मंझनपुर। मंझनपुर स्थित डायट मैदान में शनिवार को उत्तर प्रदेश टीईटी उतीर्ण संघर्ष मोर्चा की बैठक हुई। इसमें मांगों को लेकर राजधानी में धरना दे रही टीईटी अभ्यर्थियों पर पुलिस द्वारा लाठी चार्ज किए जाने की निंदा की गई। इस दौरान शिक्षक भर्ती प्रक्रिया प्रारंभ करने, धांधली की गंभीरता से जांच, दोषियों के खिलाफ कार्रवाई करने आदि की मांग अभ्यर्थियों ने की। जिलाध्यक्ष ने मांगे पूरी करने के लिए सरकार को दो दिन का समय दिया है। उन्होंने मामले की अनदेखी पर उग्र आंदोलन की चेतावनी दी है। डायट मैदान में हुई बैठक में जिलाध्यक्ष रामपूजन तिवारी ने लखनऊ में टीईटी अभ्यर्थियों द्वारा मांगाें को लेकर धरने के दौरान पुलिस द्वारा लाठी चार्ज की निंदा की। उन्होंने कहा कि युवाओं के मत से प्रदेश के मुख्यमंत्री अखिलेश यादव युवाओं की आवाज दबाने का काम कर रहे हैं। हक मांगने पर युवाओं को लाठियों से पिटवाया जा रहा है। अभ्यर्थियों ने भर्ती की स्थिति शीघ्र स्पष्ट करने, शैक्षिक योग्यता को चयन का आधार नहीं बनाने और कुछ लोगों की गलतियों की सजा सभी अभ्यर्थियों को नहीं दिए जाने आदि मांगों को लेकर हुंकार भरी। इस मौके पर श्यामबाबू मिश्र, विनोद साहू, प्रमोद साहू, हरजीवनलाल, धीरेन्द्र मिश्र, शिवबाबू, हेमंत पांडेय, मंजीत सिंह, राजकुमार, अजय चौरसिया, पप्पू यादव, सनील यादव, शिवकुमार, सुखलाल यादव, उमेश पटेल, मोहम्मद खालिद, सुभाष, रमेश कुमार, राकेश कुमार सरोज, अरविंद, शीला नरेन्द्र द्विवेदी, अरूण कुमार सिंह, राघवेन्द्र प्रताप सिंह, राजू कुशवाहा गुलनाज बानो आदि मौजूद रहीं।
News : Amar Ujala (25.3.12)
Yes ! welldone.tet merit only.
ReplyDeleteup c.m. abtak kuch nahi bool rahen hain
ReplyDeleteHamara acd.virod jayaj hai.1/u.p. Board aur c.b.s.e board me marks dene me bahut bada antar hai.2/b.ed. Me kahi practical 400kahi par600(3)vigyapan me chayan ka tarika tet merit tha isliye process change hone par candidate court jarur pahuchenge4/pichle kuch years me marks dene ka tarika change hua hai jabki purane degreedhariyo ke marks vahi average50%hai.5/agriculture aur science group me bhi marks ka difference vahut adhik hai.
ReplyDeleteAcd.banani hai to desh me saman shiksha graduation level par hai.yaha se merit suru karo aur b.ed theory ke marks lagao.agriculture aur science ki seats alag alag bharo.
Yes,Weldone Bharti honi Chahiye jo bhe Adhar ho onle Bharti ho.
ReplyDelete5 Gunak se hoga to koi court nahi jayega kyki sab khus hoge.Nahi to Lucknow me Writ Alive hai "Ajay Tripathi wp no. 7497/2011" and PIL-25 of 2012 ye sab bharti hone nahi dege islie all student bharti process chalu karakar usme sahyag kare to behtar rasta hoga nahi to *Na koi khayeg aur Na kise ko Khane Dega* wali kahawat lagu hogi
ReplyDelete5 Gunak se hoga to koi court nahi jayega kyki sab khus hoge.Nahi to Lucknow me Writ Alive hai "Ajay Tripathi wp no. 7497/2011" and PIL-25 of 2012 ye sab bharti hone nahi dege islie all student bharti process chalu karakar usme sahyag kare to behtar rasta hoga nahi to *Na koi khayega aur Na kise ko Khane Dega* wali kahawat lagu hogi
ReplyDeleteBaidhnath ji sampurna nand vale aur other b.ed valo ke marks me bahut diffrence hai merit me to 1marks ke antar se bhi hajaro students kat jayenge. Tet merit ke khilap pil result se pahle kyon nahi dali ab marks kam aaye to pil daloge.court pahle hi tet marit ko swikar kar chuka hai.
ReplyDeleteMamta Madam Ji-
ReplyDeleteTET (Teacher Eligibility Test) Only pass criteria hai jisko pass hone se he aap teacher banne layak yagata dharak ban jate hai. 1-5 tak ke students ko hi to padana hai kaun sa bada teer marna hai. and 1 baat sab log jane from bharte samai wala advertisement me saf-saf lika tha ki ye sirf eligibility test ha. to 9 march ko 12th Niyamawali me sansodhan kar diya gaya to kya phir se sansodhan nahi kiya ja sakta hai. bhawnao me na aaye bharti ke bare me soche sab ka selection hona tai hai bas process start to ho.
@mamtaji
ReplyDeleteyou are absoutely right...
5 Gunayank se Jyada Phark nahi padega dosto only vacancy rukne se bach sakti hai agar ye process nahi apnati hai to government abhi un petition ka jawab dakhil karne me asmarth hai. because jawab aap hi batai. from bharte time to sirf 60% pana jaroori tha tho 4 din pahle kyu adhar badal diya gaya. iska jawab de all (Expert Ji bi)
ReplyDeleteएअ
ReplyDeletePlease tatti ghar par kare blog par nahi. Dimaag kharab kar diya hai. Niyam kanoon pata nahi. Jaha chaha vahi hug diya. Abe akl ke dusman govt bharti ka GO apne man se nahi badal degi. Isliye tet se hi merit banegi apni kanooni apne paas rakho. Hum itne to padhe likhe hai hi kya sahi hai kya galat ye soch sake. 5 gudank ki aisi kam taisi. Bahut ho gaya sala ab to hoga such ka bolbala.
ReplyDeletenhi kiya ja skta ....ha vigyapn radh ho to nay ke liye possible h niyamavli mai chang krn a is vigyapn mai to base tet hi hoga ,,,,,,,,,,
ReplyDelete27 September 2011 ka order deho yaro jisme 4 gunak ki merit ki gikra kiya gaya hai.
ReplyDeletechale ho teacher banne teacher se pahle advocate ke salah to le lo bhiya ji.
72825 teacher ka G.O. Net par nahi milega Basic Education Nimawali pado.
Sachin Sir,
ReplyDelete6 Month me koi bhi sansodhan kiya ja sakta hai or High court ke order se kabhi bhi kiya ja sakta hai. Sansodhan me State level ke Merit banakar advertisement ko pure state level par kiya ja sakta hai. It it my opinion do not take sericiously
Sandeep Kumar Yadav Sir Ji.
ReplyDeleteaap ko nahi lagta hai ki hum bhawnavo and Vyaktigat karno se apne bare me hi sochate hai. are mare bhe dil kiya to kah diya aur rahi baat TET of ACT or 5 gunak ki to jo bhi ho muche manzoor hai.
magar beech me koi na koi kanta jaroor phek sakta hai. isliye dono pakcho ko satisfied kar dege government to vivod hi khatam ho sakta hai.
Jab sansodhan hua to kya ghar pe ande de rahe the. Kahin mat jaao muskan ji ke kal ke hi comment pad lo apki duvidhao ka samadhan jaldi ho jaega. Please hume IAS & PCS bhi 5gunank par bana do mai phir se 10, 12+3+1 kar loonga. sir sorry but mujhey ye sab pasand nahi aa raha hai. Mere mutabik bharti to tet merit par hi nirvighna tarike se sambhav hai newspaper to bahut kuch batate hai. Jaise aaj hi 29 ki date ko 26 bata diya.
ReplyDeletethats good lets hope for good from court on hearing on 29th mar
ReplyDeleteAre Sir Ji logo where are you going comming and my question not completed please koi to batao yaro.
ReplyDeleteSandeep Sir Ji.
ReplyDeleteI.A.S. and P.C.S. me to Interview hota hai main exam hota hai aur pado ki sankhya bhi seemit hoti hai aur jo bhi TET ke meerit se hone ki baat karta hai uska to sapna wahi hai ki pahle primari teacher ban jane ke baat I.A.S. & PCS ke taiyari ki jai.
this is true. mano ya na mano
Basic shiksha parishad bhi tet merit ke paksh me hai usne shashan ko iske karno se avgat kara diya hai. Dekhe amarujala 21/3/moradabad edition us se pahle tak 5 gunank ka vichar tha.
ReplyDeleteAre bhiya ji. 29 ki date ka koi matlab nahi hai jab Hon'ble Justice ji 9 march ka order passed kar diye hai to phir 29 ka kya matlab hai. jab advocate kipal ka bahas hi nahi karega to chahe day by day date lage koi matlab hani hai.
ReplyDeleteBhai mere aap ki knowledge jara si kam hai. Sansodhan samndhit visay me keval 6 mahine baad hi ho sakta hai or highcourt ke dwara. Yadi niymavali sansodhit hui to yah prakriya Dec 2012 se pahle possible nahi hai. Sir aap kripya humari unity bhang na kare. Aur meri baaton ka please please please bura mat maniyega.
ReplyDeleteJab sansodhan hua to kya ghar pe ande de rahe the. Kahin mat jaao muskan ji ke kal ke hi comment pad lo apki duvidhao ka samadhan jaldi ho jaega. Please hume IAS & PCS bhi 5gunank par bana do mai phir se 10, 12+3+1 kar loonga. sir sorry but mujhey ye sab pasand nahi aa raha hai. Mere mutabik bharti to tet merit par hi nirvighna tarike se sambhav hai newspaper to bahut kuch batate hai. Jaise aaj hi 29 ki date ko 26 bata diya.
ReplyDeleteBidhnath ji, hum kuchh nahi janate sivaye iske ki g.o. Ki sari sarto ko hamne pura kia hai aur hame hamara hak chahie. Process me jara bhi change hame swikar nahi .
ReplyDeleteAmar ujala ki baato ko koi nahi manta tha. amar ujala hi ne bahut logo ka bhagya bana diya tha jab from bhara ja raha tha to date apne edition me 23 Dec. kara diya tha aur mere bahut se friend D.D. banwakar post kar diye the aur aaj bhi unke 15,000/- pade hai. Aur Amar ujala hi Bharti ko radd karne ki baat sabse pahele chapa tha.
ReplyDeleteBheedtantra ke aage sab kanun fail.tet merit ke alava kuchh swikar nahi.unity banaye rakho shiksha mtr ki tarah.
ReplyDeleteUnknown ji aap ko garantee koi nahi de sakta hai. ye goverment ka neetigat mamla hai agar TET ko chayan ka adhar banaya ja sakta hai to phir usko badla bhi ja sakta hai. koi badi baat nahi hai onle selection ho to hum me se koi nahi bachega jo bhe tet pass hai because pat bahut khali hai aur hum sab ko iske liye ekjut rahana padega aur sab ko naukari mile sakti hai bas 1 bar process start ho jaye to. phir Right to Education 2009 ka adhar lekar Supreme Court me PIL kar sakte hai.
ReplyDeleteBaijnath tu ab baja baja.chala aya kanun sikhane.
ReplyDeletebaidnath ji apka score kya tet or acd % plz tell
ReplyDeleteHi Said Bhiya ji. smile please aap mere baat ko galat ne le aap teacher hone wale hai to baat ko sahi dhang se samghne ki prayas kare to behtar hogo. mai to sirf bharti ko aage badane aur jald se jald kise awrodh ke poore hone ki bat kar raha hoo aur mai bhe apne mat prastut kar raha ho aap to naraj ho gaye hai sir ji.
ReplyDeleteScore bata dene se hum sab ki ekjutta samapt ho jayege. bhaiya ji bas aap itna samagh le chahe TET ho or ACD upar wala sath diya to done se ho sakta hai.
ReplyDeleteSir amar ujala par apke atoot vishwas ko pranam. Uske baad 21 ko amar ujala ne hi tet merit banane ki baat publish ki. So my scholar friend be a tetian not a 5gunakian.
ReplyDeleteRastriya Sahara ko local news paper mante hai aap aor news papers ki double meening ko bhe samghana aasan nahi hai Sandeep Yadav Sir.
ReplyDeleteBata do bhaiya hum bhi janna chahte hai kyoki chahe acd par karo ya 5 gunank baat ek hi hai. Aur karna hai to tet 70% aur baki 30% kyon nahi. Mai virodh nahi chalo bolo.
ReplyDeleteRastriya Sahara ko local news paper mante hai aap papers ki double meaning ko to kaun samaj sakta hai gol-gol batain karte hai news paper wala. Sandeep Yadav Sir.
ReplyDeleteBaidnath ji, process me jara bhi change karane ke lie niyamawali me change karana padega ,vigyapan radd karana padega, naya vigyapan jari karana padega, awedan mangana, fir form ki chhatani, fir aur sabase mahatwapurn ki court me jabab dena padega ki kya karan hai ki 90 percent purn ho chuki prakriya ko badalana pada , sarkar kya jabab degi sivae iske ki tet me dhandhali hui hai, fir kitani ,kaun2 log jimmedar hai unake viruddha kya karywai hui AUR KAUN KANUN KAHATA HAI KI YADI DHANDHALI HUI HAI TO USE PATRATA RAKHA JA SAKATA HAI ,
ReplyDeleteSaneep Sir Ji. mai to tark de raha tha ki hum log kitne jimmedar hai. agar kise ki kadve baat ko nahi pacha sakte to hame teacher hone ka koi adhikar nahi hai. Hame Galat aur Right dono bato ko sunna padega. understand all of you and koi kar raha tha is blog par ------- ye na kare mai usse poochana chata hoo kya ye blog tum khareed liye ho ya registry kare liye ho koy bhi is blog par aa sakta hai. kise ko uske comment ko deleat karne ko koi adhikar nahi hai chahe jo bhe ho loktantra me apne-apne baate kahre ka adhikar hame Act me mile hai. jo usko fallow nahi karege uski gambheer parnam bhugatna pad sakta hai. chahe mai kyu na hoo.
ReplyDeleteNiyamawali me sansodhan kaun se badi baat hai 13th Sansodhan laya ja sakta hai ye to gov. ke hath me hai. aur 6 month me kabhi bhe kiya ja sakta hai. don't worry is baar gov. bahut soch samajh kar kadam uthayege.
ReplyDeleteSandeep yadav ji sari energy blog par kharch kar doge to lucknow me kya karoge .lucknow ki tayyari karo.baijnath ji koi akhilesh yadav nahi.
ReplyDeleteBadnath ji, niyamawali me cabinet jab chahe sansodhan kar sakati hai kintu is mamale me use court me karan batana padega .ap batye ap hote to kya karan batate.Please ,reply
ReplyDeleteAgar 12th Sansodhan na kiya gaya hota to ab tak aap log job kar rehe hote because aap bhe sirf pass ho jate aur from bharkar usko fallow karte aur itna drama na hota. aur rahe baat mere to mai to dono paksya dekta agar koi bhi ACD me acha hoga jo mehnat se passed hua hoga to wo TET me bhe good marks gain kiya hoga. aur sahe roop me wahi teacher banne me kise ko koi dukh nahi hoga kise ko na ki koi petition court me jayege. do you understand.
ReplyDeleteunknown bhai ji where are you blog par aaye sir.
ReplyDeleteVipin Ji- Koi bhe insan chota or bada nahi hota hai. 1 mat se koi bhi Pm ban sakta hai aur 1 mat se koi bhe hat sakta hai. (1 Man Army)
ReplyDeleteBaidhyanath ji mayavati govt. Me niyamavali me change ka karan basic shiksha parishad ka acd.ki merit ki problem se bachna tha .alag alag board alag alag marking.
ReplyDeleteVipin Sir, Agar mayawati acd merit se bachti to 4 baar kyu NCTE ko ye letter bheja tha ki bina TET ke he hame bharti karne de. tab to unko ye chinta nahi sata rahi the. Ek pal me kaun se joodu ki chadi ghoom gayi.
ReplyDeletetell me. sir mai intzar kar sakta hoo app ke reply ka.
TET bachane k liye AMRAN ANSHAN Lucknow(Vidhan Sabha)Chalo,naukari k liye abhutpurva sahyog den plz frwd to all-7398279189, 9839889419
ReplyDeleteTET bachane k liye AMRAN ANSHAN Lucknow(Vidhan Sabha)Chalo,naukari k liye abhutpurva sahyog den plz frwd to all-7398279189, 9839889419
ReplyDeleteTET bachane k liye AMRAN ANSHAN Lucknow(Vidhan Sabha)Chalo,naukari k liye abhutpurva sahyog den plz frwd to all-7398279189, 9839889419
ReplyDeleteMeerut District, Meerut College meerut ke samne charan singh park me TET marit ke adhar par bharti ko lekar TET utitirn abhiyarthi 2 divsiye sanketik dharne par baithe hain.
ReplyDeleteYadi Uttar Pradesh sarkar ne is bharti parkriya ko jaldi puri na karayii to abhiyarthhi sadko par aa jayenge...hume manye Mukhiye mantri Akhilesh Yadav ji par vishwas hai ki wi yuaaon ki aawaz par zaroor dhyan denge aur is bharti parkriya ko jaldi puri karayenge...U.P. TET berojgar sangh Meerut contactu us 9358380100 9837743468 9759737376
Meerut District, Meerut College meerut ke samne charan singh park me TET marit ke adhar par bharti ko lekar TET utitirn abhiyarthi 2 divsiye sanketik dharne par baithe hain.
ReplyDeleteYadi Uttar Pradesh sarkar ne is bharti parkriya ko jaldi puri na karayii to abhiyarthhi sadko par aa jayenge...hume manye Mukhiye mantri Akhilesh Yadav ji par vishwas hai ki wi yuaaon ki aawaz par zaroor dhyan denge aur is bharti parkriya ko jaldi puri karayenge...U.P. TET berojgar sangh Meerut contactu us 9358380100 9837743468 9759737376
Meerut District, Meerut College meerut ke samne charan singh park me TET marit ke adhar par bharti ko lekar TET utitirn abhiyarthi 2 divsiye sanketik dharne par baithe hain.
ReplyDeleteYadi Uttar Pradesh sarkar ne is bharti parkriya ko jaldi puri na karayii to abhiyarthhi sadko par aa jayenge...hume manye Mukhiye mantri Akhilesh Yadav ji par vishwas hai ki wi yuaaon ki aawaz par zaroor dhyan denge aur is bharti parkriya ko jaldi puri karayenge...U.P. TET berojgar sangh Meerut contactu us 9358380100 9837743468 9759737376
Baidyanath ji, please publish your mo.no. as I want to talk to you.
ReplyDeleteUnknown pahle aap apne name se to aao bina name ke kyu comment post karte hai. beri bat ka bura na manna name se aane se aap ke bhe reputation bani rahegi Sir ji.
ReplyDeleteMai koi Gyata nahi hoo jo mere man me tha bak diya.
hamko safalta milkar rahege jai tet morcha
ReplyDeleteUnknown Bhai And All friends ab chalta hoo. 5 hours ka cyber cafe per baithe-baithe bill lamba-chauda ho na jai. phir milege. Unknown aap apne mobile number post kar de mai aap se contact karooga and apne- name bhe code me lik de.
ReplyDeleteOk Bay-bay TATA
Mere comment se kise ko dukh pahucha ho to mai tahe dil se galti manta hoo. maine to hakikat thi us par aap logo ko awgat karaya jisse aap dugni Urza se aap process ko chalu karwa sake. Mai bhi Lucknow gaya tha aur hardam aap logo ke sath hoo.
ok Friends phir milege.
a
ReplyDeleteye Baidynath paaaagal hai kya?
ReplyDelete