To see Updated Primary Result - Click Here
To see Updated Upper Primary Result - Click Here
UPTET News :
आक्रोशित शिक्षक बोले, टीईटी का पारिश्रमिक देने में बोर्ड फेल
( Teachers Angry for not paying there Remuneration for TET Exam by UP Board)यूपी बोर्ड ने गत 13 नवंबर को टीईटी कराई थी। मंडल के एक लाख से अधिक अभ्यर्थियों की परीक्षा संचालन के लिए संयुक्त शिक्षा निदेशक माया निरंजन ने 34.79 लाख रुपये की मांग की थी। लेकिन बोर्ड ने 20 लाख रुपये का चेक भेजा वह भी कैश नहीं हुआ।
परीक्षा से पहले यहां के 93 केंद्रों के प्रधानाचार्यो को पांच- पांच हजार रुपये के चेक केंद्र व्यय के लिए जारी किए गए लेकिन वह भी बैंक ने लौटा दिए। कक्ष निरीक्षकों के पारिश्रमिक का अभी तक पता नहीं है। बोर्ड ने कक्ष निरीक्षकों के लिए प्रति दिन पांच सौ रुपया मानदेय तय किया था। प्रति 40 अभ्यर्थियों पर दो कक्ष निरीक्षक लगाए गए। लगभग पांच हजार कक्ष निरीक्षकों ने काम किया। तमाम चतुर्थ श्रेणी कर्मचारी, पर्यवेक्षक सहित परीक्षा में लगे अन्य लोगों को पारिश्रमिक मिलना है। शिक्षकों ने बताया कि प्रतियोगी परीक्षाओं के पारिश्रमिक का भुगतान परीक्षा समाप्त होते ही केंद्र पर ही करने का नियम है लेकिन बोर्ड इसमें फेल हो गया।
उधर केंद्र बने 50 कालेजों ने पारिश्रमिक की मांग कर संयुक्त शिक्षा निदेशक को पत्र भेजे हैं। बोर्ड ने 12 लाख रुपये और जारी किए हैं लेकिन अभी तक यह धन ट्रेजरी के खाते में नहीं पहुंचा है। वहीं अधिकारी कहते हैं कि प्रधानाचार्य बिल भेजें, धन आते ही भुगतान कर दिया जाएगा।
News : Jagran (3.1.12)
BAD NEWS;
ReplyDeleteThe selection precess may be change if there was any corruption in uptet.
The court ordered for CBI inquiry and the recruitment stayed...
Bhai afwah na failao,tet merit ko lekar court me ab koi writ nahi hai,jo purani writ padi thi wo pahle hi kharij ho chuki hai,
ReplyDeleteaaj court me btc/sbtc ki tet ko lekar sunwai thi
Bad News! High Court Ne Recruitment Ko Stay Kar Diya Hai 11th January Tak Ke Liye. Par Q Ye Mujhe Nahi Pata Chal Paya.
ReplyDeleteWath ETV UP
Friends uptet merit me dhandhali ho raha hai,aur koi use court me challenge nahi kar raha hai,87 lakh ke sath log bhi pakde gaye par govt.ne sab thande baste me daal diya gaya.koi janch ke aadesh nahi diye,ye galat ho raha hai,mere pas itne paise nahi hai ki mai court jau aur evidences collect karu,par kya kisi aur friend ko ye galat hota nahi lag raha hai,please kuch karo
ReplyDeleteBreaking news
ReplyDeleteallahabad hc ne uptet par rok lagayi
agli sunvaai 11 jan ko
अरे यार तो भर्ती अभी
ReplyDeleteहो कहा रही है जो रोक
लगेगी?
Hc ne 11 jan tk bharti pr rok lagai.
ReplyDeleteEtv up news
ab to rok lg gyi hai prakriya pe:(
ReplyDeleteUptet may be cancelled and there will be next Test in MAY.
ReplyDeleteBy P-7 news
eska matlab ki abhi bharti prekriya chalu thi
ReplyDeleteAre yaar bharti hogi ya nahi ?
ReplyDeletebharti me kya chal rha tha jis par rok lag gayi h, form send karna ya, diet me form phuchna, bus yahi to ho rha h bharti me, Lalit...
ReplyDeleteAllahabad High Court ne Uttar Pradesh me hone wali 72 hazaar primary teacher ki bharti par rok lagayi..........agli sunwayi 11 January ko!!!!!!!!!!!!!!
ReplyDeleteVaranasi ke Kapil Dev Bahadur ki yachika me kaha gya tha ki Basic Shiksha Adhiniyam ke niyam 14 ke anusar Primary School me niyukti a vigyapan jaari karne ka adhikar sirf jila basic Shiksha Adhikari ko hi hai, jab ki bartmaan vigyapan Basic Educati...on Board ne jaari kiya hai. Is prakar yachi ne jaari vigyapan aur Chayan prakriya radd karne ki maag ki thi
Kiskee Bhartee Huee Kahan huee koi to Batao.
ReplyDeleteMein to Soch raha tha Kee bhartee Chunav ke baad hogee.
Kya Application Form Dalen kee wait karen naye Vigyapan.
ReplyDeleteKab tak form dalna hai, mere to paise 20-20 form ke aise hee chale gaye.
Ab form dalun kee nahin,Kahin baar baar dalne par Cancel to nahin hoga.
Help Please. Bachao
Batao Kya Bhartee Highcourt se hogee ya Supreme court se?
ReplyDeleteForm kahan bhejne hain.
Lagta hai kee sare paise PRT ke Form bharne mein hee lag jaynge.
ReplyDeleteUdhaar Loon Ya kya karoon?
YE DEV BAHADUR FAIL HOGA.......
ReplyDeleteIski khuja rahi hogi aur HC ko kuch kaam dhanda hai nahi ?
YE BHARTI KABHI NAHI HOGI
DEV BAHADUR aur HC sabke 10 hazar lotaye !........
Itna Confusion ? UP kaa naam badnaam ho raha hai.
ReplyDeleteHighcourt mein kab tak sunvayee hongee.
Kya nayee Sarkar ke baad bhartee naye sire se hongee.
Jaisa Police bhartee ko radd kiya Mayavati ne, jab Mulayam Singhji ke kaal mein police bhrtee huee.
Kaha gya hai kee samay apne aap ko dohrata hai.
Aur shayad vahee ho raha hai.
Hame to loot liya mil k up board valo n..
ReplyDeleteकोई इस खबर की डिटेल दो प्लीज
ReplyDeleteye high court ne kya laga rakgha hai.ye kya tarekh pe tarekh,ye court hai ya saas-bahu ka serial.ye melord hai ya ekta kapoor ki kurafaat?
ReplyDeleteSo frndz, r u curious 2 know abt d court's decision.
ReplyDeleteNow stop ur curiosity and reads d decision:
This is an UNCERTIFIED copy for information/reference. For authentic copy please refer to certified copy only. In case of any mistake, please bring it to the notice of Deputy Registrar(Copying).
HIGH COURT OF JUDICATURE AT ALLAHABAD
?Court No. - 33
Case :- WRIT - A No. - 76039 of 2011
Petitioner :- Yadav Kapildev Lal Bahadur
Respondent :- State Of U.P. & Others
Petitioner Counsel :- Alok Kumar Yadav,Rajesh Yadav
Respondent Counsel :- C.S.C.,K.S. Kushwaha
Hon'ble Sudhir Agarwal,J.
It is contended that the advertisement in question has been issued as if it is being issued on behalf of all the District Basic Education Officers of 75 districts while under the Rules it is only the appointing authority of the individual district who can issue advertisement under Rule 14 of U.P. Basic Education (Teachers) Service Rules, 1981 but on their behalf the impugned notification has been issued by District Education Board. These kinds of matter are coming in large number of cases where District Education Board whether Secretary or Board are working in a manner which is not supported by the relevant statute causing unnecessary litigation before this Court.
Let respondents No.1 and 2 both shall appear before this Court on 11.1.2012 to explain and justify how this kind of advertisement can be issued on behalf of all District Basic Education Officers and whether it is so permissible under the Rules.
Respondent No.1 is represented by learned Standing Counsel and 2 is represented by Sri K.S.Kushwaha. They shall inform respective respondents about this order and shall ensure their presence on the next date.
Put up on 11.01.2012.
Till then no selection/appointment shall be made pursuant to the impugned advertisement which is ex facie contrary in the teeth of Rule 14(1) of U.P. Basic Education (Teachers) Service Rules, 1981 as amended till date.
Order Date :- 4.1.2012
agar mulla mulayam aa gaya to sub kuch khatam.......
ReplyDeletedev bahadur tune kyaa kiya re? Ab tu hamein roti dega kya? Kya tera baap tujhe paise dekar paas karwata tha? Itna bada gum ka pahad kyu tod diya tune mujhpe dev bahadur?main ab kahan jaoon ,kis se bhik mangoo...ab mere pass paise bhi nahi bache re dev bahadur...tujhe mere hone wale bachchon ki baddua lagegi re debuuu...keede padein tujhe...tu saat janmo tak teacher banne ko tarasta rahe ....ja marrrr...
ReplyDeleteye sala mulayam sing ka aadmi hai kya?
ReplyDeletetet par highcourt ne rok laga di hai.....ab pata nahi kya hoga
ReplyDeleteDOSTO DONT UPSET
ReplyDeleteGOV. SE SIRF APNA PAKSH RAKHNE K LIE BOLA HAI TO GOV. BATA DEGI..
Dev bhdur hamare 10 hazar ke lagbhag paise kharch huye hain wo wapas kar son of a bi........
ReplyDeleteBAD NEWS..
ReplyDeleteAbe gadhe naam to tera bhadur hai par kam to tune khchhar wala kiya hai
ReplyDeletedostoo mujhe to lagta hai ki ye bharti ho nahi payegi......suru se hi kuch na kuch ho hi raha hai..............
ReplyDeleteyaaro mai to aur dukhi ho gaya hun
ReplyDeleteTet wale dosto yaha chillane se kuch nahi hoga....ab hamlogo ko bhi sadak pe utarna hoga..heighcourt k judge pe ab bharosa nahi rha..itna bada faisla usne kaise suna diya..kya kahte ho dosto yaha bolg pe comment karne se kuch milega kya??mai soch rha hun kuch ladke ab amaran anshan k liye maidan me ajaye..mai ready hun...ab ya toh ye naukari lunga ya maut..itna bada anyay bardash nahi karunga..anyay k khilaf iss ladayi me kaun kaun mere sath ayega..
ReplyDeleteDosto anyay k khilaf awaj uthana hoga.chup rahene par ham kayar kahalayenge...
Dosto awo ekjut ho jaye..
Ashish
ab yaar pata nahi kya hoga .. mujhe lagta hai itne sare ladko ko bevkoof banaya ja raha hai.....
ReplyDeletemera 110 hai..mera 112 hai..mera 113 hai...sab ghus gaya....kuch din pehle jab kaha tha ki bharti ki maa behan ek honi hai to sab ne gali di thi...ab pa gaye naukri...jo lawyer case lad raha hai uska no lo aur jan lo kya hona hai 9532431213
ReplyDeleteYe sab mulayam ki chal hai
ReplyDeletebhagwan par purn vishwas rakho
sabhi uptet walo ko apni maa ki kasam hai chahe kuch bhi ho jaye mulayam ko vote mat de dena
agar mulayam vapas aa gya to tum sabko 2-2 rs aur kharch karne honge salfas ki goli ke liye
ye sab gov. ki sochi samgi chal lagti hai......
ReplyDeleteKapildev bhadur kahan hai re tu.....kuda kare ki teri 11Jan. ki tarikh ke sunwaee ke liye is darti par na rahe......
ReplyDeleteyaar ab mulayam ki gov. aa gyi to wo apna badla jarur lega mayawati se...kyo ki mayawati ne mulayam ki sarkar girne ke baad police ki bharti par rak laga di thi.wo agar aa gaya to uptet par rok laga dega.......
ReplyDeleteabhi abhi vishvast sutron se pata chala hai ki dev bahadur aur sarita shukla husband wife hain aur dono tet mein fail hain. Isliye ye pass condidates ki naak mein dhaniya bo rahe hain......
ReplyDeletemuskan ji, es bare me jankari de.
ReplyDeleteAgar prt teacher bnna hai to.....chad vipash ki chaati par batan dbao hathi par.....
ReplyDeleteKuchh kameene rajbahadur, sarita shukla 72825 logon ke carrier se khilwad kar rahe hain.ek to kutti sarkar chunavi samay dekhkar vacancy nikalati hai aur dusari taraf in salon ka kameenapan. In kameeno ko dekhte hi jaan se maar den.
ReplyDeleteभाइयो मेरिट को लेकर कोई अपील नही है यह मामला भी सुलझ जायेगा चिन्ता न करे यह याचिकाकर्ता शायद मुलायम सिंह जी के रिश्तेदार लगते है जो स्वयं से लेकर वकील तक यादव ही लाये है खुश रहिये क्योकि हमलोगे ने बहुत दुख झेले है
ReplyDeleteMujhe lagta hai k Uptet2011 ka nam itihas mein darj ho jayega shayad kisi chayan prakirya par itni writs shayad hi kabhi dali ho.
ReplyDeleteKhair uptet se bahut se logo k bhala hua hai
1.Advocates ka
2.Photostat walon ka
3.U.p govt. ka kyoki exam form apply karne use miley
1000*500000=50000000 rs.
Diets par form apply karne ke liye use miley
500*300000= 15000000rs
4. Post office deptt ko
10000000*25= 250000000 rs.
5.Publishers ko
5000000*200(guide book)= 1000000000 rs
6. form publish karne wale publisher
10000000*5= 50000000 rs.
7. coaching institute ko
Bhagvan JI KUCH KARO.YE KYA HO GAYA . AB SACHIV MAHASHAY KYA DALIL DENGE ? KYA VO DALIL ITNI VAJIB HOGI KI RECRUITMENT PROCESS AGAIN CHAL PAYE. NCTE KI PERMISSION KA B KUCH NAHI PATA CHAL RAHA .
ReplyDeleteDon't worry- Bharti hogi tet cancel nahi hogi 11 January ko C.A. (jawab manga) gaya hai State Government se tab tak bharti na karne ke liye stay kiya gaya hai only 11.01.2012 tak so all TeT Qualified friends process puri karte raho form ki.
ReplyDeleteRajesh Row
Allahabad
BT 11 JAN KO TO SUNVAI HI HOGI KYA KAHA JA SAKTA H DECISION KYA HOGA YA FURTHER DATE MILEGI. EK HI DIN ME DECIDE HOGA Y B TO NAHI PATA .
ReplyDelete@Sushmita dont worry mam kyoki govt. bewkoof nahi hai jo usne aise hi adv. nikal diya. Niymo mein aisa jarur hoga ki sect. basic shiksha parishad jila basic shiksha adhikario ke behalf par vaccancy nikal sakta hai aur dusre aise mamlo me court sunwai ke liye jyada waqt nahi leta 11 jan ko final decision a jayega
ReplyDeleteRajesh Row Allahabad
ReplyDeleteBharti ka process to long time tak chalane wala hai isliye 11 January ke bad to ye process chalata rahega DIET per abhi forms ke feeding me kai week lag sakate hai isliye himmat ke kam lena hai all friends ko isme time, Money, Imosition sab laga hua hai.
Bad News
ReplyDeleteBut yeh BSP Ki gov Toh yeh Vacancy Karna Hi Nahi Chahti,agar karna hota toh Frst time adv cancelled hone par State level ki merit bana sakti thiaur might be yah ik chaal ho GOVT ki vacancy ruk jaye gi toh sare 3 lakh candidate uske pakch mein VOTE DE so be care full
THANKU SO MUCH 4 UR SUBMISSIONS, EK DOUBT OR MARKSHEET KANHA SE MILENGI?MY EXAM CENTER WAS MERRUT . AND HAV U PEOPLE GOT UR DOMICILE CERTIFICATE?
ReplyDeleteTHANKU SO MUCH 4 UR SUBMISSIONS, EK DOUBT OR MARKSHEET KANHA SE MILENGI?MY EXAM CENTER WAS MERRUT . AND HAV U PEOPLE GOT UR DOMICILE CERTIFICATE?
ReplyDeleteTHANKU SO MUCH 4 UR SUBMISSIONS, EK DOUBT OR MARKSHEET KANHA SE MILENGI?MY EXAM CENTER WAS MERRUT . AND HAV U PEOPLE GOT UR DOMICILE CERTIFICATE?
ReplyDelete@Sushmita Marksheet k barey me abi koi suchna nahi hai but jaha tak mujhe lagta hai ye basic shiksha adhikari ke office se milegi aur domicile certificate apko banwa lena chaihye
ReplyDeletei m too from meerut
रतजगा : सबके मुंह पर एक ही बात थी- आने वाला है भूकंप, सोओगे तो पत्थर बन जाओगे
ReplyDeleteकानपुर। किदवई नगर में रवि शर्मा अपने घर पर आराम से सो रहे थे। रात करीब दो बजे मोबाइल पर आए फोन ने उनकी नींद उड़ा दी। आनन-फानन में उन्होंने अपने बीवी-बच्चों को जगा दिया। परिजनों ने वजह पूछी तो बोले, आज रात सोना खतरनाक है, उन्नाव में सोते-सोते लोग पत्थर होने लगे हैं। घर के बाहर भी शोरगुल था। सहमे बच्चों ने दरवाजा खोला तो बाहर का नजारा भी वही था। सबके मुंह पर एक ही बात थी, ‘सोओगे तो पत्थर बन जाओगे।’ लोगों को कुछ समझ में नहीं आ रहा था।
देखते ही देखते अफवाहों को ऐसे पंख लगे कि रात 2 बजे के बाद कानपुर से लेकर लखनऊ, उन्नाव, बाराबंकी, बनारस और बांदा से लेकर चित्रकूट, हमीरपुर, महोबा, कन्नौज, फर्रुखाबाद, फतेहपुर, हरदोई, जालौन और इटावा में हजारों लोगों ने रात गर्म लिहाफ से निकलकर सड़कों पर जागकर गुजारी। किसी मायावी ताकत के कारण आदमी से पत्थर बन जाने के खौफ ने उनके दिलो दिमाग को कुछ ऐसा मथा कि लोग मोबाइल पर अपने रिश्तेदारों, दोस्तों को भी जागकर रात गुजारने का मशविरा देते रहे
***********
चार घंटे में 85 लाख फोन कॉल
कानपुर। अफवाहों ने लोगों को भले परेशान कर दिया हो पर मोबाइल फोन कंपनियों की तो चांदी ही रही। कानपुर में चार घंटे के भीतर लगभग 85 लाख फोन कॉल हुए। ये आंकड़े देर रात 2 से सुबह 6 बजे तक के हैं। अमूमन रात 12 बजे के बाद मोबाइल फोन कॉल कम होते हैं। पर सोमवार रात अफवाहों ने कुछ ऐसा जोर पकड़ा कि फोन कॉल रिकार्ड टूट गए। कानपुर में लगभग 17 लाख मोबाइल फोन धारक हैं। अनुमान के मुताबिक एक मोबाइल फोन से औसत पांच कॉल हुईं। इससे कंपनियों के खातों में लगभग 21 लाख रुपए चले गए।
YES I M ABT 2 GET MY DOMICILE HAV U PEOPLE GOT URS? .ABT MARKSHEET I HEARD KI DIET SE MILEGI BT KIS DIET SE MILEGI IS NT CONFORM ,I THINK JANHA EXAM HUA H USKI DIET SE MILEGI.I M NT SURE.
ReplyDeleteDiet mawana se
ReplyDeleteMere tet me just pasing mask h aur me padte-2 tak chuki hu, me ab dubara tet nahi dena chahti, sare tet wale milkar dharna kare, nokri ki ek umar hoti h
ReplyDeleteTHANKS ,GDNT
ReplyDeleteMandal headquarter par jo DIET hai usi par milegi marksheet aur chayan prakriya nahi rukegi sathiyon chinta na karen..aur agar kisi ka domicile nahi bna hai to bnwa len kyuki counselling k samay jarurat padegi aur turant to ban nahi paega...
ReplyDeletebhai plz yar koi mujhe btay ye dev bhadur aur sarita shukla aise logo ko bhagban kyon dharti pr bhejta hai????? inke jaise logo ko to nrk m dal dena chahiye?????? koi in dono ki catagory aur tet marks pta kr k bta do plz..........
ReplyDeleteDont worry friends writ me jis niyam ke adhar par jawab manga gaya hai usko govt ne sanshodhit karke hi vaccancy nikali hai
ReplyDeleteare yar darne ki koi jarurat nhi h bharti ka vigyapan koi b de kisi ki b taraf se nikle vo manya hoga and it is dead shyore ki bharti koi b ni rok skta.Apne aur bhagvan pr bharosa rakho.
ReplyDeleteBhaio jinone mehant karke TET pass kiya hai unhe job milani hi chahiye e unka hak hai,but ajj ki duniya me aur khasakr india me usase bhi jyada utterpradesh me BRASTACHAR itna ho gaya hai ki mahanat valo ka agar ho gaya to duniya palat jayegi ,bhukamp aa jayega.App Paise dijiye apka kam ho jayega.apke pas pase nahi hai to app ghas chiliye..
ReplyDeleteISKA BAS EK HI SOLUTION HAI,APP LOG BHI COURT JAYE,APNE LIYE NYAYA MANGE SBAHI LOG APNE MAHANAT KA AUR APNI CURRENT SITUATION KA PROOF DE,APP LOGO ME SE BAHUT LOG ASE HAI JINAKE PARIVAR KA KHRCHA ME BHI EK HI SADSYA KA BHAROSA HAI,KUCH LOG KI SADI KUCH LOGO KI PADAI AUR KUCH LOGO KA KARJ...SABHI LOG PARESHAN HAI PER YE BAT COURT KO THODI NA PATA HAI COURT ME JO DIKHAYA JATA HAI VAHI SACH HOTA HAI.AUR APP JASE LOG CHUPCHAP TAMASAH DEKHATE RAHATE HAI AUR JINKA NAHI HONE KO HAI VAHI APNA KARA LE JATE HAI.
KUCH KARIYE NAHI TO BHUKHE TO RAHA SAKTE HAI NA KI VO BHI NAHI..
ANSAN KARIYE ANAN AJARE BANIYE ..
BUT KISKE PASS TIME HAI AUR KUN ITANNI THAND ME BHUKHA RAHEGA..
MAJA LIJIYE THAND ME ,SAJA APKO HI MILEGI..THODI SI APVAH AYI 5 LAKH RUpAYE DAN KAR DIYE. BUT IS TARHA KA ANSAN KUN KARE.
KUCH KIYA NAHI TO BHARTI NAHI HO PAYEGI 70% Chance to ABHI HAI,100% ISAKE BAD HO JAYEGA.
APPEAL FOR DO SOMETHING.........
hello friends i m saurabh mere 119 no hai,aaplogo ke commint padkar main ye likh raha hoon ki jo bhagya main hai bahi hoga b positive result hsmre favoure main hi aayega aap sab ki job lageegi.dont warry.
ReplyDeletehi friends dont waary sab deek ho jayega
ReplyDeleteMAI JANTI HU kitet merit walo ne mehnat bahut ki hai aur ye kafi tej log hai,intill..hai //app sabhi tet merit logo se anurodh hai ki app yogia hai bank,railway,custom,incom..etc mai chale jaye plse ...ye prt ki naukari bahut choti naukari hai gnao me jana padta hai .islie isme acedemic walo ke selection ka adhar hona chahiye,hum acedemic walo ke lie sirf yahi bachta hai...isse sabka balance bana rahega ,sab mukhia dhara se jud jayege..is prakar MERA DESH MAHAN SACH MAI HO JAYEGA...JAI HIND.......NAM-JALEBI BAI
ReplyDeleteThis comment has been removed by the author.
ReplyDeleteThis comment has been removed by the author.
ReplyDeleteI want to ask a qustion to nds : -
ReplyDeleteIf she is not so qualified as saying TET merit holders are qualified,And there is no need of qualified person in PRT:
Why government conducted TET Exam, if the do not require QUALIFIED persons in PRT.
TET Exam is conducted as per Guidelines of NCTE to maintain good/qualified teachers for PRT to implement RTE.
MR. SOURABH,APKE GAR KE ASS PASS EK PULIYA,YA KAHE EK BATHAKA HOGI,IS THAND ME AUR BHI TET PASS VOLO KO BULA KAR BATAK KARTE RAHE..ARE APKO YE SAMAJH NAHI KYO NAHI ATA KI BHARTI HONE KO RAHATI 1 JAN TAK HO JATI,DIGGAJ LOG NAHI CHAHATE KI BHARTI HO,APKE IS COMMENT SE JISE JO KARNA BHI HOGA VO BHI BATH JAYEGA.
ReplyDeleteJALEBIBAI NE BHI COMMENT DIYA HAI,USE BHI DEKH LIJIYE,FAIL TET VALE KHABI NAHI CHAENGE KI BHARTI HO...
JAGIYE..
SACH KAHATE HAI INDIAN POLITICION,INDIA KI JANTA KO BEVAKOOF BANANA BHAUT ASAN HAI,
THODA LOLIPOP PAKDA DO VOTE APNE APP HI VOTE DE DENHE,AB TO LAGTA HAI MEHANT CHODKAR NETAGIRI KARNA BHAUT ASAN HAI
NETA BAN JAO ,INDIA KE LOG BAVAKOOF TO HAI HI ASANI SE JEET JAYENGE AUR DHAMAKEDAR 5 SAL TAK LOOT MACHAYENGE.
JAI HIND JAI BHARAT..
TABHI TO 'JALEBIBAI','SHILA' AUR 'MUNNI' BHI COMMENT DE RAHI HAI L.ha ha ha ha.......
APP LOGO SE ANURODH HAI KI KUCH KARE,MUNNI,JALEBIBAI AUR SHILA KI JAWANI KE CHAKKAR ME NA PADE,INHE DEKHANE PER APP KEVAL BACHAPN KI GALTIYA HI KARNGE AUR YE JAB TAK ANDER SE MAJA AYEGA TAB TAK BAHUT ACHEE LAGATI HAI,USAKE BAD PACHTAVA KE SIVAYE KUCH NAHI RAHEGA..
ReplyDeleteJAGIYE.....
Mitron is mauke par sabhi ko tension hona lajimee hai .but sochne vali bat yah ki jisne 9-11 ki writ ki hai uska maksad sirf karya me badha pahuchana aur court bhee lakhon logo ko bevkoof banaker chodna chahta ye sabhi maksad me fail ho jayenge. Media jo til ka tad banaker choti si bat ko moti heading me chapta hai .aaj up ka 3 lakh candidate pareshan hai kuch nahi kar raha hai. aankh kaan moond liye hain. Ek bhi candidates ka dard sarkar tak nahi pahunchati .media u.p. me aatmhattyaon danga aadi ka intjar kar rahi hai. Jin logon ka paisa kafi kharch huva hai vo sabhi ek sath paisa aur tanava time kharab ke liye court jayen. Vakt ko dekhte huve is par dhyan dena hai ki kafi log suicide karnge. Jiski jimmedar ye sabhi honge. Sabhi ekjut rahen aur positive bhee bharti jaroor hogi.
ReplyDeleteMedia hum longo ki andekhi kar raha hai koi khabar ,pareshani sarkar tak nahi pahuchati. Ye dhoka hai.
ReplyDeletebharti to hogi ye to pakka hai.kyoki h.c bhi janta ki ye log sab jo court ja reha hai unke
ReplyDeleteno.ya to kam hai ya phir fail.
tet merit ki writ ti phele hi khrij ho chuki to phir curt ne date kyo di hai 09 jan. plz tell me
ReplyDeleteab sab log s.c chalo bhai yha bhi bekar hai
ReplyDeleteall is well in tet do't worry
ReplyDelete