सरकारी नौकरी शिक्षक भर्ती/नियुक्ति परिणाम / टीईटी Sarkari Naukri Recruitment/Appointment Result. Latest/Updated News - UPTET, CTET, BETET, RTET, APTET, TET (Teacher Eligibility Test) Merit/Counselling for Primary Teacher(PRT) of various state government including UP, Bihar
Sunday, July 8, 2012
UP : शिक्षकों के वेतन की जानकारी अगले महीने से ऑनलाइन
19 comments:
Please do not use abusive/gali comment to hurt anybody OR to any authority. You can use moderated way to express your openion/anger. Express your views Intelligenly, So that Other can take it Seriously.
कृपया ध्यान रखें: अपनी राय देते समय अभद्र शब्द या भाषा का प्रयोग न करें। अभद्र शब्दों या भाषा का इस्तेमाल आपको इस साइट पर राय देने से प्रतिबंधित किए जाने का कारण बन सकता है। टिप्पणी लेखक का व्यक्तिगत विचार है और इसका संपादकीय नीति से कोई संबंध नहीं है। प्रासंगिक टिप्पणियां प्रकाशित की जाएंगी।
Good morning
ReplyDeleteagar up mein lagbhag 3 lac vacancy hain to phir to koi problem nahin honi chahiye
ReplyDeletelagbhag 2 lac hi tet paas hain agar sabhi ko naukri di jaye to main samjhta hu k koi ladai nahi rahegi sabhi ko chahe kisi ke marks tet me kam ho ya zayada sab job par honge
iss tarah teachers ki kami bhi puri ho jayegi aur sabhi ko rojgar bhi mil jayega
Agar Sarkar me dam h to esa jaroor karegi.
ReplyDeletetet marit zindabad
ReplyDeletetet marit zindabad
ReplyDeletes.p govt ne 72885 vacancy cancle karne,tet radd karne aur bsp ka tag hatane ki bahut koshish ki jab koi chara nahi mila to aise jameen ki talash krna shuru ki jisse credit use v mile.
ReplyDeleteAkhir upay yah nikla ki 72885 ko tet merit se, 80000 naye post ko acd merit se(niyamavali me sansodhan karke), shiksamitro ko train karake niyukti karo.ek sath sbko khush v kar diya aur credit v le lia.
Sarkar ki mathapachi aur court me time delay krne ke pichhe yahi ek wajah hai . C.m ki dushmani tet merit walo se nahi balki maya aur bsp se hai .ab govt ne iska hal khoj liya ha. So dont worry. August me sab tet pass massab banenge.
MUSKAN G
ReplyDeleteHimachal pradesh kewal TET basis par bharti kar tha hai pls publish this info
http://himachal.nic.in/eleedu/TGTcouncellingOnTETbasis_A1b.pdf
72885 vacancy tet merit se hi bhari jayegi.saath hi bhari80000 ki hogi joki acd and tet se hogi.
ReplyDelete72885 vacancy tet merit se hi bhari jayegi.saath hi bhari80000 ki hogi joki acd and tet se hogi.
ReplyDeleteyeh koi news ya tumhara personal idea hain
ReplyDeletesatendra ji ye news apko kahan se pata chali ki bhartii tet merit se hogi ???
ReplyDeleteTeacher bharti tet +acd hogi.
ReplyDeleteDont panic because bharti me tet ko prathmikta di jayegi.
Lekin hame lagta hai ki vacancy me shayad uttrakhand vala farmula apnaya ja sakta hai jisme tet+10+12+grad+bed ke anko k aadhar par merit banayi ja sakti hai.
Isme kisi ko problem nahi honi chahiye.
Hi
ReplyDeletesir,
ReplyDeletearun tondan ji
judge sahab H.C. ALLAHABAD UP.
Sir tet merit se teachers ki bharti ka bikalpa bilkul sahi hai isme n koi dhandale baji hui hai n kisi ke number bade hai.
agar essa hota to SP GOV. jisake hath me ab sab kuch hai aaj tak ek bhi candidate jisake marks bade hon ko nahi pakad pai,
sir me sp gov. ki burai nahin kar raha hun par is parti ke vichar jan birodhi hain example:-
1. 7 baje market band ho,
2. MLA`S 20 lack ki car bidhayak nidhi se le sakte hai,
3. shikshak ki bharti acd.merit se ho.
4. pariksha me nakal hohi.
5. ese apradhi jinhone koi essa apradh kiya hai ki unhe 7 sal tak saja ho sakti hai, ko saja nahi hogi esse bahut se vichar hai inke ...
sir,
ncte ke mutabik yah niyam hai ki ek bar game suru ho jai to usme badlab nahi ho sakta.....to sp gov.ko ye hak kahan se mil raha hai ki acd. merit se bharti kare,
agar karna hi hai to uske pass 72825 ke alaba bhi 80000 prt & 30000 junior ki vacancy ka vikalap hai.usame kare. ye tet merit ka vikalp bhi to gov. ne hi diya tha jisaka us samay sabhi partiyon b janta ne samarthan kiya tha to ab isme kisi party visesh se kya matalab .
sir yah app bhi jante hai ki apki kursi k barabar koi nakalchi nahi pahucha sakta to essi siksha ya naukari bhi bekar hai.
sir.....bese aaj ke samay har bibhag & post par competition se hi bharti honi chahiye tabhi hamare desh se esse neta b bhrashtachri naukarsahi se chhutakara mil sakta hai.
sir.
aaj ke samay accd.merit banana koi badi bat nahi hai. agar aap ke pass paisa hai to muh mangi merit banba sakte hai theory b practical me, aaj koi bhi essa school college nahi jahan par nakal na hoti ho iska sreya bhi SP MUKHIYA MULAYAM JI ko hi jata hai.
sir UP me siksha ya other game me bhartachar suru karne bale bhi mulayam hi ahi...police bhati gotala bhi inki den thi.......
so, sir please tet merit is best the human & countries future.
Ise v patra dara tandan ji ke yaha bhej jay to kasa rahega
DeleteHIMACHAL PRADESH ME TET MERIT SE CHAYAN HO RAHA HAI UP KI SARKAR KI MANSHA KYA HAI- 21YEAR AGE SE 40 YEAR AGE WALE ACADEMIC MERIT HOLDAR KI TULNA NAHIN KI JA SAKTI C.B.S.E. KI UP BOARD SE SAMANTA NAHIN KI JA SAKTI B.C.A AUR B.TECH KI B.SC. SE TULNA NAHIN KI JA SAKTI HAI. 12JULY KO LUCKNOW PAHUNCHO AUR APNE SAWALON K JAWAB AKHILESH SE POOCHHO.
ReplyDeletehi friends........... ya to bharti tet se honi chahiye nahi to acc. 50% +tet 50% se nahi to tet radd kar dena chahiye. acc.+tet ka formula high school 1'st devi. 15 marks, 2'nd de. 10 m ,3rd de. 5 marks
ReplyDelete+same inter 1st 15, 2nd 10, 3rd 5
+same grad. 1st 15, 2nd 10, 3rd 5
+b.ed theo. 1st 15, 2nd 10 , 3rd 5
+ b.ed prac. 1st 15, 2nd 10, 3rd 5
eshme kisi ke bhi max. total marks
75 honge nd sabhi boards ke students equal ho jayege
+
tet max marks 150 ka 50% = 75 marks
means tet marks jo student ne prapt kiye hai ka 50%
esh prakar sabhi ke nyay ho sakta hai
esi maang ya tet se ya phir es formule se jo sab ke saath samanta
nyay de sakta hai ka gyapan cm, judge mahodaya ko sahi log bheje nd ek prati nidhi mandal opasthit hokar soupe nd sabhi baate espast kare
thanks
es prakarya to tet merit ya total 75+75=150 par merit ki maang karo
ReplyDeletehiiiiiiiiiiiii
ReplyDelete