http://joinuptet.blogspot.com/
Case is Listed at 1st Position at 10 AM in Allahabad Highcourt.
From a long time case is delayed due to date again and again. Candidates are upset and worried for their future.
And case on 31st May is highly crucial to candidates, as Allahabad Highcourt summer vacations starts from 2nd June to 30th June.
Hope for a POSITIVE and FINAL decision arrives on 31st May 2012. And recruitment process again starts.
CAUSE LIST ALLAHABAD
Cause List
31/05/2012
AT 10.00 A.M. AND AFTER COURT NO. 32
COURT NO. 7
HON'BLE MR. JUSTICE ARUN TANDON
Fresh, order, admission, hearing Educational Matters including Society Matters with regard to Educational Institutions andService Writs relating to Educational - Institutions and Service Writs relating to Local Bodies including Corporations and Co-operative Society;AND Listed Educational Matters including Society Matte
-rs with regard to Educational Institutions andService Writs relating to Educational Institutions and Service Writs relating to Local Bodies including Corporat-ion & Cooperative Society from January 1st, 2009 onwards including Bunch Cases.
For Further Hearing
WRIT - A
1. DF-PH 76039/2011 YADAV KAPILDEV LAL BAHADUR ALOK KUMAR YADAV
RAJESH YADAV
Vs. STATE OF U.P. & OTHERS C.S.C.
K.S. KUSHWAHA
WITH WRIA- 76355/2011 SARASWATI SRIVASTAVA SAROJ YADAV
Vs. THE STATE OF U.P. AND OTHE C.S.C.
-RS C.N.TRIPATHI
R.A.AKHTAR
WITH WRIA- 76392/2011 SHIVANI ABHISHEK SRIVASTAVA
Vs. THE STATE OF U.P. AND OTHE C.S.C.
-RS RAJEEV JOSHI
C.N.TRIPATHI
WITH WRIA- 76595/2011 SABA ANJUM & OTHERS INDRASEN SINGH TOMAR
AMIT KUMAR SRIVASTAVA
Vs. STATE OF U.P. & ANOTHER C.S.C.
K.S. KUSHWAHA
WITH WRIA- 1442/2012 VASUDEV CHAURASIA & OTHERS RAVINDRA PRAKASH SRIV.
Vs. STATE OF U.P. & OTHERS C.S.C.
AKHILESH KUMAR
R.A. AKHTAR
WITH WRIA- 75392/2011 VIJAY KUMAR TRIPATHI & ANOTHER AJOY KUMAR BANERJEE
Vs. STATE OF U.P. & OTHERS C.S.C.
K.A. USMANI
WITH WRIA- 2614/2012 MAHESH CHANDRA BHUPENDRA PAL SINGH
Vs. STATE OF U.P. & OTHERS C.S.C.
S.S. BHADAURIYA
WITH WRIA- 2608/2012 MOHD. SADAB SYED IRFAN ALI
MOHD. NAUSHAD
Vs. STATE OF U.P. & OTHERS C.S.C.
ILLEGIBLE
WITH WRIA- 6826/2012 VIMLESH KUMAR ALOK KUMAR YADAV
Vs. STATE OF U.P. & OTHERS C.S.C.
R.S. PRASAD
R.A. AKTAR
WITH WRIA- 17607/2012 PAWAN KUMAR BHAWESH PRATAP SINGH
Vs. STATE OF U.P. & ANOTHER C.S.C.
WITH WRIA- 29/2012 SHIV PRAKASH KUSHWAHA S.K. MISHRA
Vs. STATE OF U.P. & OTHERS C.S.C.
RAJESHWAR SINGH
R.A. AKTAR
K.S.KUSHWAHA
WITH WRIA- 24062/2012 KAUSHAL KUMAR SHUKLA AND OTHER SUDEEP DWIVEDI
-S
Vs. STATE OF U.P. AND OTHERS C.S.C.
Kya aj sunvai ho payegi ? kyoki aj bharat band h
ReplyDeleteOm Namo Namah Shiway Om Namo Namah Shiway Om Namo Namah Shiway Om Namo Namah Shiway Om Namo Namah Shiway Om Namo Namah Shiway Om Namo Namah Shiway Om Namo Namah Shiway
Deletevinay bhai bharat bandh koi sarkari calender ke aadhar per nahi hai. aaj ek pol. party ne petrol ke price mei ki gayi bhari vradhi ke virodh mei bharat bandh ka aahwan kiya hai. isse hamare case per koi fark nahi padenga. "JAI HIND" pls all tetians pray karo ki aaj hamari nichay hi jeet ho.
ReplyDeleteaaj ke kya chance hai
ReplyDelete--------------------------------------------------------------------------------
ReplyDeleteEarn upto Rs. 9,000 pm with PaisaLive.com!
--------------------------------------------------------------------------------
Hi ,
I have something interesting for you - you can easily earn regular income online via PaisaLive.com!
It’s really amazing! You get paid to open & read the contents of PaisaLive mails. You also receive special discount coupons, promotions and free passes to various events in your city.
Join now and get Rs. 99 instantly, just for joining. What more, as a special bonus you get paid for inviting your friends also!
Create your PaisaLive Account & refer your friends to earn launch referral bonus on every new registration.
http://www.PaisaLive.com/register.asp?3931556-7852139
PaisaLive - Get Paid to read emails
( Nagendra Shakya)
jay vishnu bhagwan. bhawan kare aj judge sahab k andar vishnu bhagwan pravesh kar jaye or oh aj hame nokari dede.
ReplyDeletejay vishnu bhagwan. bhawan kare aj judge sahab k andar vishnu bhagwan pravesh kar jaye or oh aj hame nokari dede.
ReplyDeleteAaj hearing 10am se hai ki 2pm se please cofirm
ReplyDeletekhajbali hai khalbali, khalbali hai khalbali.........hai khalbali.abhi chalne de sitam abhi sanso mai hai dum.
ReplyDeletemuskanji ap se nivedn he ki. Mujhe bataye ki ajj nct b.ed tet- 11 0valo ko 1 jan. 12 k bad chance de rahi he ya nahi? Kal k news paper me kuchh samjh me nahi aya tha. Pls bataye !
ReplyDeleteNCTE ne mana kar deeya hai, par HC ne Antrim Aadesh de deeye hain B. Ed ko PRT mein allow karne ke leeye.
ReplyDelete----------
Aaj court mein sunvayee 10 baje se hai
(Source news paper/internet/emails)
Pradesh ki sarkar ne DIOS ko diya ashaskiy sahayta prapt inter/highschool collalage se sambandhit primary school me teachers ki niyukti ka adhikar.
ReplyDeleteDAINIK JAGRAN apna pradesh
Naukari chahiye to becho ghar.
JEET HAMARI HOGI.JAI HIND
ReplyDeletesp govt ne tet walo par jo sitam kiya he uska paridam ise jald god dega. God hame nya dega sath me nokari bhi.- YATR YOGESWAR KRISHN . YATR PARTHODHANURDHAN, ||
ReplyDeleteTATR SHRIVIJYORBHUTI . DHRuVARNITI MATIRMAM. ||
.................-(gita- 18th , last slok)
YA ALLAH AAJ HMARE HAQ ME FESKA AA JAYE
ReplyDeleteHi Friends,According to a VERY SPECIFIC PERSON IN ALLAHABAD
ReplyDelete"Aaj sunwai ke bahut kam chance hai kyoki us din double bench wala matter aaya tha aur aaj koi PIL dayar ki gayi hai .esliye aaplog ghar baithkar blog padhe ki kab koi authorised person date extand ki news dega aur lkw jane ke naam par apni pareshani ki baat bataye shame tet candidates shame overage candidates shame court shame cm.
This comment has been removed by the author.
ReplyDeleteHi Mr.Arpan where are you sir???
ReplyDeleteom namo bhagwate vasudevay.
ReplyDeleteYa allah muhammad s.a.w. ke sadke me huq ki jee aur watil ki shikast farma uptet ko aaj fateh de
ReplyDeleteYa allah tujhe gurur pasand nahi he is govt ke gurur ko mita de iske dil me insaf ki jyoti jala de
ReplyDeleteYa allah aaj judge se bharti start karne ka order kara de taki govt bhi majbur ho jaye
ReplyDeleteYa allah aaj judge se bharti start karne ka order kara de taki govt bhi majbur ho jaye
ReplyDeleteYa allah aaj judge se bharti start karne ka order kara de taki govt bhi majbur ho jaye
ReplyDeletesabki ichsha purn ho apke duwa kabool apki jeet ho jai vanolia mai
ReplyDeleteYaar court par itna bharosha kyon karte ho? Decision vahi v tabhi ayega jab govt chahegi .
ReplyDeleteUptet zindabad
ReplyDeleteuptet zindabad
tet merit zindabad
uptet shahid zindabadg
lko ke ghayal zindabad
Satendra bhai apki bat sahi he par nili chatri wale me wo taqat he k wo zalimo k dil me reham dal sakta he
ReplyDeletecourt to gov. ki rakhail hai. gov jab tak nahi kahegi tab tak court apna judgement nahi dega
ReplyDeletejitni lathiya hum logo pe baji hai. kash utni lathiya aaj sp ke netao pe baje.
ReplyDelete6 mahine ka andolan is loktantrik desh me mujhe to angrezo k shasan ki yad dila raha he
ReplyDeletesaleem bhai us neeli chatri waale ko hm logo par kab rhem aayega, waqt nikal jaane k baad
ReplyDeleteSALEEM JI INSHAALLAH INSAF MILEGA AAMIN
ReplyDeletehmare wo bhai jo lucknow nhi pahunche aur ghar par baith kr tamasha dekhte rhe, sharm aani chahiye kya laathiyon par kewal hm lucknow jaane waalo ka hi haq h
ReplyDeleteWe will win today.....!
ReplyDeleteKya sambhavnaye h aj sunvai k ?
ReplyDeletekuch hi der me pata chal jayega.
ReplyDeleteपेट्रोल की कीमत
ReplyDeleteबढ़ाने के विरोध में एनडीए के भारत बंद
का असर दिख रहा है। यूपीए सरकार के खिलाफ
इस एक दिन के विरोध-प्रदर्शन के दौरान
देशभर में धरना प्रदर्शन, रैलियां, सभाएं
आयोजित की जा रही हैं। दिल्ली में बीजेपी के
साथ-साथ ज्यादातर
विपक्षी पार्टियां पेट्रोल-
सीएनजी की बढ़ी कीमतों और महंगाई के
विरोध में जगह−जगह प्रदर्शन कर रही हैं।
वहीं इस बंद में ऑटो−टैक्सी और
दिल्ली ट्रांसपोर्ट फेडरेशन भी शामिल हो गई
हैं।
Rashid bhai allah par bharosa rakho aur andolan ko majbuti dete raho iske alawa humare pas koi chara bhi to nahi he
ReplyDelete**SATYAMEV JAYATE **
ReplyDeleteaaj insaaf hoga
aur adversitement cancel kar diya jaayega
naya advertisement chunaav achaar sanhita ke karan election ke baad nikaala jayega with some changes like selection on the basis of academic merit
Excellent meenu ji , hope god , judge and Sp govt pass judgement in favour of academic merit so all the best ( means judgement comes in favour of academic merit based teaches vacancy )
DeleteSapa karkartaon ne aaj trains ko raka to police ne kuchh nahi kaha tetian ne to kewal dharna dia to bhi lathiyan milin
ReplyDeletekuchh sabji bechne wale bhi is blog par aa gaye hain muskaan ji krapya unhe roke ..
ReplyDeletemeenu hum sabji bechne wale hai,,,
DeleteLekin tu kabadan hai....
Jo bhi saman humse bachega uska use tu hi karegi dont worey.
Hum jarur jetenge.
ReplyDeleteKya hearing suru ho gayi?
ReplyDeleteAj insaaf hoga tet merit radd ki jayegi aur acc k adhar par naya vigyapan jari karne ka adesh milega
ReplyDeleteYou r rite ,
DeleteAre bhai koi is meenu ko jawab do sabse jyada yahi paresaan hai
ReplyDeleteDosto blog par padhane se kam nahi chalega 1857 ki kranti ki tarah 2012 ki kranti chal padi ha ~pleas lucknow chale apke bhai pita rahe ha ~ab chingari aag ban gai ha ab jab ladai chid chuki ha to to yah tab tak jari rahegi jab tak ki hamara makasad pura nahi ho jata ha jatha jane ka karam jari rahna chahiye so lucknow chale
ReplyDelete''GOD BLESS ALL TETIALS WITH HIS LOVE THAT MAKES EVERY DAY TO FULL OF JOY AND HAPPINESS.'' TODAY WE WILL WIN BECAUSE GOD IS GREAT.
ReplyDeleteMUSKAN MAM PLEASE GIVE POSSITIVE NEWS AS SOON AS POSSIBLE.
THANKS ALOT
FOR YOUR COPRATION WITH ALL TETIANS
ABHI HEARING NAHI CHALU HUI.
ReplyDeletesp wale khuleam sadko per gunda gardi dikha rahe hai kahi train rok rahe hai to kahi bus me aag laga rahe hai. kya ab kanoon vyavastha kharab nahi ho rahi. ab kyo persasan so raha hai. kya hum nirdosh tetian hi kanoon vyavastha ke liye khatra hai.
ReplyDeleteBir tum badhe chalo lucknow badhe chalo singh ki dahad ho chahe sp ki sarkar ho ya 50 degri ki tapman ho lucknow chale chalo lucknow chale chalo
ReplyDeleteYe judge hamesha late aata hai.aur kayi baar hamare case ko sirf time na hone ki wajah se nahi dekhta.last time ye 11baje aaya tha.kya iske liye koi kanoon nahi hai?majak bana k rakh diya hai isne ham sabhi ka.
ReplyDeleteAshish ji court me kya chal raha hai.
ReplyDeleteThis comment has been removed by the author.
ReplyDeleteArun tandon aaj court no.32 ki sunwai me double bench ke bhi sadasy hai court no.32 ke baad hamari sunwai hogi.
ReplyDeleteaaj faisla ho sakta hai.
ReplyDeleteCourt me kuch nahi chal rha hai ue judge ham logo ki zindagi se jan bujh ke khel rha hai.ye achchhi tarrah janta hai ki ye case kisi PIL se kam nahi hai.2lac se jyda logo k future ka sawal hai aur ye jan bujh ke sarkar k ishare pe kaam kar rha hai.kyuki isko pramotion sarkar k sifarish se hi milega
ReplyDeleteYe ek sajish hai jyada se jyda time lene se ham tut jayenge aur fir koi aur naukari dhudne lagenege.sarkar ki bas ye ek sajish hai kisi tarah se ham ye bhul jaye aur apne apne kaam me busy ho jaye.chuki sarkar khud toh taal sakti nahi isliye usne court ka sahara liya hai.ye UP me koi nayi baat nahi hai.UPki nyay vyavstha bik chuki hai...bhrasht hai...sarkar jis case me chahe jaldi faisla dila deti hai aur jisme na chahe usko talwa sakti hai.ye harami kapil dev bahadur mar jayega saal kide lagenge isko isne aur sarkar ne mil k ye sab game khela hai.dosto koi faisla nahi aane wala aj.bas aj k baas one month ka fir wait karenge hum log.sharm aati hai aise desh aur pradesh ka nagrik kahelane me.
ReplyDeleteHum lko jakar bar bar pradarshan karte hai kuch nahi milta sirf ashwashan aur lathiya.iss judge k ghar ksamne kyu na hum log dharne pe baithe.aur ye takhti hath me lekar ki hame maut dedo ya insaf.usko samjh me aana chahiye wo kitne logo k future se khel rha hai.
ReplyDeletedear muskan ji,
ReplyDeletePlz highcort me maujud kisi tet cadidate ka contact number dijiye, main highcoart k bahar khada hu, koi mil nahi raha h, bada pareshan hu..
Ab sunvahi ka intjar nahi kare lucknow jaroor aaye apne bhaiyo ka sahyog kare
ReplyDeleteyes today we will get justice.there are some academic donkeys who scored good`academic marks through cheating but failed or obtained passing marks in tet.they are braying loudly.they will not be seen very from the next day`as the court decision will make them speechless.FINALDECISION~selection will be through tet merit .
ReplyDeleteAcademic time me padhi Nahi ke Aur rupees. Aur cheat kr ke TET me Acha no. Le liy ,to govt v chaia ge k TET passed Aur good academic wale he candidate teaches bane ,
DeleteMamla ttoh high court me hai hamari zindagi se sarkar court k kandhe pe banduk rakh k khel rahi hai.jab faisla court ko karna hai toh hum sarkar se kyu demand karte hai?court ka faisla aane k baad akhilesh k baap b hame naukari dene se nahi rok payenge.sab kuch court ko karna hai.
ReplyDeleteaj koi sunwai ya faisla nahi hoga dosto.mat jhuthi ummide palo.ye sab bik huye hai.sab bhrasht hai
ReplyDeleteBye dosto..koi fayeda nahi yaha samay barbad karne next date ki news abhi koi na koi bata dega.shayad mai hi bata dun...
ReplyDeleteMeenu hum saji walo se tujhe kya chahiye mujhe pata he tujhe lamba brinjal zyada pasand hai o.k. koi bat nai le ja
ReplyDeleteBAGAV IS MEENU KO.BESHARM KAHI KI.
ReplyDeleteSanjeev ji
ReplyDeletemay you right
but itni der ka nyay bhi anyay hota hai
sathiyo blog per is perkar gande sabdo ko mat likho. kissi ke kehne se tet merit acd mei nahi badal jayegi. don't waste ur energy in such a abusive comment. "jai tet morcha" jeet hamari hi hogi
ReplyDeleteagr kal sham ko hi allahabad k tetian, judge shab k ghr ja k apne hqikat dikhate ki. Hmare 6 bhai mr chuke hai. Aur hm kitna preshan hai. To aaj yh judge shab iss case ko khel na smjhta.. Aur iss b hmari power ka pta lg jata.
ReplyDeleteare yaar allahabadi tetian bhaiyn. Abi b ek do ghnte ka tim h. Judge k ghr k samne apna dhrna kr do. Uski bibi ekdm use fon kregi. Tb smjega ki case ka nirnay aaj na diya to personly wo b jimmedar hoga.
ReplyDeleteJldi kro bhai plz jldi jao.
BHAI LOGO YE MEENU KISI GANDE KHANDAN KI AULAAD HAI ISKI BATON PAR KOI DHYAN MAT DO.YE KEBAL DATE WALE DIN HI BLOG PAR AATA HAI OR HAME CHIDANE KI KOSHISH KARTA HAI DONT WORRY CASE TO HUM LOG HI JEETENGE BUS YE GANDI SARKAR LATE KARNE ME LAGI HAI.
ReplyDeleteR.k lawyer ji Aap hi chale jaao...
ReplyDeleteOk
ReplyDeleteallahabi bhaiyo plz jldi jao judge k ghr drna do. Apna rona ro.. Dekho uski bibi kaise fon kr sunati h use. Fir lega wo faisla. Kyuki bibi ki sbi sunte h.
ReplyDeleteSir ape lawyer hai , Agar judge ko gussa aa gaye to wo TET ko he cancel kr de ga , ape to jante he hai. h.c ke order fir Koi nirast nahi kr saketa except suprem court ,
DeleteNai date 1 julay million gai hai binary sunvai ke.
ReplyDelete1july sunday hai spl sunvai hogi uptet bhai.
ReplyDeleteKya kh rhe ho.
ReplyDeletebhai unknown ye news kahan se pata chali h aapko ya aise hi time pass kr rhe ho
ReplyDeleteLko me anshan dharna khatm ho gaya hai
ReplyDeleteAshish ji aaj hearing hogi ki nahi.
ReplyDeleteKal hamari ek aur tetians bahan ki deth ho gayi.
ReplyDeleteTeacher colony khalilabad sant kabir nagar
hearing kab start hogi
ReplyDeleteSubhash ji Kya hua ...
ReplyDeleteSubhash ji sarkar hadd kar di hai
ReplyDeleteYaar...
Yahan log mar rahe hai..
Koi dard sunane wala nahi hai...
@?sunawai hogi ya nai ??
ReplyDeleteSunwai hone k chances bahut kam hai.jabki hamara case aj NO.1 pe tha...abhi case No 52 ki sunwai ho rhi hai.kya ho rha hai ye sab kuch samjh me nahi arha hai.ab ppata chala hai case No 95 k baad agar time bacha toh hamare case ki sunwai hogi.lunch k baad.
ReplyDeleteNyapalika karyapalika aur vidhayika yahan sab chor hai aur chautha stambh media darpok govt se darta he
ReplyDeleteSathio ye anyay atankwad naksalwad ko janm deta he
ReplyDeletesaleem bhai yaha ki media toh bahut harami hai.nupur talwar case ko main news bana k heigh lighht karti hai jab ki iss case ka aam admi se koi lena dena nahi.uptet case ko media ne hi badnam kiya hai.IBN7 aur amar ujala ne sarkar k ishare peye sab kiya hai
ReplyDeleteHamari 3rd parti wahan kya ainsi tains kar rahi he peshkar ke hath me 1 ya 2 hazar rakh dete to case no.1 par hi suna jata
ReplyDeletemeenu m..c..d. T..m..k..b..bakwas band kar.tere jaiso ke kehne se kuchh nahi hone waala.bhaiyo jeet hamari hi hogi..Jay Hanuman Jay ShriRam.tet zindabaad jeet hamaari hogi..meenu ki maa c..degi. Jay Sangharsh Jay Tet.
ReplyDeleteAshish bhai aaj tak maine sabra nahi khoya lekin aaj mera dil baitha ja raha hai dil me aa raha is dunia ko aag laga dun
ReplyDeleteArun tandan ko molega pramotion
ReplyDeletesarkar ne kaha tetian ko tarikh do ham hume pramosan dege.
nyay palika bhi sarkar se davi.
Bhai ye aazam khan sapa ki jade khod ke rahega sare fasad ki jad aazam khan hai
ReplyDeletesab sale kutte cm ka kiya dhara hai.
ReplyDeleteJudge ne kotha khol liya hai.
Paisa do to judge mujra tak kar sakta hai.
Sala cm ke rakhail ban gaya hai.
Sala sugar ka marej hoga karela kha kha ke marega madchd
Ye sarkar tet bharti me der karke jane kitne tetians ki bali chadayegi. Court ko sirf agli date dena hi aata hai.. fir bhi bhagwan se pray hai ki aaj hi faisla hamare paksh me ho.
ReplyDeleteDosto kanun to ab amiron ki rakhail ho chuka hai.hum garibo ki to koi sunta hi nahi hai.hum to judge ko god ke roop mein dekhte hain par ye judge humein apni santan ki tarah nahi dekh raha hai.ab to humein us god ke darwar mein jana hoga jo sabki sunta hai.kahte hain uski lathi mein koi awaz nahi hoti par jab wah kisi pe padti hai to wo kisi kaam ka nahi rahta hai. akhilesh g se hamene kitni minnatein ki par sab bekar.wo to kewal apni kahte hain par kisi ki sunte nahi hain. ab humein third state war chhedna hoga.
ReplyDeletejay bajarag bali tod dushman ki nali.
hey mahavir humein tet bharti jaldi shuru hone ke karya par vijay prapt karne ki shakti pradan karo
jay mahavir...
jay tet merit...
help us God.
we are in a fix.
Veer bhai ye sarkar hum benugahon ko sata rahi lekin jis din humne koi bada kadam utha liya tab is sarkar ko ghtne tekne padenge
ReplyDeleteCourt & judge ko samman do aur dharya rakho .
ReplyDeleteDeepak sir tumne to hansa hi diya me kehta hun k iske pure khandan ko sugar ho jaye aur karele ki shortage ho jaye fir kaddu khana harami
ReplyDeleteBhaio niras na ho ak dusre ko hosla do jeet awasy milegi .
ReplyDeleteHar raat ke bad sabera hota hai . Yadi hamare bhai hosla kho gete to ladai muskil ho jayegi.
SP gov. Hosla todna aur tetian ko ke bhech foot dalna chahti hai . btc & vbtc ki algse adv nikal aur tet merit vs acd karna chahti hai par ghade to samajh hi nahi rahe hai .
Yadi tet merit nahi banegi acd bhi nahi banegi ant me sabka sapna sapna hi rah jayega.
Acd vs tet ka faisla nahi aana h.faisla sirf vigyapan vaidh ya avaidh ka h.
ReplyDeleteKamlesh bhai mai keval apsi phoot ki baat kar raha hun.
DeleteYaar in logo k liye badi sadi sadi galiyan bakne ka man ho raha hai par muskan ji coment padhti hai yehi sochkar kadam khinch leta hun
ReplyDeleteKamlesh kaisa samman do?kyu samman do?apko pata b hai itne importent case ki sunwai ke 10date aise nikle jis me sunwayi shru b nahi ki gayi.abhi last wale date me kya hua yaad hoga apko...sirf isliye judge ne nextdate dediya kyuki wo double bench ki sunwai me busy tha.kya hai ye majak?kiss baat ka sammat dun court ko?6 month se hamare emotions hamare futures k sath khelne ka samman dun?hamare 7 bhaiyo k mar jane ka samman dun?mai 2din hospital me admit rha wus baat k liye court ko samman dun?aise court se achcha hota ham talibani shashan me hote.faisla toh ajata jaldi.pakistan me b itna lamba case nahi chalta.waha k Pm ko saja suna di jati hai.hame sharm aati hai ye kahene me ki hum bharat k nagrik hai.
ReplyDeleteAur SP govt ko vote do Agar BSP hote to Aje ya din dakhane ne. Padete
DeleteSahi kaha .
DeleteAcd vs tet ka faisla nahi aana h.faisla sirf vigyapan vaidh ya avaidh ka h.
ReplyDeleteDosto ye sarkar aur court ne hamlogo ki zindagi maut se b battar bana k rakh diya hai.last 8months se ham sirf intezar kar rahe hai
ReplyDeletebhai judge ke liye ramman nahe saaman hai pata karo lega
ReplyDeletebhai judge ke liye samman nahe saaman hai pata karo lega
ReplyDeletesamman ka hakdar vo hai jo apne pad ke garima ko samajhta hai.
ReplyDeleteJudge ke jaise log nahe jo apna kam karne ke liye cm ke tarf taak raha hai.
Jo hoga dekha jayega pehle meenu k muh me L... Dedo yaro
ReplyDeleteMuskan ji mera comment publish nahi ho raha h.
ReplyDeletebhai judge ke gender ke bare me pata karo
ReplyDeleteYe kya hai
Male
Female
Ya ...SHEMALE
Bahar se kuch andar se kuch
Aisa lagta h ki SC jaye bina kam nahi chalega. HC humare sath anyay kar raha. humare case ko samay hi nahi diya jata aur samay kam hone ka bahana banakar next date de di jati h. TET JINDABAD.
ReplyDeletedosyo vidambna ye hai k govt keval delay kar rahe hai
ReplyDeleteYe na to accd se karna chahte hai na tet se
Kaise bhe kare yar process to start ho
nishchit roop se nai date hi milalegi......
ReplyDeletejab tak sarkar aage nai aayegi kuch nai hoga..
aur jitna bhadkoge utna lathi charge..
lekin ek bat nai samaj paya...delay..karne ke
piche akhilesh ka phayda hai....
naresh ji u r right
ReplyDeleteakhilesh ka kya phayada ya koi raajneet purpose..
ReplyDeleteplz give ans..
pradeep ji pahla fayda mcd election
ReplyDeleteDusra loksabha chunav
Kuki idhar jitne der hoge udhar matter utna he fresh rahega ise k base pe vote maga jaega.
In m..c..dnetao ko bhatta parsol ke kisan ,gehu , bore , petrol dikhai deta hai bh....ri balo ko berogar gariv meghavi jarurat mand , ladthi kahe apne gharo se saikdo km door bhokhe pyase , chotil ane haq ko magne bale najar nahi aate.
ReplyDeleteSale chnav ane par kutte ki tarah muh khol dum hilane lagte hai.
Dosto ek good news ye hai ki aj sunwayi jarur hogi.lunch k baad
ReplyDeleteCM PAGAL KUTTE KI TEREH HERKAT KER RAHA HAI. SALA MER JAYE VO HI BEHTER HAI. KAM SE KAM KATHEGA TO NAHI.
ReplyDeletegovt ke ham se koi dushmani nahe
ReplyDeleteHame keval is liye pareshan hona pad raha hai kuke ye vacancy Bsp ne announce ke the
Au Sp sirf iska credit lena chahte hai.
Vase bhe govt keval bsp ke kam ko rokne me he jute hai.plytical revenge
Gov. Credit lena nahi . Balki bhatri nirast karna chahti hai.
Delete!! Jai Shree Ram !!
ReplyDeleteFAISLA JO BHI HO HUME
SWEEKAR KARN HAI.
!! JAI SHREE RAM !!
RADHE~~RADHE
ReplyDeleteRADHE~~RADHE
RADHE~~RADHE
RADHE~~RADHE
RADHE~~RADHE
RADHE~~RADHE
RADHE~~RADHE
RADHE~~RADHE
RADHE~~RADHE
RADHE~~RADHE
RADHE~~RADHE
RADHE~~RADHE
RADHE~~RADHE
RADHE~~RADHE
RADHE~~RADHE
RADHE~~RADHE
RADHE~~RADHE
RADHE~~RADHE
RADHE~~RADHE
RADHE~~RADHE
RADHE~~RADHE
RADHE~~RADHE
RADHE~~RADHE
RADHE~~RADHE
RADHE~~RADHE
RADHE~~RADHE
RADHE~~RADHE
RADHE~~RADHE
RADHE~~RADHE
RADHE~~RADHE
RADHE~~RADHE
RADHE~~RADHE
Well said SHREERAM BHAKT HANUMAN JI.
ReplyDeletePLEASE,nobody will write abusive comments ,to be silent wait for judgment.aaj sunawai lunch ke bad first no par lagi thi but aaplog bekar me subah 10 am ki khabar de rahe hai aur aapas me jhagar rahe hai.agar koi allahabad high court me ho to please bataye ki case kabtak suru horahi hai.
ReplyDeletePahle faisla aa to jaaye, wo to har koi chahta hai ki court se ye matter finish ho jaye, result chahe jo bhi taki kisi berojgar ko job to mile chahe wo job tet merit par ho, gurank system ho, acd merit par ya kisi exam dwara ho.
ReplyDeleteok mam nobuddy will use abuses in her/his coments. Please
ReplyDeleteMishra je hc agar maut bhi de swikar hai tarikh nahi chahiye.
ReplyDeleteRajneet karte hai.
ReplyDeletearpan ji kaha chale gaye aap site par yek comment chhod dete to pata chalta ki aaj ki hc ki taja khabar milegi ki nahi.
ReplyDeleteMUSKAN JI,CASE KA STATUS CLEAR KEJIYE,ACCORDING TO U CASE 10 A.M. PER START HONA THA,AUR AB TAK NAHI HUA,AUR KYA SAMBHAWANA HA
ReplyDeleteDosto agar aaj case ki sunwai hoti h to humari jeet pakki h. kyonki yadi court ko vigyapan radd karna hota to sunwai itne dino tak nahi talti. so be positive.God will help us.
ReplyDeletekya kisi ke pas rao sahab ka no hai we akshar hc se comment dete rahe hai.aap apni kosis karte rahe taki jald se jald news milti rahe.
ReplyDeletearpan je where r u ??
ReplyDeletePlease tell about the case status...
bahut intjar karva raha hai h.c.
ReplyDeleteDear Friend,PLZ PLZ PLZ DON'T USE ABUSIVE LANGUAGE.
ReplyDelete3 july new date
ReplyDelete3 july
ReplyDeletekya koi nahi hai jo bata sake ki case ki sunawai ho rahi hai ya nahi?
ReplyDelete3 july ko new date sunne me aa rha hai
ReplyDeletekya dosto koi update hai?
ReplyDeletedear tet friends court me kya chal raha hai. have you any information
ReplyDeleteI m in lucknow.....any one know about the case status..plz update..
ReplyDeletebina sunwai ke new date mil gaye
ReplyDeleteWhat is going on in the court .Please tell me
ReplyDeleteaaj ka din ek aitihasik din hai. agar aaj faisla hamare favour me aata hai to ye hamare sangarsh ki jeet hogi
ReplyDeletejudge ko kya bola jaye vakilo ne mention karaya tha tabh bhi sala date de diya
ReplyDelete3 july kaise pata chala aur kyo?agar jankari hai to karan batao.warna galat news na de.
ReplyDeleteakash tripathiji what is going in lko
ReplyDeletebut anand ji court no. 7 to not in session hai
ReplyDelete3 july new date nahi ho sakti kyoki 2 july ko court ki summer vaccation ho rahi hai.
ReplyDeletecourt no 32 ke bad hi hamare case ki bari ayegi.
ReplyDeleteye chat box par comment hai padh le unhone allahabad se confirm kiya hai
ReplyDeleteplease update the status
ReplyDeletetet bhaiyon me apse ek anurodh karna chata hoon dont caste vote to s.p. in nagarnikaya chunao
ReplyDeletehum tetians court aur sarkar ke beech me pees kar rah gye hai
ReplyDeleteup me manavta ka sp sarkar ne apharan karva rakha hai.
ReplyDeleteplease share something
ReplyDeletes new date confirm by piyush
ReplyDelete3 july.....
Ab sc move karo nahi to 5 sal ka wait karo..
Jai ho
DEEPAK bhai apaharan nahi balatkaar ghoot ghoot ke maar dala ham sab ko.
ReplyDeletebycot to mcd election
ReplyDeleteNo job no vote
kya court no 32 se judge mahoday ko samay mil payega ki court no 7 ki sunawai bhi kar sake ya aaj bhi date hi dega.ye jitane log bhi tet walo ko paresan kar rahe hai apne liye pap ka samunder taiyar kar rahe hai jisme se kabhi nikal nahi payenge.
ReplyDeleteNext date 3 july.
ReplyDeleteYAAR apne hi kuchh bhai galat jankari de rahe hai.plz aisa na kare.
ReplyDeleteGANGA POLLUTION wala emergency case daal diya isi liye time lag rha hai dekhte hai kya hota hai hamari to kismat he kharab hai
ReplyDeleteanwar bhai ye wahe akhilesh yadav hai jo lakhimpur rape case me badejoro se chilla rahe the.
ReplyDeleteAb inke sashan me police chowki me nabalik ladke se rape under training constable ne kiya .
Ab sab chup hai
Sab satta ke lobhe hai.
Bad News
ReplyDeleteHamari abhi Boota singh se baat hui hai jo allahabad h.c me hi hain.unka kahna hai ki Ganga ke oopar ek special case aa gaya hai uski sunwai karne judge ja rahe hain hamare case ko bina sune hi nayi date mil gai hai...4 july
Ashutosh
Hardoi
dosto sarkar to hum sab se majak kar he rahe hai.
ReplyDeleteAap logo se vinamr nivedan hai ke solid news he de aapas me ek dusre ka mjaak na banae.
Please
in court no 32
ReplyDeleteCase Details - WPIL /4003/2006
Title :RE: GANGA POLLUTION Vs. STATE OF U.P. AND OTHERS
Petitioner's Counsels -VIJAY CHANDRA SRIVASTAVA
Respondent's Counsel -C.S.C
sale ko ganga me he doobmarna chahiye mchd
ReplyDeleteLaunch baad humaare case ki sunwai shuru ho chuki hai
ReplyDeletedosto agar koi nayi khabar ho to pls do
ReplyDeleteganga wale matter par PIL daal diya gya hai hame bhi sc me pil daal dena chahiye
ReplyDeletemadchd system fucccccccccccccccckoooffffffffffffffffffffffff.........
ReplyDelete@ unknown
ReplyDeleteLaunch baad humaare case ki sunwai shuru ho chuki hai, aur aaj ki kaaryawahi se clear hai ki decision aaj aa jaayega
Mitro sp ko vote na de.virodh kare.
ReplyDeletekya chal raha hai court me.
ReplyDeleteSathiyo aaj kasam khao ki ek-ek tetian kam se kam 50 vote s.p. sarkar ke katega kasam hai hame chahe naukri mile ya na mile
ReplyDeleteThis is current status
ReplyDeletespondent's Counsel -C.S.C.
7 Court NOT in session!
8 Court NOT in session!
9 49 Daily Cause List Revised Case Details - WRIC /13195/2001
Title :ISHRAT ALI AND OTHERS Vs. ALLAHABAD DEVELOPMENT A-
UTHORITY & OTHER
Petitioner's Counsels -SHARAD KUMAR
Respondent's Counsel -C.S.C
10 Court NOT in session!
11 Court NOT in session!
12 Court NOT in session!
13 Court NOT in session!
14 Court NOT in session!
15 Court NOT in session!
16 Court NOT in session!
17 Court NOT in session!
18 Court NOT in session! HON.SABHAJEET YADAV WILL SIT IN CHAMBER AT 12.00.,, HON.SABHAJEET YADAV.J WILL SIT IN CHAMBER AT 12.00
19 131 Cases listed in the Daily Cause Listof Monday under the Heading"For Final Hearing/Disposal" to betaken up on day to day basis till Friday Revised
20 Court NOT in session!
21 Court NOT in session!
22 Court NOT in session!
23 2 Additional (Unlisted) Cause List Case Details - SAPL /562/2012
Title :THAKUR RANGJI MAHARAJ VIRAJMAN MANDIR VRINDAVAN V-
s. UNION OF INDIA AND OTHER
Petitioner's Counsels -H.P. PANDEY
Respondent's Counsel -A.S.G.I.
24 3 Supplementary List of Fresh Cases Case Details - BAIL /13060/2012
Title :JAGAN NIWAS Vs. STATE OF U.P.
Petitioner's Counsels -AJAY KUMAR PANDEY
Respondent's Counsel -GOVT. ADVOCATE
25 57 Daily Cause List Revised Case Details - CRLR /242/1988
Title :SATYA NARAIN Vs. STATE & OTHERS
Petitioner's Counsels -C.K. PARIKH
Respondent's Counsel -A.G.A.
26 67 Cases listed in the Daily Cause Listof Monday under the Heading"For Final Hearing/Disposal" to betaken up on day to day basis till Friday
27 3 Supplementary List of Fresh Cases Case Details - SAPL /567/2012
Title :ABDUL GAFOOR (NOW DECEASED)AND OTHERS Vs. SRI BAU-
RA AND OTHER
Petitioner's Counsels -ARVIND SRIVASTAVA
Respondent's Counsel -PANKAJ SRIVASTAVA
28 80 Cases listed in the Daily Cause Listof Monday under the Heading"For Final Hearing/Disposal" to betaken up on day to day basis till Friday Revised
29 6 Supplementary List of Fresh Cases Revised Case Details - WRIA /26797/2012
Title :DR. NASEEM AHMAD ZILLI Vs. STATE OF U.P.THRU.IT'S-
SECY. AND OTHER
Petitioner's Counsels -SANTOSH KUMAR SINGH
Respondent's Counsel -C.S.C.
30 34 List of Fresh Cases Case Details - FAFO /2348/2012
Title :CHHOTE SINGH ALIAS JAI SINGH Vs. BADRI PRASAD KAT-
IYAR AND OTHER
Petitioner's Counsels -ANAND SRIVASTAVA
Respondent's Counsel -
31 Court NOT in session!
32 78 Daily Cause List Case Details - WPIL /4003/2006
Title :RE: GANGA POLLUTION Vs. STATE OF U.P. AND OTHERS
Petitioner's Counsels -VIJAY CHANDRA SRIVASTAVA
Respondent's Counsel -C.S.C.
Thanks meenu tumhara comnts padke kuch good feel hua hai.
ReplyDeleteThis comment has been removed by the author.
ReplyDelete3 july new date
ReplyDeletemeenu aisa to display board par ni show kar rha hai aapko kaha se pata chala pls confirm kare
ReplyDeleteIska sale ka baap cancer me pada hai aur is sale ko rajneeti sujh rahi hai Thu.
ReplyDeletemuskan ji koi nayi khabar ho to post karo
ReplyDeletesay to those donkeys that there will be no academic base for recruitment.if they want so then say them to merge all the boards into oneand to follow the same pattern for evaluationso that we may be availed of the same right to get job.academic merit is unfair as it does not give equal chance to all the candidates of different boards.if it is so important then why it is not considered in other recruitment .even a peon is recruited by a recruitment board through an exam merit.then why not in recruitment of prt teacher.do not be selfish.if you disagree then reply or keep your mouth shut.ONLY TET MERIT IS BEST .H C HAS APPROVED IT N S C WILL ALSO APPROVE TET MERIT .SO ACADEMIC IDIOTS BE ASHAMED ON YOURSELF .TET MERIT IS BEST .
ReplyDeletedubey je conferm news hai?
ReplyDeleteAnsa lagta hai intjaar me hi sari jindgi gujar jaygi.kisi ko hum logo ki fikar nahi hai.
ReplyDeleteJo apne baap ka nahi hua wo janta ka kya hoga
ReplyDelete