, UPTET , SARKARI NAUKRI NEWS ,
************************
English Version : -
Source : http://information.up.nic.in/View_engnews.aspx?id=54
*************************************
Present Basic Education (Teachers) Services Rules to be amended and past system to be restored At a cabinet meeting chaired by the Chief Minister Mr. Akhilesh Yadav
at the Lal Bahadur Shastri Bhawan here today, a decision to make the Teachers Eligibility Test -2011 a qualifying exam was taken. It is pertinent to mention here that the union government conceptualized the TET as a qualifying examination. It was henceforth decided that it was in the basic spirit legally to make it a qualifying exam.
Following this order, the state government will not have to immediately hold the TET and selecting candidates qualifying the TET 2011 as teachers would be made possible. The candidates who have passed the TET 2011 for junior high school level will not be eligible for the posts of teachers under the Basic Shiksha Parishad but will instead be only eligible
for vacant positions in government aided or private schools.
It is to be mentioned here that the committee formed by the state government under the chairmanship of the chief secretary had recommended to make the TET 2011 a qualifying exam. After the recommendations of this committee being accepted by the state cabinet, the
basis of selection of teachers would be, as in the past, educational qualifications of the candidates and the marks he has scored at different levels.
Because of this, effect of irregularities on the selection process of the TET 2011 would be zero. After the decision of the cabinet the existing Basic Education (Teachers) Service Rules would be amended and the previous system would be restored. The press release issued for appointment recently will be cancelled and, a fresh recruitment advertisement based on the
amended rules would be issued at district level and the process of appointment would be started.
Source : http://information.up.nic.in/View_engnews.aspx?id=54
********************************
http://joinuptet.blogspot.com/
dosto jab inhe tet walo ko job deni nahi hai to tet2012 kis liye kara rahe hain.kyonki upper primary mai to ye tet walo ko mana kar rahe hain aur primary mai shiksha mitro ki 1.72 lacks seato ke bad lagbhag 70000 seat bachti hain jinke liye process chal raha hai.ashish rajvanshi mzn 9927756345
ReplyDeletedosto ab gov. tet walo ko naukari nahi dena chahti hai
ReplyDeletemujhe yeh nhi samajh ata ki aisi kaoun se majboori hai ki siksha mitro ke liya ki traind logo ko gov. naukri nahi de rahi hi aur untraind logo ko traind karne me lagi hai aur traind karne ke baad unko pahle naukri dene ja rahi hai
ABHI BHI JAG JAO OR COURT CHALO.
ReplyDeleteASHUTOSH TIWARI
9044194294
very good kam se kam kisi ko to naukri mili
ReplyDeleteMAI NE HIGH SCHOOL MEY 99.5% , INTERMEDIATE MEY 98.5% & B. A. MEY 97.5% AB TOO MAI ACCD. KAi ADHAR PAR BINA COMPETION KAi I.A.S. P.C.S. BAN JAU GAA. AGAR HAME S.P. SARKAR JALDI NAHI APPOINT KARE GEE. TAB FIR B. Ed. (THEORY 34% PRACTICAL 99.9% ) T.E.T. 10% + GRACE MARK SEY PRIMARY KA TEACHER HONA NISH CHIT HAI.
ReplyDeleteCTET KO SAMIL KARNE SE U.P. BOARD WALON K LIYE AB KODH ME KHAJ WALI KAHAWAT HO GAI HAI.YADI ACADEMIC MIRIT BANANA HI HAI TO GRADUATION+BED+TET BEST OPTION HAI.SARKAR KO TET WIGHTAGE DENA HI PADEGA..
ReplyDeleteCTET KO SAMIL KARNE SE U.P. BOARD WALON K LIYE AB KODH ME KHAJ WALI KAHAWAT HO GAI HAI.YADI ACADEMIC MIRIT BANANA HI HAI TO GRADUATION+BED+TET BEST OPTION HAI.SARKAR KO TET WIGHTAGE DENA HI PADEGA..
ReplyDeleteAb to 6 aug ka intejar he, usi k anusar aage ki ruprekha tay ki jayegi.bas sawdhan n ekjut rahne ki jarurat he.
ReplyDeleteanand pandey(Bansi)siddharthnagar 9721682216
ReplyDeletetet merit se hi bharti hogi gov chahe jo bhi kar le.
anand pandey(bansi)siddharth nagar
ReplyDelete9721682216
jab junior me direct bharti nahi karna hai to tet junior wala kyo karaya jata hai gov ko to isi primary wale tet me inhe bhi shamil karna chahiy.
anand pandey(bansi)siddharth nagar
ReplyDelete9721682216
jab junior me direct bharti nahi karna hai to tet junior wala kyo karaya jata hai gov ko to isi primary wale tet me inhe bhi shamil karna chahiy.
BHAR MAI JAI NOUKRI OUR CHOLAY MAI JAI SARKAR SALO NE EK SAL SE JINA HARAM KAR RAKHA HAI
ReplyDeleteDear friends,
ReplyDeleteSarkar next TET ka plan bna chuki hai. Yadi 72825 teachers ka vartman vigyapan nirast ho jayega to in posts k liye agla vigyapan agli TET k baad aayega,agli TET kis tarah hogi btane ki jarurat nahi hai. Fir itni high ACD MERIT holders se compt. hoga ki Sabhi log ACD MERIT ko support karna bhul jayenge.
Best of Luck.
YE SARKAR BAHUMAT KE NASHE ME CHOOR HAI ISNE VACANCY ME APNA LABEL LAGANE K LIYE HI ACD MERIT BANWAI HAI DHANDHLI KO BAHANA BANAYA GAYA HAI.
ReplyDeleteS.P. GOVT. SIKSHHA MAFIYA HAI AUR NAKAL K LIYE BADNAM HAI.
dosto primary ki kul 248000 seats mai se 172000 shikshamitro ki nikalkar bachti hain 76000.inme se 72825 ke liye latkau process chal hi raha hai.baki bachi 3-4 hajar seato par b.tc.,v.b.tc. walo ki niyukti karni hai is parkar se ye sari seate poori kar lenge.upper primary mai ye TET walo ko nahi le rahe hai vahan ye samvida shikshak rakh rahe hain jinke liye tet jaroori nahi hoga.to fir inhe up mai TET exam ko band kar dena chahiye kyon ye hum logo ko bevkoof bana rahe hain.kyon ye hamara mansik aur aarthik shoshan kar rahe hain.kyon center gov. bhi teachers bharti ke niyamo ka kathorta se palan nahi kara rahi hai.kyon TET merit holders ko shak ki nigah se ye gov.dekh rahi hai.kya hamari yahi galti hai ki hamne tet exam pass kar gov. se apna haq manga aur badle mai mili hame police ki lathiyan.kya koi hai jo nyay ki baat kah sake .sachchai ka sath de sake.yogyata ka samarthan kar sake.ashish rajvanshi mzn 9927756345
ReplyDeleteTet se teacher ham nahi banne denge.
ReplyDeletepehle apni digree puri ker le kahi vo bhi latka de
ReplyDeleteKya hame 29 july ko charbag station par pahuchna hai .abki bar mausam achchha hone ke karan bahut log lucknow pahuch rahe hai.jai tet merit.
ReplyDeleteTet se bharti tum kya rokoge ise toh yeh pagal sarkar bhi nahi rok sakti
ReplyDeletepurana vigyapan cancel bhi ho gaya toh wo S.C se wahaal ho jayega
halanki aaj azam khan ne rampur me tetions se kaha he ki niyamavali me sanshodhan up board aur another board ko dhyaan me rakhte hue kiya ja raha he
up board walon ke saath anyaye nahi hone diya jayega
ramzan ke is paak mahine mai roza rakhkar khuda se ye dua mangta hun.ki yadi hamne poori sachchai ke sath tet ko pass kiya hai to e khuda jo hame nahak hi pareshan aur hamara haq cheen rahe hain unhe ta umra hamse 100 guna jyada takleef de.jo julm ye hum par kar rahe hain uski inhe saja de.zindagi mai inhe kabhi sukun na mile.moh.istyak rampur
ReplyDeleteOur honourable leaders plz make guideline for next step to achieve half more victory.
ReplyDeleteTet merit best
ReplyDeleteTet merit best
ReplyDeleteAAJ NAHIN TO KAL SIKSHHAMITRON KO TET DENI PADEGI
ReplyDeleteAbe yar kaise b krwao,bt processing krwao jaldi se jaldi
ReplyDeletekya hoga es up ka 3 lakh ke karib tet pas berojagar hai. Aur sarkar inter pas sikshamitro ko naukari dend chahati he. Dekho sp sarkar ki mansh.
ReplyDeletekya hoga es up ka 3 lakh ke karib tet pas berojagar hai. Aur sarkar inter pas sikshamitro ko naukari dend chahati he. Dekho sp sarkar ki mansh.
ReplyDeleteJab up board 65%=78% of cbse/icse/other to iske adhar & domicialty 5% outer ka spastikarn nhi hua to hum logo ko court se jeet hasil karne me aasani hogi.
ReplyDeleteup walo ka hak nhi chhinne denge.
HI..
ReplyDeleteGov is trying his best
so b+ve
6 aug k bad agar jarøorat pade to hc court me writ lagege ye bharte tet merit se he hoge varna hc aur sc me he raege aur ek writ sm ke liye bhe 6aug ke bad pad he rahe hai.
ReplyDeleteHi
ReplyDeleteye bharti nahi rukegi
so b+ve
Gov is trying his best.........
ReplyDeleteSo better 2 see court result
always b+ve
kal thrna ha kau lakhnow mai
ReplyDeleteक्या शिक्षा मित्रोँ को टीईटी की परीक्षा उत्तीर्ण करने की आवश्यकता नहीँ है क्या ये इण्टर पास कर 6 माह की ट्रेनिग कर अध्यापक बन सकते है ? एनसीटीई ने इनके लिए कुछ अलग नियम बनाए ? इस तरह की विसंगति क्यो ? अब इसके लिए भी कोर्ट मेँ रिट डाली जायेगी । मुख्यधारा से कोई अलग नहीँ है ।
ReplyDeleteacd me to pure tarah se dhandhali hai hs or inter me imla bola jata hai ba kanpur or purvanchal se 70percent no lete hai batao kalyan singh ke samy ke log unse kya mukabla kar payenge
ReplyDeletejaldi se tet ki merit banai jaye
ReplyDeletetet merit ho
ReplyDeletegov.172000 shiksha mitro ke liye B.Ed. Berojgaro ke sath khilwad kar rahi hai.yaha log degree lekar taiyar hai phir bhi gov. Apne kharch par shiksha mitro ko trained kar rahi hai.main puchata hu kya jaroorat hai asha karne ki.
ReplyDeleteab to had ye bhi ho gai jab inter pass logo ko btc ka prashikshan dene ka faisla kiya gaya jabki b.t.c. Ki yogyata graduation hai.agar asha hai to B.t.c. Inter pass par kiya jay.
Agya ram verma , itne he honhar ho to btc me kyo ni hua abi tk tumhara.logo ko pagal banana chodo yaha sab samjdar h.ok
ReplyDeletehamare mitra jo court ke through vigyapan ko bachane ke liye pryasrat h please 29th may ko lucknow pahuchkar unki sahayta kijiye wa sarkar tak apni aawaz pahuchne ke liye apni awaz buland kijiye .thanks .
ReplyDeletebhaiyo hamlog tet aur acd k liye ladte rahenge aur jitne shiksha mitra hai wo permanent ho jayenge aur hamlog ladte hi rahenge isliye hamlogo ko sath rahna chahye aur koi aisa raste nikalna chahye jisse tet aur acd dono ko nuksaan na ho aut bharti ho jaye
ReplyDeleteaur ye vacancy puri hone se phle shiksha mitra permanent ho gaye to hamlogo ki taraf koi dhyan nai dega qki tb teachers ki kami kaafi hadd tak puri ho jayegi 65000 shiksha mitra aur 25000 hajar btc walo ko tb tak job mil chuki hogi
ReplyDeleteTet merit is best
ReplyDeletefriends dont be worried bina teacher eligibility test clear kiy shiksha mitra teachers nai ban skte.jab hum b.ed holders bina tet clear kiy teachers nai ban skte to unka banna impossible h.aur ap to jante hi ho how many shiksha mitra will be able to clear tet.still bina tet clear kre shiksha mitra ko teacher banane ka prayas govt. krti h to HIGH COURT DOUBLE BENCH KIS BAAT K LIY H.HUME 6th AUGUST k BAAD APPOINTMENT MIL B JAYGA TAB B SHIKSHA MITRA K AGAINST COURT JANA CHAIYE.jisse govt. should know apni manmani hamesha nai chalti aur baki vacancies b right applicants se bhari jani chaiye.
ReplyDeleteTet merit best
ReplyDeletekameeno t.e.t walo shikshamitron ke peechhe kyon pade ho.
ReplyDeleteHI,
ReplyDeleteI WOULD LIKE TO DRAW THE GOVT ATTENTION TOWARDS UP TET. WE RESPECT THE GOVT DECISION THAT UP TET IS A ELIGIBILITY EXAM. BUT I WANT TO SUGGEST THAT THE GOVT SHOULD NOT INCLUDE THE CTET CANDIDATES BECAUSE CTET IS A CENTRAL GOVT ELIGIBILITY THEN WHY INCLUDE IN UP TET ?
IF THE GOVT WILL INCLUDE ALL CTET, SHIKSHA MITRA THEN UP TET CANDEIDATES WILL NOT FOUND THEIR SHARE PROPERLY.
SO GOVT SHOULD RE-THOUGH ON THEIR CTET DECESION.
THOUGH THE UP TET CANDIDATES ARE SUFFERING FROM A LOT OF PROBLEM, TENSION DUE TO THE CAUSE OF BIG PROBLEM CREATED BY PREVIOUS GOVT SO I UNDERSTAND THAT GOVT SHOULD NOT INCLUDE SHIKSHA MITRA & CTET CANDIDATE IN UP PRIMARY TEACHER RECRUITMENT.
DOSTO,
ReplyDeleteSARKAR B.ED. BEROJGARON KO BEWKOOF BANA RAHI HAI
1- SIKSHHA MITRON KO BINA TET K TEACHER BANA RAHI HAI AUR MRATAK ASHRITON KO TET KARWA RAHI HAI KYA SIKSHH MITRA UBSE JYADA BECHARE HAIN?
2-C.T.E.T. KO SAMIL KAR K U.P. BOARD WALON KE LIYE KODH ME KHAJ WALI KAHAWAT KAR RAHI HAI.
3-UPPER PRIMARI KA TEST LENE K BAWJOOD VACANCY NAHIN NIKAL RAHI HAI.
4-SIKSHHA MITRON KO(JINKE NIYAMITIKARAN KI GHOSHNA BAHUT PAHLE HO CHUKI THI) NAYI BHARTI KE ROOP ME PESH KAR RAHI HAI.
5-TET KO KOI WAITAGE NA DEKAR TET KO KHILWAD BANA RAHI HAI JISASE AANE WALE SAMAY ME TET BEROJGARON KI FAUJ KHADI HOGI.
6-BACHE HUE 60000 PAD 2015 ME NIKALEGE WO BHI ACD MERIT K ADHAR PAR.
WAH BHAI WAH MAN GAYE S.P. GOVT. KO ..............KYA BEWKOOF BANATI HAI BHOLI BHALI JANTA KO