/* remove this */ Blogger Widgets /* remove this */

Sunday, July 22, 2012

KVS : टीजीटी भर्ती के परिणाम घोषित करने पर रोक

KVS : टीजीटी भर्ती के परिणाम घोषित करने पर रोक

Stay on Kendriye Vidhyalay Sanghtan (KVS) Recruitment for the post of TGT due to change in Pre Decided Process

जोधपुर । केन्द्रीय प्रशासनिक अधिकरण की जोधपुर पीठ ने केन्द्रीय विद्यालय संगठन में प्रशिक्षित स्नातक शिक्षक (टी.जी.टी.) भर्ती के परिणाम घोषित करने पर अंतरिम रोक लगा दी है। यह आदेश जोधपुर पीठ के सदस्य डॉ. के.बी.एस. रंजन व बी.के. सिंह ने याचिकाकर्ता मुकेश हर्ष की ओर से अधिवक्ता राजीव पुरोहित की याचिका पर सभी पक्षों को सुनने के बाद पारित किया है। 

अधिकरण ने केन्द्रीय विद्यालय संगठन को याचिका का दो सप्ताह में जवाब पेश करने का आदेश देते हुए कहा कि वे टी.जी.टी. की भर्ती प्रक्रिया को अंतिम रूप नहीं दें तथा न ही परिणाम घोषित करें। याचिकाकर्ता हर्ष की ओर से केन्द्रीय विद्यालय संगठन पर आरोप लगाया गया कि टी.जी.टी. भर्ती प्रक्रिया में नियमों का खुला उल्लंघन किया जा रहा है। यहां तक कि विज्ञप्ति में बताई भर्ती प्रक्रिया से हट कर बिना मुख्य परीक्षा लिए ही सीटीईटी के आधार पर वरीयता निर्धारित कर अभ्यर्थियों को साक्षात्कार के लिए बुलाया गया है। 

जबकि भर्ती के लिए जारी विज्ञप्ति में प्रारंभिक परीक्षा के बाद मुख्य परीक्षा तथा उसके बाद साक्षात्कार के आधार पर चयन प्रक्रिया बताई गई थी। याचिकाकर्ता का कहना था कि भर्ती प्रक्रिया के विज्ञप्ति से हट कर नई चयन प्रक्रिया अपनाना विधि सम्मत नहीं है। केन्द्रीय विद्यालय संगठन की ओर से याचिका का जवाब पेश करने के लिए दो सप्ताह का समय मांगा गया। अधीकरण ने भर्ती प्रक्रिया का परिणाम घोषित करने पर रोक लगाते हुए मामले की सुनवाई 9 अप्रेल को करने का आदेश दिया

*************************

A similar case can be happen in UP, If we correlate UP Primary Teacher Recruitment with KVS (TGT) Recruitment on the following lines -
 टीईटी को अर्हताकारी परीक्षा घोषित करने पर इस बात की संभावना भी है कि परीक्षा में ऊंची मेरिट हासिल करने वाले ऐसे अभ्यर्थी जो अनियमितता में शामिल न हों, वे अदालत का दरवाजा खटखटायें। हालांकि परीक्षा उत्तीर्ण करने के कारण ऐसे अभ्यर्थी अर्ह माने जाएंगे 

As UPTET candidate already wait from a long time for removal of STAY in teachers recruitment, 
And If process changes then how long we have to wait for selection, if another stay happens like KVS Recruitment.
And if matter escalated up to Supreme Court then when will decision comes, and when will selection start.

92 comments:

  1. Abhee to ye MAMLA sirf CAT (Central Admin. Tribunal ) mein chal raha hai, fir High Court/Supreme Court tak pahucha to kya hoga.
    Kitnaa Intjaar

    ReplyDelete
  2. Dosto main ye hi bolunga ki acd wale sirf demand karein ke purv vigyapan ke according bharti ke jaye verna hal khud dekh lo

    ReplyDelete
  3. Ab bharti tet sey hogi ya to tet nirast hoga

    ReplyDelete
  4. @Blog editor ji aisi koi baat nahi hai yadi ek baar vigygpan cancel ho jaaye to kuchh bhi sambhav hai aur yaha kvs wale me vigyapan bina radd kiye huye prakriya change kar di gayi to jahir hai rok to jagegi hi.

    ReplyDelete
    Replies
    1. Dost ager sarkar vigyapan bhi raddh karti hai to bhi tet merit walo ke liye cort ke derwaze khulain hain

      Delete
  5. @Blog editor ji aisi koi baat nahi hai yadi ek baar vigygpan cancel ho jaaye to kuchh bhi sambhav hai aur yaha kvs wale me vigyapan bina radd kiye huye prakriya change kar di gayi to jahir hai rok to jagegi hi.

    ReplyDelete
    Replies
    1. You are right. Anything may be our future is at stake.

      Delete
  6. ACD ko bhi maloom hai ki TETians niyamanusar recruit ke kabil hain aur ve thik disha me ja rahe hain.par bichare apni bhadas kaise and kis par nikale.

    ReplyDelete
  7. Isse clear hai ki bharti purv vigyapan ke aadhar pr karni hogi warna intjaar..

    ReplyDelete
  8. tetmerit zindabad ,
    and dhandhali walon ko bahar karo.

    ReplyDelete
  9. Dear Friends,
    Maine es blog par bahut se candidates dwara yah likhate dekha hai ki "MERI SAMAJH ME YE NAHI AA RAHA HAI KI TET KO PATRATA MANNE PAR DHANDHALI KAISE KHATM HO JAYEGI"mai aaplog ke es comment se sahmat nahi hun kyoki-Yadi kitna bhi jatan karke tet me dhandhali walo ko gov bharti prakiya se bahar karwa de dhandhali ki bu to rahegi hi LEKIN ek baar yadi prakiya change huyi to bharti aise hi nahi ho jayegi kyoki jis tarah se 27,000 fluid me se 4,500 candidates dhandhali me purn rup se involve hai aur ye sankhya badh bhi sakti hai enko tet merit par chayan hone par nikala jayega thik vaise hi yadi gov enko bharti prakiya se nikalkar acd merit se bharti karegi to tet merit ki tulna me mera dava hai ki dhandhali lagbhag n ke barabar ho jayegi.
    Friend mai n to tet supporter hun aur n hi acd lekin mai chahta hun ki en dhandhali wale candidates ko bahar nikalkar bharti prakiya jald se jald shuru ho.THANKS

    ReplyDelete
  10. agar govt base change karte hai to iska mean ye hai k vo khud matter ko court me latkana chahte hai.
    Inka to vo haal hai ke agar body me kahe koi prob ho jae to ye kahege patient ko mar dalo(poore body bekar i.e. All tet sup) ye particular organ ka treatment(dhadlebajo ko bahar ) nahe karege.
    Sawan me shiv j go doodh arpit karo cm sahab jald labh milega.

    ReplyDelete
  11. Dear Friends,
    Maine es blog par bahut se candidates dwara yah likhate dekha hai ki "MERI SAMAJH ME YE NAHI AA RAHA HAI KI TET KO PATRATA MANNE PAR DHANDHALI KAISE KHATM HO JAYEGI"mai aaplog ke es comment se sahmat nahi hun kyoki-Yadi kitna bhi jatan karke tet me dhandhali walo ko gov bharti prakiya se bahar karwa de dhandhali ki bu to rahegi hi LEKIN ek baar yadi prakiya change huyi to bharti aise hi nahi ho jayegi kyoki jis tarah se 27,000 fluid me se 4,500 candidates dhandhali me purn rup se involve hai aur ye sankhya badh bhi sakti hai enko tet merit par chayan hone par nikala jayega thik vaise hi yadi gov enko bharti prakiya se nikalkar acd merit se bharti karegi to tet merit ki tulna me mera dava hai ki dhandhali lagbhag n ke barabar ho jayegi.
    Friend mai n to tet supporter hun aur n hi acd lekin mai chahta hun ki en dhandhali wale candidates ko bahar nikalkar bharti prakiya jald se jald shuru ho.THANKS

    ReplyDelete
  12. Dear Friends,

  13. Dear Friends,

    1. Or dost us dhandli ka kya jo high school or inter mein ke gaye thi plz reply

      Delete
  14. @Rajput ji yadi aisi condition aati hai to vigyapan gov radd nahi karegi balki court radd karegi.

    ReplyDelete
  15. O.k friends maine apna view de diya vaise mai es matter par discussion karna thik nahi rahega.

    ReplyDelete
  16. O.k friends maine apna view de diya vaise mai es matter par discussion karna thik nahi rahega.

    ReplyDelete
  17. Muskan g pahle niymawli me sansodhan hoga fir vigyapan radd kar nye sire se dusari prakriya prarmbh hogi..jo purn rup se baidh h.

    ReplyDelete
    Replies
    1. Dost ager vigyapan bhi radh hota hai to bhi to mamla cort main jayega sayed isliye hi jaj sahab nain stay nahi hataya hai kyoke wo sarkar ka rukh janne ke bad hi sty hatayenge ager sarkar vigyapan radd karnain ka halfnama cort mai deti hai to cort sirf mamuli se sansodhan ke bad bharti parkirya ko start karnai ka order sarkar ko de sakti hai order you know

      Delete
  18. Jab dhandhali wale bhar ho jaege to aadhar kuo change hoga btaege Mr.yadev je ?

    ReplyDelete
  19. @yudhvirrajput ji shayad aapne mera commend dhyan se nahi padha.friend yahi to mai bhi kahna chah raha hun ki dhandhali wale ko nikalo to aaplog kyo nahi gov se 10 aur 10+2 ko hatane ki mang kar rahe hai???kyo tet merit ke pichhe pade hai.

    ReplyDelete
  20. @yudhvirrajput ji shayad aapne mera commend dhyan se nahi padha.friend yahi to mai bhi kahna chah raha hun ki dhandhali wale ko nikalo to aaplog kyo nahi gov se 10 aur 10+2 ko hatane ki mang kar rahe hai???kyo tet merit ke pichhe pade hai.

    ReplyDelete
  21. @Brahm Prakash ji tet v bharti ko purn rup se dhandhali se bachane ke liye.

    ReplyDelete
  22. @Brahm Prakash ji tet v bharti ko purn rup se dhandhali se bachane ke liye.

    ReplyDelete

  23. V K Yadav ji,
    Agar Dhandhlee val candidates ke baare mein Govt. ko info hogee to vo to vaise bhee bahar kar saktee hai.

    Parantu Acad. ko aadhaar karne par -
    1.Kya jo cheating se TET pass hua hai (Jyadatar aise log boundary line par hee honge) vo bhahar ho jayegaa.

    2. Kya jin logo ne farjee tareeke se ank badawa rakhe hain(Sampoornand etc. ke naam saamne aa chuke hain, aur court ne is TET pariksha ityadi dwara aise logo ko bahaar ka rasta dikhne ko achha mana hai) ve log bhahar rahenge.

    3. TET result mein kayee log to result mein Ques galat hone va sansodhan hue pass hue hain, Aur agar aise log PVT. MGMT. colleges se achhe ankon dwara nokri paa sakte hain, Kya Quality in Education maintain hogee.
    aise bahut saare prashn hai, jo uljhan paida karte hain
    **********
    Ab agar Rules kee baat kee jaye to -
    UP Govt. pehle TET se selection ka rule pass kar chukee thee aur ab agar rule dobara se badalta hai fro 72825 posts ke leeye (Halanki Rule badal ja sakta hai, for new process of seleection, I think), to kya mamla court mein hee chalta rahega.

    Kya bhrtee ho payegee.

    Kya ab TET cancel ho jayegaa.

    Pichlee baar to TET ka result 45% gaya tha, is baar CTET/BETE/GTET kee tarj par gaya to vaise bhee boundary line candidates elimintat ho jayenge.
    ****************
    Mene jinee bhee NEWS Acad. ke supporter kee dekhee, usmen saaf pata chalta hai kisee bhee news mein 8-10 se kam logo ne hee aisee maang kee hai.
    ******************
    Bahut se TET fail, B Ed Appearing etc. log chah rahe honge kee TET cancel ho jaye, to shayad unhe is 72825 posts mein bhrtee ke leeye chance mil jaye.

    Ho sakta hai kuch ek log jo bottom line par pass hue hain, ve chah rahe hon kee ab kya hoga. Par agar TET cancel hua to naya TET kya/kaisa hoga, kab bhrtee hogee kuch nahin keh sakte.
    *******
    Kyonki Samjhdaar log Tark sangat baat ko hee samjhenge aur supporte karenge.
    **************
    Dhandhlee agar dhoond pana mushkiol ho raha hai, to Tamilnadu kee tarj par Saare Teachers ko agle 2 saal ke andar TET pass etc. kee baat rakhee ja saktee hai.

    isse anpe aap hee ayogya logo ko bahar ka rasta dikhaya ja sakta hai.

    Mehntee ko pariksha dene mein utna dar nahin jitna baeemaan ko hoga

    ReplyDelete
  24. @sabse pahle to blog editor ji etana bada lekh kewal mere liye likhane ke liye dhanywad.
    Blog editor ji mai bhi esase bada lekh likh sakta hun lekin afsos mai mobile hi use karta hun aur likh bhi du to aapke blog se mere comment gayab bhi ho jate hai, dusari baat ki es blog par apna view diya jata hai aur vaise bhi mai yah kah chuka hun ki mai tet v acd ke chakkar me nahi padna chahta.
    Mera tet me 118 aur mai bhi chahta hun ki bharti tet merit se hi ho lekin Javed Usamani pagal nahi hai.

    ReplyDelete
  25. Maine bahut suna hai ki game shuru hone se pahle niyam bana diye jate hai beech me badlaw lagu nahi hota mai blog editor v any se puchhana chahta hun ki yadi beech me game me gadbadi ho jaaye to us game ko radd karna thik rahega ya rule ko modify karna???

    ReplyDelete
  26. Maine bahut suna hai ki game shuru hone se pahle niyam bana diye jate hai beech me badlaw lagu nahi hota mai blog editor v any se puchhana chahta hun ki yadi beech me game me gadbadi ho jaaye to us game ko radd karna thik rahega ya rule ko modify karna???

    ReplyDelete
  27. Good v.k. Yadav ji
    , govt bawakuf nahi hai jo itne bade state me power me hai ,
    candidate chaia wo TET merit wale ho ya academic wale usko govt ke kam me hurdles ne bane Aur govt ko Apne kam karne de ,
    Nahi to Kahi TET ke all candidate ko last me afsos ne ho ,

    ReplyDelete

  28. VK Yadav ji,
    Mein aapse poochna chahtee hoon,
    ki agar rule modify hote hote 5-6 saal lag jayen, Jaisa Bihar mein 2006 kee bhrtee mein hua,
    Aur ant mein Supreem Court ne purane vigyapan se heee bhrtee ke aadesh de deeye.

    To Kiska Fayda Kiska Nuksaan
    *********
    Sabse bada nuksaan samay ka hai,jaisa ki bhrtee par abhee bhee stay chal raha hai.

    Iska agar koee hal hai to batayen.

    Bhrteehone ka baad bhee permonace oriented exam karakar logo ko nikala ja sakta hai.

    Ismein kam se kam imaandaar logo ko samay ka nuksaan to nahin jhelna padegaa.
    Aur mehntee logo ko insaaf mil payegaa

    ReplyDelete
  29. v.k.yadav ji app ki bat sahi hai par unka kya karenge jinhone snatak/b.ed ke practical me paise dekar number karide hai.aaj up me essa koan sa degree college hai jo bina paise liye practical me number n deta ho.......
    but, h.school & inter ke alaba meri ray me snatac/b.ed ke bhi practical ke marks ko n jodkar merit banai jai....kya issa sp sarkar kar sakti
    nahin to sirf tet merit honi chahiye..

    ReplyDelete
  30. kya koi bata sakta hai ki category wise tet aur academic ki marit kahan tak aa sakti hai. plz reply anyone.

    ReplyDelete
  31. TET merit Kya ape logo ke Itne Kam academic mark hai ke ape logo ke selection academic base par hoga he Nahi , Agar aise hai to 125 mark ape TET me Kaise le aye , Matlab Kuch to gadbad hai ,
    Academic base par hoga Itne he ke ape ko Apne district Nahi Mil paye ga par job to Mil ge ne Jo TET ke cancel hone se to Acha he hai ,
    mare khud academic me Acha marks Nahi hai par Mai chate hu ke Kahi TET cancel ho gaye to fir se wo problem ke samne karne pade ga Jo TET exam dane se pahale Aur dane ke bade karne pade the, Ab Mai Itne amir to hu nahi ke fir se aise problems ke samne karu, to pleas TET ko cancel hone se bachaye !

    ReplyDelete
  32. TET merit Kya ape logo ke Itne Kam academic mark hai ke ape logo ke selection academic base par hoga he Nahi , Agar aise hai to 125 mark ape TET me Kaise le aye , Matlab Kuch to gadbad hai ,
    Academic base par hoga to Itne he, ke ape ko Apne district Nahi Mil paye ga par job to Mil ge ne Jo TET ke cancel hone se to Acha he hai ,
    mare khud academic me Acha marks Nahi hai par Mai chate hu ke Kahi TET cancel ho gaye to fir se wo problem ke samne karne pade ga Jo TET exam dane se pahale Aur dane ke bade karne pade the, Ab Mai Itne amir to hu nahi ke fir se aise problems ke samne karu, to pleas TET ko cancel hone se bachaye !

    ReplyDelete
  33. Mitro paani me laathi pitne se kuch nahi hoga,aur aapas me lad kar humlog aur adhik kamjor ho jaayenge lihaja Sarkar bade aasani se tet ko raad kar degi aur humlogo haat malte reh jaayenge,fir pachtava ke alawa kuch nahi rahega.
    Baad me na pachtana pade isliye merit aur acd ki rat ko chodkar tet ko raad hone se bachao.
    Kauwa kaan leke bhaga to kauwa ke piche mat bhago balki apne kaan ko dekho.
    AApsi ladai ko chod kar jara ye socho ki Jab tet save rahega to naukri to milegi hi milegi chahe wo tet ki merit se mile ya fir acd ki merit se.
    mitro ab se bhi serious ho jaao..
    Sarkar bas tet ko raad na kare ye dhyan me rakho aur iske alawa vo jo kar rahi usko karne do.
    Aam kane se matlab rakho ped ko mat gino..
    Blog Editor ji aap se request hai ki aap in dono guto ko ek karne ke liye koi ek article likhe.
    Mitro ek ho jaao aut tet ko save karo.

    ReplyDelete
  34. TET merit Kya ape logo ke Itne Kam academic mark hai ke ape logo ke selection academic base par hoga he Nahi , Agar aise hai to 125 mark ape TET me Kaise le aye , Matlab Kuch to gadbad hai ,
    Academic base par hoga Itne he ke ape ko Apne district Nahi Mil paye ga par job to Mil ge ne Jo TET ke cancel hone se to Acha he hai ,
    mare khud academic me Acha marks Nahi hai par Mai chate hu ke Kahi TET cancel ho gaye to fir se wo problem ke samne karne pade ga Jo TET exam dane se pahale Aur dane ke bade karne pade the, Ab Mai Itne amir to hu nahi ke fir se aise problems ke samne karu, to pleas TET ko cancel hone se bachaye !

    ReplyDelete
  35. Dosto! Mere liye ye aakhri mouka hai kyonki maine 1992 mein high school ki parikchha u p board se pass ki thi mera acd 227 h muchhe pvt teaching mein 12 saal ho chuke h vbtc mein mouka hi nahi mila tet mein 118 h mein janta hu ki acd se mera no. Nahi ayega lekin aap sab ye to socho ki bharti agar ho jayegi to 72825 rojgar pa jayenge hamara kya h jaise muskil halat mein gujar rahi h gujarenge aap logon se gujarish h ki aap ye bharti hone de sarkar jaise chahti h kam se kam kisi ka fayeda to ho radd hone se kya fayeda vaise mein dobara tet dene ko bhi taiyar hu lekin radd hone par na jane kab tet hogi aur phir ncte samay degi ya nahi kuchh pata nahi

    ReplyDelete
  36. Sabhi logo ne apni apni raay de di..ab jra is baat par dhyan de ki kis baat ki sambhawna ban rahi hai...
    Usmani samiti ki pahli report me bhi 3 hi option the.
    1-Acd merit
    2-Acd+TET
    3-Tet merit
    us sifarish ko radd kar diya gaya.
    Nayi sanstuti me bhi 2 options wahi hain 1 option change hai-
    1-TET Merit
    2-Acd Merit
    3-TET Nirast(new)
    is sanstuti par vichar kiya jana hai,
    Aap log buddhiman hain purwanuman achha lagate hain,swayam vichar karein.

    ReplyDelete
  37. 10, 10+2, 10+2+3, bed shiksha ka aisa koe kshetra nahi hai jahan dhandhli nahi hoti aur us dhandhli ko pakda bhi nahi ja sakta. jinhe dhandhli karni hai vo sabhi jagh dhandhli karte hai.

    ReplyDelete
  38. Ya to sub ko pate hai SP govt Kuch shocking New he dane wale hai chaia wo TET wale ho ya academic wale , jhatke to dono ko lagne wale hai , faida TET fail walo ko hone wale hai ,
    second thing govt contract teaches ke bate court me rakhe sakte hai , fir ladte rahane

    ReplyDelete
  39. mera acd merit 262 and tet merit 119 hai ,main general arts hu ,mere liye kya sambhawna hai,,koi bataye please

    ReplyDelete
  40. TET merit ho ya academic se hone do , Kise ke t bhale hoga ,
    Santosham param shukam

    ReplyDelete
  41. Anil je tet ho ya acd hum to ummid chor baithe h,acd 230.4 aur tet 97 h art gen hu mujhe pta h kuch nh ho sakta aapke kya vichar h

    ReplyDelete
    Replies
    1. Bhai jann ! Allah par wiswas rakho wo apne nek bando ko kavhi dukhi nahi kare ga ! Insha allaha hum subhi tet walo ke noukri laga do !
      Ramjann mubrak ho subhi bhaiyo ko allaha hum sub k sath hai !

      Delete
  42. Dosto meri ek baat mano plz merit jo bhi hogi vo cort decide ker dega lekin ager tet ko sarkar radd karti hai to hum sabhi ko milker ek esha aandolan sarkar ke kise bhi galat nirnay ke khilaf karney ke liye ekjut hona hoga kyoke jab ye neta chunav ke bad ek dusre ke sath sath gath ker saktein hain to hum kyo nahi awaj do hum ek hain

    ReplyDelete
  43. @ V K YADAV JI

    Aap ne akhri ball par 6 markar match favour me kar diya hai.
    aap ke comment ko padkar mahsus huaa ki hamare V K YADAV ji jo bolte hai solid bolte hai nahi to bolte he nahi hai.

    ReplyDelete
  44. Bhaiyon ek bat batani hai

    vigyapan k cse me yadi koi kami rahti hai. To usme court dwara use is point se is point tak sansodhan kiya jay jaisa aadesh diya jata hai na ki pura vigyapan radd karne ka

    ReplyDelete
  45. pandy baba tet bache to sochna mera itna mark tha bat ab na hai

    ReplyDelete
  46. save tet plz

    save tet plz

    save tet plz

    save tet plz

    save tet plz

    save tet plz

    save tet plz

    save tet plz

    ReplyDelete
  47. Tumhare kah dene se dhadhali khatm nahi hogi adhar chahe jo v ho yadi sarkar kahegi ki dhadhli ko pakada nahi ja sakta to tet nirust ki or agrasar hoga or yadi sarkar kahegi ki dhadhali ka safaya ho sakata ha to adhar change nahi hoga so yadi bharti tet par nahi hoti ha to tet or vigyapan nirust ka intajar karo uloo

    ReplyDelete
  48. Vk yadav ji aap tet ki bat chhodo aap ye bataiye. Unka kya jo nakal kar k number paye hai
    up k aise hajaro clg hai jaha theka liya jata hai 10. 12 ka kitna prcent chahiye
    sir ji aap b.sc. Bhi kar sakte ho
    imandari se bataiyega kya mai galat kah raha hu

    ReplyDelete
  49. Vk yadav ji aap tet ki bat chhodo aap ye bataiye. Unka kya jo nakal kar k number paye hai
    up k aise hajaro clg hai jaha theka liya jata hai 10. 12 ka kitna prcent chahiye
    sir ji aap b.sc. Bhi kar sakte ho
    imandari se bataiyega kya mai galat kah raha hu

    ReplyDelete
  50. @Sandeep shukla ji,mai ek B.SC FIRST DIV degree holder snatak hun.han aap ki baat sahi hai ki pass karane ke theke liye jaate hai lekin ye thik nahi hai ki sabhi jagah theke hi liye jaate hai.

    ReplyDelete
  51. @Sandeep shukla ji,mai ek B.SC FIRST DIV degree holder snatak hun.han aap ki baat sahi hai ki pass karane ke theke liye jaate hai lekin ye thik nahi hai ki sabhi jagah theke hi liye jaate hai.

    ReplyDelete
  52. EK KAHAWT HAI ADHURA GYAN AOR ADHURI JANKARI HMESA NUKSAN PAHUCHATI HAI. PAHLE TET KE BARE ME PURI JANKARI PTA KREN ACD KA PKSH LENE WALE. AAP KO JB PURI JANKARI PTA HOGI TB AAP KO SMJH ME AAYEGA KI TET MERIT KI MANG KYO KIYA JA RHA HAI.
    AOR MUSKAN MAM TET KA PKSH NHI LE RHI HAI. WO WAHI RASTA BTA RHIN HAI JISSE BHRTI PRKRIYA PURI HO SKE. NA KI FIR SE ROK LG JAYE. JRA DIMAK LGAO

    ReplyDelete
  53. Dhandhali wale ko gov. Pakad ke bahar kare agar gov.dhandhali ko pakadne me asamrth h to tet canceal kar de aur phir se tet karaye lekin kisi bhi haal me acd merit nai banane diya jayega! Ya tet merit ho ya ho tet canceal!

    ReplyDelete
  54. Dhandhali wale ko gov. Pakad ke bahar kare agar gov.dhandhali ko pakadne me asamrth h to tet canceal kar de aur phir se tet karaye lekin kisi bhi haal me acd merit nai banane diya jayega! Ya tet merit ho ya ho tet canceal!

    ReplyDelete
  55. sabhi ko apne haq k liya sanghrsh karna chahiye aur hum sanghrsh karenge nahi to baad me pachtawa hoga.

    ReplyDelete
  56. sabhi ko apne haq k liya sanghrsh karna chahiye aur hum sanghrsh karenge nahi to baad me pachtawa hoga.

    ReplyDelete
  57. @ v.k. Yadav ji this is not fair. Ek taraf aap acd. Me ye bat accept kar rahe hai ki sab nakalchi nahi hote. To yahi baat tet par bhi to lagu hoti hai.. Kya tet k sabhi rankers dhandhli wale hai? mera sabhi acd. Supporter se puchna hai Ye dohara rawaiya kyu?

    ReplyDelete
  58. http://epaper.amarujala.com/svww_zoomart.php?Artname=20120722a_008107009&ileft=689&itop=403&zoomRatio=276&AN=20120722a_008107009

    ReplyDelete
  59. why u people have gone so upset ?
    why ur words are so dipressing?
    have faith and trust,
    nothing is going tobe wrong with us,
    co'z according to the law,
    tet cannot be cancelled,
    so chill n wait till 2morrow.
    TETMERIT ZINDABAD,
    YUVASHAKTI ZINDABAD,
    SAVE TET AND TETMERIT.

    ReplyDelete
  60. hapur mein tet walo ka MASHAL JULUSH...show this link sure...http://epaper.amarujala.com/svww_zoomart.php?Artname=20120722a_008107009&ileft=689&itop=403&zoomRatio=276&AN=20120722a_008107009

    ReplyDelete
  61. why u people have gone so upset ?
    why ur words are so dipressing?
    have faith and trust,
    nothing is going tobe wrong with us,
    co'z according to the law,
    tet cannot be cancelled,
    so chill n wait till 2morrow.
    TETMERIT ZINDABAD,
    YUVASHAKTI ZINDABAD,
    SAVE TET AND TETMERIT.

    ReplyDelete
  62. HAPUR mein TET abhyartyion ne nikala MASHAL JULUS publish this news for tetians......http://epaper.amarujala.com/svww_zoomart.php?Artname=20120722a_008107009&ileft=689&itop=403&zoomRatio=276&AN=20120722a_008107009

    ReplyDelete
  63. why u people have gone so upset ?
    why ur words are so dipressing?
    have faith and trust,
    nothing is going tobe wrong with us,
    co'z according to the law,
    tet cannot be cancelled,
    so chill n wait till 2morrow.
    TETMERIT ZINDABAD,
    YUVASHAKTI ZINDABAD,
    SAVE TET AND TETMERIT.

    ReplyDelete
  64. nobody can under estimate us.
    just follow the aim and objective with which u have started ,till achieving.
    LAKSHYA NA OJHAL HONE PAIY,
    KADAM MILA KAR CHAL,
    MAZIL TERE PASS AAYEGI ,
    AAJ NAHI TO KAL.
    lekin iss mein kissi ki fault nahi hai, bade log kahtein hai na..
    "SURAJ UGNE SE PAHLE ZYADA ANDHERA LAGTA HAI"
    TETMERIT ZINDABAD.

    ReplyDelete
  65. nobody can under estimate us.
    just follow the aim and objective with which u have started ,till achieving.
    LAKSHYA NA OJHAL HONE PAIY,
    KADAM MILA KAR CHAL,
    MAZIL TERE PASS AAYEGI ,
    AAJ NAHI TO KAL.
    lekin iss mein kissi ki fault nahi hai, bade log kahtein hai na..
    "SURAJ UGNE SE PAHLE ZYADA ANDHERA LAGTA HAI"
    TETMERIT ZINDABAD.

    ReplyDelete
  66. nobody can under estimate us.
    just follow the aim and objective with which u have started ,till achieving.
    LAKSHYA NA OJHAL HONE PAIY,
    KADAM MILA KAR CHAL,
    MAZIL TERE PASS AAYEGI ,
    AAJ NAHI TO KAL.
    lekin iss mein kissi ki fault nahi hai, bade log kahtein hai na..
    "SURAJ UGNE SE PAHLE ZYADA ANDHERA LAGTA HAI"
    TETMERIT ZINDABAD.

    ReplyDelete
  67. __FUTURE CALLS U!__
    O great truth!
    Show once 'gain how has u been-
    Victorious in the history,
    Second term of the victory.
    Show and show and show and show.

    O great Mob!
    Show once 'gain how has u turned down-
    Great GOD's thrones!
    O strong bones,
    Go n go n go n go.

    Just now
    TO LUCKNOW.

    ReplyDelete
  68. मशाल जुलूस निकाल शासनको चेताया•
    अमर उजाला ब्यूरो हापुड़। टीईटी उत्तीर्ण अभ्यर्थी संघर्ष मोर्चा के बैनर तले सैकड़ों अभ्यर्थियों ने मशाल जुलूस निकाल कर शासन को चेतावनी दी। उन्होंने कहा कि प्राथमिक विद्यालयों में शिक्षकों कीभर्ती टीईटी मेरिट के आधार पर की जाए।पूर्व के शासनादेश को बदलने या रद्द करने पर उग्र आंदोलन के लिए मजबूर होंगे।शनिवार शाम सात बजे नगर पालिका परिषद के पार्क से जुलूस निकाला गया। मोर्चाके जिलाध्यक्ष कुशवीर सिंह ने कहा कि सपा सरकार के मंत्री टीईटी के संबंध में लगातार बयान जारी कर रहे हैं। लेकिन मुख्यमंत्री अखिलेश यादव इस बारे में कुछ भी स्पष्ट नहीं कह रहे हैं। इससे भ्रम की स्थिति पैदा हो गई है। जिला महामंत्री जितेंद्र सिद्दू ने कहा कि पूर्व सरकार द्वारा जारी किये गये विज्ञापन के अनुसार ही प्राथमिक विद्यालयों में शिक्षकों कीभर्ती करनी चाहिए। रैली में कोषाध्यक्ष अमित, राजीव अकड़ौली, सुभाष कुमार, फजलुर्रहमान, ललित कुमर गौड़, दिनेश शर्मा आदि शामिल रहे/

    ReplyDelete
  69. मशाल जुलूस निकाल शासनको चेताया•

  70. मशाल जुलूस निकाल शासनको चेताया•

  71. http://epaper.amarujala.com/svww_zoomart.php?Artname=20120722a_008107009&ileft=689&itop=403&zoomRatio=276&AN=20120722a_008107009

    ReplyDelete
  72. NO @Arpan ji fair sab hai kewal hamlogo ki samajh se pare hai maine jo bhi comment diya hai ACD ke SUPPORT me nahi diya hai aur aap sabhi logo ko mai bata dena chahta hun dhandhali to ek bada mudda hai hi hamara system bhi thik nahi hai.
    Friend aaplog puchhte hai dhandhali kahan huyi hai,abhi nahi dost prakriya badlane dijiye or tet radd hone dijiye phir dekhiyega log sadko par kaise ghumate huye paise magenge.

    ReplyDelete
  73. Naam se confu. Ho raha hai. Ye v.k. Yadav ji ve v.k. Yadav Ghazipur nahin hain - jo paper ki news yahan publish kerte hain.
    Main dekh raha hoon ki kuch log ghuma fira k koshish ker rahen hain ki ve kisi tarah logon ko taiyaar ker le ki jaise bhi bharti ho hone den, Ve age agar naubat aaye to court na jayen

    ReplyDelete
  74. Hmara lakshya tet merit hai aur dharne bhi ...........gumrahi nahin.

    ReplyDelete
  75. muskan ji ager aap screening test chati hai, bharti ke bad me kya,, pahle karwane ki dimond kajiye,,,jisse adhe se jyda student hat jayga or pass student bharti me bhi assurence mil jayga. tet merit ho ya acc. sbko apni aukat pata chal jaygi. acc. merit jindabad.

    ReplyDelete
  76. tet to cancel nahi hoga ,ye to confirm hai 100 %, ab bache do option ,yahan par sp galdsmith ki tarah kam kar rahi hai, woh wait kar rahi kab aur any how loha garam ho [ jab tet meritious 3rd option se darr, kar (jo ki immposible hai ) 2nd option choose kar lein] aur wo maarein hathouda i.e. 2nd option.
    so pl. don't let them win the race of 7th month ,which is our right to achive.
    TETMERIT ZINDABAD.

    ReplyDelete
  77. tet to cancel nahi hoga ,ye to confirm hai 100 %, ab bache do option ,yahan par sp galdsmith ki tarah kam kar rahi hai, woh wait kar rahi kab aur any how loha garam ho [ jab tet meritious 3rd option se darr, kar (jo ki immposible hai ) 2nd option choose kar lein] aur wo maarein hathouda i.e. 2nd option.
    so pl. don't let them win the race of 7th month ,which is our right to achive.
    TETMERIT ZINDABAD.

    ReplyDelete
  78. HI,

    TETION MEANS TENSION ,
    SOME OF OUR TET FRIEND SAYS THAT TET IS GOOD WAY FOR SELECTION.I ACCEPT THIS BUT WHAT WILL BE OF THOSE TET WHO HAS PASSED BY FRAUD. WHO HAS GIVEN GHUSH FOR PASSING.SO I WANTS TO TOLD THAT WE SHOULD LEFT THE BASE FOR SELECTION. OTHER WISE IT MAY CANCEL. THE GOVT/ COURT IS ALSO SERIOUS THEY WILL TAKE DECISION GOOD FOR ALL OF US. WE SHOULD ACCEPT THEIR DECISION GOVT ALSO WANTS TO RECRUITMENT WITH TRANSPARENCY WAY BUT SOME OF OUR TET FRIENDS DEMANDING ACCORDING TO THEIR OWN CONVENIENCE THAT WILL NOT POSSIBLE. SO DON'T DHARNA' DON'T MARCH LUCKNOW , GOVT / COURT WILL TAKE DECISION FROM THEIR MIND WE WILL ACCEPT THEIR DECISION

    ReplyDelete

Please do not use abusive/gali comment to hurt anybody OR to any authority. You can use moderated way to express your openion/anger. Express your views Intelligenly, So that Other can take it Seriously.
कृपया ध्यान रखें: अपनी राय देते समय अभद्र शब्द या भाषा का प्रयोग न करें। अभद्र शब्दों या भाषा का इस्तेमाल आपको इस साइट पर राय देने से प्रतिबंधित किए जाने का कारण बन सकता है। टिप्पणी लेखक का व्यक्तिगत विचार है और इसका संपादकीय नीति से कोई संबंध नहीं है। प्रासंगिक टिप्पणियां प्रकाशित की जाएंगी।