हाल ही उत्तराखण्ड की नैनी ताल हाई कोर्ट ने शिक्षा मित्रों को टी ई टी से छूट देने वाला शासनादेश रद्द कर दिया और अब उसके बाद यह नयी
खबर खबर शिक्षा मित्रों के लिए परेशानी का सबब बन सकती है :-
News Sabhaar : Hindustan Epaper (29.07.2014)
बताते चलें कि बी टी सी धारियों को भी टी ई टी से राहत नहीं है , इलाहाबाद हाई कोर्ट की तीन जजों की बेंच ( ट्रिपल बेंच जो की सिर्फ टी ई टी से छूट के सम्बन्ध में गठित हुई थी ) ने अपने निर्णय में आर टी आई एक्ट लागु होने के बाद किसी को भी टी ई टी से छूट देने से इंकार किया था ।
क्या है टी ई टी परीक्षा : शिक्षा में गुणवत्ता लाने हेतु एन सी टी ई ने शिक्षक बनने के लिए टी ई टी परीक्षा पास करना आवश्यक कर दिया है
U.P. mein lakho B.Ed + TET Pass berojgaar baithe hai aur kewal 12 pass SM ko Asstt.teacher banaya ja raha hai. Wah re yaha ki gov. aur yaha ki nyaypalika.
ReplyDeleteAkhilesh sarkar ko smjh me aaye to bhut shrmnaak daur se guzar rhi h......pr shayd 2017 me smjh aayega
ReplyDeleteAkhilesh sarkar ko pta h ki padhe likhe log unhe vote nhi denge esliye wo shiksha shatruo ko teacher bna rha h
Delete.
This comment has been removed by the author.
ReplyDeleteDosto agar aaj contumpt of court ki karyawahi 17 june ke baad kar di jaati to aaj ye naubat hi nahi aati & yeh pratyvedan feeding aur meeting ka lafda hi na hota dekha jaye ro 25 march se 25 july tak inhone sirf time hi kharab kiya hai. Atah mera sujhav hai ki 5 Aug ko aandolan to koya hi jay conttumpt ke baare mein bhi standby arrangement kiya jaye.
ReplyDeleteKal hamre tet netao ne heeralal se mulakat karke shedule jaari karne ke liya kaha to isme unhonein asamarthatha jatate hue kaha ki jab tak data feeding nahi ho jaati hum shedule jaari nahi kar sakte saath hi yah bhi kaha ki bharthi ke sambandh mein wednesday ko disha nirdesh jaari kar diye jayenge.
ReplyDeleteTET bhaio agar yeh bharti chahte hai to 5 aug ko lucknow chale aur agar sirf bharti prakriya dekhte rahna chahte hai to ghar baithe 31 july ko SM ke samayojan ke baad hamari bharti ka naam bhi lene wala koi adhikaari nahi milega.
ReplyDeleteheera lal mc bc jhut bolraha hai
ReplyDeletemuwalim ke niukti ke time aur aaj sm jrt ke time hum logo lolipop delhaya
ReplyDeletemc akhileswa sala
23 july ki meeting ke baad sachiv dwara aashwashan diya gaya tha ki bharti 31 aug tak complete kar li jayegi pratyavedan lene ke saath hi achaanak naatkiya tarike se sab badal gaya ? Aisa kya haua ki josh bharne wale tet neta achaanak nirasha se bhari post karne lage ? Kya hum logo se kuchh chhipaya ja raha hai ?
ReplyDeleteAgar 5 aug. Se pahle koi ashajanak khabar nahi aati hai to prastavit aandolan ko nirnayak aandolan banana hoga yani yah aandolan tab tak chale jab tak ki yah bharti poori na ho jaye. Aur ha bhaio is baar hamara aandolan Shalabh bhai ke netratava mein hoga jo ki ham logo ke saubhagya ki baat hogi.
ReplyDelete5august
ReplyDelete5 aug
Delete5 august
Delete5august....jai tet
ReplyDelete5 aug.....final morcha against tyrnt SP
ReplyDeleteHAR HAR MAHADEV
Akhileshudeen.......tumhare paapon ka kaheen to ant hoga.....3 saal hmne kiya h ...ek umar tum krna
ReplyDeleteShikshamitra bina tet teacher banana basic education ko bilkul bekar karna hai
ReplyDeleteDOSTO VASTAV ME AB SARKAR KI ANDEKHI BARDSAT NHI HOTI EK TARAF COURT JINKO AYOGYA BATA RAHI HAI SARKAR COURT KI ANDEKHI KAR JARDASTI UNHE NIUQTI PATRA BAAT RAHI HAI
ReplyDeleteAUR DUSRI TARAF JINKO BHARAT KI SARE COURT YOGYA MANTI HAI AUR NIUQTI PATRA DENE KE LIYE DABAV KE SATH TIME DE RAHI HAI SARKAR UNSE DUSMAN KI TARAH BARTAV KAR RAHI
MAI AAP LOGO SE PUCHHNA CHAHTA HOO KI ABHI KAHI BAT JAGRUKTA KI HOTI HAI TO HUM AAP LAMBE CHOUDE BHASAD SUNATE HAI
LEKIN JARA SOCHIYE EK DESHBHAKAT VE THE JINHONE VIDESIYO SE LAD KAR APNA ADHIKAR CHHIN LIYA THA ......................................AUR UNHI KE PIDHI HUM HAI KI HAMARE HI TUKADO PAR PALNE WALI SARKAR SE HUM APNA HAQ NHI CHHEN PA RAHE HAI
DOSTO KITNE DURBHGYA KI BAT HAI ITNE APMAN HUM SAH LE RAHE HAI KYA TEACHER HO KAR HUM APNI AGLI PIDHI AUR APNE BACHHO KO AISE HI APMAN SAHNE KI NASIHAT DENGE
DOSTO SACH KAH RAHA HOO DIL ME AATA HAI KI ROJ ROJ APMAN KI GHOOT BARDSAT KARNE SE BADHIYA HAI KI YA TO AISI SARKAR KO MARKAR FASI CHDAH JAU YA KHUD FASI LAGA LU JIS SE NA RAHUNGA NA APMAN SAHUNGA
KOY KI MAINE PADHA HAI KI JILLAT BHARI JINDGI JINE SE BADHIYA EK SAMMANJANAK MOUT ACHHI HOTI HAI
ISWAR NE SADBUDHI AUR HIMMAT DI TO DONO ME SE EK KAR KE DIKHA DUNGA
S.R.PANDEY
Mujhe ye samajh ni aa rha h ki jab central gov ne permission hi nhi di to kis aadhar par Shiksha mitro ko niyukt kia ja rha h. Kya state gov. Central gov. Se badi ho gyi h sapa k liye kuch maayne nhi rakhta na central gov. Na court bas apna vote bank .
ReplyDeleteGovt kamana ka tarika dudh rahi hai
ReplyDelete