JANTAR-MANTAR EK DIVASIYE DHARNA PRADARSHAN KI ANUMATI
12th JUNE, 2012
MAIN DEVENDRA SINGH UPTET ROLL NO. 02019654, SAMAST UPTET 2011 ABHIYARTIYO KO SUCHIT KARTA HU KI HUME DELHI PRASHASHAN SE JANTAR-MANTAR DHARNA PRADARSHAN ISTHAL PAR SHANTI PURVAK EK DIVASIYE DHARNA PRADARSHAN KI ANUMATI MIL GAYI HAI ISKA SAMAY SUBHA 8 AM SE SHAM 5 PM TAK HOGA. JISME HAMARE SAHASIYE SATHI SHREE MANOJ KUMAR MAYANK JI TATHA ANYE SATHI, JO VARANASI SE PADH-YATRA KARTE HUE DELHI PAHUCHENGE, SAMAST UPTET 2011 ABHIYARTIYO DUWARA BHAVYE SWAGAT KIYA JAYEGA, MANINEY SHREE MANOJ KUMAR MAYANK JI UPTET ABHIYATHIYO KI TARAF SE H.R.D.MINISTER MANINEY SHREE KAPIL SIBAL JI KO GYAPAN SOPENGE. AAP SABHI UPTET ABHIYARTHIYO SE APEAL HAI KI DINAK-12JUNE 2012 KO PRADARSHAN ME SHAMIL HO, OR ISE SAFAL BANAYE.
DHANYAVAD
DEVENDRA SINGH
UPTET ROLL NO. 02019654
(M )- +91-9560705898
ISTHAN- DHARNA PRADARSHAN ISTHAL, JANTAR-MANTAR
DINAK- 12-JUNE-2012
*****************************
Above details received through email :-
From:
rashid azad <rashid.khurshid@gmail.com>
Date: 2012/6/7
Subject: JANTAR-MANTAR EK DIVASIYE DHARNA PRADARSHAN 12th JUNE, 2012
To: Sarkari Damad <sarkaridamad007@gmail.com>, Muskan Bharat <muskan24by7@gmail.com>, Shyam Dev Mishra <shyamdevmishra@gmail.com>, dev02019654@gmail.com, rajesh rao <rajeshrow86@gmail.com>, nnitinmehta1982@rediffmail.com, Naved Ahmed <navedahmeds@gmail.com>, dharmchand1980@gmail.com
Please display this as a post on your blog as soon as possible.
------------------
Kindly confirm details from relevant persons/candidates.
(Through Email/contact nos. etc.)
Information published here is only informatory in nature and for any confirmation you can contact above mentioned persons.
Thanks.
Hila dege delhi
ReplyDeletecourt k dere
cm ki susti jagjahr ho jayegi
Thanks from all tetians for display this news ...
ReplyDeleteमनोज कुमार 'मयंक' जी द्वारा की गई पदयात्रा वाकई में आज के समय में भी अहिंसात्मक विरोध प्रदर्शन की महत्ता को स्पष्ट करती है. लड़ाई का यह तरीका न सिर्फ टी.ई.टी.-उत्तीर्ण अभ्यर्थियों के लिए न सिर्फ एक नई प्रेरणा है, बल्कि आज के सत्ताधारियों के लिए भी आँखें खोलने वाला कारनामा है. मनोज भाई की उत्कट जिजीविषा और अदम्य इच्छाशक्ति को दर्शाने वाली इस मुहिम की महत्ता को राज्य-सरकार और साथ-साथ केंद्र सरकार के सामने साबित करने की बारी अब बाकी साथियों की है. देवेन्द्र भाई और उनकी टीम वाकई में साधुवाद के पात्र हैं जिन्होंने इस दिशा में जंतर-मंतर, नई दिल्ली में एक-दिवसीय धरने की अनुमति लेने का न्यायसंगत व ठोस कदम उठाकर सही शुरुआत की है. सभी टी.ई.टी. उत्तीर्ण अभ्यर्थियों को इस मुहिम में आगे बढ़कर साथ देना चाहिए. ज्यादा नहीं तो सिर्फ एक बार तपती गर्मी में, ४५-५० डिग्री तापमान में, बनारस से पैदल दिल्ली तक का सफर तय करने वाले अपने साथी की मनोदशा का ख्याल जरुर करिए, अगर अब भी उनके इस साहसिक एवं कठिन प्रयास को अंजाम तक पहुँचाने के लिए दिल्ली पहुँचने के बजाय सिर्फ और सिर्फ आप लोग ब्लाग पर केवल वार्तालाप करते रहे.
ReplyDeleteSham plz ap bhi aye delhi jantar-mantar pe
ReplyDeleteSham g plz ap summary banaye ki jis me uptet ki pariksha kyo ki gayi se lekar aj mayak g ki path-yatra tak ki ek ek ghatna ka warnan ho jo 12-june ko hum media ko de or wo humhare paksh me bole ..plz post ...
ReplyDeleteBarelly ,rampur,moradabad,amroha ,gajroula,hapur,gaziabad wale sathi - INTERCITY EXP TRAIN se subha aa bhi sakte hai or sham ko ja bhi sakte hai shayad BARELLY se 4 am chal k 10am NEW DELHI RAILWAY STATION pe aa jati hai Or sham ko 5 baje NEW DELHI SE JATI BHI HAI TO DOSTO AAO UPTET K JHANDA FERATE HUE 12 JUNE 12 KO
ReplyDeleteDELHI CHALO adhik se adhik sankya main pahucho.jabtak chayan prakriya prarambh nahi hoti hame sangharsh karna h.jeet hamari nischit h.uthho aur apne hak ke liye delhi chalo.
ReplyDeleteabe to uthh jao dosto ,ye mauka baar baar ni milta ,hum tet ke andolan ko sagalkr itihas rach denge.......plzz dosto jyada se jyada sankhya me jantar mantar 12 jujne ko pahuche tabhi hum dabav bna payenge & 100% jeet humari hogi......
ReplyDeleteBEST WISHES FOR ALL OF YOU.
ReplyDeletehame apni baat salinta tatha sabhyta ke sath rakhni hai aur shantipurvak ek bade dharna pardarshan ko safal banana hai hame apne sath ho rahe ghor anyay se kapil sibbal ji ko avgat karana hai tatha tet merit se hi is bharti parkirya ko puri karane ka anurodh karna hai. par ye sab karne ke liye hum sabka adhik se adhik sankhya mai delhi pahuchna behud jaroori hai dosto himmat karo jeet hamari hogi.ashish rajvanshi 9927756345
ReplyDeletehum apke sath hai
ReplyDelete