http://www.facebook.com/groups/uptetallinone/
सरकारी नौकरी शिक्षक भर्ती/नियुक्ति परिणाम / टीईटी Sarkari Naukri Recruitment/Appointment Result. Latest/Updated News - UPTET, CTET, BETET, RTET, APTET, TET (Teacher Eligibility Test) Merit/Counselling for Primary Teacher(PRT) of various state government including UP, Bihar
Monday, January 14, 2013
UPTET : टीईटी मोर्चा अंतिम निर्णय तक लड़ेगा
http://www.facebook.com/groups/uptetallinone/
8 comments:
Please do not use abusive/gali comment to hurt anybody OR to any authority. You can use moderated way to express your openion/anger. Express your views Intelligenly, So that Other can take it Seriously.
कृपया ध्यान रखें: अपनी राय देते समय अभद्र शब्द या भाषा का प्रयोग न करें। अभद्र शब्दों या भाषा का इस्तेमाल आपको इस साइट पर राय देने से प्रतिबंधित किए जाने का कारण बन सकता है। टिप्पणी लेखक का व्यक्तिगत विचार है और इसका संपादकीय नीति से कोई संबंध नहीं है। प्रासंगिक टिप्पणियां प्रकाशित की जाएंगी।
aap sirf old adv. per court ja saktai hai new adv per nahi new adv. per writ nahi milaigi ar sc db main writ already bharti ko bar bar manmanai tarikai sai rukvanai kai karan writ darz tue. ko lagi hai sarkar ki taraf sai
ReplyDeletejurmana + vakeel ki fee bahut mahnga hai sambhal kr
tet problem solver ravi ji 3din absent hai aap ab unkai no.per call 3din baad karai ab aap
ReplyDeleteMr. mohit gupta (b.e.b.o.&tet a.c.o)
contact -09634154927
apnai tet gunank sai janai aap ka sel. kaha ho sakta hai gupta ji sai
only call time 07am-10pm tak
hurry up and know your no.
good night
maine in ligo ko mana kiya tha ki aap log form na bhare nahi to paisa dub jayega 2012 aur ctet2011 ke bad wale ye sab tet chor hai ab salo ro ya atamdha karo sarkar ya cort koi bhi tum logo ke liye kuch nahi kar sakta jab tum logo ko mana kar raha tha to tum log gali de rahe the ab kya hua ghar ki urdi jhangra me dal aye 500 ke hisab se tum logo ne kam kam se 40 form jarur bhar hoga paisa pani me dub gaya ha tum log dhamki kisko deto ho jan bujh kar galti karo aur dhamki se galat bat manwana chate ho
ReplyDeleteAb to sab clear hai na ....??????
ReplyDelete1- 30.11.2011 k bad wale B.Ed. Pass abhyarthi bharti prakriya se baahar
2- TET me 83-89 no. se qualified OBC cnddtt General ki Merit List se baahar
3- Puraane aavedan nirast.... Shulk wappsi ke Vigyapan jaari
4- TET anko ka wtg. dena ya na dena UP Govmnt ke haath me
5- Online Merit 22 Jan tak
6- First Merit me kewal 60 Gudaank se oopar wale hi aaenge
5- Councelling 29 Jan se
************shad8762@gmail.com(FACEBOOK)........ cntct- 09307476428
Hi Tet frndz !
ReplyDeleteFEMALE candidates ke liye abhi tak koi bhi utsaahjanak khabar nahi hai..... ye sach hai ke BTC me abhi tak Male , Female , Art Sci. ki merit list alag alag aati thi ...magar filhaal is aane wali pahli merit me Female cnddt ke liye aisa kuchh nahi hai.....filhaal to Female ke gudaank male cnddt ke gudaank se ausatan zyada hi hote hain ......**********
lekin ye bhi sach hai K sabhi female cnddts Lakhimpur , Siddhhartha nagar aur aise hi doosre zile jahan beehad ilaake hain , jaana nahi chahtin.....phir bhi Sitapur me hi low merit wale sabhi log fight kar rahe hain ....lekin female cnddts ke liye pareshaani ki baat zaroor hai k unhe bhi is bheed me sabhi ke saath barabar se fight karni hogi ...... **************************************shad8762@gmail.com(FACEBOOK)........ cntct- 09307476428
Hi Frndz !.....
ReplyDeleteAb to kuchh samajhiye aap loggg****
1- 40+ age walon ko raahat ...unke aavedan maanya
2- High Court ke aadesh par SCERT me puraane aavedan ki detail bhejne waalon ko bhi raahat ....unke aavedan bhi maanya
3- AAJ 16.01.2013 KO HIGH COURT ME TET BHARTI SE RELATED BAAKI SABHI WRIT "KHAAAAARIJ" !!!!!!
4- Jin sabhi ki writ khaarij hui hai ...unhe court ne Double Bench me appeal (yadi wo karna chaahen) to 30 din ka samay ........
5- TET wtg se related koi case ab nahi bacha****************shad8762@gmail.com(FACEBOOK).......cntct- 9307476428
Hi TET frndz ! I am Shadab Alam from Kanpur ....my UPTET marks (Ist ppr 126/150 , IInd ppr 120/150))........CTET marks(Ist ppr 99/150 , IInd ppr 100/150)............I am a GEN cnddt having GUDAANK 60.4 ***************************ab kaam ki baat ....................
ReplyDeleteabhi tak HC me jo kuchh hua, aur newspapers me jo bhi aaya un sab ka analysis karne ke baad mai kah sakta hoon k-----------------------------------------------------
1- HC ne TET merit ki maang KHAARIJ ki
2- PRMRY teacher banne ke liye har haal me TET pass karna ANIVAARYA
3- HC ne Shulk 500 Rs. se 50 Rs. karne ki maang KHAARIJ ki
4- HC ne (18-21) aur 40+ age walo ke aavedan maanya kiye
5- HC ne age relaxation paane walo ko 21 Jan 2013 tak praarthna patr bhejne ke liye kaha (AAVEDAN NAHI)
6- Jin logo ne HC ke aadesh se puraane aavedano ki copy SCERT ko 31.12.12 tak bheji thi unke aavedan bhi maanya
7- Bharti ke niyamo ke anusar "soochna chhipa kar" TET pass karne walo ko baahar karne ki taiyaari
8- 72825 shikshko ki bharti me "shikshamitro" ki 10% KOTE ki maang khaarij
9- Is bharti me 2011-12 session ke B.Ed. pass abhyarthi baahar
10- TET exam me 83-89 no. se qualified OBC abhyarthiyon ko OBC kote ka laabh dobaara nahi milega
11- Wo sabhi log jinki yaachikaaen KHAARIJ ki ja chuki hain , DB me 30 dino ke andar appeal kar sakte hain ....un sab ke liye ye aakhri mauka hoga **********************************************************
MERE JIN FRNDZ KO MERE ANALYSIS SE AETRAAZ HO TO WO IN ANALYSIS PAR BILKUL BHI VISHWAAS NA KAREN AUR SWAYAM HI SATYA KA PATA LAGAAYEN .......THANKS.............shad8762@gmail.com(FACEBOOK).............cntct-9307476428
Hi TET Frndz !
ReplyDelete"EK BAR PHIR COURT NE BADLA PAALA"
****************************
TWO OPPOSITE DECISION EK SAATH------ SAB KUCHH ANISHCHIT----- SAB KUCHH DOUBTFUL*********
Ab aap dekhiye ke High Court ne ye kya kiya***
1- TET Anivaarya hoga (Dainik Jagaran Kanpur - Front Page)
2- B.T.C. kare ya Vishisht B.T.C. , Bina TET pass kare koi bhi teacher nahi ban sakta (Dainik Jagaran Kanpur - Front Page)
3- High Court ne TET par lagaayi Muhar (Dainik Jagaran Kanpur - Page No-11)
4-Sabh B.Ed. degree dharak 72825 post par aavedan kar sakte hain (Dainik Jagaran Kanpur - Page No-11)
5- Govmnt. 15 dino ke andar sabhi B.Ed. dhaarako se aavedan maange (Dainik Jagaran Kanpur - Page No-11)
6- Ye B.Ed. dhaarako ko PRIMARY TEACHER banne ka aakhri mauka (Dainik Jagaran Kanpur - Page No-11)
7- Naye B.Ed. dhaarak PRIMARY TEACHER nahi ban sakenge (Dainik Jagaran Kanpur - Page No-11)
TO AB SAB KUCHH ANISHCHIT----- SAB KUCHH DOUBTFUL..........AAGE AAGE DEKHIYE HOTA HAI KYA.......shad8762@gmail.com(FACEBOOK).......cntct- 9307476428