सरकारी नौकरी शिक्षक भर्ती/नियुक्ति परिणाम / टीईटी Sarkari Naukri Recruitment/Appointment Result. Latest/Updated News - UPTET, CTET, BETET, RTET, APTET, TET (Teacher Eligibility Test) Merit/Counselling for Primary Teacher(PRT) of various state government including UP, Bihar
Tuesday, January 15, 2013
BETET : Untrained Teacher Seeks Relaxation from NCTE
15 comments:
Please do not use abusive/gali comment to hurt anybody OR to any authority. You can use moderated way to express your openion/anger. Express your views Intelligenly, So that Other can take it Seriously.
कृपया ध्यान रखें: अपनी राय देते समय अभद्र शब्द या भाषा का प्रयोग न करें। अभद्र शब्दों या भाषा का इस्तेमाल आपको इस साइट पर राय देने से प्रतिबंधित किए जाने का कारण बन सकता है। टिप्पणी लेखक का व्यक्तिगत विचार है और इसका संपादकीय नीति से कोई संबंध नहीं है। प्रासंगिक टिप्पणियां प्रकाशित की जाएंगी।
Dosto GEN.58 ka koe chance h kahi bhi pls reply karke bata do....
ReplyDeleteLAKHIMPUR SE 90%
ReplyDeletePls koi batao yarr 57.78 kA chances kha se hai .aur kitna
ReplyDeleteGeneral ka 57.78 ka chance kha se hai aur kitna
ReplyDeletehi
ReplyDeletei am 61.5
ReplyDeletei am ignou bed kya mera manya hoga
ReplyDeletewait karna padega
ReplyDeletei am 61.5
ReplyDeleteMera 63.67 gorakhpur me kya chance hai.
ReplyDeleteab to aur bhi clear ho gaya hai na ?
ReplyDeleteBharti niyamo ke anusaar "soochna chhipa kar" TET pass karne wale abhyarthiyon ko baahar karne ki taiyari................DAINIK JAGARAN - KANPUR page No.- 11**************************************shad8762@gmail.com(FACEBOOK)........ cntct- 09307476428
Hi Frndz !.....
ReplyDeleteAb to kuchh samajhiye aap loggg****
1- 40+ age walon ko raahat ...unke aavedan maanya
2- High Court ke aadesh par SCERT me puraane aavedan ki detail bhejne waalon ko bhi raahat ....unke aavedan bhi maanya
3- AAJ 16.01.2013 KO HIGH COURT ME TET BHARTI SE RELATED BAAKI SABHI WRIT "KHAAAAARIJ" !!!!!!
4- Jin sabhi ki writ khaarij hui hai ...unhe court ne Double Bench me appeal (yadi wo karna chaahen) to 30 din ka samay ........
5- TET wtg se related koi case ab nahi bacha****************shad8762@gmail.com(FACEBOOK).......cntct- 9307476428
Hi TET frndz ! I am Shadab Alam from Kanpur ....my UPTET marks (Ist ppr 126/150 , IInd ppr 120/150))........CTET marks(Ist ppr 99/150 , IInd ppr 100/150)............I am a GEN cnddt having GUDAANK 60.4 ***************************ab kaam ki baat ....................
ReplyDeleteabhi tak HC me jo kuchh hua, aur newspapers me jo bhi aaya un sab ka analysis karne ke baad mai kah sakta hoon k-----------------------------------------------------
1- HC ne TET merit ki maang KHAARIJ ki
2- PRMRY teacher banne ke liye har haal me TET pass karna ANIVAARYA
3- HC ne Shulk 500 Rs. se 50 Rs. karne ki maang KHAARIJ ki
4- HC ne (18-21) aur 40+ age walo ke aavedan maanya kiye
5- HC ne age relaxation paane walo ko 21 Jan 2013 tak praarthna patr bhejne ke liye kaha (AAVEDAN NAHI)
6- Jin logo ne HC ke aadesh se puraane aavedano ki copy SCERT ko 31.12.12 tak bheji thi unke aavedan bhi maanya
7- Bharti ke niyamo ke anusar "soochna chhipa kar" TET pass karne walo ko baahar karne ki taiyaari
8- 72825 shikshko ki bharti me "shikshamitro" ki 10% KOTE ki maang khaarij
9- Is bharti me 2011-12 session ke B.Ed. pass abhyarthi baahar
10- TET exam me 83-89 no. se qualified OBC abhyarthiyon ko OBC kote ka laabh dobaara nahi milega
11- Wo sabhi log jinki yaachikaaen KHAARIJ ki ja chuki hain , DB me 30 dino ke andar appeal kar sakte hain ....un sab ke liye ye aakhri mauka hoga **********************************************************
MERE JIN FRNDZ KO MERE ANALYSIS SE AETRAAZ HO TO WO IN ANALYSIS PAR BILKUL BHI VISHWAAS NA KAREN AUR SWAYAM HI SATYA KA PATA LAGAAYEN .......THANKS.............shad8762@gmail.com(FACEBOOK).............cntct-9307476428
"Hindustan Paper ki news se aap log kyo pareshaan hain ? "..............
ReplyDeleteZara sochiye kya ye possible hai /.......aur apni akal lagaaiye !........ 2 dino me hi clear ho jaaega ke ye news kiske liye hai .....Hindustaan wale ne to sab ke dilo ki dhadkane badhaa di ....hahhahahaa.......shad8762@gmail.com(FACEBOOK)....cntct- 9307476428
Hi TET Frndz !
ReplyDelete"EK BAR PHIR COURT NE BADLA PAALA"
****************************
TWO OPPOSITE DECISION EK SAATH------ SAB KUCHH ANISHCHIT----- SAB KUCHH DOUBTFUL*********
Ab aap dekhiye ke High Court ne ye kya kiya***
1- TET Anivaarya hoga (Dainik Jagaran Kanpur - Front Page)
2- B.T.C. kare ya Vishisht B.T.C. , Bina TET pass kare koi bhi teacher nahi ban sakta (Dainik Jagaran Kanpur - Front Page)
3- High Court ne TET par lagaayi Muhar (Dainik Jagaran Kanpur - Page No-11)
4-Sabh B.Ed. degree dharak 72825 post par aavedan kar sakte hain (Dainik Jagaran Kanpur - Page No-11)
5- Govmnt. 15 dino ke andar sabhi B.Ed. dhaarako se aavedan maange (Dainik Jagaran Kanpur - Page No-11)
6- Ye B.Ed. dhaarako ko PRIMARY TEACHER banne ka aakhri mauka (Dainik Jagaran Kanpur - Page No-11)
7- Naye B.Ed. dhaarak PRIMARY TEACHER nahi ban sakenge (Dainik Jagaran Kanpur - Page No-11)
TO AB SAB KUCHH ANISHCHIT----- SAB KUCHH DOUBTFUL..........AAGE AAGE DEKHIYE HOTA HAI KYA.......shad8762@gmail.com(FACEBOOK).......cntct- 9307476428