http://joinuptet.blogspot.com/
HIGH COURT OF JUDICATURE AT ALLAHABAD
?Court No. - 7
Case :- WRIT - A No. - 27207 of 2012
Petitioner :- Shashi Kant And Others
Respondent :- State Of U.P.Thru.It'S Spl.Secy.Rman And Others
Petitioner Counsel :- Kshetresh Chandra Shukla
Respondent Counsel :- C.S.C.,R.A.Akhtar
Hon'ble Arun Tandon,J.
Heard learned counsel for the parties.
Grievance of the petitioners� is that cut off marks in respect of scheduled castes category candidates for the U.P. Teaching Eligibility Test should be reduced to 50%� on the ground� that��� other backward class category candidates, who were not provided any� such relaxation� earlier have now been brought within the category of candidates entitled for admission on deducted cut off marks� by� 5%. The issue raised is within domain of the State Government, which is� competent to provide relaxation in respect of� qualifying marks.
Accordingly, the present writ petition is disposed of by providing that the petitioners may make a representation, ventilating all their� grievances, supported by such documents as may be advised, before respondent no.1 within two weeks from today, along with a certified copy of this order. On such representation being made, respondent no.1 after calling for the records, shall consider and decide the same, in accordance with law, by means of a reasoned speaking order, preferably within eight weeks from the date the representation is made.
(Arun Tandon, J.)
Order Date :- 29.5.2012
Sushil/-
Source : http://elegalix.allahabadhighcourt.in/elegalix/WebShowJudgment.do?judgmentID=1916008
What a drama !
ReplyDeleteiska matlab kya
ReplyDeleteBlog editor ji plz eska matlab smajhaeye.
ReplyDeleteAgar kisi exam me dhandhli hui hai to kya usko patrata mana ja sakta hai,,,
ReplyDeleteAur agar aisa hai to fir aisa sayad india me hi ho sakta hai... abki bar ka 10 aur 12 ka result to apne dekha hoga ,,, aur jinhone 70+ gain kiye hai jara unka aap test lena ... To shayad aap jaan jayenge ki wo 8 class ke layak bhi nahi hai,,,,
Aur ab aap jara ye soche ki agar har chij acd. select ki jaye to kya aane wale 5 salo me hum inke aage thahrenge... Nahi...
Kyoki ab har board me jyada marks dene ki hod aur nayi tarkibe sochi ja rahi hai,,,
Kya pahle teacher apne student ko nahi padha pate the jo wo jyada mark gain nahi kar pate the,,, ya fir pahle ke student padhte nahi the ,,, aise kayi sare sawal hai jo acd. Ke baare me mujhe anuchit lagte hai... Baki appki apni rai ho sakti hai... Dont wory
Hoga wahi jo god chahta hoga ... Hum sab to kathputli hai,,,,
Bhai baht sahi bt kaha tmne, wese up me curruptn is on edge, unnao me ek colege ' BHAIRAV MISHR' Nam ka he waha ki nakal dek lo to shayad india me koi use comptete ni kr paega, kanpur university se affiliated he ye
Deletemy above comment on,,
ReplyDelete@ v.k. Yadav ji,,,
Matlab 12 july k bad ki date agli
ReplyDelete8 week se pending
Matlab 12 july k bad ki date agli
ReplyDelete8 week se pending
Matlab 12 july k bad ki date agli
ReplyDelete8 week se pending
Are bhai koi to samjhao ye kya he
ReplyDeleteE kvs ctet jaisa hoga
ReplyDeleteuski sunwayi 17july ko hai
below ctet pas merit ko leke
Kuch samjh m nahi aa raha h please detail m bataye.3july k baad b kya koi matter reh jayega.
ReplyDeleteKuch samjh m nahi aa raha h please detail m bataye.3july k baad b kya koi matter reh jayega.
ReplyDeletePlz describe more its my humble request
ReplyDeleteAcd. Kahne valo highschool ka result dekho mere yahan ke kayi ladke jo saalbhar school nahi gaye aur q.exam aur h.yearly exam mai fail ho jate
ReplyDeletethhe unhone 60_65% marks paye hain.jabki ve 10% ke layak bhi nahi hain.
100% sure
ReplyDeleteJAI SHREE RAM
ReplyDeleteJAI SHREE RAM
JAI SHREE RAM
JAI SHREE RAM
is order main court ne petitioner se ye kaha h ki we apni problem ko court order ke sath respondent (u p govt )ke samne two weeks rakhe .wa govt uske bad 8 weeks main jawab de .iska matlab govt chahe to 50%marks sc /st candidates ko bhi pass kar sakti h .agar govt ne aisa kiya to isme 3-4months ka time aur lag sakta h .is court aur sarkar ki aisi ki taisi .sab apas main mile h .pata nahi ye s p govt kya karna chahti h .
ReplyDeleteOur Indian education system is going to wrong side. Everyone from patwari to Prime minister, clerk to calector, constabe to homeminister, overall Leaders are involve in corruption.
ReplyDeleteom hanumanay namah .hanuman g bahut din bad darshan diye .
ReplyDeleteJab Hukoomat non-eligibe logo k paas hoti hai, Paisa kanjoos logo k paas hota hai, Baarishein waqt pr nhi hoti to samjho Allah humse naraz hai.
ReplyDelete2weeks +8weeks =one and a half month .sc/st pass karne ke liye parinam main sansodhan wa marksheet main lagne wala samay 2months .govt chahe to 4 months ka samay aur laga sakti h .brothers tell me what to do .it seems wasting time to run after this job .i am very upset .
ReplyDeleteSORRY BROTHERS CALCULATION MISTAKE IN ABOVE COMMENT 2weeks +8weeks =TWO and a half month .sc/st pass karne ke liye parinam main sansodhan wa marksheet main lagne wala samay 2months .govt chahe to 4 TO 5months ka samay aur laga sakti h .brothers tell me what to do .it seems wasting time to run after this job .i am very upset .
ReplyDeleteTet merit wale
ReplyDeleteagar apko lagta hai kewal tet merit se achche teacher banege our siksha ka star achcha hoga to aisa bilkul nahi because
reservation kota bhe bahut bada karan jisase yogy condidate bharti se bahar ho jate hai
if you want to do somthing bette than should start work to chang reservation cota
abi blog me aya hai ke rjisthan me general condidat Ko na ke barabr chance mi
l paya ye bahut durbhagpurn hai beause aaj kal kise bhri general 5 percentage jagah nhi bana pa rahe hai resultant
lagabg ayogay condidate nukri pa rahe hai
ye sashikant kaun h jo sc/st ko 50%par pass karwana chahta h .
ReplyDeleteyar kya ho rha hai
ReplyDeleteChalo achchha hai sc/st virodhi sarkar sc/st ke bahane apne ACD ki mansa puri kar legi.
ReplyDeleteMujhe to isme sajish lagti hai jaise kapil yadav vaise ye naya banda kaun hai pata karo.
Mitro maui 100%sure kah sakta hun isme sp ki chal hai.
ReplyDeleteMitro maui 100%sure kah sakta hun isme sp ki chal hai.
ReplyDeleteTet ek bimari hai , sc st walo isse bacho.
ReplyDeleteagar aise hi hota rha to hum aap waite krte rah jayege aur aur spent to alot of time for this job aur lost another job chance we should care anotherjob chance
ReplyDeleteYe kapil yadav aur sushil jaise logo ko maut kyo nahi aise log dharti par saitan ke roop me hai gadhe kahi ke agle janam me pig bane sale.
ReplyDeleteTet merit wale
ReplyDeleteagar apko lagta hai kewal tet meritse achche teacher banege our siksha ka star achcha hoga to aisa bilkul nahi because
reservation kota bhe bahut bada karan jisase yogy condidate bharti se bahar ho jate hai
if you want to do somthing bette than should start work to chang reservation cota
abi blog me aya hai ke rjisthan megeneral condidat Ko na ke barabr chance mi
l paya ye bahut durbhagpurn hai beause aaj kal kise bhri general 5 percentage jagah nhi bana pa rahe hai resultant
lagabg ayogay condidate nukri pa rahe hai
60 percentage cut-off should be done for all category of students
Brother , Sc st Aur obc walo se dar gaye kya , daro mat general ke half seats to Sc st Aur obc se he fill hone hai ,
DeleteSc st and obc wale general ko barbad karenge
ReplyDeletebhayon ek bat samajh main nahi aa rahi h ki n c t e ne sc/st/obc ke liye bhi qualifying marks 55% decide kiya h to kya state govt sc/st ko qualify karane ke liye alag se rule banane main saksham h .SOMEBODY PLEASE EXPLAIN IT .
ReplyDeleteR v singh you are right par ye in sarkaro se kuan kahe sarkar to vote ke liye pata nahi kya kya kare.
ReplyDeleteMUSKAN MAM where are you ?please tell us whether it is legally possible or not .what does n c t e guideline say in respect of this matter ?
ReplyDeleteState govjt sc st k liye chhut de skti h
ReplyDeleteYe wahi sarkar hai jisme loksabha chunav 2009 me computer ko banned karne ki baat kahi thi wo ab laptop aur tablet baat rahi hai wo bhi un jahilo ko Jo sale nakal se paas huye hai. Ye sarkar aise logo ko hi badawa deti hai.
ReplyDeletePata nahi logo ne aise sarkar ko vote kyo diye
ReplyDeleteMe apne kuch tet sathiyo ke sath anshan ka plan kar raha hu agar sabhi razi ho gaye to kafi log ho jayenge.
ReplyDeleteFriends,Good Evening,
ReplyDeleteMuskan ji aap ne to itna dangerous explosive consonant rakh diya aur blog k comment padh k muskura rahi hongi.Yaha dosto ka bhojan pani sab band ho gaya hoga.
Friends, H.C. Ne petition ko yah kahte hue dispose kar diya hai ki matter state gov. Yani apointing authority k domain(adhikar kshetra)me hai, jo 2 hafte ka time diya gaya tha wo isliye hai ki is samayseema k andar petitioner ko sare papers(jo inke demand ko prove kare) aor order ki copy k sath state gov se nivedan karna tha,8 hafte ka samay sarkar ko nivedan par legally vichar karne ko kaha gaya tha.
To vichar kya karna hai legal yahi hai ki inhe 55% par qualify karaya jaye. Jo already ho gaya hai(according to NCTE).
Don't worry friends.
AB EK HI RATA H VIDHAN SABHA KE SAMNE ANISHCHITKALIN ANSAN JAB TAK BHARTI PROCESS START NAHI HOTI .BHAIYON 7JULY KE BAD TAYAR RAHE WA APNE JILE KE PRESIDENT KE CONTACT MAIN RAHE .
ReplyDeleteACD merit means gen catg ka avg marks 70% hone chahiye, to fir ye 45% walo ko kyo form bharwaya jata he, form me hi spast kr dena chahiye ki gen catg k 70% se kam wale ayogya he, mai to kahta hu ki 70% se kam pane wale gen ko, kisi bhi college ya course me pass hi nahi karna chahiye, kam s kam gen ko apni haar usi samay hi pata chal jati, aur band kar dete sarkari naukari ka sapna dekhna, is samay desh me madhyam vargyeey gen ki dasha bahut hi dayney he, SALA; BEROJGAR BHI RAHO(SAJA) BEROJGARI KA JURMANA(DAND) BHI BHARO! He Bhagwan agle janam me gareeb gen k ghar me janm mat dena.....Dhanywad..
ReplyDeleteTension mat lo dost , Tumhare Sath Acha he hoge , Agar Tumne kavhi Kise ke bura nahi kiya hoga to,
Deleteso don't take tension
absolutely right. in tet government giving to time reservation for obc and sc
ReplyDeletefirst exam
second selection time
thus reservation becomes twice in itself weight
if as acd is to be confirmed than obc and sc candidates passed 55 percentage marks, will fight general candidates from which general candidates will highly effected and gen number is too less
right brothers .muskan g has provided a home to tet unemployeds .as we have no work right now so friends keep on giving until we get employed .
ReplyDeletetetian s,where are i have got a news from one of my reliable friend which i want to share with you .i don't whether it is right or wrong .H R D MINISTRY NE U P GOVT KO NOTICE BHEJA H KI YADI SEPTEMBER TAK TET PASSED CANDIDATES KI 25 DIN KI TRAINING NAHI PURI KARAI GAYI TO R T E KE TAHAT MILNE WALI GRANT ROK DI JAYEGI .ITMAY BE TRUE .I THINK GOVT IS IN FAVOUR OF STARTING RECRUITMENT PROCESS AS SOON AS POSSIBLE .what is your opinion ?please share .
ReplyDeleteAise Kaise ho sakte hai , centerl govt Avhi Tak power me hai wo kewal SP govt ke wajha se , Kyo ke TMC ke mamta banarje par Ab congress govt ko bharosa raha nahi . So central govt kewal up govt ko nashaiet de shakte hai , Iske alawaon Aur Kuch Nahi kar sakte , up govt ke pass present me Itne power hai ke wo central govt se Kuch v Karwa sakte hai ,
Deletetetian s,where are i have got a news from one of my reliable friend which i want to share with you .i don't know whether it is right or wrong .H R D MINISTRY NE U P GOVT KO NOTICE BHEJA H KI YADI SEPTEMBER TAK TET PASSED CANDIDATES KI 25 DIN KI TRAINING NAHI PURI KARAI GAYI TO R T E KE TAHAT MILNE WALI GRANT ROK DI JAYEGI .ITMAY BE TRUE .I THINK GOVT IS IN FAVOUR OF STARTING RECRUITMENT PROCESS AS SOON AS POSSIBLE .what is your opinion ?please share .
ReplyDeleteU r right".
ReplyDeleteSP govt ko ya ache Taraha pate hai ke all the passed TET candidate ne unko vote Nahi diya hai to uske he badele le rahi hai , up govt TET ko cancel to Nahi karne chate par procedure me change kare ge ,
ReplyDeleterahe bate Sc st Aur obc walo ke to SP ko 2014 me v to jeetne hai ,to ya bas uke he intezm hai ,
Ye faisala kb aaya (sc, st 50%). June me H.C. band hai. Jaha tk h.c. ke special bench ki baat hai uske saamne aisa koi mamla tha. Jo bhi hai vo 3 july ko hoga. Koi bataao is news ka source kya hai ye k val drama to nhi hai.
ReplyDeletedosto up board k sabhi adhikari aur hamare CM Sahab nakal karke pass hue hai. aur Mulayam to nakal k betaj Badshah hai isliye inhe Mehnat ki value nahi pata hai. Jab tet me corruption ho sakta hai to HS aur INTER kaun se doodh k dhule hai inme har sal hajaron log nakal karte pakde jate hai aur book hote hai, center Debar hote hai. SP ki sarkar me shiksha mafia adhik sakriya hote hai kyunki Mulayam ko sabse Rishvat chahie.
ReplyDeletedosto up board k sabhi adhikari aur hamare CM Sahab nakal karke pass hue hai. aur Mulayam to nakal k betaj Badshah hai isliye inhe Mehnat ki value nahi pata hai. Jab tet me corruption ho sakta hai to HS aur INTER kaun se doodh k dhule hai inme har sal hajaron log nakal karte pakde jate hai aur book hote hai, center Debar hote hai. SP ki sarkar me shiksha mafia adhik sakriya hote hai kyunki Mulayam ko sabse Rishvat chahie.
ReplyDelete