देवरिया: प्रदेश सरकार टीईटी अभ्यर्थियों के साथ लुका-छिपी का खेल, खेल रही है। कभी हमें आश्वासन देती है तो कभी विज्ञान प्रक्रिया रद्द करने की बात करती है। सरकार जब तक टीईटी में प्राप्त अंकों के आधार पर शिक्षकों की भर्ती नहीं करती, यह आंदोलन जारी रहेगा।
यह बातें टीईटी संघर्ष मोर्चा के जिलाध्यक्ष चन्द्र प्रकाश कुशवाहा ने कही। वह रविवार को टाउन हाल परिसर में मोर्चा की बैठक को संबोधित कर रहे थे। बैठक का संचालन करते हुए संदीप कुशवाहा ने कहा कि हम सरकार से अपना हक लेकर रहेंगे। चाहे इसके लिए भले ही लंबी लड़ाई क्यों न लड़नी पड़े।
बैठक को संबोधित करते हुए संरक्षक रघुवंश शुक्ला ने जनता दरबार में मुख्यमंत्री के साथ अभ्यर्थियों के साथ हुई वार्ता से अवगत कराया। साथ ही उन्हें लड़ाई के लिए तैयार रहने को कहा।
इस अवसर पर प्रमुख रूप से हरेंद्र पुरी, आत्म प्रकाश मिश्र, जय प्रकाश यादव, प्रज्ञानंद, ईश्वर प्रसाद, जंमेजय सिंह, दीपक सिंह, गौरीशंकर पाठक, अनुराग मल्ल, श्रीनिवास कुशवाहा, राकेश कुमार, मनोज कुमार, मदन यादव, रामानंद कुशवाहा तथा राजेश मणि आदि मौजूद थे।
News : Jagran (6.5.12)
******************
टीईटी बेरोजगारों ने लगाया उत्पीड़न का आरोप
मिर्जापुर (ब्यूरो)। टीईटी उर्त्तीण छात्रों की बैठक रविवार को नगर के बरियाघाट स्थित रामटेक मंदिर में हुई। बैठक में निर्णय लिया गया कि सरकार के मुख्य सचिव ने जो रिर्पोट तैयार किया है वह मुख्यमंत्री के आश्वासन के अनुरूप नहीं है, जबकि मुख्यमंत्री ने कहा था कि टीईटी बेरोजगारों के साथ न्याय होगा और टीईटी निरस्त नहीं होगा। शिक्षकों की भर्ती टीईटी मेरिट के अनुसार होगी। किंतु ऐसा नही होने से टीईटी बेरोजगारोें का मानसिक उत्पीड़न हो रहा है। जिसके कारण आगामी 13 मई को प्रदेशव्यापी आंदोलन करेगें। बैठक में जिलाध्यक्ष राहुल, महामंत्री सत्यानंद, नागेंद्र विश्वकर्मा, दिनेश सिंह, अफजल, रिंकू, आनंद मोहन, सोहन आदि मौजूद रहे।
News : Amar Ujala (7.5.12)
***************************
dabav jaroori hai jisase sarakar kewal hamare bare soche aur jaha se prakriya ruki hai wahi ke aage bharati suroo ho .............
ReplyDeleteratnesh_rbj.sonebhadra@9889337997
mere samajh me ye nahi aa raha hai ki sarakar apana kirkiri kyo kara rahi hai......
ReplyDeleteshyam dev mishra ji
ReplyDeleteaap kuchh comment nahi kar rahe hai aap aaj kuchh aapane mat jaroor de
ratnesh_rbj.sonebhadra
jitana andolan ugra hoga sambhavanaye utani jaldi hongi
ReplyDeletetet merit jai
ratnesh
अब तो लगता है ना ये सरकार ही भर्ती
ReplyDeleteकरना चाहती है ना पिछली सरकार ही
करना चाहती थी
और जब भर्ती करने वाला ही इसका वीरोधी हो हम करही क्या सकते हैं
अब तो केवल आशवाशन ही मिलने वाला
ReplyDeleteहै क्यों कि अभी सरकार को हमसे कोई
काम नही है
और सरकार को जब गमारी जरुरत पडेगी
तो फिरसे हमे ख्वाब दिखाए जाएँगे
muskan ji
ReplyDeletekyo logo ko gumarah kar rahi hai. yadi aap ki baat saty hai to aap khud hi bataye ki kya btc2004 k process me change nahi kiya gaya tha yadi kiya gaya tha to wo kase. abhi haal hi me KVS ne vigyapan ki sarto ko avoid karate huai kaise cut-off jari kiya.
shayad aap bhool rahi hai ki hc ne phichhe ek tet vs acd ka nirday dete samay kaha tha ki poorv me nirdharit selection base tab tak change nahi kiya ja sakata jab tak usme dhadhali ka ka proof na ho.
I support unknown ji.
DeleteYadav ji exam ke time agar padhai thodi si kar liye hote toh aj aise insan ka support nahi karte jo apna name tak chhupa k rakha hai...
DeletePadhai kijiye july me fir se TET Ka exam hai..chaliye ek baar kam marks agaye toh kya hua next time achche marks ajayenge...aise khud ko bhulave me mat rakhiye nahi toh july wala b exam me kam marks ayenge...
All the best for ur next TET exam
I score 118 marks and i am obc/male/science.
Deletedosto ...sarkari school me apne bache ko bhejta kon h..jo sarkari teachar ki jarurt hogi
ReplyDeleteBhaiyo
ReplyDeletevote for Sp
Agar ye bharti nahi hui to akhilesh ka bhi wahi haal hoga jo mayawati ka hua mayawati ka bura time shuru ho chuka hai jago akhilesh
ReplyDeleteBhaiyo
ReplyDeleteab sarkar ke aage rone ki kon si tarik nischit ki gayi hai hame bhi bata do sab mil baith kar raye ge
Bhiyo yadi bharti pirkirya jari hote hai to meri bhi shadi laldi ho jati nahi to pata nahi abhi kab tak kunwara rahana parega
ReplyDeleteab to govt ki sarto me hi hum apni kuch sart add kara sakte hai,
ReplyDeletehum jaisa chahe us hisab se bharti nai hogi.
Unknown ji yahi toh muskan ji bhi kah rahi hai poorv me nirdharit selection base tab tak change nahi ho sakta jab tak usme kuch gadbadi na aye...chuki accademic chayan me itni jyda matra me dhandhli huyi thi ki sarkar ko prakriya change karni padi...aur TET ke adhar par abhi tak selection hua bhi nahi toh ye kaise change ho sakta hai...aur ye jo unknown ban ke kya baat karte ho...apna name likha karo yaar agarkhud ki baat pe itna bharosa hai...TET me marks nahi la paye toh itni chhat patahat kis baat ki hai..kya sochte tumhe naukari mil jayegi?tumhare jaise log kisi naukari ke layak nahi ho sakte...class 5th ka paper solve nahi kaar sake aur aaye ho kanoon batane...kaha kaha kaun se naukari me apni high school ki markshhet lekar ghumoge...
ReplyDeleteAur ye ham koi sipahi ya 4th grade ke karmchari nahi hai ki sarkar hame chutiya bana degi...itana asan hota na toh tumhare akhilesh bhaiya kab ka nirast kar dete...
Ye jaan lo kaan khol ke sunn ye naukari toh inke baap bhi denge..agar khud nahi diye tohh yahai HC ko inko aadesha dega naukari dene ko...ghar ghar dhoodenge TET walo ko...aur ye jitne log academic ka sapna dekh rahe hai wo agale vacany ka chup chap wait kare...ye vacancy sarkar raad kar b degi toh uski halak se khich k nikal layenge wapas....
Toh ap jaise saikdo unknow logo se anurodh hai ki apna name jaise chhupa ke rakhe ho khud ko b kahi chhupa lo..
Shanti se padhai kar k marks laa sakte hai toh anyay ke virudh awaj uthane k liye ham hathiyar b utha sakte hai..
Aur jo log accademic accdmic chilla rahe hai wo ek kaam karo jakar class 5th ki maths aur hindi ki book market se lele aur abhi se padhna shuru kar de...kyuki agar sarkar unke sapno ko pura nahi ki aur shayad high court TET ke adhar pe chayan par apna mohar laga diya toh kam se kam 5 saal yeahi niyam lagu rahega...toh ap logo k liye achcha hoga ki padhai pe dhyan de aur bina sar pair ki baato pe apana samay nasht na kare...
Sach bolu mujhe samjh me nahi aata ki inlogo ko thoda bhi sharm nahi aati aise ujul fujul baate karane me...
Muddai lakh bura chahe to kya hota hai wahi hota hai jo manzoore khuda hota hai
ReplyDelete@unknow ji
ReplyDeletemuskan logo ko gumraha kar rahi hai or sarkar tetions ko gundo ki raha par bhej rahi hai
kuch log ye kah rahe hai k kai rajyo me tet ko 10% se 50% tak waitege diya gaya hai,main un se puchna cahunga k kya waha acd ko bilkul nazar andaj kiya gaya hai jaisa UP me kiya ja raha hai.aap log UP me bi kyo nai acd +tet waitage pe man jate hai.
ReplyDeleteKoi sp ka khas sp se kahe ki vah 224 seat ka guman n kare aur aukat me rahe kyoki esse pahle maya bhi 206 seat payi thi aur guman me rahi aur ab vo khud apne ko party se hi bachane me lagi hai,aap log to jante hi hai ki samay kisi ka mohtaz nahi hota aur vaise bhi ladai to 2014 me hi hai.
ReplyDeleteMuddai lakh bura chahe to kya hota hai wahi hota hai jo manzure khuda hota hai
ReplyDeleteParaksh ji yaha manane na manane ka sawal uthata hi nahi...bas sidhi si baat hai jo vigyapan pahale nikala tha usko pura kijiye usme agar selection ka base change kiya gaya toh pura vigyapan nirast ho jayega aur fir ye sarkar election ke time naya vigyap layegi...pahale wale vigyapan me bina kisi chages ke ye bharti kare..fir uske baad ye claas 5 ki merit banaye ya class 8th ki inki marji...lekin jo vigyapn nikal chuka hai jisme hamlogo ki taraf se sab kuch kiya ja chuka hai usko nirast karne ka koi base nahi hai...isliye hamlog nahi maan rahe hai koi baat....
ReplyDeletei support ashish srivastava
ReplyDeleteare noman bhai,
ReplyDeleteAb ye muddai koun hai sala,
Ye kaha se aa gaya beech me,
Abhi tak to mai sairf tet aur sp ko jantta tha lekin ye muddai,
Samajh nahi aya ye hai koun ,
Muujhe lagta hai third party hai?
Yaar bata bhi do.
pradesh byapi bade ustar ka andolan karana padega.............
ReplyDeleteacd wale kis muh se bolate hai
ReplyDeleteRatnesh tripathi ji Thank you
ReplyDeleteoh ho!
ReplyDeleteTo third party ka mudda hi muddai hai,
Bilkul sahi kaha
Noman bhai aaj bhai aapne,
sasura third party - third party ka mudda ,
Aaj aapne muddai ke dwara bata diya.
are Ratnesh bhai,
ReplyDeleteJis muh se aap ya hum bolte hai,
Sayad usi muh se bolte ho,
waise ye bhi ho sakta hai ki,
acd. Walo ka muh kahi.............
TET JANKARO SE SAWDHAN KAYO KI YE KEWAL TET PASS HAI BAKI DGREE INKE PASS NAHI HAI. ACD JINDABAD
ReplyDeleteTET JANKARO SE SAWDHAN KAYO KI YE KEWAL TET PASS HAI BAKI DGREE INKE PASS NAHI HAI. ACD JINDABAD
ReplyDeleteAshish ji ab aapki tabiyat kaisi hai ?aage aapne mere dwara unknown ko support karne ka galat arth nikala khair jankari ke liye aapko bata dena chahta hun ki mere tet me 118 marks/obc/male/science hai aur yadi aap acd ka bhi puchhege to vah bhi mai bata dunga.
ReplyDeletebilkul maya apne maya me hi fas chuki hai,
ReplyDeleteYe hai hum tetians ki baddua.
Ab akhilesh ki baari hai.
Sadega, mote - mote keede padenge,
Lekin durdasha to pakki hai.
y.k ji
ReplyDeleteAap kyo idhar udhar ke chakkar me pade hai,
Koi nahi hai takkar me,
So tet is our right to get job.
Chalo bhai tiwari ji jaldi se koi achchha sa suggetion dijiye jisse ham es majhdhar se nikal jaye.
DeleteHam sabhi ko accademic ya TET ke bahas me nahi padna chahiye sirf hamara ek lakshya ho ki ye vacancy sarkar jaldi se jaldi puri kare...jab form submit ho chuka hai toh iska base change kar hi nahi sakte ye...
ReplyDeleteBas ye vacancy ko nirast hone se bachana hai...jinke kam marks aaye hai TET me unke b chance hai ki ye bharti me shamil ho jayenge aur agar vigyapan hi nirast ho gaya toh unko b kuch nahi milega...
are jai bhai
ReplyDeleteVeeru aur basanti ko kaha chchod aye aap,
Bhaiya ka unka sath chchod diye,
Ya unhone tumhari harkato se tang aa ker tumhe chchod diya,
ashish bikul sahi jawab diya in nakalchiyon ko...great
ReplyDeleteve raju pyar na kariiyo,
ReplyDeleteDariyo dil toot jata hai.
ashsih bhai aapne apni tabiyat ke baare me kuchch nahi bataya , ab aap kaise hai,
ReplyDeleteAbhi hospital me hai ya, ghar aa gaye.
Baki acd. Ki chinta na kare ,
Hume apne kam ko anjaam bhi to dena hai,
Pahle aap swashth ho jaye fir apna dhyan sirf apne maksad pe ,
Fir in avd. Se baate karenge ,
Ki bol sach koun tha.
Tiwar ji paresan na ho aanewala 15 ko sab clear ho jagae ga ki . Jayad mat paresan raho & sawdhan raho in TET KE JANKARO SE. ACD JINDABAD
ReplyDeletebhai mere comment se koi naraj naa hona,
ReplyDeleteAaj maine blog pe ashsish bhai ko dekha to,
Mai itna khush hua ki kya batau.
Isi liye thoda majak ker sab ko khush dekhna chah raha tha.
Good night.
bhai thoda basanti air veeeru wali baat bata do,
ReplyDeleteNa ab sarma kyo rahe ho,
@Ashish Sriwastaw
ReplyDeleteabe saalo tum log samajhate ho ki kewal tum logo k hi tet marks 110+ hai aur jo bhi acd ki k paksh me kuch bola to tumsab ki nigah me wo nakalachi hai.agar mai tumsab ko apane tet marks batauga to tumalogo ko viswas nahi hoga isliye roll no. 14005386 cheak kar lo rahi baat name display karane ki to name kaise display kaise hoga mujhe nahi malum nahi to tum saalo ka karj nahi liya hu jo tum sab se darata hu.
jab 10 ghodo(tetians) ke beech me 1 gadha(acd.) ho , to group ko gadhe ka nahi balki ghode ka group kahenge ,
ReplyDeleteTo friends ab ghode ki tarah hame chchalang laganu hi padegi taki gadhe peeche rah jaye.
@anand Tiwary ji...hahahahaha
ReplyDeleteAchcha laga ap ne mere baare me itna socha...ab meri tabiyat thik hai..mai aj hi ghar pahuch gaya tha...ab ki baar finnal ladayi ladne ka mood bana liya hai....
Again thanks
@unknown ji itna aaga babula kyu ho gaye gaali galuj pe agaye...kyu itni mirch lag gayi...?agar ap ke achche marks hai toh shayad apko naukari karne ka mann nahi hai ya shayad 2014 ke baad ap joining chahte hai...agar ap aram karne ka mood bana liye hai toh ham jaise garibb logo ko naukari karne de...aur ap kripa kar ke mera last comment jarur padhe kyu TET meri jaruri hai...kyuki agar job chahiye toh ye vacancy bachana jaruri hai...aur ye vacany me selection ka base nahi badla ja sakta...kyuki bahut der ho chuki hai...aur ye sala word bacha ke rakhiye kisi aur k kaam ayega..yaha sirf mudde ki baat kare wo b bina apshabdo ke....
ReplyDeleteGood night friends kal milte hai ek nayi subah ke sath.
ReplyDelete@ v.k. yadav ji ab meri tabiyat pahale se kaafi behtar hai ap logo ki yaad ayi toh blog pe agaya...
ReplyDeleteV.k. ji ap se mai pahale hath jod ke maafi chahta hun...sorry maine gusse me jyda bol diya...
Ap achchha hame ek baat ka sirf jawab de dijiye chaliye maan lete hai ap unknown ji aur baaki sabhi jo accedmic ke samarthak hai wo sahi hai...lekin kya iss vigyapti se selection ka base change kar ke bharti ki ja sakti hai?aur kya ek baar ye bharti radd ho jane par hame turant job mil jayegi?kam se kam 3 4 saal hame wait karna pad jayega...mayawati ne b vacancy tab laya jab election aane wale thhe toh kya akhilesh babu ham logo ko tuarant job dedenge?ye akhilesh B.ed walo se jyda shiksha mitro pe dhyan de rha hai...ham sabhi B.ed berojgar bhukhe mar jayenge...
Bas issiliye mujhe gussa aya ki log ye kyu nahi samhte ki hame kisi halat me ye vigyapti bachana hai...sarka bas kisi tarah bahane dhud k ye vacancy radd karna chahati hai...aur ap jaise samjh dar log accedmic ki baat kar ke unke mansoobo ko safal bana rahe hai...thoda sa dimag lagayiye aur sochiye kya mai galat kah rha hun...
Aur apko hurt karne ka mujhe sach me bahut afsos hai..
I am really sorry
ReplyDelete@Unknown ji -
Aap ne kaha
muskan ji
kyo logo ko gumarah kar rahi hai. yadi aap ki baat saty hai to aap khud hi bataye ki kya btc2004 k process me change nahi kiya gaya tha yadi kiya gaya tha to wo kase. abhi haal hi me KVS ne vigyapan ki sarto ko avoid karate huai kaise cut-off jari kiya.
shayad aap bhool rahi hai ki hc ne phichhe ek tet vs acd ka nirday dete samay kaha tha ki poorv me nirdharit selection base tab tak change nahi kiya ja sakata jab tak usme dhadhali ka ka proof na ho.
*************
Mein Aapko batana Chahte hoon ki HC ne kaha tha - Ki Game Shuru Ho Jane ke Baad Rule badle jana aur kisee ek ka paksh lena galat hai
***********
Ab Saare TET candidates (2.7 lakh) to shayd hee Exam mein doshee honge,
Aur ve agar Court Jate hain, To kya Court unke Paksh mein Nirnay nahin degaa
********
Iseeliye jo fact the Mene vahee likha,
Meree Acad. se koee Dushmani nahin hai, Aur Acad. se bhartee hotee hai to mujhe jaroor fayda hai (God Promise)
sare acd wale dhyan se padna.abhi sampurnanand ki h.s.aur inter ka exam chal raha hai .agar dekhna hai ki exam ki dhajiya kaise udai jati hai to jakar dekh lo.sabhi exam dene wale bina book aur gide ke nahi hai.agar eish exam ke adhar par acd ka suport kar rahe ho to sarm ani chaheye.es ke baad shartri yani ki b.a. Ki suru hone wali hai usme bhi jakar dekh lena ki exam ki dhajiya kase udai jati hai
ReplyDelete
ReplyDeleteAgar Dhndlee Proove Ho jaygee aur us Dandhlee ko Alag Karna Mushkil Hoga To Saree Bhartee Khatre Mein Pad jaygee.
Beech Mein Rule Badalne Se Dhandhlee Khatm Ho Jaygee Kya ?
Ya to TET poora cancel hoga ya poora bachega.
**************
Aap Solution Batayen ?
Kay TET fail vale log nahin kahenge kee Dhandlee Huee to isko Nirast karo,
Isko Patrta Pariksha Mein badalne se kya fayda
Hum bhi yahi chahte hain ki Vidhan Sabha ke samne hum sab ko ab baith jana chahiye chupchap.aur jab tak bharti shuru hone ka sashnadesh na jari ho tab tak vahan se na koi uthe na kisi se milne jaye fir chahen sarkar lathi chalaye ya dande.chahe to jail me bhar de ya goli mar de.
ReplyDeletevaise bhi berojgari se zingee bhar marne se achcha hai ki sarkar ki goli se hi mar jayen.
kam se kam aage hamare pariwar doston aur wellwisher ko yeh samajh me to aayega ki voh vote kise de rahe hain.
Sarkar to ab hamare bhaiyon sahit hamari bhi jan lena chahti hai.
wah! re India
wah! re U.P
Akhilesh ji aap Yuwa ho apane yuwa bhaiyon ko kyon Tadpa rahe ho aap?
plz hamen hamara haq de do.
Well wishes for Asish Srivastava.
ReplyDeleteget well soon and come forward for join TET campaign.
MANJIL MIL JAYEGI EK DIN BHATAKTE HE SAHI,
ReplyDeleteGUMRAAH TO WO LOG HAI JO GHAR SE NIKLE HE NAHI ....
amit shukla is right.hame shantipurwak bidhan sabha ke samne baith jana chahiye tab tak jab tak mattor solve na ho jaye.
ReplyDeleteAgra TET ke base per bharti bani to only 10 % Gen. candidates select honge. kyonki OBC/SC ki merit high hai vo Gen. kote ki seat cover kar lenge....... isliye merit Graduation + B.Ed. + TET base per banna chahiye.
ReplyDeleteAgra TET ke base per bharti hui to only 10 % Gen. candidates select honge. kyonki OBC/SC ki merit high hai vo Gen. kote ki seat cover kar lenge....... isliye merit Graduation + B.Ed. + TET base per banna chahiye.
ReplyDeleteye ladai tet vs acadamic nahi hai balki sarkari brastachar ke kilaf hai,un netao ki kilaf hai jo paise lotne me garib berojgaro ko bhi nahi chodte,AUR YE SAPA GOVT KYA BEROJGARO KO BHATTA HAMARE AAVEDAN SE JAMA PAISO SE DENA CHATI HAI,AGLI KIST KE LIYE NAYI BHARTI PRIKRIYA KI BAAT KAR RAHE HAI
ReplyDeleteBHAI AKILESH JI NE KHA THA 7 DIN ME NIRNAY LE LIYA JAYEGA 7 DIN TO PURE HO GAYE NIRNAY LE NAHI PAYE YA GINTI SAHI SE NAHI AATI
ReplyDeleteADITOR MAHODAY DHANDLI KEWAL UNHI CANDIDATES NE KARWAI HAI JO YA TO FAIL THE YA JINKE NUMBER KAM THE AUR FAIL CANDIDATES KO ADALAT NE BHI PURA MOKA DIYA APNI COPY RECHEK KARANE KA AUR AAPATI DARGE KARNE KA TO UNKE VIRODH KA TO KOI MATLAB HI NAHI HAI ADHIKAR TO PASS CANDIDATES KA MARA GAYA HAI JISNE MEHNAT SE MARKS MARKS LIYE IN FAIL HONE WALO NE PAISE DEKAR UNSE JYADA MARKS HASIL KAR LIYE
ReplyDelete