/* remove this */ Blogger Widgets /* remove this */

Friday, January 18, 2013

UPTET : Teacher Recruitment , B. Ed 2012 is also Eligible

UPTET : Teacher Recruitment , B. Ed 2012 is also Eligible

*******************
To Join My Group on Facebook, Click Here ->>>> 

*******************




B. Ed 2012 ke against case kharij.
matlab B. Ed 2012 vale bhee eligible hain


See case details (Aaap apnaa interpretation / vyakhya bhee de sakte hain )
**************************

HIGH COURT OF JUDICATURE AT ALLAHABAD

?Court No. - 30

Case :- WRIT - A No. - 2876 of 2013

Petitioner :- Ran Vijay Singh
Respondent :- State Of U.P.Thru Secy & Ors.
Petitioner Counsel :- Seemant Singh
Respondent Counsel :- C.S.C.,A.K.Yadav

Hon'ble V.K. Shukla,J.
Petitioner before this Court is contending that the candidates who are not entitled to appear in U.P. Teacher Eligibility Test Examination 2011, they have been allowed to appear and they have also been issued certificates of U.P. Teacher Eligibility Test Examination 2011 by Madhyamik Shiksha Parishad and further zone of consideration in question has been extended.
Petitioner submits that had the advertisement dated 30th October, 2011 has not been set-aside by this Court, then the said incumbents could not have applied for consideration of their candidature but on account of the issuing of the fresh advertisement dated 7th December, 2012 the State Government has treated them eligible and considered their application forms illegally without any legal basis.
Once the State Government has taken a policy decision and has permitted all these candidates to undertake and apply for consideration of their candidature, then petitioner legitimately can have no grievance on the said score once it is in the realm of policy decision. 
Consequently, writ petition is dismissed.
Order Date :- 18.1.2013
Shekhar
Source : http://elegalix.allahabadhighcourt.in/elegalix/WebShowJudgment.do?judgmentID=2317603




38 comments:

  1. dekh rahe ho dosto ye sarkar kitna galat kar rahi hai, jin logon ne pehle TET kiya aur baad me B.Ed, unhe bhi iss bharti me allowed kar rahi hai... ye to sara sar anyaay hai hum logon par.

    ReplyDelete
    Replies
    1. अमित अब तुम जाओ रिट डालने

      Delete
  2. IS POORI PROBLEM KA HAL YE HAI KI TET+GUNANK MERIT BANA DI JAYE FIR CHAHE NON TET AAYEN YA NON B.ED. SELECT KEWAL TET PASS HI HONGE.

    ReplyDelete
  3. AREY BLOG EDITOR JI MUJHE TO BAS YEHI SAMAJH ME AA RAHA HAI CLAUSE 3 SE KI JO B.ED WALE LOG HAI WO SIRF 1-JAN-2012 TAK HI MANYA THE 1-5 TEACHERS K LIYE PER AB VO DATE EXTEND KAR KE 14-MARCH 2014 KAR DI HAI...... ISKA MATLAB YE NAHI KI UNKO TET KARNA COMPULSORY NAHI HAI...............!!!!!!!!! ISKE BAAD YE JOB SIRF AUR SIRF ELEMENTRY EDUCATION PAANE WALE KE LIYE REH JAYEGI MEANS "ONLY FOR BTC HOLDERS NOT FOR B.ED" SEEDHI SI BAAT PEHLE B.ED WALE 1 JAN 2012 TAK ELIGIBLE THE AUR AB 14-MARCH-2014 TAK BUT ONLY WID QUALIFICATION OF TET BAS ITNA HE HAI ISSE JYADA KUCH NAHI..................!!!!!!!!!

    ReplyDelete
  4. please help

    maine uptet 2011 ka AVEDAN bhara hai ,
    jisme maine PHOTO ID PROOF me BANK PASS BOOK option choose kiya hai ,
    PHOTO ID PROOF NO. me maine A/C no mention kiya but,
    usme space kam hone se A/C no ka ek last digit print out me nahi aaya ,
    so iss condition me FV DEVIT use karna hai ya kya karna hai ?

    please help

    ReplyDelete
  5. HELLOOOOOO SONIA R U THERE???????????

    ReplyDelete
  6. DEKHO SONIA MUJHE AISA LAGTA HAI KI AAP NE NO. TO POORA BHARA HOGA YANI PER EK NO. SIRF PRINT OUT ME SHOW NAHI HO RAHA HOGA AGAR AISA HAI TO USSE GHABRANE WALI KOI BAAT NAHI HAI BCOZ WO UNKE DATA BASE ME REHTA HAI PER PRINTOUT ME SHOW NAHI HOGA..................

    ReplyDelete
  7. This comment has been removed by the author.

    ReplyDelete
  8. **KHUSHKHABRI** 2012 B.ED. WALE BHI ELEGIBLE HAI MAINE PEHLE HE KAHA THA KI BLOG PAR COMENT KARNE SE KOI BAHAR NAHI HO JAYEGA

    ReplyDelete
    Replies
    1. अब अगर ब्लाग पर किसी ने यह कह दिया कि बी एड 2012 वाले बाहर है तो उसकी माँ बहन चोद दी जायेगी

      Delete
  9. FRINDS APNE KRODH KO GALI ME KYO NIKAL RAHE HO,HUM SABHI BHAR HONE VALE HE HINDUSTAN NEWS ADHEKAREO SE BAT KAR KAL KI BAT PAR KAYAM HE.AAJ USNE KHA HE KI SARKAR BECKFUT PAR HE ,NEYAMAWALI KE SANSODHAN KA VICHAR KAR RAHI HE

    ReplyDelete
  10. YAR KYA AB BHE NAHI LAGTA KE SAB KUCH SARKAR KE ACORDING CHAL RAHA HE.JAB TANDAN NE KHA KI OVERAGE KE PURNE FORM YA NEW AAVEDAN KARE JAYE TO SARKAR D.B. ME JANE KA PARCHAR KARTI HE.JAB SABHI BED VOLO KO ADJUST KARNE KO KHYA GYA TO VICHAR KARNE KO KHETE HE.MENE KAL HE ISPAST KYA THA KI SARKAR KO 2014 AND 900 CRORE Rs SE MATLAB HE N KI ACD YA TET SE

    ReplyDelete
  11. AB AAPKE PAS DO RASTE HE 1.SABHI EKJUT HO KAR S.COURT ME JAYE.2.JIS PARKAR TET SUPPORTER NE LUCKNOW ME LATHE KHAE THE US PARKAR AAP BHE EK BADE AANDPLAN KA PARYAS KRE. "BEST OF LUCK"

    ReplyDelete
  12. Kyo MUSKAN
    AB BLOG PAR gaali wale sbd aap ko dikhai bhi nahi dete hai.

    ReplyDelete
  13. नए विज्ञापन में पात्र हुए लोगों के खिलाफहाईकोर्ट में याचिका
    सहायक अध्यापक भर्ती से बाहर रखने की मांग खारिज
    • अमर उजाला ब्यूरो
    इलाहाबाद। हाईकोर्ट ने सहायक अध्यापक भर्ती के लिए जारी संशोधित विज्ञापन से पात्रता की सीमा में आए नए लोगों को भर्ती प्रक्रिया से बाहर रखने की मांग में दाखिल याचिका खारिज करते हुए सरकार के नीतिगत निर्णय में हस्तक्षेप करने से इनकार कर दिया है। रणविजय सिंह द्वारा दाखिल याचिका में कहा गया है कि ऐसे अभ्यर्थी जो पहले टीईटी में शामिल होने के लिए पात्र नहीं थे और जिनको बाद में टीईटी में शामिल करके प्रमाणपत्र दिया गया अब सात दिसंबर 2012 को जारी विज्ञापन से सहायक अध्यापक भर्ती में आवेदन करने के लिए पात्र हो गए हैं। याची का कहना था कि प्रदेश सरकार ने इन लोगों का आवेदन पत्र अवैधानिक तरीके से स्वीकार किया है। ऐसा करने का कोई वैधानिक अधिकार नहीं है। कोर्ट ने कहा कि राज्य सरकार ने नीतिगत निर्णय लेते हुए इन अभ्यर्थियों को भर्ती प्रक्रिया में शामिल किया है। इसलिए याची को शिकायत करने का अधिकार नहीं रह जाता है क्योंकि सरकार को नीतिगत निर्णय लेने का अधिकार है। कोर्ट ने याचिका खारिज कर दी।
    BHUPENDRA
    8869855967
    MORADABAD

    ReplyDelete
  14. VIGYAPTI
    jin abhyarthiyo ne online awedan me hui trutiyo ko dur karne ke liye speed post ya ordinary post se ya seedh apna pratyvedan bhej kar trutiyo ko theek karne ka nivedan kiya hai unhe suchit kiya jata hai ki online avedan ki trutiyo ko is prakar shudh nahi kiya ja sakta aur unke is ashay se preshit samast avedan patra amanya samjhe jayenge
    BSA LAKHIMPUR KHIRI
    SOURCE: HINDUSTAN LUCKNOW PAGE 15
    UMASHANKAR
    9058749811
    MORADABAD

    ReplyDelete
  15. शिक्षक भर्ती प्रक्रिया में ओवरएज वालों को शामिल करने संबंधी हाईकोर्ट के आदेश के खिलाफ विशेष अपील करने पर विचार किया जा रहा है। पर इस पर अंतिम निर्णय बेसिक शिक्षा मंत्री रामगोविंद चौधरी करेंगे। बेसिक शिक्षा विभाग का मानना है कि बेसिक शिक्षा अध्यापक सेवा नियमावली में शिक्षक रखने की अधिकतम आयु सीमा 40 वर्ष है। वर्ष 2011 में 72 हजार 825 शिक्षकों की भर्ती के लिए मांगे गए आवेदन का रद कर दिया गया है। इस स्थिति ऐसे आवेदकों का दावा नहीं बरता है

    ReplyDelete
  16. Akhir ham jet gye.. Tet fail morcha vijye ho chuka hai.

    ReplyDelete
  17. Ab bharti ka bharta ban chuka hai, sb log kha lo.

    ReplyDelete
  18. IS POORI PROBLEM KA HAL YE HAI KI TET+GUNANK MERIT BANA DI JAYE FIR CHAHE NON TET AAYEN YA NON B.ED. SELECT KEWAL TET PASS HI HONGE.

    ReplyDelete
  19. ABHI BHI MAUKA HAI GUNANK AUR TET WALO EK HO JAO AUR NON TET KO BHAGAO IS POORI PROBLEM KA HAL YE HAI KI TET+GUNANK MERIT BANA DI JAYE FIR CHAHE NON TET AAYEN YA NON B.ED. SELECT KEWAL TET PASS HI HONGE.

    ReplyDelete
  20. Akhir nyay vibhag ko kya ho gya hai, 1 juge kahta hai tet anivary, 2 judge kahta hai bina tet bharti.. Kya sb kuch juge hi krege to gov kya kregi.

    ReplyDelete
  21. Are yar hmare ek hone se kya hoga, jb hmare juge hi ek mat nhi hai, bar bar writ dalkr is bhrti ka bhrta bn chuka hai.

    ReplyDelete
  22. Akhir प्रशिझु शिझक pd k liye bina tet wale kaise samil ho sakte hai, agar eaisa hota hai ho vigyapn radd krk vbtc ka add nikalna hoga, kyu ki bina tet k joining nhi di sakti.

    ReplyDelete
  23. a v. good mng dosto,,,,
    Chhoti si baat,,,
    Dosto thoda sa aapse baat karke me bhi apna mind light kar lu,,
    me kafi positive hu aur kosis karta hu aao ko bhi positive rakhu lekin ye sab tabh samnbhav hota jab sab kuch sahi ho, ek baat kamal ki samne aayi hai jo log vbtc kar chuke aur jab unhone vbtc ki thi tab tet ka GO b nhi tha aur wo B.ed. Pass bhi hai, kuch log btc pass hai unke kuch sathi ki joining bhi ho gayi kisi karan wo joining nhi le paye the,, to unke liye TET anivarya hai, sath me hi news aa rahi hai ki tet pass candidate uplabdh nhi hai aur school me teacher ki kami ko dekhte hue bina tet pass b.ed ko samil kiya jaye matlab jo 290000 log tet pass hai wo dikhai ne de rahe kya high court ko,, aur fir gov shant hai,, matlab kami teacher ki nahi hai kami hai sirf VOTE BANK ki gov ko apna vote bank pura karna hai, teacher bharti nhi karne hai,, varna ye bharti 2011 me hi puri ho jati,, hum sab aapas me dushman ban gaye hai bas,, varna jis base se bhi hoti, bharti bas ho jati,, ab ek nayi dusmani paida ho gayi non tet group,, lekin dosto agar sab kuch aisa hi raha to ye bharti kabhi bhi nhi ho payegi,, hum log pahle sirf do group me the ek tet base merit dusra acadmic merit,, lekin ab sab chahte the ki bharti ho jaye,, aap hi dekhlo ki ab hum kitni jagah divide kiye ja chuke hai,, ye angrejo ki neeti apnakar raaj kar rahe hai foot dalo raaj karo,, kya ab bhi spasth nhi hai ki Gov aur high court jarur milkar baat karte hai ki is bharti ko aise mod par laya jaye,,, janha bharti hona sambhav na,, aur jo gov. chahti hai ki ye next loksabha election tak jaye vaisa hi ho jayega,, aisa lagta abhi aur bhi bhut sari writ ho sakti hai,, jin par faisla aana hai,, ab hum yadi ye kahenge ki bina tet ko add na kiya jaye,, jo tet fail hai wo taiyar hai ki kyo na kiya jaye hume bhi to gov. job chahiye,, ab sayad hume dstrb hona chahiye ya fir shant baithkar drama dekhna chahiye kyoki HC ME WRIT ki koi kami nhi hai jo hum bhi aur writ dale,,, bas last me daal denge jab bharti ho jayegi,, ki ye sab jo bharti kiye gaye hai valid nhi hai sahi jarurat to graduate ko hai,, unka dimag fresh hota hai baki sab ka dimag to tet pass karne old ho gaya hai,,, lage raho dosto JAB TAK HAI JAAN,,,,, GOD always with us,,,,, aapka Lalit,,,,

    ReplyDelete
  24. TET WOALON SE BEROJGARI BHATTA KAMAYA AUR NON TET SE U.P. KA BAJAT KAMAYENGE KYA BAP BETE AISI HI SARKAR CHALAYENGE???

    ReplyDelete
  25. YAAD RAKHO ABHI BHI MAUKA HAI ABHI AAWEDAN FORM ME TET AUR ACDEMIC DONON KA OPTION HAI ISLIYE ABHI BHI MAUKA HAI GUNANK AUR TET WALO EK HO JAO AUR NON TET KO BHAGAO IS POORI PROBLEM KA HAL YE HAI KI TET+GUNANK MERIT BANA DI JAYE FIR CHAHE NON TET AAYEN YA NON B.ED. SELECT KEWAL TET PASS HI HONGE.

    ReplyDelete
  26. Hi frnds koi yeh clear bataao ki gov ki taraf say koi statement aaya hain ki woh samil kia jayen gay ki nahin jo hc nay kaha hain woh tho 2004 2008 walo kay lia hain clear karo

    ReplyDelete
  27. academic merit k alawa tet merit plus post graduate dono ko weightage do jisse doodh ka doodh aur pani ka pani ho gayega jisse sarkar ko tailented teacher mil jayenge

    ReplyDelete
  28. dear Friends
    I have read the Division bench judgement of hon'ble high court. As per the order all B.ed candidates are eligible. Although the judgement has been passed in matter pertaining to the Special BTC teacher but the same is valid for all eligible candidate. Now if the govt. want to exclude TET fail candidate they need to file SLP and get the stay from the supreme court .Further the govt. may issue corrigendum in the GO by inserting appropriate provision. this is my interpretation.

    ReplyDelete
  29. Major Mistake was made by D.B.HC Allahabad-Court is unable to read clause III sub para C where it is mention that 5% relaxation should given in qualifying marks reserved category by athourity. Now question is what is qualifying exam.it is absolutely TET

    ReplyDelete
  30. It is not clear on what basis , the case against candidate doing the Bed 2012 was filed. As per the revised advrt-2011, all the candidates, those are doing Bed in last session, were eligible of appearing in TET Examination. now ,discussing they are ineligible is meaningless as I feel. Even though if anyone is having solid ground, may submit the comment on the matter.

    ReplyDelete
  31. Rakesh Kumar

    main bahr tha tum ne wo dekha jo error hai . main aaj 10/01/2013 ko 6 din baad ye sab dekh raha hu.

    ReplyDelete
  32. what is your comment on the matter is not clear. Please call on 9412000197

    ReplyDelete
  33. Dear TET frndz !
    This is Shadab from Kanpur !
    VERY VERY IMPORTANT Information regarding Councelling****************
    Humare TET frndz ke councelling se related kuchh important sawal …..aur Basic shiksha sachiv Sh. Sanjay Sinha ji ke jawaab*************************
    Ques-1 - Kya abhyarthi ek se adhik zilon me councelling me hissa le sakta hai ?
    Ans :- NO , Ek zile me councelling me bhaag lene ke baad abhyarthi ko basic shiksha parishad ki or se jaari rank se BAAHAR kar diya jaaega. Isliye abhyarthi apni rank aur zile me khali seats aur cut off ke aadhar par decide karen k kis zile me councelling me bhag lena hai.*************************************************
    Ques-2- Yadi kisi abhyarthi ko lagta hai k uske anko ke anusaar usko rank nahi mili hai to wo kya kare ?
    Ans :- Agar kisi abhyarthi ko lagta hai ke uske saath nyaay nahi hua hai to wo apni samasya ko lekar COUNCELLING SE PAHLE “BSA” ki or se gathit councelling commeti ke saamne apni baat rakh sakta hai**********************************************************************
    Ques- 3 :- Abhyarthi ke apne zile me achchhi rank nahi mili hai aur doosre zile me achchhi rank mili hai to wo kahan councelling karaaye ?
    Ans:- Zile me khaali seats , Zilewaar jaari cut off aur apni rank ke aadhar par abhyarthi zile ka chunao Karen . EK BAAR COUNCELLING ME BHAAG LENE KE BAAD DOOSRE ZILE ME MAUKA NAHI MILEGA ********************************************************************************
    Ques- 4 – PAHLE DAUR KI COUNCELLING ME RANK AANE KE BAAD BHI USME SHAAMIL NAHI HONE PAR KYA DOOSRE CHARAN ME AVSAR MILEGA ???????????
    Ans :- “Yadi abhyarthi ka naam councelling ki shreni me aata hai aur wo usme shaamil nahi hota to US ZILE ME USE DOBARA MAUKA NAHI MILEGA****************************
    Basic Shiksha sachiv Shri SANJAY SINHA ne Allahabad k ek famous newspaper me TET abhyarthiyon ke sawaalon ke jawaab me ye sab kaha hai …………….. agar aap sab ko meri baato pe vishwaas na ho to bilkul bhi VISHWAS na kariye …….. Sach ka pata khud lagaiye….. THANX…………shad8762@gmail.com(FACEBOOK)…….cntct:- 9307476428

    ReplyDelete
  34. My Calculation for ....Kushinagar , Behraaich , Gonda , and Sitapur*********
    ***********************************************************
    My cousin's gudaank is 67.94 (GENERAL)..and HE IS SAFE IN THESE FOUR DISTT.
    67.94 (GENERAL)
    Rank in KUSHINAGARr - 2911/4000 .... It means Cutt off= 67.0 approx
    Rank in BEHRAAICH - 3226/4000 .... It means Cutt off= 67.6 approx
    Rank in GONDA - 3702/4000 .... It means Cutt off= 67.8 approx
    Rank in SITAPUR - 6176/6400 .... It means Cutt off= 67.9 approx
    *******************************************************
    NOW ITS CLEAR THAT THE CUT OFF (GENERAL) OF
    KUSHINAGAR=67.0 (GENERAL)approx
    BEHRAAICH = 67.6 (GENERAL)approx
    GONDA = 67.8 (GENERAL)approx
    SITAPUR = 67.9 (GENERAL)approx ***************************************************************shad8762@gmail.com (FACEBOOK)......cntct- 9307476428

    ReplyDelete
  35. Hi TET Frndz ! ………
    Aap sab kaise hain ? ….. Sabse pahle mai ye kahna chaahoonga ke mere sabhi Tet frndz ko agar meri koi baat buri lagi ho ya mere behaviour aur baton se takleef hui ho to I M EXTREMELY SORRY ! mujhe maaf kar dijiyega ! *****************************
    AB KUCHH ZAROORI BAATEN:-*******************
    1-High court ne over age walo ko 31 Jan tak aavedan karne ka aadesh de diya hai .. Clear hai ke ab to CUT OFF 30 Jan ko aana sambhav nahi. Ab dekhiye ke kya hota hai ! ******************
    2- Mere kuchh frndz ne bina naye NIVAS pramad patra ke hi aavedan kar diya . Ab ve sab pareshan hai ke kya Karen !. Actually sabhi ko pata hai ke NIVAS pramad patra aavedan ki tithi se pahle ka hona chahiye tha aur 6 mahine se adhik purana nahi hona chahiye….magar aise logo ne bhi aavedan kar diye jinke pass NIVAS pramad patra 1 ya 2 saal puraane hain. ….Isliye ab DIET jaakar zaroor pata kariye ke 6 mahine se zyada purana NIVAS chalega ya nahi.! ****************************
    3-Jin logo ne aavedan karne me galtiyan kar di thi unse PRATYAVEDAN ke liye kaha gaya hai , magar ab ve sab pareshan hain ke PRATYAVEDAN KAHAN KAREN AUR KAISE KAREN !waise pratyavedan kaise karna hai ye mai yahan batana sahi nahi samjhta kyu ke aap sab ko to pata hi hoga ! Iske liye bhi sahi jankari zaroori hai q k mauka baar baar nahi milega ! *****************************
    4- Councelling me GEN walo ke liye keval 36000 seats hain magar ve sab nuksan me hain q k GEN walo ki list me OBC aur SC \ST ke Toppers bhi aa jaayenge jabki unhe apni category me to sthan milna hi hai . yahi wajah hai ke sabhi zilo me GEN walo ko 1 pad par 1 , OBC aur Anya ko 1 pad par 3-3 log bulaae jaaenge . ****************************
    5- MERIT HUMARI UMMIDO SE HI BAHOT HIGH HO CHUKI HAI. Sabse mushkil me GEN wale hain . Pahli cnllng ke baad hi pata chalega ke GEN me 63 gudaank tak merit giregi bhi ya nahi . isi tarah OBC me 58 tak jana bhi mushkil hota dikh raha hai. *************************************
    6- Aap sab ne jinhe councllng me jana hai ab tak to bataye gaye praoop ke anusar 10-10 rs. Ke stamp paper pe halafnaama to banwa hi liya hoga. ***********************************
    7- humne 4 zilon me anumaanit CUT OFF aap ogo ko bata hi diye the(SITAPUR, KUSH NAGAR , GONDA & BEHRAAICH [sabhi 67.8(approx)] aur baaki zilo ke CUT OFF bhi humne calculate kar liye hain magar unhe abhi batana JALDBAAZI hogi………………. *********************************
    Aapka TET frnd …….SHADAB (KANPUR)……….shad8762@gmail.com(FACEBOOK)……….cntct-9307476428 (plz plz don’t call….agar aap kuchh kahna ya poochhna chahte hain then send only SMS with ur name & Distt.)

    ReplyDelete

Please do not use abusive/gali comment to hurt anybody OR to any authority. You can use moderated way to express your openion/anger. Express your views Intelligenly, So that Other can take it Seriously.
कृपया ध्यान रखें: अपनी राय देते समय अभद्र शब्द या भाषा का प्रयोग न करें। अभद्र शब्दों या भाषा का इस्तेमाल आपको इस साइट पर राय देने से प्रतिबंधित किए जाने का कारण बन सकता है। टिप्पणी लेखक का व्यक्तिगत विचार है और इसका संपादकीय नीति से कोई संबंध नहीं है। प्रासंगिक टिप्पणियां प्रकाशित की जाएंगी।