Some people said any graduate is eliginble, When I checked qualification, I found -
B. Com Qualification is niyam se add ho gayee - http://www.ncte-india.org/notification%2029APRIL2011.pdf
Source : http://www.ncte-india.org/Norms/RTE-3.pdf
I found after some time amended notification for graduate also comes, see here -
http://www.ncte-india.org/Norms/RTE-4.pdf ( Graduation word at page no. 4)
*****************************************************
Some candidates are discussing that B. Ed 2012 are OUT. But How / Why ?
Jo log keh rahe hain kee 2012 vale out. I am not sure about this. (Kisee bhee sambhavna se inkaar to nahin kiya ja sakta).
I think - Agar Purana vala advt. exist hotaa tab to 2012 vale out the. Lekin advt. badal gayaa, usmen aur bhee naye log jude including CTET qualified candidates etc.
TET ke leeye B.Ed etc. appearing is required. Ab yeh clear nahin kee exam appearing vale appraring. Jo bhee log FINAL YEAR mein hain, ve B.Ed appearing mein hee to aayenge.
Koee mujhe tarkon / niyamon dwara bataye kee aisa kaise ho sakta hai.
Haan sarkaar / court , agar purane advt. kee baat maante hue. 30.11.2011 tak B. Ed karne vaalon kee chance de saktee hai. Kyonki Nokri ke leeye Degree aavashyak hai. Parantu is advt. tak ve qualify ho chuke hain to 5.12.12 kee condition lagu hongee.
HOW CAN 2012 is EXCLUDED ????
You can explain / Share your views through COMMENTS.
HA HA HA HA HA HA HA
ReplyDeleteTETIONS HAR KAR BHI JEET GAYE
AUR ONLYACADEMIC SUPPORTER JEET KAR BHI HAR GAYE.
BECAUSE IS BHARTI ME JIS TARAH MERIT KA RUJHAN AYA HAI USASE SAF LAF RAHA HAI KI GEN 63 OBC 61 AUR SE 58 SE NEECHE NAHINAAYEGI.
AUR ITNI MERIT WALE JYADATAR CBSE B.TECH. B.C.A. JUGAD WALE YA OTHER STATE KE HAIN AUR INHE AB SELECT HONE SE KOEE NAHI ROK SAKTA.
MAIN YE BAAT SUROO SE JAN RAHA THA BUT KUCHH SWARTHIYON NE AUR SARKAR KE PITHTHUON NE KEWAL MANMANI HI KEE HAI JISKI SAJA 180000 SE JYADA YOGYA TEACHER BHUGTENGE WE AB AAJIWAN PRT TEACHER NAHIN BAN SAKENGE!!!
DOSTO TET KO KOEE IMPORTANCE NA MILNA UPTET KE ITIHAS KA BADNUMA DAAG HAI JO KABHI NAHIN CHOOTEGA.
ABHI BHI YADI SAMOOHIK PRYAS KIYA JAYE TO TET KA KHOYA HUA GAURAV WAPAS DILYA JA SAKTA HAI TET KO 50 TO 100% WIETAGE DILWA KAR.
DOSTO ANDOLAN KARIYE AUR S.C. ME WRIT DALIYE BECAUSE YE LOKTANTRA HAI APNA HAK LENE KE LIYE SHIKSHHAMITRON SE SEEKHO LOKTANTRA ME JO JITNA JYADA CHEEKH-CHILLA LETA HAI USKI UTNI HI SUNI JATI HAI.
PLZ SEND IT IN CHATBOX AND http://www.facebook.com/pages/Uptet-News/290544790997032
sunil ji apne theek kaha ye sara kara dhara acdmc walo ka hai warna aj ek sal ho gya hota nokri krte hue.shayad ap log ni jante aur kch log jan kr khush bi na ho k hamare tet samarthak dost ab tk tet mrt k liye lad rahe hain.aur wo ye ladai SC tk le gye hain.hamre case ki special sunwai monday ko hai.i still blv that tet mrt win at the end aur ap bi dua karo.tet mrt zindabad.
Deletehi friends, dist. sant kabeer nagar me total 800 seat hai jis hisab se ph orthopadic ki 8 seat honi chahiye lekin cutt off me nil de rahe hai maine amar ujala me dekha hai. esha kyu kiya gaya hai.agar kisi bhai ko cear ho to jaroor bataye
ReplyDeletenon tet bale bed degree dhark jada se jada senkhya me anischit kaleen ansan par lucknow vidhanshawha pauchey.03/01/13 se anischit kaleen tak.9005804979, 9758196483,9838334274,9758146725,9919373756,9452939915,8765219022
ReplyDeletenon tet bale bed degree dhark jada se jada senkhya me anischit kaleen ansan par lucknow vidhanshawha pauchey.03/01/13 se anischit kaleen tak.9005804979, 9758196483,9838334274,9758146725,9919373756,9452939915,8765219022
ReplyDeletenon tet bale bed degree dhark jada se jada senkhya me anischit kaleen ansan par lucknow vidhanshawha pauchey.03/01/13 se anischit kaleen tak.9005804979, 9758196483,9838334274,9758146725,9919373756,9452939915,8765219022
ReplyDeleteBREAKING NEWS -----TET SOFTWARE ME 1.GUNAK SYSTEM GALAT HAI
ReplyDelete2.DOB KO PRIYORITY NAHIN MILI HAI
3. UP BOARD WALON KI BEHAD KAMI
4. SEE LAKHIMPUR MERIT PDF.
HI,
ReplyDeleteWE HAVE NO OBJECTION FOR ACADEMIC MERIT BUT WE WANTS THAT THE B-ED PRACTICAL NUMBER SHOULD NOT BE CONSIDER IN MERIT BECAUSE SOME OF THE RICH & POWER FULL CANDIDATES HAS TAKEN MORE MARKS BY USING WEALTH & POWER. OR B-ED PRACTICAL NUMBER SHOULD BE FIX FOR IST ,IIND & THIRD CATEGORY.
FOR EXAMPLE A PERSON WHO IS GETTING 50 TO 54 % IN THEORY BUT AFTER INCLUDING PRATICAL NUMBER HIS TOTAL IS BEING 75 TO 80 % SO THE MERIT IS GOING HIGH. SO PRACTICAL NUMBER SHOUL NOT CONSIDER OR IT SHOULD BE A FIXED NUMBER.
THANKS
R.S.YADAV