/* remove this */ Blogger Widgets /* remove this */

Thursday, May 17, 2012

UPTET : टी ई टी और नया विज्ञापन


UPTET/BTC : टी ई टी और नया विज्ञापन 

बहुत से अभ्यर्थी , इलाहबाद हाई कोर्ट के निर्णय से बेचेन हैं कि बी टी सी / विशिष्ट  बी टी सी की अभ्यर्थीयों के लीए  अलग विज्ञापन निकले जाने का क्या मतलब है |
मेरा मानना है कि बी टी सी / विशिष्ट  बी टी सी  भी बी. एड . की तरह एक कोर्स है और हो सकता है कि टी ई टी पात्रता मान कर छूट सिर्फ उन्ही अभ्यर्थीयों को मिली हो , जिनके बी टी सी साथी / बेचमेट पहले ही नियुक्ति  
पा चुके हैं पर टी ई टी अनिवार्यता के चलते उन्हें इस पात्रता परीक्षा को पास करना था |
परन्तु नयी नियमावली के अनुसार शिक्षकों का चयन टीईटी मेरिट के अनुसार है |

साथ ही नए विज्ञापन से बीटीसी अभ्यर्थीयों के चयन की बात , टी ई टी परीक्षा को पास करने वालों के लीए एक खुश खबरी की तरह है कि अब टी ई टी परीक्षा निरस्त होने की बात करना बेबुनियाद है क्यूंकि 
बिना टी ई टी परीक्षा के प्राथमिक शिक्षकों का चयन आर टी ई / एन सी टी ई के नियमों का उल्लंघन है और शिक्षा में गुणवत्ता लाने के लीए इस को पूरे देश में समानता के साथ लागु कर दिया गया है 

अब हो सकता है कि बी.एड अभ्यर्थी यों के लीए खुश  खबरी भी हो क्योंकी अगर बी टी सी / विशिष्ट  बी टी सी अभ्यर्थीयों का चयन अलग से किया जाता है अर्थात ७२८२५ के अतिरिक्त नयी वेकेंसी पर किया जाता है ,
तो कई और अभ्यर्थी यों को अवसर मिल सकता है |
कारण - अगर बी टी सी अभ्यर्थी कम अंक पा कर सिर्फ टी ई टी पात्रता को मानते हुए भर्ती हो जाता है , और बी एड अभ्यर्थी अधिक अंक पा कर भर्ती नहीं हो पता है तो समानता के नियम का उल्लंघन कहलायेगा 
इसको संतुलन में लाने के लीए नयी रिक्तिओं पर भर्ती का विज्ञापन निकला जा सकता है  |

वैसे भी यु पी सरकार, शिक्षकों की बेहद कमी से जूझ रहा है और उसको इस सत्र में बहुत सारे योग्य शिक्षक  मिलने जा रहे हैं  , एक साथ इतने सारे टी ई टी क्वालीफइड  शिक्षक मिलने से उत्तर प्रदेश सरकार की खुशी का ठिकाना नहीं रहेगा और शिक्षक छात्र अनुपात भी सुधर जायेगा |
कह सकते हैं - नयी सरकार के लीए सोने पे सुहागा और प्राथमिक शिक्षा का कल्याण होने जा रहा है 

34 comments:

  1. Kyunkee solution court ko nikalna hai to vhe - Law of Equality ko dhyan mein rakhegee,
    Varna kuch log samanta ke niyam ko aadhar bana kar mamle ko SC mein le ja sakte hain

    ReplyDelete
    Replies
    1. blog editor mhodya....Mai Aksar aapke blogs pdhta rhta hu...aur ye mera phla comment hai...aapne likha hai ki BTC bhi B.Ed ki treh ek course hai...is baat per mai ye khna chahunga ki BTC koi couse nhi hai...ye ek prakar ki pre service training hoti hai...aur niymavsli ke anusar kisi bhi pre service training ko successfully complete krne ke baad kisi prakar ka koi dusra selection procedure apnaya nhi jata...Yha mere comment likhne ka ye matlab ktayi na nikala jaye ki mai prishadiye vidhyalyo mai B.Ed course walo ki niyukti ki khilafat krta hu...balki ye to ek din hona hi hai...kyoki jitni sankhya mai primary teachers ki requirement hai us hisab se keval BTC trained teachers se ye vacancies full ker pana namunkin hai...aur rhi baat 72825 vacancies ki to ye wo vacancies hai jo BTC candidates ki seat reserve rkhne ke baad bchi seats hai...kyoki Ye to possible hi nhi ho sakta na ki Ghaziabad GB nagar panchsheel nagar aadi janpad mai keval 12 - 12 vacancies ho...Aur uttrakhand mai to stithi saaf hi ho chuki hai ku BTC aur B.Ed ki vacancies alag alag hai...

      Delete
    2. blog editor mhodya....Mai Aksar aapke blogs pdhta rhta hu...aur ye mera phla comment hai...aapne likha hai ki BTC bhi B.Ed ki treh ek course hai...is baat per mai ye khna chahunga ki BTC koi couse nhi hai...ye ek prakar ki pre service training hoti hai...aur niymavsli ke anusar kisi bhi pre service training ko successfully complete krne ke baad kisi prakar ka koi dusra selection procedure apnaya nhi jata...Yha mere comment likhne ka ye matlab ktayi na nikala jaye ki mai prishadiye vidhyalyo mai B.Ed course walo ki niyukti ki khilafat krta hu...balki ye to ek din hona hi hai...kyoki jitni sankhya mai primary teachers ki requirement hai us hisab se keval BTC trained teachers se ye vacancies full ker pana namunkin hai...aur rhi baat 72825 vacancies ki to ye wo vacancies hai jo BTC candidates ki seat reserve rkhne ke baad bchi seats hai...kyoki Ye to possible hi nhi ho sakta na ki Ghaziabad GB nagar panchsheel nagar aadi janpad mai keval 12 - 12 vacancies ho...Aur uttrakhand mai to stithi saaf hi ho chuki hai ku BTC aur B.Ed ki vacancies alag alag hai...

      Delete
  2. ab BTC walo ko bharti kar denge to baki 40000 par comptition tuff ho jayega.unka estimate 72000 bharne ka hai jo BTC se pura kiya ja raha hai.bache hue par lado maro.sarkar sabko master nahi banayegi nahi to govt. par load badh jayega.

    ReplyDelete
  3. Govt. ke pass lagbhag 3 lakh teachers kee post vacant hai.
    Aur 80000 candidates ke leeye haree jhandee mil chuki hai
    -----
    To BTC/VBTC candidates ko in vacancies mein samayojit kiya ja sakta hai

    ReplyDelete
    Replies
    1. Maim koi official records hai kya regarding btc and vbtc vandidates number
      Plz provide us clear number

      Delete
  4. up main to bahut officer ya teachers ki jarurat hai to kya sabko SP ki govt. main naukari dila di jaye to aane wali nayi govt. kya karengi.jo logo ko berojgaari bhatta aur notepad laptop dene ke baad bahane bana raha hai wo kya sabko master banakar apni govt. par salary ka load badhayega.wo bas time paas karega ki bharti na ho aur wo ghotale kar sake 5 saal 1000 ruapy ka lolipop dekar kyoki logo ka dhyan uski kaali kamayi par na jaye.jis tarah jaanwar ko bhusa khilaya jata hai aur uska dudh nikal liya jata hai aur ushe pata nahi chalta.aisa hi haal janta ka ho raha hai.

    ReplyDelete
    Replies
    1. right yar.... 5 saal me bsp gov. Ne bi job ni di...ab sp ni degi..

      Delete
  5. Chalti rahen e jindagi ummidon ki chaon me .

    ReplyDelete
  6. mulayam ne jo ped 2004 main nakal karakar lagaye the ab wo bade ho gaye hai aur unko btc main merit high karakar admission dilakar bharti karne ki taiyaari karayi ja rahi hai.2004 se pehle wale bujurgo ka to ab kuch nahi hoga.

    ReplyDelete
  7. advertise kaha publish hui hai .bas janta ko tehlaya ja raha hai. 5 saal [ass karke paise banaye ja rahe hai.

    ReplyDelete
  8. This comment has been removed by the author.

    ReplyDelete
  9. Hamare desh me in netaon ki vajah se hi nahi kucha buddhiman logon ki vajah se bhi problem hai.
    Are doston ab jab hum tantion ki raah se hatkar khushi ki raah par chal rahe hain tab ab aap sab kyon pareshan ho.
    Hamari TET safe ho gai.BTC ke naye vigyapan se.ab thoda khush to holo ya sabko aadat ho gai pareshan rahne ki.
    sarkar ne bhi kaha hai ki 10 din me antim faisla le legi.court ne bhi BTC bharti ke liye 25 tak sarkar se date mangi hai.
    BTC balon ka chayan to tet se pahle hi ho raha tha aadhe chaynit ho bhi chuke hain,yeh to jabardasti hamare sath jud gaye the jabki yeh seats 72825 keval hum B.Ed valon ke liye hi thi.ab hame hi mil jayegi aur bharti bhi TET merit par hi hogi kyonki koi aur option sarkar court aur siksha vyvastha ki neev hila degi.kyonki hum sab ab pagla chuke hain tabhi ab bharti ke alawa kucha dikhai nahi de raha hai.
    ab mai to khush hun aane vali khushi ki prtiksha kar raha hun.kyonki 25 may ko satay jaroor hat jayega aur usse pahle 22 ya 23 tak c.m bhi hari jhandi de hi denge.nyay vibhag me bhi yogya log hi hai jo yogyta to hi mahtv denge aur TET paas ka unke paas bhi koi vikalp nahi hoga.isliye tet merit par bharti ka sapna dekhna shuru kariye bhagwan ne chaha to hum sab july me bachchon ko yog banane ke disha me apane kadam school tak jaroor le jane me safal honge.
    Dhanybad

    ReplyDelete
  10. Blog Editor Ji,

    Please confirm BTC/SBTC candidates will share in this 72825 vacant seats or a separate arrangements of vacant seat will be arranged for their recruitment.

    Please confirm.

    ReplyDelete
  11. Btc sirf 1 course nahi hai wo prt techer ki minimum qualificatiön hai. Ncte k anusar 1 jan 2012 k baad sirf btc trained hi prt me ja sakte hai. B.ed walo ko b select hone k baad 6 month ka btc karna padta hai. To 1st priority to court b btc traind ko hi de raha hai. So btc walo ko itne dino tak joining na dena nainsafi hai. Unke liye tet bus 1 qualification hai. Ncte k anusar tet pas hona chahiye na ki tet top

    ReplyDelete
  12. muskan ji

    meri samajh se 15 may ho'ble hc ke niranay se btc wale alag (72825 ke bahar)se bhare jayenge LEKIN TET EXAM SE BAHAR NAHI HONGE ...
    .isase aur jyade bed walo ko mauka milega tet must hai

    ratneshtripathi_rbj@sonebhadra

    ReplyDelete
  13. acd merit ko is liye ham log tawajo nahi de rahe hai ki sabhi jan raha prt ke pahale bharati me itana jyade merit ki bisvas nahi hota ki in merit wallo ko koi badi post kyo nahi milli isaka matalab kuch gadabadi hai adhikadhik log ese hi hai bahut vastav me achhe merit ke hai leki unaki gadana bilakul na ke barabar hai
    tet merit jindabad
    ratneshtripathi_robertsganj@sonebhadra

    ReplyDelete
  14. june ke ant tak bharati kar denge nahi nahi to bahut schoolo me tale lag jayenge

    ReplyDelete
  15. @ MANGAL G,
    ek dum sahi kaha aapne BTC/VBTC koi course nahi h B.ed ki tarah. Eg: UTTARAKHAND high court clearly said that they r prior to any other as they perform specific training for PRT.

    @ AMIT SHUKLA G,
    cheers for the good news but BTC/VBTC wale jabardasti 72825 me nahi jude balki gov dwara jabardasti jode gaye and BTC/VTC r more patienceful and determined than B.ed s.

    ReplyDelete
  16. sarakar sab kuchh sochh bichar kar jaldi hi faisala legi ye samajh le ki agar nirasrt karana hota to kab ki kar chuki hoti tention na le ab ye jan le ki ap ho gaye hi hai

    ratneshtripathi
    robertsganj@sonebhadra

    ReplyDelete
  17. Kamaal ka coincidence hai ki - Court va Govt. dono kee tareekhe aas pass
    padtee hai

    ReplyDelete
  18. Kisee ne sahee batay tha ki court kee aglee date 25-May ko hai

    Genious

    ReplyDelete
  19. are bhae logo kyo paresan Ho rahe ho btc vale 72825me samil nahi hoge

    ReplyDelete
  20. Weli said wellwisher mayawati ji ki galat nitiyo k karan hum btc walo ka pura 1 saal atleast 250000 rupees per candidate ka loss hua hai. Ab court ka sahi nirnay aayega. Besic niymawali 1981 k anusar btc trained ko seedhe schools me join kara diya jayega. Hum tet ka b samman karte hai per govt. Ko chahiye k btc me admit K pahle ye sab clear ho jana chahiye 2 year ki training k baad ye sab faltu hai. Kisi k career k sath govt. Ko nahi khelna chahiye. Bolo mayawati ki ma ki... Jai ho

    ReplyDelete
  21. khuda ke ghar der hai andher nahi
    good night to all friend

    ReplyDelete
  22. NEWS NEWS NEWS NEWS NEWS

    sathio meri bato ko dhyan se read kare aur samjhe btc ya v. btc jo ki abhi tak job nahi pa sake jo ki unka haq tha aur wo all ready diat mai prashichit hai to unho ne pil dali ki hamse 6 month ki training na karai jai jabki wo bhi 72000 post mai avedan dal rakhe they agar isme inki bharti hoti to inki merit ka lafda aur 6 month training jhelna padta isi wajah se hc ne inhe alag kar dia taki sabhi tet pass btc ko job mil ske kyunki prt job unhi logo ke lia hai aur han ek jaruri bat ab btc trainig pvt. colege mai hone lage mins b.ed. ya btc ki value ek jaisi ho gyi to ab sabko ek rule fallow karne padenge lekin naye b.ed ab prt ke lia manya nahi hai yani btc walo ki value hai aur han gov.ke pass vacancy bahut hai is karan sabka kalyan nischit hai dr.amit agrahari
    9452061561

    ReplyDelete
  23. @jitu1
    ye sach hai ki btc/vbtc 72825 me samil nahi hoge par ye vacancy isi vigyapan par bhari jaye kuch atapata sa lag raha hai kyki abhi tak is mamale me gov.and court k vishay me jo bhi anubhaw mile hai wo ye hai ki dono ek dusare k isare par chal rahe hai.
    Pramod k.Dubey

    ReplyDelete
  24. @jitu1
    ye sach hai ki btc/vbtc 72825 me samil nahi hoge par ye vacancy isi vigyapan par bhari jaye kuch atapata sa lag raha hai kyki abhi tak is mamale me gov.and court k vishay me jo bhi anubhaw mile hai wo ye hai ki dono ek dusare k isare par chal rahe hai.
    Pramod k.Dubey

    ReplyDelete
  25. Govt. Ne 15 may ko hc me vigyapan radd karne ka affidevit diya hai. So clear hai k govt. Is vigyapan ko radd karke naya vigyapan nikalegi jisme tet only qualification hogi aur selection acc merit per hogi. Per ye sab tab hoga jab ncte permission degi. Nahi to ab sirf btc wale hi prt me ja payege. So b.ed walo up govt. Se pahle central govt. Aur ncte per pressure dalo. Ab up govt. K hath kuch nahi hai

    ReplyDelete
  26. 1 SAD NEWS 15 MAY KO MUGALSARAY K TET STUDENT SHIV KUMAR NE PAHLE ZAHAR KHAYA, FIR FASI LAGA LI YE JINDGI SE KAYARTA NAHIN TENTION HAI.............SANGTHAN MAJBOOT KARO.............YADI SARKAR ANYAY PAR UTAROO HO TO USKA MUH TOD JAWAB DIYA JAYEGA.

    ReplyDelete
  27. ABTAK HUM 3 TETIONS KHO CHUKE HAIN ANYAY KI STHIT ME 300 YA JYADA BHI HO SAKTE HAIN ..........HAM 6 MONTH SE MENTLY PREPARD HO CHUK HAIN AB BADLAW NAHIN SAHENGE

    ReplyDelete
  28. @ UP NEWS INDIA G,

    BTC pvt clg me start ho jane se iski value me koi giravat nahi aati kyuki final selection/admission list DIET hi banata h na ki pvt clg.

    B.ed sirf ek course h aur BTC/VBTC sirf ek training certificate.

    At College/university level B.ed is essential qualification as TEACHER/LECT. but at PRT level BTC/VBTC is essential qualification.

    PROOF: b.ed will be undergo 6 months training after recruiting in 72825

    ReplyDelete

Please do not use abusive/gali comment to hurt anybody OR to any authority. You can use moderated way to express your openion/anger. Express your views Intelligenly, So that Other can take it Seriously.
कृपया ध्यान रखें: अपनी राय देते समय अभद्र शब्द या भाषा का प्रयोग न करें। अभद्र शब्दों या भाषा का इस्तेमाल आपको इस साइट पर राय देने से प्रतिबंधित किए जाने का कारण बन सकता है। टिप्पणी लेखक का व्यक्तिगत विचार है और इसका संपादकीय नीति से कोई संबंध नहीं है। प्रासंगिक टिप्पणियां प्रकाशित की जाएंगी।