/* remove this */ Blogger Widgets /* remove this */

Saturday, February 25, 2012

HC Granted Stay on Prabha Tripathi's Arrest


HC stays arrest of Ex- UP SEB Secy


Allahabad: The Allahabad High Court on Friday stayed the arrest of former Secretary of Uttar Pradesh Secondary Education Board Prabha Tripathi who has been removed from her post in the aftermath of alleged irregularities in Teachers' Eligibility Test held last year.

A Division Bench comprising Justice D P Singh and Justice V K Mathur passed the order on a petition filed by Tripathi while asking the state government to file its counter-affidavit by March 14, 2012.

Tripathi, who was the Board Secretary when the Teachers' Eligibility Test (TET) was held in November last year, had proceeded on medical leave following the arrest and subsequent suspension of the then Director, Secondary Education, Sanjay Mohan Sharma earlier this month.

Though she has not been named so far in any FIR lodged in connection with the alleged irregularities in TET, Tripathi has moved the court as a "precautionary measure", her lawyer Alok Mishra said.

Yesterday, the new Director, Secondary Education, C P Tiwari announced that Tripathi has been attached to the Directorate of Secondary Education at Lucknow and she has been replaced by Additional Director, Secondary Education, Vasudev Yadav.

PTI



54 comments:

  1. dekha paise dekar stay ab arrest se bhi bacha ja sakta hai ,paise ka gotala karo kuch paise khilao aur baki sab jeb main .ab sab karo jamke gotale.gotale karoge to life jinga lala.

    ReplyDelete
  2. tet fail ne paise kharch kiye aur unko dobara tet main mauka milega 72000 vacancy fill hone se rokne main unka important roll raha. aur tet pass walo ne gali gali mombatti gang banake pasie bachaye to unke sath kya hua.ab har bharti se pehle aur paise kharch karne ke liye taiyaar raho nahi to overage hone ka intezaar karo naukari nahi milne wali.

    ReplyDelete
  3. is baar 1st paper ko b.ed wale nahi de sakege.
    tet sirf patrta pariksa hogi jinhone 2nd paper pass kar liya ve b nahi denge.
    matlab tet se kamai ki aas lagaye baithe sasan aur ghotalebajo ko nuksaan hoga

    ReplyDelete
  4. Dubara tet hone par 1 se 5 me b.ed wale patra nahi hain.

    ReplyDelete
  5. ACTUALLY YOU PEOPLE CAN'T DO ANYTHING EXCEPT THESE ABUSIVE COMMENT ON BLOG .YOU PEOPLE ARE FRUSTRATED AND NOTHING IS GOING TO BE CHANGE BY YOUR OWN SINGLE ...YOU ARE NOT ENOUGH POWERFUL THAT YOU WILL CHANGE THE SYSTEM AND IF YOU CANT ACCEPT POSITIVE CHANGES THEN PLEASE BE SILENT AND ENJOY WHATEVER IS GOING ..

    "GALI DENA KOI SOLUTION NHI HAI"

    JYADA KHALI HAI TO PRODUCTIVE KAM KARO NA KI GALI DO SAMJHE YOU PEOPLE..............

    ReplyDelete
  6. AMBEDKAR NAGAR UPTET UTTRIN SANGHARSH MORCHA
    Hmari deenak 24/02/2012 ki bethak ki safalta k pashchat, Hum deenak 26/02/2012 din Ravivar dopher 12 bje Collectrate Parisar Ambedkar Nagar me ek baithak ka punah ayogan krne ja rhe hai taki hum sangthan ko or bhi adhik majbut kar apni baton to Sarkar tak or bhi damdar tarike se rakh sake. Eske sath-2 hum apni agami Yojnao per bhi app sabhi se charcha kar sake or Hamari taraf se jo Kaviyat dakhil ki gyi hai us per bhi charcha kr sake.
    App sabhi se anurodh hai ki kripya bethak me upasthit ho ese safal bnaye wa apne Haq ki ladai me hamara sath de.

    Anil Kumar Verma (Adhyaksh)-9838370395
    Devendra Kumar (Updhyaksh)-9452247979
    Chandrabahn (Mahamantri)-9918229614
    Gourav Tiwari (Kosadhyaksh)-8795128815

    ReplyDelete
  7. Nitin mehta
    gaziabad

    dosto ye shaks akela hamare
    liye lad rha hai hme iski madad
    karne ke liye ghar se bahar
    nikalna chahiye

    ReplyDelete
  8. agar tet cancil hoti hai to dusri tet me 1st paper ko b.ed wale nahi de sakege kyoki kendr ne mohlat sirf is bharti k liye di hai.
    matlab tet cancil nahi hogi ye bharti jaroor hogi

    ReplyDelete
  9. => 2011 TET mein to 72,825 pad hein.....!!!!!

    => Lekin 2012 TET mein to 1 LAKH pad honge 80,000 PRIMARYand 20,000 UPPER PRIMARY.......!!!!!

    => But usme ek sarth rahegi ki .......?????

    => Sab Is time k fail waale aur SIKCHA MITRA hi qualified mane jaayenge.......!!!!!

    => DIRECT HEAD MASTER banenge sab.....!!

    => BSA - HIGH COURT k kuch judge honge...

    => Un sab k mukhiya AKHILESH YADAV u.p education board k CHAIRMAN honge.....


    => Ek baar "RIGHT TO RECALL" aa jaye in NETA CHAURON ka to eisa band bajega ......

    => 1 MARCH se samay ka pahiya ghoomega......

    => WAIT FRIENDS 6 MARCH ko kuch eisa hoga aap dekh kar chaunk jaoge......

    ReplyDelete
  10. sabhi tet pass candidate kripya dhyan dein basic mein lagbhag 350000 pad teachars ke khalee hain aur shisha ke adhikar ke adhiniyam ke tahat inhe jald se jald bhara jana chahiye aur tet pass only 270000 and next tet mein primary ke liye b.ed wale eligible nahi hain.......isliye meri aap logon se apeel hai academic vs tet merit mein matbhed na karein, aur ekjut hoker maang karen jisse sabhi tet pass candidates ka bhala ho, nahin to btc wale mauj kareinge aur hum logon ke haath kuchh bhi nahi lagega

    ReplyDelete
  11. Hurrah!ye bharti tet merit se hogi agli bar tet patrata pariksha hogi acd. Valo bas ye pariksha paas karne me tumhari yogyata pata chal jayegi.kyonki ye pariksha difficult honi tay hai.

    ReplyDelete
  12. sabhi tet pass candidate kripya dhyan dein basic mein lagbhag 350000 pad teachars ke khalee hain aur shisha ke adhikar ke adhiniyam ke tahat inhe jald se jald bhara jana chahiye aur tet pass only 270000 and next tet mein primary ke liye b.ed wale eligible nahi hain.......isliye meri aap logon se apeel hai academic vs tet merit mein matbhed na karein, aur ekjut hoker maang karen jisse sabhi tet pass candidates ka bhala ho, nahin to btc wale mauj kareinge aur hum logon ke haath kuchh bhi nahi lagega

    ReplyDelete
  13. sabhi tet pass candidate kripya dhyan dein basic mein lagbhag 350000 pad teachars ke khalee hain aur shisha ke adhikar ke adhiniyam ke tahat inhe jald se jald bhara jana chahiye aur tet pass only 270000 and next tet mein primary ke liye b.ed wale eligible nahi hain.......isliye meri aap logon se apeel hai academic vs tet merit mein matbhed na karein, aur ekjut hoker maang karen jisse sabhi tet pass candidates ka bhala ho, nahin to btc wale mauj kareinge aur hum logon ke haath kuchh bhi nahi lagega

    ReplyDelete
  14. main sabhi tet pass candidate kripya dhyan dein basic mein lagbhag 350000 pad teachars ke khalee hain aur shisha ke adhikar ke adhiniyam ke tahat inhe jald se jald bhara jana chahiye aur tet pass only 270000 and next tet mein primary ke liye b.ed wale eligible nahi hain.......isliye meri aap logon se apeel hai academic vs tet merit matbhed na karein, aur ekjut hoker maang karen jisse sabhi tet pass candidates ka bhala ho, nahin to btc wale mauj kareinge aur hum logon ke haath kuchh bhi nahi lagega

    ReplyDelete
  15. friends meri nitin ji se abhii baat hui woh kal hi allahabad s aayein hain aur aaj luknow ja rahe hain kal unki wahan meeting hai unhone bataya ki 13 ko unhone cabit dayar kar di thi aur unhone 1 march ko hone wali sunwai ke liye lawyer ker liya hai but uski fee jyada hai jiske liye unhe hamara support cahiye naukri akele unhe nahi milegi aur abhi tak jo bhi paisa gaya hai unhone apni pocket se diya hai ab baari hamari hai so please support him. contribution ke liye aap inse 9639885609 per contact karein. main meerut se hoon.

    ReplyDelete
  16. mirzapur mandal ki certificate kab se milegi plz kisi ko pata ho to batao.

    ReplyDelete
  17. nitin ji ne 13 ko cabit dayar ker di hai aur 1 ko hone wali sunwai ke liye lawyer bhi ker liya hai jiski fee bhi jyada hai unhe hamara support cahiye abhi tak unhone apni pocket se hi kharcha kiya hai ab humein financially unhe support karna hai. contribution ke liye aap unke no. 9639885609 per baat ker sakte hain nitin ji Gajiabad se hain please support him. main Meerut se hoon.

    ReplyDelete
  18. Nitin ji hum sab apke sath hai. Yaha every district president k number show kijiye taki hum log districtwise madad kar sake.

    ReplyDelete
  19. first of all i want to say thanks to NITIN. sab to sirf bate banate rahe k hum sath sath hain. aur hum honnge kamyab. lekin kiya kuch nahi uska natija ye hua ke aaj tak na to koi faisla aaya aur to aur kya chal chali hai k naya tet exam karwa do. pehle wale chila chila ke baith hi jayenge ya kuch ka dhyan dubara ke preparation me lag jayega.

    ReplyDelete
  20. Sonybadana ji aap sahi kah rahe hai Nitan Mehta ji is a good man aise students ka sath hum logo ko dena hoga because bharti start hoti hai to sabhi tet pass ko naukri milna tai hai kyki bahut se pad khali hone wale hai june me lagbhag 40 thou. Teacher rtd. Hone wale hai

    ReplyDelete
  21. High Court ki stay ki tarikh par tarikh ki policy ke khilaf hamare pas koi kanuni adhikar hai. kya hum supreem court jaye and high court me hi appeal karni padegi.

    ReplyDelete
  22. high court tet passes candidates ko murkha bana raha hai......... bas date per date bdhayi ja rahi hai ..........

    ReplyDelete
  23. 26 feb ko sabhi district ke adyksh ki meeting hai jo bhe is blog par ye cament pade usse anurod hai ki wo is khabar adhik se adhik district ke head ko de yadi kisi district ke adyksh ka chunav na hua ho to 2 jimmedar parson jaroor aaye aakir ham sab ke future ka sawal hai kai important nirnaya sabhi ke sahmati se liya jayega. Place- Lucknow baradari park kaisarbag me 2:00 P.M. Time ka jaroor dhyan de....

    ReplyDelete
  24. Very important message :- plz attention here

    PYARE PYARE MAMMI PAPA KI JAI

    Ye naukri nahi hamari jindgi hai ise hm is tarah lut te hue nahi dekh sakte

    dosto jo hum kr sakte the wo hum logo ne kr diya hai

    humne R.N.Singh and unke son dono ko apna lawyer bana liya hai

    dosto R.N.Singh ald ka sabse
    mahnga lawyer hai

    ye dono lawyer 1 march ko ald hc tabi jayenge jb inko inki puri fees mil jayegi

    ab hamari ijjat apke hath hai

    hum logo ko kuch sharam karni chahiye nitin mehta ji ne approx 20000rs personal kharch kr diye hai
    aur hm log ghar baithe tamasha dekh rhe hai

    72825 naukriyo pr kya nitin mehta akele baithega

    Nitin mehta
    gaziabad 9639885609

    manoj kumar gupta
    saharanpur
    9548938754

    and saharanpur walo tum log chudiya pahan lo isse jyada tum kuch nahi kr sakte

    ReplyDelete
  25. Manoj padmakripa aap bank account number bataye. Mere kai mitra hain jo paise dene ke liye tayar hain. Ham logo ke 1/3 jeevan padhai me beet gaya aur ghar ka bhi bahut saara paisa lag chuka hai. Ab antim padav me humse jitna ho sakega hum yogdan denge. Aur koi mujhe batayega ye 4 bar nayi tarikh mil chuka hai. Court ke samne dono paksho ki baat rakh di gayi hai fir court ko kya pareshani hai. Kya koi investigation chal raha hai jo sabut ki jaroorat pad rahi hai. Ek kapil ne kitne logon ka bhavishya taak par rakh diya.

    ReplyDelete
  26. muskanji
    agar nai bharti k liy tet keval paatarta priksha rahey gi or jo phelay say hi is tet ko pass kar chukey h to kya wo dubara ise de sakegay agar nahi to hum to 1-5 k liy bekar ho jayengay kuki 1-5 k liy ab bed waley paatar nahi hoga

    ReplyDelete
  27. Mukesh ji
    call to nitin mehta

    ReplyDelete
  28. Mughe to tum jitane bhi is blog vale hai sab ke sab kori bakabas karane vale lg rahe ho. Jitana tum log tet ke liye energy waste kr rahe utane din mai to agra mehant karte to dusari jagah select ho jate but nahi because tum sb nithalle aur nakara ho...ROHIT SINGH

    ReplyDelete
  29. Mukesh ji maine aapko call kiya, aapne receive nahi kiya.
    Plz tell me your a/c no. I'm with you..

    ReplyDelete
  30. Muskan plz publish in your maain blog

    AGRA TET SANGARSH MORCHA MANDAL URGENT MEETING ON 26/02/2012 AT 10 AM ON SHAEED SMARAK, NEAR SPEED COLOUR LAB SANJAY PLACE AGRA...
    SAATHIYO SABHI KO AANA HAI AB SOCHNE KA TIME NAHI KUCH KARNE KA TIME...NIKALO PADO APNE GAR SE APNE HAQ KI LADAI KE LIYE...AAJ NAHI TO KABHI NAHI...HAR HAR MAHADEV

    ReplyDelete
  31. Rajesh ji kai ki meeting ke baare mein blog per jarror batana usme kya decision liya gaya aur paise kaise contribute karne hai yadi hamare sath 500 log bhi judte hain toh bahut hai. naukri sirf aapko nahi milegi sabko milege isliye sabko effort karna padega. thanks to you and your group

    ReplyDelete
  32. J.p.nagaraurBijnor ke tet uttren dosto ajab singh badera ji j.p.nagar tatha bijnor se sanyukt rup se meeting me shamil hone Lucknow chale gaye hai .hum jo morche ko sahyog de rahe hai personally de rahe hai yadi aap ko uchit lag raha ho to aap bhi sahyog kar sakte hai.intjar na kare.

    ReplyDelete
  33. uptet ki bharti ki khichtaan ko dekhkar toyahi lagta hai ki ab kisi ka bhala nahin hone bala hai. bolo prabha tripathi ki jai . ............. nandkishor jhansi . 8574875646

    ReplyDelete
  34. Nitin jee. Please update the what you have filed into the court and when will the hearing for the same. So that we all be aware for the same and we will able to contribute on court expenses instead of owing on same.

    ReplyDelete
  35. Nitin jee Until and unless you will not share the information how we all come to know that what you are doing and what you have done so far in the same connection, how we will help to you. Please share the necessary updates to us as well.

    ReplyDelete
  36. bol sanjay mohan ki jay. aapne rishvat lekar jo nek kam kiya iske liye aapko jannat milegi. aapke bibi bacche khush rahen aur aap ka unhen naaj ho.......................................... tet se hatash aur pareshan jila pustkalay jhansi ke samast b.ed. berojgar................................ pratap singh kushwaha, nand kishor,saket,anurag pathak, anurag vaidh,satyaprakash, neha, preeti, aakancha,lokesh gupta,anjum, 9795400175

    ReplyDelete
  37. dosto main manoj gupta(saharanpur) aur varun(mawana)ko achhi tarah se janta hun.hamare liye abhi tak jo bhi court me pairwi hui hai,in logo ne hi ki hai.inpe bharosa kijiye.yeh apne ghar se lagbhag 700km dur alhbad aate hain aur kya hum log inke liye matra 200 rs ka cntribution bhi nhi kr skte.bareilly walo tum 11000 pass hue ho kch dikhao u.p.ko ki bareilly me kitna dum hai.7520218808

    ReplyDelete
  38. @ VIPIN,

    Ya to apka ya Ajab Singh ko contect no mil sakta hai,

    ReplyDelete
  39. mujhe news mili hai ki kal ki lucknow ki meeting cancel ho gayi hai
    kya yeh such hai............
    pls clear kar ke koi bataye

    ReplyDelete
  40. mujhe news mili hai ki kal ki lucknow ki meeting cancel ho gayi hai
    kya yeh such hai............
    pls clear kar ke koi bataye

    ReplyDelete
  41. mujhe news mili hai ki kal ki lucknow ki meeting cancel ho gayi hai
    kya yeh such hai............
    pls clear kar ke koi bataye

    ReplyDelete
  42. Tet post director Mr. Mohan and 10 others par Ganster Act lag gaya 6:20pm main IBN7 par breking news flash kar raha tha

    ReplyDelete
  43. 26 feb ko sabhi district ke adyksh ki meeting hai jo bhe is blog par ye cament pade usse anurod hai ki wo is khabar adhik se adhik district ke head ko de yadi kisi district ke adyksh ka chunav na hua ho to 2 jimmedar parson jaroor aaye aakir ham sab ke future ka sawal hai kai important nirnaya sabhi ke sahmati se liya jayega. Place- Lucknow baradari park kaisarbag me 2:00 P.M. Time ka jaroor dhyan de....

    ReplyDelete
  44. 26 feb ko sabhi district ke adyksh ki meeting hai jo bhe is blog par ye cament pade usse anurod hai ki wo is khabar adhik se adhik district ke head ko de yadi kisi district ke adyksh ka chunav na hua ho to 2 jimmedar parson jaroor aaye aakir ham sab ke future ka sawal hai kai important nirnaya sabhi ke sahmati se liya jayega. Place- Lucknow baradari park kaisarbag me 2:00 P.M. Time ka jaroor dhyan de....
    ye meeting only core committee ki hai koi Railly nahi hogi sirf har district ke presedents ke hai sirf aage ki renniti ke subject me hogi....

    ReplyDelete
  45. Tet post director Mr. Mohan and 10 others par Ganster Act lag gaya 7:15pm main ETV UP par breking news flash kar raha tha

    ReplyDelete

Please do not use abusive/gali comment to hurt anybody OR to any authority. You can use moderated way to express your openion/anger. Express your views Intelligenly, So that Other can take it Seriously.
कृपया ध्यान रखें: अपनी राय देते समय अभद्र शब्द या भाषा का प्रयोग न करें। अभद्र शब्दों या भाषा का इस्तेमाल आपको इस साइट पर राय देने से प्रतिबंधित किए जाने का कारण बन सकता है। टिप्पणी लेखक का व्यक्तिगत विचार है और इसका संपादकीय नीति से कोई संबंध नहीं है। प्रासंगिक टिप्पणियां प्रकाशित की जाएंगी।