See News : -
News Source : http://paper.hindustantimes.com/epaper/viewer.aspx (Lucknow Edition 21.7.12 , Page No. - 14)
*********************
/* remove this */ Blogger Widgets /* remove this */
सरकारी नौकरी शिक्षक भर्ती/नियुक्ति परिणाम / टीईटी Sarkari Naukri Recruitment/Appointment Result. Latest/Updated News - UPTET, CTET, BETET, RTET, APTET, TET (Teacher Eligibility Test) Merit/Counselling for Primary Teacher(PRT) of various state government including UP, Bihar
Please do not use abusive/gali comment to hurt anybody OR to any authority. You can use moderated way to express your openion/anger. Express your views Intelligenly, So that Other can take it Seriously.
कृपया ध्यान रखें: अपनी राय देते समय अभद्र शब्द या भाषा का प्रयोग न करें। अभद्र शब्दों या भाषा का इस्तेमाल आपको इस साइट पर राय देने से प्रतिबंधित किए जाने का कारण बन सकता है। टिप्पणी लेखक का व्यक्तिगत विचार है और इसका संपादकीय नीति से कोई संबंध नहीं है। प्रासंगिक टिप्पणियां प्रकाशित की जाएंगी।
ReplyDeleteNews mein kuch dam nahin hai, jab ek baar pehle se hee bhrtee kaa aadhar tay hai. To usse badlav to nayee samsyayn utpann karega. Mamla bilkul saaf hai - TET Merit. Aur kisee nayee recruitment mein rule change vagrah ho sakte hain.
----------
Aur agar is par koee shak ho to Saare teachers ka exam TET kee bhanti fir kara liya jaye.
(Par aisa exam , jitne bhee UP ke teachers hain sabke liye hona chahiye)
Jo rule pehle ban , advt. nikal chuka, exam ho chuka. Ab us mein badlav to nayee samsyaon ko janm degaa.
Behtar to yahee hoga ki - dhandhlee vale baeemaan abyrtheeyon ko nikala jaye.
Jisse ve aage bhee koee dhandhle na kar saken.
news editor dont be over smart i think u r also going to over age so u r supporting to older but i tell if verdict will come against acd then we will go to sc and matter will be hangon for a long time all older will be over age along with u bye
DeleteTet cancel ho raha hai. Aur ab dobara hoga. Phir aur lackho log pas hoge. Aur sarkar acd se chayan karegi.
Delete22 july 7 a.m. ko kanpur ke sabhi tetians cabinet minister ko gyapan dene chetna chaurha paradise hotel(kanpur court)pahunche
ReplyDeletetet morcha kanpur
Blog editor mahoday
ReplyDeletemera tark adharhin feel hota hai aap ko to chaliye mai aap ke anusar maan leta hu.
LEKIN MERA VIEW AB TET KO HE NIRAST KARANE KA HAI AUR MAI APNE GOD HANUMAN JI SE YAHI RERUEST KARTA HU KI TET CANCEL HO JAYE. NAYA TET HO AUR JISKE ME QUALITY HO HIGH MERIT LAYE . BHAI AAP KE PASS TO BAHUT HE QUALITY WALE STUDENT HAI JO ABHDRA BHASA KA USE KARTE HAI AUR AAP SUPPORT KARTE HAI
Abe jai tum tet raddh karnain ke liye kya amada ho jinhonein jadbadi ke hai unko bahar karnein ke mang karo or bharti tet merit se hone do isme kya apapatti hai tumko plz batao jab gadbadi karnain vale bahar ho jayengain to phir koi problum hi nahi hogi
DeleteJai aadi Bhai logo se mein ye kehna chaungee -
ReplyDeleteki aap Niyam/Kanoon ko dekheeye aur tark shakti ka upyog keejiye.
Kyun Supreme Court tak intjaar karwana chahte ho.
Abhee to HC ne bhee kuch kaha nahin, Govt. ne bhee kabhee anounce nahin kiya acd. merit etc.
Ham logo sirf apnee baat rakh sakte hain. Decision to Sarkaar aur Court ko hee lena hai
editor aap ke jaese log cm ke jhadu lagate hai tet ko kitna bhi support karo magar jo cm kahega wahi hoga aur court bhi usi per decision dega yeh india hai gulf nahi aur woh rule maya ke the yeh samajwadi ki govt hai agar soo rahe hao to jaaag jaao aur khusfehmi me rehna chod do
Deletethis is good sign for us bcz gov. janti hai ki usmani ki sifarisho ko lagu karna muskil hai.........so gov ke paas do option hain ya to tet merit par bharti kare ya tet nirast kare aur tet nirast karne ke liye court me ek majboot aadhar dena hoga aur dhandali saabit karni hogi jo ki gov ke liye thedi khir hai.........ab to bharti unhe tet merit par he karni hogi........tet is best
ReplyDeleteJai aadi bhaiyon nse mein namrta se poochna chaungee kee - Kal ko
ReplyDeleteinkee degree par koee shak karke kahe kee tumko fail kiya jaataa hai, kyonki us samay ek parikshartee nakal karte hue pakda gaya tha.
To kaisa lagegaa.
Aap log CBI aaadi keee jaanch kee mang kar sakte hain
This comment has been removed by the author.
ReplyDeletemuskan ji aapko kya lagta hai ki 23 cabinet ke meeting me tet par nirnay le liya jayega
ReplyDeletemuskan ji aapko kya lagta hai ki 23 ko cabinet ke meeting me tet par nirnay le liya jayega
ReplyDeleteCabinet ko saheee nirnay lenaa chahiye jisse Bhrtee jald se jald ho,
ReplyDeletesamajwadi party jindabad selection hoga to acd se warna tet radd hoga
DeleteSP sarkar EXAM se darti kyun hai ???? agar accd marit hi uchit hai to uttar pradesh ki sari bharti accd se hi kar di jaye... kam se kam har student aise board aur univercity se padhai karega jahan number jyada milte hai...
ReplyDeletefor acd. Supporters.
ReplyDeleteJab naash manuj par chhata hai sara vivek mar jata hai.
Isliye inhe tark purn samjha pana sambhav nahi hai. Ye sub kutark karte hai.agar ye bharti acd. Se ho rahi hoti ab kyoki Lagbhag per day news aa rahi hai ki shaikshik praman patr farzi paye ja rahe hai, to chayan ka aadhar acd. Kyu banaya jaye. Agar hum log iska virodh karte tab acd. Walo tumhe kaise feel hota? Lekin tumhe feel kaha se hota tum log to heartless & mindless ho.
Ab tum log kusti ki practice shuru karo agle olympic tak tumhara chance aa jayega, kyoki maine dekha hai jinke pas mind nahi hota wo bade hatte-katte hote hai, isliye kusti seekho.
All tet merit supporters R Mindblowing.
abe tark vitark kutark ki aulad jago tet radd hoga tet merit ka vichar adharheen hai
DeleteTET CANCEL HOGA MERA VIEW HAI AUR NAYA TET HOGA ADHAR GOVT TAY KAREGI NA KI BLOG EDITOR AUR NA KI AAP & HUM.
ReplyDeleteSAYAD AAP LOG NE C M JI KA GHOSDA PATR NAHI PADA HAI JISME UNKAI MANSA TET KO NIRAST KARNE KI HAI. BTC 2004 ME AAP KAHA THE MANNIYE BLOG EDITOR MAODAY JI ?
23 ko tet par nirnay hone ki shambhavna kam hai lekin august tak decision ho sakta hai, agar gov ne court me tet ki janch k liye aur samay na manga to. Kyoki jin logo ne apna igo isse jod rakha ho, aise log kuch bhi kar sakte hai.
ReplyDeleteJab Ek Kapil Dev ne Maya sarkaar ke appointment par stay lagwaa deeya (Wo bhee sirf ek candidate tha).
ReplyDeleteTo kya ab UP sarkaar ke nirnay ko HC/SC mein aage challenge nahin jaa sakegaa.(Islleye ham sabhee ko ummeed hai aur mamlaa aage na bade, aur sarkar bahut hee achhe nirnay le, jisse August mein hee bhrtee start ho jayen)
Sahee raste par Badna hee behtar hai, Warna Marg se bhatak jaoge
Sabse behtar hai - Acad. valon ko kehnee chahiye - CBI jaanch
**************
Vaise bhee Jai bhai ne sahee kaha mere kehne se to kuch hogaa nahin.
After all Government/ Court and Constitution is deciding the matter.
mujhe to lagta hai ki editor ne tet walo se paesa khaya hai islye dil laga kar support kar rahi hai agar jaach ho to editor ki ho
Delete@oye jai ghosna patr me kaha likha hai pg no. Bata. Agar teri bat galat hui to tu job milne par bhi join mat karna. Aisa kaha ghosna patra me likha hai? Tere pas kya special chhap k aaya tha.
ReplyDeleteJay bevkoof adhar heen bate kyu karte ho ki artical se tet cancil kar rahe ho ye gov.ke adhikar se bahar hai
ReplyDeletearpan high power comette kya 6 month teel laga rahe hai jo aage aur samay chahiye hoga . Sifarish kis adar pe kar de.
ReplyDeletebharti tet se he hoge varna ab koi bharte nahe hoge...matter court me he rahega 2017 tak
ReplyDeleteha agar tet cancel hua to bharti acd. se hogi.
ReplyDeleteLekin tet cancel hone par. Is bharti me koi bhi change mamle ko sirf latka dega. Lambe samay tak case chalega.
23 ko govt aane vale lok sabha chunavo me SP AUR MULAYAM ka bhavishya tay karege
ReplyDeletebaat satya aur nyay ki hai jo sirf tet ke adhar par hi sabhi ko mil sakta hai..baki acad. ase bhi hain..jo english mein apna naam bhi nahi likh sakte aur 70% se upar ki degrees le kar bhainse chara rahe hain mere gaon me...aur kahte phirte the ki...yaar mulayam ki sarkar aane do hamari master ki naukri to lag hi jaayegi...
ReplyDeletenext bharte bhe to next tet ke bad he hoge.
ReplyDelete83 no ke liye 4,00000
90 no ke liye 5,00000
Paisa keval party fund ke nam per he dena hai.
dubey g u r absolutely right.
ReplyDeleteTo blog editor mahoday
ReplyDeleteyahi to govt karna chahti hai aap abhayrthiyo ko bhadkawo wo court se CBI jaach ke liye samay mang le. ~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~ aur raha baat aap ke Q ka to mai aap ko bata du ki mai aap ke adharhin bato ka jawab kayo du ?
are yr to unsab ke ke liye or hum sab ke liye to yeh bhi theek option hai ahi ki grd+bed+tet ki merit bane ,,, up or cbse ka bhi difference khatam or 10 or 12 me nakal wale bhi bahar ...grd +bed+tet hi best option hai ,,,kyuki kisi or decion se bharti start nahi ho sakti kyu ki tet se hogi to acd wale or acd se hogi to tet wale sc chale jayenge
ReplyDelete...........................
HI,
ReplyDeleteGOOD GAURAV
tet cancel hogi-bhagwat sarn gangwar
ReplyDeletelaghu udhyog mantri(up)
danik aaj bareilly mei hai
Ab tet supporter aarti utaro tet marit ki or acd supporter banao ghar bhetkar acd marit or tyar raho sari umre berojgar rahker x-tetion kahlano ko. Now tet leader should go and try local leadership in their respective area.
ReplyDeleteChalo bhaio & bahno ab naye tet ki taiyari karo ~~~~~~~~~~~~~~~~~
ReplyDeletei felt ki JAI AUR BLOG EDITOR KI LADAI KA HAL TET CANCEL KARA KAR HE END HOGA ~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~I FELT KI JAB GOVT READY HAI TO USKO KARNE DO ~~~~~~~~~~~KISI KE BAHKAWE ME MAT AAO WARNA TET CANCLE
Isse to lgta hai ki ye bharti kabhi hogi hi nhi qki faisla kuch bhi ho, koi na koi kapil yadav bharti latkane ko khada rahega!!
ReplyDeletetet cancel hogi-bhagwat sarn gangwar
ReplyDeletelaghu udhyog mantri(up)
danik aaj bareilly mei hai
tet cancel hogi-bhagwat sarn gangwar
ReplyDeletelaghu udhyog mantri(up)
danik aaj bareilly mei hai
tet cancel hogi-bhagwat sarn gangwar
ReplyDeletelaghu udhyog mantri(up)
danik aaj bareilly mei hai
Tet cancel. Dobara hoga.aur naye lackho log pas honge aur uske bad bhi acd merit se chayan hoga.
DeleteIse better hota ki acd se hi hojata kam se kam abhie merit to low jati. Ab to bahut high merit jayegi.
Deletekya hoga court to sp gov ke saath hai
ReplyDelete..tet cancel hui to sc me kya umeed hai.
Mayawati ke pass agar vishesh adhikar tha to kya s.p ke pass nahi hai. Murkho ab kuch nahi ho sakta. Maro sab ke sab.
Deletekya hoga court to sp gov ke saath hai
ReplyDelete..tet cancel hui to sc me kya umeed hai.
kya hoga court to sp gov ke saath hai
ReplyDelete..tet cancel hui to sc me kya umeed hai.
yahi to prblam hai ab sab selfboard wle honge
ReplyDeletehamara kabhi na ho payega ab
ReplyDeleteSarkar ab fusati nazar aa rahi h! Court k futkar k bad, ab jitna humlog pareshan h tet ko lekar usase kahi jayda sarkar pareshan h kyoki 6 aug k pahale apna faisala court ko batana hoga! Sarkar decision nai le pa rahi h.23 july ko bhi cabinet ka faisla aane ki bahut kam sambhawna h! Sarkar ko sirf ek hi rasta bacha h tet ki jach kara k tet merit se bharti kare nai to aur bhi samasya khadi ho jayegi sarkar k samane jisase nikalna bahut muskil hoga!
ReplyDeletedosto god per baroosa rakho tet cancelled nahi hoga govt best rasta nikalegi
ReplyDeletebe positive
ReplyDeleteaapas mai mat lado govt jo merit banana chahti hai banane do sabhi ka no aa jayega bas pray karo ki tet cancelled na ho
ReplyDeleteblog edi. Ji , bharti to tet se hi hogi, tet merit badalne pr gov. Ko sabut dena hoga aur ye mamla sc tk jayega ye tai h, jb exam hua aur result aya to thik tha ,nuber badne ke bad ghotala hua jiska koi proff nhi h, court sabut mangti h jo abhi tk nhi h ,sirf paperbaji h, so ab kuch bhi change nhi hoga ,so gov. Faisaye rkhne ke liye sabko sc jane ko majbor kregi, but wo haregi, gov. Ko sipahi bharti ka bdla lena h aur wo legi but wo khud 2014 ke pahle tk , chunav me wo sb clear kregi ye tai h
ReplyDeleteblog edi. Ji , bharti to tet se hi hogi, tet merit badalne pr gov. Ko sabut dena hoga aur ye mamla sc tk jayega ye tai h, jb exam hua aur result aya to thik tha ,nuber badne ke bad ghotala hua jiska koi proff nhi h, court sabut mangti h jo abhi tk nhi h ,sirf paperbaji h, so ab kuch bhi change nhi hoga ,so gov. Faisaye rkhne ke liye sabko sc jane ko majbor kregi, but wo haregi, gov. Ko sipahi bharti ka bdla lena h aur wo legi but wo khud 2014 ke pahle tk , chunav me wo sb clear kregi ye tai h
ReplyDeleteblog edi. Ji , bharti to tet se hi hogi, tet merit badalne pr gov. Ko sabut dena hoga aur ye mamla sc tk jayega ye tai h, jb exam hua aur result aya to thik tha ,nuber badne ke bad ghotala hua jiska koi proff nhi h, court sabut mangti h jo abhi tk nhi h ,sirf paperbaji h, so ab kuch bhi change nhi hoga ,so gov. Faisaye rkhne ke liye sabko sc jane ko majbor kregi, but wo haregi, gov. Ko sipahi bharti ka bdla lena h aur wo legi but wo khud 2014 ke pahle tk , chunav me wo sb clear kregi ye tai h
ReplyDelete23 ko monday hai bhole baba ka din hai unhe pata hai hum sab ne kitni mehnat ke bad exam pass kiya hai kuch logo ki galti ki saja hum sab ko nahi denge govt ka dicision hamare favour main aayega.
ReplyDeletejai baba ki
jai baba ki
jai baba ki
Is Tet exam ne to pass karne walo ka dimag kharab kr diya hai, bhartiya to ho nhi rhi hai, lekin daily ek nye tension..... Acd, merit, cancel kuch to ho.... Par ek ummed k prt me vaccencies hai bhartiya to krni hi padegi aaj nhi to kal...
ReplyDeleteHI,
ReplyDeleteSEEMA G,
BOL BACHHAN JI,LAGE RAHO RECRUITMENT WILL BE DREAM.
ha ha ha u r right bro per tet merit per selection nahi hone dunga acd walo ne to abhi tak patte hi nahi khole hai sirf ek kapildev in ko nacha raha hai age dekho hota hai kiya
DeleteGov k faisle se dar nhi lgta par tet pass krne walo se lgta hai quki kapil yadav jaise kai log baite hai jo bhartiya hone nhi dege!!
ReplyDeleteyar blog pe rumour na faelao. BAREILLY KE DAINIK JAGRAN me tet se related koi bhe NEWS nahe hai.
ReplyDeleteYe Tet merit aur Acd merit sun sun kar to kaan pak gye hai, par na to Tet merit ka pata hai aur na hai Acd merit ka.., kuch bhi clear nhi hai...
ReplyDeleteDOSTO
ReplyDeleteSARKAR KOI BHI GALAT NIRNAY LE SAKTI HAI IS LIYE YADI AB BHI NAHIN CHETE TO ITIHAS TUMHEN KABHI MAF NAHIN KAREGA
AB HAI NIRNAYAK LADAI
DO OR DIE
23 KO LUCKNOW CHALO BHAI.
ReplyDeleteAgar Govt. TET cancel karna chahtee hai Dhandhlee ko aadhar banakar.
To jin candidates ke pass(OMR copy) saboot hain, ve to challenge kar hee sakte keee unhone koee dhandhlee nahin kee, Aur niymanusaar unkee counslling karakar bhrtee dee jaye.
To TET cancel karna bhee itnaa aasaan nahin hai.
Ab to dhandhlee valon ko pakadnaa heee vikalp hai. Aur abhee tak kisee bhee candidate ka naam samne nahin aayaa hai. Aur agar aataa hai to aise baeemaan candidates ko bahaar kiya jaanaa chahiye, Saath hee doshe adhikareeyon ko jinhone unkee madad kee.
Kyonki ismein binaa kisee mileee bhagat ke dhandhlee ko anjaam nahin deeyaa ja saktaa
sabse sahe hai ke tet ke sabse pahle result ko lagu kar diya jae sare sansodhan nirast.
ReplyDeleteDOSTO SARKAR KOI BHI GALAT NIRNAY LE SAKTI HAI IS LIYE YADI AB BHI NAHIN CHETE TO ITIHAS TUMHEN KABHI MAF NAHIN KAREGA AB HAI NIRNAYAK LADAI DO OR DIE 23 KO LUCKNOW CHALO BHAI.
ReplyDeleteCourt nahi ye to mandir ka ghanta ho gaya hai, jisko dekho wahi bajana chahta hai.
ReplyDelete
ReplyDeleteItnaa Majboot Kilnuma Exam bhee itihaas mein pehlee baar hua hai. Jismen Begunaheee ke saboot saath mein deeye gaye hain
DOSTO SARKAR KOI BHI GALAT NIRNAY LE SAKTI HAI IS LIYE YADI AB BHI NAHIN CHETE TO ITIHAS TUMHEN KABHI MAF NAHIN KAREGA AB HAI NIRNAYAK LADAI DO OR DIE 23 KO LUCKNOW CHALO BHAI. forward this message to all tetions by mobile.
ReplyDeletemuskan je kya 27000 log involve hai . Kya in sabhe ke khilaf action possible hai?
ReplyDeleteI think itne log nahe hoge
Aur agar hai to ghabrae na is samay jail mantri raja bhaiya hai. Unse mil ke ye sale jail me he teaching le ke kaise chakki chalte hai.
Agar gov, court ne dicision is blog par chodh diya hai..... Ples aap log dicision lekar joining le le....
ReplyDeletesabhe doshe abhyarthe krpya dhyan de..,...up chod ke bhagne ke tayare kar le anyatha police bahut marege .
ReplyDeleteBhaag jao kutto/kutiyo tumare karan he drama hum sab jhel rahe hai.
cm sahab naukre do.
ReplyDeleteTET WALO GHUSHKHORO,FRAUDO KE UPAR खिसियानी बिल्ली खम्भा नोचे वाली कहावत चरितार्थ हो रही है।
ReplyDeleteबसपा सरकार में मुख्यमंत्री के सड़क पर निकलते ही सुरक्षा के नाम पर घंटों यातायात रोककर कफ्र्यू जैसा माहौल बना दिया जाता था और उनके सरकारी आवास की सड़क पर आम आदमी का आना जाना प्रतिबंधित हो गया था लेकिन अब जनता को इन परिस्थितियों से मुक्ति मिल गई है।
बसपा मुख्यमंत्री के समय जो आतंक था वह अब कहीं नहीं दिखता है। मुख्यमंत्री ने स्पष्ट कर दिया है कि प्रदेश में अब कानून व जनता का राज चलेगा। उन्होंने कहा कि बसपा एवं भाजपा नेताओं को यह नहीं भूलना चाहिए कि अब सपा की सरकार में बदले की भावना से किसी के प्रति कार्रवाई नहीं हो रही है। प्रशासन तंत्र का सत्ता के लिए दुरूपयोग नहीं किया जा रहा है. BAS UP TET VALE YE NAHI SOCH RAHE HAI KI BHARTI HO KISHI BASE PAR BALKI UNKO APNI SUBIDHA KE ANUSHAR HI MANG KAR RAHE HAI AUR SARKAR/ COURT KO GALAT KAH RAHE HAI.
ReplyDeleteये भी तो हो सकता है कि अभ्यर्थी स्वयं अपनी बेगुनाही / ईमानदारी का सबूत - अपनी ओ एम् आर कापी कि प्रति दिखाते हुए भर्ती की मांग न करने लग जाएँ |
क्योंकि नियमानुसार तो वे भर्ती के पात्र हो सकते हैं |
फिर या तो सरकार को उन सभी लोगो को बेईमान साबित करना पडेगा
Kya candidates apnee OMR kee copy ko dikha kar apnee begunahee ke bare mein bata sakte hain,
ReplyDeleteAur keh sakte hain ki Niymanusaar bhrtee karo.
Kya sarkaar ko sabko galat therahan padegaa.
Ya Kya Harjana dena padega ?
are yar editor itna time kiske paas hai yeh sab drama karne ke liye isme to aap over age ho jaoge jo ho raha hai use hone do bas process start hone do apni taang mat adao agar hamne adai to giro ge sab ke sab
Deleteabe tiwari tu bimari hai be kiu logo ko lathi khilana chahta hai aur farji mukadme me fasa kar jail bhejwana chahta hai base koi bhi ho
ReplyDeleteprocess to start hone de donkey
Kya Poore Education dept. mein Sanjay Mohan ne akele dhandhlee kee.
ReplyDeleteKya sanjay Monhan ne OMR sheet par fluid lagaya, Usko ye OMR sheet la kar kisne dee.
Kon kon doshee the, un sabko saja dee janee chahiye.
Warna ve log fir se Dhandleee jaisee ghatnaa ko anjaam denge.
Aur shiksha ko ghinona vyvsay bana denge.
Inke saatheeyon ko pakadnaa behad jaruree hai, taki aage ke TET exam safe rahen.
editor u gone mad
DeleteHI,
ReplyDeleteAS PER UPPER I HAVE MENTION A IDIOMS/PHRASE SO I WANTS TO SUGGEST ALL THE TET CANDIDATE DEMAND FOR RECRUITMENT NOT FOR BASE . GOVT / COURT IS SERIOUS AND THEY WANTS TO DO WITH TRANSPARENT WAY.THEY WILL TAKE DECISION FOR ALL OF US
mere samjh me nahi aata ki editor ko to process start hone ki baat karni chahiye base koi bhi ho per yeh hamesha tet base ki chaploosi aur chammachgiri kiu karti hai isme zarooor iska koi swarth hai yaa phir isne paesa khaya hai aue imandari ki papiri baja rahi hai editor tere jaese log cm ke yaha jhadu pocha lagate hai kuch bhi likh koi fark nahi padta
ReplyDeleteSUCHNA SUCHNA SUCGNA
ReplyDeleteAAP SABHI LOG EDUCATED HAI AUR WRONG AUR RIGHT KA NIRNAY KAR SAKTE HAI.
KUCH MAHODAY LOG AAP LOGO BHADKANA CHAHTE HAI KAUKI UNKI MANSA ES BHARTI KO LATKANA HAI.
SO AAP LOGO SE MERA BINAMR NIWEDAN HAI KI ENKE BATO PAR DHAYAN NA DE . AAP LOG SAMJHDAR HAI KUCH AISA KAAM KARE KI EN MAHODAY KO MUH KI KHANI PADE
TET WALO KE UPAR खिसियानी बिल्ली खम्भा नोचे वाली कहावत चरितार्थ हो रही है।
ReplyDeleteबसपा सरकार में मुख्यमंत्री के सड़क पर निकलते ही सुरक्षा के नाम पर घंटों यातायात रोककर कफ्र्यू जैसा माहौल बना दिया जाता था और उनके सरकारी आवास की सड़क पर आम आदमी का आना जाना प्रतिबंधित हो गया था लेकिन अब जनता को इन परिस्थितियों से मुक्ति मिल गई है।
बसपा मुख्यमंत्री के समय जो आतंक था वह अब कहीं नहीं दिखता है। मुख्यमंत्री ने स्पष्ट कर दिया है कि प्रदेश में अब कानून व जनता का राज चलेगा। उन्होंने कहा कि बसपा एवं भाजपा नेताओं को यह नहीं भूलना चाहिए कि अब सपा की सरकार में बदले की भावना से किसी के प्रति कार्रवाई नहीं हो रही है। प्रशासन तंत्र का सत्ता के लिए दुरूपयोग नहीं किया जा रहा है. BAS UP TET VALE YE NAHI SOCH RAHE HAI KI BHARTI HO KISHI BASE PAR BALKI UNKO APNI SUBIDHA KE ANUSHAR HI MANG KAR RAHE HAI AUR SARKAR/ COURT KO GALAT KAH RAHE HAI ,SHIRF DHARNA DO , LATHI KHAO , JAIL.JAO.ETC
SO I WANT TO SUGGESTBHARTI HO KISHI BASE
Ab please Aur Koi andolan mat karo , govt gussa me TET ko cancel v kr sakte hai ,
ReplyDeleteeffect - govt New TET November me lage Jisne hum 12 lakhe. Candidate to hoga he +New B.ed passed candidate v appear hoga Jo kam se kam approx 3 lack candidate hai,
Kya guaranty hai ke next TET merit se he hoga, Filhal to Kahi ne Kahi ummed to hai ke ke ho sakte hai .next TET me to Itne corruption ho ga ke Kuch kar v Nahi sakte Kyo ke SP ke law and order pate he hai ape ko ,
Ye ek achchhi baat hai kii ab accademic wale dheere dheere iss baat. Ko swikarne lage hai ki wo TET pass nahi hai.iss baat ka shak pahale b tha ab yadav ji ne TET merit walo ki jagah TET wale kahena shuru kar diya hai aur jaha tak khisyani billi khamba noche ka sawal hai wo toh saaf dikh rha hai kaun khamba noch rha hai.jab se cabinet ke paas 3 prastav gaye hai tab se accademic merit ki demand karne walo ne haar maan li hai unka dil b janta hai ki kya hone wala hai.
ReplyDeleteAage mai puri baat vistar se likhne jarha hun...
Pleas muskan blog editor ke bato me na aye wo to over age ke karan TET merit ke rag lap rahi hai ape, bolg editor ke age over ho gai hai isliy wo all TET candidate me foot dane chate hai, par ape Apne dil ke suno youngster TET cancel ho gaye to next time Kya ho bhagwan he Jane . . . ! All d best
ReplyDeleteAb please Aur Koi andolan mat karo , govt gussa me TET ko cancel v kr sakte hai ,
ReplyDeleteeffect - govt New TET November me lage Jisne hum 12 lakhe. Candidate to hoga he +New B.ed passed candidate v appear hoga Jo kam se kam approx 3 lack candidate hai,
Kya guaranty hai ke next TET merit se he hoga, Filhal to Kahi ne Kahi ummed to hai ke ke ho sakte hai .next TET me to Itne corruption ho ga ke Kuch kar v Nahi sakte Kyo ke SP ke law and order pate he hai ape ko ,
Mai daily iss blog pe aata hun logo ke comment dekhta hun...ek baat maine dhyan diya hai ki koi 1 2 insan hi hai jo ajalg alag name se akar apni baat kaheta hai...jaise bol bachan meetu jai hanuman etc..
ReplyDeleteWaise ye log ki faltu ki bakwas ka koi jawab dene ki jarurat nahi hai...ye jo hanuman hai ye toh TET pass hai lekin ye jisne bolbachan name se id banayi hai 100% TET fail hai...
Arey mere bhai jab last time itna asaan paper tum solve nahii kar sake toh ab ky karoge?last time gov ne mann banaya tha ki election ka time hai jyda se jyda log pass ho jaye..nahi toh tum pure desh ka TET record dekh lo 2% 3% pass huye hai..aur baar baar jo log ye iljam lagate hai ki tumne pase diye ya nakal mare ..mujhe koi kaho??mai court ke chakkar na lagawa diya toh kahena...iss desh me cyber law hai..jis computer aur jis mobile se yaha comment koi kar kke galat arop lagaya ki paise dekar hamlog pass huye hai wo 4.5 lac rupaye dene ko ready ho jaye...yaad hoga apko HC ne aise hi kisi sar phire pe jurmana lagya tha..isliye kisi k upar ye ganda iljam lagane se pahale 10bar soch lena.
Shram nahi aati class 5th ka paper solve nahi kar paye aur yaha akar bakwas karte ho...
abe lala tu pagal hai yaa moorkh hai yeh tune kaese kaha ki mai tet fail hunn abe teri tarah govt se bheek thodi na maang raha hu waese kalpna achi karta hai bollywood me ja kar nautankki kar theek rahega
DeleteYahi to problem ha , ke court ne 4.5 lack ke fine impose kiya hai ,4.5 lack ke karan he to case me ya din dakhane pad rahe hai , 4.5lack khud appel ya challenge ke liya tayar hai , matter to Avhi solve hone me bahut time lage ga ,
ReplyDelete
ReplyDeleteMoorkhon ko bhrtee kaise bhee chahiye, Chahe 30-40 saaal baad hee mile.
Blog par poll se pata chalta hai kee Acad. supporters se 4 gune se bhee jyada TET Merit ko support kar rahe hain, Jo ki lawfully correct hai.
Aage bhe TET exam hoga to wahee log pass honge jo log yogya hain, Aur result bhee CTET/BETET kee tarj par 4-5% jaa sakta hai.
Us TET ko hatwa kar Acad. se Direct recruitment karwa lenaa.
mere khyal se 115 above jin logo ne imaandaaree se prapt kiye honnge ve to agle TET mein clear jayen agar pass percentage 4-5% raha to.
Aur fir chahe jaisee bhee bhrteee hogee, TET rankers ko fir chance mil jayegaa
me and my one friend has given p.g. exam with same sub in same center also in same ciassroom.but after 2 paper i have'nt seen her in my room ,it was shocking for me to think that she might has drop the exam .i called her she didn't replied. after few months when we met, she showed me result with good second %............i asked how u got i have'nt seen u their,she replied _she has given exam in special room .
ReplyDeleteagain we together given tet;i got 85% and she got 45%,now she wants tet to be canceled,
Ab baat karte hai sarkar ki...yaar chhodo newspaper kya likhta hai...
ReplyDeleteApna dimag lagawo sabhi log..
Sabse pahale jo log ye kahate hai ki aandolan na karo wo sabse bade kayar hai.aaj hamari lagbhag pakki jeet andolan ki wajah se huyi hai..
Sabse pahale usmani sahab ne prastav diya tha ki TET merit se bharti na ho..wus par koi faisla isliye nahi ho saka kyuki nyay vibhag ne kaha ki agar TET meri se bharti nahi huyi toh ye vigyapan nirast karna padega.ye baat shayad sabhi ko pata hogi...
Sarkar ne vigyapan nirast karne ka poora mann b bana liya tha..lekin ha TET nirast nahi hoga ye baat akhilesh yadav ne ek nahi kayi baar kahi hai...TET nirast karna hota toh ab tak ho gaya hota...issi TET ke base par sakar ne HC me BTC walo ke liye halafnama diya hai.ab kaise TET nirast hogi...ye bilkul adhaarheen baat hai ki TET b nirast ho sakti hai...
Ab dusri baat ki accademic bharti ka..maine pahale hi kaha ki iske liye ye vigyapannirast karna hoga aur ye vigyapn nirast isliye nahi ho sakta kyuki Arun Tondan ji ne puri bharti ko apne hath me leliye hai..shayad aap logo ko yaad nahi kya kaha tha judge sahab ne adaalt me..yahi kaha tha ki agar mai bharti par se rok hata lun toh kya gauranti hai ki sarkar bharti kar hi degi..pahale ham sunishchit hona chahte hai ki sarkar iss vigyapn se kaise kab tak bharti karegi..means arun tondan sahab iss vigyapn ko nirast nahi hone denge...
Ek taraf court ka dabawo aur dusri taraf daily TET students ka andolan..inn sab ke bich sarkar ko jab ye feel hua ki accademic merit se ab is vigyapn ko nahi bhara jasakta toh usne aur prastao mange..aur jab 3 parasto me se ek prastao pahale hi kharij kiyaa ja chuka hai ki TET nirast hogi toh wus par charcha karna b bekar hoga...
Sarkar ko agar academic merit se bharti karna hota toh wo kabhi TET merit ka prastao na mangti..ye baat hamre kuch bhaai bahan achhi tarah samjh rahe hai...
Issliye ab bewajah ka shor na kare..bharti ka base kam se kam iss vigyapan me nahi badalne jarha hai ye baat saaf ho chuki hai...
Punjab mein candidates kabhee kuen par bethe, kabhee kuch kiya.
ReplyDeleteAkhirkaar un becharon PSTET valon ke liye sarkar ne 8000 bhrtee isee mahin karnee kee baat kahee
Kam se kam logo Democracy mein baaat to keh sakte hain.
HI,
ReplyDeletePANDIAN JI,
blog editor ji aap sahi hai kuch aise log jo karm par bishwas nahi karte wahi kehte hai aandolan se kuchh nahi hoga
ReplyDeletebina effort k pana chahte hai khuddar hai wo log lekin koi bat nahi jo aandolan me aate hai wahi bahut hai
hi,
ReplyDeletegood anil
are mere acd bhaiyo tet tyag do kewal acd se karwa lo
ReplyDeleteACCORDING TO INDIAN CONSTITUTION EVERY CHILD BELOW AGE 14 HAS A RIGHT TO FREE AND COMPULSORY EDUCATION,SAME IS REQUIRED FROM GOVT TO DO ACCORDING TO CONSTITUTION SO THAT SAME MAY BE PROVIDED TO CHILD PROMPTLY,WHO ARE NOT GETTING IT COMPLETELY DUE TO LAC OF TEACHERS. ..TODAYS SARI SAMASYA KI JAD YE SARKAR HAI, IS SARKAR KO MANSIK SUDDHATA KI JAROORAT HAI. ACCORDING TO HIGH COURT JUDGMENT, DELAY OF APPOINTMENT OF ASSIST. TEACHERS IS DUE TO LACKNESS OF GOVT.SABSE BEST OPTION HAI TET MERIT. JO GALAT HAIN UNHE BAHAR KIYA JAYE..BUT IT IS THE BEST..
ReplyDeletehi
ReplyDeletesp ne musalmano ko 18% reservation ka vada kiya tha.ab yadi nayi bharti acd. se hoti hai to hume nayi bharti mai 18% reservation dena hoga.hame ya to tet merit se bharti chahiye ya tet cancle.dhandhli hai to doosra exam kara lo hame manjoor hai.lekin acd.se hone wale anyay ko hum aur nahi sahege.ya to test ke aadhar par bharti ya acd.mai 18% reservation.98% musalman u p board ke schoole mai padhte hain.hum cbse walo ko musalmano ka haq lootne nahi denge.moh.istyak rampur
ReplyDeleteDOSTO MERA DAWA HAI YADI 20000 TETIONS 23 JULY KO LUCKNOW PAHUNCH JAAYEN TO SARKAR KO MAJBOOR HOKAR TET MERIT BANANI PADEGI!!!!!!!!!!!!!!
ReplyDelete