See News :
टीईटी परीक्षा
सकारात्मक रुख के साथ फैसला दो मई तक सुरक्षित
नियम विरुद्ध निकाले गए भर्ती विज्ञापन को किया था चैलेंज
बड़ौत, जागरण कार्यालय : प्राथमिक विद्यालयों में शिक्षकों की 72,825 पदों पर भर्ती से संबंधित केस में इलाहाबाद हाइकोर्ट ने सकारात्मक रुख अपनाया है। सोमवार को आधे घंटे की सुनवाई के बाद न्यायमूर्ति अरुण टंडन ने अपना फैसला दो मई तक के लिए सुरक्षित रख लिया है। कोर्ट के सकारात्मक रुख से जहां शिक्षक भर्ती के बहाल होने के उम्मीद जगी है, वहीं केस लड़ रहे टीईटी उत्तीर्ण अभ्यर्थियों की बांछें खिल गई हैं।
अध्यापक सेवा नियमावली के विरुद्ध सक्षम अधिकारी द्वारा शिक्षक भर्ती का विज्ञापन जारी नहीं करने के मामले में हाइकोर्ट ने वादी-प्रतिवादी पक्ष को सुना। कोर्ट में मौजूद रहे टीईटी संघर्ष मोर्चा के जिला प्रभारी अनिल कुमार ने बताया कि न्यायमूर्ति अरुण टंडन ने वादी अधिवक्ता से पूछा कि उन्हें किस बात पर आपत्ति है। वादी अधिवक्ता ने बताया कि शिक्षक भर्ती का विज्ञापन सक्षम अधिकारी द्वारा जारी नहीं किया गया है, जो अध्यापक सेवा नियमावली (1961) के विरुद्ध है। इस पर कोर्ट ने वादी अधिवक्ता से पूछा कि क्या टीईटी के आधार पर बनाई जाने वाली मेरिट पर तो कोई ऐतराज नहीं है। वादी अधिवक्ता ने कहा कि टीईटी मेरिट को भर्ती का आधार बनाने पर कोई दिक्कत नहीं हैं। न्यायमूर्ति ने नियम के मुताबिक विज्ञापन जारी करने की बात कहते हुए अपना फैसला दो मई तक के लिए सुरक्षित रख लिया है। इधर, इस संबंध में सोमवार को मैनपुरी में जारी एक बयान में मुख्यमंत्री अखिलेश यादव ने कहा कि एक सप्ताह के अंदर टीईटी पर सरकार का रुख स्पष्ट कर दिया जाएगा। बहरहाल, हाई पावर कमेटी की जांच के बाद जहां टीईटी को निरस्त किए जाने की संस्तुति राज्य सरकार से की जा चुकी है, वहीं कोर्ट इतनी बड़ी तादाद में उत्तीर्ण अभ्यथिर्यों के प्रति सहानुभूति रुख अपनाते हुए इस भर्ती को रद करने के पक्ष में नहीं दिखाई दे रहा है।
----------------
As a blog writer, I persoanlly felt :-
Chyan ka aadhar sansodhit hone mein constitutional problem hai -
Matlab kisee ka paksh/hit sadhna, jabki game samapti par hai
-----------
Jabki vigapan ka mala doosra hai, ki vigapan kon jaree kare.
Aur ismen agar aage kee karyvahee BSA ka haath mein de dee jatee hai, to mala swat hal ho jayega
Abhee na to counsling huee hai/ na hee kisee ko niyukti patr deeye gaya hain.
Mehtvpoorn adhikaar baki hain.
akilesh ji k byaan k mutaabik ek hfte k andar jin logo ne gadbadi ki h un logo ko bahar nikaal kr bharti chaalu ho jaayegi
ReplyDeletekal post kar ke bataya gaya tha ki kapil ke wakil ko tet merit pe bhi aapatti thi. aur judge mahodaya ne use is mudde par balane se mana kar diya tha. kyon ki tet merit ka maamla pahale hi court sulajha chuka hai.
ReplyDeleteagar advt cancel nahi hota hai to jahir hai chyan tet par hi hoga. agar advt cancel hota hai ya sanshodhit kar ke naya nikalata hai to selection ka base change ho jayega. mamala fir court me jayega aur abaki saalon/kai years lagenge.
ReplyDeleteGr8 effort frm muskan ji for this news. Good
ReplyDeletekin se umeed krte ho ye to khud nakal mafia hai isliye ye acd se hi bharti krenge
ReplyDeletebilkul sahi
DeleteJo marksheet/ OMR fluid dwara change kee gayee hai,
ReplyDeleteUnko experts fluid remover ink dwara theek kar, manually bhee jaanch sakte hain,
-------------
Aur agar aise log pata pad gaye hain to dosheeyon ke virudd karyvahee kee janee chahiye.
27000 candidate ka matalab hai ki jarur gehun ke saath ghun bhi pis rahe hai.
DeleteAbsulatily u r right muskanji.
ReplyDeletemuskaan r u a bihari bala?
ReplyDeleteAb hamere judge ko bhi ehsas hai ki stay jaan bujhkar process rokne ke liye lagaya gaya .ab vigyapan rad ke chances kam hai agar kisi karanvas hota bhi hai to ham supreme court ka vikalp bhi khula rakhenge.
ReplyDeleteVIGYAPAN radd nahi hoga......
ReplyDeletehaan Sansodhan ho sakta hei.......
aur chayn ka aadhar bhi sansodhit ho sakata hai.
DeleteYe akhilesh australia ka pda h bdmashi kr rha pr nikay au lok sabha m pta chl jayega sb congress ki trh is ka v bura hal hoga agr tet merit n bni to
ReplyDeleteThis comment has been removed by the author.
ReplyDeleteYe akhilesh australia ka pda h bdmashi kr rha pr nikay au lok sabha m pta chl jayega sb congress ki trh is ka v bura hal hoga agr tet merit n bni to
ReplyDeleteThis comment has been removed by the author.
ReplyDeletekoi to bataye mera to tet me 112 aur acd 242 hi upar se(obc) freedomfighter mera kya chance hi plz batao
ReplyDeletetet sangharsh morcha jindabad
ReplyDelete27000 ko bahr kro aur niyukti prakriya bahal kro....jaldi
ReplyDeleteChyan ka aadhar sansodhit hone mein constitutional problem hai -
ReplyDeleteMatlab kisee ka paksh/hit sadhna, jabki game samapti par hai
-----------
Jabki vigapan, jo takneeki / logical ground par fansa hua hai.
Aur ismen agar aage kee karyvahee BSA ka haath mein de dee jatee hai, to mala swat hal ho jayega
Abhee na to counsling huee hai/ na hee kisee ko niyukti patr deeye gaya hain
97 numb. Par mera to nahi hoga main kya karu mujhko to samajh me nahi aa raha hai,
ReplyDeletehamid ji ho jayga khai na khai dont worry ,,,,,
ReplyDeletevgyapan me sanshodhan agar hoga to sirf is aashay ka jo kort ke samne hai, matlab sirf madhymik shiksha parishad sachiv ki jagah ye BSA ke taraf se, nyayayalay sanshodhan kane ko kahe to iska matlab ye to nahi ki kuchh bhi badal do, kewal "point in question" par discussion or decision hota hai, kal kort me jab kapil ke wakil ne "TET Vs Academik" ki bat uthai to judge ne use fatkartey hue kewal mudde par bahas karney ko kaha tha. Dont worry, sab thhek ho jayega, itna sabr kiya hai, ab 1 din aur sahi.
ReplyDeleteMuskan ji, please check your mail. I have sent some matter on the topic for publishing on blog. Thanks.
ReplyDelete@blog editor - Muskan
ReplyDeleteaap 2 type ki baat kyon karti hain ,upar likhe comment me ek jagah aapne likha hai ki game(chayan prakriya) samapti ki taraf hai
aur doosri taraf (vikyapan sanshodhan) aap kah rahi hain ki abhi hua hi kya hai na to couseling shru hui aur na hi abhi niyukti patra mile hain
aap logo ko misguide kar rahi hain
Mr Shyam Dev,
ReplyDeleteI am cecking your details and shortly publish it.
Thanks
@Meenu ji,
ReplyDeletePariksha ho chukee, niyam ban chuke the,
Ab TET merit holders eligible to ho chuke hain niyukti patr ke leeye, niyamanusaar.
Process is ending and in last phase.
Mujhe koee aapatti ya dusmani nahin Acadmic valon se, par agar rule nayee process ke leeye badle jaate to chances hain kee bhartee nahin atkegee
@muskaan ji
ReplyDeleteaapki jaankari ke liye bata doon ki
agar game me cheating hoti hai to game ko cancel ya dobara se shuru kiya jata hai "jabki aap ka kahna hai ki game/process start hone ke baad usme koi change nahi kiya ja sakta"
so pls improve ur common sense
Agar gaim me cheating hui hai to game dubahra se to ho sakta hai lekin game ke niyam nahi badal sakte .memu aap bhi apna comman sense improve kijiye
ReplyDeletemeenu bewkuf hai
ReplyDeleteSmile ke pillo chup raho
ReplyDelete@Meenu Ji, Aap do cheejon ko bina-vajah (pata nahi jaan-bujhkar ya anjane me) mix kar rahi/rahe hain. Agar Cheating ka koi tathakathit aarop hai bhi to TET par aur wo ek alag vishay hai. Is aarop ke sahi-galat paye jane par niyamanusar nirnay hoga. Yahan baat bhartee-prakriya ki process shuru hone ki ho rahi hai jiske shuru hone se pahle niyam ban gaye. Isme matra vigyapan ke BSA ke sthan par Madhyamik shiksha Parishad dwara nikale jane par aapatti ki gai hai na ki TET me hui tathakathit cheating ke adhar par bhrtee rokne ki yachika dayar ki gayi hai. Aap ise aur spasht roop se samajhna chahen to dhayn den ki TET is prakriya tak seemit nahi hai. Ye aapko ek arhata pradan karti hai jiske aadhar par aane wale 5 years tak teachers ke taur pe bhartee ke liye avedan kar saktey/sakti hain. TET-prakriya and Bhartee-prakriya alag-alag hain.Atah aap na jane kis adhar par TET par lage aaropon ko bhartee-prakriya se jod rahe/rahi hain? Atah yahan Muskan ji nahi, aap khud apne-aap ko misguide kar rahe/rahi hain. Ha, ye bhartee-prakriya radd ho saktee hai agar govt. pahle TET ko gadbadiyon ke aadhar par radd kare (jiske khilaf abhyarthiyon ko kort se nishchit raahat di jayegi) aur fir bhartee-prakriya me ek bhi aavedan vaidh TET-paased ka na ane ke karan bhartee nirast kare. Waise maine ye comment aapke liye kam, aapki bat se misguide aur confuse ho sakne wale friends ke liye likh raha hu kyunki aapko sahi-galat se nahi matlab nahi, aapko khud ko achchhi lagne wali bat ko jor se (bol letter me)kahna hai aur samney wale ko neecha dikhana hai.Meri bat kitni sahi hai kitni galat, iska fasla main sirf aap par nahi, apne baki mitro par chhodta hu, waise bhi ye purntaya mere niji vichar hai jise aapko apne vivekanusar dekhna hai. Dhanyavad!!!
ReplyDeleteWAH SHYAM DEV MISHRA JE
ReplyDeleteKITNE ASANI SE KAH DIYA TET KA ADHAR ( NCTE KE NIYMO KE ANUSAR HAI )
MERE SAWAL
1 KYA TET KA FORM BHARTE SAMAY ISKO AHRTA MANA GAYA THA
NAHI KEWAL EXAM SE 4 DIN PAHLE
TET KO ADHAR BANAYA GAYA THA ( KYA YE NIYAM VIRUDH NAHI THA )
2 ONLY STATE NOT CENTRAL ( KAHI NHEE ISKO 100% WEIGHTAGE NAHI DIYA GAYA ) KYO JAWAB DO
RAJASTHAN
HARYANA
UTTRAKHAND
GUJRAT
ASSAM
PUNJAB
3 JO HC NE TET KE FAVOUR MAI NIRNAY DIYE HAI VO SABHEE 8.02.12 YANI SANJAY MOHAN KE ARREST HONE SE PAHLE DIYE HAI )
4. LUCKNOW DUOBLE BENCH MAI ( PIL) YACHIKA ABHEE PENDING HAI JO TET MERIT KE KHILAF HAI SEE THIS CASE
टीईटी के आधार पर भर्ती मामले में जवाब तलब
(UPTET : Allahabad Highcourt : Seeking Clarification for Recruitment of PRT on the Basis of TET Exam)
लखनऊ : इलाहाबाद उच्च न्यायालय में शिक्षक पात्रता परीक्षा टीईटी के आधार पर शिक्षकों की भर्ती किए जाने संबंधी राज्य सरकार के शासनादेश को चुनौती देने वाली जनहित याचिका पर राज्य सरकार से जवाब तलब किया है। अगली सुनवाई नौ जनवरी को होगी। यह आदेश न्यायमूर्ति प्रदीपकांत व न्यायमूर्ति रितुराज अवस्थी की खंडपीठ ने याची कुलदीप श्रीवास्तव की ओर से दायर जनहित याचिका पर दिए हैं। जनहित याचिका में कहा गया कि राज्य सरकार द्वारा जारी शासनादेश विधि विरुद्ध हैं। इसे रद किया जाए। कहा गया शिक्षकों की भर्ती उत्तर प्रदेश बेसिक शिक्षक अध्यापक सेवा नियमावली के तहत की जानी चाहिए। याचिका में तर्क दिया गया है कि टीईटी केवल अध्यापकों की पात्रता तय करने के लिए है
News : Jagran (05.1.12)
HIGH COURT OF JUDICATURE AT ALLAHABAD, LUCKNOW BENCH ?Court No. - 1
Case :- MISC. BENCH No. - 25 of 2012
Petitioner :- Kuldeep Srivastava [P.I.L.] Civil
Respondent :- State Of U.P. Through Prin. Secy. Deptt. Of Basic Edu. Lko. Petitioner Counsel :- In Person
Respondent Counsel :- C.S.C.
Hon'ble Pradeep Kant,J.
Hon'ble Ritu Raj Awasthi,J.
As prayed, list on Monday i.e. 9.1.2012, as fresh.
Order Date :- 4.1.2012 MFA
****************
3.SELECTION on TET or TET+ACD
Misc. Bench : 25 of 2012 [Lucknow]
Petitioner: KULDEEP SRIVASTAVA [P.I.L.] CIVIL
Respondent: STATE OF U.P. THROUGH PRIN. SECY. DEPTT. OF BASIC EDU. LKO.
Counsel (Pet.): IN PERSON
Counsel (Res.): C.S.C.
Category: Any Other Writ Petition Not Mentioned In The Code Book Any Other Writ Petition Not Mentioned In The Code Book-Any Other Writ Petition Not Mentioned In The Code Book
Date of Filing: 02/01/2012
Last Listed on: 22/02/2012 in CJ Court
Next Listing Date (Likely):-----
TUM LOGO KEWAL KISI TARAH SE EK BAAR SAHI MARKS LE AAYE
TO TGT PGT KYO NAHI NIKALTE
IAS PCS KYO NAHI NIKALTE
ABHEE APKA WELCOME
LUCKNOW DUOBLE BENCH MAI HOGA ( JANHIT YACHIKA KE ADHAR PAR )
Tet k aadhar par niyukti ho to merit kitni low ho skti hai? 100 num se uper kitne log hain?
ReplyDeletekabhee up se bahar bhee dekho
ReplyDeletekya sabhee state walo ne
only state not central
isko 100% weightage diya
kua ke madak mat bano
sachai ko kabool karo
sabhee state ne only patrta mana hai
rajasthan
uttranchal
assam
punjab
haryana
guzrat
kyo na aap ek aur exam karane ke liye govt. par dabav dalte
tet tet ke rat laga rakhee hai
pata badi muskil se good marks aye hai
pata nahi dubara ayenge bhee ki nahi
dum hai to dubara exam karane ke lie andolan karo
tab to manta hoon ke wakai tet topar sahi hai
badi muskil hai bhai '
man ko sanjhana badi muskil hai
kahi dubara fail na ho jai
Ab kuch hak milne ki ummed hai
ReplyDeleteyogesh ji apko kitna support mil raha hai iss ..blog par...usse dekhte hue bhi sharam nahi aati aapko..mazak ban diya TET ko aap jaise logo ne..ab to apnr kutarko ko band karo bhai..
ReplyDelete