-ku-saharanpur-9411080590, pravesh-ku- saharanpur-9058516527

    ReplyDelete
  8. Thanks Rohan ji aur mai blog padne wale candidates se apil kar raha hun ki ve es matter ko clear karen.thanks

    ReplyDelete
  9. @v.k. Yadav ji mujhe is bare me koi jankari nahi hai, mai ummed karunga ki aap ki baat sach ho, to ye hamare liye bahut achha hoga.

    ReplyDelete
  10. Up govt. Case ko court me latkakar tatha tet netao se milkar u.p. Me upadrav nahi hone dena chahti hai .jisse bsp ko kuch kahne ka mauka hi nahi milega. S p apne maksad me kamyab ho gayi hai. Keval ham log kamyab nai ho pa rahe hain. Ham kamyab tabhi honge jab apnia awaj samachar patrö ke madhyam se sarkar tak pbhunbhayenge. Yah sab keval sadak par utarkar .

    ReplyDelete
  11. उत्तर प्रदेश बेसिक शिक्षा परिषद द्वारा उत्तर प्रदेश में प्राथमिक एवं उच्च प्राथमिक विद्यालयों का संचालन एवं प्रबन्धन परिषद के गठन वर्ष 1972 से किया जा रहा है। इसके माध्यम से
    1 विद्यालयों की स्थापना
    2 विद्यालयों को मान्यता प्रदान करना
    3 शिक्षकों की भर्ती
    4 कर्मचारियों के सेवा सम्बन्धी समस्त कार्य
    का सम्पादन किया जा रहा है। प्रदेश के अर्तगत वर्तमान में एक लाख से अधिक परिषदीय प्राथमिक विद्यालय तथा लगभग 35000 से अधिक उच्च प्राथमिक विद्यालय उत्तर प्रदेश बेसिक शिक्षा परिषद द्वारा संचालित किये जा रहे है, जिसमें प्रति वर्ष बढोत्तरी हो रही है। लगभग तीन लाख शिक्षक विद्यालयों में कार्यरत् है। विद्यालयों में शिक्षकों की भर्ती एवं पदोन्नति की प्रक्रिया निरंतर जनपदों में चलती रहती है। अध्यापकों के अन्तर्जनपदीय स्थानान्तरण एवं नव प्रशिक्षित अध्यापकों की नियुक्ति की कार्यवाही भी परिषद अथवा जनपद स्तर पर गतिमान रहती है।

    ReplyDelete
  12. Friend jyada to nahi kahunga lekin han etana jarur kahunga ki es blog par adhik se adhik logo ka n judna hamare sangthan ki ek kami abhi bhi nazar aa rahi hai.

    ReplyDelete
  13. अध्यापकों के अन्तर्जनपदीय स्थानान्तरण एवं नव प्रशिक्षित
    अध्यापकों की नियुक्ति की कार्यवाही भी परिषद अथवा जनपद स्तर पर गतिमान रहती है।

    Bhai aap jo bhi log is blog pe hai isko padhe aur mere sawlao ka reply kare,
    Upar saaf saaf likha hai ki ,,,,,,,,,,

    Janpad star par athva parishad dwara,
    Teacher niyukti ki jati hai,,,,,,,
    To hamara ye vigyapan bhi to parishad ke dwara nikala gaya hai ,,,,,,,
    Isme wrong kya hai,,,,,,,,

    Plz isko padhe aur reply kare,,,,,

    ReplyDelete
  14. @anand tiwari ji bilkul sahi samjha aapne. Hamara vigyapan filhal safe hai. Lekin rajneeti me kuch bhi ho sakta hai. Isliye stay jaldi se jaldi hatna chahiye.

    ReplyDelete
  15. Jagran
    केरल में गुटखा और पान मसाले पर रोक
    तिरुवनंतपुरम, एजेंसी : केरल सरकार ने शुक्रवार को राज्य में गुटखे और पान मसाले की बिक्री और सेवन पर पूरी तरह रोक लगाने का एलान किया। मुख्यमंत्री ओमन चांडी ने मुंह के कैंसर के बढ़ते मामलों और गुटखे सेहोने वाली अन्य बीमारियों का हवाला देते हुए इस पर प्रतिबंध की घोषणा की। खाद्य सुरक्षा और मानक अधिनियम, 2011 के अंतर्गत जारी अधिसूचना में इन उत्पादों की बिक्री को प्रतिबंधित किया गया है। तंबाकू वाले गुटखे, पान मसाले पर मध्य प्रदेश, महाराष्ट्र गुजरात और कर्नाटक में पहले से ही पाबंदी है। चांडी ने कहा कि सरकार ने आदेश पारित कर दिया है और कुछ दिनों के अंदर पूरे राज्य में इस विषय में सूचना प्रसारित कर दी जाएगी। इस नियम को तोड़ने पर अधिकतम छह वर्ष की कैद एवं पांच लाख रुपयेजुर्माने का प्रावधान है। मुख्यमंत्री ने कहा कि गुटखे के सेवन से होने वाली बीमारियों के बढ़ने के कारण इस कानून को लाने की आवश्यकता पड़ी है। चांडी ने गुटखे और पान मसाले पर देश भर में पाबंदी लगाने के लिए प्रधानमंत्री से अनुरोध भी किया है। उन्होंने चेतावनी दी कि पाबंदी के उल्लंघन पर कठोर कार्रवाई होगी। हालांकि इस फैसले के बाद राज्य में गुटखे और पान मसाले की कालाबाजारी होने की आशंका जताई जा रही है, लेकिन सरकार फैसले पर दृढ़ है।

    ReplyDelete
  16. is case k sarkari lawyer ko govt. Ne hata kar dusre lawyer ko niyukat kar diya hai.

    ReplyDelete
  17. @Arpan ji &Anand tiwari sir ji aapka statement-
    अध्यापकों के अन्तर्जनपदीय स्थानान्तरण एवं नव प्रशिक्षित
    अध्यापकों की नियुक्ति की कार्यवाही भी परिषद अथवा जनपद स्तर पर गतिमान रहती है।
    yaha par to nav prashikshit adhayapko ki niyukti ki baat hai aur hamara yah vigyapan prashikshu ke liye hai na ki niyukti ke liye han btc/sbtc ke liye ye vigyapan purntaya sahi hai.TIWARI JI &ARPAN JI AM I RIGIT??? plz comment friend.thanks

    ReplyDelete
  18. @Arpan ji &Anand tiwari sir ji aapka statement-
    अध्यापकों के अन्तर्जनपदीय स्थानान्तरण एवं नव प्रशिक्षित
    अध्यापकों की नियुक्ति की कार्यवाही भी परिषद अथवा जनपद स्तर पर गतिमान रहती है।
    yaha par to nav prashikshit adhayapko ki niyukti ki baat hai aur hamara yah vigyapan prashikshu ke liye hai na ki niyukti ke liye han btc/sbtc ke liye ye vigyapan purntaya sahi hai.TIWARI JI &ARPAN JI AM I RIGIT??? plz comment friend i am confused to this matter. Thanks

    ReplyDelete
  19. but yadav bhai ,

    Hamara vigyapan bhi to pahle joining ka tha ,,

    Uske bad fir training honi thi,,,,

    Is se pahle jo bhi advt. Ata tha usme keval traning di jati thi,,,,

    Aur koi vetan nirdharit nahi tha but yaha aapko joining ke just baad 7300 rs pay milta,,,

    Ha ab agr aap kahe ki itna vetan nahi hai...

    To mai aapko confirm kar du ki trainig ke douran bhatta wagerah nahi milta,,,,

    Aur prt ka mool vetan 7300 hi hai,,,,

    Baki to bhatte mil ke 18000 ke karib ho jata hai,

    M i right?

    ReplyDelete
  20. सीबीएसई 12वीं के नतीजे सोमवार को
    नई दिल्ली : सीबीएसई के 12वीं कक्षा के नतीजों सोमवार घोषित किए जाएंगे। नतीजों के लिए www. result.nic.in,www.cbseresults.nic.in और www.cbse.nic.in पर लॉग इन करें।

    ReplyDelete
  21. bhai aap me sy koi ye btayega uptet ki bharti me ncte ny kitna time diya h

    ReplyDelete
  22. Shayad Nikay Cinav ke baad tak - Sarkar Apnee Ray Spast kar De

    ReplyDelete
  23. Are time hi time hai , bus court se hat jaye

    ReplyDelete
  24. @ muskan ji,

    Kya hamare case ka lawyer change ho gaya hai?

    ReplyDelete
  25. T.E.T. CANCEL
    T.E.T. CANCEL
    T.E.T. CANCEL
    T.E.T. CANCEL
    T.E.T. CANCEL

    SOURCE-VIDHAYAK CHACHA

    ReplyDelete
  26. अर्पण जी आपको ये जानकारी कहाँ से हुई है कि वकील बदल गया है।यदि ऐसा है तो हो चुकी भर्ती।

    ReplyDelete
  27. T.E.T. CANCEL
    T.E.T. CANCEL
    T.E.T. CANCEL
    T.E.T. CANCEL
    T.E.T. CANCEL

    SOURCE-VIDHAYAK CHACHA

    ReplyDelete
  28. Rajneetik Nafa Nuksaan bhee ek bada mudda hai
    Agar -
    31 May ko TETians ka favor mein decision aata hai,
    Fir TET fail, Acad. Supporter,New B. Ed Appearing, Shiksha Mitra
    sabkee pareshanee ka asar Nikay Chunav par bhee ....

    ReplyDelete
  29. According to @IMRAN 9696564678
    T.E.T. CANCEL
    T.E.T. CANCEL
    T.E.T. CANCEL
    T.E.T. CANCEL
    T.E.T. CANCEL
    SOURCE-VIDHAYAK CHACHA
    bhai imran ji please give your uptet roll no .

    ReplyDelete
    Replies
    1. yadav/imran both of you will be cancelled.tet is safe and will remain safe. source cm_akilesh yadav. Both yadav and imran idiots.

      Delete
  30. Apne jilapresident se mili jankari k anusar 24may ko standing lawyer ko achanak badal diya gaya. v judge ko pehle se pata tha ki friday ko lunch k bad hamesha double bentch k case lagte h. judge n knowingly caselist dekhkar bhi 25may date di. . ab sarkar 31may ko vigyapan radd karvakar court open hone se pehle hi acd. Base par bharti suru karna chahti hai. yahi only tarika h pehli sarkar k nirnay ko badalne ka .judge pehle se hi sarkar k favour me h. Pls comment.............:............

    ReplyDelete
  31. imran tumhari marte h kya vidhayak chacha jo tmhe khabar dedi ki tet cancil ho gyi.

    ReplyDelete
  32. Mujhe Lagta hai -
    HC mein 31 may se date aage Jaygee,

    Au Shayd Nikay Chunav ke Baad hee kuch hoga,

    Aap logo kee kya ray hai ?

    ReplyDelete
  33. 24 May ko bhee mera yahee vichar tha, Aur 25 ko aisa hee ho gaya
    ----------
    Isse sanket milta hai ki 31 May ke baad bhee date aage jaygee.
    Shayad No Decision
    ----------
    Elections are important

    ReplyDelete
  34. Apne jilapresident se mili jankari k anusar 24may ko standing lawyer ko achanak badal diya gaya. v judge ko pehle se pata tha ki friday ko lunch k bad hamesha double bentch k case lagte h. judge n knowingly caselist dekhkar bhi 25may date di. . ab sarkar 31may ko vigyapan radd karvakar court open hone se pehle hi acd. Base par bharti suru karna chahti hai. yahi only tarika h pehli sarkar k nirnay ko badalne ka .judge pehle se hi sarkar k favour me h. Pls comment.............:............

    ReplyDelete
  35. T.E.T. CANCEL
    T.E.T. CANCEL
    T.E.T. CANCEL

    ACD. SE HOGI BHARTI
    ACD. SE HOGI BHARTI
    AFTER ELECTION

    31 KO DATE MILEGI 100%

    SOURCE-VIDHAYAK CHACHA

    ReplyDelete
  36. T.E.T. CANCEL
    T.E.T. CANCEL
    T.E.T. CANCEL

    ACD. SE HOGI BHARTI
    ACD. SE HOGI BHARTI
    AFTER ELECTION

    31 KO DATE MILEGI 100%

    SOURCE-VIDHAYAK CHACHA

    ReplyDelete
  37. Mr. Sanjeev "IDIOT" to tum ho jo mere dwara Mr. Imran ke uptet roll no mangane ka matlab nahi samajh paaye.

    ReplyDelete
  38. T.E.T. CANCEL
    T.E.T. CANCEL
    T.E.T. CANCEL

    ACD. SE HOGI BHARTI
    ACD. SE HOGI BHARTI
    AFTER ELECTION

    31 KO DATE MILEGI 100%

    SOURCE-VIDHAYAK CHACHA

    ReplyDelete
  39. T.E.T. CANCEL
    T.E.T. CANCEL
    T.E.T. CANCEL

    ACD. SE HOGI BHARTI
    ACD. SE HOGI BHARTI
    AFTER ELECTION

    31 KO DATE MILEGI 100%

    SOURCE-VIDHAYAK CHACHA

    ReplyDelete
  40. IMRAN BHAI AFWAHEN NA FAILAYEN KEWAL HAUSLA RAKHE AUR BADHAYEN BILLIYON K KOSHNE SE CHHEENKE NAHIN TOOTTE HAIN VACANCY TET SE HI FILL HO PAYEGI.

    ACC/TE KOI MUDDA HAI HI NAHIN TET KO COURT TAK SAHI BATA CHUKI HAI.

    ReplyDelete
  41. T.E.T. CANCEL
    T.E.T. CANCEL
    T.E.T. CANCEL

    ACD. SE HOGI BHARTI
    ACD. SE HOGI BHARTI
    AFTER ELECTION

    31 KO DATE MILEGI 100%

    SOURCE-VIDHAYAK CHACHA

    ReplyDelete
  42. T.E.T. CANCEL
    T.E.T. CANCEL
    T.E.T. CANCEL

    ACD. SE HOGI BHARTI
    ACD. SE HOGI BHARTI

    AFTER ELECTION PROCESS CHANGE

    31 KO DATE MILEGI 100%

    SOURCE-VIDHAYAK CHACHA

    ReplyDelete
  43. T.E.T. CANCEL
    T.E.T. CANCEL
    T.E.T. CANCEL

    ACD. SE HOGI BHARTI
    ACD. SE HOGI BHARTI

    AFTER ELECTION PROCESS CHANGE

    31 KO DATE MILEGI 100%

    SOURCE-VIDHAYAK CHACHA

    ReplyDelete
  44. @ abe Imran tu apna tet ka roll no. de.

    ReplyDelete
  45. T.E.T. CANCEL
    T.E.T. CANCEL
    T.E.T. CANCEL

    ACD. SE HOGI BHARTI
    ACD. SE HOGI BHARTI

    AFTER ELECTION PROCESS CHANGE

    31 KO DATE MILEGI 100%

    SOURCE-VIDHAYAK CHACHA

    ReplyDelete
  46. IMRAN BHAI AFWAHEN NA FAILAYEN KEWAL HAUSLA RAKHEN AUR BADHAYEN BILLIYON K KOSHNE SE CHHEENKE NAHIN TOOTTE HAIN VACANCY TET SE HI FILL HO PAYEGI.

    ACC/TET KOI MUDDA HAI HI NAHIN TET KO COURT TAK SAHI BATA CHUKI HAI.

    ReplyDelete
  47. T.E.T. CANCEL
    T.E.T. CANCEL
    T.E.T. CANCEL

    ACD. SE HOGI BHARTI
    ACD. SE HOGI BHARTI

    AFTER ELECTION PROCESS CHANGE

    31 KO DATE MILEGI 100%

    SOURCE-VIDHAYAK CHACHA

    ReplyDelete
  48. @imraan agar tet cancel ho gaya to b.ed wale kabhi teacher nahi ban sakte, tu apni acd. Ki marksheets par churan bechna. Lekin tu to nakal mar k pas hua hai, isliye teri jadd buddhi ko samajh kaha se aayega.

    ReplyDelete
  49. YE IMRAN BHI USI PARTI KA MEMBER HAI JINKI............. BUDHDHI 12 BAJE K BAAD KHULTI HAI.

    ReplyDelete
  50. Dekho imran jese bhi teacher banana chahte h hey bhagwan is desh ka kya hoga

    ReplyDelete
  51. 29ko Lucknow me mahandolan. UPTET ke viron isbar dikha do apni puri 100% sankhya hila dosarkar ko tub dekho ek jhatke mein ghutne tek degi srkar frwd2all bhul jao apne matbhedon jhagdon ko aur sarkaar ko sach ka samna kara do. Prateyek passed candidate ko yadi mansik dard, peeda aur tension hai to utho jago aur jaga do in A.C. mein sone wale sarkari pratinidhiyon ko Lucknow ke MAHASANGRAM mein shamil hone ka anand antim baar utha hi loh COME ON TET KE SAPOOTON KAHIN PACHATANE KO NA RAHE KI HUMNE IS MAHASANGRAM mein bhaag nahi liya, YAAD RAKHO ANYAY KARNE SE KAHIN BADA GUNAH HAI ANYAY SAHNA, NEVER FORGET YOUR JUSTICE WITH U.

    ReplyDelete
  52. 29 th May ko Lucknow me mahandolan. Charbagh Rly. Stn. in morning. UPTET ke viron isbar dikha do apni puri 100% sankhya hila dosarkar ko tub dekho ek jhatke mein ghutne tek degi srkar frwd2all bhul jao apne matbhedon jhagdon ko aur sarkaar ko sach ka samna kara do. Prateyek passed candidate ko yadi mansik dard, peeda aur tension hai to utho jago aur jaga do in A.C. mein sone wale sarkari pratinidhiyon ko Lucknow ke MAHASANGRAM mein shamil hone ka anand antim baar utha hi loh COME ON TET KE SAPOOTON KAHIN PACHATANE KO NA RAHE KI HUMNE IS MAHASANGRAM mein bhaag nahi liya, YAAD RAKHO ANYAY KARNE SE KAHIN BADA GUNAH HAI ANYAY SAHNA, NEVER FORGET YOUR JUSTICE WITH U.

    ReplyDelete
  53. 29 th May ko Lucknow me mahandolan. Charbagh Rly. Stn. in morning. UPTET ke viron isbar dikha do apni puri 100% sankhya hila dosarkar ko tub dekho ek jhatke mein ghutne tek degi srkar frwd2all bhul jao apne matbhedon jhagdon ko aur sarkaar ko sach ka samna kara do. Prateyek passed candidate ko yadi mansik dard, peeda aur tension hai to utho jago aur jaga do in A.C. mein sone wale sarkari pratinidhiyon ko Lucknow ke MAHASANGRAM mein shamil hone ka anand antim baar utha hi loh COME ON TET KE SAPOOTON KAHIN PACHATANE KO NA RAHE KI HUMNE IS MAHASANGRAM mein bhaag nahi liya, YAAD RAKHO ANYAY KARNE SE KAHIN BADA GUNAH HAI ANYAY SAHNA, NEVER FORGET YOUR JUSTICE WITH U.

    ReplyDelete
  54. TET will not be canceled only advertisement will be canceled and selection will be based on Academic basis

    ReplyDelete
  55. MEENU JI TET KOI KHANE KA MENU NAHIN HAI JO APKE HISAB SE PAROSA JAYEGA.

    ReplyDelete
  56. GARMI BAHUT PAD RAHI HAI JO BHI SAATHI LUCKNOW JAAYE SAATH ME YE SAMAAN JAROOR APNE SAATH LEKAR JAAYE--

    1.EK SOOTI KAPDA(AUNGACHHA)

    2.EK BOTTLE PAANI KE LIYE

    3.KHAANA(KEVAL ROTI AUR ACHAAR LAAYE KYONKI SABJI GARMI ME GHARAB HO JAAYEGI)

    4.KALA CHASMA

    4.HELMET ( POLICE LATHICHARGE SE BACHNE KE LIYE)

    5.PAIN KILLER ( POLICE KI LATHIYAAN PADNE PAR TURANT RAHAT DEGI)

    7.KAM SE KAM 1-2 HAZAR RUPAIYE JAROOR LAAYE TAKI VIPREET CONDITIONS ME KAAM AA SAKE

    8.ABHI SE LOO KHANE KI AADAT DAALE

    9.ROJ LATHI SE AAPAS ME LADE JISSE LATHIYA PADNE ME DARD KA ANUBHAV KAM HO.

    10.AUR EK BAAT MAANSIK ROOP SE IS BAAT KE LIYE TAIYAAR RAHE KI AAP KHALI HAATH LUCKNOW JAAYENGE AUR KHALI HAATH AAYENGE

    11.KISI RESULT KI APECHHA IS AANDOLAN SE NA KARE

    14.BAHNE BHUL KAR BHI NA JAAYE.

    13.AANDOLAN KA PARINAAM---

    A. AAM TET MERIT HOLDER KO KUCHH RAHAT NAHI MILEGI

    B. TET KE KATHIT NETA APNI NETAGIRI CHAMKAANE KA PRAYAS KARENGE

    ReplyDelete
  57. MEENU JI AAP KAYAR HAIN IS LIYE SABHI KO SAMAJH RAHIN HAIN.

    ReplyDelete
  58. Bhai muje koi batayega ki sarkar apna nirnay kyo nai de rahi h

    ReplyDelete
  59. GARMI BAHUT PAD RAHI HAI JO BHI SAATHI LUCKNOW JAAYE SAATH ME YE SAMAAN JAROOR APNE SAATH LEKAR JAAYE--

    1.EK SOOTI KAPDA(AUNGACHHA)

    2.EK BOTTLE PAANI KE LIYE

    3.KHAANA(KEVAL ROTI AUR ACHAAR LAAYE KYONKI SABJI GARMI ME GHARAB HO JAAYEGI)

    4.KALA CHASMA

    4.HELMET ( POLICE LATHICHARGE SE BACHNE KE LIYE)

    5.PAIN KILLER ( POLICE KI LATHIYAAN PADNE PAR TURANT RAHAT DEGI)

    7.KAM SE KAM 1-2 HAZAR RUPAIYE JAROOR LAAYE TAKI VIPREET CONDITIONS ME KAAM AA SAKE

    8.ABHI SE LOO KHANE KI AADAT DAALE

    9.ROJ LATHI SE AAPAS ME LADE JISSE LATHIYA PADNE ME DARD KA ANUBHAV KAM HO.

    10.AUR EK BAAT MAANSIK ROOP SE IS BAAT KE LIYE TAIYAAR RAHE KI AAP KHALI HAATH LUCKNOW JAAYENGE AUR KHALI HAATH AAYENGE

    11.KISI RESULT KI APECHHA IS AANDOLAN SE NA KARE

    14.BAHNE BHUL KAR BHI NA JAAYE.

    13.AANDOLAN KA PARINAAM---

    A. AAM TET MERIT HOLDER KO KUCHH RAHAT NAHI MILEGI

    B. TET KE KATHIT NETA APNI NETAGIRI CHAMKAANE KA PRAYAS KARENGE

    ReplyDelete
  60. DOSTO,

    KASAM KHA LO KI KISI BHI KIMAT PAR IS VACANCY KE FILL HONE SE PAHLE TET KO ACC BASE NAHIN HONE DENGE.

    CHAHE HAME JAAN HI KYON NA DENI PADE.

    S.P. GOV NE HAMESA VOTE KI GANDI RAJNITI KI HAI LEKIN YADI IS BAR BHI USNE TETIONS K KHILAF KOI GALAT FAISLA LIYA TO HAM SE BURA KOI NAHIN HOGA.

    KAM SE KAM MAIN TO S.P. GOV. KA SABSE BADA DUSHMAN HOUNGA AUR KABHI IS PARTI KO MAF NAHIN KARUNGA.

    AAJ SE SABHI JILON ME LUCKNOW KOOCH KI TAIYARI SUROO HO GAYI HAI SARKAR BAHUMAT ME HAI AUR HAM BHI BAHUMAT ME HAI HAMARA ANDOLAN BHI AB UGR HOGA.

    "TEST IS BEST TET IS BEST"

    ReplyDelete
  61. DOSTO,

    KASAM KHA LO KI KISI BHI KIMAT PAR IS VACANCY KE FILL HONE SE PAHLE TET KO ACC BASE NAHIN HONE DENGE.

    CHAHE HAME JAAN HI KYON NA DENI PADE.

    S.P. GOV NE HAMESA VOTE KI GANDI RAJNITI KI HAI LEKIN YADI IS BAR BHI USNE TETIONS K KHILAF KOI GALAT FAISLA LIYA TO HAM SE BURA KOI NAHIN HOGA.

    KAM SE KAM MAIN TO S.P. GOV. KA SABSE BADA DUSHMAN HOUNGA AUR KABHI IS PARTI KO MAF NAHIN KARUNGA.

    AAJ SE SABHI JILON ME LUCKNOW KOOCH KI TAIYARI SUROO HO GAYI HAI SARKAR BAHUMAT ME HAI AUR HAM BHI BAHUMAT ME HAI HAMARA ANDOLAN BHI AB UGR HOGA.

    "TEST IS BEST TET IS BEST"

    ReplyDelete
  62. Menu ji itni kayrata aur teacher banane ki chahat

    ReplyDelete
  63. Muje sabse jyada surprisetab hua jab sp gov bani tab muje ahsas hua ki is desh me imandar log kitne h aur corrupt kitne sunil bhai me aapse sahmat hu tet is best me isliye nai kah raha hu ki mere tet me jyada no h bt isliye ki yogyta hi jeete mere to98 h mera ho na ho but talent should win

    ReplyDelete
    Replies
    1. What a great thinking yar...kash hr student ki yahi soch hoti to apna india sudhar jata..

      Delete
  64. 29 th May ko Lucknow me mahandolan. Charbagh Rly. Stn. in morning. UPTET ke viron isbar dikha do apni puri 100% sankhya hila dosarkar ko tub dekho ek jhatke mein ghutne tek degi srkar frwd2all bhul jao apne matbhedon jhagdon ko aur sarkaar ko sach ka samna kara do. Prateyek passed candidate ko yadi mansik dard, peeda aur tension hai to utho jago aur jaga do in A.C. mein sone wale sarkari pratinidhiyon ko Lucknow ke MAHASANGRAM mein shamil hone ka anand antim baar utha hi loh COME ON TET KE SAPOOTON KAHIN PACHATANE KO NA RAHE KI HUMNE IS MAHASANGRAM mein bhaag nahi liya, YAAD RAKHO ANYAY KARNE SE KAHIN BADA GUNAH HAI ANYAY SAHNA, NEVER FORGET YOUR JUSTICE WITH U.

    ReplyDelete
  65. @ SUNIL KUMAR

    JAAN DENE KI BAAT MAT KARO TUM TO CHALU HO LEKIN KOI AUR AISA KAR SAKTA HAI

    ISLIYE KISI KI JINDGI KE SAATH MAT KHELO

    ReplyDelete
  66. DEAR MENU JI ,
    HUM KATHIT NETA EK BAAT DEN IS AANDOLAN MEIN AAPKE JAISEE 1 NAHI SAIKDON BAHANEN SHAMIL HOTI RAHI HAIN . AUR YEH AAPKI AUR HUM SABKI TET AAJ TAK BED PAR (COURT MEIN) ISLIYE JINDA BACHI HUI SAANS LE PAA RAHI HAI KYUNKI HUM SABHI SANGHARSH SHEEL TETians ne LUCKNOW MEIN JAAKAR JO DHUL DHOOP AUR BHUKH PYAS KE BEECH SANGHARSH KARKE SARKAR KO APNEY JINDAA HONE KA AHSHAAS KARAYA HAI USIKA NATIZAA HAI ANYATHA YEH HUMARI PYARI TET ITIHAAS KA HISSA KABHI HI COURT KE BAHAR HI BANA DI GAI HOTI. ULTA SIDHA LIKHNE KE PAHALE YEH BHI SOCH LENA CHAHIYE KI BHRAMAK BAATEN KAR KE AAP APNI PYARI TET KO HI KULHARI SE KAATNE KA KAAM KAR RAHI HAIN. KRIPYA IS TARAH KI ANARGAL BAATEN NA HI KAREN BALKI AARAM SE GHAR BAITHEY RAHEN AC KI HAWA KHAATE RAHEN. KOI SAMAJHDAR BUDHHIJIWEE PERSON IS TARAH KI BHRAMAK BAATEN NAHI KAR SAKTA HAI.
    GOOD BYE

    ReplyDelete
  67. imran n meenu prepare for another tet.or there are other seasonal jobs for you like cucumber selling in summer n peanuts in winter.SELECTION WILL BE THROUGH TET MERIT.

    ReplyDelete
  68. DEAR MENU JI ,
    HUM KATHIT NETA EK BAAT BATA DEN IS AANDOLAN MEIN AAPKE JAISEE 1 NAHI SAIKDON BAHANEN SHAMIL HOTI RAHI HAIN . AUR YEH AAPKI AUR HUM SABKI TET AAJ TAK BED PAR (COURT MEIN) ISLIYE JINDA BACHI HUI SAANS LE PAA RAHI HAI KYUNKI HUM SABHI SANGHARSH SHEEL TETians ne LUCKNOW MEIN JAAKAR JO DHUL DHOOP AUR BHUKH PYAS KE BEECH SANGHARSH KARKE SARKAR KO APNEY JINDAA HONE KA AHSHAAS KARAYA HAI USIKA NATIZAA HAI ANYATHA YEH HUMARI PYARI TET ITIHAAS KA HISSA KABHI HI COURT KE BAHAR HI BANA DI GAI HOTI. ULTA SIDHA LIKHNE KE PAHALE YEH BHI SOCH LENA CHAHIYE KI BHRAMAK BAATEN KAR KE AAP APNI PYARI TET KO HI KULHARI SE KAATNE KA KAAM KAR RAHI HAIN. KRIPYA IS TARAH KI ANARGAL BAATEN NA HI KAREN BALKI AARAM SE GHAR BAITHEY RAHEN AC KI HAWA KHAATE RAHEN. KOI SAMAJHDAR BUDHHIJIWEE PERSON IS TARAH KI BHRAMAK BAATEN NAHI KAR SAKTA HAI.
    GOOD BYE

    ReplyDelete
  69. Must read news-court & govt r unite.Govt has directed judge to extend the case upto the end of elections June 7.After that govt will decide.MY CBI NEVER FAILS.If not believed, do u bet?

    ReplyDelete
  70. 12. main point bhool gai meenu ji apne liye stayfree le lena

    ReplyDelete
  71. Gaurav Said
    Akhilesh Yadav aur High Court Mile hue hain.
    Jis desh me Vigyapan Ka mamla suljhane me six month lag gaye
    vaha kya taraki hogi.
    72825 logo ko naukri milne se kitne
    child ko achi siksha milegi aur
    72825X4 =291300 logo ko roti.
    isko rokna loktantra ka majak hai

    ReplyDelete
  72. @meenu ji

    apko andolan me na jana ho to ghar par baithen ya boy friend ke sath ghoomen mujhe koi problem nahin.

    lekin aapne itna dimag yad tet k exam me lagaya hota to ye na karna padta.

    ham tetions to pani kya petrol tak le jayenge but vacancy jarur fill karwayenge.

    but aapke mansoobe dhre rah jayenge.

    good by

    apka............

    ReplyDelete
  73. MANNU SAID

    AGAR ROJGAR NAHI HOGA TO ROTI NAHI MILEGI .
    ROTI NAHI MILEGI TO HINSA HOGI AUR
    AGAR HINSA HOGI TO AAP HAME GUNEHGAR KARAR DENGE.
    GALTI KISKI HAIN!

    APKI DERI HAMARI ZINDAGI KE 6 MONTH KHA GAYI
    PHIR BHI DATE!
    GALTI KISKI HAI
    MAYAWATI SE COMPETITION AAPKA
    CORRUPT SARKAR AAPKI
    DHANDLI KARE APKA OFFICER
    BHOG HUM RAHE HAI
    GALTI KISKI!
    LOKTANTRA ME HIGHCOURT EK ADD.
    6 MONTH SE NAHI SOLCE KAR SAKA
    BHOG HUM RAHE HAI
    GALTI KISKI!
    JAB SAB KUCH SARKAR DWARA PLANNED HAI TO SARI GALTI SARKAR KI
    HUME NAUKRI CHAIYA BUS
    THATS ALL & NOTHING LESAS

    ReplyDelete
  74. Meenu napunsak hai. Tet aandolan ko hatotsahit kar raha/rahi hai.

    ReplyDelete
  75. प्रिय साथियों फेसबुक के माध्यम से कुछ जरूरी सूचना यादव कपिल देव लाल बहादुर के बारे में ------
    By-Om Namah Shivay
    Kapildev Yadav > Akhilesh Yadav - A2Y
    srimaan mukhyamantri ji
    srimaan ji mera naam yadav kapil dev
    lalbahadur hai
    meri hi yachika pe maanniya highcourt ne
    bharti pe rok lagayi hai
    srimaan ji exam se 4 din pahaley ager tet
    marit se bharti ki baat nahi ki gayi hoti to
    itna bada ghotala nahi hota
    srimaan ji aap jo v karenge sahi karenge
    isbaat pe hum sub ko aap pe pura yakin hai
    ager tet mai dhandhli nahi hui hoti to hum
    sub tet marit ka virodh nahi karatey
    lekin ab ager tet marit se bharti hui to hum
    logo ko to bahut dukh hoga par aapki chavi
    kharaab hogi ki tet mai itni badi dhandhli ke
    baad v aapne tet marit se bharti ki
    aap chahey to jitane v tet pass hai unka ek
    exam aur kara le uske baad aap marit tet ki
    banaye ya acd ki kisi ko koi samasya nahi
    hogi
    srimaan ji mere dadaji kahatey hai ager
    doodh aur pani aapas mai mil jaye to unko
    alag karane ke liye doodh ko garam kiya jata
    hai taki usmai milawat wala pani alag ho
    sake
    srimaan ji aapse yahi nivedan hai ki aap ko
    ager lagata hai tet+acd se bharti galat hai to
    aap sabhi tet pass logo ka ek exam aur kara
    le lekin plz tet merit se bharti na kare
    yadav kapil dev lalbahadur
    mo-9044216898

    ReplyDelete
  76. Har bar lucknw jana fir ashwasan lekar fir vspas ajana ye kab tak chalega agar ab jana h to fir naukery lekar hi ana h is sankalp k sath jana h to jao varna bekar h tet merit jindabad

    ReplyDelete
  77. v k yadavji sorry as i misunderstood you.Lekin mujhe ye lagta hai ki jabtak govt tet ke prati apna rukh spast nahi karti tabtak court koi nirnay nahi degi. isliye 29may ko ek ugra andolan jaruri hai.YADAVJI N ANANDJI please give your opinion.

    ReplyDelete
  78. Kapil lal bahadur ek pagal insan h jo kuch to kar nai paya aur ka bhi bhala nai chahta uski halay khisiyani billi jesi ho gai h

    ReplyDelete
  79. jantar mantar meeting postponed
    sabi lko jane ki tayari kare on 29 may.

    ReplyDelete
  80. mujhe to lagta up govt. ne judge ko bhi ghus khila rkha h tbhi to wodate pe date de rha h,,,,

    ReplyDelete
  81. This comment has been removed by the author.

    ReplyDelete
  82. up govt,... 10 din ke ander faisla sunane wali thi kya hua uska mar gye kya uptet ke adhikari...

    ReplyDelete
  83. SHYAM DEV MISHRA JI AB AAGE KI RANNITI KYA HAI BATAYENGE PLS 29 MAY KO LKO ME DHARNA HAI BHI YA NAHI

    ReplyDelete

Please do not use abusive/gali comment to hurt anybody OR to any authority. You can use moderated way to express your openion/anger. Express your views Intelligenly, So that Other can take it Seriously.
कृपया ध्यान रखें: अपनी राय देते समय अभद्र शब्द या भाषा का प्रयोग न करें। अभद्र शब्दों या भाषा का इस्तेमाल आपको इस साइट पर राय देने से प्रतिबंधित किए जाने का कारण बन सकता है। टिप्पणी लेखक का व्यक्तिगत विचार है और इसका संपादकीय नीति से कोई संबंध नहीं है। प्रासंगिक टिप्पणियां प्रकाशित की जाएंगी।