UPTET : टी ई टी अभ्यार्थीयों की पीड़ा
आज सुना जा रहा है की इलाहबाद हाई कोर्ट ने टी ई टी अभ्यार्थीयों के नियुक्ति विज्ञापन (कि सचिव द्वारा बी एस ए की और से विज्ञापन जारी करना सही है या गलत ) की सुनवाई तारीख फिर बड़ा दी है |
और अब ये 15 मई हो गयी है |
कुछ लोगो का तर्क है कि बी टी सी अभ्यार्थीयों की नियुक्ति को इस विज्ञापन से जोड़ने के कारण हाई कोर्ट ने एक नयी तारीख दी है |
पर ये तर्क खरा नहीं उतरता , जब टीईटी मेरिट होल्डर राज्य व केंद्र सरकार के शासनादेश / नियमों के तहत नियुक्ति पाने के हकदार हो गए , तब अंत समय में प्रक्रिया में बदलाव नहीं हो सकता |
गेम के नियम शुरू में तय किये जाते हैं न की तब जब गेम समाप्ति की और हो |
दिन ढलते जा रहे हैं और अभ्यार्थीयों की बेचेनी बदती जा रही है |
अभी तक राज्य सरकार ने भी स्पष्ट नहीं किया है कि टीईटी अभ्यार्थीयों कब व कैसे होगी |
हालाँकि टीईटी अभ्यार्थीयों की नियुक्ति नियमानुसार मजबूत है क्योंकि सभी नियम उनकी भर्ती को वेध बता रहे हैं |
अभी तक धांधली के आरोप अदलत में साबित हुए हैं की नहीं ये भी पता नहीं चल पाया है |
धांधली का इमानदार अभ्यार्थीयों से क्या सम्बन्ध और सजा के पात्र तो दोषी अभ्यर्थी ही होते हैं , इस समय टीईटी अभ्यार्थी गंभीर मानसिक परेशानी से जूझ रहे हैं और इस सबको उनका परिवार भी भुगत रहा है |
कई अभ्यार्थीयों का तर्क है -
कि पहले तो इलाहबाद हाई कोर्ट ने विज्ञापन में संशोधन ( आवेदन ५ जिलों के स्थान पर सभी जिलों में ), रिज़ल्ट में संशोधन का आदेश बहुत जल्दी दे दिया था पर अब
जबकि एक ऐसे व्यक्ति ने याचिका सिर्फ मामले को अटकने के लिये डाली है
१. क्योंकी न तो उसके अधिकारों का हनन हो रहा है (व्यक्ति कोई बी एस ए नहीं )
२. विज्ञापन सचिव निकाले या बी एस ए , उससे उस व्यक्ति को कोई फर्क नहीं पड़ना
तो ऐसे मामले में इतनी देरी क्यों
और अब अभ्यार्थी क्या करें न तो वे विज्ञापन निकलने के अधिकारी थे न ही ईमानदार अभ्यार्थीयों का धांधली से कोई सम्बन्ध |
उनकी पीड़ा समझने वाला कोई नहीं |
मीडिया भी आये दिन भ्रामक ख़बरें दे चुका / रहा है -
कभी खबर आती है कि टीईटी परीक्षा सिर्फ पात्रता है ( जबकी एन सी टी ई ने साफ़ शब्दों में कहा है कि ये परीक्षा चयन का आधार देती है ,और अभ्यार्थी परीक्षा में दोबारा से बेठ सकते हैं अंक वृद्दि हेतु )
कभी खबर आती है कि चयन का आधार बदल जायेगा ( चयन के नियम राज्य व केंद्र सरकार ने तय किये हैं तो जब टीईटी मेरिट होल्डर चयन के पात्र हो चुके हैं तो अब नियम में बदलाव कैसे संभव है )
कभी खबर आती है कि टीईटी परीक्षा में धांधली हुई और टीईटी परीक्षा निरस्त हो जायगी ( अगर कहीं धांधली हुई तो दोषी अभ्यर्थी को सजा दी जायगी या सभी को , अभी तक किसी अभ्यर्थी का दोष साबित हुआ कि नहीं ये भी स्पष्ट नहीं | अगर सजा दोषियों को नहीं मिलेगी तो फिर एक नयी धांधली की सम्भावना नहीं होगी क्या )
Btc walo ka is case se kya sambandh hai ply koi explain kare
ReplyDeletesalon ne dimag ki hila di pagal banana chahte he
ReplyDeleteMujhe to ye gov ki chal lagti hai gov aur hc mileve hai jab tak hum pure up me jam nahi lagayege train nahi rokenge tab tak gov baaz nahi aayegi
ReplyDeleteAazam khan se mil liya jaye kya
ReplyDeleteEk kahawat hai lato ke bhoot baton se nahi mante. Isliye hume ugr aandolan karna hi parega
ReplyDeleteye sarkar pagal ho gayi hai or isko sirf acadmik dikhai de raha hai n ki yogy student.btc valon ka isase koi lena dena nahin hai .sarkar niyam badlna chahti hai or kuch nahin hai dosto.
ReplyDeletemere samajh se ek pil ho'ble sc me dakhil kar diya jana chahiye jisase ho'ble hc ko kadi fatakar mile kes ke nistaran me deri ke liye ho'ble sc ke dwara...
ReplyDeleteSathiyo naksalvad jaisi vichardhara is gandi rajniti k karan hi falti fulti he
ReplyDeleteHc ka putla phooko
ReplyDeletemilana hai to usmani se milo
ReplyDeleteye srkar nahin chahti hai bsp sarkar valon ko .isko sirf nakal karana aata hai.
ReplyDeleteGandhee ji kee tareh anshan keeya ja sakta hai /
ReplyDeleteNational TV par Debate (Harayan mein bhee TET candidates samsya se joojh rahe hain) mein sahee / galat kee baat kee ja saktee hai.
ap arun tandan ke bare main naresh agrwal ji se poocho.
ReplyDeletethird party aur ashok khare kahan gaye
ReplyDeletemain hum logo ke neta ke roop me shyam dev mishra ji ke naam ki rai deta hoon phir jaisi aap logon ki marzi ho baat aage badaye
mishra ji 72000 yogya logon aur unke pariwar ki duayen lene ka mauka na chode please hum log ek nishit rashi(50/100) is blog aur muskan ji ke madhyam se ek account me daal sakte hai aur us rashi ka upyog double bench of hc aur sc me mishra ji ke netritva me kar sakte hai
doston aapke paas doosri yojna ho to bataye nahi to meri yojna ko aage badaye thanks..
Haryan Govt. ne apnee website se comment dene ka system hata deeya (Kehna hai - ki comment theek nahin aa rahee)
ReplyDeleteMera sabhee logo se anurodh hai kee apne comment samjh daree se den, Jisse aapka maqsad bhee poora ho, aur law bhee dhyan mein rahe)
sarakar per college ke prabandhako dwara kahi koi dabaw to nahi hai nakal ka dhandha band ho jayega....
ReplyDeletejaisa ummid tha waisa nahi kar pa rahe hai cm sab dhokha kiya ja ra hai ye na bhule 3lac. tetanian hai hamesh ke liye gaddi par baithene ke liye nahi aae hai party wa gov ko gambhir parinam ke liye taiyar rahana padega .............
Kal muskan ji ne likha tha NYAY KA MANDIR court jaisi corrupt place ki tulna mandir se shame sickning agar CM 5yrs muh na khole to case chalta rahega. kahan chale gaye shyam dev mishra ji jo nyaypalika par oongli uthana ko mana kar rahe the
ReplyDeleteMene nyay ka mandir likh kar ek positive va mansik dabab ka mahol banane kee koshish kee,
ReplyDeleteKisee ka negative likhne ke bajaye apnee baat ko uchit va prbav shalee tareeke se vyakt karna chahiye.
Sabhee ko maloom hai ki sarkar ne apne patte nahin khole aur kya soch hai
Par baat kehne ke tareeke aise hone chahiye, jisse aapka maqsad bhee poora ho aur kaam bhee na bigde
dikha do sarkar ko apni takat tut pado .tet walo bahuut saha hamne ab sarkar ki baari hai.aisa aandolan karenge ki u p hi kya sare bharat me hamaari charcha hogi..ho jao taiyaar sathiyo.
ReplyDeleteHum logo ne aaj tak SC me pil kyo nahi dali? Kya sc ke vakeelo ki fees karono me he ya fir aur koi karan kripya koi is bat ko spast kare.
ReplyDeleteye PIL daalne ki process kya h, sbhi log kehte h ki SC me PIL daalni chahiye lekin daalta koi nhi
ReplyDeleteplz batao mene anjane mai omr sheet par whiten se do ans change kiye kya hum bhi un 27000 mai samil hai mere kul 97 mark tet mai scince mai hai ha ek bat pepar mai padi thi ki result banane bali computer ki harddisc ki up state leb se jach hogi or dosi ko saja di jayegi
ReplyDeleteAkhilesh se aap log jyada ummeed na kare to behtar hoga. Berojgari bhatta, laptop,tablet aur teacher transfer jaisi main muddon joki inki manifesto me shamil tha se jeetne wali party insabhi logon ko sarasar dhokha diya aur court ke aadesh ke pahle tet ko cancel karne ki baat ki. Aap log dharna aur aandolan ko chhodkar insab mamlon ko supreme court me le jaaye aur iske nirnay aane tak dusari exam ya job ki taiyari karen.
ReplyDeleteshyam dev mishra ji aj jaroor kuch na kuch apani rai jaroor de......ase log jo kisi santh ki potala aur samapatti ko nuksan karane ki bate kar hai wo log kya teacher banane ke yogyata rakhate hai kya yehi sa bachho ko sikhayege.. mojhe aise logo par daya ati hey ishwar inko sadabudhi dennnn.........
ReplyDeleteAkhilesh se aap log jyada ummeed na kare to behtar hoga. Berojgari bhatta, laptop,tablet aur teacher transfer jaisi main muddon joki inki manifesto me shamil tha se jeetne wali party insabhi logon ko sarasar dhokha diya aur court ke aadesh ke pahle tet ko cancel karne ki baat ki. Aap log dharna aur aandolan ko chhodkar insab mamlon ko supreme court me le jaaye aur iske nirnay aane tak dusari exam ya job ki taiyari karen.
ReplyDelete@rashid ji hum log bevakof hai, isliye sc me pil nahi dalte. Hum 200 Rs. Kharch kar lucknow c.m. K peeche bhag rahe hai, lekin sc me jane k liye 200 nahi de sakte. What rubbish.
ReplyDeleteGovt niymawali change karke acd merit ka rule bana de to kya 2011 ki bharti par lagoo hoga? Plz answer
ReplyDeleteGod help us (UPTET)
ReplyDeletenikay chunav aana vala hai is liya 3monhs aur deer ho gaya gi
ReplyDeleteplz batao mene anjane mai omr sheet par whiten se do ans change kiye kya hum bhi un 27000 mai samil hai mere kul 97 mark tet mai scince mai hai ha ek bat pepar mai padi thi ki result banane bali computer ki harddisc ki up state leb se jach hogi or dosi ko saja di jayegi
ReplyDeleteplz batao mene anjane mai omr sheet par whiten se do ans change kiye kya hum bhi un 27000 mai samil hai mere kul 97 mark tet mai scince mai hai ha ek bat pepar mai padi thi ki result banane bali computer ki harddisc ki up state leb se jach hogi or dosi ko saja di jayegi
ReplyDeleteJanta Mantar, Delhi par anshan karna jaroor media tak baat pahunchne mein madad karega
ReplyDeleteKee TET candidates kee pareshanee kya hai
Enternal error delievering your msg about the blog. Plz @muskan ji ise dur kare mere cmnt aksar show nahi kar rahe. @muskan ji
ReplyDeleteye rajniti hai tet ka mamla latkaya ja raha hai 15 may ke bad achar sangita lagna vali hai jo kuch karna hai hama jald hi karna ho ga
ReplyDeleteone of tet pass friend want to join u from lucknow
Bhale hee Jantar Mantar par 20-30 log hee anshan karen
ReplyDeletePar vo aisee jaghe hai Jahan desh bhar tak aapkee baat sunee ja saktee hai
Aur Media bhee isko gambheerta se lega
MUJHHE LAGTA HAI YE SAB SASHAN PARSHASAHN KI HI MILIBHAGAT HAI.
ReplyDeleteMEDIA TO BHI USE HI HILIGHT KARTI H JO UGRA AANDOLAN KARTE HAI.
ReplyDeleteAgar ek baar mamla mukhya media mein aa gaya to fir jeet pakki hai
ReplyDeletea
ReplyDeleteJO LOG HAMARE TET BHAIYO KA BURA CHAH RHE H UN LOGO KO KIDE PADENGE
ReplyDeleteFir aaye din Media mein TET kee khabren aatee rahengee,
ReplyDeleteAur ek dabab padega kee bhrtee kab aur kaise hogee
muskan ji
ReplyDeleteanshan ke liye mai permission manguga delhi ke ramlila maidan me ,
lekin ye confirm de ki
kya permission lene ke liye ,
tet sangharsh morcha ko regd. Karana padega,
ya hume ese hi permission mil jayegi,
kyoki mai delhi me hi at present
TO MAIN MEDIA TAK TO UGRA AANDOLAN HI PHUNCHAYENGA YE NETA LOG TO VHA LE JAKAR ASHWASAN HI DILWATE H
ReplyDeletemain muskan ji ki baat se sehmat hu k jantar mantar per he ab anshan karna theek hai. plzzzzzzzz main sabse yeh bhi request karta hu k ab highcourt aur sarkaar ko ek aur mudda mil gaya hai iss case ko lamba kheechne ka plzzzzz plzzzzzzzz ab sabhi log ekjut ho kar sc me pil karna chahiye plz ab sabhi tet leaders ko pil per he apas me baat karni chahiye main tet leaders se request karta hu k ab aur der na ki jayye
ReplyDeleteJantar Mantar Delhi,
ReplyDeleteSahee sthan hai jahan se aap apnee baat saare desh / medai ein bata sakte ho
Mukhya Dhara mein aapkee baten pahunchengee
OR WAISE BHI ISSE HAR ROJ KAMJOR BANAYA JA RHA H
ReplyDeleteCHALO NA WHA PAR HUM TYAR H
ReplyDeletePAR SUBSE PHLE ANUMATI KI JARURAT PDEGI
aap bilkul sahi keh rahi hain main bhi yehi chahta hu k ek baar agar ye mudda media me highlight ho gaya to bahut bada dawab padhega.
ReplyDeleteaap log zeenews ke program haq sawal ka par kyun nahi jate.problem national tv par aa jayegi
ReplyDeletemam plz confirm to kare ki ,
ReplyDeletedharne ke liye hume kaise permission milegi, kya hume regd. Hona padega ya aise hi permission mil jayegi
HIGH COUTRT SE SAHI YA GALAT FAISLA AYEGA TBHI TO AAP SUPREME COURT JA PAOYENGE..
ReplyDeleteye bahas bilkul sahi disha me ja rahi hai main tet leaders se anurodh karta hu k plz iss bahas mein samlit ho aur apni rai bhi de plz ab hume delhi dharne k baare mein der na lagate hue sochna chahiye........... plzzzzzzzzz
ReplyDeleteanumati to mil hi jayegi ,
ReplyDeletelekin ki kya aap ye confirm karengi ,
ki kis se prmission leni padegi , aur hum kya kah ker permission lenge.
@dinesh aisa kuch nahi hum stay k khilaf sc ja sakte hai, jaruri nahi ki faisla aaya.
ReplyDeletemere khayal se jaha tak main janta hu to hc se faisla aane se pehle he hum sc me pil kar sakte hai.
ReplyDeletebhai sahab mai delhi me hi rah raha hu,
ReplyDeleteagar mai permission le bhi lu to kya waha bhi aisi hi bheed aa payegi,
See about permission details -
ReplyDelete(Delhi police)
http://www.indianexpress.com/news/anna-denied-permission-to-go-on-fast-at-jant/824354/
TOTALLY IS AANDOLAN KA JO HASHRA HO RHA H YA HOGA US SUBKE JIMMEDAR HAMARE NETA H KYONKI INHONE KUCHH KHAS HONE NAHI DIYA OR AB TO ISME KIDE PAD RHE H
ReplyDeleteME TET QUALIFI HU--102 MARKS H
Right to Education Act Up main dam tod raha hai ek application Hon'able S.C. main bhajni chahiye ki UP main Serve Shiksha Abhiyan or fundamental rights ka hanan ho raha hai or abhi tak High Court or UP Government ki taraf say is bat ko ghambheerta say nahi liya jaa raha hai. S.C. hamari Baat Jaroor sunega kyoki yea Right of Education main Fundamental Right ka mamla hai.
ReplyDeleteJao main na jaunga baba g ko bada Mara tha reeee tet wale bhaiya.
ReplyDeleteJao main na jaunga baba g ko bada Mara tha reeee tet wale bhaiya.
ReplyDeleteNext hearing kab hai. Site par to 7 -5-12 hai please confirm
ReplyDeleteBOLNE SE KUCHH NAHI HOTA WHA LUCKNOW ME KITNE PHUNCHTE H YE DIN PARTIDIN HI GHATA JA RHA OR AAGE BHI GHTEGA
ReplyDeletesamir bhai chupchap baith ja yahan bharti ki problem solve nahi ho rahi hai aur tu apna fluid liye baitha hai...mauke ki nazakat ko samajh aur apna mooh band rakh,,
ReplyDeleteIR AGAR IS AANDOLAN ME JAAN BNAYE RAKHNI H TO JALD S JALD UGRA AANDOLAN KI JARURAT H ..........
ReplyDeleteBOLNE S KUCHH NHI HOGA.
please koi javab do yaar
ReplyDeletemuskan madam aap se ek apil hai. maine kai bar aap se punchha hai ki merit kitani tak aa sakti hai aap kuchh batati kyno nahi hain.
ReplyDeleteInsha Allah we will win
ReplyDeleteAccording to Ranjeet Singh Yadav
ReplyDeleteAaj faisla kyo nahi aya ?
1. Sarkar ne v.btc&btc walo ko 72825 riktion me sammlit karna chahti thi Jise ki nyayallay ne anuchit bataya
2. Btc ki writ connect to kapil ke sath thi lekin vighyapan ke favour me file ki gai thi.
3. Technecaly yadi aaj kapil ki writ dismissed kar Di jati to btc walo ki case bhi writ dismissed ho jate kyo wo log connected the.
4.sarkar ki taraf se kushwagha ji ne kaha ki ham inki alag se meri tyar karenge to unke advocates aur justicesahab ne kaha ki apne amended advertisement dwara sab kuch officialy decide kia hai aisi isthiti me aap is ashay ka affidavits file karenge ki 72825 riktion par matr B.Ed tet walo ka adhikar hai vighyapan Bahali ke bad aap btc walo ko sidhe recrut ka degen . Best of luck ham jarur kamyab honge.
kuch log sc me jane ki baat kar rahe hai unse main kahna chahta hu ki jis case ki sunbai aaj hone wali thi usme hum logo ka paksh rakhne wala koi nhi tha. isme dono hi partiyo ka udesya vigyapan nirast karane ka hai. HC agar itni baar date age na deta to abhi tak faisla a chuka hota. chunki hamara paksh rakhne wala koi nhi tha isliye faisla hamare paksh me hota aisa jaruri nhi tha. Isliye mera sabhi tet leadero se anurodh h ki agli sunvai tak apni bat ko HC me pahuchane ki wyawasta kare. Taki is case me hamara paksh bhi majbut ho. Iske uprant bhi hamare pas SC ka option khula rahega !
ReplyDeleteham sab ko media ka support lena hoga jis tarah anna hazaare ko raamlila maidaan me support mila tha.. aur apna ansan sarkar ki galat baaton se bachna hoga kyonki sarkar ki niyat me khot hai.
ReplyDeleteham sab ko media ka support lena hoga jis tarah anna hazaare ko raamlila maidaan me support mila tha.. aur apna ansan sarkar ki galat baaton se bachna hoga kyonki sarkar ki niyat me khot hai.
ReplyDeleteham sab ko media ka support lena hoga jis tarah anna hazaare ko raamlila maidaan me support mila tha.. aur apna ansan sarkar ki galat baaton se bachna hoga kyonki sarkar ki niyat me khot hai.
ReplyDeleteham sab ko media ka support lena hoga jis tarah anna hazaare ko raamlila maidaan me support mila tha.. aur apna ansan sarkar ki galat baaton se bachna hoga kyonki sarkar ki niyat me khot hai.
ReplyDeleteham sab ko media ka support lena hoga jis tarah anna hazaare ko raamlila maidaan me support mila tha.. aur apna ansan sarkar ki galat baaton se bachna hoga kyonki sarkar ki niyat me khot hai.
ReplyDeleteDosto hm sabh ko mil kr kush n kush krna chahiye tbhi kaam chalega .agar ye hi halat rahe to kush din baad vetan ki stahan pr Vardha Pention milne lagegi
ReplyDeletesorry server down hone k wajah se main iss bahas me nahi jud paya .
ReplyDeleteplzzzzzzzzz muskaan ji aap hamare saath bani rahiye
ReplyDeletekoi bhi tet leader iss bahas mein maujud ho to apne camment de plzzzzzz jantar mantar mein anshan
ReplyDeleteiss baharti ko itni jyada din nahi khichna chahiye tha agar abhi bhi hum nahi jage to baat galat ho jayegi
ReplyDeletegov hamari prob solv kr sakti h ,,,at persnt vo court mai humare fvr mai nhi h ,,, vo chai to sb solve kra skti h ,,,,bharti gov ke undr se hogi ,,aram se ya jabrdasti,,,,cort mai shi point rk kr ,,,ab optin y h ki gov ko tyar kre ki btc or v btc ko unka haq de or humare fvr mai afedevit de ,,,,itsonly potion for early recqirtmnt,,,,or is delay mai humare tet leadr be responsible h ,,,theur planning is poor ,,, they shuld hv done the right job jaise third party bn ke ,,,buttttt
ReplyDeleteHum logon ke tet leader hum logon ko lead nahi kar pa rahe hain. Ya to inme lead karne ki yogyata nahi hai ya fir ye log koi game kar rahe hain. 1 lakh rupaye jutaye the ashok khare ko case ladne ke liye abhi tak kya hua kuchh clear nahi hai.
ReplyDeleteDosto hm sabh ko mil kr kush n kush krna chahiye tbhi kaam chalega .agar ye hi halat rahe to kush din baad vetan ki stahan pr Vardha Pention milne lagegi
ReplyDeletegov is our target that cn only help for timly recqirment...plz plann smthing good
ReplyDeleteJantar mantar per dharna dena hamare liye best option hai jisase hame pure desh ki sahanubhuti aur elctronic media ka sahyog bhi avasya milega.jisase pradesh sarkar par pressure badhega.
ReplyDeleteyaha jo bhi blog aata hai us per tete leaders k bahut he kam comments aate hai balki unhe iss bahas mein hissa lena chahiye plzzz aao hum sab ek jut ho kar koi accha step le taaki hum ulta sarkaar per dawaab banaa sake
ReplyDeletehum bahut achha dawaab bana sakte hain chalo "DELHI CHALO..............!"
ReplyDeleteMUSKAAN JI PLZZ AAP TO ISS BAHAS SE JUDE RAHIYE PLZZZZZZZZZZ..........!
ReplyDelete"FALAK KO ZIDD HAI JAHA BIJLIYA GIRANE KI
ReplyDeleteHAME BHI ZIDD HAI WAHI AASHIYAA BANAANE KI"
On my facebook wall :-
ReplyDeleteJatin Kumar
friends......aaj 50% khushkhabri hai ki kapil ka case court ne yeh kahte hue nishpadit kar diya hai ki..............aap isse prabhavit nahi hote
lekin 50% dukhad hai ki isme ab naya pench btc aur vishit btc ka fas gaya hai ki yeh traind hain fir inse punah training ke apply kyun karaya gaya........isi ka jawab court ne maanga hai............
jai ho maya tumhari maya khud to dubi hame bhi le doobi.............
On my facebook wall :-
ReplyDeleteBy Mr Jatin Kumar :-
friends......aaj 50% khushkhabri hai ki kapil ka case court ne yeh kahte hue nishpadit kar diya hai ki..............aap isse prabhavit nahi hote
lekin 50% dukhad hai ki isme ab naya pench btc aur vishit btc ka fas gaya hai ki yeh traind hain fir inse punah training ke apply kyun karaya gaya........isi ka jawab court ne maanga hai............
jai ho maya tumhari maya khud to dubi hame bhi le doobi.............
KYAAAAAAAAAA HUA SABKO KAHA CHALE GAYEE BHAI LOG....................
ReplyDeleteKAASH JO HAME MENTALLY PHYSICALLY TORCHER KAR RAHE HAIN WO BHI KABHI BAHENKAR TORCHER JHELE...........!
ReplyDeleteHAMARE JO DO BHAI JO AB ISS DUNIYA MEIN NAHI RAHE UNKI AATMA KABHI BHI INN LOGO KO MAAF NAHI KAREGIII..........................!
ReplyDeleteKOI BHI COMMENT NAHI AA RAHAA HAI KISI K TARAF SE MUJHE ISKA DUKH HAI . BAHAS KO SAHI DISHA MILI THI PER ABHI KOI BHI ISS BAHAS ME SAKRIYA NAHI HAI AB MAIN BHI CHALTA HU...........!
ReplyDelete
ReplyDeleteSuna Ja raha hai kee Court ne 15 kee nayee date isleeye dee kyonkee : Jo BTC/VBTC candidate TET exam pass kar chuke hain, unko vigyapan ke anusaar 6 Mahin B.Ed valon ke saath training kyon. Jabki ve pehle hee Primary Teacher banne kee training kar chuke hain
Case to majboot hai, par kuch aur bhee mamle hain
ReplyDeletehai re primary teacher ki niyukti prakriya!!!
ReplyDeletepench -dar-pench.
kis muhurt me prakriya shuru hui thi.??
merit ka chayan to acedemic hi hona chaiye,, kiyoki tet merit vivadit hai,, pata nahi kitno ke no. bade wa ghate,, etna curruption hua,, tete merit ka bannana puri tarhe se galat hoga,, academic adhar jyda sahi hai,, esse acche all time hosiyar student select ho paynge,,,
ReplyDeleteAcadmic sabse best ha to DOCTAR IAS PCS RAILWAY SABME KYO NAHI JODA JATA HA
Deletetet merit bawane wale currupt log hai,,,,,,,
ReplyDeletejon i suppot u dear
ReplyDeletejon aur pradeep jase log hi tet gaddar hain ye ya to tet fail hain ya very low tet merit hain main dawe k sath kah sakta hoon ki ye nakalchi ya jugadoo bhi hain. apne fayde ke liye ye log 270000 tetions ko badnam karne me bhi nahin hichakte.
ReplyDeleteGood morning friends
ReplyDeleteBade dukh ke sath mujhe yah kahna pad raha hai ki aap PRT ke job ko bhulkar koi dusari private ya gov job ke chakkar me pado kyoki ye gou bharti karna nahi chahti aur court decision dena nahi chahta hai esliye ese chhod de nahi to ye PRT ka chakkar hame kisi layak ka nahi chhodega.
GOOD MORNING FRIENDS.............
ReplyDeleteDUKH TO HONA SWABHIK HI H KYONKI NA TO NA TO YE ANDOLAN SAHI DISHA M GYA NA HI JANA DIYA. KARAN IN ANUBHAVHEEN NETAO KA JINHE SAHI NETRATATV KARNA AAYA HI NAHI PAYAA..............
ReplyDeleteAB TO EK BAAT KA PARAN KAR LO KI AB DELHI JANTAR MANTAR WHA DHARNA PAR BAITHNA HA OR JAB TAK NAHI UTHNA H JAB TAK KI ALL INDIA LEVEL PAR YAH MUDDA NAZRO ME NAHI AATA.
ReplyDeleteAGAR TET ME KUCHH SAKARATMAK KARYAWAHI CHHTE HO TO IN BEECH KE NETAO KO BAHAR KARO OR SAB EKJUT HOKAR APNI BAAT MANWANE KE LIYE SANGHARSH SHEEL RHE
ReplyDeleteAre aaj ki kya khabar hai.
ReplyDeleteAre aaj ki kya khabar hai.
ReplyDeleteacd. merit wale jo hard worker hai unke tet me bhi achhe marks hai, sirf nakalchi aur kamjor log hi tet merit ka virod kar rahe hai.
ReplyDeleteHello all tet fnz
ReplyDeleteAll tet fnz Allah se dua karo insha Allah hum jeetenge
ReplyDeletemuskaan ji mai puchna chahta hun ki kal third party nahi thi kya ashok khare ka kya roll tha
ReplyDeleteRampur ke sabhi sathiyo se anurodh hai ki wo ek baar ekjut hokar AAZAM KHAN ji ko humari samasya se awgat karaye,
ReplyDeleteek wo hi aise hain sp me jo keh do wo hota hain, mulayam singh pariwar ke alawa...
so plz think about it
Rampur ke sabhi sathiyo se anurodh hai ki wo ek baar ekjut hokar AAZAM KHAN ji ko humari samasya se awgat karaye,
ReplyDeleteek wo hi aise hain sp me jo keh do wo hota hain, mulayam singh pariwar ke alawa...
so plz think about it
high court per pressure banana padega verna tariqh badti rahegi
ReplyDeleteek baar c m bharti karva bhi de per court ka stay hatane ka koi mann nahi lag raha hain
kya high court ke judge ko aam logon ki takleef samajh nahi aati hain
agar 1 month main koi accha descision nahi aaya toh bada aandolan hoga
kya milega high court ko up ka mahol kharab karke??????
1.
ReplyDeleteHow quickly court imposes Stay on PRT Vacency and Change in Result etc. but now why they are playing with Future of 270000 Qualified TET Cleard Student.
2.SP Leaders please look in your own pase. Saying. "Nakal karo and Vote for SP".Previous Agenda of SP.Now they are talking about UPTET Exam.
3.Delhi Main Demonstration is the only chance because Most of Public dont know about un-justice which is faced by UPTET qualified candidate.
U.V.Singh
uvrajawat@lice.com