सहारनपुर। टीईटी पर अंतिम फैसला अब न्याय विभाग की राय पर लिया जायेगा। कानूनी पेचीदगियों से बचने के लिए सरकार द्वारा मामले को न्याय विभाग में भेजा गया है। माना जा रहा है कि अगले दस दिन में सरकार अपना निर्णय सुना देगी।
अध्यापक पात्रता परीक्षा को उठा तूफान अब थमने की ओर बढ़ रहा है। इसी के साथ परीक्षा में उत्तीर्ण रहे अभ्यर्थियों की बैचेनी बढ़ने लगी है। मामले में अभी तक जो किरण दिखाई दे रही है उसमें टीईटी की मेरिट के आधार पर नियुक्ति ही अन्य सभी विकल्पों पर भारी पड़ रही है। ऐसा किए जाने की स्थिति में कानूनी पेचीदगियों से निजात मिलने की संभावना है। उच्च पदस्थ सूत्रों का कहना है कि मामले में सरकार की ओर से निर्णय 15 मई को घोषित किए जाने के संकेत थे। लेकिन सलाहकार बोर्ड के सुझाव के बाद मामले को अंतिम रूप से न्याय विभाग के पास भेजने का निर्णय लिया गया। लखनऊ में एक सरकारी प्रवक्ता ने इस बात की पुष्टि भी की है। कि अब न्याय विभाग की राय के बाद ही अगला निर्णय लिया जायेगा। माना जा रहा है कि इस प्रक्रिया में थोड़ी देरी जरूर होगी लेकिन सारी उलझनों का निपटारा पहले ही कर लिया जायेगा।
सूत्रों का कहना है कि सरकार मामले में राजनैतिक नफे नुकसान को भी ध्यान में रखकर चल रही है। वह ऐसा कोई निर्णय नही लेगी जिससे एक बड़े वर्ग की नाराजगी उसे झेलनी पड़े।
News : Jagran (15.5.12)
Muskan ji,you are a great person.
ReplyDeleteINSHA ALLAH yahi news k mutabik aage ki karvahi ho.
ReplyDeleteSP govt janti hai ki ye tet
ReplyDeletemerit vale kiske sath the .
Or nihone chunav me
kya kar liye or age kya
kar paye ge ..bharti to
govt ke hisab se hogi
jaise acd+tet
Reply
sonu80900 Tuesday,
May 15, 2012 8:06:00 AM
or ha kisi bhi rajya ne tet
ko chayan ka athar nahi
mana hai yaha tak ki
uttarakhan me bhi tet ko
matr bharank mana gaya
hai .rahi baat maya govt
ke banaye niyam ki to
bahumat ki govt koi bhi
niyam bana ya hata sakti
hai
Sonu bhai bahumat hone per kya sarkar kya kuch bhi kar sakti hai kya wo aapki ya kisi ki ma bahen ko utha sakati hai saram karo yaar apne aap pe
DeleteSP govt janti hai ki ye tet
ReplyDeletemerit vale kiske sath the .
Or nihone chunav me
kya kar liye or age kya
kar paye ge ..bharti to
govt ke hisab se hogi
jaise acd+tet
Reply
sonu80900 Tuesday,
May 15, 2012 8:06:00 AM
or ha kisi bhi rajya ne tet
ko chayan ka athar nahi
mana hai yaha tak ki
uttarakhan me bhi tet ko
matr bharank mana gaya
hai .rahi baat maya govt
ke banaye niyam ki to
bahumat ki govt koi bhi
niyam bana ya hata sakti
hai
INSHAALLAH AAJ HMARE LIYA GOOD NEWS AAYGI
ReplyDeleteINSHAALLAH AAJ HMARE LIYA GOOD NEWS AAYGI
ReplyDeleteUPtet:
ReplyDeletechayan prakriya sp govt shai kah rahi hai acadmic+TET
or TET ke kuch % lelo like that 10 or 20 % jaise ki kvs hua hai abhi
its perfect way for UPtet....
ACadmic+TET(10 or 20% )
yah niyam sahi hai ...............
raj
JAI BAJRANG BALI
ReplyDelete@ AVDHESH JI
U R 100% RIGHT
ab to confirm aaj b date hi milegi coz govt phle 15 tak apna faisla dene wali thi to court ne b date 15 ki....aur ab govt 10 din baad faisla degi to confirm hai k court b 10-15 din aage ki date degi......logic hai na,,, if u agree wid me so pls comment and pls DONT ABUSE.....
ReplyDeleteU have a very good logic behind ur comment.Iam totally agree with u.
DeleteTET ke marks main se kuchh percent leker ACD ke sath merit honi chahiye...is se jyatar ko fayda hoga.
ReplyDeleteAvdesh & Vinayak Ji, Logic Mind se Lagaya karo, HC 25 se Summer Vacation par close ho raha hai to 10-15 din ki date HC kaise de sakta hai. 2nd baat ye isliye di gayi thi ki BTC/SBTC par Govt ka Rukh Spasht kiya jaye aur vo ho chuka hai ki BTC/SBTC ki Posting alag se ki jayegi.
ReplyDeleteI m totally agree with u.
Deleteसूत्रों का कहना है कि सरकार मामले में राजनैतिक नफे नुकसान को भी ध्यान में रखकर चल रही है। वह ऐसा कोई निर्णय नही लेगी जिससे एक बड़े वर्ग की नाराजगी उसे झेलनी पड़े।
ReplyDeletedosto yadi sutro ka kahna ki bada barg kee narajgee ja jhelni pade to bada barg to ACADMIC WALO KA HI BANTA HAI
ACADMIC WALO KO PURA SATH GOVT KA MILAGE
ACADMIC + TET SE HI BHARTI HOGI
jai bajrang wali
सूत्रों का कहना है कि सरकार मामले में राजनैतिक नफे नुकसान को भी ध्यान में रखकर चल रही है। वह ऐसा कोई निर्णय नही लेगी जिससे एक बड़े वर्ग की नाराजगी उसे झेलनी पड़े।
ReplyDeletedosto yadi sutro ka kahna ki bada barg kee narajgee ja jhelni pade to bada barg to ACADMIC WALO KA HI BANTA HAI
ACADMIC WALO KO PURA SATH GOVT KA MILAGE
ACADMIC + TET SE HI BHARTI HOGI
jai bajrang wali
सूत्रों का कहना है कि सरकार मामले में राजनैतिक नफे नुकसान को भी ध्यान में रखकर चल रही है। वह ऐसा कोई निर्णय नही लेगी जिससे एक बड़े वर्ग की नाराजगी उसे झेलनी पड़े।
ReplyDeletedosto yadi sutro ka kahna ki bada barg kee narajgee ja jhelni pade to bada barg to ACADMIC WALO KA HI BANTA HAI
ACADMIC WALO KO PURA SATH GOVT KA MILAGE
ACADMIC + TET SE HI BHARTI HOGI
jai bajrang wali
सूत्रों का कहना है कि सरकार मामले में राजनैतिक नफे नुकसान को भी ध्यान में रखकर चल रही है। वह ऐसा कोई निर्णय नही लेगी जिससे एक बड़े वर्ग की नाराजगी उसे झेलनी पड़े।
ReplyDeletedosto yadi sutro ka kahna ki bada barg kee narajgee ja jhelni pade to bada barg to ACADMIC WALO KA HI BANTA HAI
ACADMIC WALO KO PURA SATH GOVT KA MILAGE
ACADMIC + TET SE HI BHARTI HOGI
jai bajrang wali
Manoj Sharma Ji. Vigyapan aane ke baad jis-jis ko problem the TET Merit se un sab ne HC me Aapatti ki thi aur un sab ko HC ne Clarification ke saath Order bhi de diya hai. ACD Merit ke baare main yaha bolne se kuchh nahi hoga aur court me bol nahi sakte kyonki is pahle ni Nirnay ho chuka hai ki TET IS BEST for PRT. to ye bak-bak to band kar do aur agar tet fail ho to NEXT TET ki taiyari karo aur Pass ho to kis Zile me Number aata hai uska wait karo.
ReplyDeleteArun ji, I m already TET pass(118) but this is the demand of time not bak-bak.
DeleteKyun ki tet kewal patrata hai...phir bhi dekhte hai ACD se ho to bhi achha ya tet marit se ho to bhi achha kyun ki apni ACD bhi (250) hai.
This comment has been removed by the author.
ReplyDeleteADACMIC WALO KO NYAY VIBHAT SE JAROOR NYAY MILEGA
ReplyDeleteJAI HANUMAN
khisyani billi bilote to tet rankar wale bane huye hai
ReplyDeletejinke armaan par sp ke ate hi pani phir gaya
bada varg acadmic + tet jindabad
सूत्रों का कहना है कि सरकार मामले में राजनैतिक नफे नुकसान को भी ध्यान में रखकर चल रही है। वह ऐसा कोई निर्णय नही लेगी जिससे एक बड़े वर्ग की नाराजगी उसे झेलनी पड़े।
dosto yadi sutro ka kahna ki bada barg kee narajgee ja jhelni pade to bada barg to ACADMIC WALO KA HI BANTA HAI
ACADMIC WALO KO PURA SATH GOVT KA MILAGE
ACADMIC + TET SE HI BHARTI HOGI
jai bajrang wali
Abe uloo bara barg to fail valo ka ha
DeleteIska matlab ki chayan fail valo ka hoga
DeleteTet bhaiyon kuch acd wale dhamki bhare phone calls kar rahen hai ladkiyon se galat sahi comment karake jab hum loge reply de dete hai to unke log dhamki bhare phone karte hai aap log batayen kya kiya jaye ayese longon ka
ReplyDeleteAcadmic valo suno yadi Up me v bihar ki tarah paper thoda kgthin aa jata to tum log sab gayab ho jate bas tet vale hi bachate or tum apna acadmic laker gana gate rahte vo to mayavti ne aasan paper dekar tum logo km pass kara diya TET ki baddua lagi or chali gaee or dusari bat ki tum sabhi TET ka sath do nahi to vigyapan nirust hone par TET v nirurst ho jayega or agli bar bihar ki tarah paper aayega or acadmic laker ghumate rahna or prt me bed ko mauka v nahi milega
ReplyDeleteHI,
ReplyDeleteSUTRO KE ANUSHAR KISI KO NARAJ NAHI KARNE KE LIYE MERIT ACADEMIC+ TET KE BASIS PER BANAI JANI CHAHIYE JISHSHE KI SAHI LOGO KA CHYAN HO SAKE
THANKS
R.S.YADAV
merit acd+tet ki banani chahiye swatantra goswami tetmarks 105 and acd 235
ReplyDeleteD.k
ReplyDeleteACC ZINDABAD
D.k
ReplyDeleteACC ZINDABAD
muskan jee blog update kariye swatantra goswami
ReplyDeletePramod Pandey > UPTET &
ReplyDeleteAppointment as Primary
Teachers
MITRON SADAR NAMASKAR..
AAJ MAI TET KE MATTER KO
LEKAR SC
KI LEGAL ADVISARY
COMMETTE KE
PASS GAYA MERI SARI BATE
SUNANE
KE BAD COMMETTEE MEMBER
SURPRISED THE KI KIS LEGAL
POINT KE
ADHAR PAR JUDGE
MAHODAY NE ISS
PAR ROK LAGA RAKHI HAI
UNHONE
MUJHE WAKALT NAMA
APPLICATION
FORM DIYA OUR KAHA KI
AAP ISSE
COMPLETE KARKE JITNI JALDI
HO SAKE
SC ME FILE KAREN...ISS
BHARTI PAR
LAGI ROK PAHLI YA DOOSARI
SUNWAI
ME HI HAT JAYEGI OUR
MERIT KO
CHANGE KARANA ASANBHAV
BATAYA ...AAJ MUJHE AISA
LAGA JAISE
SC ISS DHARTI PAR
BHAGWAN KA
DOOSARA ROOP HAI ...ISS
SABKE LIYE
MAI GANESH DIXIT SIR ,AJAY
SIR.TATHA
MANOJ KUMAR GUPTA
SAHARAN PUR.
KA HARDIK DHANAY BAD
KARANA
CHAHTA HUN IN MITRON KE
MOTIVATION SE HI WAHA
TAK
PAHUNCH PAYA ....WAHA
JANE KE BAD
MUJHE ISS SACCHAI KA PATA
LAGA KI
KOI BHI CASE KAHI CHAL
RAHA HO
USKE AGAINST SC ME APIL KI
JA
SAKTI ...JAY HIND JAY
BHARAT..
merit is final
ReplyDeletebhartee tet kee merit par hee hogee isme shanshodhan karna asambhav hai kyon ki niyam khel ke pahle banaye jaate hain khel shooru hone ke baad nahee yahhee naisargik (prakritik) nyaay hai isme court bhee sanshodhan nahee kar saktee kyonki nyay hone ke saath hee nyaay hona prateet bhee hona chahiye nahee to logon ka vishvaas nyaay se utha jaayega aur nyaay paane ke liye log naksaliyon aur atankiyon ke tarah galat aur gairkanooni tareeka istemaal karne lagenge jisase arajakta hee phailegee jo ki koyee bhee sarkaar nahee chahegee. Mukhtar Ahmad Ambedkarnagar 08004057486 muskaan jee please publish this blog on website.
ReplyDeleteyadi sarkaar sahee tareeke se imaandaari se bhartee karna chahtee hai to sabhee tet pass abhyarthiyon ka 72825 tak kaa merit banaa le fir chaahe tet kee merit se bhartee kare ya acadmic kee ya dono ko mila kar isase samjwadee partee ka ghosna patra bhee lagoo ho jayega court bhee sahmat ho jayegee aur bachhe bhee khush ho jayenge.is sanshodhan ke liye court ka aadesh ke mohar hone par koi ise chailenge nahee karega aur saanp beee mar jayega lathee bhee nahee tootegee aur jo anda chaat valon ko tet ke baare me jaankaaree ho gayee hai vo bhee khush ho jayenge . Mukhtar Ahmad Ambedkarnagar 08004057486
ReplyDeletebhartee t.e.t. kee merit se hee hogee kyonki niyam khel ke pahle banaye jate hain khel shuroo hone ke baad nahee yahee naisargik (prakritik)nyaay hai isme cour bhee koi shanshodhan nahee kar saktee kyonki nyaay hone ke saath saath nyaay hona prateet bhee hona chahiye nahee to janta ka vishvaas court se uth jayega tab log nyaay paane ke liye naksaliyon aur atankiyon kee tarah galat aur gairkanoonee tareeke se nyaay pane ka rasta akhtiyaar kar lenge jisae chaaro taraf araajakta hee failegee jise koi bhee sarkar nahee chahegee. Mukhtar Ahmad Ambedkarnagar 08004057486.

ReplyDelete