/* remove this */ Blogger Widgets /* remove this */

Thursday, May 3, 2012

Allahabad Highcourt - UPTET Cases


Allahabad Highcourt - UPTET Cases

There are some more case that may be pending in Allahabad Highcourt :
1. Distance Education B. Ed Holders
2. Urdu Teachers etc.

See one more case :
-------------

HIGH COURT OF JUDICATURE AT ALLAHABAD

?Court No. - 33

Case :- WRIT - A No. - 59566 of 2011

Petitioner :- Mithai Lal And Others
Respondent :- State Of Up And Others
Petitioner Counsel :- Abhishek Srivastava
Respondent Counsel :- C.S.C.,A.K.Singh,R.A.Akhtar

Hon'ble Dilip Gupta,J.
It is contended by Sri Shashi Nandan, learned Senior Counsel for the petitioners that notification dated 23rd August, 2010 issued by the National Council for Teachers Education under Section 23(1) of the Right of Children to Free and Compulsory Education Act, 2009 regarding minimum qualification for a person to be eligible for appointment as a teacher in Classes I to VIII so far as it restricts candidates obtaining B.Ed. Degree in one year should be modified to include candidates who have obtained B.Ed. Degree by distance education in two years as such candidates are at parity with the candidates obtaining B.Ed. Degree in one year in view of the decision of the Division Bench of the Court in Special Appeal No.1271 of 2007 (Gyanendra Kumar Sharma & 49 others Vs. State of U.P. & Ors.) decided on 3rd October, 2007. He, therefore, submits that the petitioners, who have obtained the B.Ed. Degree by distance education, should also be considered eligible under the advertisement dated 22nd September, 2011 issued by the Secretary, Madhyamik Shiksha Parishad regarding the U.P. Teachers Eligibility Test.
Connect this petition with Writ Petition No.58165 of 2011 and list on the date fixed, i.e., 3rd November, 2011.
Learned Standing Counsel appearing for respondent nos. 1, 2, 4, 6, 7, 8 and 9, Sri R.A. Akhtar, learned counsel appearing for respondent no.3 and Sri Ajit Kumar Singh, learned counsel appearing for respondent no.5 may seek instructions/file a counter affidavit by 2nd November, 2011.
Order Date :- 19.10.2011
SK


Source : http://elegalix.allahabadhighcourt.in/elegalix/WebShowJudgment.do?judgmentID=1479842

62 comments:

  1. agar 2007 me court ye kaha chuka hai ki distance b ed wale classroom b ed walo ke barabar hai to ho sakata hai ki distance b ed wale fir case jite. aisi condition me kya tet inake liye fir se hoga. samajh me nahi aata ki agar 2007 me UP HC ne distance aur normal b ed walo ko ek barabar bata diya tha to 2010 me NCTE ne apane notification me kyo ine prt ke yogya nahi mana hai.

    ReplyDelete
  2. kisi bhi andolan me ek mukhiya jaroor hona chihye nahi to wo andolan chal hi nahi sakta aap log ek naam jaroor select karo main shyam dev mishra ji ka naam aage rakhta hoon phir jaisi aap logon ki marzi andolan ke liye kai kaam karna padta hai jaise permession lena etc.

    ReplyDelete
    Replies
    1. hum log dharana/anashan karenge lekin sarakar par dabav nahi bana payenge, kyonki sarakar ye kah degi ki mamala court me hai aur hamare pass koi jabab nahi hoga.
      mitron mere hisab se hame court pe focus karna chahiye. intelligent councel hire kar ke pahale court me mamale ka decision karwana chahiye.

      Delete
  3. distance b ed aur urdu moallim wale itna clear jaan le ki jab tak NCTE unhe prt ke liye yogya nahi maanegi UP Gov unhe nahi le sakati. kyon ki kendra se approval aur anudaan tabhi milta jab UP Gov NCTE ke anusaar yogyta rakhane walo ki bharti karati hai.

    ReplyDelete
  4. 1. TET FAIL CHAHTE HAIN TET NIRAST HO 2. LOW TET MERITIYANS(83-90) CHAHTE HAIN VIGYAPAN RADD HO 3. BAKI CHAHTE HAIN ISI VIGAYAPAN SE VACANCI JALD FILL HO AAP KYA CHAHTE HAIN??? 1/2/3 PLEASE VOTE. ..............................................................

    ReplyDelete
  5. Rampur ke sabhi sathiyo se anurodh hai ki wo ek baar ekjut hokar AAZAM KHAN ji ko humari samasya se awgat karaye,
    ek wo hi aise hain sp me jo keh do wo hota hain, mulayam singh pariwar ke alawa...

    so plz think about it

    ReplyDelete
  6. Hello! Friends, Jis tarha se high court UPTET ke case me jyada gambhir nahi dikh rahi hai aur sath hi govt ki meeting ke next day hi case ki tarikh hoti hai, toh kya aapko isme kuch doubt nahi hota??? Doston! SP govt aur high court iss matter par sath hain nahi toh 2 MAY ko final decision aana hi tha. Iss tarha inhone mil julkar 6 month nikal hi diye hain aur ab SP govt. U.P. Teachers Recruitment Law 1981 me bhi change kar sakti hai aur jo SP govt chahti hi thi, jisme high court ne SP govt ka khoob sath bhi diya hai. Friends! ab hum me jyada bardast karne ki ability nahi hai aur hum ekjut hokar aage ki ranniti banani chahiye kyoki hume ab iss SP govt aur high court ka bharosa nahi raha... Aap kya sochte hain? Plz...Comment. Thanks!

    ReplyDelete
  7. jab tak dehli me andolan nahi hoga
    meadia hme kavrej nhi karga isliye jald se jaldse jald dharna dena hi hoga........dehli chalo........dehli chlo............

    ReplyDelete
  8. date par date.......
    date par date.......
    date par date.......
    date par date....... akhir kab tak

    ReplyDelete
  9. date par date ki vajeh se hi
    india ka ye hal hei
    yahan par faisla tab aata he jab aadmi ki mout bhi ho chuki hoti hei

    ReplyDelete
  10. sarakar ko hastachhep karke jaldi niranay le lena chahiye....

    ReplyDelete
  11. sabako samil kar lena chahiye aur tet merit par bharati ho..

    ReplyDelete
  12. Muskan Ji, please check ur mail and if the matter deserves to be published, plese publish it on blog. Regards,

    Shyam Dev Mishra
    Mumbai.

    ReplyDelete
  13. James bhai, kya batayenge ki kya NCTE ne wakai me Distance wale B.Ed. (2-year) ko PRT ke liye eligible nahi mana hai? If yes, please provide details of notification please. Ye pahli nazar me to galat hai, fir aise candidate B.Ed. karen kyun and IGNOU etc. ye kyu karate hain, only for money-snatching?

    ReplyDelete
    Replies
    1. maine NCTE ka notification nahi dekha hai par NCTE ne distance walo ko samil nahi kiya hai. distance b ed wale apane aap ko us notification me shamil karane ke liye writ daale huye hai. jaisa ki blog ke isi post ki upar wali line me blog owner ne jaankari di hai.

      Delete
  14. Aise to pata nahi kitne log over age ho jayenge. Jo ki is job ko deserve karte hain

    ReplyDelete
  15. Shyam Dev Mishra Ji,

    Jahan tak mujhe information hai, distance B.ed sirf unke liye faydemand ho sakta tha(before implementtaion of RTE) jo already teaching profession mein the. Jaise koi teacher ad-hoc base par kahi pada raha ho(like KV etc.) to uske liye ye jaruri tha ki wo distance B-Ed ki degree le, permanent hone ke liye.

    ReplyDelete
  16. sarkar jaan bujh kar is tet ko tal rhi hai OR july mei new TET se hi chayan karegi ye sab HC OR sarkar Ki chal hai isse koi nahi samjh rha hai agar hum log jald se jald ek bada andolan janter manter Dehli mei nahi karte hai to ye sarkar apni yojana banane mei kamyab ho jayegi jaise ki isne soch rakha hai. dehlimei andolan se sare mantri jagruk ho jayege ki UP mei itni gandi politics hai is par UP ke Cm ko sharminda hona padega.ki all state ko pata chal jayega UP ki gandi politics.to CM phir jaldi Nirday lega .Central GO. ka dabaw rhega.

    ReplyDelete
  17. shyam Dev Mishra Ji,

    Waise gazette of India mein distance-B.Ed ya esase sambandhit word kahi bhi use nahi hua hai.

    ReplyDelete
  18. Ranjeet Singh Yadav Ji,

    Ye hum sabke liye bahut durbhagyapurn hoga agar aap es ladai ke beach se jaayenge. Sahi kahen to ye aap logo ka hee prayas tha ki TET aaj tak bacha raha.

    Kripya apne matbhed suljhaye aur apna netritva dete rahen..

    ReplyDelete
  19. Sudhir Ji, Agar aapki bat sahi hai to bhi candidates ke sath to ye galat hai. Jab unhone degree lee hogi tab to unhe yahi pata tha, (as per IUNGOU notification and by declaration by "Association of Indian Universities")ki unke pathyakram ki manyata sarkari naukriyon ke liye regular ke samaan hi hai.

    ReplyDelete
  20. Sudhir Ji, aapne Ranjeet Jee ke liye jo likha hai us se lagta hai ki wo kisi bat se rooth gaye hain? Kya baat hai/ Ye to TET ke agrani logo me se hain, kripya batayen, kya bat hui kyonki blog par mujhe aisa kuchh abhi tak nahi dikha hai.

    ReplyDelete
  21. Shyam Dev Mishra Ji,

    Sehmat hoon aapse. Lekin B.Ed ek progatmak study hai jisme lesson plan karne, real classes mein bachcho to teach karne etc. ki training di jaati hai.

    ek distant learning candidate-B.ed en realtime problems ko kaise face karega.

    ReplyDelete
  22. Baat sahi hai aapki. Ranjeet Ji wala mamla batayen, ye to kafi sakriy sadasy hain, inhe alag hone mat deejiye. Valuable person.

    ReplyDelete
  23. Shyam Dev Mishra Ji,

    Kal shaayad kuchh logon ne Ranjeet ji badtimijee kee thi aur es mamle se door rahne ki chetawani bhi dee thi.

    esase Ranjeet ji kaafi tention mein the.

    Ye hamare opposition ki chaal ho sakti hai.

    ReplyDelete
  24. Shyam Dev Mishra Ji,

    Kal shaayad kuchh logon ne Ranjeet ji se badtimijee kee thi aur es mamle se door rahne ki chetawani bhi dee thi.

    esase Ranjeet ji kaafi tention mein the.

    Ye hamare opposition ki chaal bhi ho sakti hai.

    ReplyDelete
  25. shyam dev ji ranjeet ji ko ye dukh hai ki unko kal kisi ne court me dhamkaya hai ki aap is matter me na aye nahi tooooooooo .... is liye o naraz hai

    ReplyDelete
  26. lekin kisne unko ye kahahai iske bare me unhone nahi bataya hai

    ReplyDelete
  27. shyam dev ji central gov ne prt ke liye distance b ed ko manya nahi kiya hai kyo ki distance b ed me class teaching sambhava nahi hai jo ki b ed ka main point hai

    ReplyDelete
  28. distance b ed me practical nahi ho sakta hai isliye ye amanya kar diya gaya hai

    ReplyDelete
  29. Sudhir Tiwari Ji
    &
    Ranjeet Singh Yadav Ji,

    Agar is blog par koi aaplogo par aarop lagaye to please use ya to uski nasamjhi ya mansikta ka dosh mankar andekha karen aur lakshya par dhyan den, aapko agar vyaktigat roop se koi hain (shareerik/arthik)pahuchai gai hai to aap nirnay le par kisi ke aropo aur aakshepon se vichlit na hon, aise log maahoul kharab karney ke liye kuchh bhi kar/bol saktey hain.

    main aapko batau, kal "Akshaya Shukla" ne is mamle me mera nam lead karne ke liye propose kiya (halanki main U.P. me uplabdh nahi hun, na TET candidate Hoon aur na hi main aisi kisi leadership ke layak khud ko samajhta hu) to "Sanjeev" samet kuchh ne unka samarthan kiya, "Akanksha" ne mere mumbai me rahne ki bat uthate hue meri asamarthata ki bat uthai to "Seemit" namak visitor-bhai ne mere bare me bina jane hi ghoshit kar diya "SHYAM DEV MISHRA NETA BAN-NE KE LAYAK NAHI HAI". Ab in baton se main sach, sachchai aur sachchey logon ko to nahi chhod dunga. achchey kam karney me badhayen to aani swabhavik hai,

    Kripya sanyam se kaam len aur anargal pralap ko andekha karen, is ladai me 1 vyakti ke liye sabkey hiton ko andekha na karen, aap samajhdar hain, ye sirf aapsey nahi, meri sabhi jimmedar aur gambheer logo se bhi apeal hai.Sudhir ji, is or Ranjeet Singh Yadav Ji ka dhyan jarur aakarshit karen kyunki abhi wo shayd blog par nahi hain.

    ReplyDelete
  30. @ Kaushal Deepak Ji,

    Ranjeet Singh yadav Ji ko is prakar ki dhamki dee gai hai to fir is vishay par unhe swatah nirnay karne dena theek hoga kyunki is prakar ki gundagardi kis had takja saktihai iska hume andaza nahi ho sakta aur ek akele vyakti ko is prakar dushmanon ke beechme akela nahi bheja ja sakta. ab jaruri hai ki aap log sangthan ke roop me apni shakti dikhayen nahi to is prakar aapke hit kee lite kam kar rahe agrani log khatrey me fans saktey hain. kam se kam 50-100 logo ka group jab ek sath kahi hoga tab kisi ki himat is prakar dhamki dene ki nahi hogi.
    baki baton ka nirnay jameenee hakeekat ko dekhtey hue Ranjeet bhai swayam le, yahi kahunga. par sunkar bada dukh hua.

    ReplyDelete
  31. shyam ji yahi baat aaj maine ranjeet ji se kahi hai .... yadi aap ranjeet ji se phone par baat karna chahte hai to main aapko unka no de sakta hu call me 9889979150 main unka no blog par nahi de sakta hu unhone mana kiya ahai

    ReplyDelete
  32. mishra ji ranjeet ji up tet facebook par RANJEET SINGH YADAV ke nam se jude hai please chek

    ReplyDelete
  33. @ Muskan ji

    apse ek request hai, aap is chat box band kar dijiye plz.. kyuki yaha par jarurat se jyada abhadra bhasha ka prayog kar rahe hain..ek se badhkar ek badtamiz apni soch ko cmmnt ka roop de raha hai chat box par..

    isliye plz ise band kar dijiye

    ReplyDelete
  34. kya ab cort me hi gundagardi hne lahi hi

    ReplyDelete
  35. distance education b.ed ka case abhi bhi sc mein chal raha hai.final nahi hua hai.

    ReplyDelete
  36. iPlease reffer to the following Judgement relatet to IGNOU. I have Cleared CTET with 105 marks and UpTET with 117 marks.
    HIGH COURT OF JUDICATURE AT ALLAHABAD

    IN THE HIGH COURT OF JUDICATURE AT ALLAHABAD

    CIVIL APPELLATE JURISDICTION

    Special Appeal No. 1271 of 2007

    ReplyDelete
  37. Ranjeet Singh Yadav ki wall se as it is...
    Dosto apne hame apar pyar dia apke lie mujhse Jo ban pada maine apni taraf se behtar se behtar prayash kia but aaj apse akhiri salam ab mai is page par ek aam tetian ki tarah apne layak aur behad nek imandar netaon ka utsahverdhan karta najar aaunga apke sukhad bhavishya ki subhkamnao ke sath Apka Ranjeet Singh Yadav Allahabad se chalte -2 kuch kahna chahta hai .

    1. Yadi samyantergat special appieal file kar di gai hoti to vighyapan vivad ke sath itni yachikayen connect hi n ho patin .

    2. Kal aur 30 April ki hearing se ek batpoori tarah spastt ho gai hai ki vighyapan ki vaidhta ko challenge karne wali mool yachika 76039 apna ashtittwa kho chuki hai.

    3. Ab sabse bada question mark ye hai ki V . BTC & BTC tranee teacher jinki niukti sarkar nyyalaiye hastakchep ke bad sidhe kar degi ki vighyapan me amendment karne ke bad karegi ,

    4.Ab 72825 niuktiyon ka bhavishya matr court ke madhyam se hi sanwar sakta hai .

    5.mai aaj se swayn ko sikchak bharti prakran se poori tarah se alag kar raha hon kyoki mere prayasho ko log sandehaspad tarike se dekh rahe hai aur kal muche court parisar me is bat ki dhamki Di gai ki tum is mamle me mat pado nahi to ?

    ReplyDelete
  38. Ranjeet Singh Yadav ki wall se as it is...

    Dosto apne hame apar pyar dia apke lie mujhse Jo ban pada maine apni taraf se behtar se behtar prayash kia but aaj apse akhiri salam ab mai is page par ek aam tetian ki tarah apne layak aur behad nek imandar netaon ka utsahverdhan karta najar aaunga apke sukhad bhavishya ki subhkamnao ke sath Apka Ranjeet Singh Yadav Allahabad se chalte -2 kuch kahna chahta hai .

    1. Yadi samyantergat special appieal file kar di gai hoti to vighyapan vivad ke sath itni yachikayen connect hi n ho patin .

    ReplyDelete
  39. Upar ka shesh...
    2. Kal aur 30 April ki hearing se ek batpoori tarah spastt ho gai hai ki vighyapan ki vaidhta ko challenge karne wali mool yachika 76039 apna ashtittwa kho chuki hai.

    3. Ab sabse bada question mark ye hai ki V . BTC & BTC tranee teacher jinki niukti sarkar nyyalaiye hastakchep ke bad sidhe kar degi ki vighyapan me amendment karne ke bad karegi ,

    4.Ab 72825 niuktiyon ka bhavishya matr court ke madhyam se hi sanwarsakta hai .

    5.mai aaj se swayn ko sikchak bharti prakran se poori tarah se alag kar raha hon kyoki mere prayasho ko log sandehaspad tarike se dekh rahe hai aur kal muche court parisar me is bat ki dhamki Di gai ki tum is mamle me mad pado.

    ReplyDelete
  40. According to Ranjeet Singh Yadav...
    Dosto apne hame apar pyar dia apke lie mujhse Jo ban pada maine apni taraf se behtar se behtar prayash kia but aaj apse akhiri salam ab mai is page par ek aam tetian ki tarah apne layak aur behad nek imandar netaon ka utsahverdhan karta najar aaunga apke sukhad bhavishya ki subhkamnao ke sath Apka Ranjeet Singh Yadav Allahabad se chalte -2 kuch kahna chahta hai .

    1. Yadi samyantergat special appieal file kar di gai hoti to vighyapan vivad ke sath itni yachikayen connect hi n ho patin .

    2. Kal aur 30 April ki hearing se ek batpoori tarah spastt ho gai hai ki vighyapan ki vaidhta ko challenge karne wali mool yachika 76039 apna ashtittwa kho chuki hai.

    3. Ab sabse bada question mark ye hai ki V . BTC & BTC tranee teacher jinki niukti sarkar nyyalaiye hastakchep ke bad sidhe kar degi ki vighyapan me amendment karne ke bad karegi ,

    4.Ab 72825 niuktiyon ka bhavishya matr court ke madhyam se hi sanwar sakta hai .

    5.mai aaj se swayn ko sikchak bharti prakran se poori tarah se alag kar raha hon kyoki mere prayasho ko log sandehaspad tarike se dekh rahe hai aur kal muche court parisar me is bat ki dhamki Di gai ki tum is mamle me mat pado nahi to ?

    ReplyDelete
  41. Mai to chahta ho ki yadi sp ke cm bsp ke tet se santost nahi hai to in tet pas walo ka ek aur aur exam kara le isse jo galt tarike se tet pass ho gai hai wo sab bahar ho jayge aur phir merit new exam me prapt anko se bana li jae.

    ReplyDelete
  42. uptet ek football bankar rah gaya hai jo kabhi gov.ke pas aati hai to kabhi hamare pass par natija abhi tak nahi aaya .

    ReplyDelete
  43. Can anyone tell what is the fault in IGNOU B.Ed. It is valid through the notification of NCTE. Above all it is a central university. If the course of University is not valid then why this course is being run and published in the Gazzette of govt. of India.
    In the present case also NCTE has already submitted that IGNOU B.Ed. is valid for UPTET 2011. The case is delayed due tto stay on Advt.
    Anyway we wont create any problem in the recruitment i also want that it should start as soon as possible. Weather it is based on TET merit or Accd. Mine Both are well enough to be selected. We will chase the case upto Supreme Court.

    ReplyDelete
  44. please koi ye to bataye ki kal janata darbar me kya hua ?

    ReplyDelete
  45. shaym dev mishra ji,aap ke articles mujhe bahut pasand aate hain, unhe read kar ke ek +ve energy milti hai.Pls sir 2 may wale case per kuch comment karen.AUR MAI BHI CHATI HOON KI AAP HAMARE TET LEADER KE ROOP ME AAGE AAYEN.

    ReplyDelete
  46. @SHYAM DEV MISHRA AND ALL


    SIR YE JO 2 SAAL KI BED KI BAAT HAI TO UNHE PRT 1-5 KE LIYE YOGYA NAHI MANA GYA HAI BAKI BED WALO KE BARABAR CHANCE HAIN UNKE PASS HAR CHEEZ KI ALAG VALUE HAI JAISE CLASSROOM PROGRAM OR STUDY JAB NCTE JO KI DESH KI SANSTHA HAI USNE AGAR AISA NIYAM BANAYA HAI TO JAROOR EK STRONG REASON HOGA WAISE YE MERE APNE VICHAAR HAIN

    ReplyDelete
  47. Hamare tet leaders bhrasht ho chuke hai they are misleading us

    ReplyDelete
  48. Ye aakhir sc kyon nahi jate baar baar lucknow jaane mai paise aur time waist hua.idke aadhe ke aadhe paiso se hum sc mai PIL daal sakte hai

    ReplyDelete
  49. @ agar NCTE ne ye submit kiya hai ki IGNOU b ed uptet11 ke liye manya hai tab to tum log ek baar phir se tet karaoge. ab pata nahi kewal wo tumhi logo ke liye hoga ya sab log us utsav me phir se shamil honge.

    ReplyDelete
  50. kahi hamare alahabad k tet neta bi to sanjay mohan ki list me hai jiske karan wo tet merit ki mang to kar rahe hai but govt ka koi aaswasn pakar aandolan khatm kar dete hai.,kahi unko dar to nai k wo prkriya se bahar na kar diye jay so govt.ki har bat unko +ve hi lagti hai.

    ReplyDelete
  51. shyam dev ji
    mojhe ye samajh me ye nahi aata ki bharati court me kyo itana lamba lataka raha hai up jaise state me teachers ki bhari killat ho gay hai..
    gov kyo nahi pahal kar rahi hai ....
    jisasase ki shiksha ka astar up me anya pradesho se sudhar sake kya yahan par netagiri ki jagah well trained eng./teachers/dor. etc kerela ki tarah nahi ho....

    ratnesh tripathi

    ReplyDelete
  52. Mr.max dont worry my seat is already reserved in vbtc 2008 and i already mentioned that i have qualified uptet. But a big question that why not ignou b.ed. be stopped, every time we have to seek remedy through court. What a joke with the so called in job teachers. Govt. of INDIA should ban the university.

    ReplyDelete
  53. Mr.max dont worry my seat is already reserved in vbtc 2008 and i already mentioned that i have qualified uptet. But a big question that why not ignou b.ed. be stopped, every time we have to seek remedy through court. What a joke with the so called in job teachers. Govt. of INDIA should ban the university.

    ReplyDelete
  54. Mr.max dont worry my seat is already reserved in vbtc 2008 and i already mentioned that i have qualified uptet. But a big question that why not ignou b.ed. be stopped, every time we have to seek remedy through court. What a joke with the so called in job teachers. Govt. of INDIA should ban the university.

    ReplyDelete
  55. uptet ke bare me jo bhi faisala lena hai jaldi se liya jaye jisse ki tet candidates ko jald se jald relief mil sake.

    ReplyDelete
  56. एक नजर अगर हम अगर उत्तर प्रदेश के प्राथमिक स्कूल मे डालते है तो पता चलता है की कुल २ लाख से भी जयादा अध्यापकों की ज़रूरत है अप्रैल २०१३ तक. अगर ७२८२५ अद्यापक की नियोक्ति करते भी है चाहे वो मेरिट के आधार पर हो या अकादमिक तो ट्रेनिंग करने मे छह महिना और ज्वाइन करते करते अप्रैल २०१३ तक प्राइमरी स्कूल मे क्लास मे अध्यापक नहीं होंगे. इसका सिर्फ एक रास्ता है की ७२८२५ सीट को बढ़ा कर दोंगना कर दी जाए. अगर सीट बढ़ा कर १,५०००० (ढेड लाख ) होती है तो दोनों को फायदा होगा और उत्तर प्रदेश सरकार का यह फैसला जन हित मे होगा क्योंकि अगर प्राईमरी शिक्षा कमजोर होती है तो उस बच्चे का मन पढाई मे दुबारा लगाना नामुमकिन होता है. दोस्तों मेरी यह अपील है की आप सभी लोग सीट बढ़ाने की मांग करो. जल्द ही हम लोग कोर्ट मे यह बात उठाने जा रहे है .... आप का साथी आनंद यादव (इलाहाबाद)

    ReplyDelete
  57. एक नजर अगर हम अगर उत्तर प्रदेश के प्राथमिक स्कूल मे डालते है तो पता चलता है की कुल २ लाख से भी जयादा अध्यापकों की ज़रूरत है अप्रैल २०१३ तक. अगर ७२८२५ अद्यापक की नियोक्ति करते भी है चाहे वो मेरिट के आधार पर हो या अकादमिक तो ट्रेनिंग करने मे छह महिना और ज्वाइन करते करते अप्रैल २०१३ तक प्राइमरी स्कूल मे क्लास मे अध्यापक नहीं होंगे. इसका सिर्फ एक रास्ता है की ७२८२५ सीट को बढ़ा कर दोंगना कर दी जाए. अगर सीट बढ़ा कर १,५०००० (ढेड लाख ) होती है तो दोनों को फायदा होगा और उत्तर प्रदेश सरकार का यह फैसला जन हित मे होगा क्योंकि अगर प्राईमरी शिक्षा कमजोर होती है तो उस बच्चे का मन पढाई मे दुबारा लगाना नामुमकिन होता है. दोस्तों मेरी यह अपील है की आप सभी लोग सीट बढ़ाने की मांग करो. जल्द ही हम लोग कोर्ट मे यह बात उठाने जा रहे है .... आप का साथी आनंद यादव (इलाहाबाद)

    ReplyDelete

Please do not use abusive/gali comment to hurt anybody OR to any authority. You can use moderated way to express your openion/anger. Express your views Intelligenly, So that Other can take it Seriously.
कृपया ध्यान रखें: अपनी राय देते समय अभद्र शब्द या भाषा का प्रयोग न करें। अभद्र शब्दों या भाषा का इस्तेमाल आपको इस साइट पर राय देने से प्रतिबंधित किए जाने का कारण बन सकता है। टिप्पणी लेखक का व्यक्तिगत विचार है और इसका संपादकीय नीति से कोई संबंध नहीं है। प्रासंगिक टिप्पणियां प्रकाशित की जाएंगी।