•प्रवेश परीक्षा का विकल्प ही बेहतर
सहारनपुर। टीईटी उत्तीर्ण संघर्ष मोर्चा के आह्वान पर रविवार को गांधी पार्क में हुई बैठक में अभ्यर्थियों ने कहा कि प्रदेश सरकार कई बार दावे करने के बावजूद शिक्षकों की नियुक्ति पर टालमटोल कर रही है। इससे अभ्यर्थियों का मानसिक उत्पीड़न हो रहा है। उन्होंने कहा कि सरकार भर्ती को लेकर बयानबाजी या गुमराह करने की बजाय नियुक्ति को लेकर अपनी स्थिति स्पष्ट करे। भर्ती प्रक्रिया को लेकर चलाए जा रहे आंदोलन के तहत अब 12 जून को दिल्ली के जंतर मंतर पर प्रस्तावित धरने प्रदर्शन और अनशन में अधिक से अधिक संख्या में पहुंचने की अपील की गई।
मोर्चा अध्यक्ष संजय कुमार और संरक्षक प्रदीप धीमान ने कहा कि माध्यमिक शिक्षा परिषद की ओर से टीईटी की परीक्षा के जारी परिणाम की त्रुटियों और अन्य मामलों के कारण यह भर्ती प्रक्रिया अधर में लटकी है। नई सरकार बनने से उन्हें शिक्षक बनने का सपना पूरा करने की उम्मीद थी, मगर ऐसा नहीं हो सका।
टीईटी अभ्यर्थियों ने इस बात पर हैरानी जताई कि विशिष्ट बीटीसी सहित अन्य चयन प्रक्रियाओं में एकेडमिक मेरिट के दुुरुपयोग के मामलों को देखने के बाद भी प्रदेश सरकार एकेडमिक मेरिट को ही आधार बनाकर नियुक्तियां करने की मंशा रखती है, जबकि योग्य अभ्यर्थियों के चयन के लिए प्रवेश परीक्षा का विकल्प ही बेहतर है। उन्होंने कहा कि यदि सरकार को लगता है कि टीईटी के परिणाम में अब भी अनियमितताएं हैं तो उनकी पूरी जांच कराकर अपात्रों को अलग कर दें और पात्रों का चयन करा लिया जाए।
इसी आंदोलन के मद्देनजर वाराणसी से दिल्ली तक पदयात्रा करने वाले अभ्यर्थियों मयंक और मनोज को सम्मानित करने का भी प्रस्ताव बैठक में रखा गया। सत्यवीर, संदीप कुमार, रवींद्र राठौर, सुखपाल सिंह आदि रहे।
********************
टीईटी संघर्ष मोर्चा करेगा प्रदर्शन
मुजफ्फरनगर। टीईटी संघर्ष मोर्चा की टाउनहाल में बैठक में जिलाध्यक्ष बलकेश चौधरी ने बताया कि 12 जून को जंतर-मंतर पर प्रदर्शन करने के साथ केंद्रीय मानव संसाधन विकास मंत्री से मुलाकात करके टीईटी भर्ती की मांग की जाएगी। रालोद एमएलसी चौधरी मुश्ताक ने छात्रों को टीईटी भर्ती प्रक्रिया मुद्दा विधान परिषद में उठाने का आश्वासन दिया है। बैठक में फारुख हसन, कपिल शर्मा, मनोज मंयक, साकिद अली, मोहित बालियान, राशिद, रवि प्रकाश, सिद्धार्थ, वकील अहमद, राहुल, नकल, मनोज, नदीम, नूर मौहम्मद, पिंकी, शालिनी और नेहा आदि मौजूद रहे।
**********
दिल्ली में धरना देंगे टीईटी अभ्यर्थी
खेकड़ा। टीईटी की परीक्षा पास करने पर भी शिक्षकों की भर्ती न करने से अभ्यर्थियों में आक्रोश व्याप्त है। छात्र आज दिल्ली में जंतर मंतर पर धरना देंगे।
नगर में रेलवे रोड पर रविवार की शाम टीईटी अभ्यर्थियों की बैठक हुई। अभ्यर्थियों ने कहा कि टीईटी की परीक्षा पास करने पर भी सरकार ने उनकी नियुक्ति नहीं की है। उनके भविष्य के साथ सरकार खिलवाड़ किया जा रहा है। बैठक में संजय गुप्ता, सौरभ, अमितेश धामा, लोकेंद्र धामा आदि मौजूद थे
News Source : Amar Ujala (11.6.12)
we shall overcome someday . we shall overcome someday . we shall overcome someday.
ReplyDeleteAj delhi men kya ho rha hai..update den ..
ReplyDeletebewkoof aaj delhi mai kya hoga program kal hai 12 6 12 abe nasha nahi utra kya sorry bhai
DeleteJo tet pass candidate academic merit ki maang kar rahe hain wo kewal tet merit ki maang kar rahe friends k ek prashn ka jawab de,yadi sarkar(state+central) aur NCTE ko academic merit par bharosa tha to TET ko kyo aayojit kiya gaya?
ReplyDeleteFriends,vishwast sutro se pta chala hai(aapki sahmati aavashyak nahi) ki Gov. H.Court me Vishesh Anugya Yachika Dakhil karne ja rahi hai jisme yah mention kiya gaya hai ki TET k pratham paridam ko manyata diya jaye aur Paridam Sanshodhan k aadesh ko radd kiya jaye. Dekhte hai ki information kaha tak sahi hota hai. Par iska prabhav yah hoga ki jo log paridam sanshodhan k dauran paas ho kar academic ki maang kar rahe hain wo prakriya se bahar ho jayenge.
alok ji ! we shall over come.
DeleteAgar aap dehli tak nahi ja sakte to aap nokri kya karege.
ReplyDeletemain jab apne office jata hun to log mujh par hanste hain ki mil gai job bangaye teacher .......................etc I am very depressed in this time.
ReplyDeleteDo not depressed. we shall overcome someday
Deletelakin alokji unka kya hoga jo sanshodan se pahale fail the aur bad me pass ho gaye?
ReplyDeleteshashodhan ko radd nahi kiya ja sakajta hain.
Deletebarbaad pradesh ko karne ko bas ek MULAYAM kaafee thaa
ReplyDeleteParivaar MULAYAM power me anzaam hamaara kya hoga.
you are right.
Delete"Yes", Alok ji it is the best way to keep frd candidates
ReplyDeleteotherwise carbon copy hain na apne logon ke paas ! !
kal yeh dharna or safal ho jaye toh shayad is gungi sarkaar ka munh khule
bus bhaari se bhaari sankhya me delhi aane ki koshish karein
or honsla rakhein kyonki-
kabhi khushbu ki tarah gulon se uda karte hain
kabhi dhuyen ki tarah pahadon se uda karte hain
yeh kechiyan hame udne se kya khaak rokengi
ke hum paron se nahin hoslon se uda karte hain...
Chalo bhaiyon chalo delhi chalo
ReplyDeletejeet hamesha sach ki hoti hai magar koshish karne se
Mitro Kya Delhi me Sri Kapil Sibbal Ji 12-06-2012 Ko Rahenge.Hamane to Suna Hai Ki ye Videsh Ja rahe hai. Kripya Eske bare me koi Batain.
ReplyDeleteKya Bhai Ab tak Koi bhi meri batoin ka jabab nahi diya. Kya sare log site se chale gaye. Please tell me.
ReplyDeleteत्रुटि के लिए मैँ क्षमाप्रार्थी हूँ कृपया युपीटेटन्यूज के स्थान पर युपी न्यूज इंडिया पढ़ेँ ।
ReplyDeleteधन्यवाद
त्रुटि के लिए मैँ क्षमाप्रार्थी हूँ कृपया युपीटेटन्यूज के स्थान पर युपी न्यूज इंडिया पढ़ेँ ।
ReplyDeleteधन्यवाद
ब्लाँग विचारोँ के आदान-प्रदान का एक मंच है कृपया इस मंच को असभ्य भाषा के प्रयोग का स्थान न बनाएँ ।मैने असभ्य भाषा का प्रयोग सिर्फ युपीन्यूज इंडिया के असहनीय हृदय विदिर्ण करने वाले शब्दोँ के प्रतिक्रिया स्वरूप उग्रता का परिचायक मात्र हैँ ।अगर मेरे शब्दोँ से किसी व्यक्ति विशेष की भावनाएँ आहत हुईँ होँ तो इस बात के लिए मैँ खेद ब्यक्त करता हूँ और हृदय से क्षमाप्रार्थी हूँ ।
आपका सहयोगी कमलेश दुबे ।
त्रुटि के लिए मैँ क्षमाप्रार्थी हूँ कृपया युपीटेटन्यूज के स्थान पर युपी न्यूज इंडिया पढ़ेँ ।
ReplyDeleteधन्यवाद
ब्लाँग विचारोँ के आदान-प्रदान का एक मंच है कृपया इस मंच को असभ्य भाषा के प्रयोग का स्थान न बनाएँ ।मेरे असभ्य भाषा का प्रयोग सिर्फ युपीन्यूज इंडिया के असहनीय हृदय विदिर्ण करने वाले शब्दोँ के प्रतिक्रिया स्वरूप उग्रता का परिचायक मात्र हैँ ।अगर मेरे शब्दोँ से किसी व्यक्ति विशेष की भावनाएँ आहत हुईँ होँ तो इस बात के लिए मैँ खेद ब्यक्त करता हूँ और हृदय से क्षमाप्रार्थी हूँ ।
आपका सहयोगी कमलेश दुबे ।
Mitro itihas ka ek bahut rochek vakia hai jisme SHAHJADA SALIM apne do pyare kabuter ANARKALI k hatho per rekhta hai
ReplyDeleteaur Anarkali
galti se ek kabuter uda dete hai Salim ausse krodh me puchta hai ek kabuter kaise ud gaya. Anarkali baccho si herkat ker
dusra bhi kabuter uda dete hai aur kehte hai- AISE. aur salim anarkali ki is ada per mer mitta hai. shayad wahi hal UP GOVERMENT ka hai
jo apne premika arthat NAKALCHI avem BHRESTACHARI een khen prakaren acadmic marit auchi kerne wale abhyarthio ke hit
me bhavi peede ke bhavishye se khilwad kerne ja rhe hai.
yar mera nam rajesh hai mera mob no.9695056767 hai
ReplyDeleteup me._ ander nagri ,chopat raja.....
ReplyDeletemera naam anil
ReplyDeleteJaytet
ReplyDeleteJaytet
ReplyDeleteye sale shimitr grampradhano ki sath-gath se niyukt ho gaye hai,na koi exam qlyfy kiya ,fir bhi gov unhe sarkari kharche se btc kara rahi hai,vo bhi stypend k sath,ye tetian k sath dhoka hai, ham tetian to berojgar hai.smitr to3500rs salary mil rahi hai
dosto scourt to jana hi padega muge mere uncle ne batya hai jao allahabad se advocate jai yeh arun tondon apne aarthik v samajik faydo ke liye akhilesh ki madad kar raha hai . ane wale dino main yeh kapil yadav ki case to sahi kar dega par akhilesh isme aur roda adkwayega yachika dalwayega dandli hui aur 27000 fluid v blade walo ko nikalwayga phir yachika dali jayge phir suprem court .then acd(tet par mamla kichwayga siksk to ye bana ke jayga par yeh apne sasan main police bhrti ki dhandli aur apne candidates ko jo bsp ne paresan kiya tha wahi yeh karna chata hai par tet radd kabhi nahin hoga. aur yeh bharti 2014se phele hone hi nahin dega . indirectly kudh writ par writ dalwayga. dev shyam yadav bhi isi ka mohra hai. paki khabar hai mai to kehta hoon hum atm dah ku kare is dev shyam yadav ko hi kahtam kar do sala case hi ek do tarik mai khatam .
DeleteSABHI UPTET BHAION AUR BEHNO SE ANURODH HAI KI KAL 12 JUNE KO 8 AM KO JANTER MANTER PER PAHUCH KAR DHARNE KO SAFAL BANAYE
ReplyDeletetetian don 't be disappointed .govt is under pressure of siksha mafia. i think after b ed counselling it may open mouth to speak something about tet .to make it speak ,please come to delhi with your friends n others you can take together .thanx .
ReplyDeletetetian don 't be disappointed .govt is under pressure of siksha mafia. i think after b ed counselling it may open mouth to speak something about tet .to make it speak ,please come to delhi with your friends n others you can take together .thanx .
ReplyDeletehm sbko kal delhi m zordar prdarshan krna chaiye..
ReplyDeletehm sbko kal delhi m zordar prdarshan krna chaiye..
ReplyDeletenew dehli railway station se jantar mantar ke liye kon se bus milege koi road chart uplabad kara de
ReplyDeleteNew Delhi to Jantar Mantar Approx 1.5-2 km. Mosly all buses passes these roots.
ReplyDeletedear tetians 12 june yani kal ko janter manter par dharne ke liye chalne ki tayari karo hame is dharne ko safal banana hai aur tet merit ke aadhar par is bharti parkirya ko pura karana hai jo log aaj acd merit ki baat kar rahe hain ve log hi ab se 3 saal bad written test ke aadhar par bharti ki baat karege kyonki ab paas hone walo ke % marks 5 saal walo se 10% adhik hai. ath sahi ko galat na kahe tet merit sabhi kr liye saman hai.isi bharti ka samarthan kare. mai yadi apni baat karu to mai acd aur tet dono mai safe hun mere acd mai 262 tatha tet mai 124 hai lekin mai tet merit ka sapporter hun kyonki test hi kisi ki yogyta ko mapne ka sahi aaina hota hai . ant mai delhi chalo aur dharne ko safal banao tet ke sangharsh ke senanikahlao.ashish rajvanshi 9927756345
ReplyDeleteFriends, aapse aagrah hai ki kripya abhadra bhasha ka prayog na kare,yah shikshak ki garima k virudhh hai,aapas me jhagadne se 1857 jaisi asafalta hi hath lagegi.
ReplyDelete**Muskan ji plz remove the comments filled with abuses** thanks.
UPTET MERIT JINDABAD TU GADHA KA GADHA HI RAH JAYEGA ARE MURKH TUJHE DPS KA ARTH NAHI PATA 'DELHI PUBLIC SCHOOL'YAD KAR LE BEVKUF
ReplyDeleteAap logo se nivedan hai vak yudh na kare landna hai to tet ke dusmano se lade delhi me apne lie lade hamare liye lade samaj ke lie lade.
ReplyDeleteBhaio mai asha karta hun ki chhote bhai ka nivendan aap log swekar karege.
Thanks
OK dost mai apne sare cmnt vapas leta hu..muskan g mere sare cmnt remove kar dijiye apki atikripa hogi...sorry
ReplyDeletemain un tet mitro k liye delhi railway station se jantar mantar tak ka puraa path batatahun
ReplyDeleteNew delhi Railway station se Qutab Road ki taraf bahar niklo.Qutab road se Rajiv Chauk ki taraf chalo. Rajiv chauk se sansad marg par chalo. rajiv chok se sansad marg par chalne par left hand par jantar mantar hai.
ReplyDeleteRAilway station se rajiv chok 1 KM. hai.
Rajiv chok se jantar mantar bhi 1 Km. hai.
railway station se jab Rajiv chauk pauchenge to dahine(right) taraf chalo
ReplyDelete1st right mod hai Basant len
2nd right mod hai Panchkuian road
3rd right mod hai shaheed bhagsingh road
4th right mod hai baba kharak sinhg marg
5th right mod hai sansad marg
aur hum sabhi ko 5th sansad marg par hi chalna hai.
Thanks d.k ji
ReplyDeletehum logo ko supreme court mein jane ke bare mein sochna chahiye kyonki vahi se hame jald niyay milega
ReplyDelete
ReplyDeleteAb B. Ed holder PRT level ke TET exam mein nahin beth sakte, RTET 2012 ne B. Ed Holder ko Level 1 ke leeye chance nahin deeya
See latest post
HI FRIENDS MERA NAM NAGENDRA KUMAR HAI MUJHE AAJ HI DELHI MEIN ANSHAN KE BARE MEIN PETA CHELA MEIN BHI JAIPUR SE DELHI KE LIYE NIKEL REHS HU MEIN 9am TEK DELHI PEHUNCH JAUNGA
ReplyDeleteHI FRIENDS MERA NAM NAGENDRA KUMAR HAI MUJHE AAJ HI DELHI MEIN ANSHAN KE BARE MEIN PETA CHELA MEIN BHI JAIPUR SE DELHI KE LIYE NIKEL REHS HU MEIN 9am TEK DELHI PEHUNCH JAUNGA
ReplyDeleteHI FRIENDS MERA NAM NAGENDRA KUMAR HAI MUJHE AAJ HI DELHI MEIN ANSHAN KE BARE MEIN PETA CHELA MEIN BHI JAIPUR SE DELHI KE LIYE NIKEL REHS HU MEIN 9am TEK DELHI PEHUNCH JAUNGA
ReplyDeleteHI FRIENDS MERA NAM NAGENDRA KUMAR MUCHE JANTAR MANTAR KA RASTA KE LIYE SARAYE KALE KHA SE KAUNSI BUS PAKRNI PADEGI
ReplyDeleteHI FRIENDS MERA NAM NAGENDRA KUMAR MUCHE JANTAR MANTAR KA RASTA KE LIYE SARAYE KALE KHA SE KAUNSI BUS PAKRNI PADEGI
ReplyDelete