(To Share Your Views/ Suggestion/Get Help from/to Others)
इलाहाबाद : हाईकोर्ट के निर्देश के बाद प्रशिक्षु शिक्षकों की भर्ती मामले में बेचैनी बढ़ गई है। विभाग के अधिकारी अदालत के फैसले का अध्ययन किया जा रहा है के सिवाय कुछ भी बोलने को तैयार नहीं हैं। अदालत के निर्देश पर अमल करने के लिए विभाग के पास फैसले की अधिकारिक प्रति मिलने के बाद से 15 दिनों का समय रहेगा। इन पंद्रह दिनों के भीतर विभाग दोबारा अदालत का रुख कर सकता है। इन सबके चलते प्रदेश के प्राथमिक विद्यालयों को शिक्षक मिलने में देरी हो सकती है। और अभ्यर्थियों की दुश्वारियां बढ़ जाएंगी।
16 जनवरी को अदालत से फैसला आने के बाद से अभ्यर्थियों में कोर्ट के निर्णय को लेकर असमंजस की स्थिति आ गई है। कोर्ट के निर्देश का पालन करने की सूरत में भर्ती प्रक्रिया समय से पूरी करना संभव नहीं होगा।
(साभार-दैनिक जागरण)
This time tet is not compulsary, b.ed holder candidates are eligible for this recruitment. This is a good decision for bed holder. Up govt should increase the posts.
ReplyDeleteabe pahle tet paas karne koi aukat to ho saale daanka daal rahe hai tet paas walo ki naukri per
DeleteBHAI SAHAB kya jo 5 ka ppr pass ni kr paya wo kya 5 k bachho ko pas karayega.paki pakayi handi sbko pasand h mehnat kar k khud bno to pata chale.
Deletencte koi mazak nahi hai jo tet fail gawaro ko bhi bharti me bhar legi...ye 23/8/2010 se pehle k chatro k liye chhoot hai.2 lakh 75000 log tet pass huye hai,to in sabhi k sath annyaye to koi kr ni skta.b.ed walo ko un 80 pages ko dhyan se padna chahiye.
ReplyDeleteHC ki Double Bench ne aakhir kis aadhar par B.Ed valon ko bina TET Bharti Prakriya me shamil hone ki choot de diya hai?
ReplyDeleteAdvocate ne NCTE ki adhisuchna me Judges ko kya Loopwhole dikha diya?
ReplyDeletemain db court kai is faisla ka bhi virodh nahi karta pr jab b.ed walo kai lia yeh akhiri mauka hai aur primary mai 3:80 post khali hai to bharti ko kyo na 2:30 ker dai hum sabhi is faislai ka swagat karaigai b.t.c walo kai selc. retairment kai hishab sai bharai
ReplyDeletear abhi tak koi court order b.e.b. lucknow ko nahi mila hai ab dekho kya hota hai
ab tet murcha sangh supream court ja raha hai chinta mat karo bhaiyo!
ReplyDeleteSC MAY KAB CASE LAGA HAIN AUR TET WALLAY CASE KIA HAIN KI NAHIN NON TET KAY VIRODH MAy
DeleteGuys 22 ko merit aayegi kyoki gov ko court se abhi tak koi aadesh prapt nahi hua hai but ho sakta hai ki counselling agrim aadesh tak rok di jaye
ReplyDeleteye sarkar to gadho ki he hi lekin laga he nyay palika me me bhi anpad baethe he jo ulte sidhe nirnay dekar bharti me rukawat paida kr rahe he...or chhatro ko sarkar ke hatho lootne pe majbur kar rahe he...kisi bhi midia ya rajnaitik parti ne es mudde ko nhi uthaya he...aisa lag raha he ab saream logo ko loota ja raha he or sunne wala koi nhi
ReplyDeleteab to vastav me kalyug aa gaya hai mai court ke is faisale se bahut dukhi huaa hoon . Ab god hi kuch kar sakta hai . Is judge ko narak me jagah na milegi . Isne armaano par paani fer diya hai . Yah to kalyug ka prabhav hai.
ReplyDeletetet ka satyanash ho gaya
ReplyDeleteye govt bharti to karaye gi per school me nahi
ReplyDeleteअब ये भर्त्ती केवल वि बीटीसी के प्रमाण पत्र के लिए है।
ReplyDeleteस्कूलो मे नियुक्ति के लिए नही ॥
TET SE BEROJGARI BHATTA KAMAYA, NONTET SE U.P. KA BAJAT KAMAYENGE KYA BAAP BETE AISI HI SARKAR CHALYENGE!!!!! ------->PLZ SEND IT ON http://www.facebook.com/pages/Uptet-News/290544790997032
ReplyDeletejudge sale bahoot kamine hai ulta seedha decisn de dete hai jo koi murkh bhi nahi de sakta gadhe sale tet ka majak bana kar rakh diya hai ab jo bhi hoga SC se hi hoga ye to sure hai
ReplyDeletegood news for those candidates whose did not qualify tet. Hc db ordered to up gov that all b.ed holders can aply in up teacher vacancy 2011
ReplyDelete[big] tention mat lo selection to high mertions ka hi hona hai because 2012 , 18-40-s.b.t.c. and etc bhi ghus gaye hain merit ab gen 62 obc 60 and sc 55 tak jayegi if non tet ghuse tab gen 66 obc 63 and sc58 tak jayegi [/big]
ReplyDeletemere tet bhaiyo aap sabhi plzz tention na le bcoz ye ncte ne relaxation isliye diya hai agar vaccancy jini ho utne bhi tet qualified na ho tab ye unko relaxation diya jayega bas aur kisi bhi case me relaxation b.ed walo ko nahi diya jayega dekh lena .......... yaha to vaccancy hai 72,825 aur tet pass candidate approx 2,50,000........to phir b.ed walo ko kaise mauka mil sakta hai jab hamare paas pryaapt maatra mein tet qualified log maujood hai.............................??????? isliye darne ki baat nahi hai..... aur ab ye waise bhi sc me pahuch gaya hai to dekh lena ye decision tet candidates k favour me he aayega..........best of luck to all tet candidates.................!!!!!!!
ReplyDelete[big] ek tareeka ye bhi ho sakta hai ki choonki abhi u.p. me 3.5 lakh post khali hain to sarkar un sabhi par pahle tet wlon ko niyukti ka likhit order kare fir all bed holders ke aawedan le iske baad kram se tetions ko samayojit kare [/big]
ReplyDeleteab up 75% Lalu ka Bihar ban chuka hai aur bache huye years main 100 percent bihar ban jayega phir ...........aise gayab ho jayege jaise Bihar se Lalu
ReplyDeleteab up 75% Lalu ka Bihar ban chuka hai aur bache huye years main 100 percent bihar ban jayega phir ...........aise gayab ho jayege jaise Bihar se Lalu
ReplyDelete[BIG]PATRTA PATRTA PATRTA .......ISI PATRTA SHABD NE SABKO PATARI SE UTAR DIYA[/BIG]
ReplyDelete[BIG] Mere bhai logo jab tet me 135 aur 83 number pane walo me koi fark nahi to phir 50 ya 83 se kam number pane walo me koi fark nahi hona chahiye court ne sahi kaha hai.[/BIG]
ReplyDeleteha ha ha ha ha
ReplyDeleteAapas ki ladai, vacancy me padi khatai
Deletesarkar ka kya koi bayan aaya hai . koi bhai bstaye plz
ReplyDeleteHc me sabhi judge pagal ho gaye hai. Sabhi ko agra pagal khane me le jana chahiye.
ReplyDeleteMera manana hai ki es samay sabhi tet pass bhaiyo ko dharya se karya lena chaiye aur kl sc ke deceision ka intajar kare.
ReplyDeletekya koi news h
ReplyDeleteha ha ha ha ha ha ha
ReplyDeletesarkar ne kya kaha
ReplyDeletepagal ho gaya bo to hona hi tha
ReplyDeletehmarai yaha ek ladkai nai sucide kar li woh teen din sai bhahut dukhi tha abhi abhi usnai fansi laga kr apni jeevan leela khatm ki
ReplyDeletename -adarsh tipathi
tet mark -109
gudank- 62
flate- 255
tgt also paased but ...................
Que.1. If NET stands for NATIONAL ELIGIBILITY TEST and this is for becoming a lecturer in colleges.
ReplyDeleteSET stands for STATE ELIGIBILITY TEST and this is for becoming a lecturer in STATE Colleges. And
TET stands for TEACHER ELIGIBILITY TEST and this is for becoming a Teacher in primary and secondary schools.
Why the Governments and NCTE are trying to prove this
TQT means TEACHERS QUALIFYING TEST.
It is TET not TQT.
If academic marks are not a base in NET & SET exams, why it should be a selection criteria in TET.
Perhaps NCTE and the Governments don't know the meaning of Eligibility or they are trying to hide the facts deliberately.
Que.2. Is there any other vacancy in India (left to the Primary Recruitment Teacher) which is filled on the behalf of Academic Merit.
If peon to IAS are selected on the merit basis of written exam, why a teacher should be selected who is the Creator of all jobs.
Que.1. If NET stands for NATIONAL ELIGIBILITY TEST and this is for becoming a lecturer in colleges.
ReplyDeleteSET stands for STATE ELIGIBILITY TEST and this is for becoming a lecturer in STATE Colleges. And
TET stands for TEACHER ELIGIBILITY TEST and this is for becoming a Teacher in primary and secondary schools.
Why the Governments and NCTE are trying to prove this
TQT means TEACHERS QUALIFYING TEST.
It is TET not TQT.
If academic marks are not a base in NET & SET exams, why it should be a selection criteria in TET.
Perhaps NCTE and the Governments don't know the meaning of Eligibility or they are trying to hide the facts deliberately.
Que.2. Is there any other vacancy in India (left to the Primary Recruitment Teacher) which is filled on the behalf of Academic Merit.
If peon to IAS are selected on the merit basis of written exam, why a teacher should be selected who is the Creator of all jobs.
Que.1. If NET stands for NATIONAL ELIGIBILITY TEST and this is for becoming a lecturer in colleges.
ReplyDeleteSET stands for STATE ELIGIBILITY TEST and this is for becoming a lecturer in STATE Colleges. And
TET stands for TEACHER ELIGIBILITY TEST and this is for becoming a Teacher in primary and secondary schools.
Why the Governments and NCTE are trying to prove this
TQT means TEACHERS QUALIFYING TEST.
It is TET not TQT.
If academic marks are not a base in NET & SET exams, why it should be a selection criteria in TET.
Perhaps NCTE and the Governments don't know the meaning of Eligibility or they are trying to hide the facts deliberately.
Que.2. Is there any other vacancy in India (left to the Primary Recruitment Teacher) which is filled on the behalf of Academic Merit.
If peon to IAS are selected on the merit basis of written exam, why a teacher should be selected who is the Creator of all jobs.
Que.1. If NET stands for NATIONAL ELIGIBILITY TEST and this is for becoming a lecturer in colleges.
ReplyDeleteSET stands for STATE ELIGIBILITY TEST and this is for becoming a lecturer in STATE Colleges. And
TET stands for TEACHER ELIGIBILITY TEST and this is for becoming a Teacher in primary and secondary schools.
Why the Governments and NCTE are trying to prove this
TQT means TEACHERS QUALIFYING TEST.
It is TET not TQT.
If academic marks are not a base in NET & SET exams, why it should be a selection criteria in TET.
Perhaps NCTE and the Governments don't know the meaning of Eligibility or they are trying to hide the facts deliberately.
Que.2. Is there any other vacancy in India (left to the Primary Recruitment Teacher) which is filled on the behalf of Academic Merit.
If peon to IAS are selected on the merit basis of written exam, why a teacher should be selected who is the Creator of all jobs.
good news..
ReplyDeletehan manish kumar jh apni good news batao
ReplyDeletesarkar ko ye decision nahi maan'na chahiye
ReplyDeletemanish jee aduri news mat diya karo good news kya he.
ReplyDeletetet bhaaio or ........... aap samajh hee gay hoge kya . bilul bi ghabrane ka nai. kyoki geeta me likha he -jo ho raha he accha ho raha he or jo hoga accha hi hoga. 1 to accha y ho raha he ki sabhi bed wale le rahe he.matlab ki GADHE(non tet or tet fail+bed) or GHODE (only tet pass+bed) sabhi rece lagane ke liye tiyaar kade he. 2 or accha ye y hoga ki jitege kewal tet pass cendidates(kyoki gadhe kabhi bhi race nahi jeet sakte wo to kewal ek hee kam badiya karte he jisme unka koi mukabla nahi kar sakta--denchu denchu denchu denchu denchu) to mere ghode or ghodiyo matlab tet pass dosto tiyaar rahiye 22 tareekh ki race me dodne ke liye kon kaha jaaker apni race puri karta he. best of luck to all tet pass & go to hell to all tet fail.
ReplyDeletegood night........
ye tet candidates ki foot ka natija hai kyoki tet bachne ke bad sab tet ya acdmik merrit ko ladne lage or main mudde se bhatak gye.ab kripya ekjut ho jaiye.
ReplyDeleteSUPREME COURT OF INDIA
ReplyDeleteCase Status Status : PENDING
Status of : Writ Petition (Civil) 30 OF 2013
DHARMENDAR KUMAR SINGH & ORS. .Vs. STATE OF U.P.
Pet. Adv. : MR. RAMESHWAR PRASAD GOYAL
Subject Category : LETTER PETITION & PIL MATTER - OTHERS
Listed 0 times earlier Next Date of listing is : 28/01/2013
Last updated on Jan 19 2013
http://courtnic.nic.in/courtnicsc.asp
Dharmendra Ku Singh ke case ki tarikh SC me 28Jan ko pad gayi hai,vaise bhi yah wirt Academic se Merit banaye jane ke khilaf hai,Ratnesh Ku Pal wali writ bhi SC me abhi pending hi hai,Without TET B.Ed vale matter par UP Govt. ka stand kya hota hai,yah dekhane vali bat hai.But I think Govt. shayad backfoot par aa gayi hai.
ReplyDeleteI think kul milakar Bharti fir Latakne ki taraf Badh rahi hai,Pahle kai binduon par High Court se lekar Supreme Court tak I think do do hath va utha patak hone vala hai.
ReplyDeleteAb tak apne jo kuch jhela, dubara jhelne ka time aa chuka hai ab writo ka silsila sc me shuru ho chuka hai. Hope k aj writ dismiss ho jay aur bharti safe rhe.
ReplyDeleteWrit No. - SLP CIVIL CC NO. 1983/2013
ReplyDeleteSUPREME COURT OF INDIA
Case Status Status : PENDING
Status of : Special Leave to Petition (Civil)... 1983 OF 2013
RATNESH KUMAR PAL & ORS. .Vs. STATE OF U.P.& ORS.
Pet. Adv. : MR. M.P. JHA
Subject Category : SERVICE MATTERS - RECRUITMENT/TRANSFER/COMPASSIONATE APPOINTMENT
Status Check Link - http://courtnic.nic.in/courtnicsc.asp
what is the reaction of govt?koi batao plz.
ReplyDeleteGov b.ed walo ko sone ka anda dene wali murgi smajh rhi hai, aur unhe tet pas/tet fail/tet merit/acd merit me ldakr ladakr dur se mza le rhi hai.
ReplyDeletegood mng sabhi bhai log pareshan mat ho 22 ko list a rhi h
ReplyDeletedear friend,
ReplyDeleteJab desh me antar kalah hota hai to people k dhyan bhang krne k liye india v pak fight kraya jata hai same way jab hum acd nd tet merit par lad rahe the to gov ne hm sbi ko ek jut karne k liye ek teer mara hai so dont worry kl sb theek ho jayega
22 ko merit list jarur niklegi, kyu ki gov ne isme koi sansodan nhi kiya hai. So don't wory counsling k tayare kr le.
ReplyDeletemerit list k jankar k liye tomorrow hindustan news paper pad lena merit list chal chuki hai bs wait......22jan
ReplyDeletePls koi btao list kal ayegi ya fir ek saal ke liye latak jayegi...pls
ReplyDeleteshilpa g kal merit list aayegi.agar sc rok n lagaye tab.
ReplyDeleteHC ne ye faisla kyo diya mahoday jii hm apne desh ko kaise aage le jana chahte hai are jab class 5 ke sawalo lo hal nahi kr pa rahe hai to vo desh ka bhavishya kya khak bnayege tet ek behtar upaye hai qualified teachers reacmend karne ka sarkar ko sochana chahiye jab well qualified teachers honge tabhi desh ke bhavisya ko sudhara aur aage baraya ja skta hai please think that
ReplyDeleteha ha ha ha ha ha ha ha ha
ReplyDeleteOk lets wait till tommorow...god pls help us ...we all are very eagerly waiting for the list....all the best....
ReplyDeletebest of luck everybody
ReplyDeletemerit aa gayi
ReplyDeleteHame to loot liya, mil ke High Court Valon ne,Government valon ne,Bhatta dene valon ne.
ReplyDeleteaaj wo sunne ko milega jo dil ko rahat dega gov. face the media and said bharti tet walo ke liye hai ab ise diley nhi kiya ja sakta 22ko merit list v 29 se couinsiling hogi
ReplyDeleteso friends aap paresan na ho
s.r pandey
Panday ji kya aisa chamatkar ho sakta hai. I hope
ReplyDeleteSuprem court ne kharij ki tet merit ki yachika, merit 22 ko hi ayegi.
ReplyDeleteTe te tu tu krte krte suprem court se bahr aa rhe hai.
ReplyDeletehallo ji kya ho rha hai
ReplyDeleteSAHI M AISA H KYA RAJU JI...
ReplyDeletekoi news he to share karo frainds.
ReplyDeleteagar aisa h to very good news..
ReplyDeleteAre yar eaisa hi hai, jhoot to mai bolta hi nhi... Abhi Mano ya baad me mano
ReplyDeletePls confirm news de ....pls
ReplyDeleteTet wall ka dusman cort or gov.
ReplyDeleteJb tak tandan ji ka final ordar nhi ayega, tb tak sc kuch nhi krega... Aur tandan ji ka final ordar hmari joining k bad hi ayega.. Arun tandan ji bharti krwa k hi is matter se picha chodege.
ReplyDeletevery ggod news..
ReplyDeletehi
ReplyDeletePramod Pandey fees wale mudde
ReplyDeletepar tandan ka
order aa jan ke karan sc ne
itrem order par relief dene se
mana kiya ....final order ko
chalenge karne par relief dene ki bat ki hai....lekin base of selection
par tandan ne abhi tak koi order
nahi diya hai issliye final order aa
jane ke bad hi chalange sambhav
ho payega........ 10 minutes
r.k paul ki sunwai jari hai and jsnhit ki yachika sc ne kharij ki.
ReplyDeletebhai plz sach batana. Real news h ya nhi. Bahut umeede h aisi khabro se.
ReplyDeleteit is good news for us
ReplyDeleteAb gov ko apna kam pura krna hoga, bhrti par koi rok nahi hai... 22 ko merit nikalna hi hoga.. Ek bar merit nikal gye to ise koi b rok nhi lag sakti hai quki safl condidate k bhrti unka haq hai aur us par koi kuch nahi kr sakta..
ReplyDeletevery good news , Friends....
ReplyDeleteKoi good news do bhai log plz
ReplyDeletejai ho
ReplyDeletejai ho
ReplyDeletekis ki jai kar rahe ho kuch news ho ho to share karo
ReplyDeleteCongratulations !Congratulations Kal merit jare karne ke puri sambhaavna. "upbasieduboard.nic.in" per suchi upload ho gaye hai. if u don't believe pls check it on website.
ReplyDeletesc ne tandan ke final order ane ke bad sunwai karne ko kaha hi
ReplyDeletesc me sunwai kal 22jan ko hi
WEBSITE PAR ABHI UCH NAHI AA RAHA GHUTH BOLNE M JYADA MAJA ATA H KYA
ReplyDeletePls dnt spread rumours pls.if u have confirm news then only share...pls post if anybody knows that tommorow list is going yo published or not....
ReplyDeletethere is not any authentic news from any news source or from the side of govt.dekhte h tommorrow kya hota h or ye log vaise hi galat info yaha likh rahe h..
ReplyDeleteTo kya kal tak Tondan ji ka sara judjement aa jayega kya?? Jo sunvari kal hogi
ReplyDeletehttp://upbasiceduboard.gov.in/dept/district/dlogin.aspx
ReplyDeleteCheck and see somthing new
ReplyDeleteand go to home
ReplyDeleteTHIS IS FOR BTC 2012 rinku ji koi benifit nahi h ye afvahe falane m...
ReplyDeletesana ji press home then see
ReplyDeletesana12 ji press home then see
ReplyDeleteSona12 Check carefully n for ur info this site was made later n this is only for bed candidte
ReplyDeleterinku ji ye link b.t.c. 2012 k lye h.
ReplyDeleteahtsham ali ji then press home button and see
ReplyDeleteYaar is link per kuch der Pehle bed walo ka link tha but now its showing btc. may be they are checking site
ReplyDeleteha ha ha ha ha ha ha h ha ha ha
ReplyDeleteMAJAK HO RAHI H kya jo ha ha kar rahe ho
ReplyDeletenahi sona me to sarkar b.ed. degree holder aur hc sc ke sentences ko pad kar has rha hu bus//.........mera matlab kisi ka dil dukhane ka nahi tha.........sorry for that...
Deleteek to yar vaise hi dimag ki dahi ho rahi is tet k chakar m or ye govt kuck kehne ko tyar nahi ho rahi is hc k decision par samagh nahi aa raha ye sab ho kya raha h
ReplyDeletesab achcha hoga merit kya h aapki?
Deletechinta mat kro sona g bas 1am ka intjar kro.all the best for tetions
ReplyDeleteyar kal aa jaye bus merit to hum sabka bhala ho jaye jai tet jai tet...
ReplyDeletesona g yar kal to12bajkar 1minute par aayega g sure yar.
ReplyDeletegov ne tet pass student k saath khilbad kar rahi hai aur unka khoon chus rahi hai.sarkar ne teacher bharti parkriya ko ek rajnaitik mudda bana liya hai,iska jawab sarkar ko 2014 k election me mil jayega.
ReplyDeletehi SANDIP[9838987107]
ReplyDeletedb ke justice ne apna nirdesh vaapas liya.
S COURT ME SUNVAI nahi huai h court ka final order lekar aane ko kaha.
more detail contact me
breaking news DB ne apna order vapis liya
ReplyDeleteMAURYA G AAP KE NEWS AUTHENTIC HAI YA AAP BHE TIME PASS KAR RAHE HO
ReplyDeleteplz friends publish only authentic news
ReplyDeleteDinesh
ReplyDeleteMaurya marchod tere pass kya jaj khud kahne aaye the
sale tet balo se maja le rahe h maderchod
ReplyDeletePlease btaiye ki kuch pata chala kya kal merit list ayegi ya nahi
ReplyDeletekal merit list jari hogi. Diet k ek karmchari ne bataya. Usne kaha ki marit list na publish krne ki koi chuchna hamare paas nahi aayi hai atah ham list kal publish kr denge. @
ReplyDeleteleo ab servent bhi news publish karne lage wah bhai wah kya jamana aa gya h?
Deletemerit list aa gaye hai
ReplyDeletekahan aa gayi mere bhai
ReplyDeleteHELLO LIST JAARI HO GAYI HAI
ReplyDeleteHELLO LIST JAARI HO GAYI HAI.
ReplyDeleteJIS SITE PAR FORM FILLUP KIYA THA USI KO CLICK KARE
ReplyDeleterajeev ji site batane ka kast kare
ReplyDeleteWWW.UPBASICEDUBOARD.GOV.IN
ReplyDeletemaderchod.com
ReplyDeletemerit list jari ho gayi hai....
ReplyDeleteupbasiceduboard.nic par login karen.....
aaj ki authentic news batao plz
ReplyDeletesitapur ka gen gurank kitna h?
ReplyDeletePareshan no ho dear
ReplyDeleteI m SC Sr. Advocate
SC ab es job ko stay karne wali hai
Post ko fill kiya jayaga lekan without tet.
Hi TET frndz !
ReplyDeleteArre aap sab log itne kyu pareshan hain ............... mai apne un sabhi frndz se request karoonga ke wo na to daren aur na hi doosron ko darayen............. Zara aap log khud sochiye ke kewal Rank pata chal jaane se koi kaise bata sakta hai ke kiska kahan hoga ...aur kahan nahi........ Sitapur ke peechhe sab log pade hain ...hum usi ka example dete hai .....poore UP me 72825 seats hain...aur sitapur me 6400 ...iska matlab 72825-6400= 66425 seats to baaki zilon ki hai na..... to sitapur se in 66425 aavedako ko hata dijiye ..........phir apni rank ko read kijiye ...........doosri baat ...kisi ko nahi pata ke kitne aavedan farzi hain ...kisne kahan kahan se apply kiya hai ..... kaun first councelling me kahan jaaega ........ is liye doosro se poochhna band kijiye ....aur 2 ya 3 din intezar kijiye ......cut off merit aane ke baad hum sabhi dekh sakenge k kaun kahan stand kar raha hai............. iske alawa jaise jaise top gudaank wale apni seats lock karte jaaenge waise hi anya zilo se unke aavedan khud hi nirast hote jaaenge aur meirt neeche aati jaaegi ........ GEN me 60 tak rank wale ...OBC me 55 tak Rank wale Ummid mat Chhoden aur kisi ke kahne me na aayen ........ shad8762@gmail.com (FACEBOOK) ............ CNTCT- 9307476428
Dear TET frndz !
ReplyDeleteThis is Shadab from Kanpur !
VERY VERY IMPORTANT Information regarding Councelling****************
Humare TET frndz ke councelling se related kuchh important sawal …..aur Basic shiksha sachiv Sh. Sanjay Sinha ji ke jawaab*************************
Ques-1 - Kya abhyarthi ek se adhik zilon me councelling me hissa le sakta hai ?
Ans :- NO , Ek zile me councelling me bhaag lene ke baad abhyarthi ko basic shiksha parishad ki or se jaari rank se BAAHAR kar diya jaaega. Isliye abhyarthi apni rank aur zile me khali seats aur cut off ke aadhar par decide karen k kis zile me councelling me bhag lena hai.*************************************************
Ques-2- Yadi kisi abhyarthi ko lagta hai k uske anko ke anusaar usko rank nahi mili hai to wo kya kare ?
Ans :- Agar kisi abhyarthi ko lagta hai ke uske saath nyaay nahi hua hai to wo apni samasya ko lekar COUNCELLING SE PAHLE “BSA” ki or se gathit councelling commeti ke saamne apni baat rakh sakta hai**********************************************************************
Ques- 3 :- Abhyarthi ke apne zile me achchhi rank nahi mili hai aur doosre zile me achchhi rank mili hai to wo kahan councelling karaaye ?
Ans:- Zile me khaali seats , Zilewaar jaari cut off aur apni rank ke aadhar par abhyarthi zile ka chunao Karen . EK BAAR COUNCELLING ME BHAAG LENE KE BAAD DOOSRE ZILE ME MAUKA NAHI MILEGA ********************************************************************************
Ques- 4 – PAHLE DAUR KI COUNCELLING ME RANK AANE KE BAAD BHI USME SHAAMIL NAHI HONE PAR KYA DOOSRE CHARAN ME AVSAR MILEGA ???????????
Ans :- “Yadi abhyarthi ka naam councelling ki shreni me aata hai aur wo usme shaamil nahi hota to US ZILE ME USE DOBARA MAUKA NAHI MILEGA****************************
Basic Shiksha sachiv Shri SANJAY SINHA ne Allahabad k ek famous newspaper me TET abhyarthiyon ke sawaalon ke jawaab me ye sab kaha hai …………….. agar aap sab ko meri baato pe vishwaas na ho to bilkul bhi VISHWAS na kariye …….. Sach ka pata khud lagaiye….. THANX…………shad8762@gmail.com(FACEBOOK)…….cntct:- 9307476428
My Calculation for ....Kushinagar , Behraaich , Gonda , and Sitapur*********
ReplyDelete***********************************************************
My cousin's gudaank is 67.94 (GENERAL)..and HE IS SAFE IN THESE FOUR DISTT.
67.94 (GENERAL)
Rank in KUSHINAGARr - 2911/4000 .... It means Cutt off= 67.0 approx
Rank in BEHRAAICH - 3226/4000 .... It means Cutt off= 67.6 approx
Rank in GONDA - 3702/4000 .... It means Cutt off= 67.8 approx
Rank in SITAPUR - 6176/6400 .... It means Cutt off= 67.9 approx
*******************************************************
NOW ITS CLEAR THAT THE CUT OFF (GENERAL) OF
KUSHINAGAR=67.0 (GENERAL)approx
BEHRAAICH = 67.6 (GENERAL)approx
GONDA = 67.8 (GENERAL)approx
SITAPUR = 67.9 (GENERAL)approx ***************************************************************shad8762@gmail.com (FACEBOOK)......cntct- 9307476428
Hi TET Frndz ! ………
ReplyDeleteAap sab kaise hain ? ….. Sabse pahle mai ye kahna chaahoonga ke mere sabhi Tet frndz ko agar meri koi baat buri lagi ho ya mere behaviour aur baton se takleef hui ho to I M EXTREMELY SORRY ! mujhe maaf kar dijiyega ! *****************************
AB KUCHH ZAROORI BAATEN:-*******************
1-High court ne over age walo ko 31 Jan tak aavedan karne ka aadesh de diya hai .. Clear hai ke ab to CUT OFF 30 Jan ko aana sambhav nahi. Ab dekhiye ke kya hota hai ! ******************
2- Mere kuchh frndz ne bina naye NIVAS pramad patra ke hi aavedan kar diya . Ab ve sab pareshan hai ke kya Karen !. Actually sabhi ko pata hai ke NIVAS pramad patra aavedan ki tithi se pahle ka hona chahiye tha aur 6 mahine se adhik purana nahi hona chahiye….magar aise logo ne bhi aavedan kar diye jinke pass NIVAS pramad patra 1 ya 2 saal puraane hain. ….Isliye ab DIET jaakar zaroor pata kariye ke 6 mahine se zyada purana NIVAS chalega ya nahi.! ****************************
3-Jin logo ne aavedan karne me galtiyan kar di thi unse PRATYAVEDAN ke liye kaha gaya hai , magar ab ve sab pareshan hain ke PRATYAVEDAN KAHAN KAREN AUR KAISE KAREN !waise pratyavedan kaise karna hai ye mai yahan batana sahi nahi samjhta kyu ke aap sab ko to pata hi hoga ! Iske liye bhi sahi jankari zaroori hai q k mauka baar baar nahi milega ! *****************************
4- Councelling me GEN walo ke liye keval 36000 seats hain magar ve sab nuksan me hain q k GEN walo ki list me OBC aur SC \ST ke Toppers bhi aa jaayenge jabki unhe apni category me to sthan milna hi hai . yahi wajah hai ke sabhi zilo me GEN walo ko 1 pad par 1 , OBC aur Anya ko 1 pad par 3-3 log bulaae jaaenge . ****************************
5- MERIT HUMARI UMMIDO SE HI BAHOT HIGH HO CHUKI HAI. Sabse mushkil me GEN wale hain . Pahli cnllng ke baad hi pata chalega ke GEN me 63 gudaank tak merit giregi bhi ya nahi . isi tarah OBC me 58 tak jana bhi mushkil hota dikh raha hai. *************************************
6- Aap sab ne jinhe councllng me jana hai ab tak to bataye gaye praoop ke anusar 10-10 rs. Ke stamp paper pe halafnaama to banwa hi liya hoga. ***********************************
7- humne 4 zilon me anumaanit CUT OFF aap ogo ko bata hi diye the(SITAPUR, KUSH NAGAR , GONDA & BEHRAAICH [sabhi 67.8(approx)] aur baaki zilo ke CUT OFF bhi humne calculate kar liye hain magar unhe abhi batana JALDBAAZI hogi………………. *********************************
Aapka TET frnd …….SHADAB (KANPUR)……….shad8762@gmail.com(FACEBOOK)……….cntct-9307476428 (plz plz don’t call….agar aap kuchh kahna ya poochhna chahte hain then send only SMS with ur name & Distt.)