News : Amar Ujala (2.3.12)
सरकारी नौकरी शिक्षक भर्ती/नियुक्ति परिणाम / टीईटी Sarkari Naukri Recruitment/Appointment Result. Latest/Updated News - UPTET, CTET, BETET, RTET, APTET, TET (Teacher Eligibility Test) Merit/Counselling for Primary Teacher(PRT) of various state government including UP, Bihar
Friday, March 2, 2012
UPTET Agra : TET Candidates Made Roadshow, And gave Memorandum to DIET Principal
News : Amar Ujala (2.3.12)
87 comments:
Please do not use abusive/gali comment to hurt anybody OR to any authority. You can use moderated way to express your openion/anger. Express your views Intelligenly, So that Other can take it Seriously.
कृपया ध्यान रखें: अपनी राय देते समय अभद्र शब्द या भाषा का प्रयोग न करें। अभद्र शब्दों या भाषा का इस्तेमाल आपको इस साइट पर राय देने से प्रतिबंधित किए जाने का कारण बन सकता है। टिप्पणी लेखक का व्यक्तिगत विचार है और इसका संपादकीय नीति से कोई संबंध नहीं है। प्रासंगिक टिप्पणियां प्रकाशित की जाएंगी।
josh bhar diya tumane
ReplyDeleteAGRA WALO SALAM KARTE HAI TUMHE......
ReplyDeleteAJ YAH TO ACHI NEWS DEKH K KHUSHI HUI DIL KO...
ReplyDeleteAbusive comment three name se aate hain-pita ji, raja tet king aur barauta. Inka comment hi time to time block kar dena chahiye. Ye teeno gande aur bhadde comment dene me mahir hai.
ReplyDeletehehehe lage raho mamoo kabhi to uant pahad k niche aayega
ReplyDeletehi baruta,
Deletehamesha ulta he sonchega ya kabhi seedha bhi sonchega
tet nirast nahi hogi
Deletetet nirast nahi hogi
Deleteka bhaiya mukesh name likhana zaroori tha kya??? aap ko nahi pata e blog editior meri didi hai
ReplyDeleteabe baruta sale tujh par pilunga leke juta...
DeleteAur agar juta phat jayega to phir dusra le lunga...
Sale hamesha negative hi bolega...apne sade huye name ji tarah...aur tune hi comment me likha hai ki tujhe koi bhi personal gali de sakta hai...
Aaj to hearing h good s wish kro k wo judje ko sadbuddhi d
ReplyDeletehaan bhaiya vinay ji holi ka daur hai kahi jaj mahoday pauva chadha k na aa jaye....
ReplyDeleteabe baruta sale tujh par pilunga leke juta...
DeleteAur agar juta phat jayega to phir dusra le lunga...
Sale hamesha negative hi bolega...apne sade huye name ji tarah...aur tune hi comment me likha hai ki tujhe koi bhi personal gali de sakta hai...
Mujhe pata hai gandagi par patthar marane se uske chheete muh par hi aate hain. Isiliye maine blog editor se request kiya tha ki ve gandagi ko saaf kar de.
ReplyDeleteSee Baruta, What your "Pita ji" has written -
ReplyDeletebaruta tera baap laut aaya hai wapas
By Pita ji on UPTET : If Recruitment Process Not Starts, then Ag... on 3/1/12
---------
baruta kutte kaisa hai sale
By Pita ji on UPTET : If Recruitment Process Not Starts, then Ag... on 3/1/12
............
Is tarhe ke comments ko rokne ke liye, Blog kee cleaning bahut jarooree hai.
blog editor sabhi system ya cellphone ka ek apna ip adress hota hai. Yadi aap abusive comment dene wale ip adress ko trace kar ke filter par laga de to problem solve ho jayegi.
ReplyDeletedidi ais crakit se bol do mera mood aur up set na kare kyo ki mai kisi ko peresinoly kuchh nahi kaha
ReplyDeleteabe baruta sale tujh par pilunga leke juta...
DeleteAur agar juta phat jayega to phir dusra le lunga...
Sale hamesha negative hi bolega...apne sade huye name ji tarah...aur tune hi comment me likha hai ki tujhe koi bhi personal gali de sakta hai...
isliye Baruta ji,
ReplyDeletemujhe filter lagana pad raha hai.
Log ek doosre ko gande comment dalta jayenge,
ReplyDeleteAur fir poora Blog gandgee se Bhar Jayega.
Blog editor agar filter nahi lag pata hai to time to time inke comment delete kar de.
ReplyDelete@Mukesh ji,
ReplyDeleteUsr can change Cyber Cafe, change name.
I know their is one place, where you can register police complaint.
But for these issues, removal particular comments is better.
And through, information reached to you takes time, but clean, contains quality
didi jab THE DIRTY PICTURE s. board se pass ho sakata hai to a comment kyo nahi, vaise v hum bahut tanav me hai pita ji sale ko pairents ko gaali nahi dena chahiye persinoly gaali deta to koai problem nahi
ReplyDeleteabe baruta sale tujh par pilunga leke juta...
DeleteAur agar juta phat jayega to phir dusra le lunga...
Sale hamesha negative hi bolega...apne sade huye name ji tarah...aur tune hi comment me likha hai ki tujhe koi bhi personal gali de sakta hai...
that is why, Mr Baruta I am not accepting this "Pita ji" comments and abusive.
ReplyDeleteKeep patience.
U people r using facebook also.
And can chat their also.
If comment Live takes some time then don't worry, normally it lives in 8-10 hours.
agra walo ko mera salam dosto government tak apni baat pahuchane ka ab yehi ek tarika reh gaya hai.isliye sabhi tet pass candidate ko apne haq ke liye pradarshan karna hi hoga.
ReplyDeletekal 3 march ko subah 10 bje azad park,ald pahuche..(shiksha nideshak ka gherav)..
ReplyDeleteyadi holi se pehle court ka faisla hamare hit me nahi aata hai to sabhi tet qualified candidate holi nahi manayege aur holi ke bad har district me sarkar ke putle phukege aur sarak pe late kar jamm lagayege
ReplyDeleteI pray to GOD that they will give SADBUDHI to Honrable Judge & kapil deo bahadur singh yadaw..
ReplyDeletejab hum apne kisi khaas dost k sath date per jate hain to normally 1000 se 1500 per date kharch ho jate hain.aur hum har mahine kam se kam ek date pe to jate hi hain.Aap logo me se kitne is bare me apne parents ya kisi aur se salah lete hain? Kisi se nhi...fir 200 rs.case ki pairwi me kharch karne se pehle aap blog editor se kyun puchte hain???bhai acc.no.aapko pata hai.paise daal de.zyada na soche.government hamare draft k 2000 rs.liye baithi hai,wohi paise kharch kar dijiye.
ReplyDelete@AGRA walo aap garajne vale nahi varashne wale badal ho.
ReplyDeletehey judge mahody aap 72825 candidte par kripa kariye. ye aur in par aasrit 7 lakh log(pariwar wale) aap ko,aapke biwi ko, bachhe ke lambi umar ki dua denge.....
ReplyDeletehey judge mahody aap 72825 candidte par kripa kariye. ye aur in par aasrit 7 lakh log(pariwar wale) aap ko,aapke biwi ko, bachhe ke lambi umar ki dua denge.....
ReplyDeletelage raho.
ReplyDeletemai tet merit ke pachh me hu eske liye hr us vyakti ke sath hu jo tet ko sahi manta aur hr help ke liye tayar hu chahe vo jameen ki ladai ho ya court ki.vivekanad.allahabad.aur pls kisi ke bhi bare me galat jankari na dale
ReplyDeletekripya es side ka upyog kre durupyog nahi kisi ke bare me aisa kuch na likhe jb tk aap ke ass sahi aur puri jankari na ho.aisa nahi h ki jo log net pa nahi aa pate vo kuch nahi kr rahe ya galat h.thanx.vivekanad.
ReplyDeletedate 12th march ko sunwai hogi
ReplyDeleteamit tripathi 9450464911aaj h.c.mey kya hua
ReplyDeleteamit tripathi 9450464911balrampur struggle karney say result aata hai
ReplyDeleteguys sunwae ka kya hua. Plz tell
ReplyDeleteSunne m aaya h aaj hearing nh hui or next hearing holy k baad hogi
ReplyDeleteSunne me yahi aa raha hai ki aaj hearing nahi ho saki.
ReplyDeleteMujhe nahi lagta ki ye bharti ab ho payegi kyoki etane case hai hc me ki enka niptara karne me salo-saal lag jayenpe aur upar se ncte ki dead line.
ReplyDeleteAbhi meri rajesh ji se baat hui hai unhone bataya ki aaj decision nahi aaya hai.
ReplyDeletegood job agra walo jabtak sarkar ke khilaf isi tarah se hm ekjut hokar andolan nahin karenge tb tk hamare dukhon par koi dhyan dene wala nahi hai
ReplyDeleteAb to etana clear hai ki jab tak sarkar nahi banti court ka decision bhi nahi aayega.kya hc ka judge bhi lokayukt ke dayre me aata hai?yadi han to mere hisab se es judge sudhir agrawal ki shikayat lokayukt se karni chahiye bhaiyo kam se kam hame jo pareshan kar raha hai usko bhi pareshani me dalo tab samajh me aayega ki decision kaise diya jata hai.
ReplyDeleteDosto ek kapil ham par etana bhari padega socha nahi tha ye jaroor sp se hoga.
ReplyDeleteThis Case was not taken up the next hearing on next cause list.
ReplyDeleteDear Friends,
ReplyDeleteMujhe lagta hai ki vigyapan bhi janbujh kar galat tarike se nikala gaya kyoki esse rok bhi lag jayegi aur yah rok tabtak lagi rahegi jab tak new gov n aa jaye so friends yah bharti ab shayad hi ho kyoki agar maya ke siwa koi dusari gov aati hai to wah apne hisab se apna kaam karegi kyoki ham jante hai ki 'jiski lathi uski bhais' matlab gov ke aage court bhi jhuk jayega phir aage jo hoga shayad hamare liye kharab hi hoga dosto mai manta hun ki ncte ne tet exam karane ka order har ek state ko diya hai lekin jara sochiye ki akhilesh ka wah bayan ki tet nirast hogi mai esse purn rup se sahmat hun kyoki enki baat ncte nahi mani to court to jaroor man jayegi ,shayad court bhi tab tak bik chuki hogi.
what be done today. pls someone reply
ReplyDeletei thing prt will be go under new govnmt @ acording to his new rules.may be new govnmt allow to acedmic merit
ReplyDeletewhat be done today. pls someone reply
ReplyDeleteaaj court me hearing thi kya hua usme kisi ko jankari ho toh ples jaldi post kare.thanks!
ReplyDeletewhat be done today. pls someone reply
ReplyDeleteaaj court me hearing thi kya hua usme kisi ko jankari ho toh ples jaldi post kare.thanks!
ReplyDeleteAgle 2 saal tak hearing nahi karna ghooskhor judge ab tum bhi netao ki tarah hamara khoon peo.
ReplyDeleteEk simple se case me decision dene me 60 din se uper ho gaye phir bhi koi decision nahi.
ReplyDeleteIsiliye court case me logo ka jeevan samapat ho jata hai, phir bhi nyay nahi milta.
ReplyDeleteDelayed justice means denied justice.
ReplyDeleteKya itna comlicated case hai ki decision dene me itna time lag raha hai.
Had hoti hai har bat ki.
Agli sunwai 12 march k baad hogi. Sudhir agrawal 12 march k pehleretire ho raha hai.
ReplyDeleteDear Friends,
ReplyDeleteye jo rok lagayi gayi hai galat nahi lagayi gayi hai,meri baat aapko kadwi jaroor lagegi lekin dost ham jante hai ki sach kadwa hi hota hai aaiye mai aapko batata hun ki aakhir es rok ka kya karan ho sakta hai?
Friend jaisa ki aaplog jante hai ki ye rok kewal vigyapan nikalane ke adhikar ke matter par lagi hai,jara aaplog us vigyapan ko dhyan se dekhe to yahi bata chalega ki seat aavantan kitne galat tarike se kiya gaya hai.kya aap sure hai ki varanasi jile me kewal 100 seat hai?shayad nahi lekin aisa nahi hai varanasi me 500 se jayada seat hai thik esi tarah mai balia ki baat karu to waha bhi lagbhag 2000 se lekar 2500 ke bich seat khali hai aakhir balia me 12 seat hi kyo?dosto diet ka principal hi tay karta hai ki mere jile me basic prt ke kitne pad khali hai darasal seat aavantan me ye log manmani kiye hai jara sochiye ki agar ek tet pass candidate ka mark 130 hai to kya wah varanasi ya balia me select ho sakta hai? shayad nahi mai kewal varanasi ya balia ki nahi balki lagbhag 15-20 jilo ki baat kar raha hun jaha seat aavantan me aniymitata dikhayi gayi hai aur 135 marks paane wale shayad apne home dis. me niyukti na mil sake han anay jagah mil jayegi esi prakar yadi ek candidate ka home dis. agar sitapur hai to wah 125 marks me hi apna dis. pa jayega.MAI blog padne walo se yahi puchhna chahta hun ki aakhir 135 wale ko apna home dis. nahi mil payega jab ki 125 wala apna home dis. pa jayega aakhir aisa kyo bhai?Kya yaha samanta ke adhikar ka hanan nahi ho raha hai?esliye dosto ek chhoti si galti aaj hamare samne etani bani musibat ban ke aayi hai jiska hal shayad gov de paye so friends dubara form dalne ke liye taiyar raho kyoki en haramkhoro ko kisi bhi madhyam se paisa chahiye. Friends meri baat to aapko jarur buri lagi hogi lekin yahi sach hai mere bhai.THANK YOU.
Dear Friends,

sab k sab chor h or ek dusren se mile hue h. Nayaye k mandir b bhrashtachar k shikar ho chuke hain. Am admi ko niyaye ki ummid chodh deni chahiye. Niyaye ab ek swapna ho gaya h jo garib janta ki pahaunch se dur ho chuka h. Ye ek shubh sanket nai. Gaye wo zamane jub Jahangir ki insaf ki zanzir pidhite k liye kafi hua karti thi. Aj to munsif (judge) b shaq k ghere me h. Hey bharat ma tujhe kitna lutenge ye jo tujh par hi chalte h,tera diya hua hi khate h or tere hi nirdhan niwasiyoun ko satate h.
ReplyDeleteTet sanghrsh morcha BASTI
ReplyDelete4 march ko kateswar park me 11 baje meeting hai .
jo bhi basti ke log is blog se jude hai jarur pahunche

ReplyDeleteEk vigyapan ki galti ne ham logo ko kitna nuksan pahuchaya hai."HAMARI BEBASHI KIS MOD PE LE AAYI.KHATA LAMHO NE KI AUR SAJA SADIYO NE PAYI.
ReplyDeleteTention n lo apne hk k liye lado kmyabi sure hai bus kuch kante hai wo bhe jald hat jayenge.realy
ReplyDeleteaj HC mai kya hua. Please koi bataye...
ReplyDelete@V. K. Yadav ji 4 ur kind information har jile ka b.s.a. Shasan ko apne yaha khali pado ki list bhejta hai. Usi aadhar par shashan bharti decide karta hai.
ReplyDelete@rpan ji lekin aisa nahi ho paya.
Delete@V.K.Yadav Ab bharti me samanta k adhikar kahan aa gaya jitni seat khali hongi utne hi to pad nikale jayenge. Ya phir jabardasti har jile me barabar pad kar doge.
ReplyDeletestate ke sabhi jilo mai ek sath pradarsan hona chahiye......
ReplyDeletetabhi sarkar ki nid khulegi..aur HC ki bhi.
right. Aesa hi hona chahiyen tabhi in bhrasht khumkarno ki nind khulegi.
Deletesabi jilo me ek sath tet morcha ki raili karna chahiye hame..mai taiyar hu tan ,man, dhan se..aap bhi taiyar ho jaye..
ReplyDeleteRajesh Roy ji aap Pradesh Ester pe Radniti ki to baat krte hai par jab TET k candidate aap ko kisi bat ke liye phone krte hai to aap itne busy ho jate hai ki pon bhi pick nhi kar skte, kya aap pure pradesh ko ek sath lekar chalenge.
ReplyDeletebhai wo bi admi hai 1000 phone me kuch phone na utha paye to aise mat soche.wo hamare liye bahut mehnat kar rahe hai.plz unko majboot kare kamjor nahi..
DeleteIss sunday ko sabhi jilo me pradarsan ki taiyari karen....
ReplyDelete@rpan ji shayad aapko bura lag gaya! bhai,darasal kai jagah seat hone ke bavjud bhi waha utani seat nahi di gayi aur eska example bhi maine aapko kuchh dis. Ko lekar bataya so friends confuse na ho.
ReplyDeleteTet sanghrsh morcha BASTI
ReplyDelete4 march ko kateswar park me 11 baje meeting hai .
jo bhi basti ke log is blog se jude hai jarur pahunche
Tet Sangharsh Morcha UNNAO
ReplyDeleteki
4 march ko 11 a.m. Nirala Park Unnao me meeting hai. Unnao k logo se nivedan hai ki meeting me jyada se jyada sankhya me aaye. Ab hum apna haq
lekar rahenge.
mujh to lagta hai ki bharastachar me sabhi nange hain sudhir mahoday ko date par date dene ki aadat pad chuki hai.
ReplyDeleteye modarn india hai jisame samay ki kimat ko koi nahi janata........
Deleteagar HC ko hi nahi pata ki samay ki kimat kaisa hota hai...to ap samajh lijiye
ki vaha nyay kitana sahi hota hai.
bharti ho ke rahegi
ReplyDeletedear frinds i m also favoure of tet merit.aapko main bata dena chahata hoon ki koi bhi govt. aayegi sabse pahale apni bhari hogi by uptet merit.kyon ki ye sari cheeje janbhuj kar ki gai hai vote bank ke liye.high court bhi tab tak decision nahin de sakta jab tak govt ban na jaaye.isliye ye bhram ab nikal do ki niyukti nahin hogi.court ka decision hamesha unke favoure main hota hai jahan jayada logo ka bhala hota hai.rahi baat corruption ki to main bata dena chahata hoon inquiry chalti rahegi jo doshi hoga vo saja payega.sarita shukla ne j yachika dayar ki thi uska decision 3 din ke ander aa gaya tha kyonki us samay aachar sahita nahin thi.rahi baat acedmic merit ki to bhool jao kyon ki kendriya vidalaya main bhi niyukti ctet merit keaadar per ho rahi hai.jo bhi news aapko confusion paida kar rahi hai usko neglect karo.teachers ki bharti nischit hogi.march last ya april main council ho jayegi kyonki diet main meri bani rakhi hai.bas intjaar kijiye.uptet ko radd karna kisi sarkar ke baap main dam nahin hai.agar mulayam bhi aayege to sabse pahale apni bharti kareinge bo bhi uptet merit ke adaar pe.
ReplyDeleteGod kare aisa he ho.
Deletetarik pe tarik, tarik
ReplyDeletepe tarik...tarik pe tarik, tarik
pe tarik kab milega insaaf...
Rajesh row,
ReplyDeleteImpledment ka kya hua, Aap Log to Part Ban gaye the
Please update , varna ham logon ka visvash khatm ho jayga
kaise TET morcha ko support karen, jo kuch karna nahin chahta
Kya hua Impleadment ka
Kuch to Bolo