वरिष्ठ संवाददाता, इलाहाबाद : माध्यमिक शिक्षा परिषद की सचिव प्रभा त्रिपाठी का टीईटी घोटाले में नाम आने और हाईकोर्ट में गिरफ्तारी से बचने के लिए याचिका दायर करने के बाद उनका इस पद से हटना तय माना जा रहा है। यही कारण है कि यूपी बोर्ड का अगला सचिव कौन होगा, यूपी बोर्ड दफ्तर में इस बात की चर्चा जोरों पर है। सचिव के पद पर कई नाम भी चर्चा में भी आ गए हैं।
माध्यमिक शिक्षा परिषद के सभापति संजय मोहन के गिरफ्तार होने के बाद सचिव गिरफ्तारी से बचने के लिए हाईकोर्ट पहुंच गई हैं। इस मामले की एक सुनवाई भी हो चुकी है, जिसमें हाईकोर्ट ने सरकार से जवाब मांगा है। कोर्ट ने सरकार से टीईटी घोटाले में अब तक हुई जांच की प्रगति के बारे में राज्य सरकार को जानकारी देने को कहा है। मामले की सुनवाई 24 फरवरी को होगी।
ऐसे में यह मामला अभी लंबा चलेगा। सचिव प्रभा त्रिपाठी इस बीच गिरफ्तार भी हो सकती हैं। वह एक सप्ताह से अधिक समय से कार्यालय भी नहीं आ रही हैं। यही कारण है कि 16 मार्च से प्रदेश में प्रस्तावित यूपी बोर्ड की परीक्षा तैयारियां प्रभावित होने लगी हैं। सचिव का कार्यभार भी अभी किसी के पास नहीं है। ऐसे में बोर्ड परीक्षा से संबंधित कई निर्णय फंसे हुए हैं।
ज्ञातव्य है कि शिक्षक पात्रता परीक्षा में शुरू से ही विवाद और गड़बड़ियों के बाद कहीं बोर्ड परीक्षा में फजीहत न हो जाए इस बात को लेकर शासन अतिरिक्त सतर्कता बरत रहा है। सूत्रों के मुताबिक शासन इस मामले में कोई जल्दबाजी नहीं करना चाहता। यही कारण है कि शासन माध्यमिक शिक्षा विभाग के कुछ अधिकारियों के नामों पर सहमत भी हो गया है, पर अभी अंतिम मुहर नहीं लगी है।
शासन इस बात पर विचार कर रहा है कि अब बोर्ड परीक्षा में कम समय बचा है। ऐसे में किसी ऐसे व्यक्ति को सचिव के पद पर नियुक्त करना, जोकि बोर्ड के कामों की बारीकियों से परिचित न हो कतई नहीं चाहेगा। यही कारण है कि बोर्ड के एक अपर सचिव स्तर के अधिकारी को सचिव बनाए जाने पर सर्वाधिक चर्चा है।
News : Jagran (22.2.12)
UP-TET 2011, 72825 Teacher Recruitment,Teacher Eligibility Test (TET), 72825 teacher vacancy in up latest news join blog , UPTET , SARKARI NAUKRI NEWS, SARKARI NAUKRI
http://naukri-recruitment-result.blogspot.com/
http://joinuptet.blogspot.com/
Kya mam aane wale design ki date13march tk extend ho gai h mujh abhi pata pada plz mam eshe conferm kijiye
ReplyDelete~BREAKING NEWS~
ReplyDeleteKuch log bata rahe hein ki kal hone wale CASE ki sunvayi 12 MARCH tak badha di hei......
PLEASE MUSKAN ji ya others confirm kerein!....
REALY SOCKING......
Muskan ji kya koi aisi kabr hai ki kl jo highcourt k design ki date 13march tk extend ho gai h plz eshe conferm kijiye
ReplyDeleteYe faisala ab kabhi nahi aayega kyoki
ReplyDeleteye Bhartiya Nyay Vyavastha hai. Yaha par court me kai mamle ese hote hai
jo kai peedhi tak chalte rahte hai..
Abhi tak to yahi soch rahe the ki TET nahi to TGT hai lekin ab to iska bhi yahi hal hoga.
ReplyDeleteAb to yahi dil karta hai ke MLA ka chunav lad jau aur minister ban kar 40-50 crore ka ghotala kar jau.
ReplyDeleteIs anybody online...?
ReplyDeleteMuskaan ji plz conferm it kya realy date extend ho gai h or agle sunvai 12 march ko hogi
ReplyDeleteMuskaan ji plz conferm it kya realy date extend ho gai h or agle sunvai 12 march ko hogi
ReplyDelete@Vinayji & All,
ReplyDeleteAap logon ko kal subhe tak khabar mil jaygee.
May be Navedji will provide you update about this.
Thanks
@muskanji aap apne academic par itna proud na kare agar aap hamesha with honour pass hoti hai to dusro ko bhi kam na samhe please it really hurts bcoz iam always tops my exams in the whole univesity... For example u cn check my b.ed 2011 result on kanpur university...my b.ed roll no. Is 0922027
Deleteand iam kanpur univesity topper 2011...
veer singh kushwaha
(gold medal received by governer B.L Joshi)
mob-8791030221
thanks mam
ReplyDeleteHello! Muskan Ji
ReplyDeleteNaved Ji koi blog folower hi hain ya aap ki team se hain.
Muskan Ji, Kya aap Mr. AMIT ki iss baat se agree hain ki jab koi purna bahumat ki govt (BSP is Now.) kisi niyamawali me koi change ya amendment kar deti hai to next new govt us me koi change nahi kar sakti hai jab tak ki weh purna bahumat se sarkar nahi bana leti...
Thanks!
@veer singh kushwaha ji,
ReplyDeleteMene to aise hee kabhee kaha tha, haan acadmic mein achhe marks rahe hain.
Par mujhe koee aisa garv nahin hai, mene to ulte TET kee taraf bola tha, kee sabko saman avsar mile.
Mujhe bolna pada kyonkee kai log mujhe acadmic ka virodhee man rahe the.
Acadmic bhee achha option hai, par scaling ke anusar hona chahaiye.
Nahin to Management, Samporrnanand, Ek koiee Bhpal kee university, hee na sab jaghe safal ho jaye.
Aur kaee log kisee samay, koee samsya ke karan nahin performa kar sake to unko ek common platform ka chance par mulyankan to mile.
Mujhe koee gamand nahin hai, mujhe koee fail bhee man le.
Ismein mera koee personal profit nain hai.
Jab mene kuch likha to sabko dhyan mein rakhkar ke likha.
par muskanji maine aisa nahi bola ki aap fail ho par aapne aisa bola ki apke hamesha 75+ rehti hai to maine bhi aapko bataya ki main hamesha topper raha hu sayad aapne check kiya ho kyoki maine aapko apna roll number bhi diya tha...par aapko aisa nahi bolna chahiye kyoki usse bahot se logo ke dil tut jate hai... I hope you can understand...
DeleteBye bye
(veer)
par muskanji maine aisa nahi bola ki aap fail ho par aapne aisa bola ki apke hamesha 75+ rehti hai to maine bhi aapko bataya ki main hamesha topper raha hu sayad aapne check kiya ho kyoki maine aapko apna roll number bhi diya tha...par aapko aisa nahi bolna chahiye kyoki usse bahot se logo ke dil tut jate hai... I hope you can understand...
DeleteBye bye
(veer)
Mera to kehna hai kee -
ReplyDeleteEk baar govt. job mein safal hone ke bavjood bhee , har 3-5 saal mulyankan hona chahaiye.
Aapne dekha hoga kee bahut saare log Director jaisee post par bethe hote hain, par vo ground reality se anjaan hote hain. Kaee log farjee tahre se job mein aa jate hain.
Ek baar koee IAS, IPS ban jaye tab to uske baad to vo King banne lagta hai.
Jabki vhe Ek Public Servent hai.
Govt. service mein ek Middle level par bhee Entry honee chahaiye.
Aur Exam jaisee Prkriya apnayee janee chahaiye.
Mene dekha hai kee kasise Chaplooson ko promotion milta hai.
Jo bhee ho writeen exam/ writen procedure hona chahaiye.
Muskan ji maan lijije agr bharti acadmic se ho to kya fir se form nikaala jayega ya fir isi form se kaam chal jayega....kyuki bahut se log jo 125 se upar no. Paye hai keval 5 jilo me ho avedan kiye hai....pls tell me....
ReplyDeleterajesh row ji plz ye khabar confirm kijiye.
ReplyDeleteMuskan ji mere prasn ka ans. De pls
ReplyDelete@ Amitji,
ReplyDeleteMr. Naved is very good person and gave a lot of valuable information.
I salute his work/contribution towards this blog. (A Lot of Thanks to Navedji)
If you people have good info then I publish that one also.
@Amit,
ReplyDeleteJo bhee sarkar aayegee vo bahumat ke aadhar par sarkar banayegee.
I felt
Agar Niyamavali umko theek nahin lagtee hai to ve change bhee kar sakte hain.
23 fb ko hone wali suwai ab 12 march ko hogi
ReplyDeletefrom=nirbhai singh
aap log soch rahe honge ki ab kya kiya jai to frnds y time sobhne ka na nahi balki ful and final ka h hame ek jut hona hoga
26 fb kn lko me meeting h sabhi sakriya logon se anurodh h ki wo jarur aye , abhi nahi to kabhi nahi, comment kd sath apne contct no show kaqen
prataik jile ke addhyaksha jarur jarur lko pahuhen
jo log sakriya h ya hona chahte h wo contct me rahen
my mo no 8081850009
9807961665
@Prince,
ReplyDeleteAbhee kahain Acad. se bhartee nahin sunee. Aap log afvahon par dhyan na den.
Jab aisa kuch hoga tab sochna.
HI Muskan.
ReplyDeletehum kafi nervous ho gaye hain ab hume nahi lagta k ab kabi tet ke matter pe sunwai hogi. maine 124 markes paye hain lekin ab mera beleve court se bhi tutta ja raha hai.kyuk aisa lag raha hai jaise jan sajh kar bar bar date bada di jati hai jisme students koi hangama na kar sake.
Hello! Muskan Ji
ReplyDeleteMeri personal thinking hai ki iss baar koi bhi political party purna bahumat se sarkar nahi bana sakti hai. Uttar Pradesh ki political election history me aisa sirf 2007 ke election me hi hua tha. Muskan Ji, Aap ka iss bare me kya manna hai...?
Thanks!
hi dear Muskan.
ReplyDeletemain kafi nervous ho gayi hu mere 124 markes hain.
hume nahi lgta k ab tet ke matter pe koi court se faisla ayega. aisa lagta hai jaise jan samajh kar iss matter ko delay kiya ja raha hai.
muskan ji niymawali me vigyapan k nikalne k bad sanshodhan hoga to ladke court c
ReplyDeletehale jayenge
muskan ji kya kal ki date extend ho gai hai
ReplyDeleteCAUSE LIST ALLAHABAD
ReplyDeleteCause List
23/02/2012
AT 10.00 A.M.
COURT NO. 4
HON'BLE MR. JUSTICE PRAKASH KRISHNA
For Orders
TRANSFER APPLICATION (CIVIL)
14. 393/2008 KEDAR NATH AND ANOTHER ALOK KUMAR YADAV
ANIL BHUSAN
Vs. JEET NARAIN AND OTHERS
ANIL BHUSHAN
R.C. SRIVASTAVA
AT 10.00 A.M.
COURT NO.33
HON'BLE MR. JUSTICE RAN VIJAI SINGH
For Admission
WRIT - A
71. 76039/2011 YADAV KAPILDEV LAL BAHADUR ALOK KUMAR YADAV
RAJESH YADAV
Vs. STATE OF U.P. & OTHERS C.S.C.
K.S. KUSHWAHA
WITH WRIA- 76355/2011 SARASWATI SRIVASTAVA SAROJ YADAV
Vs. THE STATE OF U.P. AND OTHE C.S.C.
-RS C.N.TRIPATHI
R.A.AKHTAR
WITH WRIA- 76392/2011 SHIVANI ABHISHEK SRIVASTAVA
Vs. THE STATE OF U.P. AND OTHE C.S.C.
-RS RAJEEV JOSHI
C.N.TRIPATHI
WITH WRIA- 76595/2011 SABA ANJUM & OTHERS INDRASEN SINGH TOMAR
AMIT KUMAR SRIVASTAVA
Vs. STATE OF U.P. & ANOTHER C.S.C.
K.S. KUSHWAHA
WITH WRIA- 1442/2012 VASUDEV CHAURASIA & OTHERS RAVINDRA PRAKASH SRIV.
Vs. STATE OF U.P. & OTHERS C.S.C.
AKHILESH KUMAR
R.A. AKHTAR
WITH WRIA- 75392/2011 VIJAY KUMAR TRIPATHI & ANOTHER AJOY KUMAR BANERJEE
Vs. STATE OF U.P. & OTHERS C.S.C.
K.A. USMANI
WITH WRIA- 76039/2011 YADAV KAPILDEV LAL BAHADUR ALOK KUMAR YADAV
RAJESH YADAV
Vs. STATE OF U.P. & OTHERS C.S.C.
K.S. KUSHWAHA
WITH WRIA- 2614/2012 MAHESH CHANDRA BHUPENDRA PAL SINGH
Vs. STATE OF U.P. & OTHERS C.S.C.
S.S. BHADAURIYA
WITH WRIA- 2608/2012 MOHD. SADAB SYED IRFAN ALI
MOHD. NAUSHAD
Vs. STATE OF U.P. & OTHERS C.S.C.
ILLEGIBLE
WITH WRIA- 6826/2012 VIMLESH KUMAR ALOK KUMAR YADAV
Vs. STATE OF U.P. & OTHERS C.S.C.
R.S. PRASAD
R.A. AKTAR
AT 10.00 A.M.
sorry frnds sunwai ,12 march ko nahi 23 ko hi h sorry
ReplyDeleteBilkul thik kah rahe ho Saleem Bhai.process ke beach main koi bhi sansodan court main chalkenge ho jayega
ReplyDeleteAzamgarh me certificate milne ki khabar kisi paper me nahi aai hai mai isi blog pe news padhkar aj lene ja raha hu.
ReplyDelete@UNKNOWN
ReplyDeleteTum apna roll number 0922027 bata kar khud ko KANPUR UNIVERSITY ka topper bata rahe ho but apna naam tak saha se likhna aata nahi tumko....
Result mein BEER SINGH KUSHWAHA likha hei aur
Theory mein 600 mein se 422 (70%) numbers....
PRACTICAL mein 200 mein se 192 ( 96% )
TOTAL 800 mein se 614 yani (76%)
~~Ab jara CCS UNIVERSITY mein 9559062 roll number check karna jo ki mera hei....
~THEORY- 700 mein 521 no.s (74%)
~PRACTICAL- 300 mein 82 %
TOTAL - 77 %
TET Ist -123
IInd- 110 Marks
I always prefer TEST MERIT......
~GOOD JOB MUSKAN JI , NAVED JI ~
@sachin sharma
Deletebeta sayad tmko pata nahi hai ki uttar pradesh me kanpur university 2nd position par hai aur yaha 70+ lana baccho ka khel nahi hai aur tmhari ccs university ko koi puchta bhi nahi hai jahan sirf documents pe b.ed hota hai...aur 70+ tmhare jaise bacche bhi le aate hai..
Beta sachin bol to aise rahe ho jaise bahot bhari university se b.ed kiya hai aur tmko sayad pata nahi hoga ki toppers ke hamesha theory ke number jode jate hai practical ke nahi aur phir kanpur university ki website par jao aur waha par notice wale column se 28 january wale dishant samaroh par medal milne wali list me dekho aankhe khol kar samjhe...
Kanpur univesity is best univesity...
Isse pehle maine mca uptu lucknow se kiya hai...
Aur b.sc mjpru bareilly se kiya hai hamesha topper raha hu..agar jyada ghamand hai then call me on my no. 8791030221
Ek Sajjan kah raha ke vegyapan nekalna ka bad agar neymabale sarkar badalte he to ladka cort me jayga ;;; parunt unhe ya nahe malum cort dura vegyapan jare hone par rok lage he sarkar vegyapan dubara nekalage chaha neyamabale change karka nekal ya assa he par vegayapan change hoga
ReplyDeletecase ki kya update hai?someone inform.
ReplyDelete@seema ab case ki date aage bada di gayi hai..
DeleteVeer kushwaha
case ki kya update hai?someone inform.
ReplyDeleteAre Unknown (Veer) Bhai,
ReplyDeleteMene aapke marks Check nahin.
Fikar na karen.
Mujhe bhee Aap Fail hee samjhe.
Kya rakha hai ismein, Koee Interview thode hee ho raha hai.
Aap Hosiyar hain.
Thanks for geting a Hosiyar Blog Visitor.
Are Unknown (Veer) Bhai,
ReplyDeleteMene aapke marks Check nahin kiye.
Fikar na karen.
Mujhe bhee Aap Fail hee samjhe.
Kya rakha hai ismein, Koee Interview thode hee ho raha hai.
Aap Hosiyar hain.
Thanks for geting a Hosiyar Blog Visitor
sorry muskanji mera irada aapka dil dukhana nahi tha par agar aapko bura lago ho...to iam very very sorry...
ReplyDeleteNice job please keep it
namaskar thankyou
@Unknownji,
ReplyDeleteMujhe Marks kee debate mein nahin padna hai.
Par mere marks bhee shayad kam nahin. May be more than that you disclosed.
And from one of the Top University comparable to DU.
ReplyDelete@muskanji
Deleteyes u r r8t very very rite
veer
@muskanji
ReplyDeleteyes you are right mere 129 marks first me aur 110 marks second paper me hai... Possible hai tmhare mjhse jyada marks ho...
Aur tmhare hi nahi hajaro logo ke mjse jyada marks honge..par mjhe dukh nahi hai aur na hi koi proud hai...
Par tmko bura laga ho to iam really sorry
@Unkown (Veer) ji,
ReplyDeleteDont worry.
I have no feeling for marks.
But u told this about Mr. Sachin Sharma (and saying ur university is good) that I felt bad.
We should not think this way.
Mujhe apne baare mein batana achha nahin lagta.
@muskanji
Deletekyoki jaisa ki aapne btaya hai ki kuch univesities me number free me mil jate hai
aisi hi univesity Mr. Sachin ki hai jo khud ko better kehne ki naakaam kosis kar rahe hai...sab universities ka pattern nd syllabus alag alag hai aur ye kewal wahi log jante hai jinhone kanpur univesity se b.ed ya kuch aur kiya ho...
Accha to aap btaye kanpur univesity ke alawa aisi kon si uni. Hai jo practicl 200 ka karwati ho...aur sab jante hai practicl me theory se jyda number milte hai...aur sab uni. Me pra. 300 ya 400 hai to kya isse hamare selection par fark nahi padega..+veer+
@muskanji
Deletekyoki jaisa ki aapne btaya hai ki kuch univesities me number free me mil jate hai
aisi hi univesity Mr. Sachin ki hai jo khud ko better kehne ki naakaam kosis kar rahe hai...sab universities ka pattern nd syllabus alag alag hai aur ye kewal wahi log jante hai jinhone kanpur univesity se b.ed ya kuch aur kiya ho...
Accha to aap btaye kanpur univesity ke alawa aisi kon si uni. Hai jo practicl 200 ka karwati ho...aur sab jante hai practicl me theory se jyda number milte hai...aur sab uni. Me pra. 300 ya 400 hai to kya isse hamare selection par fark nahi padega..+veer+
Chahe Central Gov. ho Chahe State ,
ReplyDeleteEverywhere kuch na kuch gadbad hotee hai selection mein.
Interview mein ham log kuch nahin bol sakte.
I want to say, Interview kee Dhandhlee logon ke saamne itnee aasanee se samne nahin aa patee.
ReplyDeleteUnknown (Veer Kushvaha),
ReplyDeleteKya Kanpur University ga rahe ho, Dam hai to Bank P.O etc. exam pass kar ke dekho.
Mene to P.O, Gr. A services mein kaee exam pass kiye aur safal bhee raha hoon.
TET kee news to mein apnee sister ke liye dekhta hoon.
Tumne shayad B. Sc., MCA phir B. Ed. kiya hai.
Kya MCA se job nahin milee.
Mene list mein tumhara naam dekha, kahin nahin dikhai diya -
http://www.kanpuruniversity.org/pdf/canvocation_jan12.pdf
.....
Hindustan mein aisee koee Job kee kamee nahin hai. Par Dam jarooree hai.
@muskanji
ReplyDeletekyoki jaisa ki aapne btaya hai ki kuch univesities me number free me mil jate hai
aisi hi univesity Mr. Sachin ki hai jo khud ko better kehne ki naakaam kosis kar rahe hai...sab universities ka pattern nd syllabus alag alag hai aur ye kewal wahi log jante hai jinhone kanpur univesity se b.ed ya kuch aur kiya ho...
Accha to aap btaye kanpur univesity ke alawa aisi kon si uni. Hai jo practicl 200 ka karwati ho...aur sab jante hai practicl me theory se jyda number milte hai...aur sab uni. Me pra. 300 ya 400 hai to kya isse hamare selection par fark nahi padega..+veer+
@TET
ReplyDeleteand ur B.ed sister.......
bete main job kar raha hu par bahot hard work ke baad jitna milta hai utna tumhari sister free me pana chahti hai......samhje...aur ahi baat meri job ki to main REVITASOFT greator noida me job kar raha hu aur ...apni family ke sath rehna chahta hu........
chal tujhe bahot saukhai search karne ka ...........
to ter liye link hai....
http://kanpuruniversity.org/pdf/canvocation_jan12.pdf
is pdf file ke page 3 par 10 ke 1st name ko aankhen khol ke dekho aur agar nahi dikh raha ho to apni b.ed wali sister se dikwa lo sayad tumko padna na aata ho ya chasma lagana bhool gaye ho.......
dainik jagran news link........
http://epaper.jagran.com/epaper/29-jan-2012-152-bareilly-edition-pilibhit-Page-4.html
agar ab bhi na dikh raha ho.....to you can call me on my personal mob no.8791030221
(veer Singh Kushwaha)
Unknown (Veer Singh jee),
ReplyDeleteAap roj marks ke liye itna debate kyun karte ho.
Kisee ke kehne se marks ghat aur bad nahin jaate.
Aur ho sakta hai kee doosre log bhee aap se mukable main kam na hon.
Jab aap log abhee se lad rahe ho to kya mil kar ladoge.
@muskan ji
Deleteu r rite aur log mujhse marks me better ho sakte hai jaise ki main marks me aase better nikal aaya kyoki aap apne ko with honours bta rahi thi isliye...aur rahe baat marks ki debate ki to kuch jealous person faltu ki behas kar rahe hai to mujhe unko kanpur university 2011 topper list me apna name dikhane ke liye link dena pada aur kuch nahi ...but u should nt be jealous of me...if u r then tell why!
@TET
ReplyDeleteand ur B.ed sister.......
bete main job kar raha hu par bahot hard work ke baad jitna milta hai utna tumhari sister free me pana chahti hai......samhje...aur ahi baat meri job ki to main REVITASOFT greator noida me job kar raha hu aur ...apni family ke sath rehna chahta hu........
chal tujhe bahot saukhai search karne ka ...........
to ter liye link hai....
http://kanpuruniversity.org/pdf/canvocation_jan12.pdf
is pdf file ke page 3 par 10 ke 1st name ko aankhen khol ke dekho aur agar nahi dikh raha ho to apni b.ed wali sister se dikwa lo sayad tumko padna na aata ho ya chasma lagana bhool gaye ho.......
dainik jagran news link........
http://epaper.jagran.com/epaper/29-jan-2012-152-bareilly-edition-pilibhit-Page-4.html
agar ab bhi na dikh raha ho.....to you can call me on my personal mob no.8791030221
aur ha bacche phir muh kholne se pehle 10 baar soch lena ki kis se baat kar raha hu....samjhe.
(veer Singh Kushwaha)
@TET
ReplyDeleteyaar rujhe topper ka matlab bhi pata hai....ya khud ko angur na mile to khatte hai chahe merit academic se bane ya phir UPTET se mera to mere hi District me hona hai............
Dhiraj singh
ReplyDeletesatiyoo is kal yug main intjaar krne or bhig magne me kuch nhi hoga humne janam liya kuski se nokri ka absar aya hai ise kise bhi kimat par khona nhi hai. Sare adikari or court sab fail hai Aaj uva sakti par anyaaye ho raha hai.
Jamana hum se hai hum jamane se nahi hawa usi desh me bahegi jidhar hum yuba chahenge. Sathyio nokri pana hamara is janamsith adikar hai. Tan-man-dhan se tayar raho adikar chhin lo apna sare uttar pradesh ko hila kar apna sangdhan banaoo.
ATTYACHAR SE BACHO.....
9719829227
9719647196
abe yaar ek to waise bhi mujhe tension hai ki tm logo ka kya hoga...
ReplyDeleteAgar main bhi hath par hath rakh kar beth jao. Aur uptet morcha sangathan ka adhyachita karna chod du...
Isliye aapas me lado mat mera sath do...
Amit jaiswal
(uptet morcha adyach
lakhimpur kheri)
mob-8423431789