http://joinuptet.blogspot.com/
लखीमपुर खीरी। टीईटी उत्तीर्ण शिक्षक संघ की बिलोबी मेमोरियल हाल के मैदान में आयोजित बैठक में भर्ती प्रक्रिया को लेकर रोष व्यक्त किया।
बैठक में विधिक सलाहकार बूटा सिंह ने कहा कि सरकार की मंशा चयन प्रक्रिया में बदलाव करने की है। प्रीती सिंह ने कहा सरकार यदि प्रक्रिया बदलती है तो कन्नौज उपचुनाव व निकाय चुनाव में दुष्परिणाम झेलने को तैयार रहें। जावेद अख्तर ने कहा यदि भर्ती प्रक्रिया शीघ्र पूरी नहीं हुई तो पूरे प्रदेश में आंदोलन किया जाएगा। उपाध्यक्ष दीपक गुप्ता ने बैठक को संबांधित करते हुए कहा वर्तमान सरकार द्वेष भावना से कार्य कर रही है।
न्यूज़ साभार : Amar Ujala (29.5.12)
चुनाव बहिष्कार करेंगे टीईटी सफल अभ्यर्थी
हरदोई। सपा सरकार ने हर बार युवाओं को छलने का काम किया है। कभी बेरोजगारी भत्ते के नाम पर तो कभी शिक्षक बनाने का सपना दिखा। टीईटी उत्तीर्ण सफल अभ्यर्थियों को ही मेरिट पर चयन दिलाने का आश्वासन दे एक बार फिर से छलने का काम किया है। इससे युवा आहत है एवं निकाय चुनाव का बहिष्कार कर रहे हैं।
यही नहीं यदि इसके बाद भी सरकार इसी तरह युवाओं की उपेक्षा करती रही, तो लोकसभा चुनाव में भी सपा का विरोध करेगी। उक्त निर्णय टीईटी उत्तीर्ण संघर्ष मोर्चा जनपदीय कार्यकारिणी के पदाधिकारियों व सदस्यों की हुई बैठक में लिया गया। बैठक में सर्वसम्मति से निकाय चुनाव के बहिष्कार की घोषणा की गई। इसके साथ ही सरकार की बेरोजगारी भत्ता के भी बहिष्कार की भी घोषणा की गई। अभ्यर्थियों ने कहा कि आज सरकार टीईटी अभ्यर्थियों के साथ व्यवहार दोहरा व्यवहार कर रही है।
पदाधिकारियों ने कहा कि सरकार शिक्षा व्यवस्था को चौपट कर बंधुआ मजदूरों की फौज तैयार करना चाह रही है। उनके साथ सिर्फ और सिर्फ धोखा ही हो रहा है। ऐसी स्थिति में 29 मई को लखनऊ में सरकार के विरोध में प्रदर्शन किया जाएगा। बैठक में विनय कुमार, राघवेंद्र सिंह, फुरकान अली, पंकज श्रीवास्तव, राजीव कपूर आदि मौजूद थे।
न्यूज़ साभार : Amar Ujala (29.5.12)
tet is th
ReplyDeletee best
Lucknow me kya ho raha hai.
ReplyDeleteLucknow koi nahi aaya hai...
ReplyDeleteGhar baith ke taali bajao Hijdo
Saalo
Mai jaa raha hoon Ghar
ReplyDeleteBaar baar lucknow bula
Ke Saale beizatti karwate hai...
Tum sab anshan karo..
Anil bhai aapka gussa jayaz hai
ReplyDeleteAnupam Maddheshia
ReplyDeleterailway priser me
sawdhani se rahe.police
sakriya hai tetians ko
puchkar band kar rahi
hai.10 am ke aas pas iktrit
ho railway priser me
Megha Jain
ReplyDeletePolice tet'is ko pakad kar
uttar railway stadium me
ekatra kar rahi hai.sabko
kaho 10 baje tak koi
plaform se bahar na
nikle.bainar posts chbpa
len.
unknown jaa nahi raha aur rumour faila raha hai.
ReplyDeletekoi bhai jo lkmou ma ho vo coment kara ke waha kiya ho raha hai vastwik istity qua hai
ReplyDeletewe r all of togather
ye sala rajya rajyapal b.l.josi sarkar ka admi hai ya kisi party ka,
ReplyDeleteis sale ko jab b.s.p. sarkar thi tab ise koi patthar,murti nahi dikhai di ,ab jab s.p. ki sarkar hai to mayabati bhrasht dikhati hai. abe barsati mendhak tujhe is tarah nahi bolna chahiye.......
Lakhnow ki kya apdate hai plz koi batao
ReplyDeleteKoi lucknow ki news nahi update Hogi
ReplyDeleteGhar baithe baithe news chahiye
Hila do up
ReplyDeleteThis comment has been removed by the author.
ReplyDeletedosto lucknow me vidhan sabha gherne se kuch nahi hoga kyonki gaddhe lathi ki bhasha samajhte hai shanti ki nahi,agar ye gaddhe shanti ki bhasha samajhte to ab tak bharti prakriya puri ho gayi hoti.jo candidates aaj kisi karan vas lucknow nahi aa paye hai ve log 31 may ko allahabad high court me avshya pahunche jisse Arun Tandon ko case ki gambhirta ka pata to chale.akhilesh apne bap mulayam ki mansikta par kam kar raha hai.up ke logo ne gaddhe ko apna mukhiya chuna hai hum logo ko es bat par sharm aani chahiye ki hamne gaddhe ko apna mukhiya chuna.es gaddhe ne hamari bharti prakriya ko delay kar diya hai.es gaddhe ko hum log kabhi maf nahi karenge aur lok sabha ke chunav me es gaddhe ko iski aukat dikha denge.es gaddhe ke mukhiya bante hi up me sabhi tarah ki vikas karya ruk gaye sath hi sath gaddhe ne bharti par rok laga di aur jo prakriya lagbhag puri ho gahi thi usko bhi rok diya ya usko delay kar diya.akhilesh bahut bada jhota hai isko jhuth bolne ke alawa aur kuch nahi aata hai.isko itni badi janta ke samne jhuth bolne me sharm nahi aati hai iski jaban ki koi kimat nahi hai aur jis aadmi ki jaban ki kimat nahi hoti us aadmi ki koi kimat nahi hoti hai ye sab bate mai iske 2.5 month ke karkalki samiksha ke aadhar par likh raha hun.
ReplyDeleteWath etv up tet ka shandar pradarshan chal raha hai. Tatha media bhi hamara paksh le raha. Parntu police jabran hata rahi hai.
ReplyDeleteSadke jam prasashan preshan
ReplyDeletesource-india news u.p.
ReplyDeleteTet candidate ka vidhansabha k samne pradarshan, teacher process chalu karne ki maang kar rahe hai candidate.
lko me police ne lati charg kr diya hai
ReplyDeletejis pardesh mei rajyapal jaissa visist vyakti kisi ek party ki bhasha bolne lage to waha "ANDHERI NAGRI AUR CHOUPAT RAJA" wali baat sach sabit hoti hai. ab hum tetian aur pardesh ka bhala kevel nyayepalika hi kersakti hai.
ReplyDeletetet bharti par lagi govt ki mohar source. Jnilive.com
ReplyDeletetet bharti par lagi govt ki mohar source. Jnilive.com
ReplyDeleteBL JOSHI rajyapal nahi SP ka agent hai.sale ko berkhast karo.
ReplyDeleteKoi lathi charge nahi keval bhed ko kabu karne ke kosis kar rahe hain. Sabhi log aayen tbhi theek rahega. Sarthak parinam ke bina koi lkog nahi chodega. Tet is best.
ReplyDeleteSuraj singh ji jn live kya hai apko spcl khabr kaise mili. Yah kitne % sahi hai. Plz. Reply.
ReplyDelete@suraj singh jhoot kyu bol raha hai? Idiot's ki kami nahi hai u.p. me farzi afwaah failaa rahe hai.
ReplyDelete..
ReplyDeleteTum sab jaiso ke saath aisa hi hona chahiye
ReplyDeleteSarkar bhi tetians se maja le rahi hai
Kyoki sarkar Jaanti hai
Ki ye bill me chupe rehte hai
Chuhe hai...
Are kuch to sharm karo tum
Se Achchi to ladkiya hai Aaj
Chudiya pehan ke baitho Ghar me
Hum log to apna kaam karenge hi....
Baith ke blog padho...
ReplyDeletepawan ji humko joshi ji se koi preshani nahi hai, humko naukari chahiye,
ReplyDeletehamare lagbhag 400 TET sathi Darulshafa me dharne pe baith gaye hai.
ReplyDeleteWahan lathi charge hua hai aur lagbhag 100 logo ko arrest kr liya gya hai..
Media bhi hamara support bilkul nhi kr rhi hai..
Are lucknow aao..
ReplyDeleteAb aar ya paar
Hoke rahega...
Media bhi sarkar se mili hui hai
ReplyDeleteBhaio rumour me nai fasna h aap kam karate rahna h
ReplyDeletepawan jo such bolta ho kum se kum uska suport karo wah kyon bol raha hai yeh to uski mansikta ke upar hai,
ReplyDeletefriends please rumour na faelae.
ReplyDeleteJo jhoot bole uski ma ki.....tabiyat kharab ho jaye.
ReplyDeletearpan j kya chal raha h bataye plzzzzzzzzzzzzzzzzzzz
ReplyDeleteHi
ReplyDeleteNews paper main publish nahi kiya isliye bheed kam rahi
ReplyDeleteAnil bhai aap ne sahi kaha media hi nahi satta ka prabhav nyaypalika par bhi najar araha hai aur hamare rajyapal aur chunav ayukt kuraishi bhi s.p. Ki bhasha bol rahe hai.
ReplyDeleteBheed kam hone ka karan garmi hai mai g k p tak jakar wapas laut gaya train ki bheed se ghabrahat hone lagi aur vometing na ho esi liye lauta.
ReplyDeleteDear tetians, hum ek clerk ki naukari k liye jile se lkw tak 100 round lagate hain aur na jane kya kya karte hai,lekin teacher ki service jo free me milti hai uske liye thora sa sangharsh nahi kar sakte kya? Lkw me hamara dharna safal ho raha hai,hamare kuch sathiyon ko arrest kiya gaya,aanshik lathi charge hua hai, is tez dhoop me hum log vidhan sabha ko ghere hue hain,hum apna haq lekar hi lautenge, ab se bhi hamare hathon ko majboot karne k liye lkw pahunche.Hum tetians apne saathiyon ka besabri se intazar kar rahe hain.jitni adhik sankhya utani jaldi naukari paqui.KAUN KAHTA HAI KUCH HO NAHI SAKTA,EK UMMID TO LKW KI DHOOP ME UCHHALO YARON.THANKS BUT PLZ SUPPORT US.
ReplyDeleteलखनऊः टीईटी छात्रों का विधान
ReplyDeleteबाहर प्रदर्शन
आईबीएन-7 | 29-May 14:20 PM
लखनऊ। यूपी में आज टीईटी में पास हुए
छात्रों ने विधानसभा के बाहर जोरदार
प्रदर्शन किया। जबदस्त धक्कामुक्की के
बाद दर्जनों प्रदर्शनकारी गिरफ्तार
किए गए। प्रदर्शनकारियों की मांग है
कि परीक्षा की प्रक्रिया को निरस्त
नहीं किया जाए। अखिलेश यादव ने
मुख्यमंत्री बनने के बाद इस पर रोक
लगाकर जांच के आदेश दिए थे।
गौरतलब है कि टीईटी के रिजल्ट में
घोटाले के जबरदस्त आरोप लगे थे जिसके
बाद पुलिस ने सूबे के शिक्षा निदेशक संयज
मोहन को गिरफ्तार किया था और कई
जगह छापेमारी कर लाखों रुपए बरामद
किए थे।
Wt is this
ReplyDeleteHamid g Rajyapal ko panch saal tak to koi pather ya murti dikhayee nahi di, agar vo sahi samay per kadam uthate to up ka itna paisa in pather mei nahi lagta. RAJYAPAL ya kissi bhi anya party ko lagbagh teen lakh tetians ka dard to dikhayee dei nahi raha per murti pather......................
ReplyDeletedont creat any negative image of tets .either support or silent.garmi ki wajah se kam log hai.warna .koi bhi andolan karne se pahle ek bar sabhi jilo ke tet pass log ki miting karakar phir yojana banakar sbko sath lekar news paper main news dekar tab age bade.
ReplyDeletePuri ki puri media bhrastha ho chuki hai koi congress ka chamcha to koi bjp ka to koi anya ka, Media gov se to puchte nahi ki vo kyo bharti start nahi karti ulta kehte hai tet jisme bahut dhandhli hui thi, gov kaisse uski merit per bharti ker sakti hai.
ReplyDeleteagar us jahan tak mere hat jate.sare netao ko wahi bhej aate.
ReplyDeleteSathiyo aaj phir se lucknow mei haq ke badle lathi mili. Aakhir kyo hamare desh ki samast sarkare aam aadmi ki savtantrta ko mita rahi hai. Ek padha likha tabka garmi mei police ki lathi kha raha hai wahi dusri aur safed kapdo mei bethe CHOR sarkari banglow mei aaram ki zindgi gee rahe hai. aakhir kab tak...........
ReplyDeletesare chanelo main to bade bade netao ke paise lage hain.wo kaha se hsmara favour kerenge.sale sting operation karwste hain sale sbhi apna bhi kra lete.kiske kiske paise par bikte hai
ReplyDeletekamayabi najdik hai
ReplyDeleteSarkar chahe SP ki ho ya BSP ki ye naukri deker ehsaan nahi karenge , jo hamara haq hai leker rahenge. Poltical party kehti hai garibo ka bhala karenge wahi dusri aur un garib baccho ka haq "Shiksha" ko mar rahe hai, garib baccho ke liye school ki chat nahi teacher nahi. kya yehi hai bharat udayb shining india.
ReplyDeleteKAUN KAHTA HAI TET KA KUCH NAHI HO SAKTA,EK TICKET TO LUCKNOW KA KATAO YARO.
ReplyDeleteHamne andolan karake sari janch puri karali cm se kai bar commitment bhi leli nyay vibhag ki report bhi aagai ab jab manjil najdik h to ham bhag rahe h yaro lucknw pahucho darna nai h thodi si himmat aur dikhao manjil najdik h jai ho tet morcha
ReplyDeletemr pawan sarkar ke chahne ya na chane se kuchh nahi hoga.bharti to tet merit se hogi.dhandhi ka naam ratne se dhadhli sabit nahi hoti.job to hum lekar rahege chahe sc jana pade.
ReplyDeleteSanjeev g mei aapki baat se puri tareh sehmat hu aur hum sabhi tetians ki mehnat ke sath ishwer per bhi poora bharosha hai ki everything wii be in our favour n we will show our unity as our victory.
Deleteas we alive our hope alive.na rukenge na jukenge .apna hak to banta hai bhai.
ReplyDeletecm cm shame shame
ReplyDeleteCmcm go to hell
dhandli hue nahe dhandle ye govt karne ke raste talash rahe hai.
ReplyDeleteAese pak saf irade sp ke he ho sakte hai jo ek handicaped ko pase lekar policemen bana sakti hai.
Tet morcha jindabad jindabad garmi ke karan tetion kam aaye ha iska matlab ye nahi ki ham kamjor ho rahe ha ~avi yadi sarkar kuch galat nirnay leti ha to sare tetion ghar se bahar aa jayenge chahe garmi ho ya badh tetion ka gussa jab aa jayega to pura tantr bayvastha sab dhavast ho jayega
ReplyDeleteSabhi tetion ko lkw jana chahiye ladkiyo ko bhi apna virod darj karna chahiye.aap ke jane se sathio ka manobal badega aur sarkar ka ghatega ye to apka hak hai .
DeleteShiksha mitro ne to bahut ladiya khai hai.
AKHILESH ko chullu bhar pani me doob marna chahiye. yua hokar yuvao ka shosan kar raha hai.
ReplyDeleteLko main kam bheed ke karan-
ReplyDelete(1) 40 degri par garmi.
(2) high merit wale kehte hain ye to tet merit ka dharna hai.
(3) aachar sanhita dhara 144 lagu hai.
(4) tet merit act merit main jung
(5) news aayi nikay chunav baad shuruaat hogi.
(6) akilesh is samay silent mod main hai.
And many other cause
Bhai logo me aaj raat lucknow ko ja rha hu.Agar apna Huk lena hai to hum sab ko ek sath apni takat dekhani hogi.Plz sab TET Holders waha puch kar apne baki sathiyo ki takat badeye. Ye meri aap se hath jodkar request hai plz ek phir sab chalo
ReplyDeleteBar bar akhiri ladai batana v ghatak hua ha ~ hamari ladai tab tak jari rahegi jab tak ki mang puri nahi ho jati ~sari energy bachaye rakhna ha or 31 may ke bad energy lagana ha jai tet morcha
ReplyDeleteaap hamare sath nahi aa paye to koi bat nahi hamare liye tatha hamare sathio ke liye god se prey kariye ki ham jeet ke laute . PPrathviraj
ReplyDeleteBhaiyo itihas is baat ka gawah hai ki sachchai kabi dabane se nahi dabi hai.sachchai yeh h ki hamne apne mehnat se pariksha pass ki h.uska proof omr ki prati hamre pas h. Main court main sabit kar duga ki mere marks mere mehnat ke h.dekta hu kya kar legi yeh sarkar.aur kaisai sabit karegi har candidates ko doshi.
ReplyDeleteSATHIO HAM APNA HAQUE MANG RAHA HAI AUR HAMA LATHIYA MIL RAHAI HAI YA LATHIYA HAMARA SARIYER PER CHOOT KAR RAHI HAi theek hai mara tum sabhi sathiyo sa anurodh hai ke ya lathiya sapa sarkar ka taboot ke keel sabit honi chiya
ReplyDeleteaj pran lo na to ham sapa ko vot danga aur na he apna parichito ko dana danga
aur ak bat sabhi tet pas sathi hai
mitro ham teacher hai aur hamara kartivya hai ke apna niji suarth tayag kar hum tetians ka sath da
acd aur tet merit ko bhool kar sabhi nukti ke mang karo hila do in darindo ke sarkar ko jo santi porn virodh pridarshaN KO BHI DABANA CHITI HAI YA TO ANGRAJO KA BHI BAP HAI GHANONA
UTHO DHARA KA VEER SAPOTO PUNHA NAYA NIRMAN KARO KUCH SARAM KARO KUCH LKNU JAKAR KAM KARO
APNA TET SATHIYO KO MAJBOTI DE AUR JAM KAR DO SARAB PRADASH KO SUCHANA TANTRA KO MAJBOOT KARO AUR ROOD TRAIN ROKO ABHIYAN SURU KARO VIDHIYAKO KA GHARAV KARO UNKA GHAR KA AAGA BHAJAN KIRTAN KARO JO LKNOU NI JA RAHA KINTU PRITAK KO VIRODH DARAJ KARNA HAI JISKI GUNGH LKNU TAK PONCHAY HAR AK KI AVOTHI JARORI HAI KINTU SANTI PORAN DHANG SA
MAJBOOTI DO APNA SATHIYO KO
BHALAY HI LKNOU MA AK SATHI HO PER SARKAR KO PATA HONA CHIYA AK KO CHUNA KA MATLAB 2LAKH KO CHUNA KABARABAR HI TABHI HAMA JEET MIL SAKTI HAI
JAI HIND
JAI BHARAT
JAI TET TEACHERS
JINDABAD LATHI KHANA VALA TET SATHI