Blog visitors , I am sharing messages received on my email -
Bahut se candidate TET kee anischitta se pareshan the, Aur unhone ham sabhee ke leeye kafee pryas leeye.
Rajesh jee , ne HC kee news etc. aur sabhee tarh se TET ko bachane ke liye important information share kee.
Pata nahi kya hua lekin, agar unko kisee tarh kee madad / help kee jaroorat ho to samvedhan ke dayre mein jaroor madad karen.
From: shyamdevmishra@gmail.com <shyamdevmishra@gmail.com>
Date: 2012/7/14
Subject: URGENT APPEAL TO ALL TET-IANS IN LUCKNOW
To: "muskan24by7@gmail.com" <muskan24by7@gmail.com>
Priy sathiyon,
GADDARON-AFWAHON-CHALBAZON-
TET aur Bhartee-bahali ke liye Lucknow me ho raha andolan aaj ek aise nazuk mod par hai, jahan sabse jyada ekjut aur sangthit rahney ki jarurat hai. Aise me, vyaktigat aur chhoti-chhoti baton ko mudda banaker gutbazee karne se sirf aapas me foot padegi aur vyaktigat roop se chhavi chamkane ke prayaas andolan ko kamjor aur antatah khatm kar denge. Aaj Rajesh Pratap Singh sahit 11 sathiyon (jinse meri kabhi face-to-face bat tak nahi hui) ki rihaai ke liye lakhnow me ekatra sathiyon dwara DABAAV BANANE KE LIYE SAMOOHIK GIRAFTAREE DENE KEE RANNEETI me kuchh aise log badha utpann karke wahan upasthit logon me foot paida kar rahe hain jinki khud ki vishwasneeyata par court case ko laparwah tareeke se lene ke aur anyanya sawaal uth chuke hain jinka koi jawaab aaj tak wo khud bhi nahee de paye hain.
Aaj agar aapke sathiyon ko jaraa bhi shanka ho gai ki agar wo is tarah fans gaye to unke baki sathee unhe chhudane ke har sambhav prayaas karne ke bajay chhudra vyaktigat swarthon aur rajnaitik rotiyan sekenge to yaad rakhiyega, aandolan me aane ke liye neta to rahenge par aam abhyarthee aapke sath nahi judega. Ek-dusrey ke liye har haal me, har keemat par sath khade rahne ki bhavna hi kisi bheed ko fauz banatee hai, is liye is visham samay me aise tatvon kee rajneeti ka shikar na bane, andolan ko barbad na honey den aur ekjut hoker apne sathyon ki rihaai ke liye jee-jaan se, shantipurn, vidhi-sammat, loktantrik aur ahinsak tareekey se har sambhav prayaas kare.... Agar andolan bachana hai!
Aapka sathi
SHYAM DEV MISHRA
MUMBAI
Another person email me : -
From: Brijesh yadav <brijeshyadavmsc2007@rediffmail.com>
Date: 2012/7/14
Subject: news channels ko mail
To: muskan24by7@gmail.com
gd.eve.mam,
mam,
qu na uptet ki samasya par news channels se sikshavido se ek paricharcha ka ayojan karne ka request email ke madhyam se kiya jaye.
shayad ap esa kar chuke ho phle hi.
mere mere mind me aj ye bat ayi,me zee news or ibn par aj mail kr chuka hu.or ke email id mere pas na thi.
ap qa kahengi is vichar pe?
*****************************
---------- अग्रेषित संदेश ----------
दिनांक: 14 जुलाई 2012 3:41 pm
विषय: Help of TETains
प्रति: Muskan24by7@gmail.com
Muskan je plz post this msz देश सबसे बड़े छात्र संगठन अखिलभारतीय
विद्यार्थी परिषद ने भी टीईटी उत्तीर्ण आन्दोलनरत छात्रोँ का समर्थन देने
की घोषणा आज लखनऊ मेँ कर दी है । आप सभी अभ्यर्थी किसी भी प्रकार की
सहायता के लिए आभाविप के प्रान्तीय कार्यालय पर विभाग संगठन
मन्त्री,अभाविप ,श्री मिथिलेश जी से अभाविप कार्यालय पता-5, नवीन
मार्केट,कैसरबाग लखनऊ मेँ किसी भी समय सम्पर्क कर सकते है ।(अभाविप= अखिल
भारतीय विद्यार्थी परिषद)
With Regards
Rahul Singh
jo log ye kah rahe hai k tet merit ka virodh pahle kyo nai hua unko jankari honi caiye k tet ki booklet me isko patrata mana gaya tha aur exam se matra 3 din pahle is k merit ko adhar banane ki bat samne aai.
ReplyDeletegovt apne hisab se bharti karegi,is liye jyada jor tet marks ko jyada se jada waitage dilane ka prayas karne me samajdari hai.
Dost aaj main jiyo kanoon tet merit ke sath hai ager govt nain vigayapan ka adhar badla to vo cort main jayega or phir bharti latak jayegi joki ye sarkar cahtee hai to sarkar ki chal ko mat kamyab honein do dost verna bad main sirf pachtana hi hoga or kuch nahi plz reply
DeleteDost aaj main jiyo kanoon tet merit ke sath hai ager govt nain vigayapan ka adhar badla to vo cort main jayega or phir bharti latak jayegi joki ye sarkar cahtee hai to sarkar ki chal ko mat kamyab honein do dost verna bad main sirf pachtana hi hoga or kuch nahi plz reply
Delete"BEKUSURON KI GIRAFTAARI, GUNDON KI SARKAARI KHAATIRDAARI"
ReplyDeleteDosto ye hai hmara U.P. jise 'AKHILESH SARKAR' apne GUNDON k bl pr UTTAM PRADESH banana chah rahi hai n ki SHIKSHAON k saath dekr. Is pradesh me BHUKHA TEACHER apne adhikaaron ki mang krta hai to use laathiyon se pitvaya jaata hai, girftaar kiya jaata hai us k upar gambhir dharaaon me mukdma darz kiya jata hai, jab ki GUNDON ko jail se nikal kr SARKAARI BHOJ me aamntrit kiya jaata hai. BEROJGAARON k aandoln ko kuchla jata hai aur un pr sarkari sampatti ko nuksaan krne ka mukdma chalate hai, jabki koi GUNDA jb hoptipal me kabja jamata hai to use SAABASI di jaati hai. Yahi U.P. Ka SUSHAASAN hai. Sabhi TETians se mera anurodh hai ki SYAMDEV JI k baaton pr vichar kre aur jald se LCKNW phuche aur humare adhikaron k liye lad rhe hmare saathi jo girftaar hue hai unki rehaai k liye hr sambhav prayash kre. Hum sb aap sb ka intzaar kr rhe hai.
Aapka Saathi...
ALOK JAUNPURI
I agree wid SDM.
ReplyDeleteyahi to main bi kah raha hu bharti ko cort me latkane se aucha toda compromise kar ke tet ko max. waitage dila kar barti puri hone di jaye.
ReplyDeletein 9 mah me kai ghar tabah ho gaye to socho agar kahi bharti 2-3 saal latak gai to kitne aur ghar barbad ho jayenge
HIMACHAL PRADESH ME TET MERIT SE CHAYAN HO RAHA HAI UP KI SARKAR KI MANSHA KYA HAI- 21YEAR AGE SE 40 YEAR AGE WALE ACADEMIC MERIT HOLDAR KI TULNA NAHIN KI JA SAKTI C.B.S.E. KI UP BOARD SE SAMANTA NAHIN KI JA SAKTI B.C.A AUR B.TECH KI B.SC. SE TULNA NAHIN KI JA SAKTI HAI. LUCKNOW PAHUNCHO AUR APNE SAWALON K JAWAB AKHILESH SE POOCHHO.
ReplyDeletePRESSURE KA EK NAYAB TARIEEKA YE HAI KI 16 JULY KO YADI 1000 GIRLS EK JUT HOKAR ANDOLAN KAREN TO UNHEN KOEE BHI NAHIN PAKDEGA AUR C.M. K NIWAS PAR JAAKAR DHARNA DEN
ReplyDelete(Graduation + b.ed + tet) yahi selection ka sabse achcha base h is par subki samahati honi chaiye! (acd merit + tet merit + gov.ko) tino ko raji hona chaiye! Yahi best solution h tet mudde ka. Thanks.
ReplyDeleteasaflta ek chunauti hai,
ReplyDeleteise sweekar karo,
kya kami reh gayi,
dekho aur sudhar karo.
jab tak na safalho,
neend chain ko tyago tum,
sangharsh ka maidan,
chhodkar mat bhago tum.
kuch kiye bina hi,
jai jaikar nahin hoti,
koshish karne walon ki,
haar nahi hoti.
_Harivansh Rai Bacchan
so freinds be unite we will win .
tetmerit jindabad
@ SAURABH JI KOI TARIKA MAT BATAIYE BECAUSE SARKAR KO SAARE TARIKE PATA HAIN BUT WO APNI MAN MANI PAR UTAROO HAI IS LIYE TEST IS BEST TET IS BEST
ReplyDeleteS.P. GOVT. TEST VIRODHI HAI ISI NE B.T.C. KO DHANDHLI KA BAHANA BANA KAR ACD BASE KARWAYA THA.
IS LIYE TET PAR EKJUT HO JAO AUR JALD VACANCY FILL KARWAO
frnds 15 ko c.m. Kanpur aa rahe hai, isliye kanpur aur pas ke distt. K Tet-ians kanpur pahuche aur lucknow me arrest bhaiyo ki rihai ke sambandh me c.m. Se baat kare. Plz aap log c.m. Se milne ka prayas kare.
ReplyDeleteTet merit is the best! base of recuitment for prt teacher lekin sp gov. Sume tab na bhai ye to shiksha ka star girane par tuli hui h! Nakalchiyo ka badawa sabse jayda sp gov ne hi di h.
ReplyDeleteSee the news-
ReplyDeleteसीएम अखिलेश यादव का बयान-
अध्यापक पात्रता परीक्षा(टीईटी) और शिक्षक भर्ती को लेकर सरकार बेहद गम्भीर,जल्द से जल्द लिया जायेगा फैसला।
स्रोत-सहारा समय समाचार
See the news-
ReplyDeleteसीएम अखिलेश यादव का बयान-
अध्यापक पात्रता परीक्षा(टीईटी) और शिक्षक भर्ती को लेकर सरकार बेहद गम्भीर,जल्द से जल्द लिया जायेगा फैसला।
स्रोत-सहारा समय समाचार
Plz don't call me.
ReplyDelete
ReplyDeleteKuch Bechare Log Apnee Nokree ke leeye Lucknow gaye the, Na kee Kisee Choreee / Badmashee ke leeye. Ham logo ka bhee koee farj hona chaihe unke prati.
Mushkil ghadee mein apne satheeyon ka saath kabhee nahin chodna chaihe.
Tumhare mukh se ya bate achi nahi lagti ,
DeleteHIMACHAL PRADESH ME TET MERIT SE CHAYAN HO RAHA HAI UP KI SARKAR KI MANSHA KYA HAI- 21YEAR AGE SE 40 YEAR AGE WALE ACADEMIC MERIT HOLDAR KI TULNA NAHIN KI JA SAKTI C.B.S.E. KI UP BOARD SE SAMANTA NAHIN KI JA SAKTI B.C.A AUR B.TECH KI B.SC. SE TULNA NAHIN KI JA SAKTI HAI. KAL "KANPUR" PAHUNCHO AUR APNE SAWALON K JAWAB AKHILESH SE POOCHHO.
ReplyDeleteDOSTO MERA YE COMMENT SABHI TETIONS KO MOBILE SE MESSAGE KAR DIJIYE .........THANX........HIMACHAL PRADESH ME TET MERIT SE CHAYAN HO RAHA HAI UP KI SARKAR KI MANSHA KYA HAI- 21YEAR AGE SE 40 YEAR AGE WALE ACADEMIC MERIT HOLDAR KI TULNA NAHIN KI JA SAKTI C.B.S.E. KI UP BOARD SE SAMANTA NAHIN KI JA SAKTI B.C.A AUR B.TECH KI B.SC. SE TULNA NAHIN KI JA SAKTI HAI. KAL "KANPUR" PAHUNCHO AUR APNE SAWALON K JAWAB AKHILESH SE POOCHHO.
ReplyDeletesab apni apni ro rahe hain. Jo giraftar hain unke baare mein sab maun hain. Lagata hai blog par sirf samvedanheen log hain.
ReplyDeletesirf hindu bhai ki he griftari kyon ???????
ReplyDeleteis liye saare muslim pahnave mein ekjutt ho ( white kurta payjama aur topi ) kam se kam muslim topi jaroor ho.
be unite, we will win.
tetmerit jindabad.
You r right dost
Deleteहमे जेल मेँ बन्द अपने निर्दोष साथियोँ को छुडाना है किसी भी हद मे जाकर
ReplyDeleteKOI TARIKA MAT BATAIYE BECAUSE SARKAR KO SAARE TARIKE PATA HAIN BUT WO APNI MAN MANI PAR UTAROO HAI IS LIYE TEST IS BEST TET IS BEST S.P. GOVT. TEST VIRODHI HAI ISI NE B.T.C. KO DHANDHLI KA BAHANA BANA KAR ACD BASE KARWAYA THA. IS LIYE TET PAR EKJUT HO JAO KAL KANPUR AAO AUR JALD VACANCY FILL KARWAO.
ReplyDeleteSARKAR NE TETIONS KO BAND KARKE UNKE ANDOLAN KO AUR HAWA DE DI HAI AB JEET HAMARI HI HOGI THAT'S SURE KAL KANPUR ME C.M. KO GHERO.
ReplyDeletestand up for uptet merit.
ReplyDeletebe unite, we will win.
tetmerit jindabad.
SARKAR NE TETIONS KO BAND KARKE UNKE ANDOLAN KO AUR HAWA DE DI HAI AB JEET HAMARI HI HOGI THAT'S SURE KAL KANPUR ME C.M. KO GHERO.............PLZ SENT THIS MESSAGE TO ALL TETIONS BY MOBILE
ReplyDeleteHum koses karenge ki hamre nirdos bhai jail se jald bahar aay hamre ekta he unhe bahar lane me kamyab ho sakti hai
ReplyDeleteअध्यापक भर्ती पर सरकार को राजनीति नही करनी चाहिये नही तो 2017 मे 25 सीटेँ ही मिलेँगी
ReplyDeletebhai kuch bhi kar lo bharti to tet merit par hi hogi
ReplyDeleteYar koi bhi mere ek saval ka jabab de ki akhir sarkar ko akhir accd per bharti karne ki kyo.padi hai b pls reply
ReplyDeletebhaiyon, ekjutt ho muslim topi mein aur karein urdu lafz ka istemal apni baat kahne mein to save tetmerit and tetians.
ReplyDeleteसरकार को अगर पकडने का इतना ही शौक है तो बलात्कारियोँ, गुण्डोँ को पकडे निर्दोषोँ को नही
ReplyDeleteAgar sarkar acd merit se vighapan jari kiya to mai double bench me ek writ karne k liye taiyar baidha hu.sarkar ki kirkiri kara ke hi dam lunga.bharti to tet merit se hi hogi chahe jo kuch bhi ho jay!
ReplyDeleteasaflta ek chunauti hai,
ReplyDeleteise sweekar karo,
kya kami reh gayi,
dekho aur sudhar karo.
jab tak na safalho,
neend chain ko tyago tum,
sangharsh ka maidan,
chhodkar mat bhago tum.
kuch kiye bina hi,
jai jaikar nahin hoti,
koshish karne walon ki,
haar nahi hoti.
_Harivansh Rai Bacchan
so freinds be unite we will win .
tetmerit jindabad
up gov. Ne chunavi vada kiya tha ki hum agar jitenge to tet ko cancel kar denge but hum logo ke dharna pradarshan ke aage sarkar ko jhukna pada ab process change karna chahti hai isme bhi ye maat khayenge spa ne aisa isliye
ReplyDeletekaha tha fail aur kam marks wale abhyrathi jyada the aur tet ko rad karne ke vade me gov buri tarah se fansi najar aa rahi hai
TET EXAM IS THE BEST OPTION BCS IT GIVES SAME CHANCE TO PROVE YOR KNOWLEDGE
ReplyDeleteS.P. & B.S.P. KI EK HI NITI
ReplyDeleteJANTA JAYE BHAD ME PAHLE RAJNITI
Bhaiyo , blog par Kyo Apne time , money , energy waist kr raha ho , job to Milne hai Aje Nahi to Kal Jarur mila ga ,
ReplyDeleteYaha time waist karne se Acha hum logo ko other exams ke tayre v karne chaia,
govt .ko is andolan se Koi Matlab Nahi hai ,govt ape 20 hazar logo ko Nahi soch rahi .,
balke wo un 2 lack logo ke soch rahi hai Jiske TET me kam marks hai ,
govt ke policy - wo 6 august se pahale New vigyapan nikale gee ,ya court me New teaches vacancy ke policy bataye ga , Aur govt nikal v de ge New vacancy ok ,
ReplyDeleteeffect- TET merit wale again care file karan ga ,
finally- Ab jab TET merit wale ne again case file kiya to , Ab govt Jo chate hai wo pura hote najar ane laga govt ko , kyo ke jab vacancy he two format me aa gai hai, Aur us par v case file ho rahe hai Aur bharti Nahi ho rahe hai to govt ko whole process ko he New format me start karne hoga , fir to Koi Nahi rok sakte ,
is karan . B.ed wale to gai prt project se
hum he govt ko rasta dikha rahe hai ke wo TET ko cancel kare,
ReplyDeleteSP govt ko pate hai, ke Huma in TET walo ne he vote Nahi diya tha bake sub logo ne diya tha , isliy wo TET ko dakhe ne v pasand Nahi karte ,
ReplyDeleteKise Taraha jail me band TET bhaiyo ko nikal ne ke Kosis karo warne wo kavhi teaches Nahi ban paye ga , Aur un TET bhaiyo par ko cases darj hai wo khatem karwao aur Jo v police ne un par charge lageye hai wo khatem karwao, kewal chudane sa he kam nahi ho ga ,
ReplyDeletetet se hogi bharti
ReplyDelete1.gov vigyapan rad nhi kar payegi agar rad karti hai to sc se hum110% jeet jayenge
2.ncte ne kiya hai samay sima badhane se inkar
3.central gov ne paisa paisa pas karne par rakhi shart pahle teacher bharti karen uske bad paisa
4.rte ke tahat bharti 31 march tak karni hogi complete nhi to central gov hata legi grant
5.aur hum logon ke andolan ka dabaw sarkar ke upar saaf dekha ja sakta hai
yhi dabaw sarkar ko tet merit se bharti karne ko majbur kar degi
0 साल में ही रिटायर होंगे राजकीय कॉलेजों के शिक्षक
ReplyDelete- शासन ने स्थिति स्पष्ट करते हुए जारी किया आदेश - कहा, भिन्न हैं सरकारी कॉलेजों व राज्य विश्वविद्यालय शिक्षकों की सेवा शर्तें जागरण ब्यूरो, लखनऊ : शासन ने एक बार फिर साफ कर दिया है कि राजकीय महाविद्यालयों के प्राचार्य और प्रवक्ता 60 साल की उम्र पूरी होने पर ही रिटायर होंगे। शासन कोयह आदेश इसलिए जारी करना पड़ा क्योंकि हाई कोर्ट के आदेश की व्याख्या अपने पक्ष में करते हुए राजकीय महाविद्यालयों के क... और पढ़ें
said...
ReplyDeleteabsolutely right. in tet governmentgiving to time reservation for obc and sc
first exam
second selection time
thus reservation becomes twice in itself weight
if as acd is to be confirmed than obc and sc candidates passed 55 percentage marks, will fight general candidates from which general candidates will highly effected and gen number is too less
JO HOGA GOOD HOGA HUM TUM KAR BHI KYA SAKTE H.
ReplyDeleteSarkar bharti ko agle election tak khichne ki pure pryas kar rahi hai.........
ReplyDeleteAndolan hi jhuka sakta hai......