शिक्षक भर्ती में उत्पन्न गतिरोधों पर चर्चा
(UPTET Balia : Discussion on obstacles in Teachers Recruitment )
बिल्थरारोड। नगर स्थित जीत कोचिंग सेंटर पर रविवार को टीईटी उत्तीर्ण शिक्षक संघर्श मोर्चा की बैठक हुई। इसमें प्राथमिक विद्यालय में शिक्षक भर्ती प्रक्रिया में उत्पन्न गतिरोधों एवं इस बाबत हाईकोर्ट में चल रही सुनवाई के संबंध में विचार विमर्श किया गया। बैठक में सर्व सम्मति से 10 सूत्री मांग पत्र प्रस्तुत किया गया। जिसमें शिक्षक भर्ती का आधार टीईटी मेरिट को बनाने, अभ्यर्थियों को समायोजित करने, राजनैतिक हस्तक्षेप करने, फर्जी अभ्यर्थन निरस्त करने, समय सीमा के अंतर्गत भर्ती प्रक्रिया पूर्ण करने आदि से संबंधित मांगें शामिल हैं। बैठक में टीईटी उत्तीर्ण शिक्षकों के हक के लिए निर्णायक संघर्ष की रणनीति तय की गई। इस मौके पर पप्पू मिश्र, चंद्रजीत सिंह, मनोज वर्मा, किरन चौबे, मुकेश तिवारी, नरेंद्र, अजीत, संतोष, उमेश, श्याम सुंदर, रवि कुमार, रामप्रकाश, राघवेंद्र, राजेंद्र, सत्येंद्र आदि मौजूद रहे।
News : Amar Ujala (27.2.12)
a
ReplyDeleteTET mein Dandhlee huee hai,
ReplyDeleteMagar Loot Machee huee hai, Kyon be Baruta
Ab to Tuu Bhee Apnee Gang mein aa gaya, Ham mil kar ke gali likhenge.
TET mein fail hona Kya Apradh hai, Baimaano ko nokri nahin milne denge.
Hamara TET Fail Morcha kahan gaya,
Jai Mulayam Singh
Jai Akhilesh
TET Nirast Ho
Muskan Pagal Hai,
Baruta Jindabad
Baruta,
ReplyDeleteYaar tera koee jugad ho Ph.D. ka to bata,
PRT kee nukri mein kya rakha hai.
Ph.D. karenge aur khoob kamaynge.
Setting kara yar
Abe Koee ONLINE kee nahin.
ReplyDeleteYE Muskan urf Nuksaan kahan bhag gayee
This comment has been removed by the author.
ReplyDelete@ Pita ji
ReplyDeleteAap TET cancel kyon karana chahte hain??
Isase aapko kya milega next time aapko mauka nahi milane wala PRT me...
Mujhe samajh nahi aata ki aap TET me fail kaise ho gaye ab PHD karoge abe jindagi me kuchh to sahi kaam kar lo hahahhahaaaaa
ReplyDeletebaruta bhai and P!ta bhai aap log itni standard ki galiya in do kaudi k netao par kyon barbad karte ho.
ReplyDeletejab sui se kaam chal sakta hai to talwar chalane ki kya jarurat hai bhai, bas ek baar election khatm hone dijiye phir dekhiye ye sare court case kaise rafa-dafa hote hai.
keep patience yaar aur kisi ka majak mat banao dost.
bachha wahi anukriya(responce) karata hai jis se usko karane me anand aata hai....
ReplyDeleteSome Nonsense are writing stupid comments.
ReplyDeleteAgar TET mein Dandhlee huee hai, to Baimaano ko saja milegee.
Ab koee fail ho gaya, ya number kam aaye to kya hindustan ke saare exam cancel ho jaye.
........
Nonsense
muskan g yahan fail pass ki bat nahi hai yahan jo bade paimane pe dhandhli hui hai uski bat ho rahi hai hmai to lagta hai 72000 logo ki neukti mai hi golmal ki gyi hai maine dekha hai kai aise tet pass hai jo us layak nahi they mana ki bharti tet merit se ho to sabhi valid morcha walo ko chahiye ki wo ek jut hoker farzi pass walo ki janch ki mang kare na ki tet merit se
ReplyDeletemuskan g aap itna gussa kyo karti hai waise man se sochiye kya anan fanan mai tet merit se bharti karke sanjay mohan ke armano ko complete kare to hum aap aur sanjay mohan mai kya antar rah jaiga waise sanjay mohan god se kahta hoga he bhagwan tet ki bharti merit se hi ho taki mere sare relative rato rat job pa ske by
ReplyDeletemain kal lucknow ki meeting me shamil tha.25 district president ek manch pe aa gaye hain.aur log bhi jud rahe hain.hum fight karne ko taiyyar ho gaye hai.Third party me jin 12 logo ka naam pada hai,unme se ek naam mera bhi hai.aap logon se request hai ki aap ladna band karein aur mehnat se is ladayi me lag jaye.
ReplyDeleteShahid,bareilly 7520218808
hi
ReplyDeleteAzamgarh ka adayksh agar koi ho to please contact karo ya contact no.Do.Hamara jila sangthan me sabse piche hai.
ReplyDeleteMaine azamgarh me meeting ke do date dali lekin mere pas 1 bhi phone nahi aya aur jab maine certificate ke liye news dali to 200 se jyada mere pas phone aye.Certificate leke achar daloge.
ReplyDeleteKal meri baat akbar pur ke 1 bhai se hue thi.Unhone bataya ki pahli meeting me 70 aur dusri meeting me 250 log aaye lekin azamgarh ka hal achchha nahi hai.Mujhe afsos hai aap apne liye nahi lad pa rahe hai.
ReplyDeleteDear friends,
ReplyDeletekal LUCKNOW me meeting thi, tet ke baare kya decision liya gaya?please anyone reply.
Ashish srivastav ji ekdam kasam kha liye hai kya ki jab tak koi good news nahi aayegi blogs par nahi aayenge.
ReplyDeleteDear sachin sharma where are you?aap jab comment ~........... likhate hai to achchha lagta hai.
ReplyDelete**bhadde comments likhkar aap sirf ye darsate hai ki aapki mansikta kitni gandi hai aap kitne gande parivesh me pale hai.kisi ke bare me galat likhkar aap use hatotsahit nahi kar sakte balki aur majboot banate ho.
ReplyDeletekya koi unnao se hai? y
ReplyDeletekya koi unnao se hai? y
ReplyDeletemuskaan ji vi btc k jin logo ki training ho gyi hai aur tet k karan joining nhi ho rhi hai unka kya hoga pls btaye
ReplyDeletekisi bhrast neta ko kabhi saza mili afjal guru ko saza mili to tet ghotala karne walo ka kya ho sakta hai bhul jao ek aur ghotala yeh desh ki kismat hai .naye tet se bharti hongi aur b.ed wale bas dekhenge aur royenge.
ReplyDeleteDear Rajesh Row ji mai kisi ka comment padu ya n padu BUT aapka comment mai bahut dhyan se dekhta hun,aapne pichle comment me bataya tha ki humlog court ja rahe hai.kuchh aur jankari hai to please bataye.ek aur baat mai keval aapse puchhana chahta hun ki tet cancel hone ke kitne chance hai.please reply Rajesh ji i am waiting.
ReplyDelete'Bhedia aaya' wali kahani sach hone ja rahi hai. Ek bar v sarkari taur pe tet cancle karne ki khabar nahi aai lekin bhai log itna halla macha rahe hai ki kahi sarkar ise sach me hi radd na kar de. Cort ke faisle aur chunav tak to sabra rakhna hi padega. Ho halla uske bad...
ReplyDeleteJaise ki hame gyat hai total 1,24000 shikshamitro ko training di jaani hai jisme se 62,000 es samay training kar rahe hai jinka abhi tak exam bhi nahi hua hai mai yah janna chahta hun ki kya tet ko cancel karwakar bed walo ki jagah en shikshamitro ko to nahi rakha jayega yadi aisa hota hai to bed wale never and never PRT ke liye valid ho jayenge kyoki kendra/NCTE ab dubara chance nahi degi.
ReplyDeleteVaranasi mandal me kul prt+junior milakar 54,000 candidates pass hai.
ReplyDeleteFriends koi news hai to please share karo.
ReplyDeleteMuskan ji
ReplyDeleteplz aaj k firozabad me tet se releate news hai plz publish kare..
Azamgarh morcha ka kya ho raha hai.Please batao dosto apas me judey
ReplyDeleteCase Status - Allahabad
ReplyDeletePending
Writ - A : 76039 of 2011 [Varanasi]
Petitioner: YADAV KAPILDEV LAL BAHADUR
Respondent: STATE OF U.P. & OTHERS
Counsel (Pet.): ALOK KUMAR YADAV
Counsel (Res.): C.S.C.
Category: Service-Writ Petitions Relating To Primary Education (teaching Staff) (single Bench)-Appointment
Date of Filing: 21/12/2011
Last Listed on: 23/02/2012 in Court No. 33
Next Listing Date (Likely): 01/03/2012
tet fail agar tet dobara hoga to jinone mehnat se pass kia hai wo to fir se pass kar lenge
ReplyDeletetera kya hoga kalia..................
India can proud of its democracy. We still stands as a successful democracy since after our indipendence. We can feel the same being Indians, but it is more shameful for us than being proud to be independent that our government has no control over the public servant. Instead they themselves are indulge in forgery. Our government makes laws only for poor people and unemployed. Its policie are unvaluable for those poor people for them these r made but it becomes boons for the govt servant to make money. Being patriot has lost its value, coz our government has faild to give a better life to its people even after one of the most resourceful nation of the world. Being great as a country has no value for a person who strugles its whole life for food and employment while the govt officials flourish on their behalf. I love my land but don't love my govt and its anti enemployed policies. I am dejected. Thanks
ReplyDeletemirzapur ka tet c.f. kab milega?
ReplyDeleteplz koi bataye mirzapur mandal ka tet certificate kab milega?
ReplyDeleteplz koi bataye mirzapur mandal ka tet certificate kab milega?
ReplyDeleteplz koi bataye mirzapur mandal ka tet certificate kab milega?
ReplyDeleteJOKE OF THE DAY
ReplyDeleteArvind kejariwal par sansad ki avmanna ka mahabhiyog chalaya jayega-laloo prasad yadav
Arvind kejariwal aur anna team ki baton par ab koi dhyan nahi deta isliye arvind media me bane rahne ke liye aisi desh droh wali baten kar raha hai-digvijay singh
Arvind kejariwal ke bayan se star news sahmat nahi,hamare desh ke sansad imandar hai aur aaropi aur apradhi me antar hota hai-STAR NEWS(Anjana om kashyap)
plz kisi ko pata ho to zaroor batana.
ReplyDeleteIndia can proud of its democracy. We still stands as a successful democracy since after our indipendence. We can feel the same being Indians, but it is more shameful for us than being proud to be independent that our government has no control over the public servant. Instead they themselves are indulge in forgery. Our government makes laws only for poor people and unemployed. Its policie are unvaluable for those poor people for them these r made but it becomes boons for the govt servant to make money. Being patriot has lost its value, coz our government has faild to give a better life to its people even after one of the most resourceful nation of the world. Being great as a country has no value for a person who strugles its whole life for food and employment while the govt officials flourish on their behalf. I love my land but don't love my govt and its anti enemployed policies. I am dejected. Thanks
ReplyDeletebhai ak miting kro aur sbhi dist ke student ko ek jagah ekjut kro taki shasn ko pta chle ki hum sub aandolan ke liye taiyar hai.
ReplyDeleteSantosh bhai chand log mehnat kar rahe hai aur baki gharo me baithe hai.Hame bahar nikalkar apni taqat dikhani hogi.
ReplyDeleteNitin ji hamara bhi name add kar lo.
ReplyDeleteDurga prasad
pritam km
santosh
vinod gautam
dipak
keshav maurya
hume lagta hai ke 1 tarikh tak hum logo ko wait karna chahiye shayad koi faisla aa jaye.
ReplyDeleteagar nahi aata hai to jab tak nayi gov. nahi banti tab tak kuch hoga bhi nahi.
new gov. bhi kiski banti hai aur kya karti hai iske bare me kuch kaha nahi ja sakta.
aur dosto acha hoga ke aap sab ek dusre se ladne k jagah is bat pe focus kare ke age kya karna chahiye.
ReplyDeleteajay ji plz apana contact ni dijiye
ReplyDelete