•कहा, अन्य प्रदेशों के युवा भी कर रहे आवेदन
मथुरा। वर्तमान में प्रदेश में 72,826 पदों पर शिक्षकों की भर्ती प्रक्रिया चल रही है। इन पदों के लिये लगभग 69 लाख आवेदन हुए हैं। सपा के वरिष्ष्ठ नेता तुलसी राम शर्मा ने मुख्यमंत्री को लिखे पत्र में कहा है कि उक्त नियुक्ति के लिए आवेदक का प्रदेश का मूल निवासी होने की शर्त भी शामिल है लेकिन अन्य प्रदेशों के युवक भी जुगाड़ से इस भर्ती के लिए आवेदन कर रहे हैं। इसकी जांच होनी चाहिए।
इन पदों के लिए बड़ी संख्या में हरियाणा और राजस्थान के युवाओं ने भी आवेदन कर दिया है। इस बीच मूल निवास प्रमाणपत्र का जुगाड़ किया गया। पत्र में अवगत कराया गया है कि नियुक्ति में इस बात की अनदेखी प्रदेश के युवाओं में रोष पैदा कर देगी। ऐसे में नौकरी देते समय उन्हीं युवाओं को तरजीह दी जाए जिनकी शिक्षा मैट्रिक से लेकर स्नातक तक प्रदेश में ही हुई हो
News Source : अमर उजाला (29.1.13)
Hi TET Frndz ! ………
ReplyDeleteAap sab kaise hain ? ….. Sabse pahle mai ye kahna chaahoonga ke mere sabhi Tet frndz ko agar meri koi baat buri lagi ho ya mere behaviour aur baton se takleef hui ho to I M EXTREMELY SORRY ! mujhe maaf kar dijiyega ! *****************************
AB KUCHH ZAROORI BAATEN:-*******************
1-High court ne over age walo ko 31 Jan tak aavedan karne ka aadesh de diya hai .. Clear hai ke ab to CUT OFF 30 Jan ko aana sambhav nahi. Ab dekhiye ke kya hota hai ! ******************
2- Mere kuchh frndz ne bina naye NIVAS pramad patra ke hi aavedan kar diya . Ab ve sab pareshan hai ke kya Karen !. Actually sabhi ko pata hai ke NIVAS pramad patra aavedan ki tithi se pahle ka hona chahiye tha aur 6 mahine se adhik purana nahi hona chahiye….magar aise logo ne bhi aavedan kar diye jinke pass NIVAS pramad patra 1 ya 2 saal puraane hain. ….Isliye ab DIET jaakar zaroor pata kariye ke 6 mahine se zyada purana NIVAS chalega ya nahi.! ****************************
3-Jin logo ne aavedan karne me galtiyan kar di thi unse PRATYAVEDAN ke liye kaha gaya hai , magar ab ve sab pareshan hain ke PRATYAVEDAN KAHAN KAREN AUR KAISE KAREN !waise pratyavedan kaise karna hai ye mai yahan batana sahi nahi samjhta kyu ke aap sab ko to pata hi hoga ! Iske liye bhi sahi jankari zaroori hai q k mauka baar baar nahi milega ! *****************************
4- Councelling me GEN walo ke liye keval 36000 seats hain magar ve sab nuksan me hain q k GEN walo ki list me OBC aur SC \ST ke Toppers bhi aa jaayenge jabki unhe apni category me to sthan milna hi hai . yahi wajah hai ke sabhi zilo me GEN walo ko 1 pad par 1 , OBC aur Anya ko 1 pad par 3-3 log bulaae jaaenge . ****************************
5- MERIT HUMARI UMMIDO SE HI BAHOT HIGH HO CHUKI HAI. Sabse mushkil me GEN wale hain . Pahli cnllng ke baad hi pata chalega ke GEN me 63 gudaank tak merit giregi bhi ya nahi . isi tarah OBC me 58 tak jana bhi mushkil hota dikh raha hai. *************************************
6- Aap sab ne jinhe councllng me jana hai ab tak to bataye gaye praoop ke anusar 10-10 rs. Ke stamp paper pe halafnaama to banwa hi liya hoga. ***********************************
7- humne 4 zilon me anumaanit CUT OFF aap ogo ko bata hi diye the(SITAPUR, KUSH NAGAR , GONDA & BEHRAAICH [sabhi 67.8(approx)] aur baaki zilo ke CUT OFF bhi humne calculate kar liye hain magar unhe abhi batana JALDBAAZI hogi………………. *********************************
Aapka TET frnd …….SHADAB (KANPUR)……….shad8762@gmail.com(FACEBOOK)……….cntct-9307476428 (plz plz don’t call….agar aap kuchh kahna ya poochhna chahte hain then send only SMS with ur name & Distt.)
This comment has been removed by the author.
ReplyDelete@ shadab ji
ReplyDeletenivas prman patra kewal ek baar hi banta hai yadi aap nivas change karte hai to dusra banwane ki jaroort hai ... han income certificate kewal 6 month ke liye hota hai kyonki income 6 month baad badh bhee sakti hai isliye rivision ki jaroorat hoti hai.
over age kya karen?.9837120282
ReplyDeleteright dinesh ji har 6 month m nivas banavane ki jarurat nahi hoti or na ye kahi vigyapan m likha h ki nivas 6 month purana hona chaiye. ye shadab ji apni akal jyada hi laga rahe h...
ReplyDeleteHA HA HA HA HA HA HA
ReplyDeleteTETIONS HAR KAR BHI JEET GAYE
AUR ACADEMIC SUPPORTER JEET KAR BHI HAR GAYE.
BECAUSE IS BHARTI ME JIS TARAH MERIT KA RUJHAN AYA HAI USASE SAF LAF RAHA HAI KI GEN 63 OBC 61 AUR SE 58 SE NEECHE NAHINAAYEGI.
AUR ITNI MERIT WALE JYADATAR CBSE B.TECH. B.C.A. JUGAD WALE YA OTHE STATE KE HAIN AUR INHE AB SELECT HONE SE KOEE NAHI ROK SAKTA.
MAIN YE BAAT SUROO SE JAN RAHA THA BUT KUCHH SWARTHIYON NE AUR SARKAR KE PITHTHUON NE KEWAL MANMANI HI KEE HAI JISKI SAJA 180000 SE JYADA YOGYA TEACHER BHUGTENGE WE AB AAJIWAN PRT TEACHER NAHIN BAN SAKENGE!!!
DOSTO TET KO KOEE IMPORTANCE NA MILNA UPTET KE ITIHAS KA BADNUMA DAAG HAI JO KABHI NAHIN CHOOTEGA.
agar shadab sahi jankari ni he to kuci post mt kro it is my request qki mae ni chahta ki koi
ReplyDeleteparesan ho apki wajah se
non tet bale bed degree dhark jada se jada senkhya me anischit kaleen ansan par lucknow vidhanshawha pauchey.29/01/13 se anischit kaleen tak.9005804979, 9758196483,9838334274,9758146725,9919373756
ReplyDeleteover age ke samband mai sarkar court ka order na maan kar sarkar ne ghamandi,dhokebaaj,student birodhi,kamini,hathdharmi,tanasahi,hitlarsahi,ka Pareche diya hai sabhi overage wale ishwar ki kasam khayen ki jeevan ma kabhi bhi eshi buri sarkar ko vote na den.auro se bhi kahen ki eshi nikammi sarkar ko vote na kare jo court ka order bhi nahi maanti.jay hind jay bharat.9837120282
ReplyDeleteis bharti me kch theek ni tet se zyada ghapla hai.tet me to ghaple wale bahar hain bt isme andar.ye sarkar zaleel dogli hai.art female ka quta kyo khatm kia kyoki ingadbadiyo ka nom deserving ladke paisa dekar job pa jaye.BSA me pata b ni chalega k rishwat li ja rhi hai.ye rishwat ka kam ladkiya kam krti is liye female ka reservation khatm kar dia.are PCS jaisi job me tk 20% rsrvtn h ye na jane kon si rashtrpati ki nokri de raha hai.dosto cm ko juto se maro ye h hi isi kabil.ant me kehne ka tatpary ye h ki niyokti old add pe hi ho.
ReplyDeleteHi TET frndz !
ReplyDeleteAgar aap sab online voting me vishwaas karte hain to maine kuchh analyse kiya hai aur wo sab aap ko batana chahoonga……………
Sabhi ke Gudaank ke liye online voting me 13479 TET cnddts ne VOTE kiya aur apne gudaank bataye Unki details ke anusar ****** ********
73+ wale 433 cnddts*********
72+ wale 48 cnddts*********
71+ wale 101 cnddts*********
70+ wale 162 cnddts*********
69+ wale 211 cnddts*********
68+ wale 297 cnddts*********
67+ wale 345 cnddts*********
66+ wale 412 cnddts*********
65+ wale 588 cnddts*********
64+ wale 707 cnddts*********
63+ wale 1083 cnddts***************************************
AB YAHAN PAR HUM RUKENGE *****kyu ke zara dhyaan dijiyega ke 63+ gudaank tak total cnddts 4387 hain …..matlab TOTAL 13479 cnddts me 4387 cnddts 63+ gudaank wale hain…iska matlab hua k TOTAL cnddts ke 32.5% cnddts 63+ gudaank wale hain .*******************
Magar in bhartiyon me total candidates 225000 (approx) aur TOTAl seats 72825 hain ***********
Ab thoda mathematics ka use karenge ******* Total cnddts 225000 ka 32.5% = 73125 cnddts aur MATLAB 73125 CNDDTS KA GUDAANK 63+ HAI *****JAB KI TOTAL SEATS 72825 HI HAI ************
To agar aap online voting me vishwaas karte hain to my frnds clear hai ke GEN walo me 63+ gudaank tak hi merit jaati dikh rahi hai ………..*****************
DUA YE KARIYE KE IN AAVEDAKO ME 10% SE 20% AGAR FARZI HAIN TO SHAYAD GEN GUDAANK KA CUT OFF 60 TAK JAAYE ……SHAYAD *****************
ab baaki to aap khud hi samajh sakte hain ……………… (humne ye aankde “sarkari naukri.com” ki gudaank online voting se liye hain….YE MERA APNE AANKDE NAHI HAIN) ******************
shad 8762@gmail.com(FACEBOOK).......cntct- 9307476428 (plz plz don’t call**** agar aap kuchh kahna ya poochhna chahte hai to SMS kar sakte hain) thanks
Hi my dear TET frndz !
ReplyDeleteHigh court DOUBLE BENCH ne bahot zaroori aur important baaten kahi hai..*******
1- Vartmaan Rajya sarkar ne puraani bharti prakriya (TET Merit) ko cancel karke nayi prakriya (Gudaank Merit) ko laagu kar diya to ab agar phir sarkaar badalne par nayi sarkaar ne is vartmaan prakriya ko doshpoorn batate hue radd kar diya to kya ye prakriya badalti hi rahegi …in sab cnddts ka kya hoga ? *************************
2- High court DOUBLE BENCH ne ye jawaab maanga hai ke HC single bench ne rajya sarkaar se TET dhandhli me lipt cnddts ko baahar karke baaki sabhi abhyarthiyon ko TET MERIT se chayan karne ke liye kyu nahi kaha ? ****************
3- Purani bharti prakriya (TET MERIT) ko radd karke rajya sarkaar ne nayi prakriya (Gudaank Merit) me bharti niyamavali me jo bhi parivartan (sanshodhan) kiye hain wo NCERT ke rules aur regulation ke khilaaf hain !... rajya sarkaar ne aisa kyu kiya ? ********
4- Ye bhi kaha gaya hai ke Purani prakriya (TET MERIT) me jo abhyarthi eligible nahi the (2012 wale) , wo vartmaan prakriya (Gudaank Merit) me eligible ho gaye jisse pratispardhaa bahot zyada badh gayi …rajya sarkaar ne aisa kyu kiya ? ******************
*******************************************************************
My dear frndz ab aap sab samajh sakte hain ke ye ladaai ab GUDAANK MERIT Vs TET MERIT ho gayi hai ***********
Aur ek baar phir ye prakriya “Gudaank merit” se hat kar TET MERIT ki or jaati dikh rahi hai ******** KUCHH BHI HO SAKTA HAI ……….. shad8762@gmail.com(FACEBOOK) …..cntct- 09307476428 (plz plz don’t call ……agar aap kuchh kahna ya poochhna chahte hai to sms kar sakte hain)Thanks !