शिक्षक पात्रता परीक्षा (टीईटी) मामले पर एक हफ्ते में निर्णय ले लिया जाएगा। इसके बाद शिक्षकों की भर्तियां शुरू कर दी जाएंगी। सोमवार को मैनपुरी में एक विवाह समारोह में पहुंचे मुख्यमंत्री अखिलेश यादव ने यह बात कही। उधर, मुख्य सचिव जावेद उस्मानी की अध्यक्षता में गठित हाई पावर कमेटी ने टीईटी मामले की जांच पूरी करते हुए रिपोर्ट तैयार कर ली है। इसे शीघ्र की मुख्यमंत्री अखिलेश यादव को सौंप दी जाएगी।
सूत्रों का कहना है कि टीईटी को अर्हता परीक्षा न मानते हुए पात्रता परीक्षा माना जाएगा। शिक्षकों की भर्ती के लिए टीईटी से मेरिट न बनाकर शैक्षिक योग्यता के आधार पर मेरिट बनाई जाएगी। जांच के दौरान यह भी पाया गया है कि अंक बढ़ाने के नाम पर करीब 27 हजार ऑसर शीट में हेराफेरी की गई है। इसलिए इतने ही अभ्यर्थियों को इससे अलग रखा जाएगा। इससे टीईटी के निरस्त किए जाने की संभावना काफी हद तक कम हो गई है।
गौरतलब है कि यूपी में 72 हजार 825 शिक्षकों की भर्ती के लिए टीईटी नवंबर 2011 में आयोजित की गई थी। इसमें धांधली की शिकायत के बाद तत्कालीन माध्यमिक शिक्षा निदेशक संजय मोहन को गिरफ्तार कर लिया गया था। इसके बाद से ही टीईटी निरस्त किए जाने की संभावना दिखने लगी थी। इस संबंध में टीईटी पास अभ्यर्थियों का एक प्रतिनिधिमंडल मुख्यमंत्री अखिलेश यादव से मिला था। उन्होंने पूरे मामले की जांच के लिए मुख्य सचिव की अध्यक्षता में हाई पावर कमेटी बना दी थी। इसमें प्रमुख सचिव गृह आरएम श्रीवास्तव, सचिव माध्यमिक शिक्षा पार्थसारथी सेन शर्मा, सचिव बेसिक शिक्षा सुनील कुमार और प्रमुख सचिव न्याय को रखा गया था।
समिति ने रमाबाई नगर की पुलिस की जांच रिपोर्ट और माध्यमिक शिक्षा विभाग के अधिकारियों से पूछताछ के आधार पर रिपोर्ट तैयार की है। मुख्य सचिव को रिपोर्ट तो वैसे 29 अप्रैल को ही मुख्यमंत्री को सौंपनी थी, लेकिन सभी सदस्यों के हस्ताक्षर न होने की वजह से रिपोर्ट एक-दो दिन बाद सौंपी जाएगी।
News : Amar Ujala (1.5.12)
*************************
सहायक अध्यापकों के मामले में सुनवाई जारी
इलाहाबाद। टीईटी उत्तीर्ण 72825 सहायक अध्यापकों के चयन और नियुक्ति के मामले में दाखिल याचिका पर सुनवाई जारी है। इस मामले में अब बुधवार को बहस होगी। याचिका सहायक अध्यापकों के चयन के लिए जारी विज्ञापन के खिलाफ दाखिल की गई है। याचिका पर न्यायमूर्ति अरुण टंडन सुनवाई कर रहे हैं।
जनता दर्शन बुधवार को
लखनऊ। मुख्यमंत्री अखिलेश यादव 2 मई को प्रात: 9 से 11 बजे तक पांच कालीदास मार्ग स्थित सरकारी आवास पर जनता दर्शन करेंगे। इस दौरान वे जनता से मिलकर उनकी समस्याओं को सुनने के बाद उसके समाधान का निर्देश देंगे। यह जानकारी सरकारी प्रवक्ता ने दी है।
News : Amar Ujala (1.5.12)
*******************
If recruitment process changed then another court case is waiting for TET candidates, And matter can go in High Court/ Supreme Court etc.
It can be better, If only cheaters / culprits kept out from this selection process. And recruitment continue from process decided earlier.
Matlab kisee ka paksh/hit sadhna, jabki game samapti par hai
-----------
Jabki vigapan ka mala doosra hai, ki vigapan kon jaree kare.
Aur ismen agar aage kee karyvahee BSA ka haath mein de dee jatee hai, to mala swat hal ho jayega
Abhee na to counsling huee hai/ na hee kisee ko niyukti patr deeye gaya hain.
Mehtvpoorn adhikaar baki hain.
News news news news for tet-Amity Candidates Aaj Amity me Rahul gandhi 3 din k dore pe aa rahe hai, aap sabhi tet-amity wale sathiyo se vinti hai ki ap sabhi Rahul gandhi g se baat kare or apni tet or uski bharti ko le k sabhi pareshaniyo se avagt karaye or kahe ki central govt ka chala gaya sarv shiksha abhiyan up me dum thod raha hai, isliye hum jaldi hi delhi jantar-mantar pe aane par mazbur honge.... Ap se vinti hai ki ap humhari pareshaniyo ko central govt ki taraf se madad kare... TO MUSKAN PLZ HIGHLIGHT THIS NEWS
ReplyDeleteDosto ab kya hoga court me sarkar to khel khel k apna khel khel jayegi kon karega humhari madad ap batao ?
ReplyDeletekya merit prakriya change karne ki bat chal rahi h ?
ReplyDeleteDear Friends,
ReplyDeletees news ko padne ke baad to yahi samajh me aa raha hai ki ye bharti hogi aur bina changing ke han sansodhan ho sakta hai lekin ab to vigyapan radd nahi hoga aisa mujhe aabhas ho raha hai. Thanks muskan ji for updating this news.
Rashid bhai aapki info valuable hai but agar ye rahul gandhi agar healthy politics karte, jo neta ka kaam hota hai wo karte to UP me yeh halat na hoti. par unhe to lagta hai ki kisi ke ghar roti khali, kisi ke ghar ruk gaye isse jeet jayenge. unhe nahi pata ki poore india me RTE ki halat kya hai
ReplyDeleteDosto mera farz tha apko suchav de na baki apki marzi kyoki me koi tetian to hu nahi apko jis chiz me apka hith ho wo kariye, par dosto kuch na karne se kuch karna hota hai yehi maine sikha hai, ek bat or agr apk Delhi jantar-mantar aaoge to ya kis se apni baat kahoge central govt matlab Rahul gandhi ,hrd kapil sibal,ncte ya fir manmohan singh PM to hume kyo short cut mar k direct bat kare or Delhi aane k bare me dawab banye. Baki apki marzi ap shikshak hai me apko kya sikha sakta hu ..
ReplyDeletesanshodan me tet merit prakriya n change kar de
ReplyDeleteहम सब को पहले कोई अधीक्रित सुचना
ReplyDeleteआने तक इंतजार करना चाहीए
हम वो सूरज हैं न डूबेगी कभी जियकी
कीरन
रात होते ही सीतरों मे बीखर जाएँगे
ये अमर उजाला और इसके सूत्र दोनो झूठे है अखिलेश ने कल सिर्फ इतना कहा था कि टीईटी पर 7 दिन मे फैसला
ReplyDeleteMain cheej hamare liye process change nahi hona hai.agar process change ho raha hai to ye bharti na karne ki govt. Ki chaal hogi.hamare leaders kah rahe the ki ham third party ban gaye hai kya yah sach hai?agar ham third party nahi hai to hamara paksh kon rakhega.dusri aur jab 27000 alag ho rahe hai to fir baki to sahi hai fir unka chayan tet merit se kyo nahi.
ReplyDeleteaccd pe chayan hona samanata ke adhikar ka hanan hai. jab sabko saman base pradan karane ke liye tet jaisa exam ab maujud hai to acc pe chayan nahi hona chahiye.
ReplyDeleteexam hone se pahale hi sarakar ne tet ko chayan ka aadhar bana diya tha. fir exam hua, result aaya, advt nikala, form manga liye, aur ab jab lagabhag six month bit gaye hai to chayan ka aadhar kaise badala ja raha hai.
ReplyDeleteAcad / TET dono khush rahen.
ReplyDeleteTab tak fir se stay ka aanand prapt ho sakta hai
Lok Sabha EC mein kitna vakta hai ?
ReplyDelete27000 logo ke answer key me gadabadi nahi ho sakati. ya sankhya kafi badi hai. sarakar jaanch me bhi manamaani kar rahi hai.
ReplyDeleteKisee ne kaha tha, kee caveat file hone se dobara koee staty aata hai.
ReplyDeleteTo caveat file karne vale ka paksha suna jaata hai.
Aur dobara kisee stay ko rokne ke leeye caveat karna faydemand hai
(Ye kisee ne blog par comment daal kar kaha tha)
blog editor j conform kare k ad sanshodan me kya prakriya@tet merit@ change hone ka chance h
ReplyDeletearkari vakeel mamle ko 9 may tak 1-1 ya 2-2 din ke liye latkayaga phir sarkar aadhar badal degi ye to samajh me aata hai lekin ashok khare kya kar rahe hai
ReplyDeleteagar akhilesh ye sochata hai ki 9 MAY ko nayamawali change kar ke acad pe bharati karega to ye usaki bhula hai. court hamara saatha dega. game ke baad rule nahi change hote.
ReplyDeleteKya bina adv. Nirast kiye acd merit ban sakti he? Mujhe ye news mangadhant lag rahi he . Phir bhi aisa hua to case kiye jayege aur mamla court me fasega
ReplyDeleteThis comment has been removed by the author.
ReplyDelete@ moin
ReplyDelete. bilkul nahi, merit tet se banni hai, tet me kitne hai.
moin ji acd 243 par koi chance nahi hai.
ReplyDeleteaap koi dukan khol lijiye ya tet merit ki dua kijiye.
Mere accadmic me 249.32% aur tet me 112 no. hai kya chance hai obc me
ReplyDeletena third party kahin dikhti hai na Ashok khare ki koi bhumika.
ReplyDeletefir bhi inko 165000 rupya diya gaya.aakhir kyon bhai
voh acd ki taiyari kar rahe hain hamare vakeel kahan hain.
Bhai log aap ab kyo itna tension me hai ,
ReplyDeleterahi acd. Aur tet ki to kal judge mahodaya ne kapil ke vakeel ko bhi isi liye fatkar lagayi thi ,
ye mudda nahi hai ,
mudda hai advt. Ka
agr advt. Bacha hai to base kyo aur kaise change kiya ja sakta hai,
bus ye samajh le ki ye vacancy yese hi fill hogi, aur koi rasta bhi nahi hai,
thoda sa apne mind se bhi soch liya kare , yaar aap log TET ranker ho,
thanks
Merit only tet par bane
ReplyDeleteAkhilesh ji ne Mainpuri me kewal ye kha tha ki bharti prakriya ek hafte me chaalu ho jaayegi.
ReplyDeleteKal ko tet merit suporter adhik se adhik sankhiya me janta ke darbar me phunche
ReplyDeleteRashid ji kya ye baat sahi hai ki bharti ek hafte me shuru ho jayegi source kya hai
ReplyDeleteji haan
Deletekal ashok khare ki kya bhumka thi sarkari aur kapil ka vakeel to chahte hi hai ki mamla 9 may tak latkta jaaye
ReplyDeleteKal ko akhilesh ko chetavni de do yadi bharti pirkirya ek week me shuru nahi hoti hai to hum ugr aandolan karenge jiske zimmedar aap honge
ReplyDeletekal sunvaai k dauraan jab Kapil dev ka vakil tet merit v/s accd ki baatein krne lga to Judge sahab ne use rokte hue kha tha ki jo mudda h us par bahes kro. Is se saaf zaahir h ki bharti tet merit se hi hogi. Tet merit se selection ki taarif pehle HC kr chuka h aur HC kbhi pehle waale result k against nhi jaayega, Dosto pareshan mat ho bharti tet merit se hi hogi
ReplyDeletehe ram kaise tetians hai aap log upar news post hai , fir bhi aap log tension me hai uper news me likha hai ki,
ReplyDelete1 hafte me nirnay aur jald se jald bharti start, akhilesh bhaiya sirf aur sirf court ka wait kar rahe hai,
bharti prakriya ka kaam ek hafte k andar shuru ho jaayega: source mainpuri shaadi
ReplyDeleteBraj gopal
ReplyDeleteAll tet pas candidate bharti kaise bhi ho merit bahut down hogi.
are bhai bhagwan ka name bhi lr liya kare ,
ReplyDeleteSunday.........- surya dev
Monday........- Bhole nath, kaali maa
Tuesday........- Bajrang bali
Wednesday.....- All god, buddh bhagwan
Thrusday........- vishnu bhagwan, peer
Friday...........- santoshi maa
Saturday ........- shani dev
to jub har din bhagwan ke name ka hai aap log pray kare , for true
aaj bajrang vaan maar do kal apkaa kam pakka,
ReplyDeleteTO,
ReplyDeleteONLY MR.James Maxwell said...
PLZ DELETE YOUR COMMENT ITS OUR REQUEST.
AP JAISE DOSTO KI WAJHA SE HI COMMENT FILTER LAGTA JIS SE HUM SARE TET WALO KO BAHUT PARESHANI HOTI HAI.................
Hi, good morning
ReplyDelete2 may ko sabhi tet merit wale akhilesh janta darbar main present ho.
hi friends please no more cort and no more stay. let the process start wheather its tet merit or aced merit.
ReplyDeleteas we all know that only tet pass candidate can apply merit will be low er then all we have excepted.
where is tulsee my sweetheart
ReplyDeletehum saath saath hai
ReplyDeleteSukh ho ya dukh ho
Hum saath saath hai
Satya ki jeet ho
ReplyDeleteSabke saath nyay ho
tet may 115 acc may 243 category handicapeed hai mera koi chance hai kya.
ReplyDeleteKyo sir ji bina handic. logo ka majak uda rahe hai are bhai aapka to 150% hoga.
Delete@anand tiwari
ReplyDeletejada khush na ho,main tumse jada kuchh nahi kahungi,ek baat aaj ki date me mere naam se apni diary me note kar lo ki merit tet se nahi banegi aur ha agar bahut jada kuchh hua to tet ke marks ka weightage mil sakta hai.
Ok ,apni galatfahmi door kar lo ki court ne ye kaha wo kaha
Mere uptet mai 92 no hai. Aur acd 238.43 hai. Kya mera koi chance hai. Krpya koi chance hai mai obc art male hu . Please info me.
ReplyDelete97 obc art muskaan ji bataye kahan chance pls. Main bahot buri condition me hu, kya karu,
ReplyDelete@meenu ji
ReplyDeletemere tet me matra 83 marks hai kahi se kahi tak bhi chanch nahi hai magar mai aap ko bata dena chahata hu ki ya to marit tet par lagegi ya phir bharti hi nahi hogi
WAH SHYAM DEV MISHRA JE
ReplyDeleteKITNE ASANI SE KAH DIYA TET KA ADHAR ( NCTE KE NIYMO KE ANUSAR HAI )
MERE SAWAL
1 KYA TET KA FORM BHARTE SAMAY ISKO AHRTA MANA GAYA THA
NAHI KEWAL EXAM SE 4 DIN PAHLE
TET KO ADHAR BANAYA GAYA THA ( KYA YE NIYAM VIRUDH NAHI THA )
2 ONLY STATE NOT CENTRAL ( KAHI NHEE ISKO 100% WEIGHTAGE NAHI DIYA GAYA ) KYO JAWAB DO
RAJASTHAN
HARYANA
UTTRAKHAND
GUJRAT
ASSAM
PUNJAB
3 JO HC NE TET KE FAVOUR MAI NIRNAY DIYE HAI VO SABHEE 8.02.12 YANI SANJAY MOHAN KE ARREST HONE SE PAHLE DIYE HAI )
4. LUCKNOW DUOBLE BENCH MAI ( PIL) YACHIKA ABHEE PENDING HAI JO TET MERIT KE KHILAF HAI SEE THIS CASE
टीईटी के आधार पर भर्ती मामले में जवाब तलब
(UPTET : Allahabad Highcourt : Seeking Clarification for Recruitment of PRT on the Basis of TET Exam)
लखनऊ : इलाहाबाद उच्च न्यायालय में शिक्षक पात्रता परीक्षा टीईटी के आधार पर शिक्षकों की भर्ती किए जाने संबंधी राज्य सरकार के शासनादेश को चुनौती देने वाली जनहित याचिका पर राज्य सरकार से जवाब तलब किया है। अगली सुनवाई नौ जनवरी को होगी। यह आदेश न्यायमूर्ति प्रदीपकांत व न्यायमूर्ति रितुराज अवस्थी की खंडपीठ ने याची कुलदीप श्रीवास्तव की ओर से दायर जनहित याचिका पर दिए हैं। जनहित याचिका में कहा गया कि राज्य सरकार द्वारा जारी शासनादेश विधि विरुद्ध हैं। इसे रद किया जाए। कहा गया शिक्षकों की भर्ती उत्तर प्रदेश बेसिक शिक्षक अध्यापक सेवा नियमावली के तहत की जानी चाहिए। याचिका में तर्क दिया गया है कि टीईटी केवल अध्यापकों की पात्रता तय करने के लिए है
News : Jagran (05.1.12)
HIGH COURT OF JUDICATURE AT ALLAHABAD, LUCKNOW BENCH ?Court No. - 1
Case :- MISC. BENCH No. - 25 of 2012
Petitioner :- Kuldeep Srivastava [P.I.L.] Civil
Respondent :- State Of U.P. Through Prin. Secy. Deptt. Of Basic Edu. Lko. Petitioner Counsel :- In Person
Respondent Counsel :- C.S.C.
Hon'ble Pradeep Kant,J.
Hon'ble Ritu Raj Awasthi,J.
As prayed, list on Monday i.e. 9.1.2012, as fresh.
Order Date :- 4.1.2012 MFA
****************
3.SELECTION on TET or TET+ACD
Misc. Bench : 25 of 2012 [Lucknow]
Petitioner: KULDEEP SRIVASTAVA [P.I.L.] CIVIL
Respondent: STATE OF U.P. THROUGH PRIN. SECY. DEPTT. OF BASIC EDU. LKO.
Counsel (Pet.): IN PERSON
Counsel (Res.): C.S.C.
Category: Any Other Writ Petition Not Mentioned In The Code Book Any Other Writ Petition Not Mentioned In The Code Book-Any Other Writ Petition Not Mentioned In The Code Book
Date of Filing: 02/01/2012
Last Listed on: 22/02/2012 in CJ Court
Next Listing Date (Likely):-----
TUM LOGO KEWAL KISI TARAH SE EK BAAR SAHI MARKS LE AAYE
TO TGT PGT KYO NAHI NIKALTE
IAS PCS KYO NAHI NIKALTE
ABHEE APKA WELCOME
LUCKNOW DUOBLE BENCH MAI HOGA ( JANHIT YACHIKA KE ADHAR PAR )
aap logo ke jankari ke liye mai bata doo
ReplyDeleteNCTE NE Kabhee 100% weightage dene ke baat nahi ke
ye sirf state govt. ke upar choda gaya tha ki vo iska kitna weighate degi
SIRP UP MAI MAYA KE BHARST OFFICER NE PAISE KAMANE KE LIYE ISKO 100% WEIGHATE DIYA
JISKA PARIDAM MAYA SARKAR KO DENA PADA
MUSKAN JO BHEE HAI MUJHE NAHI LAGTA APKO SAHI NEW DETI HAI
AAJ YE KHUD KAHTI HAI CHAYAN KA ADHAR UP GOVT, KE PASS HOTA HAI
SEE THIS NEW
हालाँकि चयन करने वाले के पास चयन प्रणाली निर्धारित करने के अधिकार हैं ,
Muskaan ji hame ye bataye ki mere uptet mai 92 no hai. Aur obc art male hu. Mera kis prakar Chan hoga kya data spouse hai .
ReplyDeletekabhee up se bahar bhee dekho
ReplyDeletekya sabhee state walo ne
only state not central
isko 100% weightage diya
kua ke madak mat bano
sachai ko kabool karo
sabhee state ne only patrta mana hai
rajasthan
uttranchal
assam
punjab
haryana
guzrat
kyo na aap ek aur exam karane ke liye govt. par dabav dalte
tet tet ke rat laga rakhee hai
pata badi muskil se good marks aye hai
pata nahi dubara ayenge bhee ki nahi
dum hai to dubara exam karane ke lie andolan karo
tab to manta hoon ke wakai tet topar sahi hai
badi muskil hai bhai '
man ko sanjhana badi muskil hai
kahi dubara fail na ho jai
ka yogesh bhai bhang pi lia ho kya dubara exam ke lia paisa kahan se aaiega aap dogai kya aur kabhi aisa hua hai ki exam pass karne ke bad koi itna pagla jai ki mang kare once more again exam
ReplyDeleteARGR TET KI MERIT KO HI CHAYAN KA ADHAR BANYA JATA HAI TO NTT/BTC KO BHI CHAYNIT KARNA CHIYE KIUKI JISNE BHI TET PASS KIYA HAI VO AND CHAYAN KA ADAR TO TET MERIT HI AHI OR KAIYA CHHIYE ???????????????????????????????????????????????????????
ReplyDelete