/* remove this */ Blogger Widgets /* remove this */

Sunday, July 15, 2012

A TET Candidate (Mr. Manoj Gupta) wants to share below information to UPTET candidates

A TET Candidate (Mr. Manoj Gupta) wants to share below information to UPTET candidates


From: Manoj Kumar gupta <padmakripa77@gmail.com>
Date: 2012/7/15
Subject: Fwd: Speed post to Justice Arun tandon ji
To: uptet.prt.9@facebook.com, muskan24by7@gmail.com, irfaan.rajjak@facebook.com, nirbhai.gautan@facebook.com

Subject: Speed post to Justice Arun tandon ji

Sabi tet merit chahne wale bhaiyo se nivedan hai ki wo is print out ki adhik se adhik photo copy apne sathiyo ko lucknow and apne apne jilo mai distribute kre tatha unhe bolo ki har candidate isko justice arun
tandon ji ko speed post kre jab himachal, gujrat aur kvs mai tet marks ke aadhar par bharti ho
sakti hai to up mai kyo nahi is letter mai clear likha ja chuka hai ki in bhartiyo ke ab tak na bhare jane ka karan satta ka parivartan hai aur akhilesh sarkar in bhartiyo ko isliye latka rahi hai kyoki ye
bhartiya mayawati ke karykal ki hai up mai teachers ki kami ke chalte primery schoolo mai tala lag chuka hai
plz har candidate se nivedan hai ki wo adhik se adhik sankhya mai judge sahab ko speed post krke apni aur apne primery schoolo ki hakikat se avgat kraya jaye

Address
Hon'ble justice Arun Tandon
3, Patrika Marg, Allahabad

*********************************************

















































18 comments:

  1. bhai koi kah raha tha ki honrble j badal jayenge ab kol v.k shukla honge cnfrm nahi hai aisa hamna suna


    jo aapne kaha hai use ham karenge

    ReplyDelete
    Replies
    1. Blog editor is requested to ban this rumour creator.

      Delete
  2. Bhai sahab judge badal jayenge na cm to nahi badalenge na faisla to ab court ne cm ke haath me chod diya hai judge ko ab sirf faisla sunana hai

    ReplyDelete
  3. Ye vacency sirf ACD+TET se hi sambhav hai anyatha bharti latak jayegee

    ReplyDelete
  4. i have talked with m.l.a of sp mr sangram singh that he was talking about tet .it is clear that process will resume through acd but even government is discussing to add tet percentage
    so i am sure that gov giving some relieffor tet rankars

    ReplyDelete
  5. टीईटी आन्दोलन की अगली कडी मेँ-
    टीईटी की जंग मेँ शामिल सभी योध्दाओँ को ज्ञात हो कि टीईटी संघर्ष मोर्चा ने दिनाँक 17-07-2012 को उ॰प्र॰ के सभी जिला मुख्यालयोँ मेँ एक दिवसीय सामूहिक अनशन के कार्यक्रम के आयोजन का विचार किया है। अतः आप इसकी सूचना अपने-अपने जिलाध्यक्षोँ से प्राप्त करेँ। यदि संभव हो तो यह सूचना समाचारपत्रोँ मेँ प्रकाशित कराएं जिससे भारी संख्या मेँ टीईटी अभ्यर्थी इस कार्यक्रम मेँ शामिल हो सकेँ। आप सब से निवेदन है कि अपने हक की लडाई को मजबूती प्रदान करने के लिए भारी संख्या मेँ इस कार्यक्रम मेँ शामिल होँ और सफल बनाएँ। जानकारी के लिए सँपर्क करेँ
    9219157981
    9196032457
    आपका साथी-
    आलोक जौनपुरी

    ReplyDelete
  6. C.m se aaj unhin ke chunawi gadh ke tet pass bhaiyon ne apni baat vinamrta poorwak kahi hai ab sayad c.m kuch possitive responce de @tet is best@acd means unequality@so plz c.m sir support tet merit

    ReplyDelete
  7. bhaiyo

    i have 104 mark tet i am obc candidate whats opportunity in merit

    ReplyDelete
  8. mis blog editor plz apne blog ki theam narmal pahle jaisa kare dekhne mai problam ho rahi hai matlab research na kia kare plz

    ReplyDelete
  9. RAMU BHAI AAPKA 100% HOGA

    ReplyDelete
  10. jinke (gen candidate) tet me 95 se upar hai wo agar udaseen ya acd merrit ke support me hai to wo log bilkul murkh hai kyunki tet merrit se unka kahin na kahin ho jayega aur ye log ye nahi soch pa rahe hai ki gov. bharti ko latkane ke liye hi aadhar change karna chahti hai kyunki paper se pahle nikle vigyapan ke aadhar par tet merrit wale sc chale jayenge aur gov. is bharti ko salon tak court ke dwara latka degi fir 5 saal baad mayawati aayengi to wo apne vigyapan ke aadhar par tet merrit se bharti karengi so bhart tet se hi sambhav hai chahe abhi ho chahe 5 saal baad aur agar gov. tet se bharti karti hai to isko koi challenge nahi kar paayega kyunki sara mamla tet merrit ke favour me court me nipat chuka hai aur ek yachi ko to 4.5 lakh ka jurmana bhi dena pada tha so acd ke favour walon jara sa dimag lagao thanks........

    ReplyDelete
  11. sab log apni omr ans. sheet ki zerox copy c.m ko bhejo aur puchho no. jod le sath hi net par bhi dekh le aur bataye kisne,kitni,kaise,dhandhli ki hai...

    ReplyDelete
  12. hi kanpur, etawa, mainpuri teteans i salute you

    ReplyDelete
  13. C.M. U TURN BAHUT LETA HAI IS LIYE HAMEN CHUP HOKAR NAHIN BAITHNA CHAHIYE WARNA SARKAR KOI BHI GALAT NIRNAY LE SAKTI HAI IS LIYE C.M. JIS JILE ME JAAYE TETIONS WAHAN PAHUNCHEN AUR GYAPAN DEN.

    ReplyDelete
  14. 10 sal pahele cbse or up board ke marks ek jaise aate the or IIT me jo %age cbse or up board ka hai wah present time ka hai is liya sirf TET merit per hi selection ko focused karna chahiye na ki cbse, icse, or up board ke beech me comparision karna. nahi to old cbse or icse passed candidates ke saath anyay hoga jo is muhim me shamil hain.

    ReplyDelete
  15. koi bhi 10, 12 saal phale ki cbse, icse aur upboard kay marks to dek le to payga ke sabhi ke average marks ek jaise hain, so pls fight for only in favour of TET merit.

    ReplyDelete
  16. hame bahot soch samajh kar agay ki randneeti banani chahiye jara se bhi galti hame media ke dwara logo ke sahanbuti jo mil rahi hai usase alag talag kar sakti hai jasa ki lko mey huwa. so beware of doing anything in the near future till 6 Aug.

    ReplyDelete

Please do not use abusive/gali comment to hurt anybody OR to any authority. You can use moderated way to express your openion/anger. Express your views Intelligenly, So that Other can take it Seriously.
कृपया ध्यान रखें: अपनी राय देते समय अभद्र शब्द या भाषा का प्रयोग न करें। अभद्र शब्दों या भाषा का इस्तेमाल आपको इस साइट पर राय देने से प्रतिबंधित किए जाने का कारण बन सकता है। टिप्पणी लेखक का व्यक्तिगत विचार है और इसका संपादकीय नीति से कोई संबंध नहीं है। प्रासंगिक टिप्पणियां प्रकाशित की जाएंगी।