(UPTET : Drafts are NOT returning to TET Candidates)
बरेली। स्पष्ट आदेश के बाद भी टीईटी के अभ्यर्थियों को एक से अधिक जमा बैंक ड्राफ्ट वापस नहीं किये जा रहे हैं। पुराना शहर के चन्द्र सेन राठौर ने बताया कि अभ्यर्थियों से 23 दिसंबर तक आवेदन मांगे गए थे। बाद में यह समय सीमा नौ जनवरी तक बढ़ा दी गई। आदेश में कहा गया था कि जिन आवेदनपत्रों के साथ एक से अधिक डाफ्ट मिलेंगे उन्हें लौटा दिया जाएगा
News : Amar Ujala (10.3.12)
@Md.rashid azad
ReplyDeleteaap bilkul sahi kah rahe hai,hamare kai active friends sayad apki baton par dhyan nahi de rahe hai,par mera to ye manna hai ki ab is bharti ko jald poora karne ke liye sirf ek ye hi rasta hai aur achook rasta hai,
PRT bharti ko jald poora karne ke liye aur sarkar par dabav banane ka ye sabse achcha rasta hai, u.p.basic education dept.se ye pucha jaye ki primary schools me kitne permanent teachers hai ,aur RTE ko poora karne ke liye kitne ki jarurat hai,aur use court me prastut kiya jaye aur govt.se court dwara jawab manga jaye ki wo ab tak iske liye kya kar rahi hai,aur bharti kab tak poori karegi.
Friend agar aap ek Rti ke dwara is information ko collect kar sake to is ladai me ye apko amulya yogdan hoga...
Draft to return karne chahia
ReplyDeleteM bhe chahunga k rti k tehat suchna lani chaiye
ReplyDeleteHume cm ke samne apni bat zarur rakhni chahiye
ReplyDelete*अब मेरा समय चक् चालू होगा.......
ReplyDelete*Jab MERA samay chakra chalta hei......to RAJA ko RANK........
aur RANK ko RAJA bana deta hei......
*Ab TET pass candidates k saath bahut ho gaya......
* Ab unke saath nyay hoga.....
TET FAIL apni ulti ginti start karein 15 MARCH se.....