आईजी/एसएसपी आशुतोष पांडेय ने बताया कि मांगों को लेकर विधानसभा मार्ग पर प्रदर्शन शुरू करने के बाद टीईटी उत्तीर्ण अभ्यर्थियों ने उग्र रूप धारण कर लिया था। रात को हालात बेकाबू होने पर हुसैनगंज पुलिस ने बर्लिंग्टन चौराहे पर घेराबंदी करके प्रदर्शन की अगुवाई कर रहे पांच लोगों को गिरफ्तार कर लिया। इसमें बस्ती के सिसवां बरुआ निवासी हरिप्रसाद त्रिपाठी, संतकबीर के खलीलाबाद निवासी अभिषेक सिंह, देवेंद्र राय, अंबेडकरनगर के अशोक कुमार व बाराबंकी के फतेहपुर निवासी मुकेश शर्मा शामिल हैं।
इंस्पेक्टर हुसैनगंज रामप्रदीप यादव ने पांचों आरोपियों व उनके साथियों के खिलाफ बलवा, मारपीट, सरकारी कार्य में बाधा डालने समेत कई संगीन धाराओं में रिपोर्ट दर्ज की है। गिरफ्तार पांचों आरोपियों को आज कोर्ट में पेश किया गया। वहां से जेल भेज दिए गए। अन्य आरोपियों की तलाश जारी है।
उधर, टीईटी अभ्यर्थियों का एक प्रतिनिधि मंडल शुक्रवार को भाजपा नगर के महामंत्री अभिजात मिश्र से मिला। प्रतिनिधिमंडल को महामंत्री ने आश्वासन दिया कि उनकी मांगों को लेकर भाजपा इस संघर्ष में पूरा साथ देगी। अभिजात ने आरोप लगाया कि सपा सरकार ने युवाओं को धोखा दिया है।
News Source : http://epaper.amarujala.com/svww_zoomart.php?Artname=20120714a_007163006&ileft=129&itop=357&zoomRatio=130&AN=20120714a_007163006
***************************************
Really a shocking news.
गाँधी गिरी व मीडिया के सहयोग से अपनी समस्याओं को जनता व सरकार के समक्ष रखा जाना चाहिए |
Comment on blog :-
satiyo jail mai band tetians ko chudane ke liye partinidhi mandal adhikariyo se baat karne ja raha hai.isliye lkw ke aaspaas wale jilo ke tetians se anurodh hai ki 9 am charbag pahuchkar apne bhaiyo ki rihai sunischit karen.hame poori shantipurvak apni baat rakhni hai.moh.istyak rampur
Dost yeh kaha ho raha hai... Is azad bharat k up me aisa lag raha hai jaise angreji sarkar k yug me chale gaye ho ...kon humhara humdard banega...
ReplyDeleteBas yehi ek kaam baki tha ab naukri mangne par giraftari mil rahi hai isase jyada kar bhi kya sakta hai prasashan ab to govt. Apni hai ab dar kis baat ki
ReplyDeleteAgar humare Bhaiyo ko jaldi nahi choda gaya
ReplyDeleteTo dobara lucknow jaam hoga
Angrejo ki tarah shashan karne wali
Sarkar ko ukhad phekna hai...
Jai hind jai bharat....
Isiliye kehte hai
ReplyDeleteVote ki taakat pehchano
Achche insaan ko vote do
Door ki socho
Aaj Humne u.p ki satta Angrejo
Ke naam kar diya hai jaiska phal Humko
Mil raha hai.....
sab inh tet netao ki wajah se huwa -jaise hi lucknow me lathicharge hua tab hi sab ko jail bharo andolan kar na tha or turant sabi ko graftari deni thi bina kisi hinsa k ...
ReplyDeleteApne adhikaron ki mang krne valon pr Laathiyan barsa k S.P. bana rahi hai UTTAR PRADESH ko UTTAM PRADESH.
ReplyDelete"MANGE APNE ADHIKAAR HUE GIRFTAAR" Sayad S.P. Sarkar Laathion k sahare uttar pradesh ko uttam pradesh banane k apne sapne ko pura kr rahi hai. Agar TETians apne adhikaaron ki jaayaj mang kr rahe hain to isme galat kya hai. Sarkar ya uska koi pratinidhi unhe spast uttar kyon nhi de raha hai. Agr TETians shanti purna dharna karna chahte hai jo ki unka samviadhanik adhikar hai to kyon un pr laathiyaan barsaai ja rhi hai aur girftaar kiya ja rha hai. Kyon ye sarkaar tanasahoon ki terah saasan kr rhi hai. Khi aisa na ho ho ki TETians ka dhairya toot jaye aur ve ugra ho jaae to kya kregi ye sarkaar.
TETians dhairya rkhe aur apne saathio ki is jang me apna sahyog de. Jald se jald LCKNW pahuche aur hmari shakti badhaae. Hm aapke intezaar me hai.(9219157981)
Aapka Saathi...
ALOK JAUNPURI
saathiyon ko chudane ke liye paisa ekatha karo, account kholo, paisa jama karenge ham sab, vakil karo. Aap sabse yeh appeal hai.
ReplyDeleteBhaiyo jo saathi jail me hai unse mila
ReplyDeleteJaaye aur sab giraftari de jail bharo
Aandolan kiya jaaye
Tetians par padne wali har ek Laathi
Sapa sarkar ko bahut mehnga padne
Wala hai Bhaiyo ye gundo aur maafiyaon
Ki sarkar hai is sarkar me Achche log jail
Me aur gunde mawali sarkari dawato me
Bhoj khate hai
U.p me crime Badh gaya hai na bijli mil raha hai..
Mission 2014 me Sapa ko sabak sikhana hai
Ye satta ke madd me choor hai
Inhe sahi galat nahi dikhai de raha hai....
mujhe to ye bhi samajh me nahi aata hai k govt ne b.ed course ke itni jyada seats kyon ker de jub ke iske sthan per btc couse ke seat badhani cahiye thi to aaj ye sub drama he na ho raha hota jis course ke koi demand he nahi hai usme itni seat badhana sahi nahi hai aur couse khtm kerne k baad koi job bhi nahi milti aur milte bhi hai tho trained aur untraind me koi anter nahi hota hai ya to serkaar b.ed couse k baad bhi job dene me samarth ho nahi tho berojegaro k lambi line badhane se kya fayda hai aur student ke mehnet ke lakho rupee burbaad ker se kya fayda
ReplyDelete5 saal me 5 lakh log aur b.ed kerege aur beroojgaro ke list me apna naam likhvayege is baare me NCTE kyon nahi sochti hai sebko b.ed kera do phir sub apni jingi ko aur bhi budter pate hai kyonki koi cradit na koi placement
ReplyDeleteKaale angrejo se ladai sahi dhang se ladni padegi
ReplyDeletelaaton ke bhoot baton se nahi mante
Bhaiyo aise nahi hoga janta ko gundo ke baare
ReplyDeleteMe bataiye is sarkar ke Khilaaf morcha khol de...
Halla boll...
koi bhi kaam jubrun nahi keraya ja sekta hai kuch kaam dil se to kuch dimaag se hote hai sangthan me do gut kabhi bhi is andolan ko safal nahi bena payege pehle dono guto me aapsi baat se koi beech ka rasta nikala jay phi govt se apni baat ko kaha jay jub tuk dono gut supp ladte rehege serkaar aise he keregi is liye be unite sirf ek sutriya karyakram (job to all tet pass )
ReplyDeletesp govt ne he siksha ka ster girane me koi kaser nahi chodi hai
ReplyDeletenakal kerana,ke shurovaat tho ishi govt ne he shoro ke phir aaj kis muh se yeh dhandhli k baat kerte hai is govt k rajya me nakal kerpass hua log 1st div paye per A B C D pora nahi aata hai (KA se GYA) tak bhi pora nahi aata hai tub bhi govt yadi bharti merit ka aadhar kerna caheti hai to grad+b.ed+tet marks ke aadhar per kere jo k jyada sahi hoga
satiyo jail mai band tetians ko chudane ke liye partinidhi mandal adhikariyo se baat karne ja raha hai.isliye lkw ke aaspaas wale jilo ke tetians se anurodh hai ki 9 am charbag pahuchkar apne bhaiyo ki rihai sunischit karen.hame poori shantipurvak apni baat rakhni hai.moh.istyak rampur
ReplyDeleteAcd merit jindabd
ReplyDeleteye govt bharti kerne ke mood me he nahi hai kyon k andolan k baad bhi kuch bhi spsti karan na c.m. ne diya na he kisi aur ne ye to humere sath 6 mahine se game khale rahi thi humara cm kahi anapadh to nahi uski marksheet bhi chek kero sala sabko chutiya bena reha hai anapadh
ReplyDelete(anapadh kya jane padhe likho ka derd)
Sabhi tetions ek ho jayein plz akhilesh
ReplyDelete2 group hone ki wajah se kisi ko job nahi dena chahta he wo kisi ka bura nahi hona chahta isliye dono ke liye bura hota ja raha he
plz ek baar sab mil jao aur ek bada sa dharna milkar karo fir dekho yeh sarkaar faurun decision le legi
2-4 hajaar se nahi daregi yeh
sabhi tetions me se 20-22 hajaar log pahunch jayenge
lekin in sabse pahle apne 5 saathiyon ko chudane ka kasht karein plz
maine suna tha angreij lathiyan calwate the ab dekh bhi raha hoon neta chup media chup sarkari gundai jari hai--bhiyon sattya ka sambal hamare pas hai peeche nahi hatenge
ReplyDeleteAdvocate kro , new article me a/c show kro hum sab shyog karenge , kuch b karo achchha nhi lag rha he.
ReplyDeletesp govt shikshamitron ko chod baki shikha ko kha gayi isko kabhi vote mut kerna verna tumhari aulade bhi gali degi
ReplyDeleteshikha ko kha ker ye apna pet bharege phir 5 saal inki gaad per janta kes ker laat maregi tub samujh me ayega kuttay hai kuttay inki poonch bhi hogi vo thadhi check kerna aur phir kes ker laat dena pichwaade per
Bharti kaise hogi tet se ya Acd merit se koi bataeye
ReplyDeleteBharti kaise hogi tet se ya Acd merit se koi bataeye
ReplyDelete6 mahino se tet pass logo ka derd media ne nahi dekha ek din k logo k derd ka bakhan ker rahi hai sale ye media wale akhbaar wale bahut likhta hai kabhi ek artical tet pass abyarthiton ki samasya per bhi likha hota
ReplyDeleteakhilesh se puchiye vo to bharti kerna he nahi cahata hai anapath uska muh sil gaya hai tet ke naam pe bahane bananay ko ab koi topic tho hai nahi to kya kahe
ReplyDeletekuchha acd bale kah rahe hai ki bharti hone de (acd) se jisase 72825 berojgaron ka pet to bharega.......
ReplyDeleteto acd bhio aapke lie Akhilesh ji ne bero berojgari bhatte ke roop me 1000rs per month dena sure kar diya hai app usse kharcha chalayen baise bhi kendra sarkar ne kaha hai ki 26rs per day ke hisab kharcha chala sakte hai....
please bharti tet merit se hone de isme aap bhi to samil hai.....
per apne bachchon ke bare me socho kyon ki aage ke bhabishya men sayad hi koi bharti acd. se ho isliye aap bhi tet merit ko hi saport karen..........
acd ki samshya u.p. board balon se nahi cbse/icse balon se hai. inke aage u.p. board balon ki acd se 5% ya 10% hi niyukti ho payegi , jab tet merit se sabhi board ek saman hai ho jate.
rahi bat tet me number badane ki to ye S.P.ki Gov. iske hath me ab sab kuch hai fir bhi aaj tak ek bhi dhandhle baj tet holder ko nahin pakad pai, to ab whitener ki bat laga di to isme bura kya hai sabhi comptition me likha hota hai ki whitener ya ek se jya answer dene per uske marks nahi judege.to inke utne marks hata diye jayen ya jo gov. chahe.
par acd ki suddhata per to sabal hai ki mulayam ji ne apne pichalhe gov. me 30000 hajar ko nahi 300 hajar ko nakal karai thi jise aapne hans ke kabul kiya.
chahe tet radda ho ya nahin par bharti jab bhi ho tet merit se hi ho......
govt kuch spsta kere ke veh kya kerna cahe rahi 8 mahine sooch 2 ker dimaag ka dahi ho gaya hai ab to koi bhi kaam kero to tet k wajah se us per bhi mun nahi lug raha hai sote tet jagte tet
ReplyDeletegiriftar TET candidate agar court me hazir ho gai to un ko teaches vacancy ke Sath other govt. bharti se v hath dhone pad sakte hai , ape ke is andolan ke karan
ReplyDeletefree to the arrested tet candidate !
ReplyDeleteandolan mai log jayada thai iska matlab hai andolan samajik chatna aur jan jagran shai bhara thai
SP govt. is Against to the student & Akhilesh is like a hitlar
tet sangarsh morcha jindabad