बदायूं। यूपी टीईटी संघर्ष मोर्चा का क्रमिक धरना शनिवार को छठे दिन भी जारी रहा। इस मौके पर 29 मई को लखनऊ को होने वाली विधानसभा घेराव के बारे में रणनीति तैयार की गई।
धरना स्थल पर जिलाध्यक्ष पवन कुमार सिंह ने पूरे जिले के समस्त टीईटी उत्तीर्ण अभ्यर्थियों से 29 मई को बड़ी संख्या में लखनऊ पहुंचने का आह्वान किया। जिला संगठन मंत्री विनय प्रताप सिंह ने कहा कि हम सभी अपने पक्ष में ही निर्णय लेकर लौटेंगे। इस मौके पर छविनाथ शर्मा, मनोज सक्सेना, राहुल राठौर, संजीव कुमार सिंह, विनोद मौर्य, सौरभ सक्सेना, संदीप, पवन, ममता, रुचि, वर्षा सहित कई लोग मौजूद रहे।
न्यूज़ साभार : Amar Ujala (27.5.12)
Mai sabhi district tet adhyaksho se janana chahata hoon ki kya 29 may ko lucknow me hone wale adolan ki koi thos planning hai bhi ya sirf jhoothe ashwashan aur lathi dande khakar wapas aane wale hain. Manch par hamare leader apna swarth sidhh karne me lag jate hain. Agar thos planning nahi hai to lucknow bulakar logon ko murkh na banaye jaise cm hum logon ke life se khel raha hai.
ReplyDeletebed 2008-09 ka result aa gaya hai mgt ka, tet pass court mein yachica dayar kare phir job milegi
ReplyDeleteAuraiya-Etawah k TET Pass candidates s appeal h ki ve 29 ko adhik se adhik sankhya me Lucknow pahunchkar aandolan ko safal banaye kyonki ye hamara adhikar hai abhi nahi to kabhi nahi.
ReplyDeleteMukesh ji aap sahi kah rahe hain. Thos planing ke alava munch par vahi bole jo logo ko tet sangharsh ke liye aakarshit kar sake. Mai apna anubhav bata raha hun tet ansan par ham gaye to vaha par manch par baithe log to koi na bat na bhasad na logo ko jodne ka kam mano aise lag raha tha jaise ham log pakad kar jacrdasti laye gaye hai aur annya sathi aise dare huve the jaise ptta hilne par goli chal jayegi. Log aise pes a rahe the ki jaise ham aur hamare 3 tet sathi jinhe ham motivate karke le gaye the jo ki tet netao se bat karke dharne par baithna chahte the gairon jaise pes aaye. Mere tet sathi naraj hokar chale aaye. Uprokt bat ko mai neglect karta hun. Kintu aisee vevastha se log judne ke bajay katenge . Punah ham apne kai tet mitron ko lekar dharna sthal par pahunchuga. Ham aasa karte hain ab hamare sathi aisa nahi karenge. Aur sabhi tet mitra miljul kar ladai ladenge to sankhya bhee badhegi aur apne maksad me safal bhee honge. Kafi log kanafoosi karte dikhai de rahe the jo ki galat hai. Jo bola jaye ek bat bola aur kahi jay aur ek log hi bole. Sara matter spast rakhna hoga .is prakar ham ladai me vijaye honge. Uprokt baten kadvi hai lekin sahi han. Pichli baton ko dhyan me rakhkar hee agli planning karni hogi. And apni mango par adig rahna hoga. Aswasan par kuch nahi hoga. Bhari se bhari sankhya hi hame safalta dilane me madadgar hogi. Tet is best!

ReplyDeleteTo All Tet Candidates ap sabhi 29 ko lucknow aana hai or koshish kare white shirt pehnk aye c-ne pe tet ka bila laga ho,sath me ration pani, atm card bhi le k aye kyoki andolan aar-paar ka hoga ......
ReplyDeleteJio mere badshah
ReplyDeleteAbhi nahi to kabhi nahi
ReplyDeleteAkhilesh teeno side ke vote watorna chahta he
ReplyDelete1 acc
2 tet merit
3 tet fail
in teeno ke saath isne jo khail khaila he
isliye teeno type ke logon se apeal he k wo 1 -1 candidate kam se kam 3 vote sp ke against dalwane ki sapath le le
dhanyebad
prarthi-
bhirasht tantra ka mara
Tet dharna ke poorve anubhavo ka sangyan jaroor len. Tabhi ham kamyab honge. Tet is best.
ReplyDeleteAb ki bar luknw jane matlab bina job l vapas nai ana h
ReplyDeleteAur hanuman jaise logo ko kadva jabab dena
ReplyDelete