You can see information on following link ( UP Basic Edu Dept Website ) -
http://upbasiceduboard.gov.in/
http://upbasiceduboard.gov.in/for%20web/vacdoc3.pdf
Directions for counselling - http://upbasiceduboard.gov.in/for%20web/consdoc2.pdf
For any confusion, you can contact to concerned dept's helpline number.
It appears merit list etc preparation work is going on website as changes occurs on website.
UP Basic Edu Dept Website Displays like as now ( Lagta hai website par Merit List aane ke changes shuru ho gaye hain ) -
abi to site par error a rha hai
ReplyDelete403 error aa rah hai
ReplyDeletePls btaiye saharanpur ki merit kitni hai site to error show kr rahi hai
ReplyDeleteshilpa g mene kha tha kal merit list aayegi dekho aa gayi site kuchha error dikha rhi hai.
ReplyDeleteabhi koi mrt out nhi hui
ReplyDeleteThanks manjesh...yes u were right...all the best
ReplyDelete.
bhi koi list out nhi hui
ReplyDeleteye prakriya abhi band h,.............. ye likha aa rha h Roll. no. or D.O.B bharne k baad site par
ReplyDeletebhaiyo site error show kr rhi h.. Ab bechaini bdh rhi h.. Kya hoga??
ReplyDeleteDownloading process is going on. Merit will display very soon
ReplyDeleteBarah baje ke bad khulegi site...loading ho rahi hai...hope ki aj rat tak merit list a jaye...inshaallah
ReplyDeleteweb testing process men hai
ReplyDeleteO God pls yr bharti karvo do nahi to suicide k alava aur koi chats nahi h hum to barbad hbgaya
ReplyDeleteye prakriya abhi band h,.............. ye likha aa rha h Roll. no. or D.O.B bharne k baad site par
ReplyDeleteThanks GOD u r great
ReplyDeleteBalraj sabre karo sab theek hoga
ReplyDeleteRajput bahi ap khan se ho
DeleteBijnor se
ReplyDelete403 dadabase concting error hai
ReplyDeletesee at www.botanyias.blogspot.com
ReplyDeleterank of one student
abhi koi mrt out nhi hui......!!
ReplyDeletekya 83-89 walo ko genral me rakha gaya hai? any one give me information about this matter
ReplyDeleteHi \
ReplyDeletepls help me anyone
maine apna registration slip print nhi karwaya tha. Final application ki printout hai. Ab main registration slip kaha se nikalwa sakta huin. Counseling me jarurat padegi.
Gaurishankar ki kripa hogi to merit list ayegi. Maine suna hai ki bed walo ka naya g.o. Aya hai so change ho raha hai. Yadi kahi ki koi location aa gai ho to bataoooo.
ReplyDeletevinode ji kya apne ek bhe registration ki copy nhe nikali agar nhe to koi bat nhe kisi or ki copy ko le kar us par se uske nam ki jaghe apna nam or data dal kar photostate karba lo es me dimag laga lo prbhu ji kepa karenge
ReplyDeleteThanks rahul ji...
ReplyDeleteAgar 2012 valo ko samil nahi kiya to sunami aa jayegi.
ReplyDeleteSaharanpur ki kitni gayi hai merit pls btao
ReplyDeleteplz last cutoff kya gaya hai? anyone tell
ReplyDeletexxc
ReplyDeletexxc
ReplyDeletePls btao koi kitni hai saharanpur ki cut off pls pls
ReplyDeleteYE TO KUT OF MERIT NHE A RHE
ReplyDeletekewal rank dikhane se kuchh pata nahi chal raha hai. pl yah batao ki cut of merit kaise dekha jay
ReplyDeleteRANK 310542 HAI JOUNPUR ME....PLS SAY HOW TO GO THERE..
ReplyDeleteIS RANK SE KUCH SAMAJH NAHI AA RAHA,,,....PLS SAY SOMETHING
ReplyDeleteArvind jaiswal ji aapka gunank kitna hai ?
ReplyDeleteHi TET frndz !
ReplyDeleteArre aap sab log itne kyu pareshan hain ............... mai apne un sabhi frndz se request karoonga ke wo na to daren aur na hi doosron ko darayen............. Zara aap log khud sochiye ke kewal Rank pata chal jaane se koi kaise bata sakta hai ke kiska kahan hoga ...aur kahan nahi........ Sitapur ke peechhe sab log pade hain ...hum usi ka example dete hai .....poore UP me 72825 seats hain...aur sitapur me 6400 ...iska matlab 72825-6400= 66425 seats to baaki zilon ki hai na..... to sitapur se in 66425 aavedako ko hata dijiye ..........phir apni rank ko read kijiye ...........doosri baat ...kisi ko nahi pata ke kitne aavedan farzi hain ...kisne kahan kahan se apply kiya hai ..... kaun first councelling me kahan jaaega ........ is liye doosro se poochhna band kijiye ....aur 2 ya 3 din intezar kijiye ......cut off merit aane ke baad hum sabhi dekh sakenge k kaun kahan stand kar raha hai............. iske alawa jaise jaise top gudaank wale apni seats lock karte jaaenge waise hi anya zilo se unke aavedan khud hi nirast hote jaaenge aur meirt neeche aati jaaegi ........ GEN me 60 tak rank wale ...OBC me 55 tak Rank wale Ummid mat Chhoden aur kisi ke kahne me na aayen ........ shad8762@gmail.com (FACEBOOK) ............ CNTCT- 9307476428
Dear TET frndz !
ReplyDeleteThis is Shadab from Kanpur !
VERY VERY IMPORTANT Information regarding Councelling****************
Humare TET frndz ke councelling se related kuchh important sawal …..aur Basic shiksha sachiv Sh. Sanjay Sinha ji ke jawaab*************************
Ques-1 - Kya abhyarthi ek se adhik zilon me councelling me hissa le sakta hai ?
Ans :- NO , Ek zile me councelling me bhaag lene ke baad abhyarthi ko basic shiksha parishad ki or se jaari rank se BAAHAR kar diya jaaega. Isliye abhyarthi apni rank aur zile me khali seats aur cut off ke aadhar par decide karen k kis zile me councelling me bhag lena hai.*************************************************
Ques-2- Yadi kisi abhyarthi ko lagta hai k uske anko ke anusaar usko rank nahi mili hai to wo kya kare ?
Ans :- Agar kisi abhyarthi ko lagta hai ke uske saath nyaay nahi hua hai to wo apni samasya ko lekar COUNCELLING SE PAHLE “BSA” ki or se gathit councelling commeti ke saamne apni baat rakh sakta hai**********************************************************************
Ques- 3 :- Abhyarthi ke apne zile me achchhi rank nahi mili hai aur doosre zile me achchhi rank mili hai to wo kahan councelling karaaye ?
Ans:- Zile me khaali seats , Zilewaar jaari cut off aur apni rank ke aadhar par abhyarthi zile ka chunao Karen . EK BAAR COUNCELLING ME BHAAG LENE KE BAAD DOOSRE ZILE ME MAUKA NAHI MILEGA ********************************************************************************
Ques- 4 – PAHLE DAUR KI COUNCELLING ME RANK AANE KE BAAD BHI USME SHAAMIL NAHI HONE PAR KYA DOOSRE CHARAN ME AVSAR MILEGA ???????????
Ans :- “Yadi abhyarthi ka naam councelling ki shreni me aata hai aur wo usme shaamil nahi hota to US ZILE ME USE DOBARA MAUKA NAHI MILEGA****************************
Basic Shiksha sachiv Shri SANJAY SINHA ne Allahabad k ek famous newspaper me TET abhyarthiyon ke sawaalon ke jawaab me ye sab kaha hai …………….. agar aap sab ko meri baato pe vishwaas na ho to bilkul bhi VISHWAS na kariye …….. Sach ka pata khud lagaiye….. THANX…………shad8762@gmail.com(FACEBOOK)…….cntct:- 9307476428
My Calculation for ....Kushinagar , Behraaich , Gonda , and Sitapur*********
ReplyDelete***********************************************************
My cousin's gudaank is 67.94 (GENERAL)..and HE IS SAFE IN THESE FOUR DISTT.
67.94 (GENERAL)
Rank in KUSHINAGARr - 2911/4000 .... It means Cutt off= 67.0 approx
Rank in BEHRAAICH - 3226/4000 .... It means Cutt off= 67.6 approx
Rank in GONDA - 3702/4000 .... It means Cutt off= 67.8 approx
Rank in SITAPUR - 6176/6400 .... It means Cutt off= 67.9 approx
*******************************************************
NOW ITS CLEAR THAT THE CUT OFF (GENERAL) OF
KUSHINAGAR=67.0 (GENERAL)approx
BEHRAAICH = 67.6 (GENERAL)approx
GONDA = 67.8 (GENERAL)approx
SITAPUR = 67.9 (GENERAL)approx ***************************************************************shad8762@gmail.com (FACEBOOK)......cntct- 9307476428
Hi TET Frndz ! ………
ReplyDeleteAap sab kaise hain ? ….. Sabse pahle mai ye kahna chaahoonga ke mere sabhi Tet frndz ko agar meri koi baat buri lagi ho ya mere behaviour aur baton se takleef hui ho to I M EXTREMELY SORRY ! mujhe maaf kar dijiyega ! *****************************
AB KUCHH ZAROORI BAATEN:-*******************
1-High court ne over age walo ko 31 Jan tak aavedan karne ka aadesh de diya hai .. Clear hai ke ab to CUT OFF 30 Jan ko aana sambhav nahi. Ab dekhiye ke kya hota hai ! ******************
2- Mere kuchh frndz ne bina naye NIVAS pramad patra ke hi aavedan kar diya . Ab ve sab pareshan hai ke kya Karen !. Actually sabhi ko pata hai ke NIVAS pramad patra aavedan ki tithi se pahle ka hona chahiye tha aur 6 mahine se adhik purana nahi hona chahiye….magar aise logo ne bhi aavedan kar diye jinke pass NIVAS pramad patra 1 ya 2 saal puraane hain. ….Isliye ab DIET jaakar zaroor pata kariye ke 6 mahine se zyada purana NIVAS chalega ya nahi.! ****************************
3-Jin logo ne aavedan karne me galtiyan kar di thi unse PRATYAVEDAN ke liye kaha gaya hai , magar ab ve sab pareshan hain ke PRATYAVEDAN KAHAN KAREN AUR KAISE KAREN !waise pratyavedan kaise karna hai ye mai yahan batana sahi nahi samjhta kyu ke aap sab ko to pata hi hoga ! Iske liye bhi sahi jankari zaroori hai q k mauka baar baar nahi milega ! *****************************
4- Councelling me GEN walo ke liye keval 36000 seats hain magar ve sab nuksan me hain q k GEN walo ki list me OBC aur SC \ST ke Toppers bhi aa jaayenge jabki unhe apni category me to sthan milna hi hai . yahi wajah hai ke sabhi zilo me GEN walo ko 1 pad par 1 , OBC aur Anya ko 1 pad par 3-3 log bulaae jaaenge . ****************************
5- MERIT HUMARI UMMIDO SE HI BAHOT HIGH HO CHUKI HAI. Sabse mushkil me GEN wale hain . Pahli cnllng ke baad hi pata chalega ke GEN me 63 gudaank tak merit giregi bhi ya nahi . isi tarah OBC me 58 tak jana bhi mushkil hota dikh raha hai. *************************************
6- Aap sab ne jinhe councllng me jana hai ab tak to bataye gaye praoop ke anusar 10-10 rs. Ke stamp paper pe halafnaama to banwa hi liya hoga. ***********************************
7- humne 4 zilon me anumaanit CUT OFF aap ogo ko bata hi diye the(SITAPUR, KUSH NAGAR , GONDA & BEHRAAICH [sabhi 67.8(approx)] aur baaki zilo ke CUT OFF bhi humne calculate kar liye hain magar unhe abhi batana JALDBAAZI hogi………………. *********************************
Aapka TET frnd …….SHADAB (KANPUR)……….shad8762@gmail.com(FACEBOOK)……….cntct-9307476428 (plz plz don’t call….agar aap kuchh kahna ya poochhna chahte hain then send only SMS with ur name & Distt.)
Hi TET frndz !
ReplyDeleteAgar aap sab online voting me vishwaas karte hain to maine kuchh analyse kiya hai aur wo sab aap ko batana chahoonga……………
Sabhi ke Gudaank ke liye online voting me 13479 TET cnddts ne VOTE kiya aur apne gudaank bataye Unki details ke anusar ****** ********
73+ wale 433 cnddts*********
72+ wale 48 cnddts*********
71+ wale 101 cnddts*********
70+ wale 162 cnddts*********
69+ wale 211 cnddts*********
68+ wale 297 cnddts*********
67+ wale 345 cnddts*********
66+ wale 412 cnddts*********
65+ wale 588 cnddts*********
64+ wale 707 cnddts*********
63+ wale 1083 cnddts***************************************
AB YAHAN PAR HUM RUKENGE *****kyu ke zara dhyaan dijiyega ke 63+ gudaank tak total cnddts 4387 hain …..matlab TOTAL 13479 cnddts me 4387 cnddts 63+ gudaank wale hain…iska matlab hua k TOTAL cnddts ke 32.5% cnddts 63+ gudaank wale hain .*******************
Magar in bhartiyon me total candidates 225000 (approx) aur TOTAl seats 72825 hain ***********
Ab thoda mathematics ka use karenge ******* Total cnddts 225000 ka 32.5% = 73125 cnddts aur MATLAB 73125 CNDDTS KA GUDAANK 63+ HAI *****JAB KI TOTAL SEATS 72825 HI HAI ************
To agar aap online voting me vishwaas karte hain to my frnds clear hai ke GEN walo me 63+ gudaank tak hi merit jaati dikh rahi hai ………..*****************
DUA YE KARIYE KE IN AAVEDAKO ME 10% SE 20% AGAR FARZI HAIN TO SHAYAD GEN GUDAANK KA CUT OFF 60 TAK JAAYE ……SHAYAD *****************
ab baaki to aap khud hi samajh sakte hain ……………… (humne ye aankde “sarkari naukri.com” ki gudaank online voting se liye hain….YE MERA APNE AANKDE NAHI HAIN) ******************
shad 8762@gmail.com(FACEBOOK).......cntct- 9307476428 (plz plz don’t call**** agar aap kuchh kahna ya poochhna chahte hai to SMS kar sakte hain) thanks