स्कूलों में रखी जाएंगी 25 फीसदी निशुल्क सीटें
विधानसभा प्रश्नोत्तर
****************
जागरण ब्यूरो, लखनऊ : निशुल्क शिक्षा का अधिकार अधिनियम के तहत राज्य सरकार सभी स्कूलों में 25 फीसदी निशुल्क सीटें कमजोर वर्ग के लोगों लिए अनिवार्य रुप से जुलाई से शुरू होने वाले नए सत्र में आरक्षित कराएगी। विधानसभा में मंगलवार को भाजपा के श्यामदेव राय चौधरी के सवाल पर बेसिक शिक्षा मंत्री राम गोविन्द चौधरी ने बताया कि प्रदेश में निशुल्क और अनिवार्य बाल शिक्षा का अधिकार अधिनियम राज्य में 27 जुलाई 2011 से प्रभावी है। सुरेश खन्ना, सतीश महाना के पूरक प्रश्न पर मंत्री ने स्पष्ट किया कि जुलाई से शुरू होने वाले नए सत्र में स्कूलों को इसे लागू करने के लिए बाध्य किया जाएगा। इसके लिए सर्वे कराया जाएगा। गरीब बच्चों के लिए परिवहन सुविधा सहित वे सारी व्यवस्था सुनिश्चित करेंगे जो स्कूल के अन्य बच्चों को मिल रही होंगी।
कोर्ट की हरी झंडी मिलते ही रखे जाएंगे शिक्षक: सरकार ने कहा है कि जैसे ही उच्च न्यायालय का स्थगनादेश समाप्त होगा, परिषदीय प्राथमिक विद्यालयों में सहायक अध्यापकों की भर्ती की प्रक्रिया शुरू कर दी जाएगी। कांग्रेस के मुकेश श्रीवास्तव के सवाल पर मंत्री राम गोविन्द चौधरी ने बताया कि सहायक अध्यापकों के पद पर सीधी भर्ती के लिए 30 नवंबर 2011 को 72,825 पदों का विज्ञापन प्रकाशित किया गया था लेकिन कोर्ट द्वारा उक्त भर्तियों को अग्रिम आदेशों तक प्रतिबंधित किया गया है। कोर्ट के स्थगनादेश को समाप्त करने के लिए प्रभावी पैरवी की जा रही है।
भाजपा के हुकुम सिंह, कांग्रेस के अखिलेश सिंह, संजय कपूर ने शिक्षकों द्वारा निजी तौर पर दूसरे शिक्षकों को रखकर उनसे शिक्षक का कार्य कराने, 30-40 साल से एक ही स्कूल में शिक्षकों के तैनात रहने, शिक्षकों के स्कूल ही न जाने व योजना आयोग की रिपोर्ट का जिक्र करते हुए सूबे में शिक्षा के गिरते स्तर की बात उठायी। मंत्री ने कहा कि खुद स्कूल न जाने वाले शिक्षकों के खिलाफ कड़ी कार्रवाई की जाएगी।
बीएड वालों के लिए केंद्र से मांगी अनुमति : भाजपा के सुरेश खन्ना के सवाल पर बेसिक शिक्षा मंत्री राम गोविन्द चौधरी ने बताया कि नियमावली के मुताबिक बीएड उपाधि परिषदीय अध्यापक के लिए निर्धारित योग्यता नहीं है। पूर्व की भांति बीएड वालों को विशिष्ट बीटीसी की छह माह की ट्रेनिंग देकर परिषदीय स्कूलों में नियुक्त किए जाने के संबंध में केंद्र सरकार को पत्र लिखकर अनुमति मांगी गई है।
पेट्रोल पर न खत्म होगा और न कम होगा वैट : राज्य की वित्तीय आवश्यकता व सीमित संसाधनों को देखते हुए सरकार पेट्रोल पर से न वैट खत्म करेगी और न ही उसे कम करेगी। भाजपा के डा. राधा मोहन दास अग्रवाल व हुकुम सिंह के सवाल पर मंत्री फरीद महफूज किदवई ने कहा कि वित्तीय आवश्यकता व संसाधनों को देखते हुए पेट्रोल पर वैट की दर तय की गई है जो कि देश के कई दूसरे राज्यों से कम है। पेट्रोल से 2701 करोड़ रुपये वैट सरकार को मिलता है। सन् 2009 से पेट्रोल पर वैट की दर यथावत है जबकि पेट्रोल के दाम 12 बार बढ़े हैं। राधा मोहन ने सीएजी रिपोर्ट के हवाले से व्यापार कर के 16665 करोड़ रुपये के बकाए का जिक्र करते हुए कहा कि मात्र चार हजार मामलों में ही 1569 करोड़ रुपये की चोरी पकड़ी गई है। सरकार बकाया वसूले और 20 करोड़ प्रदेशवासियों को राहत देने के लिए वैट खत्म करे। हुकुम सिंह ने कहा कि दिल्ली व हरियाणा में वैट की दर कम है, जिससे पश्चिमी यूपी के बड़ी संख्या में लोग वहीं से तेल ले रहे हैं। सरकार वैट घटाए जिससे यहां खपत बढ़ेगी और सरकार का राजस्व। कांग्रेस की रीता बहुगुणा जोशी ने कहा कि दूसरे राज्यों की तरह प्रदेश सरकार वैट की दर कम करे। नेता विपक्ष स्वामी प्रसाद मौर्य ने कहा कि ऐसा लगता है कि महंगे पेट्रोल में सपा-कांग्रेस की सांठगांठ है। कांग्रेस सरकार न पेट्रोल के दाम कम कर रही है और न ही सपा सरकार वैट घटा रही है। संसदीय कार्यमंत्री मोहम्मद आजम खां ने कहा कि गरीबों व विकास की तमाम योजनाओं के लिए धन चाहिए। इस पर राधा मोहन ने कहा कि 10 लाख बेरोजगारों को भत्ता व कुछ लाख को लैपटाप देने के लिए 20 करोड़ जनता को राहत क्यों नहीं दी जा रही है?
अवैध पशुवधशालाओं पर होगी कार्रवाई: सूबे में अवैध पशुवधशाला चलाने वालों के खिलाफ कड़ी कार्रवाई की जाएगी। भाजपा के सुरेश राणा के सवाल पर पशुधन मंत्री पारस नाथ यादव ने बताया कि गोवंश वध राज्य में पहले से ही प्रतिबंधित है। उन्होंने बताया कि पशुओं की तस्करी आदि कें पिछले वर्ष 2456 मामले दर्ज किए गए गए जिसमें 6374 गिरफ्तार हुए और 23672 पशु बचाए गए। उन्होंने बताया कि राज्य में 15 पशुवधशालाएं चल रही हैं।
निजी क्षेत्र में निवेश को आकर्षित करने का है प्रस्ताव : प्रदेश सरकार विभिन्न विकास योजनाओं के माध्यम से सभी क्षेत्रों के समुचित विकास को सुनिश्चित करने में जुटी है। भाजपा के डा. राधामोहन दास अग्रवाल के पूर्वी उत्तर प्रदेश केआर्थिक पिछड़ेपन को दूर करने के लिए सरकार की नीति के बारे में पूछे गए सवाल पर मंत्री फरीद महफूज किदवई ने कहा कि सूबे के समुचित विकास के लिए खुद के सीमित संसाधनों के साथ ही निजी क्षेत्र में निवेश आकर्षित करने की भी सरकार की नीति प्रस्तावित है। पूरक प्रश्न करते हुए राधा मोहन ने कहा कि पूर्वाचल मेंउद्योगों को विशेष प्रोत्साहन न मिलने से वे बिहार जा रहे हैं।
न्यूज़ साभार / News Source : Jagran.com ( 12.6.12)
MEMBER BNE MEMBER BNE
ReplyDelete"UPTET PASS MORCHA" KE MEMBER BNE
MEMBER SIP RULE KE LIA CONTECT KARE 9452061561
I hope that the hon.high court will decide in our favour. The procedure will be started just after 3rd July.The government is also in our favour either thir or that. If there is any confusion or discouragement,the tetians of Kushinagar may contact on 9452360652.
ReplyDeleteRahul Ku Singh.
Court me pahle fresh case ki sunwayi hoti hai,court 1 month baad shuru hoga to Fresh cases jyada hone ki vajah se 3 july ko sunwayi nahi ho payegi.faisla humare favour me hi hoga aisi aasha ki ja sakti hai,par der sambhav hai shayad August ya September.
Deleteamit ji thik socha aapne bilkul karo
ReplyDeletecourt k samne dharna hona chahie k jb tak hume nyay nai milega hm koi aur case court me nai aane denge...
ReplyDeleteCourt k samne dharna nahi diya ja sakta,shantipurak candle roadshow kiya ja sakta hai par shor sharaba aur jindabad murdabad nahi hona chahiye.
DeleteAMIT SIR you are absolutely right .this is another creative work which you are going to do in our favour .if such an activity is done in lucknow i am ready to join you .thanx for your valuable opinion .my cell n is 7309968620.
ReplyDeleteDear friends....
ReplyDeleteDelhi se mai ho kar aaya aur har baar ki tarah iss baar b lautate samay yahi scha ki ab iske kisi andolan me nahi jaunga...lekin mujhe pata hai mai jarur jaunga
Har bar ek ummid se andolan me jata hun ki iss bar kuch nirnayak hoga...
Bahut afsos ke sath kahena pad rha hai ki hamare kuch TET ke neta sach me netagiri karna shuru kar diye hai..2 4 hazar ki bheed dekh k ye mike ke samne khud ko khada kar k apne apko bada neta banane lagte hai..ye bhul jaate hai ki ham inke koi paid karyakarta nahi hai jo inki bhasadbaji sunne aye hai..har kisi me hod lagi rahati hai ki wo bhasad dega..aisa lg rha tha yahi MP MLA ka ticket milne wala hai...
Naukari mile ya na mile ye neta jarur ban gaye...
Dosto mai aisa nahi kah rha hun ki sabhi log aise hai lekin mai name nahi lunga par kuch log hai aise jinke mann ki mahtvakanchha jaag wuthi hai...aur wo khud ko chamakane me lag gaye hai...
Mujhe yaad hai maie issi blog pe ek news padha tha ki wus date ko kapil sibbal India me nahi rahenge...inn logo ne itni badi bheed ikattha kar li aur inhe ye b nahi pata tha ki jisko gyapan saup rahe hai wo india me hai hi nahi..
Ye hamare mitra paidal chal kar delhi tak gaye...kya hasil hua unhe kya hasil hua hame pata nahi...ha unka thoda maan samman jarur hua...wo b ek netaban gaye..jitni energy unnhone paidal chalne me lagayi agar utni energy ham varansi walo se sirf milne me lagaye hote toh sirf banaras me itna bada majbut sangathan ban gaya hota ki ham Supream Court me jane ke bare me soch sakte thhe...
Ye pura mamla kanuni daav pech me fasa hai isko kanoon ke jariye hi bahar nikala ja sakta hai..hamare neta log iska koi rasta nahi dhud rahe hai...mujhe pata hai ap me se sabhi log kahenge ki mai hi kyu nahi chala jata SC...kaise chala jaeun?jab hamara ek sangathan hai uske padadhikari hai wo kyu nahi faisla lete ki SC me ek PIl dayar kare...PIL ki sunwayi turant hoti hai..lekin aisa nahi karenge kyuki aisa karne se bheed ikattha nahi hogi aur bhasad dene ka mauka nahi milega...
Yaha bahut se logo ne ghar baithne walo ko napunsak aur pata nahi kya kya kaha...arey jo ghar baithe hai wo hamesha baithe hi rahenge wo koi bachche nahi hai jo hamare kahane se ajayenge ye unki mansikta hai...har andolan me sirf 10% log hi hissa lete hai...baat unki karni chahiye jo har bar jate hai laathi khate hai dande khate hai...
Bade afsos se mai aj fir kah rha hun hamare TET netawo ke paas koi radniti hai nahi bas aise hi bolete rahate hai...mai maafi chahta hun maine galat shabdo ka use kiya..lekin hamri ummide aashaye sirf aap logo se hi hai..apke ek ishare pe ham kuch b karne ko tayar ho jate hai lekin ap ke ek bhi nirnay me durdarshita nahi hoti...
Sirf ek baar HC ki double bench me jane ka faisla kiya gaya tha wo b 2 bhaiyo ne kiya tha isle siwaye aj tak hamari taraf se ek b aisi prakriya nahi ki gayi jo kanuni ho...
Ham sabhi ko khule dimag se sochna chahiye vastav me rasta kaha se niklega...aise bheed ikattha karne se wun log ka b hausala khatm ho jayega jo bar bar aate hai..fir jab jarurat padegi nirnayak jang ki toh ek b sipahi nahi milega..
Dosto kuch kahene mujhse galti ho gayi ho toh chhama prarthi hun...
Apka
Ashish
yar um tik bol rahe ho....kanun ke dav-pech se nikalne k liye kanun ka sahara chahiye....
ReplyDeleteAshish ji aapki baat se koi bhi buddhiman vyakti asahmat nahi ho sakta,famous hone k chakkar me mukhya mudde se dhyan hat jata hai.
ReplyDeleteDoosre baat ki kami yah hai ki ek kendriya netritwa ka abhav hai.
Tetians k jyada sankhya me na pahuchne ka ek reason yah bhi hai ki wo samjhkar hi ye nirday le lete hain ki matter jab court me hai to neta mantri kya karenge lekin fir bhi unhe yah ummid hoti hai ki shayad mantri ji kuch faisla kar de.
Logo ko kartavya ki fikr nahi hai par paridam ka intzar rahta hai.
Kuch logo ka kahna hai ki S.Court me kaise jaya ja sakta hai jab matter H.Court me pending hai lekin aise logo ko yah jan lena aavashyak hai ki PIL apne is matter se alag hai jo ki dakhil kiya ja sakta hai,aur uska prabhav yah hoga ki state gov. Ko ek nishchit samay seema (bharti k liye) diya ja sakta hai.
Koi bhi dharna pradarshan bahut soch samajhkar,puri taiyyari k sath kiya jana chahiye.
Dharna pradarshan ka aayojan jaldi jaldi nahi kiya jana chahiye kyoki yah sankhya par aadharit hoti hai aur sankhya kam hône ki sambhavna hoti hai.
Pradesh sangathan ka ek joint account hona chahiye.
Friends,ek doosre ko dekhte dekhte kahi jyada der na ho jaye,sach to yah bhi hai ki koi ek vyakti itna paisa lagane me saksham nahi hai wo bhi us sthiti me jab fayda sare sangathan ka ho.
Mai samajhta hu ki sabhi log is comment ko padhenge mai aap sabhi ki raay jan.na chahta hu ki kya PIL uchit hoga? Aur kitne log mere sath khade honge? Mai kisi sangathan kisi vyakti ko nahi janta yadi aap sab mera sath dene ko taiyyar ho to mai aap sab ki taraf se S.Court me PIL dakhil karne ko taiyyar hu.
Yah pratham aur antim avsar hai aap soch le aur apne comment k madhyam se suchit kare...
THERE IS NO PROBLEM IF SUIT PIL IN S.C., YET CONTACT IN FOR LEGAL PURPOSE ANY ADV.
ReplyDeleteIT IS MY PERSONAL OPNION.
YADAV G where are you ,sir ?please update today 'news of AMAR UJALA.
ReplyDelete@sanjeev ji amar ujala ki news same like dainik ki hai aur dainik ki news maine blog par post ki hai link milte hi amar ujala ki news bhi post karunga thanks.
Deletehi
ReplyDeletedharna dene se kuch nhi hoga qki hmare bhot se sathi dharne me aate hi nhi h eska karan tetians ka do group hona h ek tet merit wala or dusra acd wala jahir h dharne me acd wale to bilkul nhi aate or merit wale sankhya me kam h to kaise dharna safal hoga .
ReplyDeletemere anusar hme dharne me merit par niyukti ki baat na krke ruki prakriya shuru krne ke liye gov par dabav dalna chahiye to sbi tetians ekjut hokar dharne me shamil honge. ek baar prakriya start ho jaye baki jo aadhar wale samasya h wo to gov sulajha legi use suljhane me gov sbi rules ka palan karegi.
good afternoon all tetians hame lagta hai ki sc jakar hi hamari samasiya hal hogi kyonki dharne mein pahunchne wale tetians bahut kam hote hai
ReplyDeletegood afternoon all tetians hame lagta hai ki sc jakar hi hamari samasiya hal hogi kyonki dharne mein pahunchne wale tetians bahut kam hote hai
ReplyDeleteMUSKAN G please update todays news of UMARUJALA.
ReplyDeleteI m requesting all the passed TET candidate whose favour in TET passed academic merit vacancy so please send a Letter or request statement to stat. Education ministry office regarding TET passed academic merit vacancy so please send letter regarding academic merit vacancy but for TET passed candidate .
DeleteBhayio ye anil jooth bol raha hai above 120 pass wale matr 5000 hai
ReplyDeleteMR ANIL firstly i would like to say ,you should improve grammatical structure of your english .secondly ,to your kind information,i would like to inform you that candidates obtaining more than 120 marks are merely 5000 to 6000.please don't misguide others .thanks .
ReplyDeleteMR ANIL firstly i would like to say ,you should improve grammatical structure of your english .secondly ,to your kind information,i would like to inform you that candidates obtaining more than 120 marks are merely 5000 to 6000.please don't misguide others .thanks .
ReplyDeleteMR ANIL firstly i would like to say ,you should improve grammatical structure of your english .secondly ,to your kind information,i would like to inform you that candidates obtaining more than 120 marks are merely 5000 to 6000.please don't misguide others .thanks .
ReplyDeletecourt me yachika vigyapan k liye hai na ki tet ya acc k liye court ka decision yadi hamare pakshh me aya to counselling start ho jayegi aur yadi kapil bahadur yadav k pakshh me aya to dobara form bharne padenge aur niyam badalne ka mauka sarkar ko mil jayega but yadi aisa hota to fir mamla court me jayega aur vacancy latak jayegi isi li support tet merit jisme ekroopta hai aur form bhi usi sart par bhara gaya hai.
ReplyDelete@ aasish shrivastava ji main apki bato se poori tarah sehmat hu,,,
ReplyDeletedusro par arop-pratyarop neta hi karte hain,,,koi tet neta ji se ye puchkar bataye unki pad-yatra se kisi tetian ko kya labh hua,unke niji FAME ko chhodkar...
mera manna bhi yahi hai ye purn-bahumat sarkar hai apke in darpokiya-andolan se nhi darne wali,BSP vidhan sabha me unke muh par unko bura bhala kehte hue hungama karti hai tab wo un par dhyan nhi deti to aap kya chiz ho,,,
aap dharna dene se unko koi nuksan nhi hoga wo jante hain ap logo ki aukat kya hai, do dando me apko samet dete hain or hafto tak aap unki sikai karte hain,,,wo apka legaly shoshad kar rahe hain or aap unse bhikh maang rahe hain,,,
BURA MANO YA NA MANO MERA TO YAHI MANNA HAI...KUCH KARNA HI CHAHTE HO TO LEGAL KARO..KYUKI GOV NE BHI APKO LEGAL POINTS KE ADHAR PAR ROKA HUA HAI,,,
delhi mai hue etihasik dharne pardarsan ke liye aap sabhi tetian bhaiyo ka hardik aabhar u p ke harek jile se aaye sathiyon ne apne vicharo se avgat karaya.tetian ko ekjut hoker kaam karne ki jaroorat hai na ki tet netao ke hkilaaf anavashyak bayanbaji karne ki. mere vichar se ye log apna kaam thik parkar se kar rahe hain yadi hame ye lagta hai ki koi kami hai to is bare mai hum apne sujhav de sakte hain.mai dave ke sath kah sakta hun ki is andolan mai harek tetian pure samarpan ke sath juda hai. hame kisi par ungli nahi uthani chahiye isse aage aane wale logo ka manobal kamjor hoga tatha hamara aandolan kamjor hoga.sangathan mai nirnaya samuhik roop se liye jjate hain ho sakta hai mai bhi kisi ek baat se agree na hun lekin sangathan sarvoch hai jo sangthan kahega vo mai follow karunga ath hame apni job pane ke liye ekjutta ke sath is tet sangharsh morche ko majboot karna hai aur apna haq gov. se lena hai jay tet sangharsh morcha.ashish rajvanshi 9927756345
ReplyDeletedost apas mai ladne se hamra kai bhala nhi ho ham logo ko ek sath milke es jang ko jitna hai or dua karo hare sbhi tet pass bhai bahino ko naikari mile ap jo bhi karo sabh milkar ek ho kar pure tan man dhan se s.p. Sarkar se nikyuti ke mag karni hai ham bhabhi honahar teacher hai to apas mai kyo ladai lad rhe hai ham sbhi ko chans milega bagwan hmare sath hai
ReplyDeleteHigh acd vaale ( 320 se above) 55000 hai jinke tet mai 89 to95 hai aur vac. Sirf 72000 hai to low acd merit( 200+ ) vale ( tet 100 to 125 ) kahan jayen ?
ReplyDeleteHigh acd vaale ( 320 se above) 55000 hai jinke tet mai 89 to95 hai aur vac. Sirf 72000 hai to low acd merit( 200+ ) vale ( tet 100 to 125 ) kahan jayen ?
ReplyDeletegood morning friends !
ReplyDeletegood morning everybody
ReplyDelete