/* remove this */ Blogger Widgets /* remove this */

Saturday, January 19, 2013

UPTET / Allahabad Highcourt : बीएड धारकों के लिए टीईटी अनिवार्य करने के प्रावधान को खारिज कर दिया

UPTET / Allahabad Highcourt : बीएड धारकों के लिए टीईटी अनिवार्य करने के प्रावधान को खारिज कर दिया

*******************
To Join My Group on Facebook, Click Here ->>>> 



******************

इलाहाबाद : इलाहाबाद उच्च न्यायालय ने बीएड डिग्री धारकों को प्राथमिक शिक्षक बनने का अंतिम मौका दिया है। न्यायालय की खंडपीठ ने राज्य सरकार द्वारा बीएड धारकों के लिए टीईटी अनिवार्य करने के प्रावधान को खारिज कर दिया है। इसके साथ ही वर्तमान में चल रही 72 हजार शिक्षकों की नियुक्ति प्रक्रिया में बीएड धारकों द्वारा आवेदन करने के रास्ते खुल गए हैं। न्यायालय ने इसके लिए राज्य सरकार को तत्काल अधिसूचना जारी करने, इसका प्रदेश के अंदर व बाहर व्यापक प्रचार प्रसार कराने तथा ऐसे अभ्यर्थियों को आवेदन के लिए कम से कम 15 दिन का समय देने का निर्देश दिया है। ज्ञातव्य है कि प्रदेश सरकार ने शिक्षा का अधिकार कानून 2009 के तहत अपने यहां निर्धारित शैक्षिक योग्यता वाले अभ्यर्थियों की भारी कमी बताते हुए न्यूनतम योग्यता में छूट देने का अनुरोध किया था। केन्द्र सरकार ने इस क्रम में उन्हें एक जनवरी 2012 तक बीएड धारकों को भी प्राथमिक शिक्षकों की भर्ती के लिए योग्य मानने की अनुमति दे दी थी। एक जनवरी 2012 तक चयन न हो पाने के बाद प्रदेश सरकार ने एक बार फिर उक्त समय सीमा बढ़ाने का अनुरोध किया था। इस अनुरोध के क्रम में केन्द्र सरकार ने समय सीमा को 31 मार्च 2014 तक के लिए बढ़ा दिया था। इसमें कई शर्ते रखीं गईं थीं। इसके अनुसार यह छूट सिर्फ एक ही बार दी जा रही है। मार्च 2014 तक राज्य सरकार को न्यूनतम योग्यता देने वाले संस्थानों की संख्या व क्षमता में इस कदर इजाफा कर लेना है जिससे कि पर्याप्त संख्या में शिक्षक मिल सकें। साथ ही इस छूट के तहत चयनित बीएड डिग्री धारकों को चयन के बाद एनसीटीई द्वारा निर्धारित छह माह का विशेष प्रशिक्षण देना भी अनिवार्य होगा। केन्द्र सरकार के इस निर्देश के क्रम में राज्य सरकार ने पिछले दिनों घोषित 72 हजार रिक्तियों में सिर्फ टीईटी उत्तीर्ण को ही आवेदन करने की अनुमति दी थी। इसके खिलाफ अभ्यर्थियों ने उच्च न्यायालय में अपील की थी। इस अपील पर न्यायालय ने प्राथमिक शिक्षकों के लिए टीईटी की अनिवार्यता को समाप्त करने से इंकार कर दिया है। साथ ही इस बार केन्द्र सरकार द्वारा दी गई छूट के क्रम में बीएड डिग्री धारकों को बिना टीईटी के ही आवेदन करने की छूट दे दी है। इस आदेश से बीएड धारक लाखों छात्रों को प्राथमिक शिक्षक बनने का अंतिम मौका मिल गया है। शिक्षा के अधिकार अधिनियम 2009 के तहत प्राथमिक शिक्षकों के लिए न्यूनतम शैक्षिक योग्यता में परिवर्तन हो जाने के चलते अब नए बीएड डिग्री धारक

News Source : Jagran (19.1.13)
*********************************
Yesterday I have given interpretation of DB (Double Bench - Allahabad Highcourt) hearing details and some candidates objected and saying - Aap dhyan se paden

I felt they are thinking about - Single Bench decision  and may be misconceived. 

See above news which is similar with my interpretation.

54 comments:

  1. sarkar to thi hi ,ab to high court ka judge usse bhi bada nikla chor..............

    ReplyDelete
  2. Ab tet +acadmic dono log mil jaye or bed walo ko bahar karane ke liye 105 ho jay or tet weightage ki bat kare taki ye log bahar ho jaye

    ReplyDelete
  3. http://sphotos-f.ak.fbcdn.net/hphotos-ak-ash3/582595_406116582810007_950351525_n.jpg

    ReplyDelete
  4. Ab tet +acadmic dono log mil jaye or bed walo ko bahar karane ke liye 105 ho jay or tet weightage ki bat kare taki ye log bahar ho jaye ab tet ka number judana bahut jaruri ha

    ReplyDelete
  5. jin kionline form bharne main jo galti thi us ka vigapan aa giya hain

    ReplyDelete
  6. jin kionline form bharne main jo galti thi us ka vigapan aa giya hain

    ReplyDelete
  7. jin kionline form bharne main jo galti thi us ka vigapan aa giya hain

    ReplyDelete
  8. all tet fail have very good mark in acedmic

    ReplyDelete
  9. Dear blog editor ye batayen ki jab dono judges ne sari special appeals ko 3 broad catagory m divide kar diya tha
    1- btc 2004
    2-
    vbtc 2007-2008 and
    3- urdu btc
    to fir wo jo decesion diya h wo kewal inhi k liye to denge. agar b.ed without tet ka koi case aaya hi nahi h fir bhi wo only b.ed k liye decesion denge.
    ye decesion vbtc k liye h
    aur ncte k jis para ki bat kar rahe hain usme ye kaha gaya h ki graduate with B.ed ko aap 1-5 m teacher bana sakte h usme ye kahin nahi likha h ki bina TET pass candidates ko. jis bhi state m recruitment hui h wo tet pass ki hi hui h.
    agar cental gov ka notification tet ki chut deta to har saal Ctet and state tet kyun hote.
    aur fir state tet ki kya jarurat thi.
    jara socho ki btc/sbtc ko tet anivarya h aur b.ed ko chut di ja sakti h?
    plz think about it aur sarkar jo karna chahti h wahi news paper m nikalwa rahi h.
    YE GOV TO SARKAR AANE SE PEHLE HI TET KA VIRODH KAR RAHI H.
    AGAR AISA KUCH HOTA H TO SUPREME COURT HI NYAY KAREGA LEKIN SARKAR KI BHARTI 2014 TAK TALNE KI MNSHA PURI HO JAYEGI.
    YE DECESION TO UNHI K LIYE H JINHONE WRIT LAGAYI THI(BTC/VBTC/URDU BTC)

    ReplyDelete
  10. Dear blog editor ye batayen ki jab dono judges ne sari special appeals ko 3 broad catagory m divide kar diya tha
    1- btc 2004
    2-
    vbtc 2007-2008 and
    3- urdu btc
    to fir wo jo decesion diya h wo kewal inhi k liye to denge. agar b.ed without tet ka koi case aaya hi nahi h fir bhi wo only b.ed k liye decesion denge.
    ye decesion vbtc k liye h
    aur ncte k jis para ki bat kar rahe hain usme ye kaha gaya h ki graduate with B.ed ko aap 1-5 m teacher bana sakte h usme ye kahin nahi likha h ki bina TET pass candidates ko. jis bhi state m recruitment hui h wo tet pass ki hi hui h.
    agar cental gov ka notification tet ki chut deta to har saal Ctet and state tet kyun hote.
    aur fir state tet ki kya jarurat thi.
    jara socho ki btc/sbtc ko tet anivarya h aur b.ed ko chut di ja sakti h?
    plz think about it aur sarkar jo karna chahti h wahi news paper m nikalwa rahi h.
    YE GOV TO SARKAR AANE SE PEHLE HI TET KA VIRODH KAR RAHI H.
    AGAR AISA KUCH HOTA H TO SUPREME COURT HI NYAY KAREGA LEKIN SARKAR KI BHARTI 2014 TAK TALNE KI MNSHA PURI HO JAYEGI.
    YE DECESION TO UNHI K LIYE H JINHONE WRIT LAGAYI THI(BTC/VBTC/URDU BTC)

    ReplyDelete
  11. Dear blog editor ye batayen ki jab dono judges ne sari special appeals ko 3 broad catagory m divide kar diya tha
    1- btc 2004
    2-
    vbtc 2007-2008 and
    3- urdu btc
    to fir wo jo decesion diya h wo kewal inhi k liye to denge. agar b.ed without tet ka koi case aaya hi nahi h fir bhi wo only b.ed k liye decesion denge.
    ye decesion vbtc k liye h
    aur ncte k jis para ki bat kar rahe hain usme ye kaha gaya h ki graduate with B.ed ko aap 1-5 m teacher bana sakte h usme ye kahin nahi likha h ki bina TET pass candidates ko. jis bhi state m recruitment hui h wo tet pass ki hi hui h.
    agar cental gov ka notification tet ki chut deta to har saal Ctet and state tet kyun hote.
    aur fir state tet ki kya jarurat thi.
    jara socho ki btc/sbtc ko tet anivarya h aur b.ed ko chut di ja sakti h?
    plz think about it aur sarkar jo karna chahti h wahi news paper m nikalwa rahi h.
    YE GOV TO SARKAR AANE SE PEHLE HI TET KA VIRODH KAR RAHI H.
    AGAR AISA KUCH HOTA H TO SUPREME COURT HI NYAY KAREGA LEKIN SARKAR KI BHARTI 2014 TAK TALNE KI MNSHA PURI HO JAYEGI.
    YE DECESION TO UNHI K LIYE H JINHONE WRIT LAGAYI THI(BTC/VBTC/URDU BTC)

    ReplyDelete

  12. Are Bhai Jab NCTE ke regulation ko dhyan se padaa gayaa to ek nayee baat nikal kar aayeee aur vhe naye logon ko bhee puraa mokaa detee hai

    aur vaise writs kee sankhyaa nahut saareee theee. Broad category ka ye matlab nahin kee ye hee prashn hain

    Aap judhment dhyaan se paden , usmein ek ek shabd kee vyakhyaa keee gayeee with dictionary.

    Aur usee ke aadhar par aisa saamne nikal kar aayaa hai.

    Ho sakta hai kee SC aur bhee gehrayeee se visleshan kar kuch naya saamne laye

    What I felt -
    Filhaal abhee jo saamne hai, useee ko manna padegaa.










    ReplyDelete
  13. samagh nahi aa raha sale ye judge pagal ho gaye h ya news paper vale..

    ReplyDelete
  14. writ karne valon mein ek sampoornanand kee ladkee kee degree kee validity bhee uthee, aur uska koee full bench dwara nirnay honaa hai

    ReplyDelete
  15. Shadab Bhai -

    Single Bench ke decision Double Bench Badal Saktaa hai

    Warna Higher(Apex) Court , Double Bench ka kya matlab rahegaaa

    ReplyDelete
  16. Even Supreme Court ke judgement kee Review Petition bheee hotee hai

    ReplyDelete
  17. DEAR FRIEND THIS IS ABSOLUTELY WRONG INFORMATION,WHY U MISSGUDE THE APPLICANT PLEASE BE RESPONSIBLE.DON'T SPREAD FAKE RUMOURS.

    ReplyDelete
  18. Dosto... Ab keval Supreme Court se yahi maang karni hogi ki 72825 prt post ke liye apply karne ki time limit close ho gayi hai aur high court ka ye decision baad me aaya hai isliye in B.Ed pass candidates ko iss 72825 prt post ke liye apply karne ka mauka nahi diya jana chahiye balki inke liye UP govt ko alag se Post nakale jane ka jaldi se aadesh hona chahiye, Isse na toh present UPTET-2011 pass candidates ke hito par koi prabhav padega aur na hi in Only B.Ed pass candidates ke hito par, Main sochta hu ki Supreme Court jaroor present 72825 prt ki iss bharti ki samvedansilta ko dhyan me rakhkar aisa nirney jaroor de sakta hai, Aur yahi ab iss matter ka solution ho sakta hai, What you think friends???

    ReplyDelete
  19. Ye sarkar nahi chahti ki abhi bharti ho. election me bhasano me yah bhi ek mudda hoga ki hamne bharti ki dhan bata aur laptop tablate bante. yah saale chor yah kabhi nahi kahenge ki ye paisa unhono apne baaplogo se jhuth bolkar liya hai.Ye court to uska bhi baap hai jo apni baat ko bhi nahi sweekarta. kabhi vigyapan rad karta hai to agle pal age wale shamil. kabhi tet anivarya to kabhi nahi.Ye sale sab milkar apni ma bahan ek kar rahe hain.

    ReplyDelete
  20. ya to judge pagla gaye h ya news paper vale..

    ReplyDelete
  21. I think cut-off merit 70-75 ke niche aayega hi Nahin.

    ReplyDelete
  22. are bhai logo hum sabko milkar kuch karna chaiye samgh nahi ata ki kya hoga?humari kismat itni kharab h kya jo ye sab ho rha h hum logo k sath?

    ReplyDelete
  23. pahle court bhi tet tet ga raha tha or ab ye drama?

    ReplyDelete
  24. bhai ap logo me se kisi ne agar hc ka decision padha ho to usme to ye likha h ki central govt ne bed valo ko chut to di h but tet is compulsory to all for becoming the primary teacher. to phir news paper valo ne ye news kaha se di ki bed vale without tet bhar sakte h form

    ReplyDelete
  25. 5-6 lac log aur bharti hetu apply karne ke liye taiyar,Ab general cut-off merit I think 70 se niche nahin ayegi.

    ReplyDelete
  26. mughe to ye lagta h ki ye news paper vale pagal ho gaye h or apni trp badha rahe h bus

    ReplyDelete
  27. ganesh ji ap kese keh rahe ho abhi mughe ye lagta h ki news paper ki nes me kuch or kaha gaya h but unhone bed valo k liye chap diya kyoki aisa kese possible h ki vbtc or btc valo ke liye tet jaruri hoga but bed valo k liye nahi.how is it possible

    ReplyDelete
  28. agar aisa hua ki bed vale bhi is bharti m without tet apply kar sakte h to ye bharti nahi hogi...

    ReplyDelete
  29. Maine Double Bench ka Judgement Allahabad High Court ki site se download kiya hai, judgement ke aakhiri pannon par clearly B.Ed without TET valon ko current bharti me apply karne order diya hai Double Bench ne.Kal Hindustan ne chapa tha Aaj Dainik Jagran ne bhi Chap Diya.

    ReplyDelete
  30. Maine Double Bench ka Judgement Allahabad High Court ki site se download kiya hai, judgement ke aakhiri pannon par clearly B.Ed without TET valon ko current bharti me apply karne ka order diya hai Double Bench ne.Kal Hindustan ne chapa tha Aaj Dainik Jagran ne bhi Chap Diya.UP Govt. Ko 15 dinon ke andar B.Ed without TET valon se avedan lene ka nirdesh diya Double Bench ne.I think aise logo ki sankhya 6 lac ke aaspas within UP.

    ReplyDelete
  31. Dosto... Waise ek baat aur bhi hai jo hamare favour me hai, Isliye darne ki koi jaroorat bhi nahi hai, Lekin iske liye SP govt ka sath aur inki hamare prati Imandari hona jaroori hai. Ye baat yeh hai...

    5 Dec 2012 ko sp govt ke dwara jari kiye gaye addvertizement ke anusar iss 72637 prt post ke liye keval UPTET/CTET pass candidate hi apply kar sakta hai aur apply karne ki dead line bhi over ho gayi hai isliye darne ki koi baat hi nahi hai, High Court ke nirdesho ka palan karna jaroori hai lekin iske liye alag se bhi toh vacancies nikali ja sakti hain, So don't worry friends...

    Thanks !

    ReplyDelete
  32. Dosto... Waise ek baat aur bhi hai jo hamare favour me hai, Isliye darne ki koi jaroorat bhi nahi hai, Lekin iske liye SP govt ka sath aur inki hamare prati Imandari hona jaroori hai. Ye baat yeh hai...


    5 Dec 2012 ko sp govt ke dwara jari kiye gaye addvertizement ke anusar iss 72637 prt post ke liye keval UPTET/CTET pass candidate hi apply kar sakta hai aur apply karne ki dead line bhi over ho gayi hai isliye darne ki koi baat hi nahi hai, High Court ke nirdesho ka palan karna jaroori hai lekin iske liye alag se bhi toh vacancies nikali ja sakti hain, Jyada hua toh isi baat ki writ padegi ki inke liye alag se hi new bharti ka add nikala jaye jiska kuch bhi sambhand in 72637 post se nahi hona chahiye. So jab tak kuch nahi hota hai, don't worry friends...

    ReplyDelete
  33. pataa nhi... kya hoga is desh ka....??? kya nyaypalika hai is desh ki....???? sale gadho ki bharmar hai. pahle tet me ghapla......fir tet 2011 valid....fir court ka decision aane me 1 saal......ki bharti. tet merit se hogi ya acedemic se.....form bhar gaye .......result aane me 3 din baki........fir ek nayaa decision ki B.Ed vale bhi applicable...????
    ek sal se sunvai chal rhi thi tab bouble banch kya kumbhkarn ki neend soyi hui thi. sab kuch ram bharose chod do bhai........

    ReplyDelete
  34. sb sale chor hai. isi bharti m sare uttar pradesh ko lutna chahte hai sale chor....... ab to SC m kebal ALTAMSH KABIR s hi ek hope hai wo hi kuch es 72825 prt teacher ka bhala kr skte hai

    ReplyDelete
  35. dear Friends
    I have read the Division bench judgement of hon'ble high court. As per the order all B.ed candidates are eligible. Although the judgement has been passed in matter pertaining to the Special BTC teacher but the same is valid for all eligible candidate. Now if the govt. want to exclude TET fail candidate they need to file SLP and get the stay from the supreme court .Further the govt. may issue corrigendum in the GO by inserting appropriate provision. this is my interpretation.

    ReplyDelete
  36. dear tet friend-------[SANDIP SHARMA]
    are friend mat pareshaan ho meri baat dhyan se pade aur kuchh ho to mobile se puchh le (Mob No. 9838987107)
    2011 me tet ka exam hone se pahle CM BSP ne ek letter NCTE aur ek letter MHRD Central Govt.ko bheja jisme kaha gaya thaa ki ham tet karwane me asmarth hain aur hame teacher ki bharti karni jaruri hai to bina tet ke bharti karne ki anumati mil jaaye to NCTE aur MHRD ne saaf saaf kah diya tha ki RTI ACT k tahat ab bina tet paas kiye teacher nahi ban sakta (Kapil Sibbal Ne Kaha). aur Mayawati ke is proposal ko cancel kar diya thaa. tab aanan faanan me november 2011 me tet ka exam karke bharti start ki thi. to ab bina tet kaise possible hai. dnt hopeless contact me. 9838987107

    ReplyDelete
  37. dear tet friend-------SANDIP SHARMA
    are friend mat pareshaan ho meri baat dhyan se pade aur kuchh ho to mobile se puchh le (Mob No. 9838987107)
    2011 me tet ka exam hone se pahle CM BSP ne ek letter NCTE aur ek letter MHRD Central Govt.ko bheja jisme kaha gaya thaa ki ham tet karwane me asmarth hain aur hame teacher ki bharti karni jaruri hai to bina tet ke bharti karne ki anumati mil jaaye to NCTE aur MHRD ne saaf saaf kah diya tha ki RTI ACT k tahat ab bina tet paas kiye teacher nahi ban sakta (Kapil Sibbal Ne Kaha). aur Mayawati ke is proposal ko cancel kar diya thaa. tab aanan faanan me november 2011 me tet ka exam karke bharti start ki thi. to ab bina tet kaise possible hai. dnt hopeless contact me. 9838987107

    ReplyDelete
  38. bhai logo ab ek hi kam ho sakta agar manana h to sarkar ka gheraab karo or supreme court me case ko lado bas nai sab kuch khatm samajho

    ReplyDelete
  39. Major Mistake was made by D.B.HC Allahabad-Court is unable to read clause III sub para C where it is mention that 5% relaxation should given in qualifying marks reserved category by athourity. Now question is what is qualifying exam.it is absolutely TET

    ReplyDelete
  40. aap log vyarth hi pareshaan kyu ho rahe ho?ye jo 15 din mein notification nikal kar niyukti dene ki baat kahi gayi hai ye un logo k liye hai jo sbtc training kiye huye hain magar tet fail hain...aur tet passed sbtc training kar chuke logo ke liye nikale gaye vigyapan ke antargat jo apply nahi kar paaye the...HC ne tet ki anivaryata khatm nahi ki balki HC ne to TET ko ulta anivarya hi bataya hai...JARA DHYAN SE DEKHIYE-------केन्द्र सरकार के इस निर्देश के क्रम में राज्य
    सरकार ने पिछले दिनों घोषित 72 हजार
    रिक्तियों में सिर्फ टीईटी उत्तीर्ण
    को ही आवेदन करने की अनुमति दी थी। इसके
    खिलाफ अभ्यर्थियों ने उच्च न्यायालय में
    अपील की थी। इस अपील पर न्यायालय ने
    प्राथमिक शिक्षकों के लिए
    टीईटी की अनिवार्यता को समाप्त करने से इंकार
    कर दिया है। साथ ही इस बार केन्द्र सरकार
    द्वारा दी गई छूट के क्रम में बीएड
    डिग्री धारकों को बिना टीईटी के
    ही आवेदन करने की छूट दे दी है। इस आदेश से
    बीएड धारक लाखों छात्रों को प्राथमिक
    शिक्षक बनने का अंतिम मौका मिल गया है।

    ReplyDelete
    Replies
    1. ismein ye jo neeche ki panktiya hain,ve news paper walo ki mangadant hain,aisa kuchh nahi hai....ye bhi spasht hai ki sbtc training kiye huye tet failed logo ko HC ne isliye mauka diya hai kyuki jab un logo ke liye SBTC training ka jo vigyapan nikala gaya tha usmein TET naam ki koi cheez ki anivaryata nahi thi,kintu baad mein NCTE dvara TET anivarya kar diye jane se aise logo ko sarkar niyukti nahi de rahi thi.....ab aise logo ke liye HC ne 15 din k andar vigyapan nikalkar unko niyukt karne ke aadesh diye hain...jo legal hain.....ye to news papers ki dohari prakriti hai jo ek taraf ye fi dikha rahi hai ki HC ne TET ki anivaryata samapt karne se inkaar kar diya hai aur ye bhi dikha rahi hai ki TET ki anivaryata samapt...kitna hasyaspad hai !....1 hi column mein ye 2 viradhabhaasi baaten hindustani media hi likh sakta hai.....

      Delete
  41. ye court ko kya hua h.ek order me b.t.c aur v.b.t.c karne walo ko tet jaruri.aur ek order me b.ed ke liye tet se choot.kya court ko nahi maloom ki b.ed wale hi v.b.t.c karte h.ye kya hai bhai koi clear karo

    ReplyDelete
  42. ye court ko kya hua h.ek order me b.t.c aur v.b.t.c karne walo ko tet jaruri.aur ek order me b.ed ke liye tet se choot.kya court ko nahi maloom ki b.ed wale hi v.b.t.c karte h.ye kya hai bhai koi clear karo

    ReplyDelete
  43. 1st decide merit in 2011 - TET Merit, 2nd decide merit in 2012 - Acd Merit, And now in 2013 - All B.Ed + TET Fail candidates are elligible. Wah bhai wah ye kaun si govt hai, Jawaab Kya Hai ? Options are-(1)E-Government (2) Idiot Government.

    Friends Reply Please...
    Thanks!

    ReplyDelete
  44. ye judicary govt k kahne pe chal ri he qki sarkar ko kafi paisa mil gaya he aur fir milega

    ReplyDelete
  45. TET ANIBARYA KARNE KO GYAPAN:19.01.2013
    Tet pass students ne fax ke jariye CM ke nam gyapan bheja hai isme shikshak bharti ke liye tet & b.ed holder ko hi patra ghosit karne ki mang ki hai. chhatron ka tark hai ki shikshak banane ke liye tet ko khatma karna tet pass balon ke liye dhokha hoga. esase students andolan karne ko badhya honge gyapan dene balon me Ram ji lal suman' Krishna kumar Singh' Dinesh Kumar' Sunil kumar Navin Kumar & anya samil the.

    ReplyDelete
  46. sale sab ke sab chor.100 me 80 beiman fir bhi mera desh mahan, jai ho

    ReplyDelete
  47. Hi TET frndz !
    Arre aap sab log itne kyu pareshan hain ............... mai apne un sabhi frndz se request karoonga ke wo na to daren aur na hi doosron ko darayen............. Zara aap log khud sochiye ke kewal Rank pata chal jaane se koi kaise bata sakta hai ke kiska kahan hoga ...aur kahan nahi........ Sitapur ke peechhe sab log pade hain ...hum usi ka example dete hai .....poore UP me 72825 seats hain...aur sitapur me 6400 ...iska matlab 72825-6400= 66425 seats to baaki zilon ki hai na..... to sitapur se in 66425 aavedako ko hata dijiye ..........phir apni rank ko read kijiye ...........doosri baat ...kisi ko nahi pata ke kitne aavedan farzi hain ...kisne kahan kahan se apply kiya hai ..... kaun first councelling me kahan jaaega ........ is liye doosro se poochhna band kijiye ....aur 2 ya 3 din intezar kijiye ......cut off merit aane ke baad hum sabhi dekh sakenge k kaun kahan stand kar raha hai............. iske alawa jaise jaise top gudaank wale apni seats lock karte jaaenge waise hi anya zilo se unke aavedan khud hi nirast hote jaaenge aur meirt neeche aati jaaegi ........ GEN me 60 tak rank wale ...OBC me 55 tak Rank wale Ummid mat Chhoden aur kisi ke kahne me na aayen ........ shad8762@gmail.com (FACEBOOK) ............ CNTCT- 9307476428

    ReplyDelete
  48. Dear TET frndz !
    This is Shadab from Kanpur !
    VERY VERY IMPORTANT Information regarding Councelling****************
    Humare TET frndz ke councelling se related kuchh important sawal …..aur Basic shiksha sachiv Sh. Sanjay Sinha ji ke jawaab*************************
    Ques-1 - Kya abhyarthi ek se adhik zilon me councelling me hissa le sakta hai ?
    Ans :- NO , Ek zile me councelling me bhaag lene ke baad abhyarthi ko basic shiksha parishad ki or se jaari rank se BAAHAR kar diya jaaega. Isliye abhyarthi apni rank aur zile me khali seats aur cut off ke aadhar par decide karen k kis zile me councelling me bhag lena hai.*************************************************
    Ques-2- Yadi kisi abhyarthi ko lagta hai k uske anko ke anusaar usko rank nahi mili hai to wo kya kare ?
    Ans :- Agar kisi abhyarthi ko lagta hai ke uske saath nyaay nahi hua hai to wo apni samasya ko lekar COUNCELLING SE PAHLE “BSA” ki or se gathit councelling commeti ke saamne apni baat rakh sakta hai**********************************************************************
    Ques- 3 :- Abhyarthi ke apne zile me achchhi rank nahi mili hai aur doosre zile me achchhi rank mili hai to wo kahan councelling karaaye ?
    Ans:- Zile me khaali seats , Zilewaar jaari cut off aur apni rank ke aadhar par abhyarthi zile ka chunao Karen . EK BAAR COUNCELLING ME BHAAG LENE KE BAAD DOOSRE ZILE ME MAUKA NAHI MILEGA ********************************************************************************
    Ques- 4 – PAHLE DAUR KI COUNCELLING ME RANK AANE KE BAAD BHI USME SHAAMIL NAHI HONE PAR KYA DOOSRE CHARAN ME AVSAR MILEGA ???????????
    Ans :- “Yadi abhyarthi ka naam councelling ki shreni me aata hai aur wo usme shaamil nahi hota to US ZILE ME USE DOBARA MAUKA NAHI MILEGA****************************
    Basic Shiksha sachiv Shri SANJAY SINHA ne Allahabad k ek famous newspaper me TET abhyarthiyon ke sawaalon ke jawaab me ye sab kaha hai …………….. agar aap sab ko meri baato pe vishwaas na ho to bilkul bhi VISHWAS na kariye …….. Sach ka pata khud lagaiye….. THANX…………shad8762@gmail.com(FACEBOOK)…….cntct:- 9307476428

    ReplyDelete
  49. Hi TET Frndz ! ………
    Aap sab kaise hain ? ….. Sabse pahle mai ye kahna chaahoonga ke mere sabhi Tet frndz ko agar meri koi baat buri lagi ho ya mere behaviour aur baton se takleef hui ho to I M EXTREMELY SORRY ! mujhe maaf kar dijiyega ! *****************************
    AB KUCHH ZAROORI BAATEN:-*******************
    1-High court ne over age walo ko 31 Jan tak aavedan karne ka aadesh de diya hai .. Clear hai ke ab to CUT OFF 30 Jan ko aana sambhav nahi. Ab dekhiye ke kya hota hai ! ******************
    2- Mere kuchh frndz ne bina naye NIVAS pramad patra ke hi aavedan kar diya . Ab ve sab pareshan hai ke kya Karen !. Actually sabhi ko pata hai ke NIVAS pramad patra aavedan ki tithi se pahle ka hona chahiye tha aur 6 mahine se adhik purana nahi hona chahiye….magar aise logo ne bhi aavedan kar diye jinke pass NIVAS pramad patra 1 ya 2 saal puraane hain. ….Isliye ab DIET jaakar zaroor pata kariye ke 6 mahine se zyada purana NIVAS chalega ya nahi.! ****************************
    3-Jin logo ne aavedan karne me galtiyan kar di thi unse PRATYAVEDAN ke liye kaha gaya hai , magar ab ve sab pareshan hain ke PRATYAVEDAN KAHAN KAREN AUR KAISE KAREN !waise pratyavedan kaise karna hai ye mai yahan batana sahi nahi samjhta kyu ke aap sab ko to pata hi hoga ! Iske liye bhi sahi jankari zaroori hai q k mauka baar baar nahi milega ! *****************************
    4- Councelling me GEN walo ke liye keval 36000 seats hain magar ve sab nuksan me hain q k GEN walo ki list me OBC aur SC \ST ke Toppers bhi aa jaayenge jabki unhe apni category me to sthan milna hi hai . yahi wajah hai ke sabhi zilo me GEN walo ko 1 pad par 1 , OBC aur Anya ko 1 pad par 3-3 log bulaae jaaenge . ****************************
    5- MERIT HUMARI UMMIDO SE HI BAHOT HIGH HO CHUKI HAI. Sabse mushkil me GEN wale hain . Pahli cnllng ke baad hi pata chalega ke GEN me 63 gudaank tak merit giregi bhi ya nahi . isi tarah OBC me 58 tak jana bhi mushkil hota dikh raha hai. *************************************
    6- Aap sab ne jinhe councllng me jana hai ab tak to bataye gaye praoop ke anusar 10-10 rs. Ke stamp paper pe halafnaama to banwa hi liya hoga. ***********************************
    7- humne 4 zilon me anumaanit CUT OFF aap ogo ko bata hi diye the(SITAPUR, KUSH NAGAR , GONDA & BEHRAAICH [sabhi 67.8(approx)] aur baaki zilo ke CUT OFF bhi humne calculate kar liye hain magar unhe abhi batana JALDBAAZI hogi………………. *********************************
    Aapka TET frnd …….SHADAB (KANPUR)……….shad8762@gmail.com(FACEBOOK)……….cntct-9307476428 (plz plz don’t call….agar aap kuchh kahna ya poochhna chahte hain then send only SMS with ur name & Distt.)

    ReplyDelete

Please do not use abusive/gali comment to hurt anybody OR to any authority. You can use moderated way to express your openion/anger. Express your views Intelligenly, So that Other can take it Seriously.
कृपया ध्यान रखें: अपनी राय देते समय अभद्र शब्द या भाषा का प्रयोग न करें। अभद्र शब्दों या भाषा का इस्तेमाल आपको इस साइट पर राय देने से प्रतिबंधित किए जाने का कारण बन सकता है। टिप्पणी लेखक का व्यक्तिगत विचार है और इसका संपादकीय नीति से कोई संबंध नहीं है। प्रासंगिक टिप्पणियां प्रकाशित की जाएंगी।