/* remove this */ Blogger Widgets /* remove this */

Tuesday, January 22, 2013

UPTET : प्रकाशित सूची देख आवेदक असमंजस में

UPTET : प्रकाशित सूची देख आवेदक असमंजस में

********
TO JOIN UPTET GROUP in FACEBOOK - 

(UPTET ALL IN ONE ) - 

(To Share Your Views/ Suggestion/Get Help from/to Others)

***********

मधुबन (मऊ) : आखिरकार एक लंबे इंतजार के बाद मंगलवार की सुबह टीईटी पास आवेदकों के लिए एक खुशियों भरा पैगाम लेकर आ ही गई। सरकार द्वारा प्रदेश के विभिन्न प्राथमिक विद्यालयों में 72 हजार 825 रिक्त पदों को भरने के लिए सूची प्रकाशित कर दी गई। स्थानीय तहसील क्षेत्र में जैसे ही यह खबर फैली की इंटरनेट पर सूची प्रकाशित हो गई है इंटरनेट संचालकों के यहां लंबी लाइन लगनी शुरू हो गई। हर आवेदक जल्द से जल्द सूची में अपना स्थान जानने को व्याकुल दिखा। आवेदक द्वारा अपना क्रमांक एवं जन्मतिथि डालने पर उसके द्वारा आवेदन किए गए समस्त जिलों का विवरण फौरन प्राप्त हो जा रहा था। यानी किस जिले में उसकी सामान्य रैंकिंग, ओबीसी रैंकिंग और एससी, एसटी, रैकिंग क्या है। लेकिन सूची का प्रिंट आउट लेकर अधिकतर लोगों को सब कुछ समझ में नहीं आ रहा है। मसलन किसी की एक जिले में रैंकिंग 50 हजार से ऊपर है और उस जिले में 200 सीटें रिक्त है तो क्या वह वहां अध्यापक के लिए आवेदन कर सकता है या नहीं। सूची में प्रकाशित आवेदकों को चयन के लिए किस प्रकार से बुलाया जाएगा। कितने प्रतिशत अंक प्राप्त करने वाले आवेदक अपने आप को सुरक्षित समझे आदि जैसे कई प्रश्न छात्रों के दिमाग में घूम रहे थे। शायद यही वजह थी कि प्रकाशित सूची का प्रिंट आउट लेकर भी कोई इस बात को लेकर आश्वस्त नहीं दिख रहा था कि उसका चयन होगा या नहीं और यदि होगा भी तो किस जिले में। अधिकतर लोगों का मानना था कि सब कुछ तभी साफ हो पाएगा जब या तो आवेदकों को चयन के लिए पत्र द्वारा बुलाया जाएगा या कोई और सूची प्रकाशित होगी जिससे आवेदकों के असमंजस पर विराम लग सके

26 comments:

  1. Same here meri saharanpur me rank 1137 hai or seats sirf 500 patani kya hoga...if anybody have any idea then pls reply....

    ReplyDelete
  2. SHILPA G 25 January tak merit list har DAIT me pahunch jayegi. tention nhi lene ka........!!!!!

    ReplyDelete
  3. Aaj kal Tet morcha walo ne blog par ana band kr diya hai kya, are yar apni rank to bata do koi... Sunil tiwari kaha ho, kitni rank hai.

    ReplyDelete
  4. Hello dosto, mera
    gunank 67.50 hai,
    maine kewal HATHRAS
    me apply kiya tha,
    meri general rank
    1700 aayi hai... mera
    kya chance hai ?
    someone tell me plz...

    ReplyDelete
  5. Amit ji wait for the counseling. Apka ka ho jayega.

    ReplyDelete
  6. Agar kisi ko apni rank hoga ki nahi me pata krna hai to sitapur k according bataya kre, tbhi acchi tarh clear ho payega..

    ReplyDelete
  7. Sitapur me meri rank 3702 hai or saharanpur me 1137 kya mera saharanpur me hone ke chances hai pls reply.... But saharanpur me to gen ki sirf 300 seats hai kya ho payega....

    ReplyDelete
  8. Shilpa g kyoki sabhi ne more than 20 dist apply kiya hai. iske karan top ranker sabhi jagah apna dawa prustut ker rahe hai but hoga to ek jagah baki jagah unka naam hat jayega. in karan merit kai guna down hogi. aap nichit rahe aapka sharanpur mei ho jayega.

    ReplyDelete
  9. Shilpa g kyoki sabhi ne more than 20 dist apply kiya hai. iske karan top ranker sabhi jagah apna dawa prustut ker rahe hai but hoga to ek jagah baki jagah unka naam hat jayega. in karan merit kai guna down hogi. aap nichit rahe aapka sharanpur mei ho jayega.

    ReplyDelete
  10. yaaro koi to bataao.... mera gunank 67.50 hai, maine kewal HATHRAS me apply kiya tha, meri general rank 1700 aayi hai... mera kya chance hai ?

    ReplyDelete
  11. mera gunak 55 hai 18 jilo me apply kiya tha kya chance hai?

    ReplyDelete
  12. Pls koi btao affidavit high school marksheet se bnenge ya present nam se pls pls reply me pls pls

    ReplyDelete
  13. hello,,meri OBC rank in badaun 2731 h,,,can nyboby tell me k mere kya chances hai?

    ReplyDelete
  14. Hi TET frndz !
    Arre aap sab log itne kyu pareshan hain ............... mai apne un sabhi frndz se request karoonga ke wo na to daren aur na hi doosron ko darayen............. Zara aap log khud sochiye ke kewal Rank pata chal jaane se koi kaise bata sakta hai ke kiska kahan hoga ...aur kahan nahi........ Sitapur ke peechhe sab log pade hain ...hum usi ka example dete hai .....poore UP me 72825 seats hain...aur sitapur me 6400 ...iska matlab 72825-6400= 66425 seats to baaki zilon ki hai na..... to sitapur se in 66425 aavedako ko hata dijiye ..........phir apni rank ko read kijiye ...........doosri baat ...kisi ko nahi pata ke kitne aavedan farzi hain ...kisne kahan kahan se apply kiya hai ..... kaun first councelling me kahan jaaega ........ is liye doosro se poochhna band kijiye ....aur 2 ya 3 din intezar kijiye ......cut off merit aane ke baad hum sabhi dekh sakenge k kaun kahan stand kar raha hai............. iske alawa jaise jaise top gudaank wale apni seats lock karte jaaenge waise hi anya zilo se unke aavedan khud hi nirast hote jaaenge aur meirt neeche aati jaaegi ........ GEN me 60 tak rank wale ...OBC me 55 tak Rank wale Ummid mat Chhoden aur kisi ke kahne me na aayen ........ shad8762@gmail.com (FACEBOOK) ............ CNTCT- 9307476428

    ReplyDelete
  15. kaya NCTE letter jaroori hai lekin iske bare main to kanhi nahi likha aa raha hai.sirf unhi kee foto copy mangi gai hai jinke bare main on line farm main fill kee thee. Agar jaroori ho to please ...batane kee krapa karen.

    ReplyDelete
  16. block editer zi mera gurank 54.87 obc/ph hai .lakhimpur me gen 183517 obc 86221 and ph 3166 rank hai. kya kahin se koi chance hai. please jaroor batayen

    ReplyDelete
  17. Dear TET frndz !
    This is Shadab from Kanpur !
    VERY VERY IMPORTANT Information regarding Councelling****************
    Humare TET frndz ke councelling se related kuchh important sawal …..aur Basic shiksha sachiv Sh. Sanjay Sinha ji ke jawaab*************************
    Ques-1 - Kya abhyarthi ek se adhik zilon me councelling me hissa le sakta hai ?
    Ans :- NO , Ek zile me councelling me bhaag lene ke baad abhyarthi ko basic shiksha parishad ki or se jaari rank se BAAHAR kar diya jaaega. Isliye abhyarthi apni rank aur zile me khali seats aur cut off ke aadhar par decide karen k kis zile me councelling me bhag lena hai.*************************************************
    Ques-2- Yadi kisi abhyarthi ko lagta hai k uske anko ke anusaar usko rank nahi mili hai to wo kya kare ?
    Ans :- Agar kisi abhyarthi ko lagta hai ke uske saath nyaay nahi hua hai to wo apni samasya ko lekar COUNCELLING SE PAHLE “BSA” ki or se gathit councelling commeti ke saamne apni baat rakh sakta hai**********************************************************************
    Ques- 3 :- Abhyarthi ke apne zile me achchhi rank nahi mili hai aur doosre zile me achchhi rank mili hai to wo kahan councelling karaaye ?
    Ans:- Zile me khaali seats , Zilewaar jaari cut off aur apni rank ke aadhar par abhyarthi zile ka chunao Karen . EK BAAR COUNCELLING ME BHAAG LENE KE BAAD DOOSRE ZILE ME MAUKA NAHI MILEGA ********************************************************************************
    Ques- 4 – PAHLE DAUR KI COUNCELLING ME RANK AANE KE BAAD BHI USME SHAAMIL NAHI HONE PAR KYA DOOSRE CHARAN ME AVSAR MILEGA ???????????
    Ans :- “Yadi abhyarthi ka naam councelling ki shreni me aata hai aur wo usme shaamil nahi hota to US ZILE ME USE DOBARA MAUKA NAHI MILEGA****************************
    Basic Shiksha sachiv Shri SANJAY SINHA ne Allahabad k ek famous newspaper me TET abhyarthiyon ke sawaalon ke jawaab me ye sab kaha hai …………….. agar aap sab ko meri baato pe vishwaas na ho to bilkul bhi VISHWAS na kariye …….. Sach ka pata khud lagaiye….. THANX…………shad8762@gmail.com(FACEBOOK)…….cntct:- 9307476428

    ReplyDelete
  18. Dear TET frndz !

  19. Hi TET Frndz ! ………
    Aap sab kaise hain ? ….. Sabse pahle mai ye kahna chaahoonga ke mere sabhi Tet frndz ko agar meri koi baat buri lagi ho ya mere behaviour aur baton se takleef hui ho to I M EXTREMELY SORRY ! mujhe maaf kar dijiyega ! *****************************
    AB KUCHH ZAROORI BAATEN:-*******************
    1-High court ne over age walo ko 31 Jan tak aavedan karne ka aadesh de diya hai .. Clear hai ke ab to CUT OFF 30 Jan ko aana sambhav nahi. Ab dekhiye ke kya hota hai ! ******************
    2- Mere kuchh frndz ne bina naye NIVAS pramad patra ke hi aavedan kar diya . Ab ve sab pareshan hai ke kya Karen !. Actually sabhi ko pata hai ke NIVAS pramad patra aavedan ki tithi se pahle ka hona chahiye tha aur 6 mahine se adhik purana nahi hona chahiye….magar aise logo ne bhi aavedan kar diye jinke pass NIVAS pramad patra 1 ya 2 saal puraane hain. ….Isliye ab DIET jaakar zaroor pata kariye ke 6 mahine se zyada purana NIVAS chalega ya nahi.! ****************************
    3-Jin logo ne aavedan karne me galtiyan kar di thi unse PRATYAVEDAN ke liye kaha gaya hai , magar ab ve sab pareshan hain ke PRATYAVEDAN KAHAN KAREN AUR KAISE KAREN !waise pratyavedan kaise karna hai ye mai yahan batana sahi nahi samjhta kyu ke aap sab ko to pata hi hoga ! Iske liye bhi sahi jankari zaroori hai q k mauka baar baar nahi milega ! *****************************
    4- Councelling me GEN walo ke liye keval 36000 seats hain magar ve sab nuksan me hain q k GEN walo ki list me OBC aur SC \ST ke Toppers bhi aa jaayenge jabki unhe apni category me to sthan milna hi hai . yahi wajah hai ke sabhi zilo me GEN walo ko 1 pad par 1 , OBC aur Anya ko 1 pad par 3-3 log bulaae jaaenge . ****************************
    5- MERIT HUMARI UMMIDO SE HI BAHOT HIGH HO CHUKI HAI. Sabse mushkil me GEN wale hain . Pahli cnllng ke baad hi pata chalega ke GEN me 63 gudaank tak merit giregi bhi ya nahi . isi tarah OBC me 58 tak jana bhi mushkil hota dikh raha hai. *************************************
    6- Aap sab ne jinhe councllng me jana hai ab tak to bataye gaye praoop ke anusar 10-10 rs. Ke stamp paper pe halafnaama to banwa hi liya hoga. ***********************************
    7- humne 4 zilon me anumaanit CUT OFF aap ogo ko bata hi diye the(SITAPUR, KUSH NAGAR , GONDA & BEHRAAICH [sabhi 67.8(approx)] aur baaki zilo ke CUT OFF bhi humne calculate kar liye hain magar unhe abhi batana JALDBAAZI hogi………………. *********************************
    Aapka TET frnd …….SHADAB (KANPUR)……….shad8762@gmail.com(FACEBOOK)……….cntct-9307476428 (plz plz don’t call….agar aap kuchh kahna ya poochhna chahte hain then send only SMS with ur name & Distt.)

    ReplyDelete

Please do not use abusive/gali comment to hurt anybody OR to any authority. You can use moderated way to express your openion/anger. Express your views Intelligenly, So that Other can take it Seriously.
कृपया ध्यान रखें: अपनी राय देते समय अभद्र शब्द या भाषा का प्रयोग न करें। अभद्र शब्दों या भाषा का इस्तेमाल आपको इस साइट पर राय देने से प्रतिबंधित किए जाने का कारण बन सकता है। टिप्पणी लेखक का व्यक्तिगत विचार है और इसका संपादकीय नीति से कोई संबंध नहीं है। प्रासंगिक टिप्पणियां प्रकाशित की जाएंगी।