/* remove this */ Blogger Widgets /* remove this */

Saturday, July 7, 2012

UPTET : टीईटी संघर्ष मोर्चा लखनऊ में देगा धरना


UPTET : टीईटी संघर्ष मोर्चा लखनऊ में देगा धरना

सूरजपुर (मऊ) : टीईटी संघर्ष मोर्चा दोहरीघाट ब्लाक की बैठक स्थानीय क्षेत्र के रसूलपुर के शिवपंच मंदिर में शुक्रवार सायं हुई। इसमें उत्तीर्ण अभ्यर्थियों ने सरकार पर आनाकानी का आरोप लगाया।

मुक्तिनाथ यादव की अध्यक्षता में हुई इस बैठक में स्थानीय गांव सहित सुल्तानपुर, मुहम्मदपुर, चकेसर, बंधनपुर, दरगाह, सेमरा गांवों के अभ्यर्थी उपस्थित रहे। मुक्तिधाम यादव ने इस दौरान कोर्ट पर पूरा भरोसा जताते हुये कहा कि प्रदेश संगठन द्वारा 9 जुलाई को लखनऊ में धरना प्रदर्शन किया जाएगा। इस दौरान राजकुमार मौर्य, मनीष गुप्ता, दिनेश यादव, रत्‍‌नेश वर्मा, वीरेन्द्र यादव, दुर्गानन्द, अर्चना वर्मा, रंजना राय, कुमकुम प्रजापति आदि मौजूद रहे

News Source : http://www.jagran.com/uttar-pradesh/mau-9442168.html / jagran (6.7.12)
************************
TET Candidates are Uncertain about their future - What happens as TET matter is still under investigation, News comes - Selection base can be change.

42 comments:

  1. Sangharsh karte raho bhaiyo ek na ek din jaroor fal milega

    ReplyDelete
  2. Kya bhaio CM AKHILESH ki neend h ya kumbhmakran ki jo khulne ka naam hi nahi le rahi h.

    ReplyDelete
  3. Manoj Kumar Gupta Saharanpur->> UPTET & Appointment as Primary Teachers>>
    meri ye bat swarn akshro mai note kr lo
    Breaking news:
    this is 101% true information
    tet is going to be cancelled and ncte se vishesh permission lekar without tet bharti ki jayegi
    and nov mai naya tet kraya jayega jo ise pas krega use hi permanant kiya jayega
    and ek information ye bhi hai ki ncte ne permission de di hai
    training ke liye tet ki jarurat nahi hai
    permanant niyukti ke samay tet chahiye
    mai bhi yahi hu aur ap bhi yahi hai dekhte hai kiski bat sach hoti hai

    ReplyDelete
    Replies
    1. It is impossible! No recuitment prt teacher without tet! Har state me tet k madayam se bharti hogi to up me kyo nai !

      Delete
    2. aise log select ho jayenge jo baad me tet pass nahi kar payenge. tab unki seat fir khali rah jayegi. wo apna aur gov ka 6 mahine ka samay barbad karenge.
      wahi kuchh aise log selection se vanchit ho sakate hai jinme tet pass karane ki kshamata hai.

      Delete
  4. Kya isko HC parmit kar degaa, Kya iske baad matter Supreme Court mein nahin jayega

    ReplyDelete
  5. UTARAKAND NE TET KA 10% WAITAGE DIYA HAI,HUMKO BI TET WAITAGE KI MANG KARNI CAHYE,Q K TET KI MERIT AB SAYAD SAMBAV NAI HAI.

    ReplyDelete
    Replies
    1. Tet merit wale bheekh nai apna huk maang rahe h tet merit wale! Tet merit se bharti nai hogi to acd merit se bhi bharti nai hogi! Tet me dhandhali h to jach karao manak mat badalo!

      Delete
  6. Shiksha mitro ne D.M. Ka sir foda govt. Unko naukri dena chahti hai magar tet merit bale bar bar apmanit hokar pit rahe hai unhe govt. Job dena nahi chahti.Akhilesh Mayavati se bade tanasah lag raha hai.

    ReplyDelete
  7. dosto lucknow me dharna 11 july se rakho, kyoki mukhyamantri akhilesh aaj 7 july se videsh ja rahe h aur 11 ko vapas aayenge , aaplog samjhdaar h jaisa aaplog kahe mai lucknow aane ke liye taiyaar hu .

    ReplyDelete
  8. pad yatra vale log delhi me kapil sibbal ji ke office pahunche the aur gyapan diya tha kya us par koi karyavahi hui ? ya us ko fek diya gaya hoga?(bhrast tantr) Muskan Madam please koi jabab dijiye.

    ReplyDelete
  9. pad yatra vale log delhi me kapil sibbal ji ke office pahunche the aur gyapan diya tha kya us par koi karyavahi hui ? ya us ko fek diya gaya hoga?(bhrast tantr) Muskan Madam please koi jabab dijiye.

    ReplyDelete
  10. pad yatra vale log delhi me kapil sibbal ji ke office pahunche the aur gyapan diya tha kya us par koi karyavahi hui ? ya us ko fek diya gaya hoga?(bhrast tantr) Muskan Madam please koi jabab dijiye.

    ReplyDelete
  11. ab yeh sirf un kuch buddimano ka blog rah gaya hai jo sirf ek pariksha ko pass ker ke apne ko buddimann samajh rahe hai rudd kerwa ker dobara tet exam dobaara kerraoo aur phi apne number dekhna logon ko pata hai ki isse pass kerne k baad sedhe job mil jaige aur yeh bank railway jaisa exam bhi nahi hai is liye ab jo bhi tet hoga usme jo log bhi fail ho gaye hai veh apni mehnut ko iss barr jaroor dikha daige

    ReplyDelete
  12. mujhe pata hai k jo log bhi high marit laye hai ussme adhikanse log already teacher ya tutor hai kisi ka experience 10 saal ka hai kisi 5 saal ka per jo log ab nayi surwaat ker rahe hai unme bhi aap jitni buddhi devlop hone me samay lagega kabhi acadmic aur experience k tulna nahi ki ja sukti hai kyon k "padhne se jyada gyan padhane se badhta hai "
    ( samanta ka mutlub= job to all tet pass )

    ReplyDelete
  13. (tet)objective view =check only your intelligency and quick respounse
    and
    (academic) its discriptive view=check all your skills your view ,your writing ,your prsentation of given question
    jub app teacher banege to apke ander ye sabhi baat honi cahiye is liye koi kisi bhi pakhse ko bura bhala na kaha kyonki koi kisi me mahir hai tho koi kisi me so be unite kyonki (tet and acd both are good)(unity is stregth )

    ReplyDelete
  14. mai un sabhi high marit uptet walon se kehta houn ki aap up me hai uptet k number ko tho aap bahut jyada mahatv dete hai per aap ne ctet bhi diya hoga uske number bhi bataiye yadi jo log bhi apna uptet k roll number ko likh ker apne bare me batate hai veh ctet k roll number bhi avasya bataye jise unke intelligent hone ka pramaad satya hoga aur acd wale bhi unki buddhi ko mann jaige sara jhagda he katam ho jayga kyon ki yaha per job k liye nahi apne intelligent hone ki he bahas hoti hai 6 mahine se aise lud rahe hai jaise k bacche lade rahe ho app ek teacher ho bacca nahi yahan per samanta ka mutlub sabhi tet pass candidate ko job na k ACD VS TET jub itena commensense nahi hai tho ek aur uptet karao phir pata chalega ki hum sab kitnae pani me hai aur pichli baar jo log bhi pariksa nahi pass ker paye ajj veh badi he mujbooti se tayari me jotte hai k kub tet ho aur veh apne ko proov ker paye aane do2011-12 walon ki bheed ko tho kya usseme bhi app jitnay buddiman nahi haonge jub yeh sankya 250000 hai age tet me 400000 ke karib pahuchegi ya ho sakta hai ki ctet ka standend hoa tho 50000 he reh jai aur un buddhimano ko hi job milay per app tho jaroor ho jaoge kyoki app ne tho sab kuch padh rakha hai baat sirf itne hai k nyay prakriya me dar to hoti hai per aap tho gher ke khati samjh ker uuse apne mun sekerwaana cahete ho app ko nahi pata k kitnay log is job k liye h b.ed kere aur dhakke khaye is mudda sirf job ko banao na k marit ko kyoki sayad aap ko job pane k liye lamba intzaar ker sekte hai per kuch ka tho jeevan marn ka prashna hai isliye
    (no acd no tet no gen no sc only tet pass vacancy to all)

    ReplyDelete
  15. Dosto,
    Mere kannouj k ek saathi ne bataya hai ki DIMPAL BHABHI ne kaha hai ki hmare C.M. Bhaiya bimar hain. Unhe ek gambhir maansik bimari hai jis se unka maansik santulan bigad gaya hai aur sahi faishla nhi le pa rhe hain.
    Islie sabhi TETians se mera anurodh hai ki ISWAR se unke sighra mansik swasthya laabh ki kamana kre aur unhe ek shubkama card bheje jisme likha ho " Hm sabhi TETians aap k sighra mansik swasthya laabh ki kamna krte hai jisse app jald primary sichak bharti mamle me TET base pr niukti krne ka faisla le saken." Is k saath hi unhe ek phulon ka guldasta b bhejen.
    C.M. Ka address hai,
    Chief Minister
    UTTAR PRADESH
    5 KALIDAS MARG
    LUCKNOW
    Aapka...
    ALOK JAUNPURI

    ReplyDelete
    Replies
    1. G8 dear
      tum ho munnabhai ke pattern pr
      U made a cheerful mrning

      Delete
  16. chalo lucknow chalo lucknow chalo lucknow

    sadke jaam kardo , train rok do . es baar pura lucknow bhar jaana chahiye tet valo se , jaisa humne Allahabad me kiya vahi lucknow me bhi hoga . es baar sabko aana h, nahi to ghar baithe bus tamasa hi dekhte rah jaoge tetian .

    ReplyDelete

  17. Mujhe ye samajh nahin aata kee TET agar sirf Patrta pariksha hai to - NCTE ne kyon likhaa kee dobaaraa pariksha dekar marks bada sakte hain, TET marks ko selection mein use kara jaye

    ReplyDelete
  18. TET / CTET Exam pass karke ghar par bethho, Doosree taraf Govt. ko Yogya teacher nahin mil rahe. Gr8 Shining India

    ReplyDelete

  19. Har saal TET/CTET Exam dete raho , fees bharte raho, Application form kee fees bhrte raho.
    --
    Nokree mile nahin, paisaa kahan se aayegaa baar baar exam ke fees/form aur Time wastage

    ReplyDelete
  20. apas main ladne se pehle kapildev yadav ke naam ka fadwa pad do , ab acd or uptet do hi barbad hoge, kioki koi bhi paksh manne wala abb uptet rad hi hoga....

    ReplyDelete
  21. chalo lucknow dosto , aakri baar es baar hum apna hak le kar hi vapas lautenge , es baar allahabad ki tarah ugra aandolan hoga , yun ghut-ghut ke jeene se acha h mar jana , lekin ladkar marenge, atmhtya nahi karenge . es baar pure india ko pata chalega hum kya chahte h ,

    ReplyDelete
  22. Tet pass karne walo ka 93.5 RED FM redio allahabad ne mazak udaya, unpar ek bhaddi kabbali bnaye hai!

    ReplyDelete
  23. lucknow chalo lucknow chalo
    es baar mai allahabad se 500 tet friends ke sath aa raha hu , humri logo sabse baat ho gayi h , es baar hum lucknow me bhi vahi karenge jaisa allahabad me 5 july ko kiya , jucknow ko band kar denge, jaam laga denge , akilesh ko majbur kar denge tet merit se bharti ke liye , baaki dist. valo sarm karo kuch to karo , job aise nahi milegi , har dist me ugra aandolan hona chahiye,

    ReplyDelete
  24. Dear Friends,
    "URGENT REQUEST"
    9JULY ko Lkw ke dharne me jis bhai ke pass high quality ka digital audio visual camera ho use jarur se jarur lekar aaye kyoki media wale hamare footage to lete hai par jyada newschannel par highlight nahi karte aur jo bhai ye sab seen record karte hai ve bhai mobile ka hi use karte hai so friend plz plz plz don't ignore this information because this information is very very necessary for all tetians.THANKS

    ReplyDelete
  25. lucknow chalo lucknow chalo
    dosto sirf yanha aakar news padh lene se kuch nahi hoga , sirf yanha par apni baat bolte h ghar me bathkar, koyi news nahi milegi 9 july ko , saare kaam chod kar lucknow chalo . koyi ghar par nahi rahega . lucknow me sirf tet vale dikhenge

    ReplyDelete

  26. NCTE ke niyam to saare desh ke liya hain. Agar sirf UP mein is TET exam ko eligibility test kar dete hain. To sabhee rajyon/kendra ka kamaee ka dandhaa band ho jayega. TET/CTET exam mein to baar baar bethne kee baat kahee gayee hai. Jisse candidates apne marks increase kar saken.

    ReplyDelete

  27. Kamaee ka naya funda hai.
    Paise lene mein to sabse aage, par nokree dene mein sabse peeche

    ReplyDelete
  28. ager acd wale or tet wale keh rahe hain ki hum sc jaige main to kehata hu sab milker sc jai kioki 2.5 lakh pad khali hain up main .....ta jo sabhi ka bhala ho

    ReplyDelete
  29. AMBEDKAR NAGAR (AKBARPUR) T.E.T. MEEING & AANDOLAN INFORMATION court ne agali date 6 august tay ki hai. 8 JULY ko colectrate (AKBARPUR) me 9 baje meeting aur 9 JULY ko 9 baje LUCKNOW POORI TAKAT KE SATH AANDOLAN HETU PAHUCHE. UPTET ABN.

    ReplyDelete
  30. dosto hame ye nahi sochna hai ki aage kya hoga abhi tet merit ko bachane ke liye hamara laksay lucknow jana hai.hamare hath mai karm karna hai fal dena ishwer ka kam hai .gov.ki tet merit virodhi mansikta ka virodh karne ke liye lucknow jaroor chalo apne sabhi sathiyo ko phone ke jariye inform karo.sabse milo hame is bheedtantra ko bheed dikhani hai .25000 ki bheed dikha do usi din gov. tet merit par bharti ke liye kah degi.tet sangharsh morcha jindabad ashish rajvanshi mzn 9927756345

    ReplyDelete
  31. agar bina tet ke selection ki baat sahi hai to aise log select ho jayenge jo baad me tet pass nahi kar payenge. tab unki seat fir khali rah jayegi. wo apna aur gov ka 6 mahine ka samay barbad karenge.
    wahi kuchh aise log selection se vanchit ho sakate hai jinme tet pass karane ki kshamata hai.

    ReplyDelete
  32. selection without tet .bogus information .are you mad ?

    ReplyDelete
  33. blog editor ji ape Kyo parashan ho ape ke relatives v TET me ache Aur academic me kharab no. hai Kya , ya up board ne ache no. Nahi diya

    ReplyDelete

Please do not use abusive/gali comment to hurt anybody OR to any authority. You can use moderated way to express your openion/anger. Express your views Intelligenly, So that Other can take it Seriously.
कृपया ध्यान रखें: अपनी राय देते समय अभद्र शब्द या भाषा का प्रयोग न करें। अभद्र शब्दों या भाषा का इस्तेमाल आपको इस साइट पर राय देने से प्रतिबंधित किए जाने का कारण बन सकता है। टिप्पणी लेखक का व्यक्तिगत विचार है और इसका संपादकीय नीति से कोई संबंध नहीं है। प्रासंगिक टिप्पणियां प्रकाशित की जाएंगी।