युपी टीईटी परीक्षा कब न्याय होगा
UPTET Exam : When will justice happen
बहुत से यु पी टीईटी अभ्यर्थी सोच रहे हैं कि चयन का आधार बदल कर सरकार भर्ती प्रारंभ करेगी क्योंकी धांधली पाए जाने पर टी ई टी मेरिट से भर्ती नहीं हो सकती और सरकार इसे ( टीईटी परीक्षा ) को पात्रता परीक्षा में बदल देगी |
ये सब अफवाहें मात्र हैं |
या तो कोई परीक्षा सम्पूर्ण रूप से निरस्त की जाती है या फिर पूर्ण रूप से स्वीकार (गलत लोगों को हटा कर ) की जाती है |
एन सी टी ई की गाइड लाइन / निर्देशों में साफ़ लिखा हुआ है कि टीईटी परीक्षा के अंको को चयन में महत्व दीया जाये और अभ्यर्थी अंको के सुधर हेतु पुन परीक्षा में बेठ सकते हैं तो टीईटी परीक्षा को सिर्फ पात्रता परीक्षा बनाना कैसे संभव होगा
आप ही सोचीये कि अगर टीईटी परीक्षा को धांधली का नाम देकर पात्रता परीक्षा में बदल दीया जाता है तो क्या जो लोग इस परीक्षा में असफल हो गए हैं वो नहीं कहेंगे कि जिन लोगो ने धांधली की उनको अब भी पात्र कैसे मन जा रहा है |
सबसे बड़ी बात ये है कि हर अभ्यर्थी अपने साथ ओ एम् आर की प्रति लिपि / कापी रखा हुआ है और एक कापी विभाग के पास है , ऐसे में अभ्यर्थी अपने इमानदारी के सबूतों व सरकारी नियमों / आदेशों
की कापी को अदालत में प्रस्तुत कर अपने को नियुक्ति का पात्र बता सकता है |
कुछ लोगो का कहना है कि मायावती सरकार ने ४ दिन पहले नियम बदलकर टीईटी परीक्षा को चयन का आधार बना दिया, जो कि कुछ लोगो को फायदा पहुँचाने के लिए किया गया |
इसमें कुछ महत्वपूर्ण बिंदु निम्न हैं -
1. टीईटी परीक्षा को चयन का आधार बनाना किसी नियम के विपरीत नहीं है और एन सी टी ई के दिशा निर्देशों का पूर्णता से पालन करता है |
२. टीईटी परीक्षा सभी के लिये सामान अवसर प्रदान करती है |
यु पी में यु पी बोर्ड वाले काफी समय से दूसरे बोर्ड के अभ्यार्थीयों से पिछड़ रहे थे , कुछ युनिवर्सटीयों में मार्क्स आसानी से ज्यादा मिल जाते हैं और कुछ फर्जी मार्क्स शीट(सम्पूर्णानन्द वाराणसी , माध्यमिक शिक्षा मंडल भोपाल ) की बात भी सामने आ चुकी है , प्रोफेशनल कोर्सेस (बी बी ए / बी सी ए ) / प्राइवेट कालेज में मार्क्स आसानी से ज्यादा मिल जाते हैं |
(क्या प्रोफेशनल कोर्सेस वालों का प्राइमरी अध्यापक में इस तरह से चयन उचित है )
अकादमिक अंको के महत्व को नाकारा भी नहीं जा सकता - जैसे की 10 वीं के मेथ टीचर के लिये आप बी. एस सी / एम् एस. सी मेथ के अंकों को थोडा महत्व (10/20 प्रतिशत वेटेज ) दे सकते हैं |
परन्तु प्राथमिक टीचर के लिये आप अकादमिक टोपर को चुने वो समझ से परे है इसी लिए एन सी टी ई ने गाइड लाइन तयार की है | सरकार को सोचना चाहिए कि वे प्राइवेट स्कूलों से क्यों पिछड़ रहे हैं ,
क्या अधिकारी /नेता अपने बच्चों को सरकारी प्राथमिक स्कूलों में पडाते हैं | जो लोग सरकारी सेवा / शिक्षक ityadi में हैं क्या वे अपने बच्चों को सरकारी प्राथमिक स्कूलों में पडाते हैं
3. टीईटी परीक्षा , अध्यापकों के चयन का एप्टीटुड टेस्ट है तो इसके अंकों का सर्वाधिक महत्व है , जिस प्रकार बैंक में क्लर्क के लिये क्लेरिकल एप्टीटुड टेस्ट होता है उसके लिये कोई अकादमिक टोपर का चुनाव नहीं किया जाता |
आज जरूरत के हिसाब से हर विभाग अपनेएप्टीटुड टेस्ट का आयोजन करता है चाहे डी आर डी ओ का साइंटिस्ट एंट्री टेस्ट (सेट ) हो या पुलिस के सिपाही की भर्ती हो
कुछ लोगो का कहना है कि सिर्फ एक टी ई टी परीक्षा से भर्ती क्यों हो |
इसमें इतना गलत नहीं है हालाँकि मल्टीपल लेवल एक्साम बेहतर चयन का आधार देते हैं |
तमिल नाडू में एम्प्लोयमेंट एक्सचेंज में रजिस्ट्रेसन की सीनियारिटी से भर्ती की गयी तो क्या वो गलत है
तर्क बहुत सारे मोजूद हैं परन्तु अब जब टी ई टी मेरिट होल्डर सरकारी नियमों (राज्य / केंद्र ) / कोर्ट के दिश निर्देशों के आधार पर भर्ती के पात्र हो गए तो उनका हक छिनना bilkul गलत हैं और anyay है |
जिन अधिकारिओं ने गलतीयां करी है उनको कड़ी से कड़ी सजाएँ दी जानी चाहिए जिससे आगे इस तरह की गलती दोहराई न जा सकें |
और अगर नियम बदलने हैं तो वे नयी भर्तियों में बदलने चाहिए अन्यथा सब लोग कोर्ट में ही चक्कर लगते रहेंगे और सालों साल भर्ती लटकी रहेंगी |
4. अभी अदालत में विज्ञापन को लेकर एक मामला विचाराधीन है जिसको देखकर साफ़ लगता है कि ये सिर्फ अड़ंगेबाजी है -
न तो वो व्यक्ति बी एस ए है ( कि अधिकारों का हनन हो ) न ही उसकी भर्ती पर इस मामले से कोई प्रभाव ( विज्ञापन चाहे सचिव निकाले या बी एस ए , उसके टी ई टी मार्क्स नहीं बदल जायंगे ) पड़ना है
इससे पहले भी अदालत ने विज्ञापन में संशोधन के आदेश जारी किये थे तो संभव है के इसमें भी कोई सकारात्मक निर्णय अभ्याथीयों के हित में आ सकता है
Comment of a depressed candidate :
Ashish Srivastava said...
Dosto ye post mai hospital se kar rha hun...kal se mai admit hun...
Dr ka kahana hai ki pressure aur mental stress ke karan mera BP low ho gaya hai...
Pata nahi jinda bachunga ki nahi...sach bolu toh jine ka mann bhi nahi kar rha hai...
Bas koi ye bataye ki meri galti kya hai ki mujhe ye din dekhna pad rha hai...sirf ek galti ki mai India jaise desh me paida hua...sharm aati hai khud ko india kahane me...aur wun khokhle jhuthe logo se b mera anurodh hai ki wo sach ko accept kare...sarkar aur nyaypalika dheere dheere ek ek kar ke ham sabhi ka jaan le rhi hai...AGAR MUJHE KUCH BHI HOTA HAI TOH ISKE JIMMEDAR SIRF YE AKHILESH YADAV KI SARKAR AUR HIGH COURT HOGA....
Mai ek khush rahne wala dosto ke sath masti karne wala ladka tha...padhne me bhi thik hi tha...sab kuch achcha. Chal rha tha...mai ek job bhi kar rha tha...jaha achchi salory mil rahi thi...jab ye pata chala ki TET ke adhar par teacher bhart ki jayegi toh maine socha ki achche se mehnat kar ke achche marks lete aawu..maine job se resign kar diya..aur din raat padhai kar ke TET ka exam diya..bhagwan ki daya se 128marks bhi mujhe mile...ek midl class family ke liye isse badh kar kya khushi ho sakti thi ki wus ghar k ladke ko gov job milne jarhi hai...
Fir sabhi bahut khush thhe...mehnat kar k pass hua tha khush hone par mera haq banta hai..jo log pass nahi ho paye jinke marks kam aye unhone ne kyu aisa kiya ki hamlogo ki khushiya marne par agaye...aur hamari adalat hamari sarkar bhi unhika galat ka sath kyu dene lagi...
Baat ab sirf TET merit ya acdmic ka nahi hai baat ye hai ki hamlogo ne wusko dhyan me rakh k padhai ki sab kuch chhod ke TET pe dhyan dene lage...
Mai puchna chahta hun ki mehnat kar ke achche marks laane ka kya yahi natija milega? Ki aj mujhe hospital me admit hona pada...aj mujhe kuch ho gaya toh kaun jimmedari lega mere ghar pariwar ki..mai apne ghar me sabse bada hun. 27yrs ki age me akar aisa din dekhna pad rha hai...
Ap log yahi kahoge ki ek naukari nahi mili tohkya dusri milegi...mai puchhna chahta hun ye baat yaha kyu lagoo hogi...mai fail hua hota ya mujhse koi galti huyi hoti to ye baat kah k mai khud ko santvna de sakta hun...jab meri koi galti nahi hai toh hame kis baat ki saja mil rahi hai...
Dosto mujhe kuch ho jaye toh meri lash ko CM ke ghar pe ya heigh court ke judge ke samne fek dena kah dena ki ye hai tum logo ka atyachar...pata nahi abhi kitne aur lashe dekhne ko milegi...
Ye sab jo kuc ho rha hai jitna halke me liya jarha hai utna hai nahi...hamare jaise hazaro log bahut mushkil se ek ek din bita rahe hai...
Mai puchhna chahta hun hamre tathakathit TET netawo se kya soch k wo aage aye thhe..usnhone jab bulaya tab mai lko gaya..laathi khayi danda khya...last time unhone lko bula ke ham logo ka majak bana diya...janta darbar me jana tha toh tabhi hamlogo ko bula liye hote..shayad janta darbar me 30000 ki bheed pahuchti toh ham jyda dabav bana sakte thhe..vastav me hamare TET netawo me durdarshita ki kami hai...2 3 din meeting kar k kya unhone janta darbar me jane ka faisla kiya tha?
Agar wo thik se ran niti banaye toh hmare jaise bahut se student hai jo kuch b karne Ko tayar hai..jaise aj mai hospital me admit hun shayd kuch kar k marta toh hazaro logo ka bhal ho jata...
Mujhe ab apni zindagi se koi pyar nahi rah gaya hai...sab kuch aisa lagta hai khatm ho gaya...sarkari vyavstha aur rajnitik dushmni sath me nyaypalika ka lachar nyay vyavstha inn sab ne mil kar hamre jaise pata nahi kitne logo ki zindagi barbad kar ke rakh di...
Sirf ghar pe baithe rahne ke siwaye kuch nahi bacha hai...
Good bye dosto pata nahi fir kabhi mai yaha blog pe kuch likhne k liye jinda b rahu ya na rahun...
kul mila kar sarakar ki niyat saf hogayi hai ki bharati ham aapane tarike se karaye
ReplyDeleteBhartee mein niymon ko badalna,
ReplyDeleteBhrtee latakane kee shuruaat hai
(Divide and rule)
Lok Sabha Election tak Bhrtee na latak jaye
court se ham kya asha lagaye jo ek mamuli se nirayan lene me date de rahi hai....ek byakti ko lekar court chal rahi hai ish kish(kapil dev yadav) ko kaise liya gaya jisaka kahi se koi matalab hi nahi hai.........
ReplyDeleteratnesh_rbj.sonebhadra@9889337997
agar lokh sabha chunao tak yah bharati lataki 4seate bhi milani mushaki ho jayega ab agar ham ye kahe ki jitani deri ho rahi hai utani hi popularity dhat rahi hai ish samay vidhan sabha ka chunao karaya jaye to cm sab ko kewal 61 seate hi milengi
ReplyDeleteye mera dava hai
kyoki yuva voter gyade hai ....
ratnesh_rbj.sonebhadra@9889337997
are bhai tum log khud ko india ka sabase bada nyaydhish/vakil maanate ho isi se aaj tak jool rahe ho.niji swarth chodkar acd+tet ka samarthan karo dhyan rahe jab tak dono paksh santust nahi hoge koi na koi paksh court me maamle ko atakaye rakhega. agar aap log samajhate hai ki is case k baad raah k sabhi kante khatm ho jayege to ye aap sab ki bhool hai kyoki vkilo ka kahana hai ki jabtak muwakkil k jeb me paisa rahega market me plane paper milata rahega arthat court jane k naye-2 base banate rahege
ReplyDeleteUnknown ji , Ye niji swarth nahin hai
ReplyDeleteAgar aap Acad. merit se bhrtee kara den, to mein apnee Har Maan loongee.
Personally Acad. merit se ujhe fayda hai.
unknown bhai parade ke piche choro ki tarah kyo chhupe bahar nikalo bhai ham logo ka itana acd merit nahi hai aap log 80% wale hai yakin mane agar hamara itana merit real me rahata to bade post par hote par aap prt ke pichhe pade hai magar tet me aap se kahi jyade hai...
ReplyDeletejindagi ki talash hum.
ReplyDeleteMout ke kitne pass aa gaye,
@unknown ji
ReplyDeleteaapne bilkul theek kaha,niji swarth chhorkar hum logo ko TET + ACD ki baat karni chahiye.
Muskan ji pls support it
delhi jaane ki baat karte hai,
ReplyDeleteLkw aane me bhi darte hai,
Up police se bhagte hai,
Delhi jaane ki baat karte hai,
Dp apne me hai shakti shaali,
Jisko dekh nikalta hai achcho achcho ka paani,
jab nahi bache baabaa ramdev,
To kaise maan le ki hamare sath nahi hoga koi bhev,
Delhi 2 karte ho ; delhi pe kyo marte ho,
Delhi me mujra karoge kya tetians,
Ha.......ha.......ha
excellent article by blogger. i am totally agree with u.
ReplyDeleteexcellent article by blogger. i am totally agree with u.
ReplyDeletepost karne wale bhai duniya tere hisab se nahi chalti, ki tet mrit ka swarth dekha jai, ek to tet merit wale currupt merit ka smarthan kr rahe hai,, itna curruption hone bad bhi tet merit banwana chate hai. academic meirt jyda bhter hai selection ke liye..ya fir scondry exam. pata chal jayga app tet merit walo ne kitni mehnat ki hai.; mai bhi tet qulified hu 118 marks hai. lekin fir bhi mai chata hu academic merit bane. aap to apna swarth dfekh rahe hai,,, process wo honi chiye jo sahi hai.sansodhan jaruri hasi , vigypan bhi nirrst hona jarruri hai. apradhiyo ke sath kadm se kadm mile ke kade rene se aap bhi pap ke bhgi ban rahe hai....tet leader aap logo ko bhrmit ker rehe hai or kuch nahi.. aap logo ka samey,, money,, energy, sab barbad ker rhe hai...bus itna hi kana chunga aap log sacht rahe leader se.
ReplyDeleteMr jon lagta hai duniyan tere hisab se chalti hai. abe nakalchi apna munh band rakh.
ReplyDeleteBharti tet merit se hi hogi
ReplyDeleteIse rokna kisi ke bas me nahi
Tet morcha jindabad.......
This comment has been removed by the author.
ReplyDeletemr. shine ,,ha to tet merit wale bade shrif hai jo paise deker no. badwayet samey to teri imandari ghass khane gayi hogi,, gov bulkul shai ker rahe hai..apke main sargna to jail me hai or bhi pakde ja rahe hai ,, to bhter hoga ki aap chup bathiye,,,,
ReplyDeleteSale jon samne aa teri maa ne dudh pilaya he to class v ka syllabus solve kar de kutte
ReplyDeleteRajesh pandey kaun he maine kuchh din pehle inka statement padha tha k bharti acd se ho to bhi inhe koi dikkat nahi he par jaldi ho
ReplyDeletejon tumhare ac kitni hai aur obc/gen/sc
ReplyDeleteSaleem sahab ye wo Rajesh Pandey nhi hai acd wale in ke to tet me 125 Se jayda marks hai ye B.Ed berozgar sangh se member hai inhi k sangh ki wajah se lucknow me dharna kar ne ki permission milti hai baki ap unk mob. No. Pe bat kar sakte hai .
ReplyDeletekal pure pradesh me nirnya liya gaya ki ab andolan ugra hoga
ReplyDelete1- 9 may ko apne apne jilon me chakka jaam 12 noon
2-13 may ko lucknow me
3-19 may lucknow me dharna aur vidhansabha gherao
abki baar aap logon se appeal hai ki kam se kam in dino jaage raho aur apne saath kam se kam 5-10 logon ko jaroor layen jan samooh ki kami se is andolan ko safal nahi banaya ja sakta
tet sathio gov.aur uske dalal ham logo mai foot dal rahe hai ab sichamitro ko mohra banake hamara aur sichamitro mai takrav karane ke chakkar mai hai taki hum tet ko bhool ke gov.ke jagah sichamitro ka virodh kare plz aap samjhe sichamitra hum logo ke sahayak hai aur helper hi rahenge jab hum compition pas karke b.ed. kiye aur tet pas hai to gov.kis adhar pe sichamitro ki bharti kaise karegi jabki all ready qualified teacher mojud hai aap sabhi gov.ki is chunavi chal ko likh ke sc mai bheje address is blog se mil jaigi ya mujhe call kare
ReplyDeleteDear tet qualified freinds
ReplyDeletetet ka form bharne tak ham sabhee ek the sabhee bade khush the lakin
maya wati ke chamcho ne hmai ek ese more par khada kar diya
jaha ham ek dusre ke jaan ke dusman ban gaye
ek dusre par arop lagane lage
yadi niyam sahi bane hote to ajj ye naubat nahi aati
ham sabhee mante hai ki 10th & 12th mai nakal hoti hai
tet mai gadbadi hui hai
to aap sabhee kewal apne swarth ko chodkar sabhee ko sath lekar chalo
jinke acad good hai
jinke tet good hai
dono ko jadkar good banwao
sabka hit ise mai hai
acad+tet jodkar banaya jai
mera app sabhee se yahi nivadan hai
aage aap logo ke marzi
good + good jodo
double good banwao
Dear tet qualified freinds
ReplyDeletetet ka form bharne tak ham sabhee ek the sabhee bade khush the lakin
maya wati ke chamcho ne hmai ek ese more par khada kar diya
jaha ham ek dusre ke jaan ke dusman ban gaye
ek dusre par arop lagane lage
yadi niyam sahi bane hote to ajj ye naubat nahi aati
ham sabhee mante hai ki 10th & 12th mai nakal hoti hai
tet mai gadbadi hui hai
to aap sabhee kewal apne swarth ko chodkar sabhee ko sath lekar chalo
jinke acad good hai
jinke tet good hai
dono ko jadkar good banwao
sabka hit ise mai hai
acad+tet jodkar banaya jai
mera app sabhee se yahi nivadan hai
aage aap logo ke marzi
good + good jodo
double good banwao
Dear tet qualified freinds
ReplyDeletetet ka form bharne tak ham sabhee ek the sabhee bade khush the lakin
maya wati ke chamcho ne hmai ek ese more par khada kar diya
jaha ham ek dusre ke jaan ke dusman ban gaye
ek dusre par arop lagane lage
yadi niyam sahi bane hote to ajj ye naubat nahi aati
ham sabhee mante hai ki 10th & 12th mai nakal hoti hai
tet mai gadbadi hui hai
to aap sabhee kewal apne swarth ko chodkar sabhee ko sath lekar chalo
jinke acad good hai
jinke tet good hai
dono ko jadkar good banwao
sabka hit ise mai hai
acad+tet jodkar banaya jai
mera app sabhee se yahi nivadan hai
aage aap logo ke marzi
good + good jodo
double good banwao
Highly sympathy with the gentleman. but in first sight its look like a drama....
ReplyDeleteYe Jo Unknon ji aur unke sathio jo Bhi log Acadmic ki bat kr rahe hai. Unhe hum bat de rahe hai. Ki Ab aaya hai Unth Pahar Ke niche.
ReplyDeleteSaheb ab aaya Unth Pahar ke niche.Ab sun lo kan khol ke Acadmic Walo Mai Dawa krta hu ki mai Utter Pradesh se Sabhi Salection Se Acadmic Khatam kr dunga...............
Jao man laga ke tayari kro Comptition ki. Jay TET.
atam hatya kayar log karte hai
ReplyDeletelagta hai is ladke mai itne himmat nahi ke ye apna+ apne maa baap ka bhee pet bhar sake
yadi iskee sadi + bachhe ho gaye hote to yah kabka atam hatya kar chuka hota
kyoki mahnat karke kamana to baski nahi
bas atma hatya kar le
tume se to achhe pachhi hote hai
jo pure din dane ki talas mai ghumte rahte hai aur sam ko phir apne ghar wapis aa jate hai
dosto mari bhee age 31 year ho chuki hai
2 daughter
1 son
kya job nahi milti to mai bhee atam hatya kar loo nahi
yadi maine mahnat se study ke hai to mai koi bhee job kar sakta hoon
aur apne jimedari nibha sakta hoon
atam hatya kayar log karte hai
ReplyDeletelagta hai is ladke mai itne himmat nahi ke ye apna+ apne maa baap ka bhee pet bhar sake
yadi iskee sadi + bachhe ho gaye hote to yah kabka atam hatya kar chuka hota
kyoki mahnat karke kamana to baski nahi
bas atma hatya kar le
tume se to achhe pachhi hote hai
jo pure din dane ki talas mai ghumte rahte hai aur sam ko phir apne ghar wapis aa jate hai
dosto mari bhee age 31 year ho chuki hai
2 daughter
1 son
kya job nahi milti to mai bhee atam hatya kar loo nahi
yadi maine mahnat se study ke hai to mai koi bhee job kar sakta hoon
aur apne jimedari nibha sakta hoon
Tet Jindabad
ReplyDeletesleem ,, samne ane se kuch bana lega,,clas 5 kya tera bahi khata salve jarur ker dunga,,,
ReplyDelete