**************
Chat Box is Closed,
And will be open after some time
**************
Full Details will be published soon
From: George Thomas <grgthomas57@gmail.com>
Date: 2012/5/4
Subject: related to ignou b.ed.
To: muskan24by7@gmail.com
Can publish about distance B.Ed.(IGNOU B.Ed.)
Govt. has not yet sent us for training despite the orders of Supreme Court. Govt. does only what he wants.
antar maantar par jana utna uchit nhi hai jitna hum sochte hain,,, ye neta hain inke khilaf pradarshan karne se inko to aur jyada fame milega, wahi inko chahiye....
ReplyDeleteagar aap kuch karna cxhate hain to hc me third party bane ya sc me PIL hi rasta hai,,
aap inko importance dena band karo.. vacancy se stay hatwana hai, nhi ki new vacancy chahiye....
antar maantar par jana utna uchit nhi hai jitna hum sochte hain,,, ye neta hain inke khilaf pradarshan karne se inko to aur jyada fame milega, wahi inko chahiye....
ReplyDeleteagar aap kuch karna cxhate hain to hc me third party bane ya sc me PIL hi rasta hai,,
aap inko importance dena band karo.. vacancy se stay hatwana hai, nhi ki new vacancy chahiye....
S.p. chalo
ReplyDeleteSarkar ki niyat theek nahi hai
ReplyDeleteS.c. chalo
ReplyDeletehi
ReplyDelete[b]Muskan g aapka yah kadam bahut hi sarahneeya hai.chat box ka bahut misuse hone laga tha jisko najar andaj nahi kiya ja sakta tha. pls set the timing of chat box for limited time. thanx alot[/b]
ReplyDeletedharna yadi dena hai to monday se allhabad high court ke bahar anshan par beth jao.
ReplyDeletemain bhi aanshan apr bethne ko taitar hun .
ReplyDeletedharna ab lucknow main nahin allhabad main karo
galati se bhi court ke samane dharana mat dena.
ReplyDeleteJi haa Court ke samne dharna nahi de sakte hai, because court sabooto ke aadhar par decision deta hai isliye to court ke aakho pe patti bandhi hote hai.
ReplyDeleteAgar Koi Friends Legal proceeding ke bare me koi question hai to wo share kar sakta hai.
ReplyDeleteVed- G This case is running at this time
ReplyDeleterajesh ji
ReplyDeletehamara hi case kyo ni suna ja raha
aur kitne case hai
Rajesh Row ji please give details of this case.
ReplyDeletehum kyo ni 3rd parti bane kya jab case har jayenge tab banenge
ReplyDeletehum kyo ni aur option par tayer ho rahe hai
ReplyDeleteacd+tet
kya ye tet sarker se upar hai
kyo ni uttranchan ka formula mante hai
ReplyDeleteye kuch tet sabi ko barbed kar denge
kisi chej ki watiage ka means hai ki kuch hissa na ki pura
is par hum sc me har jayenge
accrding to ncte
ReplyDeletetet is passing and state give some waitage
but maya give 100% why
maya ne to job ni diya but phasa diya
khud 5 saal btc acd pe ki
2008 vbtc ki job acd se di to is job ko 2 saal me kyo ni pura ki
javo aur maya ke ghar dharna karo abi pata chal jayega
sarker ke sath 1 laks ki job le lo ni to ye bi sisamitra ko milegi sala tet ka natak khatm ho jayega
rajesh bhai hume sirf ye bataye ,
ReplyDeleteKi 2 may ko hamare case ki sunwai kyo nahi hui,
Arthath advt. Ke baare me , koi bhi baat nahi hui, kya hume koi dikkat aa sakti hai,
Aur hamare wakeel kyo nahi bol rahe hai,
प्रिय मित्रोँ,
ReplyDeleteसरकार के तरफ से टीईटी के सन्दर्भ मेँ अभी तक कोई भी आधिकारिक फैसला नहीँ लिया गया है,रही बात प्रक्रिया की तो मेरा जहाँ तक अनुमान है सरकार कोई बीच का रास्ता तलाश कर रही है इसी कारण से इतनी देर हो रही है। मित्र, मैँ मानता हूँ कि टीईटी निरस्त करना टेढी खीर है लेकिन जिस तरह से रोज नये नये खुलासे हो रहे हैँ उसी तरह हमारी परेशानी भी बढती चली जा रही है, जो की जायज है।इसलिए मित्र धैर्य बनाये रखे कोई न कोई इस भर्ती के लिए रास्ता तो खुल ही जायेगा।
धन्यवाद।
BCT walo ko proble hai ki jab training 2 year ke kar chuke hao to phir 6 month ki kyu kare ise ke wajah se date 15.05.12 tai hai
ReplyDeleteme sabi jila netao se kahna chata hu ki vo apna TET ROOL NO de
ReplyDeletejisse pata chale ki vo 27000 me ni hai
me sabi jila netao se kahna chata hu ki vo apna TET ROOL NO de
ReplyDeletejisse pata chale ki vo 27000 me ni hai
rajesh bhai 2 may ko advt. Per kya bahas hui.
ReplyDeleteThoda sa bata de.
rajesh bhai btc walo ka matter to hume pata cchal chuka hai,
ReplyDeleteBut hamare advt. Per kya bahas hui hai usko thoda sa bata de to aap ki mehrbaani hogi.
lekin 1 cheej mere samajh me nahi aa rahi ki,
ReplyDeleteJab btc walo ka selection isi advt. Se hoga to hamara kyo nahi.
v k yadev ji
ReplyDeletetet cancle ni hoga
par bharti ko le kar lete ye -ve hai isi liye tet vale waitage ka mean samje
urge pardeshan kabi mat karna ni to hum hi -ve honge media me
anaa jaisa santi se batho aur music se enjoy aur dharna karo
aur bich ka rasta nikalo ni to sisamitra kafi hai bharti ke liye july 2013 me 62000 hai
Sc chalo
ReplyDeleterajesh bhai hume sirf ye bataye ,
ReplyDeleteKi 2 may ko hamare case ki sunwai kyo nahi hui,
Arthath advt. Ke baare me , koi bhi baat nahi hui, kya hume koi dikkat aa sakti hai,
Aur hamare wakeel kyo nahi bol rahe hai,
rajesh bhai hume sirf ye bataye ,
ReplyDeleteKi 2 may ko hamare case ki sunwai kyo nahi hui,
Arthath advt. Ke baare me , koi bhi baat nahi hui, kya hume koi dikkat aa sakti hai,
Aur hamare wakeel kyo nahi bol rahe hai,
Sorry Friends my net server is very low.
ReplyDeleteAnand Tiwari Ji-
case me advertisement ke technical fault ke chalte es prakar ke dikkat aa rehe hai case no.76039 of 2011 me bahas ho chuke hai aur advertisement itna bada fault nahi hua hai ki radd kiya ja sake uske bad other writ BTC petitioner (Sivani vs. state of u.p.)ka kahna hai ki jab BTC wale 2 years ka course aur TET qualify kar chuke hai to wo 6 month ke training kyu kare aur.
mushkan mam mai bahut khush hon ki apane chat box close kar diya ...
ReplyDeletebahoot bahoot dhanyawad apako
bahoot gandagi ho gayi thi
ratnesh(robertsganj)
hi
ReplyDeleteHon'ble Justice ne- Gov. artharth Standing counsel K.S. Kushwaha se question kiye aur us question pe puri taiyari na hone ki wajah se standing counsel ko bhagna pada aur 15 tak date tal gai.
ReplyDeleteAur 1 baat BTC walo ki mang hai ki Basic Education Nimwali 1981 ke etar selection yani jitne bhe candidates BTC/SBTC + TET only qualified hai sab ko job mile jabki gov. ne sirf ye kaha hai ki TET merit me number ke according aap ka number aata hai to us candidate ko sellect kiya jai.
shyam dev mishra ji se anurodh hai ki aaj aap jaroor do dino me bite ghatanakram par tet ke bishay par tippani de jisase man ko santusthi mile..papero me bada hi bhramak sandesh the.......
ReplyDeleteratnesh(robertsganj)
76039 of 2011 ke sath 7 others writ connect hai aur sab ko kuch na kuch paresani hai. sabhi 7 others writ ka avlokan kiya ja raha hai ki hame baad me koi aur paresani na aa jai aur B.T.C. walo ka mamla bahut jald the end ho sakta hai agar gov. affidavit de de to aur abhi blog par bhe advertisement B.T.C./S.B.T.C. ki cutting bhe affidavit ke sath diya ja sakta hai.
ReplyDeleteप्रिय मित्रोँ,
ReplyDeleteमैँने कई बार टीईटी अध्यक्ष लोगो से बात करने की कोशिश की लेकिन सफलता नहीँ मिली। मैँ अध्यक्ष लोगो से यही कहना चाह रहा था कि यदि मुख्यमंत्री के साथ मीटिँग मे उन्हेँ कोई सफलता नहीँ मिली है तो आपलोग क्योँ नहीँ कुछ बीच का रास्ता तलाश रहे हैँ ??? क्योँकि मित्र अभी तो केवल 27,000 अभ्यर्थियो के फ्लूड का मामला ही सामने आया है जबकी टीईटी अभी भविष्य के गर्भ मेँ ही है।इसलिए आपलोग मेरी बातोँ पर ध्यान अवश्य देँ अन्यथा न हम घर के रहेगेँ न घाट के।फैसला इस ब्लाग से जुङे हुए मित्रोँ को करना है।
धन्यवाद
V.K. Yadav Ji aap sahi kah rahe hai aur apna sujhav es blog par de sakte hai ki kya ranniti hamare netao ko banana chahiye.
ReplyDeleteAb bharti yadi hogi to court se hi hogi dusara koi rasta nahi hai.ab hume h c me pill karni chahiye ki purv me prakasit vigyapan ke aadhar par humne sabhi sarto ko pura karte huye hajaro rupaye kharch kiye hai jabki hum lakho ki sankhaya me aawedan kartawon ke bhavhisya ko dhyan me rakhte huye bharti prakriya atisighra puri ki jani chahiye taki bharti ki aas lagaye hum aawedako ko aarthik v mansik utpidan se rahat mil sake.kuch logo ko istarh ki pill tatha kuch logo ko ki bartaman sarkar dwara chunawi ghosana jisme tet cancle karne aur bharti prakriya ko badalne ki bat se dar hai jaisa karne par hum abhyarthiyo ke sath anyay hoga kuch ki awedan karne ki age khatm ho jayegi tatha bhinna-2 board ke praptanko me bhinnata ke karan hum tet me ache anko ke bawjud piche rah jayenge .yadi tet ke anko ke adhar par bharti nahi hoti to hum awedan bhi nahi karte.atah in dono tarike se alag-2 pil daldeni chahiye.agar aaplog aur muskan ji sahamat hai to comment de.mai hamesa taiyar hu.
ReplyDeleteAnand Tiwari ji aap es blog per sakriya roop se jude hai aap apne mobile number post kare mai aap se sampark karna chata hoo.
ReplyDeleteAur fir hum log s c to jane ko taiyar hi hai akhir btc acd walon ki itani yachikaye pad sakti hai jabki acd wale jante hai ki bharti ka aadhar badalna aasan nahi hai fir bhi kitni yachikaye hai aur humne kya kiya?jara theek se socho.
ReplyDeleteMuskan ji humari leader aap hi kyo nahi ban jati hum aap ki adhyakshta me s c chalte hai.sabhi bhai apani ray de.
ReplyDeleteRajesh row allahabad ji hume bataye ki hum log case me third party ke roop me involved hain ya fir hame only bewkoof banaya ja raha hai.
ReplyDeletebhai koi bta sakta hai. ki kitne handicap{विकलांग}tet pas hoge.
ReplyDeletehamare leader ki soch hai ki sirf apna apna sochna aaj agar ye tet merit ya acedmic ka chakkar chord ke kewal is mang mai lage hote ki jitne bhi tet pass hai sabko job mile to aaj sabhi tet pas bhai ek jut rahte aur jor shor se bhari sankhya mai ekattha hoke itna jordar padarshan karte ki gov. hil jati aur wo khud hamare aagai piche nachte jaisa sicha mitro ke sath ho raha hai aur han ant mai ek kahawat hai gov.kare (sichamitra)to raslila ham kare(tet wale) to charracter dhila ye ncet bhi sanjay mohan jaiso ke bal pe tika hua hai hmai kahta hai b.ed+tet aur sichamitro ko koi rule falow nahi karna hai ye hai dohri niti yehi kam yahan up gov aur hc kar rahi hai plz aap log josh ko banaye rakhe ujala jarur hoga
ReplyDeleteMukesh Ji- jaha tak mujhe knowledge hai abhi tak impleadment allow nahi hue hai aur impleadment allow hone se jyada fark nahi padne wala hai agar allow ho bhe jate hai to sabse pahle question Hon'ble Judge Standing counsel se he poochege aur uske baad others advocate se. 2 May ko hamare advocate Ashok Khare ko argument karne se court ne mana hahi kiya the bina impleadment allow ke bhe argument kiya ja sakta hai
ReplyDeleteThanx rajesh ji
ReplyDeleteImportant News to All TET Qualified TET BASE/TET ACADEMIC BASE ko support karne wala friends agar hum sab united nahi rehe to future me B.Ed walo ke sath bahut bada dhoka ho sakta hai because NCTE ke time limit and State Gov. ka ravaiya aur court ka rukh abhi tak BTC/SBTC wale he kafe numbers me hai Anuman ke anusar 25000-35000 tak ho sakte hai to agar advertisement cansel ho gaya to kya gurantee state gov. bharti kare aur BTC ka naya Batch aa jayega to bahut se seat reserve kar lege aur Shiksha Mitra 1.24 Lacs to Bed walo ka kya hal hoga.
ReplyDelete@thanks rajes row ji aap ne hamare case k sambandh me jankari di, baki koi leader jankari dene me shayad apni tauheen samjhte hai. Kisi ne ye jehmat nahi uthai ki yaha aakar kuch share karta.
ReplyDeleteOk V.K. Singh/Ghazipur mai he aap se sampark kar leta hoo but hamare Zila Adhyksho ko ab sakriya roop se gov. par dabav banana padega nahi to Bed wolo ka future khatere me pad sakta hai. hum sab ko milkar Behtar Ranniti banani hogi.
ReplyDeleteRAJESH JI MAI SABSE PEHLE EK BAT YE KEHNA CHAHTA HU AB TO TET ME NEATAO SE LOGO KA VISWAS UT CHUKA HAI WAISE BHI UP ME HAMESA SE BHARTI COURT KE DAKHAL KE BAD HI HOTI HAI AB MAI YE KEHNA CHAHTA HU KI COURT ME TO AAP KA KOI PAKCH RAKHNE WALA HAI HI NAHI HAI TO KAISE AAP LOG SAFE HAIN YE TO PTA NAHI HAI LEKIN YE JAROOR HAI KI TET KE LEADERS KI AAPAS ME BHI NAHI BAN RAHI HAI JO KI BAHUT HI GHATAK HAI NITIN MEHTA JI DWARA CAVIATE DAKHIL KRNA BATAYA GYA JO KI GALAT THA SO WHAT IS NEXT STAND...........
ReplyDeleteArpan Ji Aap ke sahyog se bahut se tetians facebook/blog ke madhyam se mobile par jankari prapt kar lete hai es Ladai me aap ka yogdan ko hum log bhe nahi bhool sakte hai. because bahut se leader ke pass information hote hua bhe bahut logo ka pass nahi pahucha pate hai.
ReplyDeleteRavi Kant Ji- Mai aap ke baat se Sahmat hoo ki hamare kuch netao me transparesi nahi hai jisse hum aapas me matbhed kar baithe hai ye bahut he hanikarak hai hamare sanghatan ke liye.
ReplyDeleteAur Dusri baat aap jo Ceaveat ke baat kar rehe hai jo ki Nitin Mehta & S.K. Pathak ne dhakil kiya hai wo sirf TET Cancellation ke samband me koi new writ aathi hai to party se roop me 1 copy receive karaya jai jisse Nitan Mehata ke Advocate iska khandan kar sake.
rajesh row ji kya aap number ya email d de sakte hain mujhe ?
ReplyDeleteab agar hume is bharti ko bachana hai to sanghars tej karna hoga. Kyoki sarkar ki niyat theek nahi.
ReplyDeleteSameer Dixit Ji Aap mobile number post kare mai aap se sampark kar leta hoo. please publish your mobile number immedatailly.
ReplyDeleteV.K. Yadav Ji aap se varta karke acha laga aur aap ke prayas aur sujhav ki mai kadra karta hoo aur hamare neta jo bhe decision lege unko reminder karaya ja sakta hai bhai mai koi Zila Adhyaksh nahi hoo maa to 1 Chota sa karyakarta hoo.
ReplyDeleteSAMEER DIXIT G- My mail I.D. ---- Rajeshrow86@gmail.com or Facebook par contact kar sakte hai user name as Facebook "Rajesh Raw"
ReplyDeleteOk, Friends " good Night"
ReplyDeleteMujhe Khed hai ki mai aap logo se perday nahi varta kar pata hoo aur na hi comment de pata hoo butjab bhe mai net par aauga aap loga se jaroor apna anubhv share karuga.
Last me Friends mai aap logo se kahna chata hoo ki next hearing 15/05/2012 ke liye jaha tak advocate se advise aur good openion ke varta S.K. Pathak, Nitan Mehta, Praveen Sachan or others ke sath milkar 7 other writ par kya problem hai uska gahan awlokan aur kanooni pechedi par bhas lawayers se ho rehe hai jisse ki next hearing me aur koi pench na phas paye because jitna paresan aap log 02.05.2012 ki hearing se hai usse kahi jyada paresan aap ke neta bhe kahee na kahee hoge.Aur aap logo se Anurodh hai ki kise ke bare me poori jankari ke bina aroop lagana uchit nahi hai- "HAME APNA EGO BHOOL KAR APNE FUTURE KE BARE ME SOCHANA HAI"
Rajesh Raw Ji, Aapki baton se aaj sabko tasalli mili hogi. Thanks for updats and clarifications. ye sabhi pareshan ho rahe frndz ke liye ek tonic tha. Thanks and Gold Bless you.Regards.
ReplyDelete