|
राजकीय इंटर कालेज में 15 से 24 फरवरी तक अध्यापक पात्रता परीक्षा के प्रमाणपत्रों का वितरण किया गया। प्राथमिक स्तर पर आये 4894 प्रमाणपत्रों में से 4114 तथा उच्च प्राथमिक स्तर पर आये 4078 प्रमाणपत्रों में से 3412 प्रमाणपत्रों का वितरण किया गया। शुक्रवार तक प्राथमिक के 780 व उच्च प्राथमिक के 666 प्रमाणपत्र लेने अभ्यर्थी नहीं आये। अब इन प्रमाणपत्रों को वापस फैजाबाद के संयुक्त शिक्षा निदेशक कार्यालय भेज दिया गया है।
News : Amar Ujala (25.2.12)
UP-TET 2011, 72825 Teacher Recruitment,Teacher Eligibility Test (TET), 72825 teacher vacancy in up latest news join blog , UPTET , SARKARI NAUKRI NEWS, SARKARI NAUKRI
http://naukri-recruitment-result.blogspot.com/
http://joinuptet.blogspot.com/
AMBEDKAR NAGAR UPTET UTTRIN SANGHARSH MORCHA
ReplyDeleteHmari deenak 24/02/2012 ki bethak ki safalta k pashchat, Hum deenak 26/02/2012 din Ravivar dopher 12 bje Collectrate Parisar Ambedkar Nagar me ek baithak ka punah ayogan krne ja rhe hai taki hum sangthan ko or bhi adhik majbut kar apni baton to Sarkar tak or bhi damdar tarike se rakh sake. Eske sath-2 hum apni agami Yojnao per bhi app sabhi se charcha kar sake or Hamari taraf se jo Kaviyat dakhil ki gyi hai us per bhi charcha kr sake.
App sabhi se anurodh hai ki kripya bethak me upasthit ho ese safal bnaye wa apne Haq ki ladai me hamara sath de.
Anil Kumar Verma (Adhyaksh)-9838370395
Devendra Kumar (Updhyaksh)-9452247979
Chandrabahn (Mahamantri)-9918229614
Gourav Tiwari (Kosadhyaksh)-8795128815
kon kuda lene jaye ab ishe cancel hone se koi nahi rok sakta.koi thos wajah ho to bataye jab bharti bhi nahi hui to ek tet aur ho jaye sabko ishi par sehmat hona padega.
ReplyDeleteab yeh mombatti gang banana chorro ab naye tet ki socho kuch naye sathi gang main judne ke liye naye tet ki jarurat hai purana to bhul jao.dono ke liye naye tet hi behtar upay hai jisme dono ko chance milega.bas private agengy se tet karaye kyoki sarkari agency govt. ke sath gotale main lipt rehti hai .
ReplyDelete@ Brij Mohan,
ReplyDeleteTet me aap ke marks kam hai kya, thodi padhai kiya karo.
Pata nahin log aapas mein kyun ladte hain, jiska koee Niskarsh na ho.
ReplyDelete.....
For, Merit Chahe TET se bane / ya Acadmic se. Ya kisee aur se
Mein kisee ke khilaf nahin.
(Mujhe kya Fark padta hai_
Par TET mein, honest log jinhone mehnat se exam diya, paisa kahrch kiya.
Unke prati sympathy jaroor rahegee.
dear muskan hume to lagta hai ke ab ye bharti bhi nahi hogi.
ReplyDeletekya hume fir se exam dena padega.
@ Pragya,
ReplyDeleteaakhir ham himmat kyo har rahe hai, jabki hamare khilaf koi faisla bhi nahi aaya. kuch log sirf afwah hi faila rahe hai, hame unse sangthit hokar mukabala karna hai.
agar bharti tet marit se hoti hai to honhar students ko to faiyda hai hi sath hi unko bhi to faiya hai jinhe hum teach karenge.
ReplyDeleteaur agar acadmic se marrit banti hai to na jane kite ayogya teacher ban jayenge jo kya karenge ye sab jante hai.
jise khud study karne me interst nahi wo teach kya karega.
oh thanks Manoj
ReplyDeletebut apna ye matter itna delay hota ja raha hai k ummed tutti ja rahi hai.
=> 2011 TET mein to 72,825 pad hein.....!!!!!
ReplyDelete=> Lekin 2012 TET mein to 1 LAKH pad honge 80,000 PRIMARYand 20,000 UPPER PRIMARY.......!!!!!
=> But usme ek sarth rahegi ki .......?????
=> Sab Is time k fail waale aur SIKCHA MITRA hi qualified mane jaayenge.......!!!!!
=> DIRECT HEAD MASTER banenge sab.....!!
=> BSA - HIGH COURT k kuch judge honge...
=> Un sab k mukhiya AKHILESH YADAV u.p education board k CHAIRMAN honge.....
=> Ek baar "RIGHT TO RECALL" aa jaye in NETA CHAURON ka to eisa band bajega ......
=> 1 MARCH se samay ka pahiya ghoomega......
=> WAIT FRIENDS 6 MARCH ko kuch eisa hoga aap dekh kar chaunk jaoge......
Bhai kahan se la rahe ho asi khabre.. Pahala clear hua nahi hai aur tumhe 2012 ki vacancy ki padi hai..
ReplyDeletekathin paristhiyo me bhi mansik santulan na khone de, achhe teache ka yahi gun hai.
ReplyDeletedear update apna mansik santulan na khone de.
ReplyDeleteNitin jee. Please update the what you have filed into the court and when will the hearing for the same. So that we all be aware for the same and we will able to contribute on court expenses instead of owing on same.
ReplyDeleteNitin jee. Please update the what you have filed into the court and when will the hearing for the same. So that we all be aware for the same and we will able to contribute on court expenses instead of owing on same.
ReplyDelete